मंगलवार 3 जनवरी 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
003-01-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 03/01/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - yah sr̥iṣhṭi vā jamānā duḥkh kā hai issē naṣhṭōmōhā banō , nayē jamānē kō yād karō , buddhiyōg is duniyā sē nikāl naī duniyā sē lagāō ' '
1Essence: Sweet children, at this time, the world is one of sorrow. 2Conquer your attachment to this world and remember the new age. 3Remove your intellects’ yoga from this old world and connect them to the new world.
Question
2Praśhna : kr̥iṣhṇapurī mē̃ chalnē kē liē tum bachchē kaun see|sī|C taiyārī kartē aur karātē hō ?
4Question: What preparations are you children making and inspiring others to make in order to go to the land of Krishna?
Answer
3Uttar : kr̥iṣhṇapurī mē̃ chalnē kē liē sirph is antim janm mē̃ sab vikārō̃ kō chhōṛ pāvan bannā aur dūsrō̃ kō banānā hai .
5Answer: In order to go to the land of Krishna, you simply have to renounce all the vices in this, your last birth. 6Become pure and inspire others to become pure. 7To become pure is the preparation you need to make in order to go from the land of sorrow to the land of happiness.
4Pāvan bannā hī duḥkhdhām sē sukhdhām mē̃ jānē key|kī taiyārī hai . 5Tum sabkō yahī sandēśh dō ki yah dirty duniyā hai , issē buddhiyōg nikālō tō naī satyugī duniyā mē̃ chalē jāyēṅgē .
8Give everyone the message that this world is dirty and that, in order to go to the new, golden-aged world, they have to remove their intellects’ yoga from this world.
Song
6Gīt : mujhkō sahārā dēnē vālē …
9Song: The heart says thanks to the One who gives it support.
Murli
7Ōm śhānti .
10Om shanti.
8Is gīt mē̃ bachchē kahtē haĩ ki bābā .
11In this song, children say: Baba.
9Bachchō̃ key|kī buddhi chalī jātī hai bēhad K|kē bāp taraph .
12The children’s intellects go to the unlimited Father.
10Jin bachchō̃ kō ab sukh mil rahā hai athavā sukhdhām kā rāstā mil rahā hai . 11Samajhtē haĩ barōbar bāp svarg K|kē 21 janmō̃ kā sukh dēnē āyā hai .
13You children, who are now receiving happiness and have found the path to happiness, understand that the Father has truly come to give you happiness for 21 births.
12Is sukh key|kī prāpti kē liē svayã bāp ākar śhikṣhā dē rahē haĩ .
14The Father Himself comes and gives you teachings to attain this happiness.
13Samjhā rahē haĩ ki yah jō jamānā hai arthāt itnē jō manuṣhya haĩ vē|way kuchh bhī dē nahī̃ saktē haĩ .
15He explains to you that none of the human beings of this world can give anything.
14Yah tō sab rachnā hai nā . 15Āpas mē̃ bhāī-bahan haĩ .
16All of them are part of the creation: they are all brothers and sisters.
16Tō rachnā ēk dō kō sukh kā varsā dē kaisē saktē !
17How could the creation give the inheritance of happiness to one another?
17Sukh kā varsā dēnē vālā jarūr ēk rachayitā bāp hī hōgā .
18Surely, only the one Father, the Creator, can give the inheritance of happiness.
18Is jamānē mē̃ aisā kōī manuṣhya nahī̃ jō kiskō sukh dē sakē .
19There are no human beings in this world who can give happiness to anyone.
19Sukhdātā sadgati dātā hai hī ēk satgurū .
20Only the one Satguru is the Bestower of Happiness and the Bestower of Salvation.
20Ab sukh kaun sā māṅgtē haĩ ?
21Now, which happiness are you asking for?
21Yah tō sabhī bhūl gayē haĩ ki svarg mē̃ bahut sukh thē aur abhī nark mē̃ duḥkh hai .
22Everyone has forgotten that there was a lot of happiness in heaven. 23Now, in hell, there is a lot of sorrow.
22Tō jarūr sabhī bachchō̃ par mālik kō hī taras paṛēgā .
24Therefore, it is definitely only the Master who would have mercy for all the children.
23Bahut haĩ jō sr̥iṣhṭi K|kē mālik kō māntē haĩ . 24Parantu vah kaun haĩ , unsē kyā miltā hai vah kuchh patā nahī̃ hai .
25There are many who believe in the Master of the World, but they do not know who He is or what they can receive from Him.
25Aisē tō nahī̃ mālik sē hamkō duḥkh milā hai .
26It is not that we receive sorrow from the Master.
26Yād kartē hī haĩ unkō sukh śhānti kē liē .
27You remember Him in order to attain peace and happiness.
27Bhakta bhagvān kō yād kartē haĩ jarūr prāpti kē liē .
28Surely, devotees remember God for some attainment.
28Duḥkhī haĩ tab sukh-śhānti kē liē yād kartē haĩ .
29Because they are unhappy, they remember Him in order to attain peace and happiness.
29Bēhad kā sukh dēnē vālā ēk hai , bākī had kā alpkāl sukh tō ēk dō kō dētē hī rahtē haĩ .
30Only the One gives unlimited happiness. 31Everyone else continues to give limited, temporary happiness to one another.
30Vah kōī baṛī bāt nahī̃ .
32That is not a big thing.
31Bhakta sabhī pukārtē haĩ ēk bhagvān kō , jarūr bhagvān sabsē baṛā hai , unkī mahimā bahut baṛī hai . 32Tō jarūr bahut sukh dēnē vālā hōgā .
33All devotees call out to the one God. 34God must definitely be the greatest of all. 35His praise is very great, and so He must be the One who gives a lot of happiness.
33Bāp kabhī bachchō̃ kō vā jamānē kō duḥkh nahī̃ dē saktē .
36The Father would never cause sorrow for His children or the world.
34Bāp samjhātē haĩ tum vichār karō - maĩ jō sr̥iṣhṭi athavā jamānā rachtā hū̃ tō kyā duḥkh dēnē kē liē ?
37The Father explains: Just think: when I create the world, that is, the new age, would that be to cause sorrow?
35Maĩ tō rachtā hū̃ sukh dēnē kē liē .
38I create it in order to give happiness.
36Parantu yah drama sukh duḥkh kā banā huā hai .
39However, this drama of happiness and sorrow is predestined.
37Manuṣhya kitnē duḥkhī haĩ .
40Human beings are so unhappy!
38Bāp samjhātē haĩ ki jab nayā jamānā , naī sr̥iṣhṭi hōtī hai , tō usmē̃ sukh hōtā hai .
41The Father explains that there is happiness when it is the new world in the new age.
39Duḥkh purānī sr̥iṣhṭi mē̃ hōtā hai .
42There is sorrow in the old world.
40Sab kuchh purānā jaṛjaṛībhūt hō jātā hai .
43Everything becomes old and completely decayed.
41Pahlē jō maĩ sr̥iṣhṭi rachtā hū̃ uskō satōpradhān kahā jātā hai .
44The world that I create is said to be satopradhan at first.
42Us samay sabhī manuṣhya kitnē sukhī rahtē haĩ .
45At that time, all human beings are very happy.
43Vah dharm ab prāyaḥlōp hōnē K|kē kāraṇ kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ hai .
46Because that religion has disappeared, this is not in anyone’s intellect now.
44Tum bachchē jāntē hō nayā jamānā satyug thā .
47You children understand that the new age was the golden age.
45Ab purānā hai tō āśhā rakhtē haĩ ki bāp jarūr naī duniyā banāyēgā .
48It is now old and so everyone definitely hopes that the Father will make the world new.
46Pahlē naī sr̥iṣhṭi nayē jamānē mē̃ bahut thōṛē thē aur bahut sukhī thē , jin sukhō̃ kā pārāvār nahī̃ thā .
49At first, there were very few people in the new world, the new age, and they were so happy that there was no limit to their happiness.
47Nām hī kahtē haĩ svarg , vaikuṇṭha , naī duniyā .
50The very name was heaven, Paradise, the new world.
48Tō jarūr usmē̃ nayē manuṣhya hōṅgē .
51So, there would surely have been new people in that world.
49Jarūr vah dēvī-dēvatāō̃ key|kī rājdhānī mainnē sthāpan key|kī hōgī nā .
52I must surely have created that new kingdom of deities.
50Nahī̃ tō jab kaliyug mē̃ ēk bhī rājā nahī̃ , sab kaṅgāl haĩ . 51Phir ēkdam satyug mē̃ dēvī-dēvatāō̃ key|kī rājāī kahā̃ sē I|āī|eye ?
53How else would it have been possible for the kingdom of deities to exist in the golden age when there were no kings in the iron age and everyone was poverty-stricken?
52Yah duniyā badlī|badalī kaisē ?
54How did this world change?
53Parantu sabhī key|kī buddhi itnī mārī huī hai jō kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
55People’s intellects are so dead that they do not understand anything. 56The Father comes and explains to you children.
54Bāp ākar bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
57Human beings blame the Master.
55Manuṣhya mālik par dōṣh dhartē haĩ ki vahī sukh duḥkh dētē haĩ , parantu īśhvar kō tō yād hī kartē haĩ ki ākar hamkō sukh-śhānti dō .
58They say that He is the One who gives happiness and sorrow and yet they still remember God for Him to come and grant them peace and happiness and take them back to the sweet home.
56Sweet home mē̃ lē chalō . 57Phir part mē̃ tō jarūr bhējē̃gē nā !
59In that case, He would definitely send you to play your parts.
58Kaliyug kē bād phir satyug jarūr ānā hai .
60The golden age will definitely come after the iron age.
59Manuṣhya tō rāvaṇ key|kī mat par haĩ .
61Human beings are following the dictates of Ravan.
60Śhrēṣhṭh mat tō hai hī śhrīmat .
62Elevated directions are called shrimat.
61Bāp kahtē haĩ maĩ sahaj rājyōg sikhātā hū̃ .
63The Father says: I teach you easy Raja Yoga.
62Maĩ kōī gītā kā śhlōk ādi nahī̃ gātā hū̃ jō tum gātē hō .
64I do not recite verses of the Gita the way you recite them.
63Kyā bāp baiṭh gītā sikhāyēṅgē ?
65Would the Father sit and teach you the Gita?
64Maĩ tō sahaj rājyōg sikhātā hū̃ .
66I teach you easy Raja Yoga.
65School mē̃ gīt kavitāē̃ sunāī jātī haĩ kyā ?
67Do you listen to songs or poetry at school?
66School mē̃ tō paṛhāyā jātā hai .
68At school you receive an education.
67Bāp bhī kahtē haĩ tum bachchō̃ kō maĩ paṛhā rahā hū̃ , rājyōg sikhlā rahā hū̃ .
69The Father says: I am teaching you Raja Yoga. 70No one else has yoga with Me. 71Everyone has forgotten Me.
68Mērē sāth aur kōī kā bhī yōg nahī̃ hai .
72This forgetting is also fixed in the drama.
69Sab mērē kō bhūl gayē haĩ .
73I come and remind you that I am your Father.
70Yah bhūlnā bhī drama mē̃ nūndh hai . 71Maĩ ākar phir yād dilātā hū̃ .
74You believe that God is incorporeal, and that you are therefore His incorporeal children, incorporeal souls.
72Maĩ tō tumhārā bāp hū̃ .
75You come here to play your parts.
73Māntē bhī hō incorporeal god hai tō unkē tum bhī incorporeal bachchē hō .
76Incorporeal souls reside in the incorporeal world, which is the highest of all.
74Nirākār ātmāyē̃ , tum phir yahā̃ ātē hō part bajānē . 75Sabhī nirākār ātmāō̃ kā nivās sthān nirākārī duniyā hai , jō ūñch tē ūñch hai .
77This world is corporeal, then there is the subtle world and above that, there is the incorporeal world which is on the third floor.
76Yah sākārī duniyā phir ākārī duniyā aur vah nirākārī duniyā sabsē ūpar tīsrē tabkē par hai .
78The Father personally sits in front of you children and explains to you: I too reside in that place.
77Bāp sammukh baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ , ham bhī vahā̃ K|kē rahnē vālē haĩ .
79When the world was new, there was one religion and it was called heaven.
78Jab naī duniyā thī tō vahā̃ ēk dharm thā , jiskō heaven kahā jātā hai .
80The Father is called Heavenly God, the Father.
79Bāp kō kahā hī jātā hai heavenly god father . 80Kaliyug hai kanspurī .
81The iron age is the land of Kans and the golden age is the land of Krishna.
81Satyug hai kr̥iṣhṇapurī . 82Tō pūchhnā chāhiē ab tum kr̥iṣhṇapurī chalē̃gē ?
82So, you should ask them: Will you now come to the land of Krishna?
83Agar tum kr̥iṣhṇuparī chalnē chāhtē hō tō pavitra banō .
83If you want to go to the land of Krishna, become pure.
84Jaisē ham taiyārī kar rahē haĩ duḥkhdhām sē sukhdhām mē̃ chalnē key|kī , aisē tum bhī karō .
84Just as we are making preparations to go from the land of sorrow to the land of happiness, you should also do the same.
85Uskē liē vikār jarūr chhōṛnē paṛē̃gē .
85For this, you definitely have to renounce the vices.
86Yah sabkā antim janm hai . 87Sabhī kō vāpas jānā hai .
86This is everyone’s final birth; everyone has to return home.
88Kyā tum bhūl gayē hō - 5 hajār varṣh pahlē yah mahābhārī laṛāī nahī̃ lagī thī ? 89Jismē̃ sabhī dharm vināśh huē thē aur ēk dharm key|kī sthāpanā huī thī .
87Have you forgotten that this Mahabharat War took place 5000 years ago when all the religions were destroyed and the one religion was established?
90Satyug mē̃ dēvī dēvtāyē̃ thē nā .
88Deities existed in the golden age.
91Kaliyug mē̃ nahī̃ haĩ .
89They do not exist in the iron age.
92Ab tō rāvaṇ rājya hai .
90It is now the kingdom of Ravan.
93Āsurī manuṣhya haĩ . 94Unhō̃ kō phir dēvtā banānā paṛē .
91Human beings are devilish; they have to be made into deities.
95Tō uskē liē āsurī duniyā mē̃ ānā paṛē vā daivī duniyā mē̃ āyēṅgē ?
92In order to do that, would God have to come into the devilish world or the divine world?
96Vā dōnō̃ K|kē saṅgam par āyēṅgē ?
93Or, would He come at the confluence of the two?
97Gāyā bhī huā hai kalp-kalp , kalp K|kē saṅgamyugē-yugē ātā hū̃ .
94It has been remembered that God comes at the confluence age of every cycle.
98Bāp hamkō aisē samjhātē haĩ , ham unkī śhrīmat par haĩ .
95The Father explains to us in this way. 96You are following His shrimat.
99Kahtē haĩ maĩ guide ban tum bachchō̃ kō vāpis lē jānē kē liē āyā hū̃ , isliē mujhē kālō̃ kā kāl bhī kahtē haĩ .
97He says: I have come as your Guide to take you children back home. 98For this, I am also called the Death of all Deaths.
100Kalp pahlē bhī mahābhārī laṛāī lagī thī , jissē svarg K|kē dvār khulē thē .
99The Great War, through which the gates of heaven opened, also took place a cycle ago.
101Parantu sabhī tō vahā̃ nahī̃ gayē , sivāē dēvī-dēvatāō̃ K|kē . 102Bākī sab śhāntidhām mē̃ thē .
100However, not everyone went to heaven. 101Everyone except the deities stayed in the land of silence.
103Tō maĩ nirvāṇdhām kā mālik āyā hū̃ , sabhī kō nirvāṇdhām lē jānē .
102I, the Master of the land beyond sound, have come here to take everyone to the land beyond sound.
104Tum rāvaṇ key|kī jañjīrō̃ mē̃ phansē huē vikārī mūt palītī āsurī guṇō̃ vālē hō .
103You are now trapped in Ravan’s chains and have become those with vicious, dirty and devilish traits.
105Kām hai number one dirty .
104Lust is the number one dirty vice.
106Phir krōdh , lōbh number-vār dirty haĩ .
105Then, anger and greed are dirty, numberwise.
107Tō sārī duniyā sē naṣhṭōmōhā bhī hōnā hai tab tō svarg chalē̃gē .
106You have to become conquerors of attachment to the whole world, for only then will you be able to go to heaven.
108Jaisē bāp had kā makān banātē haĩ tō buddhi usmē̃ lag jātī hai .
107When a father builds a limited house, the intellect is engaged in that.
109Bachchē kahtē haĩ bābā ismē̃ yah banānā , achchhā makān banānā .
108Children tell their father to build such-and-such in the new house.
110Vaisē bēhad kā bāp kahtē haĩ maĩ tumhārē liē naī duniyā svarg kaisā achchhā banātā hū̃ .
109In the same way, the unlimited Father says: See how beautifully I am creating the new world of heaven for you!
111Tō tumhārā buddhiyōg purānī duniyā sē ṭūṭ jānā chāhiē .
110Therefore, your intellects’ yoga should break away from the old world.
112Yahā̃ rakhā hī kyā hai ?
111What is there in this world?
113Dēh bhī purānī , ātmā mē̃ bhī khād paṛī huī hai .
112Bodies are old and there is alloy in souls. 113That can only be removed when you stay in yoga.
114Vah nikalēgī tab jab tum yōg mē̃ rahē̃gē .
114You will then be able to imbibe knowledge.
115Gyān bhī dhāraṇ hōgā .
115This Baba is giving you a lecture.
116Yah bābā bhāṣhaṇ kar rahē haĩ nā .
116O children, all of you souls are My creation.
117Hē bachchē , tum sabhī ātmāyē̃ mērī rachnā hō .
117In the form of souls, you are brothers.
118Ātmā K|kē svarūp mē̃ bhāī hō .
118All of you now have to come home with Me.
119Ab tum sabhī kō mērē pās|pass vāpis ānā hai .
119Everyone has now become tamopradhan; it is Ravan’s kingdom.
120Abhī sab tamōpradhān ban chukē hō . 121Rāvaṇ rājya hai nā .
120Previously, you didn’t know when Ravan’s kingdom began.
122Tum pahlē nahī̃ jāntē thē ki rāvaṇ rājya kab sē ārambh hōtā hai . 123Satyug mē̃ 16 kalā haĩ , phir 14 kalā hōtī haĩ .
121In the golden age, there are 16 celestial degrees, and then, in the silver age, there are 14 celestial degrees.
124Tō aisē nahī̃ ēkdam dō kalā kam hō jātī haĩ . 125Dhīrē-dhīrē utartē haĩ .
122It is not that you instantly lose two degrees; you come down gradually.
126Abhī tō kōī kalā nahī̃ hai . 127Pūrā grahaṇ lagā huā hai .
123Now there are no celestial degrees; there is a total eclipse.
128Ab bāp kahtē haĩ ki dē dān tō chhūṭē grahaṇ .
124The Father says: Now give a donation and your eclipse will be removed.
1295 vikārō̃ kā dān dē dō aur kōī pāp nahī̃ karō .
125Give the donation of the five vices and do not commit any more sins.
130Bhāratvāsī rāvaṇ kō jalātē haĩ , jarūr rāvaṇ kā rājya hai .
126The people of Bharat burn Ravan. 127Surely, it is the kingdom of Ravan.
131Parantu rāvaṇ rājya kiskō kahtē haĩ , rām rājya kiskō kahtē haĩ , yah bhī nahī̃ jāntē .
128However, they neither know what the kingdom of Ravan is nor what the kingdom of Rama is.
132Kahtē haĩ rāmrājya hō , nayā bhārat hō parantu ēk bhī nahī̃ jāntē ki naī duniyā nayā bhārat kab hōtā hai .
129They say that there should be the kingdom of Rama, that there should be a new Bharat, but not a single one of them knows when the world and Bharat becomes new.
133Sabhī kabra mē̃ sōyē paṛē haĩ .
130All are asleep in the graveyard.
134Ab tum bachchō̃ kō tō satyugī jhāṛ dēkhnē mē̃ ā rahē haĩ .
131You children are now able to see the trees of the golden age.
135Yahā̃ tō kōī dēvtā hai nahī̃ .
132There are no deities here.
136Tō yah bāp ākar sab samjhātē haĩ .
133The Father comes here and explains all of this.
137Māt-pitā tumhārā vahī hai , sthūl mē̃ phir yah māt-pitā haĩ .
134He is your Mother and Father. 135These two are the mother and father in a physical form.
138Tum māt-pitā unkō gātē hō .
136You remember that One as the Mother and Father.
139Satyug mē̃ tō aisē nahī̃ gāyēṅgē .
137You will not say this in the golden age.
140Vahā̃ na kr̥ipā key|kī bāt hai , yahā̃ māt-pitā kā bankar phir lāyak bhī bannā paṛtā hai .
138There is no question of blessings there. 139Here, you have to belong to the Mother and Father and also become worthy.
141Bāp smr̥iti dilātē haĩ hē bhāratvāsī tum bhūl gayē hō , tum dēvtāyē̃ kitnē dhanvān thē , kitnē samajhdār thē .
140The Father reminds you: O people of Bharat, you have forgotten that you were deities and that you were so wealthy and sensible.
142Ab bēsamajh ban dēvālā mār diyā hai .
141You have now become bankrupt and senseless.
143Aisā bēsamajh māyā rāvaṇ nē tumkō banāyā hai , tab tō rāvaṇ kō jalātē hō .
142Maya, Ravan, has made you senseless to this extent. 143This is why you burn Ravan.
144Duśhman kā effigy banāē unkō jalātē haĩ nā .
144You create an effigy of an enemy and burn that.
145Tum bachchō̃ kō kitnī knowledge miltī hai . 146Parantu vichār sāgar manthan nahī̃ kartē , buddhi bhaṭaktī rahtī hai tō aisī-aisī points bhāṣhaṇ mē̃ sunānē bhūl jātē haĩ .
145You children receive so much knowledge and yet you don’t churn it. 146Your intellects continue to wander around. 147You forget to relate these points in your lectures.
147Pūrā samjhātē nahī̃ haĩ .
148You do not explain fully.
148Tumkō tō bāp kā paigām dēnā hai ki bābā āyā huā hai .
149You have to give everyone the Father’s message that Baba has come.
149Yah mahābhārī laṛāī sāmnē khaṛī hai .
150The Great War is in front of you.
150Sabhī kō vāpis jānā hai .
151Everyone has to return home.
151Svarg sthāpan hō rahā hai .
152Heaven is being established.
152Bāp kahtē haĩ dēh sahit dēh K|kē sabhī sambandhō̃ kō bhūl mujhē yād karō .
153The Father says: Forget your bodies and bodily relations and remember Me.
153Bākī sirph aisē nahī̃ kahnā hai ki islāmī , bauddhī ādi sab bhāī haĩ .
154Don’t just say that those of Islam and the Buddhists are all brothers.
154Yah tō sabhī dēh K|kē dharm haĩ nā .
155Those are all bodily religions.
155Sabhī key|kī jō ātmāyē̃ haĩ vah bāp key|kī santān haĩ .
156The soul of everyone is a child of the Father.
156Bāp kahtē haĩ yah sab dēh K|kē dharm chhōṛ māmēkam yād karō .
157The Father says: Renounce all religions of bodies and remember Me alone.
157Yah bāp kā message dēnē kē liē ham śhiv jayantī manā rahē haĩ .
158We are celebrating the birth of Shiva in order to give you the Father’s message.
158Ham brahmākumār kumāriyā̃ śhiv K|kē pōtrē haĩ .
159We Brahma Kumars and Kumaris are the grandchildren of Shiva.
159Hamkō unsē svarg key|kī rājdhānī kā varsā mil rahā hai .
160We are receiving the inheritance of the kingdom of heaven from Him.
160Bāp hamkō paigām dētē haĩ ki manmanābhav .
161The Father gives us the message: Manmanabhav!
161Is yōg agni sē tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
162Your sins will be absolved in this fire of yoga.
162Aśharīrī banō .
163Become bodiless!
163Achchhā .
164Achcha.
164Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
165To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
165Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
166The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
166Rātri class
167Night Class:
167Abhī tum bachchē sthūlvatan , sūkṣhmavatan aur mūlvatan kō achchhī tarah samajh gayē hō .
168You children have now understood the corporeal world, the subtle region and the incorporeal world very well.
168Sirph tum brāhmaṇ hī yah knowledge pātē hō .
169Only you Brahmins receive this knowledge.
169Dēvtāō̃ kō tō yah darkār hī nahī̃ hai .
170The deities don’t need it.
170Tumkō sārē viśhva key|kī ab knowledge hai .
171You now have knowledge of the whole world.
171Tum pahlē śhūdra varṇa K|kē thē .
172Previously, you belonged to the shudra clan.
172Phir brahmākumār banē tō yah knowledge dētē haĩ jissē tumhārī deity dynasty sthāpan hō rahī hai .
173You have now become Brahma Kumars, and so you are given this knowledge through which your deity dynasty can be established.
173Bāp ākar brāhmaṇ kul , sūryavanśhī , chandravanśhī dynasty sthāpan kartē haĩ . 174Vah bhī is saṅgam par sthāpanā kartē haĩ .
174The Father comes and establishes the Brahmin clan, the sun-dynasty and the moon-dynasty dynasties and He does that at this confluence age.
175Aur dharm vālē phaṭ sē dynasty nahī̃ sthāpan kartē haĩ .
175Those of other religions do not establish a dynasty immediately.
176Unkō gurū nahī̃ kahā jātā .
176They cannot be called gurus.
177Bāp hī ākar dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .
177The Father alone comes and establishes a religion.
178Bāp kahtē haĩ abhī sir par phurnā hai bāp kī yād kā , jisē ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .
178The Father says: You now have the concern on your heads of having remembrance of the Father. 179You forget this again and again.
179Puruṣhārth kar dhandhā ādi bhī kartē rahē aur yād bhī kartē rahē healthy bannē K|kē liyē .
180While making effort, also continue with your business etc. and also continue to have remembrance in order to be healthy.
180Bāp kamāī baṛī jōr sē karātē haĩ , ismē̃ sabhī kuchh bhulānā paṛtā hai .
181The Father enables you to earn an income with great force and you have to forget everything in that.
181Ham ātmā jā rahī haĩ , practice karāī jātī hai .
182I, the soul, am going: you are made to practise this.
182Khātē hō tō kyā bāp kō yād nahī̃ kar saktē hō ?
183When you are eating, can you not remember the Father?
183Kapṛā silāī kartē haĩ buddhiyōg bāp kī yād mē̃ rahē .
184When sewing clothes, let the yoga of your intellect be in remembrance of the Father.
184Kichṛā tō nikālnā hai .
185All the rubbish has to be removed.
185Bābā kahtē haĩ śharīr nirvāh liē bhal kōī kām karō .
186Baba says: You may do any work for the livelihood of your bodies.
186Hai bahut sahaj .
187It is very easy.
187Samajh gayē hō 84 kā chakra pūrā huā .
188You have understood that the cycle of 84 births is now ending.
188Ab bāp rājyōg sikhānē āyē haĩ .
189The Father has now come to teach you Raja Yoga.
189Yah world key|kī history-geography is samay repeat hōtī hai . 190Kalp pahlē jaisē hī repeat hō rahī hai .
190The history and geography of the world is repeating at this time; it is being repeated just as it was a cycle ago.
191Repetition kā rāz bhī bāp hī samjhātē haĩ .
191The Father alone explains the secret of repetition to you.
192One god , one religion bhī kahtē haĩ nā .
192It is said: One God, one religion.
193Vahā̃ hī śhānti hōgī . 194Vah hai advait rājya , dvait mānā āsurī rāvaṇ rājya .
193There will be peace there: that is the undivided kingdom. 194“Divided” means the devilish kingdom of Ravan.
195Vah hai dēvtā , yah hai daitya .
195Those are deities and these are devils.
196Āsurī rājya aur daivī rājya kā bhārat par hī khēl banā huā hai .
196A play about the devilish kingdom and the divine kingdom is based on Bharat.
197Bhārat kā ādi sanātan dharm thā , pavitra pravr̥itti mārg thā .
197Bharat had the original eternal religion and it used to be the pure family path.
198Phir bāp ākar pavitra pravr̥itti mārg banātē haĩ .
198The Father comes and creates the pure family path again.
199Ham sō dēvtā thē , phir kalā kam hōtī gaī .
199We were deities, then our degrees continued to decrease.
200Ham sō śhūdra dynasty mē̃ āyē .
200We then went into the shudra dynasty.
201Bāp paṛhātē aisē haĩ jaisē teacher lōg paṛhātē haĩ , student suntē haĩ .
201The Father teaches in the same way as teachers teach and the students listen.
202Achchhē student pūrā dhyān dētē haĩ , miss nahī̃ kartē haĩ .
202Good students pay full attention, they do not miss anything.
203Yah paṛhāī regular chāhiē .
203You have to study regularly.
204Aisī godly university mē̃ absent hōnī nahī̃ chāhiē .
204You must not be absent in such a Godly university.
205Bābā guhya-guhya bātē̃ sunātē rahtē haĩ .
205Baba continues to tell you deep things.
206Achchhā , goodnight .
206Achcha. 207Good night.
207Rūhānī bachchō̃ kō namastē .
208Namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
208Dhārṇā kē liē mukhya sār :
209Essence for dharna:
2091 ) dēh K|kē sab dharmō̃ kō chhōṛ , aśharīrī ātmā samajh ēk bāp kō yād karnā hai .
210 1. Renounce all the religions of bodies. 211Become a bodiless soul and remember the Father.
210Yōg aur gyān key|kī dhārṇā sē ātmā kō pāvan banānā hai .
212Purify the soul with yoga and imbibe knowledge.
2112 ) bāp jō knowledge dētē haĩ , us par vichār sāgar manthan kar sabkō bāp kā paigām dēnā hai .
213 2. Churn the knowledge that the Father gives and give everyone the Father’s message.
212Buddhi kō bhaṭkānā nahī̃ hai .
214Do not allow your intellect to wander around.
Blessing
213Vardān : bāp K|kē kadam par kadam rakhtē huē paramātma duāyē̃ prāpt karnē vālē āgyākārī bhav
215Blessing: May you be obedient and place your steps in the Father’s footsteps and thereby receive God’s blessings.
214Āgyākārī arthāt bāpdādā K|kē āgyā rūpī kadam par kadam rakhnē vālē .
216 To be obedient means to place your steps in BapDada’s footsteps, that is, to follow His orders.
215Aisē āgyākārī kō hī sarv sambandhō̃ sē paramātma duāyē̃ miltī haĩ .
217Only such obedient children receive God’s blessings in all relationships.
216Yah bhī niyam hai .
218This is also a law.
217Sādhāraṇ rīti bhī kōī kisī K|kē direction pramāṇ hā̃ jī kahkar kārya kartē haĩ tō jiskā kārya kartē uskī duāyē̃ unkō jarūr miltī haĩ .
219In an ordinary way too, when you carry out a task according to a person’s directions, whoever’s task you carry out, you definitely receive blessings from that person.
218Yah tō paramātma duāyē̃ haĩ jō āgyākārī ātmāō̃ kō sadā double light banā dētī haĩ .
220Here, these are God’s blessings and they make obedient souls constantly double light.
Slogan
219Slōgan : divyatā aur alaukiktā kō apnē jīvan kā śhraṅgār banā lō tō sādhāraṇtā samāpt hō jāyēgī .
221Slogan: Make divinity and spirituality the decoration of your life and ordinariness will finish.
222*** Om Shanti ***