शनिवार 7 जनवरी 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
007-01-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 07/01/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ bāp dvārā bāp key|kī līlā arthāt drama K|kē ādi-madhy-ant kā gyān milā hai , tum jāntē hō ab yah nāṭak pūrā hōtā hai , ham ghar jātē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, you have received knowledge of the Father’s divine activity and of the beginning, the middle and the end of the drama from the Father. 2You know that this drama is now coming to an end and that you are to return home.
Question
2Praśhna : svayã kō bāp kē pās register karānā hai tō uskē liē kaunsā kāydā hai ? 3Uttar : bāp kē pās register hōnē kē liē 1 - bāp par pūrā pūrā bali chaṛhnā paṛtā .
3Question: Which rules do you have to obey in order to register yourself with the Father?
42 - apnā sab kuchh bhārat kō svarg banānē key|kī sēvā mē̃ saphal karnā hōtā .
4Answer: In order to register yourself with the Father: 1) Sacrifice yourself completely to the Father.
53 - sampūrṇ nirvikārī bannē kā kasam uṭhānā paṛtā aur phir rahkar bhī dikhānā hōtā .
52) Use everything you have in a worthwhile way for the service of making Bharat into heaven.
6Aisē bachchō̃ kā nām almighty government K|kē register mē̃ ā jātā hai .
63) Make a vow to become completely viceless and give the proof of that by living in that way practically.
7Unhē̃ naśhā rahtā ki ham bhārat kō svarg vā rājasthān banā rahē haĩ .
7The names of such children are registered in the register of the Almighty Government.
8Ham bhārat key|kī sēvā kē liē bāp par bali chaṛhtē haĩ . 9Gīt : ōm namō śhivāē …
8They have the intoxication that they are making Bharat into heaven, that is, into the land of kings. 9We are sacrificing ourselves to the Father for the service of Bharat. 10Song: Salutations to Shiva...
10Ōm śhānti .
11Om shanti.
11Jiskī mahimā mē̃ yah gīt hai vahī baiṭhkar apnē rachnā key|kī mahimā sunātē haĩ .
12The One who is praised in this song is the One who sits here and sings praise of His creation.
12Jiskō līlā bhī kahā jātā hai .
13This is also called a wonderful play.
13Līlā kahā jātā hai nāṭak kō aur mahimā hōtī hai guṇvān key|kī .
14A play is called a game. 15Virtuous ones are praised, and so the praise of that One is unique.
14Tō unkī mahimā sabsē nyārī hai .
16However, people don’t understand this.
15Manuṣhya tō jāntē nahī̃ . 16Bachchē jāntē haĩ ki us parampitā paramātmā kā hī itnā gāyan hai jiskī śhiv jayantī bhī ab najdīk hai .
17You children understand that the Supreme Father, the Supreme Soul, is the One who is praised so much. 18You also understand that His birthday, that is, Shiva Jayanti is coming soon.
17Śhiv jayantī kē liē yah gīt bhī achchhā hai .
19This song is very good for Shiva Jayanti.
18Tum bachchē uskī līlā kō aur unkī mahimā kō jāntē hō , barōbar yah līlā hai .
20As well as knowing His praise, you children also know His divine activity. 21This is definitely a play.
19Iskō nāṭak ( drama ) bhī kahā jātā hai .
22As well as the drama, it is also called a play.
20Bāp kahtē haĩ ki dēvtāō̃ sē bhī mērī līlā nyārī hai .
23The Father says: My divine activities are even more unique than those of the deities.
21Harēk key|kī alag-alag līlā hōtī hai . 22Jaisē government mē̃ president kā , minister kā martabā alag-alag hai nā .
24Everyone’s activity is distinct, just as the status of the president is different from that of a minister in a government.
23Agar paramātmā sarvavyāpī hōtā tō sabkī ēk act hō jātī . 24Sarvavyāpī kahnē sē hī bhūkh marē haĩ .
25If God were omnipresent, everyone’s act would be the same. 26It is because of saying that God is omnipresent that they have been starving.
25Kōī bhī manuṣhya na bāp kō , na bāp key|kī aparamapār mahimā kō jāntē haĩ .
27Human beings neither know the Father nor the Father’s infinite praise.
26Jab tak bāp kō na jānē̃ tab tak rachnā kō bhī jān na sakē̃ .
28Until they recognise the Father, they cannot understand His creation.
27Abhī tum bachchō̃ nē rachnā kō bhī jānā hai .
29You children now understand about creation.
28Brahmāṇḍ , sūkṣhmavatan aur manuṣhya sr̥iṣhṭi kā chakra buddhi mē̃ phirtā rahtā hai .
30The brahm element, the subtle region and the cycle of the human world continue to turn around in your intellects.
29Yah hai līlā athavā rachnā K|kē ādi-madhy-ant key|kī knowledge .
31This is a play, that is, it is the knowledge of the beginning, the middle and the end of creation.
30Is samay duniyā K|kē manuṣhya haĩ nāstik .
32At this time, people of the world have become atheists.
31Kuchh bhī nahī̃ jāntē aur gapōṛē kitnē lagātē haĩ .
33They don’t understand anything at all and simply tell lies.
32Sādhū lōg bhī conference ādi kartē rahtē haĩ , bichārō̃ kō yah patā hī nahī̃ ki ab nāṭak pūrā hōtā hai .
34Holy men continue to hold conferences, etc., but the poor things don’t know that the play is now about to end.
33Abhī kuchh touch hōtā hai . 34Jabki nāṭak pūrā hōnē kō āyā hai .
35However, because the play is about to end, they are now being touched by something.
35Abhī sab kahtē haĩ rāmrājya chāhiē .
36Everyone now says that they want the kingdom of Rama.
36Kriściyan K|kē rājya mē̃ aisē nahī̃ kahtē thē ki nayā bhārat hō .
37When the Christians ruled here, they didn’t say that there should be a new Bharat.
37Abhī bahut duḥkh hai . 38Tō sabhī āvāj kartē haĩ ki hē prabhū duḥkh sē chhuṛāō .
38There is now a lot of sorrow; everyone now calls out: O God, free us from sorrow!
39Kaliyug ant mē̃ jarūr jāstī duḥkh hōgā .
39There must definitely be a great deal of sorrow at the end of the iron age.
40Din-pratidin duḥkh vr̥iddhi kō pātā jāyēgā .
40Day by day, sorrow continues to increase.
41Vah samajhtē haĩ sabhī apnā-apnā rājya karnē lag paṛē̃gē .
41They think that everyone will start ruling their own kingdom.
42Parantu yah vināśh tō hōnā hī hai . 43Yah kōī jāntē nahī̃ .
42However, no one knows that destruction has to take place.
44Tum bachchō̃ kō kitnā khuśhī mē̃ rahnā chāhiē .
43You children should stay in great happiness.
45Tum kiskō bhī kah saktē hō ki bēhad kā bāp svarg rachtā hai tō bachchō̃ kō bhī svarg kī bādśhāhī hōnī chāhiē .
44You can tell anyone that the unlimited Father creates heaven, and so His children have to receive the kingdom of heaven.
46Bhāratvāsī khās isliē yād kartē haĩ .
45The people of Bharat especially remember this.
47Bhakti kartē haĩ bhagvān sē milnē chāhtē haĩ .
46They perform devotion in order to meet God.
48Śhrīkr̥iṣhṇapurī mē̃ jānē chāhtē haĩ , jiskō hī svarg kahtē haĩ . 49Parantu yah nahī̃ jāntē ki satyug mē̃ hī śhrīkr̥iṣhṇa kā rājya thā .
47They want to go to the land of Krishna, which is known as heaven, but they don’t understand that the kingdom of Krishna only exists in the golden age.
50Phir abhī yah kaliyug pūrā hōgā , satyug āyēgā tab phir śhrīkr̥iṣhṇa kā rājya hōgā .
48This iron age is now coming to an end; the golden age, where there will be the kingdom of Krishna, is to come.
51Yah tō sabhī jāntē haĩ ki śhiv paramātmā key|kī sabhī santān haĩ .
49Everyone knows that all are the children of Shiva, the Supreme Father, the Supreme Soul.
52Phir paramātmā nē naī sr̥iṣhṭi rachī hōgī .
50Therefore, God must have created a new world.
53Tō jarūr brahmā K|kē mukh dvārā rachī hōgī .
51He must definitely have created it through the mouth of Brahma.
54Brahmā mukh vaṅśhāvalī tō jarūr brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ hōṅgē , vah samay bhī saṅgam kā hōgā .
52The mouth born-creation must definitely have been the jewels of the Brahmin clan and that period must have been the confluence age.
55Saṅgam hai kalyāṇkārī yug . 56Jab paramātmā nē baiṭh rājyōg sikhāyā hōgā .
53The confluence age is the benevolent age, when God would have sat and taught you Raja Yoga.
57Abhī ham haĩ brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ .
54We are now the mouth-born creation of Brahma, the Brahmins.
58Bākī tum kahē̃gē ham kaisē mānē̃ ki brahmā K|kē tan mē̃ paramātmā ākar rājyōg sikhātē haĩ .
55In spite of this, you ask: How can we accept that God enters the body of Brahma and teaches Raja Yoga?
59Tum bhī brahmā mukh vaṅśhāvalī ban rājyōg sīkhō tō āpēhī tumkō bhī anubhav hō jāyēgā .
56Become the mouth-born creation of Brahma, study this Raja Yoga and you will automatically experience this.
60Ismē̃ banāvaṭ key|kī vā andhaśhradhā key|kī kōī bāt hī nahī̃ .
57There is no question of make believe or blind faith in this.
61Andhaśhradhā tō sārī duniyā mē̃ hai , ismē̃ bhī khās bhārat mē̃ guṛiyō̃ kī pūjā bahut hōtī hai .
58There is blind faith throughout the whole world in general and in Bharat in particular, where there is a great deal of worshipping of dolls (idols).
62Āiḍal-prastha bhārat kō hī kahā jātā hai .
59Bharat is known as the land of idols.
63Brahmā kō kitnī bhujāyē̃ dētē haĩ .
60Brahma is portrayed with so many arms.
64Abhī yah kaisē hō saktā .
61Now, how can that be possible?
65Hā̃ brahmā K|kē bahut bachchē haĩ .
62Yes, Brahma has many children.
66Jaisē viṣhṇu kō 4 bhujāyē̃ dikhātē haĩ dō lakṣhmī key|kī , dō nārāyaṇ key|kī .
63Vishnu is portrayed with four arms: two arms of Lakshmi and two of Narayan.
67Vaisē brahmā K|kē bhī itnē bachchē hōṅgē .
64Brahma must have so many children.
68Samjhō 4 krōṛ bachchē hō tō brahmā key|kī 8 krōṛ bhujā hō jāyē̃ .
65Supposing he had four million children, it would mean that he has eight million arms.
69Parantu aisē hai nahī̃ . 70Bākī prajā tō jarūr hōgī .
66In fact, it is not like that, but people definitely are needed.
71Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
67This is also fixed in the drama.
72Bāp ākar yah sab bātē̃ samjhātē haĩ .
68The Father comes and explains all of these aspects.
73Vah tō samajh nahī̃ saktē ki ākhrīn kyā hōnā hai .
69People don’t understand what is eventually going to happen.
74Kitnē plans banātē haĩ .
70They continue to make various plans.
75Kisam-kisam K|kē plans banātē haĩ . 76Yahā̃ bābā kā tum bachchō̃ kē liē ēk hī plan hai , aur yah rājdhānī sthāpan hō rahī hai . 77Jō jitnī mēhnat kar āp samān banāyēṅgē , utnā ūñch pad pāyēṅgē .
71Here, Baba only has one plan for you children and that kingdom is now being established. 72The more effort you make to make others similar to yourselves, the higher the status you will claim.
78Bāp kō knowledgeful , blissful , merciful kahtē haĩ .
73The Father is called: The knowledge-full, blissful and merciful One.
79Bāp kahtē haĩ mērā bhī drama mē̃ part hai .
74He says: I also have a part in the drama.
80Māyā sab par bērahmī kar rahī hai .
75Maya has no mercy for anyone.
81Hamkō ākar rahm karnā paṛtā hai .
76I have to come and have mercy for everyone.
82Tum bachchō̃ kō rājyōg bhī sikhātā hū̃ .
77I teach you children Raja Yoga.
83Sr̥iṣhṭi chakra kā rāz bhī samjhātā hū̃ .
78I also explain the secrets of the world cycle.
84Knowledgeful kō gyān kā sāgar kahā jātā hai .
79I, the knowledge-full One, am called the Ocean of Knowledge.
85Tum bachchē jāntē hō , kiskō samjhā bhī saktē hō .
80You children know this and so you can explain it to others.
86Yahā̃ andhaśhradhā key|kī tō kōī bāt hī nahī̃ .
81Here, there is no question of blind faith.
87Ham nirākār parampitā paramātmā kō māntē haĩ .
82We believe in the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.
88Pahlē-pahlē unkī mahimā karnī chāhiē .
83Firstly, you should praise Him.
89Vah ākar rājyōg dvārā svarg rachtē haĩ .
84He comes and creates heaven through Raja Yoga.
90Phir svargvāsiyō̃ key|kī mahimā karnī chāhiē .
85Then, you should praise the residents of heaven.
91Bhārat svarg thā tō sabhī sarvguṇ sampann 16 kalā sampūrṇ … thē .
86When Bharat was heaven, all were full of divine virtues, 16 celestial degrees full.
925 hajār varṣh key|kī bāt hai .
87It is a question of 5000 years.
93Tō paramātmā key|kī mahimā sabsē nyārī hai .
88The praise of the Supreme Soul is the most unique.
94Phir hai dēvtāō̃ key|kī mahimā .
89Then, there is the praise of the deities.
95Ismē̃ andhaśhradhā key|kī kōī bāt nahī̃ .
90There is no question of blind faith in this.
96Yahā̃ tō sab bachchē haĩ . 97Followers nahī̃ haĩ .
91Here, all are children; they are not followers.
98Yah tō family hai .
92This is a family.
99Ham īśhvar key|kī family haĩ .
93We are the family of God.
100Asul mē̃ tō ham sab ātmāyē̃ parampitā paramātmā K|kē bachchē haĩ tō family huī nā .
94Originally, we souls are the children of the Supreme Father, the Supreme Soul, and so we are a family.
101Vah nirākār phir sākār mē̃ ātē haĩ .
95First, we are incorporeal, and then we become corporeal.
102Is samay yah wonderful family hai , ismē̃ sanśhay key|kī bāt hī nahī̃ .
96At this time, this is the most wonderful family. 97There is no question of doubt in this.
103Śhiv key|kī sabhī santān haĩ .
98All are the children of Shiva.
104Prajāpitā brahmā key|kī santān bhī gāyē huē haĩ .
99The children of Prajapita Brahma are also remembered.
105Ham brahmākumār kumāriyā̃ haĩ , naī sr̥iṣhṭi key|kī sthāpanā hō rahī hai .
100You are Brahma Kumars and Kumaris. 101The new world is being established.
106Purānī sr̥iṣhṭi sāmnē hai .
102The old world is in front of you.
107Pahlē tō bāp key|kī pahchān dēnī hai .
103First, you have to give the Father’s introduction.
108Brahmā vãnśhī bannē bigar bāp kā varsā mil na sakē . 109Brahmā kē pās yah gyān nahī̃ hai .
104Without becoming the Brahma’s clan, you cannot receive the inheritance from the Father.
110Gyān sāgar śhivbābā hai .
105Brahma didn’t have this knowledge.
111Unsē hī ham varsā pātē haĩ .
106Shiv Baba is the Ocean of Knowledge.
112Ham haĩ mukh vaṅśhāvalī .
107We claim our inheritance from Him.
113Sabhī rājyōg sīkh rahē haĩ .
108We are His mouth-born creation.
114Ham sabkō paṛhānē vālā śhivbābā hai , jō is brahmā tan mē̃ ākar paṛhātē haĩ .
109You are all studying Raja Yoga. 110Shiv Baba is the One who teaches us all.
115Yah prajāpitā brahmā jō vyakt hai , vah jab sampūrṇ ban jātē haĩ tab phariśhtā ban jātē haĩ .
111He enters this body of Brahma and teaches us. 112When Prajapita Brahma, who is corporeal, becomes complete, he becomes an angel.
116Sūkṣhmavatanvāsiyō̃ kō phariśhtā kahā jātā hai , vahā̃ haḍḍī mās nahī̃ rahtā .
113It is the residents of the subtle region who are called angels. 114There, there is no flesh or bones.
117Bachchiyā̃ sākṣhātkār bhī kartī haĩ .
115Some children have visions of that.
118Bāp kahtē haĩ bhakti mārg mē̃ alpkāl kā sukh bhī mērē dvārā hī tumkō miltā hai .
116The Father says: On the path of devotion, you receive temporary happiness from Me.
119Dātā maĩ ēk hī hū̃ , isliē īśhvar arpaṇ kartē haĩ .
117I am the only Bestower and this is why everyone surrenders in the name of God.
120Samajhtē haĩ īśhvar hī phal dētē haĩ .
118They believe that it is God who gives them the fruit of their devotion.
121Sādhū sant ādi kā kabhī nām nahī̃ lētē haĩ .
119They never mention the name of a sage or holy man, etc.
122Dēnē vālā ēk bāp hai .
120Only the Father is the One who bestows.
123Karkē nimitt kōī dvārā dilātē haĩ , unkī mahimā baṛhānē kē liē .
121He may make someone else an instrument in order to bestow something. 122In this way, He increases the praise of that one.
124Vah sab hai alpkāl kā sukh .
123All of that is only temporary happiness.
125Yah hai bēhad kā sukh .
124This is infinite happiness.
126Nayē-nayē bachchē ātē haĩ tō samajhtē haĩ jis mat par ham thē unkō phir ham yah knowledge samjhāyē̃ .
125When new children come, they understand that they must explain this knowledge to those whose directions they used to follow.
127Is samay sab māyā key|kī mat par haĩ . 128Yahā̃ tō tumkō īśhvarīy mat miltī hai .
126At this time, everyone is following the dictates of Maya whereas, here, you receive God’s directions.
129Yah mat ādhākalp chaltī hai kyōṅki satyug trētā mē̃ ham iskī prālabdh bhōgtē haĩ .
127These directions last for half a cycle, because the reward you receive lasts throughout the golden and silver ages.
130Vahā̃ ulṭī mat hōtī nahī̃ kyōṅki māyā hī nahī̃ hai .
128There, there are no wrong directions, because Maya doesn’t exist there. 129Wrong directions begin afterwards.
131Ulṭī mat tō bād mē̃ hī śhurū hōtī hai . 132Ab bābā hamkō āp samān trikāldarśhī , trilōkīnāth banātē haĩ .
130Baba is now making us similar to Himself: seers of the three aspects of time (trikaldarshi) and the masters of the three worlds (trilokinath).
133Brahmāṇḍ kā mālik bhī bantē haĩ , phir sr̥iṣhṭi K|kē mālik bhī ham bantē haĩ .
131We become the masters of the element of light (Brahmand) and then we also become the masters of the world.
134Bāp nē bachchō̃ key|kī mahimā apnē sē bhī ūñch kī hai .
132The Father has given the children even higher praise than His own.
135Sārī sr̥iṣhṭi mē̃ aisā bāp kabhī dēkhā jō bachchō̃ kē ūpar itnī mēhnat karē aur apnē sē bhī tīkhā banāyē !
133Have you ever met such a Father who makes effort for the children of the whole world and who would even make them cleverer than Himself?
136Kahtē haĩ tum bachchō̃ kō viśhva kī bādśhāhī dētā hū̃ , maĩ nahī bhōgtā .
134He says: I give you children the kingdom of the world. 135I do not experience that.
137Bākī divya dr̥iṣhṭi key|kī chābī maĩ apnē hāth mē̃ rakhtā hū̃ .
136However, I do keep the key to divine vision in My hand.
138Bhakti mārg mē̃ bhī mujhē kām mē̃ ātī hai .
137It becomes useful for Me on the path of devotion too.
139Ab bhī brahmā kā sākṣhātkār karātā hū̃ ki is brahmā kē pās jākar rājyōg sīkh bhaviṣhya prince banō .
138Even now, I give souls visions of Brahma. 139I tell them to go to this Brahma and study Raja Yoga and become a future prince.
140Yah tō bahutō̃ kō sākṣhātkār hōtā hai .
140Many people receive these visions.
141Prince tō sabhī tāj sahit hōtē haĩ . 142Bākī bachchō̃ kō yah patā nahī̃ paṛtā ki sūryavanśhī prince kā sākṣhātkār huā vā chandravanśhī prince kā .
141All princes wear a crown, but children don’t understand whether they have had a vision of a sun-dynasty prince or a moon-dynasty prince.
143Jō bāp K|kē bachchē bantē haĩ vah prince-princess tō jarūr banē̃gē phir āgē vā pīchhē .
142Those who become the Father’s children will definitely become princes and princesses, whether it is at the beginning or later on.
144Achchhā puruṣhārth hōgā tō sūryavanśhī banēgā nahī̃ tō chandravanśhī .
143If your efforts are good, you will belong to the sun dynasty, otherwise to the moon dynasty.
145Tō sirph prince kō dēkh khuśh nahī̃ hōnā hai .
144Don’t become happy simply on seeing a prince.
146Yah sab puruṣhārth par madār rakhtē haĩ .
145All of this depends on your efforts.
147Bābā tō her|har bāt clear kar samjhātē haĩ , ismē̃ andhaśhradhā key|kī bāt nahī̃ hai .
146Baba explains everything very clearly; there is no question of blind faith in this.
148Yah hai īśhvarīy family .
147This is God’s family.
149Is hisāb sē tō vah bhī īśhvarīy santān haĩ . 150Parantu vah kaliyug mē̃ haĩ , tum saṅgam par hō .
148However, in relation to this, all are the children of God but they are in the iron age, whereas you are at the confluence age.
151Kiskē pās|pass bhī jāō bōlō ham śhivvanśhī , brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ hī svarg kā varsā pā saktē haĩ .
149Whomever you go to, tell them: We are the clan of Shiva, the mouth-born creation of Brahma, and only Brahmins are the ones who can claim the inheritance of heaven.
152Kiskō achchhī rīti samjhānē key|kī mēhnat karnī paṛtī hai .
150You have to make effort to explain this very clearly to everyone.
153100-50 kō samjhāyē̃ tab unsē kōī ēk nikalē .
151When you explain to 100 to 150, only one will emerge from them.
154Jiskī takdīr mē̃ hōgā vah kōṭō mē̃ kōī nikalēgā .
152It is only a few out of multimillions who have the fortune to emerge.
155Āp samān banānē mē̃ time lagtā hai .
153It takes time to make others equal to yourself.
156Bākī sāhūkār kā āvāj baṛā hōtā hai .
154The voices of wealthy ones carry more weight.
157Minister kē pās jātē haĩ tō pahlē vah pūchhtē haĩ āpkē pās|pass kōī minister ātā hai ?
155When you go to ministers, they ask: Do other ministers come to you?
158Jab sunātē haĩ ki hā̃ ātē haĩ tō kahē̃gē achchhā ham bhī chaltē haĩ .
156When you say: “Yes they do.”, they say: “OK, I will also come.”
159Bāp kahtē haĩ maĩ bilkul sādhāraṇ hū̃ . 160Tō sāhūkār kōī virlā hī ātē haĩ .
157The Father says: I am absolutely ordinary, and so scarcely any wealthy ones come.
161Ānē jarūr haĩ parantu ant mē̃ .
158They definitely will come, but only at the end.
162Tum bachchō̃ kō bahut naśhā rahnā chāhiē .
159You children should have a great deal of intoxication.
163Unhō̃ kō samjhānā hai ham tō bhārat key|kī tan-man-dhan sē sēvā kartē haĩ .
160You have to explain to them that we are serving Bharat with our minds, bodies and wealth.
164Tum bhārat key|kī sēvā kē liē hī bali chaṛhē hō nā .
161You have sacrificed yourselves in order to serve Bharat.
165Aisā philanthropist kōī hōtā nahī̃ .
162No one else is such a philanthropist.
166Vah tō paisē ikaṭṭhē kar makān ādi banātē rahtē haĩ .
163Those people collect money and construct buildings.
167Ākhir tō yah sab kuchh miṭṭī mē̃ mil jānā hai .
164At the end, everything will turn to dust.
168Tumkō tō sab kuchh bābā par bali chaṛhānā hai .
165You have to sacrifice everything to Baba.
169Bhārat kō svarg banānē key|kī sēvā mē̃ hī sab kuchh lagānā hai .
166You have to use everything in order to serve Bharat, to change it into heaven.
170Tō phir varsā bhī tum hī pātē hō .
167You then become those who claim the inheritance.
171Tumkō naśhā chaṛhā huā hai - ham almighty authority K|kē bachchē haĩ . 172Ham unkē pās|pass register hō gayē .
168You have the intoxication that you are the children of the Almighty Authority, that you are registered with Him.
173Bābā pās|pass register hōnē mē̃ bahut mēhnat lagtī hai .
169It takes a lot of effort to register with Baba.
174Jab sampūrṇ nirvikārī-panē kā kasam uṭhāvē aur rahkar bhī dikhāyē tab bābā usē register kartē haĩ .
170When you promise to become completely viceless and then prove it, Baba then registers you.
175Bachchō̃ kō bahut naśhā rahnā chāhiē ki ham bhārat kō svarg vā rājasthān banā rahē haĩ , tab us par rājya karē̃gē .
171You children should be so intoxicated that you are changing Bharat into heaven, that you are making it into the land of kings (Rajasthan). 172You will then rule there.
176Achchhā !
173Achcha.
177Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
174To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
178Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
175The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
179Dhārṇā kē liē mukhya sār :
176Essence for dharna: 177 1.
1801 ) ham īśhvarīy santān ēk īśhvar key|kī family K|kē haĩ .
178 2. You are the children of God, the family of the one God.
181Hamē̃ abhī īśhvarīy mat mil rahī hai , is rūhānī naśhē mē̃ rahnā hai .
179You are now receiving God’s directions. 180Stay in this spiritual intoxication.
182Ulṭī matō̃ par nahī̃ chalnā hai .
181Don’t follow wrong directions.
1832 ) bhārat key|kī sēvā kē liē brahmā bāp K|kē samān pūrā-pūrā bali chaṛhnā hai .
182 3. In order to serve Bharat, sacrifice yourself completely like the father Brahma.
184Tan-man-dhan bhārat kō svarg banānē mē̃ saphal karnā hai .
183Use your body, mind and wealth in a worthwhile way to change Bharat into heaven.
185Pūrā-pūrā philanthropist ( dānī ) bannā hai .
184Become a complete philanthropist.
Blessing
186Vardān : paramātma pyār key|kī chhatrachhāyā mē̃ sadā safe rahnē vālē duḥkhō̃ key|kī laharō̃ sē mukt bhav
185Blessing: May you remain constantly safe under the canopy of God’s love and thereby be free from any waves of sorrow.
187Jaisē kamal puṣhp kīchaṛ pānī mē̃ hōtē bhī nyārā rahtā hai .
186 A lotus stays on top of muddy water and yet remains detached.
188Aur jitnā nyārā utnā sabkā pyārā hai .
187It is just as much detached as it is lovely.
189Aisē āp bachchē duḥkh K|kē saṅsār sē nyārē aur bāp K|kē pyārē hō gayē , yah paramātma pyār chhatrachhāyā ban jātā hai .
188In the same way, you children have become detached from the world of sorrow and are loved by the Father, so this Godly love becomes a canopy of protection.
190Aur jiskē ūpar paramātma chhatrachhāyā hai uskā kōī kyā kar saktā !
189What can anyone do to those who have God’s canopy over them?
191Isliē fakhur mē̃ rahō ki ham paramātma chhatrachhāyā mē̃ rahnē vālē haĩ , duḥkh key|kī lahar hamē̃ sparśha bhī nahī̃ kar saktī .
190Therefore, maintain your spiritual intoxication of constantly staying under God’s canopy of protection and no waves of sorrow will even be able to touch you.
Slogan
192Slōgan : jō apnē śhrēṣhṭh charitra dvārā bāpdādā tathā brāhmaṇ kul kā nām rōśhan kartē haĩ vahī kul dīpak haĩ .
191Slogan: Those who glorify the names of BapDada and the Brahmin clan with their elevated characters are lamps of the clan.
192*** Om Shanti ***