सोमवार 26 दिसंबर 2022 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

026-12-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 26/12/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - āpas mē̃ rūṭhkar kabhī paṛhāī kō mat chhōṛnā , paṛhāī chhōṛnā mānā bāp kō chhōṛ dēnā ' '

1Essence: Sweet children, never stop studying because of sulking with one another. 2To stop studying means to leave the Father.

Question

2Praśhna  : service key|kī vr̥iddhi na hōnē kā kāraṇ kyā hai  ?

3Question: What is the reason for service not growing?

Answer

3Uttar  : jab āpas mē̃ matbhēd hōtā hai tab service vr̥iddhi kō nahī̃ pātī .

4Answer: When there is a difference of opinion among you, service doesn't grow. 5Some children stop studying because of a difference of opinion.

4Kōī-kōī bachchē matbhēd mē̃ ākar paṛhāī chhōṛ dētē haĩ .

6Baba cautions you: Children, don't have any conflict with one another.

5Bābā sāvdhān kartē haĩ bachchē matbhēd mē̃ nahī̃ āō , kabhī jharmuī jhagmuī key|kī bātē̃ nahī̃ sunō , ēk bāp key|kī sunō , bāp kō samāchār dō tō bābā tumhē̃ 16 kalā sampūrṇ bannē key|kī mat dēgē .

7Don’t listen to gossip. 8Only listen to the one Father. 9Give your news to the Father and He will give you directions to become 16 celestial degrees full.

Question

6Praśhna  : paṛhāī chhōṛnē kā pahlā mukhya kāraṇ kaun sā bantā hai  ? 7Uttar  : nām-rūp key|kī bīmārī .

10Question: What is the first and main reason why you stop studying?

8Jab kisī dēhdhārī K|kē nām rūp mē̃ phanstē haĩ tō paṛhāī mē̃ dil nahī̃ lagtī .

11Answer: The sickness of name and form. 12When you become trapped in the name and form of a bodily being, you don't feel like studying.

9Māyā isī bāt sē harā dētī hai - yahī bahut baṛā vighna hai . 10Ōm śhānti . 11Bachchē baiṭhē haĩ dil mē̃ niśhchay hai ki bēhad kā bāp āyā huā hai , bēhad kā varsā dētē haĩ .

13Maya defeats you in this respect. 14This is a very big obstacle.

12Tum sammukh baiṭhē hō . 13Jāntē hō vah sab ātmāō̃ kā bāp hai . 14Is śharīr dvārā samjhā rahē haĩ .

15Om shanti. 16You children sitting here have the faith in your hearts that the unlimited Father has come and that He is giving us the unlimited inheritance.

15Kalp-kalp aisē hī samjhātē haĩ aur varsā dētē haĩ , aur kōī yah gyān dē nahī̃ saktē .

17You are personally sitting in front of Him. 18You know that He is the Father of all souls. 19He explains to you through this body.

16Bābā samjhātē haĩ kabhī bhī kisī dēhdhārī kō yād nahī̃ karnā , 5 tatvō̃ K|kē śharīr kō but kahā jātā hai .

20He explains to you in the same way every cycle and gives you your inheritance. 21No one else can give you this knowledge.

17Tō tumhē̃ 5 tatvō̃ K|kē śharīr kō yād nahī̃ karnā hai .

22Baba explains: You mustn't ever remember bodily beings. 23The five elements are called evil spirits.

18Bhal māyā bahut vighna ḍāltī hai parantu hārnā nahī̃ hai .

24Therefore, you mustn't remember bodies made of the five elements.

19Buddhi mē̃ rahē mērā tō ēk bābā dūsrā na kōī .

25Although Maya causes many obstacles, you mustn't be defeated.

20Is bābā K|kē śharīr kē sāth bhī tumhārā lav|love nahī̃ hōnā chāhiē .

26Let this remain in your intellects: I belong to one Baba and none other.

21Kōī bhī śharīr kē sāth lav|love rakhā tō aṭak jāyēṅgē .

27You shouldn't even love the body of this Baba.

22Bābā jāntē haĩ bahut males key|kī bhī āpas mē̃ aisī dōstī hō jātī hai , jō ēk dō K|kē nām rūp mē̃ phans martē haĩ .

28If you love anyone's body, you get stuck to it. 29Baba knows that some males have such deep friendship with one another that they become trapped in each other’s name and form.

23Itnī prīt lag jātī hai jō śhivbābā kō bhūl jātē haĩ .

30They have so much love for one another that they even forget Shiv Baba.

24Dō kanyāō̃ ( females ) kā bhī āpas mē̃ itnā lav|love hō jātā hai jaisē āśhik hōtē haĩ .

31Even two kumaris have so much love for one another that it is as though they are lovers.

25Unkō kitnī bhī gyān key|kī samjhānī dō parantu māyā chhōṛtī nahī̃ hai kyōṅki īśhvarīy mat K|kē viruddha chaltē haĩ .

32No matter how much knowledge you explain to them, Maya doesn't leave them alone because they oppose God's directions.

26Bhal gyān bhī uṭhā lēvē parantu avasthā ḍagmag rahtī hai .

33Although they take knowledge, their stages continue to fluctuate.

27Yōg sē jō vikarma vināśh hō̃ , vah hōtē nahī̃ .

34The sins that should be burnt away with yoga don't burn.

28Aisē-aisē bahut haĩ , bābā nām nahī̃ lētē .

35There are many like that but Baba doesn't mention any names.

29Dūsrī bāt - bābā samjhātē haĩ kabhī bhī paṛhāī nahī̃ chhōṛnā .

36Secondly, Baba says: You must never stop studying.

30Bhal brāhmaṇī sē nahī̃ bantī haĩ , dil haṭ jātī hai parantu paṛhāī jarūr paṛhnī hai . 31Bābā kō samāchār dētē rahnā hai .

37Although you may not get on with a Brahmin teacher and your heart is distanced, you must definitely continue to study.

32Ākhir bābā matbhēd miṭā dēgē .

38Continue to give Baba your news.

33Matbhēd K|kē kāraṇ bahut bachchē apnā khānā kharāb kar dētē haĩ , ( register par dāg lagā dētē haĩ ) , paṛhāī chhōṛ dētē haĩ .

39Eventually, Baba will end difference of opinion. 40Because of some difference of opinion, many children ruin everything for themselves and stop studying.

34Paṛhāī kōī bhī hālat mē̃ chhōṛnī nahī̃ chāhiē .

41You mustn't stop studying under any circumstances.

35Aisē bahut gir paṛtē haĩ .

42Many fall in this way.

36Bābā sāvdhān kartē haĩ bachchē tumkō kōī sē bhī jharmuī-jhagmuī key|kī bātē̃ nahī̃ sunnī haĩ .

43Baba cautions you: Children, you mustn't listen to gossip from anyone. 44Only listen to the one Father.

37Ēk bāp key|kī hī sunnī hai . 38Bahut bachchē haĩ jō dēh-abhimān key|kī bīmārī mē̃ rōgī hō martē haĩ .

45There are many children who have the illness of body consciousness and die through this disease.

39Bachchō̃ kō pharmān hai - hamēśhā bāp kō yād kartē , unkī hī mahimā kartē rahō .

46You children are given the order: Constantly remember the Father and continue to praise Him alone.

40Śhivbābā hī kaliyugī patit duniyā kō pāvan śhrēṣhṭhāchārī banātē haĩ .

47Shiv Baba alone makes the iron-aged impure world pure and elevated.

41Bābā kō bachchō̃ kā khyāl rahtā hai ki māyā kahā̃ bachchō̃ kō mār na ḍālē vā bīmār na kar dē .

48Baba is concerned for the children, that perhaps Maya will kill the children or make them ill.

42Bachchē agar samāchār nahī̃ dētē tō samajh jātā hū̃ ki māyā kā jōr sē thappaṛ lagā hai , isliē murlī mē̃ samjhāyā jātā hai .

49When children don't send their news, I understand that they have been slapped very hard by Maya. 50This is why everything is explained in the murli.

43Takdīr mē̃ nahī̃ hai tō apnē hī dhandhē mē̃ lag jātē haĩ .

51If they don't have it in their fortune, they become engaged in their own business.

44Kōī tō ēk dō K|kē nām rūp mē̃ aisē phanstē haĩ jaisē āśhik māśhuk banē haĩ .

52Some become trapped in the name and form of one another in such a way that it is as though they are lovers and beloved.

45Phir mama bābā kō bhī yād nahī̃ kartē .

53Then, they don't even remember Mama or Baba.

46Ēk dō kō yād kartē rahtē haĩ .

54They continue to remember each other.

47Yah sab vighna māyā ḍāltī hai .

55It is Maya who creates all these obstacles.

48Kōī key|kī takdīr mē̃ nahī̃ hai tō kitnā bhī bābā samjhāyē , vāhyāt bātē̃ na karō phir bhī kartē rahtē haĩ .

56If they don't have it in their fortune, no matter how much Baba tells them not to speak of wasteful things, they still continue to do so.

49Kōī agyān mē̃ jīvan kahānī likhtē haĩ .

57On the path of ignorance some write their biographies.

50Hamkō thōṛēhī jīvan kahānī ādi banānī hai .

58We don't have to write our biographies.

51Hamkō bābā K|kē sivāē kiskō yād nahī̃ karnā haĩ .

59We mustn't remember anyone except Baba.

52Nēhrū marā tō unkō kitnā yād kartē haĩ .

60When Nehru died, people remembered him so much!

53Tum bhī aisē yād karō tō bākī tumhārē aur unmē̃ fark kyā rahā .

61If you also remember in the same way, what is the difference between them and you?

54Gyān mārg mē̃ baṛī samajh chāhiē .

62A lot of understanding is required on the path of knowledge.

55Jab tak śhivbābā sē yōg nahī̃ tō buddhi kā tālā nahī̃ khultā .

63Until you have yoga with Shiv Baba, the locks on your intellects will not open.

56Service nahī̃ kar saktē , pad bhraṣhṭa kar lētē haĩ isliē bābā sāvdhān kartē haĩ ki kōī bhī matbhēd hō tō bābā kō likhō .

64You are then unable to do service and your status is destroyed. 65This is why Baba continues to caution you, that if there is any difference of opinion, write to Baba about it.

57Sabhī 16 kalā sampūrṇ tō nahī̃ banē haĩ .

66Not everyone has become 16 celestial degrees full.

58Kōī kachchē bhī haĩ , bhūlē̃ kartē hōṅgē .

67Some are still weak; they would be making mistakes.

59Sensible bachchē jō haĩ , phaṭ sē samāchār likhē̃gē .

68Sensible children would instantly write their news.

60Kōī dēkhtē haĩ ki phalānē mē̃ abhī tak krōdh hai tō unsē dil haṭ jātī hai phir ghar baiṭh jātē haĩ .

69When some see that another person has anger in her, their hearts are removed from that person and then they stay at home.

61Kōī brāhmaṇī bhī kah dētī hai ki tum is centre par mat āō .

70Sometimes, a Brahmin teacher also tells them: You mustn't come to this centre.

62Bābā kō service samāchār dēnā chāhiē .

71You have to give service news to Baba.

63Bābā khuśh hōgā ki bachchā service samāchār dētā hai . 64Bābā āj phalānē kō samjhāyā ki parampitā paramātmā sē tumhārā kyā sambandh hai  ?

72Baba would be pleased that the children are giving Him their service news: Baba, today I explained to so-and-so and asked him what his relationship with the Supreme Father, the Supreme Soul, is.

65Bābā svarg kā varsā dētē haĩ .

73Baba gives you the inheritance of heaven.

665 hajār varṣh pahlē bhī diyā thā .

74He also gave it 5000 years ago.

67Yah lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra khaṛē haĩ .

75The picture of Lakshmi and Narayan is placed here.

68Bābā samjhātē rahtē haĩ kabhī kōī dēkhē ki is kāraṇ disservice hōtī hai tō phauran samāchār dēnā hai .

76Baba continues to explain that if any of you see that there is disservice taking place due to some reason, you should immediately give that news to Baba.

69Sab sampūrṇ tō nahī̃ banē haĩ .

77Not everyone has become complete.

70Bachchō̃ kō sab kuchh samjhānā hōtā hai .

78You children have to explain everything.

71Bāp kahtē haĩ maĩ bachchō̃ kē āgē pratyakṣha hōtā hū̃ .

79The Father says: I reveal Myself to the children.

72Bahut bachchē jō mujhē jāntē hī nahī̃ , unkē sammukh kaisē hū̃gā .

80How could I be personally in front of many children who don't even know Me?

73Bachchō̃ kō kahtā hū̃ - mīṭhē bachchē śhrīmat par chal apnā puruṣhārth kar jīvan ūñch banāō .

81I tell the children: Sweet children, follow shrimat, make effort and make your lives elevated.

74Tum sārē viśhva K|kē mālik bannē vālē hō .

82You are going to become the masters of the whole world.

75Jitnā jāstī mujhē yād karē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē , ismē̃ kharchē key|kī kōī bāt nahī̃ , sirph education hai .

83The more you remember Me, the higher the status you will receive. 84There is no question of expense in this. 85This is just an education.

76Jiskī takdīr mē̃ hai vah pakkē hō jātē haĩ .

86Those who have it in their fortune become very strong.

77Māyā aisī hai jō 6-8 varṣh vālē bhī dēkhō āj haĩ nahī̃ .

87Maya is such that even those who were here for six to eight years are no longer here.

78Bāp sē nahī̃ rūṭhtē haĩ parantu brāhmaṇiyō̃ sē rūṭhtē haĩ .

88They are not sulking with the Father but with their Brahmin teacher.

79Bābā tō yahā̃ baiṭhā hai .

89Baba is sitting here.

80Śhivbābā sē rūṭhā tō khatm hō jāyēṅgē .

90If you sulk with Shiv Baba, you leave Him.

81Bābā K|kē sivāē murlī kaisē sun sakē̃gē .

91How would you be able to listen to the murlis without Baba?

82Dūsrī bāt jō kabhī dhyān kā part chaltā hai phalānī mē̃ mama I|āī|eye , bābā āyā - yah bhī māyā hai .

92Secondly, when someone has a part going into trance they sometimes say, "Mama came in so-and-so”, or “Baba came in so-and-so". 93That too is Maya.

83Bahut khabardārī sē chalnā hai .

94You have to move along very cautiously.

84Bāt kaisē kartē haĩ , ussē samajh jānā hai .

95You have to understand from the way a person speaks.

85Kōī-kōī mē̃ māyā kā bhūt ā jātā hai phir kahtē haĩ śhivbābā āyā , murlī chalātē haĩ - yah sab māyā vighna ḍāltī hai .

96Some have an evil spirit of Maya in them and then they say: Shiv Baba has come and is speaking the murli. 97It is Maya who creates all of those obstacles.

86Bahut traitor nikal jātē haĩ .

98Many become traitors.

87Bahut dhōkhā dētē haĩ .

99Many deceive Baba in this way.

88In sab bātō̃ sē bahut sambhāl karnī hai .

100You have to protect yourself from all of those things.

89Paṛhāī par pūrā dhyān dēnā hai .

101You have to pay full attention to studying.

90Nahī̃ tō māyā bahut hairān karēgī .

102Otherwise, Maya will distress you a great deal.

91Tūphān bahut āyēṅgē .

103Many storms will come.

92Jaisē vaidya lōg kahtē haĩ ki bīmārī bāhar nikalēgī , ḍarnā nahī̃ .

104Herbalists say that the sickness will first erupt but you mustn't be afraid.

93Bābā samjhātē haĩ māyā chaltē-chaltē aisī aṅgūrī lagāyēgī jō bābā kō bhulā dēgī .

105Baba explains that, while you are moving along, Maya pokes you in such a way that she makes you forget Baba.

94Harānē key|kī bahut kōśhiśh karēgī .

106She will try hard to defeat you.

95Yuddha hai hī 5 vikārō̃ rūpī rāvaṇ sē .

107Your battle is with Ravan, the five vices.

96Jitnā bābā kō yād karē̃gē tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

108The more you remember Baba, the more your sins will be absolved.

97Māyā jītē jagat jīt bhī banē̃gē .

109Those who conquer Maya will conquer the world.

98Bākī sthūl laṛāī kī kōī bāt nahī̃ .

110However, this is not a question of a physical war.

99Yōgbal sē hī viśhva key|kī rājāī mil saktī hai .

111Only when you have the power of yoga can you receive the sovereignty of the world.

100Is samay yōgbal bhī hai , bāhubal bhī hai .

112At this time, there is the power of yoga and also physical power.

101Yah kriściyan dōnō̃ mil jāyē̃ tō viśhva K|kē mālik ban saktē haĩ . 102Itnī tākat inhō̃ mē̃ hai , parantu law nahī̃ hai .

113If all Christians were to come together, they could become the masters of the world; they have that much power. 114However, that isn't the law.

103Ēk kahānī bhī hai dō billō̃ key|kī .

115There is the story of the two cats that were fighting.

104Kr̥iṣhṇa kō bhī dēkhō kaisē hāth mē̃ gōlā dikhāyā hai .

116Look how Krishna is portrayed holding the globe in his hands!

105Tō tumhārī yād kāyam rahnī chāhiē .

117Your remembrance should remain all the time.

106Kōī bhī kāraṇ sē paṛhāī nahī̃ chhōṛnī chāhiē .

118You mustn’t stop studying for any reason.

107Vighna tō jarūr paṛē̃gē .

119There will definitely be obstacles.

108Māyā aisī hai jō māthā mūḍ lētī hai , heartfail kar dētī hai isliē bāp kahtē haĩ aur sab bātō̃ kō chhōṛ māmēkam yād karō .

120Maya is such that she scalps you or gives you heart failure. 121Therefore, the Father says: Forget everything else and constantly remember Me alone.

109Bīj kō yād karnē sē jhāḍ bhī yād ā jāyēgā .

122By remembering the Seed, you will also remember the tree.

110Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē yah course uṭhāō .

123While living at home with your families, take this course.

111Bhagat lōg savērē uṭhkar bhakti kartē haĩ .

124Devotees wake up early in the morning and perform their worship.

112Kāśhī mē̃ kōṭhiyā̃ banī huī haĩ .

125At Kashi they have made small alcoves.

113Har ēk kōṭhī mē̃ baiṭh viśhvanāth gaṅgā kahtē haĩ , jāntē kuchh nahī̃ . 114Īśhvar sarvavyāpī kah dētē haĩ .

126Each one sits in an alcove and chants, "Vishwanath Ganga" (The Lord of the World who brings the Ganges), but they don't know anything; they simply say that God is omnipresent.

115Apnē kō tatva yōgī , brahm yōgī kahlātē haĩ .

127They call themselves those who have yoga with the elements and the brahm element.

116Yah bābā sab bātō̃ kā anubhavī hai .

128This Baba has experienced everything.

117Inkē rath mē̃ baiṭh kahtē haĩ in sabkō chhōṛō , bākī tō sab khilaunē banā diyē haĩ .

129That One sits in this one's chariot and says: Renounce all of that. 130They have made everything into toys.

118Viṣhṇu kā , śhaṅkar kā , kr̥iṣhṇa kā khilaunā banāē baiṭh pūjā kartē haĩ .

131They have made toys of Vishnu, Shankar, Krishna and they sit and worship them.

119Jāntē kiskō nahī̃ , pūjā mē̃ bahut kharchā kartē haĩ .

132They don’t know any one of them and yet they spend a lot of money worshipping them.

120Patthar key|kī mūrti banāē uskō śhrr̥iṅgārtē haĩ .

133They make stone idols and decorate them.

121Sāhūkār tō zewar bhī pahnātē haĩ .

134The wealthy even put jewellery on idols.

122Yah tō tum jāntē hō bhakti mē̃ jō kuchh bhāvnā sē kartē haĩ , uskā phal kuchh na kuchh ham dē dētē haĩ .

135You know that whatever they do with that deep love on the path of devotion, I give them the fruit of that.

123Dūsrē janm mē̃ achchhā bhagat ban jātē haĩ .

136In their next birth, they become good devotees.

124Kōī dhan dān kartē haĩ tō dhanvān K|kē ghar mē̃ , bahut dān kartē haĩ tō rājāī ghar mē̃ janm miltā hai .

137If someone donates wealth, he takes birth in a wealthy family. 138If someone donates a great deal, he takes birth in a royal family.

125Phir bhī is duniyā mē̃ sadā kē liē sukh tō hai nahī̃ isliē sannyāsī is sukh kō māntē nahī̃ .

139Nevertheless, there isn't happiness for the whole time in this world. 140This is why sannyasis don't believe in happiness.

126Kāg viṣhṭhā K|kē samān samajhtē haĩ .

141They believe it is like the droppings of a crow.

127Tō vah rājyōg kaisē sikhlāyēṅgē .

142Therefore, how could they teach you Raja Yoga?

128Sārē viśhva kā mālik tō bēhad K|kē bāp sivāē kōī banā na sakē .

143No one, apart from the unlimited Father, can make you into a master of the whole world.

129Ab bāp tum bachchō̃ kō sammukh samjhā rahē haĩ , maĩ phir sē āyā hū̃ tumkō rājyōg sikhlānē .

144The Father is now personally explaining to you children. 145I have come once again to teach you Raja Yoga.

130Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē 84 janmō̃ K|kē ant mē̃ mainnē pravēśh kiyā hai , inkā nām brahmā rakhā hai .

146I have entered Krishna at the end of his 84th birth and named him Brahma.

131Mujhē brahmā jarūr chāhiē tō prajāpitā brahmā bhī chāhiē .

147I definitely need Brahma and also Prajapita Brahma in whom I can enter and come here.

132Jismē̃ pravēśh karkē āū̃ , nahī̃ tō kaisē āū̃  ?

148How else could I come here? 149This is the chariot that is fixed for Me.

133Yah mērā rath mukarar hai .

150I enter him every cycle.

134Kalp-kalp ismē̃ hī ātā hū̃ . 135Likhā bhī huā hai brahmā dvārā sthāpanā .

151It is written that establishment takes place through Brahma.

136Kiskī  ?

152Of what?

137Viṣhṇupurī key|kī .

153Of the land of Vishnu.

138Abhī tum bhārat kō viṣhṇupurī banā rahē hō .

154You are now making Bharat into the land of Vishnu.

139Dūsrē kōī is bāt kō samajhtē nahī̃ ki parampitā paramātmā kā part hai , kr̥iṣhṇa jayantī manātē haĩ , nark kō svarg banānē vālā bāp hai nā .

155Others don’t understand that the Supreme Father, the Supreme Soul, has a part. 156They celebrate the birthday of Krishna. 157It is the Father who changes hell into heaven.

140Jō brāhmaṇ ban pūrā puruṣhārth karē̃gē vō brāhmaṇ sē dēvtā banē̃gē , gāyan hai ki parampitā paramātmā 3 dharm , brāhmaṇ , sūryavanśhī , chandravanśhī dharm sthāpan kartē haĩ .

158Those who become Brahmins and make full effort will become deities from Brahmins. 159It is remembered that the Supreme Father, the Supreme Soul, establishes three religions: Brahmin, sun dynasty and moon dynasty.

141Vahā̃ dō yugō̃ mē̃ ēk hī dharm hai aur kōī dharm hai nahī̃ .

160There, for two ages, there is just one religion; there is no other religion.

142Bākī dō yugō̃ mē̃ dēkhō kitnē dharm haĩ .

161However, look how many religions there are in the other two ages!

143Bachchō̃ kō paṛhāī par pūrā dhyān dēnā chāhiē .

162You children should pay full attention to studying.

144Nahī̃ tō bahut rōnā paṛēgā . 145Sabkē liē tribunal baiṭhēgī .

163Otherwise, you will have to cry a great deal: the Tribunal will sit for everyone.

146Batāyēṅgē ki tumnē yah-yah pāp kiyā isliē ham tumkō bahut samjhātā hū̃ ki pāp nahī̃ karnā , puṇya ātmā bannā .

164They will show you: These are the sins you committed. 165That is why I tell you a great deal not to commit any sin but to become a charitable soul.

147Pāp karē̃gē tō sauguṇā sazā kē nimitt banē̃gē .

166If you commit sin, you accumulate one hundred fold punishment.

148Mērē bankar vikār mē̃ gayē , bāp K|kē śhrīmat key|kī avagyā key|kī tō tumhārē par bahut sajā āyēgī .

167If, after belonging to Me, you indulge in vice or if you disobey the Father’s shrimat, a lot of punishment will be accumulated for you.

149Vah sajāyē̃ bhī bahut kaṛī hōtī haĩ .

168That punishment is very severe.

150Bāp kahtē haĩ maĩ paramdhām kā rahnē vālā hū̃ .

169The Father says: I am the Resident of the supreme abode.

151Yahā̃ purānī duniyā mē̃ ākar tumkō varsā dētā hū̃ .

170I come here into this old world and give you your inheritance.

152Phir bhī tum nām badnām kartē hō , tab tō kahā huā hai satgurū kā nidaṅk sūryavanśhī gharānē mē̃ ṭhaur na pāyē . 153Gir paṛtē haĩ , bahut kasam uṭhātē haĩ .

171In spite of that, you continue to defame My name. 172This is why it is said that those who defame the Satguru cannot claim a high status in the sun-dynasty clan; they fall.

154Ham āpkē sapūt bachchē hōkar rahē̃gē .

173They make a vow: I will live as Your obedient child.

155Blood sē bhī likhtē haĩ .

174They even write this in blood.

156Parampitā paramātmā sē pratigyā bhī kartē haĩ ki bachchā ban āpsē pūrā varsā lū̃gā , parantu māyā aisī hai - vah āj haĩ nahī̃ .

175They even promise the Supreme Father, the Supreme Soul, that they will become His children and claim their full inheritance from Him. 176However, Maya is such that they are no longer here today.

157Pratigyā kar phir apavitr banā tō bahut dhōkhā khāyēgā .

177If, after making a promise, you become impure, you become deceived a great deal.

158Īśhvar key|kī avagyā huī nā .

178That is disobeying God, is it not?

159Bābā iśhārē mē̃ sab samjhātē rahtē haĩ .

179Baba continues to explain everything with signals.

160Māyā bahut hairān karēgī .

180Maya will distress you a great deal.

161Nahī̃ tō yuddha kāhē key|kī .

181Otherwise, why would there be a battle?

162Viśhva kā mālik bannā , cum|kam bāt nahī̃ hai .

182To become a master of the world is no small matter!

163Ġaphlat nahī̃ karnī hai .

183You mustn’t make mistakes.

164Paṛhāī bilkul nahī̃ chhōṛnī hai .

184You mustn't stop studying at all.

165Bābā sē rāy lō|low phir javābdār bābā hō jāyēgā .

185Take advice from Baba and then He is responsible.

166Paṛhāī mē̃ manuṣhya kitnī mēhnat kartē haĩ .

186People make so much effort to study.

167Imtahān K|kē time bahut mēhnat kartē haĩ .

187They work very hard at the time of their examinations.

168Tum bhī āgē chal jab samay najdīk dēkhē̃gē tō rāt din paṛhāī mē̃ lag jāyēṅgē .

188As you make further progress and you see that that time is very close, you will also busy yourself in studying day and night.

169Ab vah samay jaldī ānē vālā hai .

189That time is now going to come very soon.

170Achchhā  !

190Achcha.

171Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād pyār aur good morning .

191To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

172Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

192The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

173Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

193Essence for dharna:

1741 ) āpas mē̃ vāhyāt ( vyarth ) bātē̃ nahī̃ karnī hai .

194 1. Don't speak about wasteful things with one another.

175Kabhī bhī matbhēd mē̃ nahī̃ ānā hai , paṛhāī kisī bhī hālat mē̃ nahī̃ chhōṛnī hai .

195You must never come into any conflict of opinion. 196Never stop studying under any circumstances.

1762 ) bābā key|kī avagyā kabhī nahī̃ karnī hai .

197 2. Never disobey Baba.

177Pratigyā kar us par kāyam rahnā hai .

198After making a promise, keep it firm forever.

178Service kā sadā śhauk rakhnā hai .

199Always have an interest in doing service.

Blessing

179Vardān  : samay par yōg key|kī śhaktiyō̃ kā prayōg karnē vālē sva K|kē saṅskār sō saṅsār parivartak bhav

200Blessing: May you become a world transformer and transform your own sanskars by experimenting with the power of yoga at the appropriate time.

180Jaisē yōg karnē aur karānē mē̃ yōgya hō aisē yōg kā prayōg karnē mē̃ bhī yōgya banō .

201 Just as you are capable of having yoga and conducting yoga, in the same way, become just as capable in experimenting with yoga.

181Sabsē pahlē apnē saṅskārō̃ par yōg key|kī śhakti kā prayōg karō kyōṅki āpkē śhrēṣhṭh saṅskār hī śhrēṣhṭh saṅsār K|kē rachnā key|kī nīṃv haĩ .

202First of all, experiment with the power of yoga on your sanskars because your elevated sanskars are the foundation for the creation of the elevated world.

182Tō check karō ki kōī bhī saṅskār samay par dhōkhā tō nahī̃ dētē haĩ  ?

203So, check: Is any sanskar deceiving me at any time?

183Kaisī bhī bāt hō , vyakti yā vāyumaṇḍal hō lēkin śhrēṣhṭh saṅskārō̃ kō parivartan kar sādhāraṇ vā vyarth na banā dē̃ .

204No matter what the situation, person or atmosphere may be, do not alter your elevated sanskars or make then ordinary or wasteful.

184Jō sva K|kē saṅskārō̃ kō parivartan kar lētē haĩ vahī saṅsār kō parivartan karnē kē nimitt ban jātē haĩ .

205Those who transform their own sanskars become instruments to transform the world.

Slogan

185Slōgan  : number āgē lēnā hai tō svabhāv easy aur purūṣhārth attention vālā hō .

206Slogan: In order to claim a number ahead, make your nature easy and your efforts full of attention.

207*** Om Shanti ***