शनिवार 31 दिसंबर 2022 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
031-12-2022 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 31/12/22 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ śhiv jayanti kā tyōhār baṛī dhūmdhām sē manānā hai .
1Essence: Sweet children, you have to celebrate the festival of Shiv Jayanti with a lot of pomp and splendour.
2Yah tumhārē liē bahut baṛā khuśhī kā din hai , sabkō bāp kā parichay dēnā hai ' '
2This is a day of great happiness for you. 3Give everyone the Father's introduction. 4Question: Which children harm themselves very much? 5When do they incur a loss?
3Praśhna : kaun sē bachchē apnā bahut baṛā nuksān kartē haĩ ?
6Answer: The children who stop studying while moving along cause themselves great harm. 7Every day, Baba gives so many diamonds and jewels and tells you so many deep points. 8If you don't study regularly, you would incur a loss. 9You would fail, lose your elevated sovereignty of heaven and destroy your status.
4Ghāṭā kab paṛtā hai ? 5Uttar : jō bachchē chaltē-chaltē paṛhāī chhōṛ dētē haĩ , vē|way apnā bahut baṛā nuksān kartē haĩ .
10Song: O traveller of the night, do not become weary! 11The destination of dawn is not far off.
6Bābā rōz itnē hīrē ratna dētē haĩ , guhya points sunātē haĩ , agar kōī regular nahī̃ suntē haĩ tō ghāṭā paṛ jātā hai . 7Nā-pass hō jātē haĩ , svarg key|kī ūñchī bādśhāhī ganvā dētē haĩ . 8Pad bhraṣhṭa hō jātā hai . 9Gīt : rāt K|kē rāhī thak mat jānā …
12Om shanti.
10Ōm śhānti . 11Yah rāt aur din manuṣhyō̃ kē liē haĩ .
13This night and day is for human beings.
12Śhivbābā kē liē rāt aur din nahī̃ hai .
14There isn't night and day for Shiv Baba.
13Yah tum bachchō̃ kē liē hai , manuṣhyō̃ kē liē hai .
15It is for you children; it is for human beings.
14Brahmā kī rāt brahmā kā din gāyā jātā hai .
16The night of Brahma and the day of Brahma are remembered.
15Śhiv kā din , śhiv key|kī rāt aisē kabhī nahī̃ kahā jātā hai .
17The saying is not, ‘The night of Shiva and the day of Shiva’.
16Sirph ēk brahmā bhī nahī̃ kahā jāyēgā . 17Ēk key|kī rāt nahī̃ hōtī hai . 18Gāyā jātā hai brāhmaṇō̃ key|kī rāt .
18It would not be said about just Brahma alone; it isn't the night of just one; it is remembered as the night of Brahmins.
19Tum jāntē hō abhī hai bhakti mārg kā ant , sāth-sāth ghōr andhiyārē kā bhī ant hai .
19You know that it is now the end of the path of devotion. 20Together with that, it is also the end of extreme darkness.
20Bāp kahtē haĩ - maĩ ātā hī tab hū̃ jabki brahmā kī rāt hōtī hai .
21The Father says: I come when it is the night of Brahma.
21Tum abhī savērē kē liē chalnē lag paṛē hō .
22You have now begun to start moving towards the dawn.
22Jab tum brahmā key|kī santān ākar bantē hō tab tumkō brāhmaṇ kahā jātā hai .
23When you come and become the children of Brahma, you are called Brahmins.
23Brāhmaṇō̃ key|kī rāt pūrī hō phir dēvtāō̃ kā din śhurū hōtā hai .
24After the night of Brahmins comes to an end, the day of the deities begins.
24Brāhmaṇ jākar dēvtā banē̃gē .
25Brahmins then become deities.
25Is yagya sē bahut baṛī badlī|badalī hōtī hai .
26A very big change takes place through this yagya.
26Purānī duniyā badalkar naī hōtī hai .
27The old world changes and becomes new.
27Kaliyug hai purānā yug , satyug hai nayā yug .
28The iron age is the old age and the golden age is the new age.
28Phir trētā 25 pratiśhat purānā , dvāpar 50 pratiśhat purānā .
29The silver age is then 25% old and the copper age is 50% old.
29Yug kā nām hī badal jātā hai .
30The name of the age also changes.
30Kaliyug kō sab purānī duniyā kahē̃gē .
31Everyone would call the iron age the old world.
31Īśhvar kahā jātā hai bāp kō , jō īśhvarīy rājya sthāpan kartē haĩ .
32The Father is called Ishwar (God). 33He establishes the Godly kingdom.
32Bāp kahtē haĩ maĩ kalp-kalp saṅgamyug mē̃ ātā hū̃ .
34The Father says: I come at the confluence age of every cycle.
33Time tō lagtā hai nā .
35It takes time.
34Yū̃ tō hai ēk second key|kī bāt , parantu vikarma vināśh hōnē mē̃ samay lagtā hai kyōṅki ādhākalp K|kē pāp sir par haĩ .
36In fact, it is a matter of a second but it does take time for your sins to be destroyed because there are the sins of half a cycle on your heads.
35Bāp svarg rachtā hai tō tum bachchē bhī svarg K|kē mālik tō banē̃gē .
37The Father creates heaven and so you children will become the masters of heaven.
36Parantu sir par jō pāpō̃ kā bōjhā hai unkō utārnē mē̃ time lagtā hai .
38However, it does take time to remove the burden of sin from your heads.
37Yōg lagānā paṛtā hai .
39You have to have yoga.
38Apnē kō ātmā jarūr samajhnā hai .
40You definitely have to consider yourselves to be souls.
39Āgē jab bābā kahtē thē tō jismānī bāp yād ātā thā .
41Previously, when you said "Baba", you remembered your physical fathers.
40Abhī bābā kahnē sē buddhi ūpar chalī jātī hai .
42Now, when you say "Baba", your intellects go upwards.
41Duniyā mē̃ aur kiskī buddhi mē̃ yah nahī̃ hōgā ki ham ātmā rūhānī bāp key|kī santān haĩ .
43It wouldn't be in the intellect of anyone else in the world that we souls are the children of the spiritual Father.
42Hamārā bāp teacher gurū tīnō̃ hī rūhānī haĩ .
44All three, our Father, Teacher and Guru, are spiritual.
43Yād bhī unkō kartē haĩ .
45We have to remember Him.
44Yah hai purānā śharīr , inkō kyā śhrr̥iṅgār karnā hai .
46Those are old bodies and so why should you decorate them?
45Parantu andar mē̃ samajhtē haĩ abhī ham vanvāh mē̃ haĩ .
47However, internally, you understand that you are now in the stage of simplicity.
46Sasurghar naī duniyā mē̃ jānē vālē haĩ .
48You are about to go to your in-laws’ home in the new world.
47Pichhāṛī mē̃ kuchh bhī nahī̃ rahtā hai .
49Nothing will remain at the end.
48Phir ham jākar viśhva K|kē mālik bantē haĩ .
50We will then become the masters of the world.
49Is samay sārī duniyā jaisē vanvāh mē̃ hai , ismē̃ rakhā hī kyā hai , kuchh bhī nahī̃ .
51At this time, it is as though the whole world is in exile. 52What does it have to offer?
50Jab sasurghar thā tō hīrē-javāharō̃ K|kē mahal thē . 51Māl-ṭhāl thē . 52Abhī phir piyarghar sē sasurghar jānā hai .
53Nothing at all! 54When it was your in-laws' home, there were palaces studded with diamonds and jewels; there were a lot of riches.
53Abhī tum kiskē pās|pass āyē hō ? 54Kahē̃gē bāpdādā kē pās .
55You now have to go from your parents' home to your in-laws' home.
55Bāp nē dādā mē̃ pravēśh kiyā hai , dādā tō hai hī yahā̃ kā rahvāsī .
56Whom have you now come to? 57You would say that you have come to BapDada. 58The Father has entered Dada.
56Tō bāpdādā dōnō̃ combined haĩ .
59Dada is a resident of this place. 60So Bap and Dada are combined.
57Parampitā paramātmā patit-pāvan hai .
61The Supreme Father, the Supreme Soul, is the Purifier.
58Unkī ātmā agar śhrīkr̥iṣhṇa mē̃ hōtī , vah gyān sunātī tō śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī bāpdādā kahā jātā .
62When He spoke this knowledge, if His soul had been in Krishna, Krishna would then be called “BapDada”.
59Parantu śhrīkr̥iṣhṇa kō bāpdādā kahnā śhōbhtā hī nahī̃ .
63However, it doesn’t seem right to call Krishna “BapDada”.
60Brahmā hī prajāpitā gāyā huā hai .
64Only Brahma is remembered as the Father of Humanity (Prajapita).
61Bāp nē samjhāyā hai yah 5 hajār varṣh kā chakra hai .
65The Father has explained that this is a cycle of 5000 years.
62Tum bachchē pradarśhanī jab dikhātē hō tō unmē̃ yah bhī likhō ki āj sē 5 hajār varṣh pahlē bhī hamnē yah pradarśhanī dikhāī thī aur samjhāyā thā ki bēhad bāp sē svarg kā varsā kaisē liyā jātā hai .
66When you children hold an exhibition, you should also write this: We showed you this exhibition 5000 years ago and we also explained to you how you can claim your inheritance of heaven from the unlimited Father.
63Āj sē 5 hajār varṣh pahlē muāphik phir sē ham trimūrti śhiv jayanti manātē haĩ .
67We are once again celebrating Trimurti Shiva Jayanti, exactly as we did 5000 years ago.
64Yah akṣhar jarūr ḍālnā paṛē .
68You definitely have to write these words.
65Yah bābā direction dē rahē haĩ , us par chalnā hai .
69Baba is giving these directions and you have to follow them.
66Śhiv jayanti key|kī taiyārī karnī hai .
70You have to make preparations for Shiva Jayanti.
67Naī-naī bāt dēkh manuṣhya wonder khāyēṅgē .
71When people see new things, they will be amazed.
68Achchhā bhabhkā karnā chāhiē .
72You should have a lot of splendour.
69Ham trimūrti śhiv key|kī jayanti manātē haĩ .
73We are celebrating Trimurti Shiva Jayanti.
70Chhuṭṭī kartē haĩ . 71Śhiv jayanti key|kī chhuṭṭī official hai .
74We are going to take a holiday for this.
72Kōī kartē haĩ , kōī nahī̃ kartē haĩ .
75The holiday for Shiva Jayanti is official.
73Tumhārā yah bahut baṛā din hai .
76Some have a holiday and others don't.
74Jaisē kriściyan lōg Christmas manātē haĩ .
77This is a very big day for you, just as Christians celebrate Christmas.
75Bahut khuśhī manātē haĩ .
78They celebrate with a lot of happiness.
76Ab tumkō yah khuśhī manānī chāhiē .
79You should now celebrate with happiness.
77Sabkō batānā hai ki ham bēhad K|kē bāp sē varsā lē rahē haĩ .
80Tell everyone that we are claiming our inheritance from the unlimited Father.
78Jō jāntē haĩ vahī khuśhī manāyēṅgē .
81Those who know this will celebrate in happiness.
79Centres mē̃ āpas mē̃ milē̃gē .
82They will meet among themselves at the centres.
80Yahā̃ tō sab ā na sakē̃ .
83Not everyone can come here.
81Ham manātē haĩ janmadin .
84We are celebrating the birthday.
82Śhiv-bābā kā mr̥ityu tō hō na sakē .
85There cannot be death for Shiv Baba.
83Jaisē śhivbābā āyā hai vaisē chalē jāyēṅgē .
86Just as Shiv Baba has come, so He will go away.
84Gyān pūrā hō gayā . 85Laṛāī śhurū hō gaī .
87The knowledge is to be completed, the war will begin; that’s all!
86Bas . 87Inkō apnā śharīr tō hai nahī̃ .
88That One doesn’t have a body of His own.
88Tum bachchō̃ kō apnē kō ātmā samajh pūrā dēhī-abhimānī bannā hai , ismē̃ mēhnat lagtī hai .
89You children have to consider yourselves to be souls and become completely soul conscious. 90This requires effort.
89Satyug mē̃ tō ātma-abhimānī haĩ .
91You are soul conscious in the golden age.
90Vahā̃ akālē mr̥iityu nahī̃ hōgā .
92There will be no untimely death there.
91Yahā̃ baiṭhē-baiṭhē kāl ā jātā hai , heartfail hō jātā hai .
93Here, death comes while you are just sitting somewhere; you have heart failure.
92Kahē̃gē īśhvar kī bhāvī .
94They would then say that that is God's will.
93Parantu īśhvar kī bhāvī nahī̃ hai .
95However, that is not God's will.
94Tum kahē̃gē drama key|kī bhāvī . 95Drama mē̃ inkā part aisā thā .
96You would say that it is destined in the drama, that, such was his part in the drama.
96Abhī tō hai hī iron age , naī duniyā golden age thī .
97It is now the iron age and the world of the golden age will be new.
97Satyug K|kē mahal kitnē hīrō̃ sē sajāyē huē hōṅgē .
98The palaces of the golden age will be decorated with so many diamonds.
98Akīchār dhan hōgā .
99There will be plenty of wealth there.
99Parantu unkā pūrā vr̥itānt nahī̃ hai .
100However, there cannot be a full description of it.
100Kuchh earthquake ādi hōtī hai tō ṭūṭ-phūṭ paṛtī , nīchē chalī jātī hai tō in bātō̃ kā buddhi sē kām lēnā hai .
101When there are earthquakes etc. everything breaks up and goes down below. 102So you have to use your intellects and think about all of these things.
101Yah khānā buddhi kē liē hai .
103This is food for the intellect.
102Tumhārī buddhi ūpar chalī gaī hai .
104Your intellects have now gone up above.
103Rachtā kō jānnē sē rachnā kō bhī jāntē haĩ .
105By knowing the Creator you also know the creation.
104Sārē sr̥iṣhṭi kā rāz buddhi mē̃ hai .
106You have the secrets of the whole world in your intellects.
105Drama mē̃ ūñchē tē ūñchā hai bhagvān .
107God is the Highest on High in the drama.
106Phir brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar ham in tīnō̃ kā occupation batā saktē haĩ . 107Kyā-kyā part hai ?
108Then there are Brahma, Vishnu and Shankar. 109We can tell you the occupation of all these three and what their parts are.
108Jagat-ambā kā kitnā baṛā mēlā lagtā hai .
110Such a big mela takes place for Jagadamba.
109Jagat-ambā , jagat-pitā kā āpas mē̃ kyā sambandh hai ?
111What is the relationship between Jagadamba and Jagadpita?
110Yah kōī nahī̃ jāntē kyōṅki yah gupta bāt hai .
112No one knows this, because it is an incognito thing.
111Mā̃ tō yah baiṭhī hai , vah thī adopt key|kī huī isliē chitra unkē banē haĩ .
113This one sitting here is the mother; that one was adopted. 114This is why the pictures are made of that one.
112Unkō jagat-ambā kahā jātā hai .
115That one is called Jagadamba.
113Brahmā key|kī bēṭī sarasvatī .
116She is Saraswati, the daughter of Brahma.
114Bhal mā̃ kā title diyā hai parantu thī tō bēṭī .
117Although she is given the title “Mother”, she is a daughter.
115Sahī kartī thī brahmākumārī sarasvatī .
118She used to sign her name Brahma Kumari Saraswati.
116Tum unkō mama kahtē thē .
119You used to call her Mama.
117Brahmā kō mā̃ kahnā śhōbhtā nahī̃ .
120It doesn't seem right to call Brahma ‘Mother’.
118Yah samajhnē aur samjhānē mē̃ baṛī refine buddhi chāhiē .
121A very refined intellect is needed to understand and explain all of these things.
119Yah guhya bātē̃ haĩ .
122These are deep matters.
120Tum kiskē bhī mandir mē̃ jāyēṅgē tō jhaṭ unkā occupation jān lē̃gē .
123Whoever's temple you go to, you would instantly know their occupation.
121Gurūnānak K|kē mandir mē̃ jāyēṅgē tō jhaṭ batā dēgē ki vah phir kab āyēṅgē ?
124When you go to the temple of Guru Nanak, you would instantly be able to tell them when he will come again.
122Un lōgō̃ kō kuchh patā nahī̃ kyōṅki kalp key|kī āyu lambī kar dī hai .
125Those people don’t know anything, because they have elongated the duration of the cycle.
123Tum varṇan kar saktē hō .
126You can speak about this.
124Bāp kahtē haĩ dēkhō maĩ tumkō kaisē paṛhātā hū̃ ?
127The Father says: Look how I am teaching you! 128Look how I come!
125Ātā kaisē hū̃ ?
129This doesn’t refer to Krishna.
126Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī tō bāt hī nahī̃ .
130People continue to study the Gita.
127Gītā kā pāṭh kartē rahtē haĩ , kōī 18 adhyāy yād kartē haĩ tō unkī kitnī mahimā hō jātī hai . 128Ēk śhlōk sunāyēṅgē tō kahē̃gē vāh ! 129Vāh !
131Some remember the 18 chapters and they are praised so much. 132If one of them relates even one slokha (verse), people sing his praise and say that there is no other soul as great as him.
130In jaisē mahātmā tō kōī nahī̃ . 131Ājkal tō riddhi-siddhi bhī bahut hai .
133Nowadays, there is also a lot of occult power; they perform a lot of black magic.
132Jādū kā khēl bahut dikhātē haĩ .
134There is a lot of cheating in the world.
133Duniyā mē̃ ṭhagī bahut hai . 134Bāp tumkō kitnā sahaj samjhātē haĩ parantu paṛhnē vālō̃ par madār hai .
135The Father gives you such easy teachings, but it all depends on those who study them.
135Teacher tō ēkras paṛhātē haĩ kōī nahī̃ paṛhē̃gē tō nā-pass hōṅgē .
136The Teacher teaches the same to everyone, but if some don't study, they fail.
136Yah bhī hōnā jarūr hai .
137This definitely has to happen.
137Sārī rājdhānī sthāpan hōnī hai .
138A whole kingdom is to be established.
138Tum yah gyān-snān kar , gyān kā gōtā lagāē paristān key|kī parī arthāt svarg K|kē mālik ban jātē hō .
139You bathe in knowledge, take a dip in knowledge and then become angels of the land of angels, that is, you become the masters of heaven.
139Rāt-din kā fark hai .
140There is the difference of day and night.
140Vahā̃ tatva bhī satōpradhān hōnē sē śharīr bhī accurate bantā hai .
141There, because the elements are satopradhan, the bodies are created accurately (perfectly).
141Natural beauty rahtī hai .
142There is natural beauty there.
142Vah hai īśhvar key|kī sthāpan key|kī huī bhūmi .
143That is a land established by God.
143Abhī āsurī bhūmi hai .
144Now, it is a devilish land.
144Svarg , nark mē̃ bahut phark hai .
145There is a lot of difference between heaven and hell.
145Abhī tumhārī buddhi mē̃ drama K|kē ādi-madhy-ant kā rāz baiṭhā huā hai , number-vār puruṣhārth anusār .
146The secrets of the beginning, the middle and the end of the drama are now in your intellects, numberwise, according to your efforts.
146Bāp kahtē haĩ - achchhī rīti puruṣhārth karō .
147The Father says: Make very good efforts.
147Bachchiyā̃ nayē-nayē sthān par chakra lagānē jātī haĩ .
148The daughters tour around to the new places.
148Agar achchhī mātāyē̃ ādi haĩ tō service kō jamānā paṛē .
149If there are good mothers etc. there, then service has to be established there.
149Centre par agar kōī nahī̃ ātē haĩ tō apnā nuksān kartē haĩ .
150If some don't go to a centre, they cause themselves a loss.
150Kōī paṛhnē kē liē nahī̃ ātē haĩ tō unkō phir likhnā chāhiē . 151Tum paṛhtē nahī̃ hō issē tumkō bahut ghāṭā paṛ jāyēgā .
151If some don't go to study, you should write to them: You are not studying and because of this, there will be great loss for you.
152Rōz-rōz bahut guhya points nikaltī haĩ .
152Day by day, many deep points emerge.
153Yah haĩ hīrē ratna , tum paṛhē̃gē nahī̃ tō nā-pass hō jāyēṅgē .
153These are diamonds and jewels. 154If you don't study you would fail.
154Itnī ūñchī svarg kī bādśhāhī ganvā dēgē .
155You would lose the sovereignty of such an elevated heaven.
155Murlī tō rōz sunnī chāhiē .
156You have to listen to a murli every day.
156Aisē bāp kō chhōṛ diyā tō yād rakhnā , nā-pass hō jāyēṅgē , phir bahut rōyēṅgē .
157If you leave such a Father, remember that you will fail and then cry a great deal.
157Khūn K|kē āṅsū bahāyēṅgē .
158There will be tears of blood.
158Paṛhāī tō kabhī nahī̃ chhōṛnī chāhiē .
159You must never stop studying.
159Bābā register dēkhtē haĩ . 160Kitnē regular ātē haĩ .
160Baba looks at the register and sees how many come regularly.
161Na ānē vālō̃ kō phir sāvdhān karnā chāhiē .
161Those who don’t come should be cautioned.
162Śhrīmat kahtī hai - paṛhē̃gē nahī̃ tō pad bhraṣhṭa hō jāyēṅgē .
162Shrimat says: If you don’t study, your status will be destroyed. 163There will be a loss.
163Bahut ghāṭā paṛ jāyēgā . 164Aisē likhā-paṛhī karō - tab tum school kō achchhī tarah uṭhā sakē̃gē .
164Write to them in this way, because only then will you be able to uplift your school (centre) very well.
165Aisē nahī̃ kōī nahī̃ āyā tō chhōṛ diyā .
165Let it not be that if some don't come, you just forget about them.
166Teacher kō ōnā rahtā hai ki hamārē student jāstī nahī̃ pās|pass hōṅgē tō ijjat jāyēgī .
166A teacher would be concerned that if many of his students don't pass, he would lose his honour.
167Bābā likhtē bhī haĩ tumhārē centre par service cum|kam chaltī hai , śhāyad tum sōtē rahtē hō .
167Baba writes: There isn’t very much service happening at your centre. 168Perhaps you just continue to sleep all the time.
168Achchhā !
169Achcha.
169Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bādādā kā yād-pyār aur good morning .
170To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
170Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē . 171Dhārṇā kē liē mukhya sār :
171The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
1721 ) is purānē śharīr kā śhrr̥iṅgār nahī̃ karnā hai .
172Essence for dharna: 173 1. Don't decorate that old body.
173Vanvāh mē̃ rah nayē ghar mē̃ chalnē key|kī taiyārī karnī hai .
174Live simply and make preparations to go to your new home.
1742 ) gyān snān rōz karnā hai .
175 2. Bathe in knowledge every day.
175Kabhī bhī paṛhāī miss nahī̃ karnī hai .
176Never miss this study.
176Vardān : mahāntā kē sāth nirmāntā kō dhāraṇ kar sarv kā mān prāpt karnē vālē sukhdāī bhav
177Blessing: May you be a bestower of happiness and receive respect from everyone by having humility and so greatness.
177Mahāntā key|kī niśhānī nirmāntā hai .
178 The sign of greatness is humility.
178Jitnā mahān utnā nirmān kyōṅki sadā bharpūr haĩ .
179To the extent that you have humility you are accordingly great, because you are constantly full.
179Jaisē vr̥ikṣha jitnā bharpūr hōgā utnā jhukā huā hōgā .
180The more a tree is laden with fruit, the more it will bow down.
180Tō nirmāntā hī sēvā kartī hai aur jō nirmān rahtā hai vah sarv dvārā mān pātā hai .
181So, it is humility that serves and those who have humility receive respect from everyone.
181Jō abhimān mē̃ rahtā hai uskō kōī mān nahī̃ dētā , ussē dūr bhāgtē haĩ .
182No one gives respect to those who have arrogance, they run away from such people.
182Jō nirmān haĩ vē|way sukhdāyī hōṅgē .
183Those who have humility are bestowers of happiness.
183Unsē sabhī sukh key|kī anubhūti karē̃gē .
184Everyone experiences happiness from them.
184Sabhī unkē samīp ānā chāhē̃gē .
185Everyone wishes to come close to them.
185Slōgan : udāsī kō talāk dēnē kē liē khuśhiyō̃ kā khajānā sadā sāth rakhō . 186Mātēśhvarī jī K|kē madhur mahāvākya 187Gīt : nayanhīn kō rāh dikhāō prabhu . . . ab yah jō manuṣhya gīt gātē haĩ nayanhīn kō rāh batāō , tō gōyā rāh dikhānē vālā ēk hī paramātmā ṭhaharā|ṭhahrā , tabhī tō paramātmā kō bulātē haĩ aur jis samay kahtē haĩ prabhu rāh batāō tō jarur manuṣhyō̃ kō rāh dikhānē K|kē liyē khud paramātmā kō nirākār rūp sē sākār rūp mē̃ avaśhya ānā paṛēgā , tabhī tō sthūl mē̃ rāh batāyēgā , ānē bigar rāh tō batā nahī̃ sakē̃gē .
186Slogan: In order to kick away sadness, keep the treasures of happiness constantly with you. 187*** Om Shanti ***
188Ab manuṣhya jō mūñjhē huē haĩ , un mūñjhē huē kō rāh chāhiē isliē paramātmā kō kahtē haĩ nayanhīn kō rāh batāō prabhu . . . iskō hī phir khivaiyā bhī kahā jātā hai , jō us pār athavā in 5 tatvō̃ key|kī jō banī huī sr̥iṣhṭi hai issē pār kar us pār arthāt 5 tatvō̃ sē pār jō chhaṭṭhā tatva akhaṇḍ jyōti mahatatva hai usmē̃ lē chalēgā .
188Sweet, elevated versions of Mateshwari 189Song: Show the path to those who are blind, dear God! 190Since people sing the song, “Show the path to the blind!”, it means that it is only God who can show the path. 191This is why people call out to God, and, when they say, “Show us the path, Prabhu”, it is surely God Himself who has to come into a corporeal form from His incorporeal form to show us the path.
189Tō paramātmā bhī jab us pār sē is pār āvē tabhī tō lē chalēgā .
192Only then can He show us the path in a physical way. 193He cannot show us the path without coming here.
190Tō paramātmā kō bhī apnē dhām sē ānā paṛtā hai , tabhī tō paramātmā kō khivaiyā kahtē haĩ .
194Those people are confused and have to be shown the path and this is why they say to God, “Show the path to those who are blind!”
191Vahī ham boat kō ( ātmā rūpī nānv kō ) pār lē chaltā hai . 192Ab jō paramātmā kē sāth yōg rakhtā hai unkō sāth lē jāyēgā .
195He is then also called the Boatman, that is, He will take us across the world that is made of the five elements to the other side, beyond the five elements, to the sixth element of great light.
193Bākī jō bach jāyēṅgē vē|way dharmarāj key|kī sajāyē̃ khākar bād mē̃ mukt hōtē haĩ .
196So, it is only when God comes from that side to this side that He can take us there.
1942 ) kāṇṭō̃ key|kī duniyā sē lē chalō phūlō̃ key|kī chhā̃v mē̃ , ab yah bulāvā sirph paramātmā K|kē liyē kar rahē haĩ .
197So, God has to come from His land; this is why He is called the Boatman. 198He takes us boats (souls) across.
195Jab manuṣhya ati duḥkhī hōtē haĩ tō paramātmā kō yād kartē haĩ , paramātmā is kāṇṭō̃ key|kī duniyā sē lē chal phūlō̃ key|kī chhā̃v mē̃ , issē siddha hai ki jarūr vō bhī kōī duniyā hai .
199He will take across those who have yoga with Him, whereas those who are left will experience punishment from Dharamraj and then be liberated. 2002)Let us go from the world of thorns to the shade of flowers.
196Ab yah tō sabhī manuṣhya jāntē haĩ ki ab kā jō saṅsār hai vō kāṇṭō̃ sē bharā huā hai .
201This can only be sung to God. 202When people are extremely unhappy, they remember God.
197Jis kāraṇ manuṣhya duḥkh aur aśhānti kō prāpt kar rahē haĩ aur yād phir phūlō̃ key|kī duniyā kō kartē haĩ .
203“God, take us away from this world of thorns to the shade of flowers.” 204This shows that there is definitely another world.
198Tō jarūr vō bhī kōī duniyā hōgī jis duniyā K|kē saṅskār ātmā mē̃ bharē huē haĩ .
205All human beings know that the present world is filled with thorns, because of which people experience sorrow and peacelessness.
199Ab yah tō ham jāntē haĩ ki duḥkh aśhānti yah sab karmbandhan kā hisāb kitāb hai .
206Therefore, they remember the world of flowers. 207So, there definitely must be that world too, the sanskars of which are in souls.
200Rājā sē lēkar raṅk tak har ēk manuṣhya mātra is hisāb mē̃ pūrē jakaṛē huē haĩ isliē paramātmā tō khud kahtā hai ab kā saṅsār kaliyug hai , tō vō sārā karmbandhan kā banā huā hai aur āgē kā saṅsār satyug thā jiskō phūlō̃ key|kī duniyā kahtē haĩ .
208We know that sorrow and peacelessness are the karmic accounts of the bondage of karma. 209All human beings, from kings to beggars, are completely trapped in these accounts, and this is why God Himself says: The present world is the iron age and it is made of all bondages of karma. 210The world before was the golden age which was called the world of flowers.
201Ab vō hai karmbandhan sē rahit jīvanmukt dēvī dēvtāō̃ kā rājya , jō ab nahī̃ hai .
211That world is free from any bondage of karma; it is the kingdom of deities who are liberated in life but they do not exist now.
202Ab yah jō ham jīvanmukt kahtē haĩ , tō iskā matlab yah nahī̃ ki ham kōī dēh sē mukt thē , unhō̃ kō kōī dēh kā bhān nahī̃ thā , magar vō dēh mē̃ hōtē huē bhī duḥkh kō prāpt nahī̃ kartē thē , gōyā vahā̃ kōī bhī karmbandhan kā māmlā nahī̃ hai .
212When we say, “Liberated in life”, it does not mean that we were free from bodies. 213They did not have any awareness of their bodies, but, even while in their bodies, they had no sorrow, that is, there was no need of any bondage of karma there.
203Vō jīvan lētē , jīvan chhōṛtē ādi madhya ant sukh kō prāpt kartē thē .
214They would take birth, then depart and would experience happiness from the beginning through the middle to the end.
204Tō jīvanmukti kā matlab hai jīvan hōtē karmātīt , ab yah sārī duniyā 5 vikārō̃ mē̃ pūrī jakaṛī huī hai , mānō 5 vikārō̃ kā pūrā pūrā vās hai , parantu manuṣhya mē̃ itnī tākat nahī̃ hai jō in 5 bhūtō̃ kō jīt sakē , tab hī paramātmā khud ākar hamē̃ 5 bhūtō̃ sē chhuṛātē haĩ aur bhaviṣhya prālabdh dēvī dēvtā pad prāpt karātē haĩ .
215So, “Liberated in life” means to be karmateet while alive. 216This whole world is trapped in the five vices. 217It means that the five vices are fully present here, but people do not have sufficient strength to be able to conquer these five evil spirits. 218So, this is when God Himself comes and liberates us from the five evil spirits and enables us to attain the future reward of the deity status.
205Achchhā - ōm śhānti .
219Achcha.