शुक्रवार 23 दिसंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

023-12-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 23/12/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - yād mē̃ baiṭhtē samay āṅkhē khōlkar baiṭhō kyōṅki tumhē̃ khātē-pītē , chaltē-phirtē bāp kī yād mē̃ rahnā hai ' '

1Essence: Sweet children, when sitting in remembrance, sit with your eyes open, because you have to stay in remembrance of the Father while eating, drinking, walking and moving around.

Question

2Praśhna  : bhagvān kō ḍhūṇḍhnē kē liē manuṣhya dar-dar dhakkē kyō̃ khātē haĩ - kāraṇ  ?

2Question: What is the reason why people wander from door to door searching for God?

Answer

3Uttar  : kyōṅki manuṣhyō̃ nē bhagvān kō sarvavyāpī kah bahut dhakkē khilāyē haĩ .

3Answer: Because people have said that God is omnipresent and made others wander around a great deal. 4If He were omnipresent, where would you find Him?

4Sarvavyāpī hai tō kahā̃ sē milēgā  ?

5They then say that God is beyond name and form.

5Phir kah dētē haĩ paramātmā tō nām-rūp sē nyārā hai .

6If He were beyond name and form, how would you find Him?

6Jab nām-rūp sē hī nyārā hai tō milēgā phir kaisē aur ḍhūṇḍhē̃gē kiskō  ?

7For whom would you look? 8This is why they continue to wander from door to door.

7Isliē dar-dar dhakkē khātē rahtē haĩ .

9You children have now stopped wandering around.

8Tum bachchō̃ kā bhaṭaknā ab chhūṭ gayā . 9Tum niśhchay sē kahtē hō - bābā paramdhām sē āyē haĩ .

10You say with faith that Baba has come from the supreme abode.

10Ham bachchō̃ sē in organs dvārā bāt kar rahē haĩ .

11He speaks to us children through these organs.

11Bākī nām-rūp sē nyārī kōī chīz hōtī nahī̃ .

12However, there is nothing that is beyond name or form.

Murli

12Ōm śhānti .

13Om shanti.

13Mīṭhē-mīṭhē bachchē bāp kī yād mē̃ baiṭhē haĩ .

14Sweetest children, you are sitting in remembrance of the Father.

14Yah kisnē kahā aur kiskō  ?

15Who said this and to whom?

15Sabhī ātmāō̃ K|kē bāp nē apnē bachchō̃ , ātmāō̃ sē bōlā .

16The Father of all souls said this to His children, you souls.

16Ātmāō̃ nē organs sē sunā ki bābā nē kyā kahā  ?

17You souls heard through your organs what Baba said.

17Bāp nē kahā , apnē bāp kō yād kartē hō  ?

18The Father asked: Are you remembering your Father?

18Bāp kō yād karnē kē liē kyā āṅkhē̃ band karnī hōtī haĩ  ?

19Do you need to close your eyes to remember your father?

19Bachchē jab bāp kō yād kartē haĩ tō āṅkhē tō khulī huī hōtī haĩ .

20When children remember their father, their eyes are open.

20Uṭhtē-baiṭhtē , chaltē-phirtē bachchō̃ kō bāp kī yād rahtī hai .

21While sitting, walking and moving around, children remember their father.

21Āṅkhē band karnē key|kī darkār nahī̃ .

22There is no need to close your eyes.

22Ātmā jāntī hai ki mērā bāp in organs sē mērē sē bāt kartē haĩ .

23The soul knows that his Father is speaking to him through the organs.

23Paramdhām sē āyē haĩ , is patit purānī duniyā kō naī duniyā banānē .

24He has come from the supreme abode to make this old, impure world new.

24Yah buddhi mē̃ hai , āṅkhē tō khulī huī haĩ .

25This is in your intellects and your eyes are open.

25Bābā bāt kartē haĩ , tum suntē bhī hō aur yād mē̃ bhī hō .

26Baba is speaking to you. 27You are listening to Him and are also remembering Him.

26Kaun sunātē haĩ  ?

28Who is telling you this?

27Parampitā paramātmā .

29The Supreme Father, the Supreme Soul.

28Unkā nām kyā hai  ?

30What is His name?

29Jaisē tumhārē śharīr kā nām hai .

31The names of your bodies continue to change.

30Vah badaltā rahtā hai . 31Ēk śharīr liyā , chhōṛā phir dūsrā liyā tō nām bhī dūsrā paṛēgā .

32You take a body, shed that and then take another and so you receive another name.

32Ātmā kā nām badaltā nahī̃ hai .

33The name of souls doesn't change.

33Bāp kahtē haĩ maĩ bhī ātmā hū̃ , tum bhī ātmā hō .

34The Father says: I am a soul and you too are souls.

34Maĩ paramdhām mē̃ rahnē vālā param ātmā hū̃ , isliē supreme ātmā kahtē haĩ .

35I am the Supreme Soul who is the Resident of the supreme abode and that is why I am called the Supreme Soul.

35Supreme ūñchē tē ūñch kō kahā jātā hai .

36The Highest on High is said to be the Supreme.

36Ūñch ātmāyē̃ bhī haĩ tō nīch ātmāyē̃ bhī haĩ .

37There are elevated souls and also degraded souls.

37Kōī puṇya ātmā , kōī pāp ātmā .

38Some are charitable souls and others are sinful souls.

38Bāp kahtē haĩ - mujh ātmā kā nām sadaiv ēk hī śhiv hai .

39The Father says: I, this soul, always have the one name, Shiva.

39Nām tō jarūr chāhiē nā .

40He definitely needs to have a name.

40Na jānnē K|kē kāraṇ kah dētē haĩ nām-rūp sē nyārā hai .

41Because of not having knowledge, people say that He is beyond name and form.

41Parantu nām-rūp sē nyārī kōī chīz hō na sakē . 42Jaisē ākāśh hai , kōī chīz tō nahī̃ hai nā .

42However, there cannot be anything in existence that is without a name or form.

43Polar hī polar hai .

43For instance, there is the sky.

44Unkā bhī nām tō haĩ nā ākāśh .

44It is not a physical object; it is just space.

45Bahut sūkṣhma tatva hai .

45It still has a name – sky.

46Achchhā unsē bhī ūpar dēvtā rahtē haĩ .

46It is a very subtle element. 47OK, deities reside even beyond that.

47Vah bhī polar hai .

48That too is space.

48Ākāśh mē̃ baiṭhē haĩ .

49They are sitting beyond the sky.

49Phir unsē bhī ūpar aur ākāśh , usmē̃ bhī ātmāō̃ K|kē baiṭhnē kī jagah hai .

50Beyond that is another sky. 51That too is a place for souls to sit.

50Vah bhī ākāśh hai , jiskō brahm tatva kahtē haĩ .

52That sky is called the brahm element.

51Yah tīn tatva haĩ - sthūl , sūkṣhma , mūl .

53There are the three elements: Corporeal, subtle and incorporeal.

52Ātmāyē̃ tō jarūr polar mē̃ rahē̃gī nā .

54Souls would definitely reside in a space.

53Tō tīn ākāśh hō gayē .

55Therefore, there are three skies.

54Is ākāśh mē̃ khēl hōtā hai tō jarūr rōśhnī chāhiē .

56The play takes place under this sky and so light is needed.

55Mūlvatan mē̃ khēl nahī̃ hōtā , uskō brahm tatva kahtē haĩ .

57There is not a play in the incorporeal world.

56Vahā̃ ātmāyē̃ nivās kartī haĩ .

58That is called the element of brahm, where souls reside.

57Vah hai ūñch tē ūñch tīn lōk arthāt tīn mañjil haĩ duniyā key|kī .

59That is the highest of all. 60There are three worlds, that is, three storeys of the world.

58Aisē nahī̃ sāgar kē nīchē kōī lōk hai .

61It isn't that there is another world below the sea.

59Pānī kē nīchē phir bhī dhartī hai , jis par pānī ṭhahartā hai .

62There is just earth below the water. 63The water stays on top of that.

60Tō yah haĩ tīn lōk .

64These are the three worlds.

61Silence , movie aur talkie .

65Silence, movie, talkie.

62Yah śhivbābā baiṭh samjhātē haĩ .

66Shiv Baba sits here and explains these things.

63Kyā śhivbābā kō āṅkhē band kar yād karnā hai  ?

67Do you have to have your eyes closed in order to remember Shiv Baba?

64Nahī̃ .

68No.

65Dūsrē lōg āṅkhē kyō̃ band kartē haĩ  ?

69Why do other people close their eyes? 70Because their eyes deceive them.

66Kyōṅki āṅkhē dhōkhā dētī haĩ .

71People say that God is beyond name and form.

67Manuṣhya khud kah dētē haĩ paramātmā nām-rūp sē nyārā hai . 68Phir kahtē haĩ patthar bhittar sabmē̃ haĩ . 6924 avatār haĩ . 70Kachchh machchh avatār hai .

72They then say that He is in the pebbles and stones and in everything, that He takes 24 incarnations and that He incarnates as a fish and a crocodile.

71Vāstav mē̃ hai sab jhūṭh hī jhūṭh .

73In fact, all of that is nothing but lies.

72Īśhvar kō sarvavyāpī kah kitnā rōlā kar diyā hai .

74By saying that God is omnipresent, they have created so much confusion.

73Bhakti mārg hai hī dhakkā khānē kā mārg .

75The path of devotion is the path for stumbling.

74Mujhē bhī pūrē dhakkē khilātē haĩ .

76They even make Me stumble around so much.

75Ab bhakta bhagvān kō yād kartē haĩ ki hamkō bhakti sē , dhakkō̃ sē bachāō .

77Devotees now remember God in order to become free from devotion and from stumbling around.

76Jab yahā̃ ākar miltē haĩ tō kahtē haĩ bābā hamnē āpkō bahut ḍhūṇḍhā .

78When they come here and meet Him, they say: Baba, I have searched for You a great deal.

77Bahut dhakkē khāyē parantu āp milē nahī̃ .

79I have stumbled around a great deal, but I didn't find You.

78Arē kab sē dhakkē khāyē  ?

80Since when have you been stumbling around?

79Bābā yah patā nahī̃ .

81Baba, I don't know this.

80Ab bāp samjhātē haĩ gyān sē hī sadgati hōtī hai .

82The Father now explains that it is only through knowledge that there can be salvation.

81Manuṣhya kumbha K|kē mēlē par dhakkē khānē jātē haĩ .

83People go to the Kumbha mela to stumble around.

82Jahā̃ bhī pānī hōgā vahā̃ jākar snān karē̃gē .

84Wherever there is water, they go and bathe there.

83Kumbha arthāt saṅgam .

85“Kumbha” means a meeting.

84Asul hai ātmā aur paramātmā kā mēlā . 85Parantu bhakti mē̃ phir vah sāgar aur pānī kā mēlā banā diyā hai .

86In fact, it is the meeting of souls with the Supreme Soul, but on the path of devotion they have made it into a meeting of the ocean and the river.

86Dēśh-dēśhāntar mēlā lagtā hai .

87Melas take place in every country.

87Vah hai pānī mē̃ snān karnē kā mēlā .

88Those melas are where they bathe in water.

88Kaī in bātō̃ kō māntē haĩ . 89Kaī nahī̃ bhī māntē haĩ .

89Some believe in these things and others don't.

90Kaī tō na bhakti kō , na gyān kō māntē haĩ .

90Some neither believe in devotion nor in knowledge.

91Bas manuṣhya paidā hōtā hai phir martā hai . 92Nature hī hai .

91They believe that human beings are born and then die, that that is nature.

93Anēk matē̃ haĩ .

92There are innumerable opinions.

94Ēk hī ghar mē̃ strī key|kī mat aur puruṣh key|kī mat aur hō jātī hai .

93In the same family, the opinion of the wife would be different from that of her husband.

95Ēk pavitratā kō mānē̃gē dūsrā nahī̃ mānē̃gē .

94One would believe in purity and the other one wouldn't.

96Abhī tumkō śhrīmat mil rahī hai .

95You are now receiving shrimat.

97Gāyā bhī huā hai - śhrīmat bhagvānuvāch .

96It is remembered: Shrimat are the versions of God.

98Unkī mat sē hī manuṣhya sē dēvtā ban jātē haĩ .

97It is by following His directions that human beings change into deities.

99Dēvtā dharm abhī hai nahī̃ .

98The deity religion doesn’t exist now.

100Niśhāniyā̃ chitra haĩ jissē siddha hai ki ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā vah rājya karkē gayē haĩ .

99The pictures are evidence that prove there used to be the original, eternal deity religion. 100They ruled in the past and departed.

101Purānē sē purānī chīz hai dēvī-dēvatāō̃ key|kī .

101The oldest things are those that belong to the deities.

102Lord kr̥iṣhṇā kahtē haĩ vā tō kahē̃gē god śhrī nārāyaṇ .

102They speak of Lord Krishna or they say: God Shri Narayan.

103Tum jāntē hō lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā jiskō vaikuṇṭha kahā jātā hai .

103You know that there used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan and that it was called Paradise.

104Śhrīkr̥iṣhṇa vaikuṇṭha kā mālik thā , satyug kā prince thā phir vahī kr̥iṣhṇa dvāpar mē̃ kaisē gayā  ?

104Shri Krishna was the master of Paradise. 105He was the prince of the golden age. 106So, how did that same Krishna get into the copper age?

105Usī nām-rūp sē tō ā na sakē .

107He cannot go there in that same name and form.

106Vō jō chaitanya thā unkē jaṛ chitra yahā̃ haĩ .

108The non-living image of the one that existed in the living form exists here.

107Parantu vah ātmā kahā̃ gaī  ?

109However, where did that soul go?

108Yah kōī nahī̃ jāntē .

110No one knows this.

109Bāp batlātē haĩ - ātmā 84 janm lētē abhī yahā̃ part bajā rahī hai .

111The Father tells you that that soul is now playing his part here, while taking 84 births.

110Bhinn nām-rūp , dēśh , kāl kā part bajātī āī hai .

112He has been playing a part with different names, forms, places and time.

111Ātmā hī kahtī hai ham ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ .

113The soul says: I shed a body and take another.

112Nām-rūp , dēśh , kāl , mitr sambandhī sab alag-alag haĩ .

114His name, form, place, time, friends and relatives are all different.

113Dūsrē janm mē̃ badal jāyēṅgē .

115All of those change in the next birth.

114Tum jāntē hō abhī ham paṛh rahē haĩ .

116You know that you are now studying.

115Phir ham sō dēvī-dēvtā banē̃gē .

117You will then become deities once again.

116Sūryavanśhī mē̃ 8 janma lē̃gē .

118You will take eight births in the sun dynasty.

117Ēk śharīr chhōṛ dūsrā lē̃gē .

119You will shed your bodies and take others.

118Vah garbh jēl nahī̃ , garbh mahal hōgā .

120That is not the jail of a womb; it is the palace of a womb.

119Yahā̃ garbh jēl mē̃ bahut sazā bhōgtē haĩ .

121Here, a lot of punishment is experienced in the jail of a womb.

120Duḥkh hōtā hai tab kahtē bas abhī bāhar nikālō .

122After they have suffered, they say: OK, now let me out!

121Ham phir pāp nahī̃ karē̃gē .

123I won’t commit any more sin.

122Parantu bāhar māyā kā rājya hōnē kāraṇ phir sē pāp karnē lag paṛtē haĩ .

124However, outside, because it is the kingdom of Maya, they begin to commit sin again.

123Vahā̃ garbh mahal mē̃ ārām sē rahtē haĩ .

125There, a soul lives comfortably in the palace of a womb.

124Tō bāp kahtē haĩ sab vēd-śhāstra ādi kā sār maĩ tumkō hī samjhātā hū̃ .

126The Father says: Only to you do I tell the essence of all the Vedas and scriptures.

125Achchhā bābā kumbha K|kē mēlē par samjhātē haĩ bahut snān karnē jāyēṅgē .

127Achcha, Baba will now explain about the Kumbha mela, where many people go to bathe.

126Bahut bhīṛ hōgī .

128There are many crowds there.

127Ilāhābād mē̃ trivēṇī par mēlā lagtā hai .

129There is a mela at Allahabad where the three rivers meet (Triveni).

128Abhī vah kōī saṅgam tō hai nahī̃ .

130That is not a meeting.

129Saṅgam hōnā chāhiē sāgar aur nadiyō̃ kā .

131There should be a meeting of the rivers with the ocean.

130Yah tō nadiyō̃ kā saṅgam hai . 131Dō nadiyā̃ miltī haĩ .

132That is a meeting of rivers, where two rivers meet.

132Vah phir kah dētē tīsrī nadī gupta hai .

133They then say that the third river is incognito.

133Ab gupta nadī kōī hōtī nahī̃ .

134There cannot be an incognito river.

134Haĩ hī dō nadiyā̃ . 135Dēkhnē mē̃ bhī dō ātī haĩ .

135There are just two rivers; only two are visible.

136Ēk kā pānī saphēd , ēk kā mailā dikhāī dētā hai aur tō kōī hai nahī̃ .

136One is clean water and the other is dirty water. 137There is not another one.

137Gaṅgā , jamunā haĩ . 138Tīn nahī̃ haĩ .

138There are the Ganges and the Jamuna.

139Yah bhī jhūṭh huā nā .

139There aren't three rivers.

140Saṅgam bhī nahī̃ hai .

140That too is a lie.

141Kalkattē mē̃ sāgar aur brahm putrā miltī haĩ .

141There isn't a meeting either. 142In Calcutta, the ocean and the Brahmaputra meet.

142Nānv mē̃ baiṭhkar us pār jātē haĩ , vahā̃ mēlā lagtā hai .

143People go across to the other side in a boat where a mela takes place.

143Kitnī mēhnat kartē haĩ .

144They make so much effort.

144Amarnāth par tīrtha yātrā karnē jātē haĩ , vahā̃ bhī śhivliṅg key|kī mūrti hai .

145They go on pilgrimage to Amarnath. 146There, too, there is an oval image of a Shivalingam.

145Vah ghar mē̃ bhī rakh saktē haĩ . 146Phir vahā̃ jānē key|kī darkār nahī̃ , yah bhī dhakkā khānā drama mē̃ nūndh hai .

147That could be kept at home, too; there would then be no need to go there. 148However, that stumbling around is also fixed in the drama.

147Trivēṇī mē̃ jātē haĩ , samajhtē haĩ vah patit-pāvnī hai .

149They go to the Triveni of rivers (meeting of the three rivers) thinking that to be the Purifier.

148Kōī-kōī kō yah bhī mālūm nahī̃ nadiyā̃ kahā̃ sē ātī haĩ . 149Pahāṛ sē ātī haĩ .

150Some don't even know where the rivers come from; they come from the mountains.

150Parantu pānī tō sāgar sē ātā hai .

151However, water comes from the ocean.

151Bādal barastē haĩ tō ūñchē pahāṛ hōnē kāraṇ barph jam jātī hai .

152When clouds rain, then, because the mountains are high, the water becomes ice.

152Phir dhūp lagnē K|kē kāraṇ jab barph galtī hai tō pānī ikaṭṭhā hōkar nadiyō̃ mē̃ ātā hai .

153Then, when the sun shines, the ice melts and the water collects and flows into the rivers.

153Ab vichār karō ki patit-pāvan parampitā paramātmā gyān kā sāgar vā gyān nadiyā̃  ? 154Vā pānī kā sāgar aur nadiyā̃  ?

154So, now, just think about it: Are the Supreme Father, the Supreme Soul, the Ocean of Knowledge and the rivers of knowledge the Purifier, or is it the ocean and rivers of water?

155Bahut andhkār mē̃ dhakkā khātē rahtē haĩ .

155People are stumbling a lot in the darkness.

156Ab unkō kaisē batāyē̃ ki yah patit-pāvnī nahī̃ hai , yah tō barsāt kā pānī hai .

156How can you tell them that rivers are not the Purifier and that that is just rainwater?

157Bādalō̃ sē pānī ātā hai , bādal phir sāgar sē pānī khīñchtē haĩ .

157Water comes from the clouds; the clouds draw water from the ocean.

158Pānī tō patit-pāvan hō nahī̃ saktā .

158Water cannot be the Purifier.

159Gātē bhī haĩ patit-pāvan sītārām , hē patit-pāvan āō .

159They sing: The Purifier is Rama who belongs to Sita. 160O Purifier, come!

160Ātmāyē̃ kahtī haĩ hē patitō̃ kō pāvan banānē vālē bābā rahm karō .

161Souls say: O Purifier of the impure! 162Baba, have mercy!

161Bāp samjhātē haĩ - yah bhakti K|kē dhakkē khānē sē kōī pāvan bantē nahī̃ haĩ .

163The Father explains: No one becomes pure by stumbling around in devotion. 164Rivers are eternal.

162Yah nadiyā̃ tō anādi haĩ hī .

165Water is for drinking and for irrigating the fields.

163Pānī hai pīnē aur khētī karnē kē liē .

166How could it purify? 167This is now your final birth.

164Vah kaisē pāvan karēgā  ?

168I have come to make you pure.

165Abhī yah tumhārā antim janm hai .

169The golden age was a pure world.

166Maĩ ātā hū̃ tumkō pāvan banānē .

170This is an impure world.

167Satyug pāvan duniyā thī . 168Yah hai patit duniyā .

171Those who were pure have become impure by taking 84 births.

169Jō pāvan thē vahī 84 janma lē patit banē haĩ isliē phir pāvan bannē kē liē bāp kō bulātē haĩ .

172Therefore, they call out to the Father to make them pure. 173There has been the stage of descent for half a cycle.

170Ādhākalp sē utartī kalā hōtī āī hai .

174Bharat was very happy in the golden age; it was pure.

171Bhārat satyug mē̃ bahut sukhī thā , pāvan thā .

175It is now unhappy because it is impure.

172Ab duḥkhī hai kyōṅki patit haĩ isliē pukārtē haĩ ō god father aur phir kah dētē unkā nām-rūp hai nahī̃ .

176This is why they call out: O God, the Father! 177Then they say that He doesn't have a name or form. 178So, to whom are they calling out?

173Tab pukārtē kiskō haĩ  ?

179They don't even understand this much!

174Yah bhī samajhtē nahī̃ jaisē kahtē haĩ ātmā star misal hai . 175Chamaktā hai ajab sitārā .

180They say that each soul is like a star, that a wonderful star shines in the centre of the forehead.

176Ātmā bilkul chhōṭī bindī misal hai .

181A soul is absolutely tiny like a point.

177Ṭīkā bhī yahā̃ lagātē haĩ aur kahtē haĩ bhrakuṭī kē bīch chamaktā hai ajab sitārā … tō itnī chhōṭī see|sī|C bindī ātmā mē̃ 84 janmō̃ kā avināśhī part nūndhā huā hai .

182They also apply a tilak to the forehead and say that a wonderful star shines in the middle of the forehead. 183An imperishable part of 84 births is recorded in the soul, which is as tiny as a point.

178Vah kabhī miṭ nahī̃ saktā .

184It can never be erased.

179Yah sārā nāṭak immortal hai .

185This whole play is immortal.

180Chakra phirtā rahtā hai .

186The cycle continues to turn.

181Aisē nahī̃ sr̥iṣhṭi ēk jagah khaṛī hai .

187It isn't that the world stands still in one place.

182Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm jō pahlē thā , vah ab nahī̃ hai .

188The original, eternal, deity religion that used to exist in the beginning, no longer exists.

183Jarūr jab nā hō tab tō maĩ āū̃ .

189I would surely come when it doesn't exist.

184Maĩ ākar phir sē dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kartā hū̃ .

190I come and once again establish the deity religion.

185Tō chakra phirtā hai .

191The cycle continues to turn.

186History-geography phir repeat hōtī hai .

192History and geography repeat again.

187Satyug mē̃ sūryavanśhī rājya thā . 188Trētā mē̃ chandravanśhī ab phir tumkō 84 janmō̃ kā patā paṛā hai nā . 189Kaisē ham chaṛhtī kalā mē̃ ātē haĩ .

193There used to be the sun-dynasty kingdom in the golden age and the moon dynasty in the silver age. 194You now know about the 84 births and how you go into the stage of ascent.

190Bāp sabhī bachchō̃ kō patit sē pāvan banānē kā rāstā batātē haĩ .

195The Father shows all of you children the path to change from impure to pure.

191Aisē nahī̃ kahtē ki āṅkhē band kar mujhē yād karō .

196He doesn't say: Close your eyes and remember Me.

192Khātē-pītē chaltē mujhē yād karnā hai .

197You have to remember Me while eating, drinking and moving around.

193Āṅkhē band kar khānā khāyēṅgē kyā  ?

198Would you eat with your eyes closed?

194Makkhī andar chalī jāē .

199A fly would also be eaten.

195Tum bachchō̃ key|kī ātmā jāntī hai ki bābā hamkō paṛhā rahē haĩ .

200The souls of you children know that Baba is teaching you.

196Vah kahtē haĩ - bachchē mujhē yād karō tō tum pāvan banē̃gē .

201The Father says: Now remember Me and you will become pure.

197Jitnā samay yātrā mē̃ rahtē haĩ tō manuṣhya pavitra rahtē haĩ .

202For as long as people are on a pilgrimage they remain pure.

198Lauṭkar ātē haĩ tō ghar mē̃ phir patit ban jātē haĩ .

203When they return home they become impure again.

199Tumhārī hai rūhānī yātrā jō bāp karātē haĩ .

204Your pilgrimage is spiritual, which the Father inspires you to stay on.

200Bāp kahtē haĩ - tumkō amarlōk mē̃ chalnā hai tō mujhē yād karō .

205The Father says: If you want to go to the land of immortality, remember Me!

201Ātmā pavitra hōnē sē hī tum uṛ sakē̃gē .

206Only when you souls become pure will you be able to fly.

202Ant matī sē gatī hōgī .

207Your final thoughts will lead you to your destination.

203Bāp key|kī śhrīmat sē hī sadgati miltī hai .

208Only by following the Father's shrimat do you receive salvation.

204Śhrīmat kahtī hai hē ātmāyē̃ māmēkam yād karō tō khād nikal jāē aur tum muktidhām mē̃ chalē jāyēṅgē , phir jīvanmukti mē̃ āyēṅgē .

209Shrimat says: O souls, constantly remember Me alone and the alloy will be removed and you will go to the land of liberation and then go into liberation-in-life.

205Is chakra kō samajhnē sē tum chakravartī rājā banē̃gē .

210By knowing this cycle, you will become rulers of the globe.

206Satyug trētā mē̃ tum pāvan thē phir bāp tō pūchhē̃gē nā ki tumkō patit kisnē banāyā  ?

211You were pure in the golden and silver ages. 212Therefore, the Father would of course ask who made you impure.

207Yah bhī abhī tum bachchē samajhtē hō ki jab sē rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai tō patit ban paṛtē haĩ .

213You children understand at this time that you became impure from the time the kingdom of Ravan began.

208Ādhākalp kē bād purānī duniyā hō jātī hai .

214After half a cycle the world becomes old.

209Phir tumkō sukh tō naī duniyā mē̃ milnā chāhiē .

215You then have to receive happiness in the new world.

210Vah maĩ hī ākar dētā hū̃ .

216I Myself come and give you that.

211Ham tumkō pāvan banātē haĩ , vah tumkō patit banātē haĩ .

217I purify you, whereas Ravan makes you impure.

212Maĩ varsā dētā hū̃ , rāvaṇ śhrāp dētē haĩ .

218I give you your inheritance, whereas Ravan curses you.

213Yah hai khēl .

219This is a play.

214Rāvaṇ tumhārā baṛā duśhman hai .

220Ravan is your great enemy.

215Unkā but banākar jalātē haĩ .

221People make an effigy of him and burn it.

216Kabhī dēkhā śhiv kā chitra uṭhākar jalāyē̃  ? 217Nahī̃ .

222Have you ever seen anyone take an image of Shiva and burn that?

218Śhiv tō hai nirākār .

223No; Shiva is incorporeal.

219Rām sukh dēnē vālā unkō kaisē jalāyēṅgē .

224Rama is the One who gives happiness, so how could they burn Him?

220Duḥkh dēnē vālā hai rāvaṇ , kahtē haĩ yah anādi jalātē ātē haĩ .

225Ravan is the one who causes sorrow. 226It is said that they have been burning him from the beginning.

221Tō kyā śhurū sē hī rāvaṇ rājya thā  ?

227So, does that mean it was the kingdom of Ravan from the beginning?

222Rāmrājya huā hī nahī̃  ?

228Was there never the kingdom of Rama?

223Yah sab samjhānā paṛē .

229All of this has to be explained.

224Rāvaṇ rājya kab sē śhurū huā , yah kiskō patā nahī̃ .

230None of them knows when Ravan’s kingdom began.

225Ādhākalp sē śhurū hōtā hai .

231It began after half a cycle.

226Tum sab drōpadiyā̃ pukārtī hō - bābā hamārī rakṣhā karō .

232All of you Draupadis call out: Baba, protect us!

227Arē tum bōlō hamkō patit bannā hī nahī̃ hai .

233Ah! you could tell them that you don’t want to become impure.

228Himmat chāhiē , naṣhṭōmōhā bannā hai .

234You need courage; you have to become destroyers of attachment.

229Maĩ śharaṇ tab dūṅgā jab tum naṣhṭōmōhā banē̃gī .

235I will give you refuge when you become destroyers of attachment.

230Mērā tō ēk śhivbābā dūsrā na kōī .

236Mine is one Shiv Baba and none other.

231Pati , bāl bachchē yād paṛtē rahē̃gē tō varsā pā nahī̃ sakē̃gī .

237If you continue to remember your husband and children etc., you won't be able to claim your inheritance.

232Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē huē bāp kō yād karō .

238While living at home with your families, remember the Father.

233Achchhā  !

239Achcha.

234Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

240To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

235Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

241The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

236Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

242Essence for dharna:

2371 ) śhrīmat par sabkō pāvan banānē kā rāstā batānā hai .

243 1. Follow shrimat and show everyone the way to become pure.

238Patit-pāvan bāp kā parichay dēnē key|kī yukti rachnī hai .

244Create methods to give the Purifier Father’s introduction.

2392 ) bāp sē varsā lēnē kē liē vā bāp key|kī śharaṇ mē̃ ānē kē liē pūrā-pūrā naṣhṭōmōhā bannā hai .

245 2. In order to claim your inheritance from the Father and to take refuge with the Father, finish all attachment.

240Āṅkh khōlkar bāp kō yād karnē kā abhyās karnā hai .

246Practise remembering the Father with your eyes open.

Blessing

241Vardān  : sarv śhaktiyō̃ kō samay par order pramāṇ kārya mē̃ lagānē vālē master sarvśhaktimān bhav

247Blessing: May you order all your powers and use them at the right time as a master almighty authority.

242Master kā arth|earth hai ki her|har śhakti jis samay āh 100 > vān karō vō śhakti practical svarūp mē̃ anubhav hō .

248 To be a master means that, when you order a power, you experience that power in a practical way at that time.

243Jis samay , jis śhakti key|kī āvaśhyaktā hō , us samay vō śhakti sahyōgī banē . 244Śhakti kō order kiyā aur hāzir .

249Whenever you need a particular power, that power should co-operate at that time; that as soon as you order a power, it becomes present.

245Aisē bhī nahī̃ order karō sahanśhakti kō aur āyē sāmnā karnē key|kī śhakti tō usē master sarvśhaktimān nahī̃ kahē̃gē .

250Let it not be that you order the power to tolerate and the power to accommodate appears. 251That is not called being a master almighty authority.

246Jaisē śharīr key|kī śhaktiyā̃ order mē̃ haĩ aisē sūkṣhma śhaktiyā̃ bhī order pramāṇ kārya karē̃ , ēk second kā bhī phark na paṛē .

252Just as the powers of your body are in order, in the same way, let the subtle powers also work according to your orders. 253There mustn’t be the difference of even a second.

Slogan

247Slōgan  : prasannatā kā ādhār santuṣhṭatā key|kī śhakti hai .

254Slogan: The basis of happiness is the power of contentment.

255*** Om Shanti ***