मंगलवार 20 दिसंबर 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
020-12-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 20/12/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ khuśhī hōnī chāhiē ki ham abhī yah duniyā , yah sab kuchh chhōṛ apnē ghar śhāntidhām jāyēṅgē phir sukhdhām mē̃ āyēṅgē ' '
1Essence: Sweet children, you should have the happiness that you are now to leave this world and everything within it and go to your home, the land of peace, and then to the land of happiness.
Question
2Praśhna : is nāzuk rāstē mē̃ nirantar āgē baṛhnē kē liē kaun see|sī|C khabardārī jarūr rakhnī hai ?
2Question: In order to move constantly forward on this delicate path, what must you definitely be cautious about?
Answer
3Uttar : kabhī bhī kōī vyarth vā śhaitānī bātē̃ sunāyē tō uskā mitr nahī̃ banō .
3Answer: Don't become a friend of anyone who tells you wasteful or devilish things. 4To listen and agree with others when they speak of defamatory things means to be disobedient to the Father.
4Hā̃ jī karkē glānī key|kī bātē̃ sunnā mānā bāp kā nāpharmānbardār bannā , isliē merciful ban uskī ādat kō miṭānā hai .
5Therefore, become merciful and help them end their habits. 6Become obedient to the Father.
5Bāp kā pharmānbardār bannā hai .
7Wear the eye make-up (ointment) of knowledge.
6Gyān kā surmā pahan lēnā hai .
8This is a very delicate path.
7Yahī bahut nāzuk rāstā hai jismē̃ khabardār hōkar chalnē sē hī āgē baṛhtē rahē̃gē .
9By moving along with great caution you will continue to make progress.
Song
8Gīt : is pāp key|kī duniyā sē …
10Song: Take us away from this land of sin to a world of rest and comfort!
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Mīṭhē bachchē ab tum samajhdār banē hō aur feel kartē hō ki pahlē ham kitnē bēsamajh thē .
12Sweet children, you have now become sensible and you feel that you were previously so senseless.
11Yah bhī samajh mē̃ nahī̃ ātā thā ki yah patit duniyā hai aur isī bhārat mē̃ jab dēvī dēvtāō̃ kā rājya thā tō pāvan sukhī thē . 12Usmē̃ kōī duḥkh key|kī bāt nahī̃ thī .
13You didn't even understand that this world is an impure world and that it was pure and happy when the deities ruled in this Bharat; there was nothing of sorrow here at that time.
13Parantu yah bhī niśhchay nahī̃ hōtā thā ki svarg mē̃ sadaiv sukh hōgā .
14However, you didn't even have the faith that there is constant happiness in heaven.
14Svarg kā kiskō patā nahī̃ thā .
15No one knew about heaven.
15Manuṣhya tō samajhtē haĩ vahā̃ bhī duḥkh thā .
16People think that there was sorrow there too.
16Yah hai bēsamajhī .
17That, too, is senselessness.
17Ab tum bachchē samajhdār banē hō .
18You children have now become sensible.
18Bāp nē ākar samjhāyā hai .
19The Father has come and explained to you.
19Unkī śhrīmat par tum chal rahē hō .
20You are following His shrimat.
20Manuṣhya kahtē bhī haĩ ki yah patit duniyā hai . 21Svarg pāvan duniyā thī .
21People say that this world is impure and that heaven is the pure world.
22Pāvan duniyā mē̃ bhī duḥkh hō phir tō duḥkh key|kī hī duniyā huī .
22If there is sorrow in the pure world, then that is also a world of sorrow.
23Phir gīt bhī wrong hō jātā hai .
23In that case, the song is wrong.
24Kahtē haĩ hē bābā aisī jagah lē chalō jahā̃ ārām , sukh chain hō .
24It says: O Baba, take us to a place where there is comfort, rest and happiness.
25Bachchē yah bhī jāntē haĩ svarg sōnē key|kī chiṛiyā thī .
25You children also know that heaven was the ‘Golden Sparrow’.
26Dēvī-dēvtā thē , kahtē bhī haĩ ham ēk dō kō duḥkh nahī̃ dētē thē . 27Parantu phir kah dētē ki yah duḥkh sukh sab paramparā sē chalā ātā hai .
26There used to be deities there. 27You still say that you didn't cause sorrow for one another, but you then say that sorrow and happiness have continued since time immemorial.
28Kr̥iṣhṇa par bhī jhūṭhē kalaṅk lagā diyē haĩ .
28People have falsely accused Krishna.
29Kahā jātā hai jaisī patitō̃ key|kī dr̥iṣhṭi vaisī sr̥iṣhṭi , samajhtē haĩ sārī sr̥iṣhṭi patit hī hai .
29It is said: As is the vision of impure ones, so their world. 30They believe that the whole world is impure.
30Is samay unhō̃ key|kī dr̥iṣhṭi hī patit hai tō sārī sr̥iṣhṭi kō hī patit samajhtē haĩ .
31At this time their vision is impure and so they believe that the whole world is impure.
31Kah dētē haĩ paramparā sē yah patitpanā chalā ātā hai .
32They say that impure activities have continued since time immemorial.
32Abhī tum bachchō̃ mē̃ samajh ātī jātī hai - sō bhī number-vār puruṣhārth anusār .
33You children are now becoming sensible, but that, too, is numberwise, according to the efforts you make.
33Bachchō̃ kō parampitā paramātmā K|kē direction miltē haĩ .
34You children are receiving directions from the Supreme Father, the Supreme Soul.
34Ātmāō̃ kō bāp baiṭh samjhātē haĩ , sab ātmāyē̃ patit haĩ isliē patit ātmā kō pāp-ātmā kahā jātā hai .
35The Father sits here and explains to you souls: All are impure souls. 36Therefore, impure souls are called sinful souls.
35Bāp ātmāō̃ sē bāt kartē haĩ - tum hamārē avināśhī bachchē hō .
37The Father says to souls: You are My imperishable children.
36Phir mama bābā bhī kahtē hō .
38You say: Mama, Baba.
37Is duniyā mē̃ kiskō bhī pitāśhrī nahī̃ kah saktē .
39No one in this world can be called Pita Shri.
38Śhrī mānā śhrēṣhṭh parantu yahā̃ ēk bhī manuṣhya śhrēṣhṭh hai nahī̃ .
40Shri means elevated, but not a single human being here is elevated.
39Yah tō ēk key|kī hī mahimā hō saktī hai .
41This can only be the praise of One.
40Bhal tum inkō is samay kahtē hō kyōṅki sannyās kiyā huā hai śhrēṣhṭh bannē kē liē .
42However, you call this one by that name at this time because he has adopted renunciation in order to become elevated.
41Tum jāntē hō ham abhī phariśhtē bannē vālē haĩ .
43You know that you are now going to become angels.
42Lēkin chaltē-chaltē , śhrēṣhṭh bantē-bantē jhaṭ māyā rāvaṇ thappaṛ lagākar bhraṣhṭa banā dētī hai .
44However, while you are moving along and becoming elevated, Maya, Ravan, quickly slaps you and corrupts you.
43Bhraṣhṭa kō śhrī kah nahī̃ saktē .
45Corrupt ones cannot be called Shri (elevated).
44Śhrī lakṣhmī , śhrī nārāyaṇ . 45Śhrī rādhē , śhrīkr̥iṣhṇa kahtē haĩ .
46It is said: Shri Lakshmi, Shri Narayan, Shri Radhe, Shri Krishna.
46Mandirō̃ mē̃ bhī jākar unhō̃ key|kī mahimā gātē haĩ .
47People go to temples and sing praise of them.
47Apnē kō śhrēṣhṭh kah nahī̃ saktē .
48They cannot call themselves elevated.
48Ab tum bachchō̃ nē samjhā hai bhārat śhrēṣhṭh thā .
49You children have now understood that Bharat was elevated.
49Vahā̃ mūt palītī nahī̃ thē .
50There weren't any impure, dirty clothes there.
50Śhuddha śhrēṣhṭh thē .
51They were pure and elevated there.
51Bāp key|kī mahimā hai nā - mūt palītī kapṛō̃ kō dhōkar kañchan kar dētē haĩ .
52The Father's praise is that He washed the dirty, impure clothes and made them pure.
52Is samay tō sabhī patit haĩ . 53Barōbar hai bhī rāvaṇ rājya .
53At this time all are impure; it is truly Ravan’s kingdom.
54Manuṣhya rāvaṇ kō varṣh-varṣh jalātē haĩ . 55Parantu jaltā hī nahī̃ phir phir khaṛā hō jātā hai .
54People burn an effigy of Ravan every year but he doesn't get burnt; he appears again and again.
56Yah bhī manuṣhyō̃ kō samajh mē̃ nahī̃ ātā jabki jalā dētē haĩ phir her|har varṣh nayā kyō̃ banātē haĩ ?
55Because they have burnt him, they are unable to understand why a new one is created every year.
57Issē siddha hōtā hai rāvaṇ rājya gayā nahī̃ hai .
56It proves that Ravan’s kingdom has not gone away.
58Svarg mē̃ jab rāmrājya hōtā hai tab vahā̃ rāvaṇ key|kī effigy nikālē̃gē nahī̃ .
57In heaven, when it is the kingdom of Rama, they do not create an effigy of Ravan.
59Kahtē haĩ rāvaṇ kō jalāyā phir laṅkā kō lūṭā .
58Here, people say that they burnt Ravan and then looted Lanka.
60Rāvaṇ key|kī laṅkā sōnī batātē haĩ .
59They show a golden Lanka of Ravan.
61Parantu aisā hai nahī̃ .
60However, it is not like that.
62Yah tō sārī duniyā laṅkā hai . 63Yah island hai nā .
61This whole world is Lanka; this is an island.
64Sārē world par rāvaṇ kā rājya hai .
62There is Ravan’s kingdom over the whole world.
65Yah bhī tum bachchē samajhtē hō .
63Only you children understand this.
66College mē̃ kōī bēsamajh jākar baiṭhē tō kyā samajh sakē̃gē .
64If a senseless person were to go and sit in a college, what would he be able to understand?
67Kuchh bhī nahī̃ . 68Waste of time karē̃gē .
65Nothing at all; he would simply be wasting his time.
69Yah īśhvarīy college hai , inmē̃ nayā ādmī kōī samajh nahī̃ sakē̃gē isliē 7 rōj quarantine mē̃ biṭhānā paṛē . 70Jab tak lāyak banē̃ .
66This is a Godly college. 67A new person would not be able to understand anything here. 68This is why he has to be made to sit in quarantine for seven days until he becomes worthy.
71Phir bhī achchhā ādmī , religious minded hai tō unsē pūchhnā hai parampitā paramātmā tumhārā kyā lagtā hai ?
69Nevertheless, if that person is a good, religious-minded person you can ask him: What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul?
72Vah hai ātmāō̃ kā pitā aur prajāpitā bhī tō bāp hai .
70He is the Father of souls and Prajapita is also a father.
73Yah point baṛī achchhī hai . 74Parantu bachchē is par itnā harṣhit nahī̃ hōtē haĩ .
71This point is very good, but some children don't remain that cheerful through this.
75Bāp kahtē haĩ tumkō naī-naī point sunātā hū̃ jissē tumkō naśhā chaṛhē . 76Kiskō samjhānē key|kī yukti āyē .
72The Father says: I tell you new points with which your intoxication can rise and you can also learn ways to explain to others.
77Tum form bharākar pūchh saktē hō ki parampitā paramātmā sē tumhārā kyā sambandh hai ?
73You can ask them to fill in a form and then ask them: What is your relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul?
78Kahēgā parampitā tō pitā huā nā , phir us samay sarvavyāpī kā gyān hī uṛ jāyēgā .
74They would say: The Supreme Father is the Father. 75Therefore, at that time, the idea of omnipresence would fly away.
79Tum jab praśhna pūchhē̃gē tō kahē̃gē vah tō bāp hai . 80Ham sab bachchē haĩ .
76If you ask them this question, they would say that He is the Father and that we are all children.
81Itnā mān lē tō likhā lēnā chāhiē .
77If they believe this much, you should get them to write it down.
82Prajāpitā K|kē bhī bachchē ṭhaharē .
78You are also the children of Prajapita.
83Vah śhiv hō gayā dādā aur vah bābā .
79Shiva is Dada (Grandfather) and this one (Brahma) is Baba.
84Śhivbābā svarg key|kī sthāpanā karnē vālā hai tō jarūr unsē hī varsā milēgā .
80Shiv Baba is the One who establishes heaven and so you will definitely receive the inheritance from Him.
85Bahut sahaj tē sahaj bātē̃ nikālnī paṛtī haĩ .
81You have to find the easiest things of all.
86Mitr-sambandhiyō̃ ādi kē pās jāō , unkō bhī yah samjhāō .
82Go to your friends and relatives and also explain this to them.
87Yah tō naśhā hai nā ham bāpdādā sē varsā pātē haĩ .
83You have the intoxication that you claim your inheritance from BapDada.
88Mātā sē varsā nahī̃ milēgā .
84You will not receive the inheritance from the mother.
89Bāp kō hī svarg key|kī sthāpanā karnī hai nā .
85It is the Father who has to establish heaven.
90Vahī mālik hai .
86He is the Master.
91Jaisē inkō dādē K|kē varsē kā hak hai , vaisē पोत्रे-पोत्रियों kō bhī hak hai .
87Just as this one has a right to the Grandfather's inheritance, in the same way, grandchildren too have a right.
92Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō .
88The Father says: Remember Me!
93Aisē nahī̃ kahtē ki is dēhdhārī kō bhī yād karō .
89He doesn't say: Also remember this bodily being.
94Bāp sammukh bāt kar rahē haĩ .
90The Father is speaking to you personally.
95Kalp pahlē bhī aisē samjhāyā thā .
91He also explained to you in the previous cycle.
96Parantu bachchō̃ kō dēh-abhimān bahut ā jātā hai .
92However, some children become very body conscious.
97Dēhdhāriyō̃ sē lav|love hō jātā hai .
93You love bodily beings.
98Bāp kahtē haĩ hē ātmāyē̃ tum tō aśharīrī āī thī phir part bajātē ab 84 janm pūrē kiyē haĩ .
94The Father says: O souls, you came bodiless and, having played your parts, you have now completed your 84 births.
99Abhī maĩ kahtā hū̃ tumkō vāpis chalnā hai .
95Now, I am telling you that you have to return home.
100Māmēkam yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
96Constantly remember Me alone and your sins will be absolved.
101Dēhdhārī kō yād karnē sē vikarma vināśh nahī̃ hōṅgē .
97Your sins won't be absolved by remembering bodily beings.
102Tum vāydā kartē hō bābā ham āpkō hī yād karē̃gē .
98You promise Baba that you will remember Him alone.
103Tumkō is purānī duniyā mē̃ ab rahnā hī nahī̃ hai , ismē̃ kōī chain nahī̃ isliē kahtē hō aisī jagah lē chalō jahā̃ sukh chain hō .
99You are no longer to live in this old world. 100There is no comfort here. 101This is why you ask to be taken to a place where there is happiness and comfort.
104Tum bachchē jāntē hō ham pahlē jāyēṅgē śhāntidhām mē̃ .
102You children know that you will first go to the land of peace.
105Vahā̃ sukh kā nām nahī̃ lē̃gē .
103There, you will not mention happiness.
106Śhānti hī śhānti hōgī .
104There will be peace and nothing but peace.
107Phir jāyēṅgē sukhdhām mē̃ .
105You will then go to the land of happiness.
108Vahā̃ phir śhānti kā nām nahī̃ lē̃gē . 109Jab duḥkh hai tō aśhānti hai .
106There, you won't mention peace. 107It is when there is sorrow that there is peacelessness.
110Sukh mē̃ tō śhānti hai hī .
108There is peace merged in happiness anyway.
111Parantu vah śhāntidhām nahī̃ .
109However, that is not the land of peace.
112Śhāntidhām hai ātmāō̃ kā sweet home .
110The land of peace is the sweet home of souls.
113Bāp sārē ādi madhya ant kō jānnē vālā hai .
111The Father knows the beginning, the middle and the end of everything.
114Ab tum bachchō̃ kā dhandhā hī hai paṛhnā-paṛhānā aur phir apnē śharīr nirvāh arth|earth karma bhī karnā hai .
112Now, the business of you children is to study and teach others and also actions for the livelihood of your bodies.
115Tum jāntē hō ham is mr̥ityulōk sē amarlōk chalē jāyēṅgē via śhāntidhām .
113You know that you will go from this land of death to the land of immortality via the land of peace.
116Yah buddhi mē̃ yād rakhnā hai jab tak tum transfer hō jāō .
114You have to keep this in your intellects until you become transferred.
117Apnī paṛhāī kī result tak paṛhnā paṛē .
115You have to study until the results of your study are out.
118Jab tak mr̥ityu nahī̃ huā hai , paṛhnā hī hai .
116You have to study until you die.
119Yah tō yād kar saktē hō nā ki ab hamkō jānā hai ghar .
117You can at least remember that you now have to go home!
120Yah duniyā , yah sab kuchh chhōṛnā hai .
118You have to leave this world and everything in it here.
121Khuśhī hōnī chāhiē .
119You should be happy.
122Bēhad nāṭak kā rāz bhī samajh gayē hō .
120You have understood the secrets of the unlimited play.
123Had kā nāṭak pūrā hōtā hai tō kapṛē badalī kar ghar chalē jātē haĩ .
121When a limited play comes to an end, they change their clothes and go home.
124Vaisē hamkō bhī jānā hai .
122Similarly, we too now have to go home.
12584 janmō̃ kā chakra pūrā hōtā hai .
123The cycle of 84 births is now coming to an end.
126Yād bhī kartē haĩ hē patit-pāvan āō .
124You remember the Purifier and ask Him to come.
127Śhivbābā kō hī yād karē̃gē .
125You should then only remember Shiv Baba.
128Ēk taraph kahtē patit-pāvan āō dūsrē taraph phir sarvavyāpī kah dētē . 129Kōī arth|earth hī nahī̃ nikaltā .
126On the one hand, you say: “O Purifier, come!” and, on the other hand, you say that He is omnipresent!
130Bachchō̃ kō kitnā sahaj rīti samjhātē haĩ - śhāntidhām kō yād karō .
127There is no meaning to that. 128He tells you children so easily: Remember the land of peace.
131Yah duḥkhdhām hai , iskā vināśh bhī sāmnē khaṛā hai .
129This is the land of sorrow. 130The destruction of it is just ahead.
132Yah vahī mahābhārat laṛāī hai .
131This is the same Mahabharat War.
133Europe-vasi yādav bhī haĩ aur kaurav pāṇḍav bhāī haĩ .
132There are the Yadavas who are the residents of Europe. 133The Kauravas and the Pandavas are brothers.
134Ham ēk hī ghar K|kē haĩ nā .
134We are all from the same family.
135Bhāī-bhāī mē̃ yuddha hō nahī̃ saktī .
135There cannot be a war between brothers.
136Yahā̃ tō yuddha key|kī bāt hī nahī̃ .
136There is no question of a war here.
137Parantu manuṣhyō̃ kā bhī dhandhā hai ēk dō kō laṛānā .
137The business of human beings is to make one another fight.
138Yah tō ēk rasam hai .
138This is a system.
139Sab ēk dō K|kē duśhman haĩ .
139All are enemies of one another.
140Bachchā bhī bāp kā duśhman ban paṛtā hai .
140Even children become enemies of their parents.
141Mr̥ityulōk key|kī rasam-rivāz bhī sabkī apnī-apnī hai .
141In the land of death, the customs and systems of everyone are their own.
142Bāp kā plan dēkhō kitnā baṛā hai .
142Look how big the Father's plan is!
143Sabkē plans khatm kar dētē aur sukhdhām key|kī sthāpanā kartē haĩ .
143He ends everyone's plans and establishes the land of happiness.
144Bākī sabkō śhāntidhām mē̃ bhēj dētē haĩ .
144He sends everyone else to the land of peace.
145Tum bachchē dēkhtē hō ham kiskē sāmnē baiṭhē haĩ .
145You children can see whom you are sitting in front of.
146Niśhchay hai parampitā paramātmā gyān kā sāgar hai .
146You have the faith that the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Love.
147In organs dvārā hamkō knowledge dē rahē haĩ aur kōī satsaṅg aisā hōgā kyā .
147He is giving us knowledge through these organs. 148Would there be any other spiritual gathering like this?
148Yahā̃ bāp sāmnē baiṭh samjhātē haĩ .
149Here, the Father sits in front of you and explains to you.
149Jāntē hō bāp ham ātmāō̃ sē bāt kartē haĩ .
150You know that the Father is speaking to you souls.
150Ham kānō̃ sē suntē haĩ .
151We are listening through our ears.
151Bābā is dādā K|kē mukh dvārā bōltē haĩ .
152Baba is speaking through the mouth of this Dada.
152Jō ratna bābā K|kē mukh sē nikaltē vahī tum bachchō̃ K|kē mukh sē nikalnē chāhiē .
153The jewels that emerge through the lips of Baba should emerge through the lips of you children.
153Sadaiv mukh sē ratna hī nikalē .
154Let only jewels constantly emerge from your lips.
154Phāltū śhaitānī bātē̃ sunnī bhī nahī̃ chāhiē .
155You shouldn't even listen to useless, devilish things.
155Kaī tō baṛī khuśhī sē baiṭh suntē haĩ .
156Some listen to such things in great happiness.
156Bāp kahtē haĩ aisī bātē̃ sunō vā kiskō kartē huē dēkhō tō bābā kō batāō tō bābā samjhānī dēgē .
157The Father says: If you hear such things or you see others saying such things, tell Baba and He will make them understand.
157Nahī̃ tō vah pakkē hō jātē haĩ .
158Otherwise, they become firm in that.
158Parantu aisā hōtā rahtā hai .
159This continues to happen.
159Bābā kō sunātē nahī̃ haĩ ki bābā yah phāltū bātē̃ sunātē haĩ , inkō manā kī jāyē tō ādat miṭ jāē .
160They don't even tell Baba that so-and-so is talking about useless things. 161If he is forbidden to do it, that habit will end.
160Bāp sabhā mē̃ samjhāyēṅgē parantu aisē K|kē phir mitr ban jātē haĩ .
162The Father would explain to the gathering, but some of you then become friends of such children.
161Māyā achchhē-achchhē bachchō̃ key|kī buddhi bhī patthar banā dētī hai .
163Maya turns the intellects of very good children to stone.
162Bāp K|kē pharmānbardār bachchē bantē hī nahī̃ haĩ , baṛā nāzuk rāstā hai .
164They don't become obedient children of the Father. 165This is a very delicate path.
163Ismē̃ baṛī khabardārī rakhnī chāhiē .
166You have to be very cautious here.
164Merciful ban kismē̃ ādat hai tō miṭānī chāhiē .
167Become so merciful that if anyone has any habits, you end them.
165Hā̃ jī karkē sunnā nahī̃ chāhiē .
168You shouldn't just agree with them and continue to listen to them.
166Bābā jō sukhdhām kā mālik banātē haĩ , aisē bābā key|kī glānī tō ham kabhī nahī̃ sunē̃gē .
169Baba is making you into the masters of the land of happiness. 170We will never listen to defamation of such a Father.
167Hamkō tō śhivbābā sē varsā lēnā hai aur bātō̃ sē kyā tailuk .
171We have to claim our inheritance from Shiv Baba; we aren't concerned about anything else.
168Kōī sunē na sunē ham tō gyān kā surmā pahan lē̃ .
172Whether anyone listens to this or not, we will at least wear the ointment of knowledge.
169Kōī gyān añjan pātē haĩ kōī tō phir dhūl añjan pātē haĩ .
173Some wear eye makeup of knowledge and others wear eye makeup of mud.
170Ussē gyān kā tīsrā nētra khultā hī nahī̃ hai .
174One’s third eye of knowledge won’t open through that.
171Bābā itnā tō sahaj kar samjhātē haĩ jō kaisā bhī rōgī , andhā , laṅgṛā hō vah bhī samajh jāyē .
175Baba explains everything so easily that, no matter how diseased, blind or crippled someone may be, he can understand.
172Alpha aur bē dō akṣhar haĩ .
176There are the two words: Alpha and beta.
173Bāp samjhātē haĩ bachchē , mitr-sambandhiyō̃ ādi sē bhī dōstī rakhō . 174Bahut mīṭhā banō .
177The Father says: Children, stay friendly with your friends and relatives; become very sweet.
175Tumhārā kām hī hai bāp kā parichay dēnā .
178Your duty is to give the Father's introduction.
176Bhal duśhman hō tō bhī mitratā rakhnī hai .
179Even if someone is an enemy, you have to stay friendly.
177Bahut mīṭhā bannā hai .
180Become very sweet!
178Bāp kahtē haĩ tumnē āsurī mat par mujhē kitnī gālī dī hai , mērā apkār kiyā hai phir bhī maĩ tum par kitnā upkār kartā hū̃ .
181The Father says: You have insulted Me so much by following devilish dictates. 182You defamed Me but, in spite of that, I uplift you so much!
179Īśhvar kā apkār hōnā bhī drama mē̃ nūndh hai .
183It is fixed in the drama for God to be defamed.
180Tab tō kahtē haĩ yadā yadāhi . . āyā bhī bhārat mē̃ hai . 181Samjhā bhī rahē haĩ .
184This is why it is said: Whenever there is extreme irreligiousness, I come….
182Bachchō̃ kō har ēk bāt achchhī rīti samajhnī hai .
185He has come into Bharat. 186He also explains to us.
183Kiskī takdīr mē̃ nahī̃ hai tō phir vahī āsurī dhandhā kartē rahē̃gē .
187You children have to understand everything very clearly.
184Yahā̃ sē bāhar gayē aur in bātō̃ kō bhūl jāyēṅgē .
188If it is not in someone's fortune, he continues to do devilish business.
185Nindā kartē-kartē yah hall|hāl hō gayā hai .
189As soon as you leave here, you forget these things.
186Ab yah nindā karnā tō chhōṛ dō .
190By defaming God, your condition has become such.
187Tumhārā nām tō likhā huā hai prajāpitā brahmākumār-kumāriyā̃ .
191Now stop defaming God! 192Your name is written: Prajapita Brahma Kumars and Kumaris.
188Samajh jāyēṅgē śhiv K|kē pōtrē pōtriyā̃ ṭhaharē .
193They should understand that you are the grandchildren of Shiva.
189Jarūr svarg kā varsā miltā hōgā .
194You will definitely receive the inheritance of heaven.
190Bhārat kō varsā thā ab nahī̃ hai phir ab miltā hai .
195Bharat received the inheritance, but it doesn't have it now.
191Satyug mē̃ sirph sūryavanśhī hī thē .
196It is now receiving it once again.
192Ab tum bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē aur vahā̃ pahuñch jāyēṅgē . 193Kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ .
197In the golden age, there was just the sun dynasty. 198Now remember the Father and your sins will be absolved and you will go there.
194Tum bachchō̃ kō bhī service karnī hai parantu pahlē apnī vr̥itti bhī achchhī chāhiē .
199The Father explains so well! 200You children also have to do service but, first, your attitude has to become very good.
195Sirph paṇḍit nahī̃ bannā hai .
201You mustn't just become a pundit.
196Pakkē yōgī , rājr̥iṣhi hōṅgē tō dūsrē kō tīr lagēgā .
202If you are a firm yogi, a Raja Rishi, the arrow will strike others.
197Khud mē̃ hī kōī kamī hōgī tō dūsrē kō bōl nahī̃ sakē̃gē .
203If you have some weakness yourself, you would not be able to tell others anything.
198Lajjā ātī rahēgī , apnā pāp andar khātā rahēgā .
204You would feel ashamed and your sin would continue to bite you inside.
199Her|har bāt kē liē bābā samjhātē bahut achchhā haĩ .
205Baba explains everything very well.
200Kalp pahlē bhī aisē hī samjhāyā thā .
206He explained to you in the same way in the previous cycle.
201Dēvī-dēvtā dharm tō jarūr sthāpan hōgā kōī paṛhē na paṛhē .
207Whether someone studies or not, the deity religion will definitely be established.
202Phir bhī bāp kahtē haĩ kuchh samajhdār banō .
208Nevertheless, the Father says: At least become a little sensible!
203Is kamāī aur us kamāī kō buddhi mē̃ rakhō .
209Keep this income as well as that income in your intellects.
204Sachchī kamāī bāp hī karātē haĩ .
210Only the Father inspires you to earn a true income.
205Bāp aur svarg kō yād karnā , yah bhūlō mat .
211Don't forget to remember the Father and heaven.
206Simraṇ kartē-kartē ant matī sō gati hō jāyēgī .
212By constantly remembering Baba, your final thoughts will lead you to your destination.
207Savērē uṭh bāp kī yād mē̃ baiṭhō .
213Wake up early in the morning and remember the Father.
208Agar sustī ātī hai tō samjhā jātā takdīr mē̃ nahī̃ hai .
214If you feel lazy, then understand that it is not in your fortune.
209Aisī practice karnī hai jō ant mē̃ dēh bhī yād na paṛē .
215Practise this in such a way that you don't even remember your body at the end.
210Ham ātmā haĩ .
216I am a soul.
211Achchhā !
217Achcha.
212Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
218To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
219The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
214Dhārṇā kē liē mukhya sār :
220Essence for dharna:
2151 ) apnī vr̥itti kō śhuddha rakh duśhman kō bhī mitr banānā hai .
221 1. Keep your attitude pure and even make your enemies into your friends.
216Apkārī par bhī upkār kar bāp kā sachchā parichay dēnā hai .
222Uplift those who defame you and give everyone the Father’s true introduction.
2172 ) jō ratna bābā K|kē mukh sē nikaltē haĩ vahī ratna nikālnē haĩ .
223 2. Let only the jewels that emerge through Baba's lips emerge through your lips.
218Kōī bhī vyarth bātē̃ na sunnī hai na sunānī hai .
224Don’t listen to or speak of wasteful things.
Blessing
219Vardān : saṅgamyug K|kē samay kā mahatva jān paramātma duāō̃ sē jhōlī bharnē vālē māyājīt bhav
225Blessing: May you fill your apron with God’s blessings by knowing the importance of the confluence age and become a conqueror of Maya.
220Saṅgamyug kā ēk second aur yugō̃ K|kē ēk varṣh sē bhī jyādā hai , is samay ēk second bhī ganvāyā tō second nahī̃ lēkin bahut kuchh ganvāyā .
226 One second of the confluence age is even greater than a year of the other ages. 227If you waste even one second at this time, that is not just a second wasted, but a lot of time is wasted.
221Itnā mahatva sadā yād rahē tō her|har second paramātma duāyē̃ prāpt kartē rahē̃gē aur jiskī jhōlī paramātma duāō̃ sē sadā bharpūr hai uskē pās|pass kabhī māyā ā nahī̃ saktī .
228Constantly remember the importance of this and you will continue to receive God’s blessings at every second. 229Those whose aprons are always full of God’s blessings can never have Maya come to them.
222Dūr sē hī bhāg jāyēgī .
230She will run away from a distance.
223Tō samay kō bachānā - yahī tīvr purūṣhārth hai . 224Tīvr purūṣhārthī arthāt sadā māyājīt .
231So, to save time is to make intense effort. 232An intense effort-maker means one who is constantly always a conqueror of Maya.
Slogan
225Slōgan : jō āgyākārī haĩ vahī bāp key|kī vā parivār key|kī duāō̃ K|kē pātr haĩ .
233Slogan: Those who are obedient are worthy of receiving blessings from the Father and the family.
234*** Om Shanti ***