गुरुवार 19 जनवरी 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

019-01-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 19/01/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē , sākār śharīr kō yād karnā bhī bhūt abhimānī bannā hai , kyōṅki śharīr 5 bhūtō̃ kā hai , tumhē̃ tō dēhī-abhimānī ban ēk vidēhī bāp kō yād karnā hai ' '

1Essence: Sweet children, to remember a corporeal body is to be element (evil spirit) conscious, because bodies are made of the five elements. 2You have to become soul conscious and remember the one bodiless Father.

Question

2Praśhna  : sabsē sarvōttam kārya kaun sā hai jō bāp hī kartē haĩ  ?

3Question: What is the most elevated task that only the Father carries out?

Answer

3Uttar  : sārī tamōpradhān sr̥iṣhṭi kō satōpradhān sadā sukhī banā dēnā , yah hai sabsē sarvōttam kārya , jō bāp hī kartē haĩ . 4Is ūñchē kārya K|kē kāraṇ unkē yādgār bhī bahut ūñchē-ūñchē banāyē haĩ .

4Answer: To make the whole tamopradhan world satopradhan and constantly happy is the most elevated task that only the Father carries out. 5Because of this elevated task, His memorials have been made very great.

Question

5Praśhna  : kin dō śhabdō̃ mē̃ sārē drama kā rāz ā jātā hai  ?

6Question: Which two terms hold the secrets of the whole drama? 7Answer: Worthy of worship and a worshipper.

6Uttar  : pūjya aur pujārī , jab tum pūjya hō tab puruṣhōttam hō , phir madhyam , kaniṣhṭ bantē . 7Māyā pūjya sē pujārī banā dētī hai . 8Gīt  : mahaphil mē̃ jal uṭhī śhamā … 9Ōm śhānti .

8When you are worthy of worship, you are the most elevated.

10Bhagvān baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ ki manuṣhya kō bhagvān nahī̃ kahā jā saktā .

9Then you become the middle and then the lowest. 10Maya changes you from being worthy of worship into worshippers.

11Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā bhī chitra hai unkō bhagvān nahī̃ kah saktē . 12Parampitā paramātmā kā nivās unsē bhī ūñch hai . 13Unkō hī prabhū , īśhvar , bhagvān ādi kahtē haĩ .

11Song: The Flame has ignited in the gathering of moths 12Om shanti.

14Manuṣhya jab pukārtē haĩ tō unhō̃ kō kōī bhī ākār vā sākār mūrti dikhāī nahī̃ paṛtī , isliē kis bhī manuṣhya ākār kō bhagvān kah dētē haĩ .

13God sits here and explains to you children that human beings cannot be called God. 14Even Brahma, Vishnu and Shankar have images, but they too cannot be called God.

15Sannyāsiyō̃ kō bhī dēkhtē haĩ tō kahtē haĩ bhagvān , parantu bhagvān khud samjhātē haĩ ki manuṣhya kō bhagvān nahī̃ kahā jā saktā . 16Nirākār bhagvān kō tō bahut yād kartē haĩ .

15The residence of the Supreme Father, the Supreme Soul, is higher than theirs. 16He alone is called Prabhu, Ishwar, Bhagwan etc. 17When people call out, they are unable to see a subtle or corporeal form in front of them.

17Jinhōnnē gurū nahī̃ kiyā hai , chhōṭē bachchē haĩ unkō bhī sikhāyā jātā hai paramātmā kō yād karō , parantu kis paramātmā kō yād karō - yah nahī̃ batāyā jātā .

18This is why they call the form of a human being God. 19Even when they see a sannyasi, they say that he is God, but God, Himself, explains: Human beings cannot be called God.

18Kōī bhī chitra budvi mē̃ nahī̃ rahtā .

20Many people remember incorporeal God a lot.

19Duḥkh K|kē samay kah dētē haĩ hē prabhu . 20Kōī gurū vā dēvtā ādi kā chitra unkē sāmnē nahī̃ ātā hai .

21Those who have not adopted gurus or are small children are also taught to remember the Supreme Soul.

21Bhal bahut gurū kiyē hō̃ tō bhī jab hē bhagvān kahtē haĩ tō kabhī unkō gurū yād nahī̃ āyēgā .

22However, they are not told which Supreme Soul they should remember. 23They do not have an image in their intellects.

22Agar gurū kō yād kar aur hī bhagvān kahē̃ tō vah manuṣhya tō janm-maraṇ mē̃ ānē vālā hō gayā .

24At a time of sorrow, they call out: O Prabhu! 25No picture of a guru or deity appears in front of them.

23Tō yah gōyā 5 tatvō̃ K|kē banē huē śharīr kō yād kartē haĩ , jiskō 5 bhūt kahā jātā hai .

26Although they have adopted many gurus, when they say, "O God", they do not remember their guru.

24Ātmā kō bhūt nahī̃ kahā jātā . 25Tō vah jaisē bhūt pūjā hō gaī . 26Buddhiyōg śharīr taraph chalā gayā .

27Even if they do remember their guru and call him God, he is still a human being who takes birth and dies.

27Agar kisī manuṣhya kō bhagvān samajhtē tō aisē nahī̃ ki unmē̃ jō ātmā hai uskō yād kartē haĩ .

28Therefore, this means that they are remembering a body made of the five elements which are called the five evil spirits.

28Nahī̃ . 29Ātmā tō dōnō̃ mē̃ hai .

29A soul is not called an evil spirit.

30Yād karnē vālē mē̃ bhī hai tō jiskō yād kartē haĩ unmē̃ bhī hai .

30So that is worshipping the elements. 31Their intellects’ yoga is diverted to the body.

31Paramātmā kō tō sarvavyāpī kah dētē . 32Parantu paramātmā kō pāp ātmā nahī̃ kahā jā saktā .

32If they consider a human being to be God, it isn't that they remember the soul that is in that body; no.

33Vāstav mē̃ paramātmā nām jab nikaltā hai tō buddhi nirākār taraph chalī jātī hai .

33A soul is in each of them: the one who remembers and the one whom he remembers. 34They say that God is omnipresent.

34Nirākār bāp kō nirākār ātmā yād kartī hai .

35However, you cannot call God a sinful soul.

35Uskō dēhī-abhimānī kahē̃gē . 36Sākār śharīr kō jō yād kartē haĩ vah jaisē bhūt abhimānī haĩ .

36In fact, when they say "The Supreme Soul" their intellects go to the incorporeal One. 37Incorporeal souls remember the incorporeal Father.

37Bhūt , bhūt kō yād kartē haĩ kyōṅki apnē kō ātmā samajhnē badalē|badlē 5 bhūtō̃ kā śharīr samajhtē haĩ .

38That is called being soul conscious. 39Those who remember a corporeal body are element (evil spirit) conscious.

38Nām bhī śharīr par paṛtā hai . 39Apnē kō bhī 5 tatvō̃ kā bhūt samajhtē haĩ aur unkō bhī śharīr sē yād kartē haĩ .

40Evil spirits remember evil spirits because they consider themselves to be bodies of the five elements instead of considering themselves to be souls.

40Dēhī-abhimānī tō haĩ nahī̃ .

41Their names are also given to bodies.

41Apnē kō nirākār ātmā samajhē̃ tō nirākār paramātmā kō yād karē̃ . 42Sabhī ātmāō̃ kā sambandh pahlē-pahlē paramātmā sē hai .

42They consider themselves to be spirits (human beings) of the five elements and they remember the bodies of others; they are not soul conscious.

43Ātmā duḥkh mē̃ paramātmā kō hī yād kartī hai , unkē sāth sambandh hai .

43If they were to consider themselves to be incorporeal souls, they would remember incorporeal God.

44Vah ātmāō̃ kō sabhī duḥkhō̃ sē chhuṛātē haĩ .

44The relationship of all souls is first of all with God.

45Unkō śhamā bhī kahtē haĩ .

45Souls remember God when they are in sorrow.

46Kōī battī ādi key|kī tō bāt nahī̃ .

46They have a relationship with Him.

47Vah tō parampitā param ātmā hai .

47He liberates souls from all sorrow.

48Śhamā kahnē sē manuṣhya phir jyōti samajh lētē haĩ .

48He is also called the Flame. 49It is not a question of a light etc.

49Yah tō bāp nē khud samjhāyā hai maĩ param ātmā hū̃ , jiskā nām śhiv hai .

50He is the Supreme Father, the Supreme Soul. 51When people call Him a Flame, they think that He is light.

50Śhiv kō rūdra bhī kahtē haĩ . 51Us nirākār K|kē hī anēk nām haĩ aur kōī K|kē itnē nām nahī̃ .

52The Father Himself has explained: I am the Supreme Soul and I am called Shiva. 53Shiva is also called Rudra.

52Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā ēk hī nām hai .

54That incorporeal One has many names. 55No one else has as many names.

53Jō bhī dēhdhārī haĩ unhō̃ kā ēk hī nām hai .

56Brahma, Vishnu and Shankar have one name each.

54Ēk īśhvar kō hī anēk nām diyē jātē haĩ .

57All bodily beings just have one name.

55Unkī mahimā aparamapār hai .

58The one God has been given many names.

56Manuṣhya kā ēk nām fix hai .

59His praise is limitless.

57Ab tum marjīvā banē hō tō tumhārē par dūsrā nām rakhā gayā hai , jissē purānā sab bhūl jāyē .

60Human beings have one fixed name. 61You have now died alive and so you are given another name so that you forget everything of the past.

58Tum parampitā paramātmā kē āgē jītē jī martē hō . 59Tō yah hai marjīvā janm .

62You die alive in front of the Supreme Father, the Supreme Soul, and so this is the birth in which you have died alive.

60Tō jarūr māt pitā pās|pass janma liyā jātā hai .

63Therefore, you surely take birth to the Mother and Father.

61Yah guhya bātē̃ bāp baiṭh tumkō samjhātē haĩ .

64The Father sits here and explains these deep things to you.

62Duniyā tō śhiv kō jāntī nahī̃ .

65The world doesn't know Shiva.

63Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō jāntī hai .

66They know Brahma, Vishnu and Shankar.

64Brahmā kā din , brahmā kī rāt bhī kahtē haĩ .

67They even speak of the day of Brahma and the night of Brahma.

65Yah bhī sirph sunā hai . 66Brahmā dvārā sthāpanā . . . parantu kaisē , yah nahī̃ jāntē .

68They have just heard that establishment takes place through Brahma, but they don't know how.

67Ab creator tō jarūr nayā dharm , naī duniyā rachēgā .

69He is the Creator and so He would definitely create a new religion and a new world.

68Brahmā dvārā brāhmaṇ kul hī rachēgā .

70Only through Brahma would He create the Brahmin clan.

69Tum brāhmaṇ brahmā kō nahī̃ parampitā paramātmā kō yād kartē hō kyōṅki brahmā dvārā tum unkē banē hō .

71You Brahmins remember the Supreme Father, the Supreme Soul, and not Brahma, because you belong to Him through Brahma.

70Bāhar vālē dēh-abhimānī brāhmaṇ aisē apnē kō brahmā K|kē bachchē śhiv K|kē pōtrē nahī̃ kahē̃gē .

72Body-conscious brahmins outside would not call themselves children of Brahma, the grandchildren of Shiva.

71Śhivbābā jiskī jayantī bhī manātē haĩ , parantu unkō na jānnē kāraṇ unkā kadar nahī̃ hai .

73They even celebrate the birthday of Shiv Baba but, because of not knowing Him, they don't value Him.

72Unkē mandir mē̃ jātē haĩ , samajhtē haĩ yah brahmā , viṣhṇu śhaṅkar vā lakṣhmī-nārāyaṇ tō nahī̃ haĩ . 73Vah jarūr nirākār paramātmā hai .

74They go to His temple and understand that He is not Brahma, Vishnu, Shankar or Lakshmi and Narayan. 75He is definitely the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.

74Aur sabhī actors kā apnā-apnā part hai , punarjanma lētē haĩ , tō bhī apnā nām dhartē haĩ .

76All actors have their own parts. 77Even when they take rebirth, they are given their own names.

75Yah parampitā paramātmā ēk hī hai , jiskā vyakt nām rūp nahī̃ hai , parantu mūṛhmati manuṣhya samajhtē nahī̃ haĩ .

78The Supreme Father, the Supreme Soul, is the only one who doesn't have a corporeal name or form. 79However, people with foolish intellects don't understand this.

76Paramātmā kā yādgār hai tō jarūr vah āyā hōgā , svarg rachā hōgā .

80Since there is the memorial of God, He must surely have come and created heaven.

77Nahī̃ tō svarg kaun rachēgā .

81Otherwise, who would create heaven?

78Ab phir ākar yah rūdra gyān yagya rachā hai .

82He has come and once again created this sacrificial fire of the knowledge of Rudra.

79Iskō yagya kahā jātā hai kyōṅki ismē̃ svāhā hōnā hōtā hai .

83This is called a sacrificial fire because you have to sacrifice yourselves here.

80Yagya tō bahut manuṣhya rachtē haĩ .

84Many people create sacrificial fires.

81Vah tō sab haĩ bhakti mārg K|kē sthūl yagya .

85All of those are physical sacrificial fires of the path of devotion.

82Yah parampitā paramātmā svayã ākar yagya rachtē haĩ .

86The Supreme Father, the Supreme Soul, comes and creates a sacrificial fire Himself.

83Bachchō̃ kō paṛhātē haĩ .

87He teaches you children.

84Yagya jab rachtē haĩ tō usmē̃ bhī brāhmaṇ lōg śhāstra kathāyē̃ ādi sunātē haĩ .

88When a sacrificial fire is created, those brahmins relate the scriptures and religious stories etc.

85Yah bāp tō knowledgeful hai .

89The Father is knowledge-full.

86Kahtē haĩ yah gītā bhāgavat ādi śhāstra sabhī bhakti mārg K|kē haĩ .

90That Gita, Bhagawad and all the scriptures etc. belong to the path of devotion.

87Yah material yagya bhī bhakti mārg K|kē haĩ .

91Material sacrificial fires belong to the path of devotion.

88Yah hai hī bhakti mārg kā samay .

92This is the time of the path of devotion.

89Jab kaliyug kā ant āyē tab bhakti kā bhī ant āyē , tab hī bhagvān ākar milē kyōṅki vahī bhakti kā phal dēnē vālā hai .

93When the end of the iron age comes, devotion too can come to an end. 94Only then does God come and meet you, because He is the One who gives you the fruit of your devotion.

90Unkō gyān sūrya kahā jātā hai .

95He is called the Sun of Knowledge.

91Gyān chandramā , gyān sūrya aur gyān lucky sitārē .

96There are the Sun of Knowledge, the moon of knowledge and the lucky stars.

92Achchhā gyān sūrya tō hai bāp .

97Achcha, the Father is the Sun of Knowledge.

93Phir mātā chāhiē gyān chandramā .

98Then, there has to be the mother, the moon of knowledge.

94Tō jis tan mē̃ pravēśh kiyā hai vah hō gaī gyān chandramā mātā aur bākī sab haĩ bachchē lucky sitārē .

99So the body He entered is the mother, the moon of knowledge. 100All the rest are the children, the lucky stars.

95Is hisāb sē jagadambā bhī lucky star hō gaī kyōṅki bachchē ṭhaharē nā .

101According to this calculation, Jagadamba is a lucky star, because you are children.

96Stars mē̃ kōī sabmē̃ tīkhā bhī hōtā hai .

102Among stars, some are brighter.

97Vaisē yahā̃ bhī number-vār haĩ .

103It is the same here, numberwise.

98Vah haĩ sthūl ākāśh K|kē sūrya chānd aur sitārē aur yah hai gyān key|kī bāt .

104Those are the physical sun, moon and stars of the sky whereas these are aspects of knowledge.

99Jaisē vah pānī key|kī nadiyā̃ aur yah hai gyān key|kī nadiyā̃ , jō gyān sāgar sē nikalī haĩ .

105Similarly, those are rivers of water whereas these are rivers of knowledge that have emerged from the Ocean of Knowledge.

100Ab śhivjayantī manātē haĩ , jarūr vah sārē sr̥iṣhṭi kā bāp ātē haĩ .

106People celebrate the birthday of Shiva, and so that Father of the whole world definitely comes.

101Ākar jarūr svarg rachtē hōṅgē .

107He must definitely come and create heaven.

102Bāp ātē hī haĩ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā karnē , jō prāyaḥ lōp hō gayā hai .

108The Father comes to establish the original eternal deity religion that has disappeared.

103Government bhī kōī dharm kō nahī̃ māntī hai .

109The Government doesn’t believe in religion.

104Kahtē haĩ hamārā kōī dharm nahī̃ .

110They say that they don't have a religion.

105Yah ṭhīk kahtē haĩ .

111They are right.

106Bāp bhī kahtē haĩ bhārat kā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm prāyaḥ lōp hai .

112The Father also says that the original eternal deity religion of Bharat has disappeared.

107Dharm mē̃ tākat rahtī hai .

113Religion is might.

108Bhāratvāsī apnē daivī dharm mē̃ thē tō bahut sukhī thē .

114The people of Bharat were very happy when they were in the deity religion.

109World almighty authority rājya thā . 110Puruṣhōttam rājya kartē thē .

115There was the world almighty authority kingdom when the most elevated beings ruled the kingdom.

111Śhrī lakṣhmī-nārāyaṇ kō hī puruṣhōttam kahā jātā hai .

116Shri Lakshmi and Shri Narayan are called the most elevated beings.

112Number-vār ūñch nīch tō hōtē haĩ .

117There are the highest and the lowest, numberwise.

113Sarvōttam puruṣh , uttam puruṣh , madhyam , kaniṣhṭ puruṣh tō hōtē hī haĩ .

118There are the most elevated beings, the highest beings, the middle and the lowest human beings.

114Pahlē-pahlē sabhī sē sarvōttam puruṣh jō bantē haĩ vahī phir madhyam , kaniṣhṭ bantē haĩ .

119Those who first of all become 120the most elevated beings then become the middle and then the lowest.

115Tō lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ puruṣhōttam . 116Sabhī puruṣhō̃ mē̃ uttam .

121Therefore, Lakshmi and Narayan are the most elevated; they are the most elevated of all human beings.

117Phir nīchē utartē haĩ tō dēvtā sē kṣhatriya , kṣhatriya sē phir vaiśhya , śhūdra kaniṣhṭ bantē haĩ .

122Then, when they come down, they change from deities into warriors, from warriors into merchants, then into shudras and the lowest ones.

118Sītā rām kō bhī puruṣhōttam nahī̃ kahē̃gē .

123Sita and Rama cannot be called the most elevated beings.

119Sabhī rājāō̃ K|kē rājā , sarvōttam satōpradhān puruṣhōttam haĩ lakṣhmī-nārāyaṇ .

124The king and queen of all kings, the most elevated satopradhan beings, are Lakshmi and Narayan.

120Yah sab bātē̃ tumhārī budvi mē̃ baiṭhī haĩ .

125You have all of these things in your intellects.

121Kaisē yah sr̥iṣhṭi kā chakra chaltā hai .

126How does this world cycle turn?

122Pahlē-pahlē uttam phir madhyam , kaniṣhṭ bantē haĩ . 123Is samay tō sārī duniyā tamōpradhān hai , yah bāp samjhātē haĩ .

127First of all, they are the highest and then they become those of the middle and then the lowest. 128At this time, the whole world is tamopradhan.

124Jiskī ab jayantī manāyēṅgē , tum batā saktē hō ki āj sē 5 hajār varṣh pahlē parampitā paramātmā śhiv padhārē thē .

129The Father whose birthday you now celebrate explains this. 130You can tell people that, 5000 years ago, the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva came here.

125Nahī̃ tō śhiv jayantī kyō̃ manātē  !

131Otherwise, why would they celebrate the birthday of Shiva?

126Parampitā paramātmā jarūr bachchō̃ kē liē saugāt lē āyēṅgē aur jarūr sarvōttam kārya karē̃gē .

132The Supreme Father, the Supreme Soul, would definitely bring a gift for the children and He would definitely carry out the most elevated task.

127Sārī tamōpradhān sr̥iṣhṭi kō satōpradhān sadā sukhī banātē haĩ .

133He makes the whole of the tamopradhan world satopradhan and constantly happy.

128Jitnā ūñch hai utnā ūñch yādgār bhī thā jis mandir kō lūṭkar lē gayē .

134To the extent that He is elevated, accordingly there is also just as great a memorial to Him.

129Manuṣhya chaṛhāī kartē hī haĩ dhan kē liē .

135They looted that Temple. 136People attack others for wealth.

130Foreign sē bhī āyē dhan kē liē , us samay bhī dhan bahut thā .

137People even came from abroad because of the wealth here.

131Parantu māyā rāvaṇ nē bhārat kō kauṛī tulya banā diyā hai .

138Even at that time, there was a lot of wealth.

132Bāp ākar hīrē tulya banātē haĩ . 133Aisē śhivbābā kō kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .

139However, Maya, Ravan made Bharat worth a shell and the Father has now come to make it worth a diamond.

134Kah dētē sarvavyāpī hai , yah kahnā bhī bhūl hai .

140No one knows such a Shiv Baba. 141They say that He is omnipresent.

135Naīyā pār karnē vālā satgurū ēk hai .

142It is a mistake to say this.

136Ḍubōnē vālē anēk haĩ . 137Sabhī viṣhay sāgar mē̃ ḍūbē huē haĩ tab tō kahtē haĩ is asār saṅsār , viṣhay sāgar sē us pār lē chalō , jahā̃ kṣhīrsāgar hai . 138Gāyā bhī jātā hai ki viṣhṇu kṣhīrsāgar mē̃ rahtē thē .

143The Satguru who takes your boat across is just the One whereas there are many who make you drown. 144All are drowning in the ocean of poison and this is why they say: Take us from this tasteless ocean of poison across to the other side where there is the ocean of milk.

139Svarg kō kṣhīrsāgar kahā jātā hai .

145It is remembered that Vishnu used to live in an ocean of milk.

140Jahā̃ lakṣhmī-nārāyaṇ rājya kartē haĩ .

146Heaven is called an ocean of milk where Lakshmi and Narayan rule.

141Bākī aisē nahī̃ viṣhṇu vahā̃ kṣhīrsāgar mē̃ viśhrām kartē haĩ .

147It isn’t that Vishnu rests there in an ocean of milk.

142Vō lōg tō baṛā talāb banākar uskē bīch mē̃ viṣhṇu kō rakhtē haĩ .

148Those people create a big lake and place Vishnu in the middle of it.

143Viṣhṇu bhī lambā chauṛā banātē haĩ .

149They make a very big image of Vishnu.

144Itnē baṛē tō lakṣhmī-nārāyaṇ hōtē nahī̃ . 145Bahut-bahut 6 foot hōṅgē .

150Lakshmi and Narayan are not that big; at the most, they would perhaps be six feet tall.

146Pāṇḍavō̃ K|kē bhī baṛē-baṛē but banātē haĩ .

151They also make big statues of the Pandavas.

147Rāvaṇ kā kitnā baṛā but banātē haĩ .

152They create big effigies of Ravan too.

148Baṛā nām hai tō baṛā chitra banātē haĩ .

153Their names are important and so they create big images of them.

149Bābā kā nām bhal baṛā hai parantu unkā chitra chhōṭā hai .

154Although Baba's name is the most elevated, a small image is made of Him.

150Yah tō samjhānē liē itnā baṛā rūp dē diyā hai .

155They have given Him such a big form in order to explain.

151Bāp kahtē haĩ mērā itnā baṛā rūp nahī̃ hai .

156The Father says: I do not have such a big form.

152Jaisē ātmā chhōṭī hai vaisē hī maĩ paramātmā bhī star misal hū̃ .

157Just as souls are tiny, in the same way, I, the Supreme Soul, am also like a star.

153Uskō supreme soul kahā jātā hai , vah hai sabsē ūñch .

158He is called the Supreme Soul. 159He is the most elevated of all.

154Usī mē̃ sārā gyān bharā huā hai , unkī mahimā gāī huī hai ki vah manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai , gyān kā sāgar hai , chaitanya ātmā hai .

160He has all the knowledge contained in Him. 161His praise is sung: He is the Seed of the human world tree. 162He is the Ocean of Knowledge. 163He is a living soul.

155Parantu sunāvē tab jab organs lēvē .

164However, He can only speak knowledge when He takes organs.

156Jaisē bachchā bhī chhōṭē organs sē bāt nahī̃ kar saktā hai , baṛā hōtā hai tō śhāstra ādi dēkhnē sē aglē saṅskārō̃ key|kī smr̥iti ā jātī hai . 157Tō bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ maĩ phir sē 5 hajār varṣh bād tumkō vahī rājyōg sikhānē āyā hū̃ .

165Just as a child is unable to speak with his little organs, but when he grows older and he sees the scriptures etc., he remembers the sanskars of the past, so the Father sits here and explains to you children: I have come after 5000 years to teach you that same Raja Yoga.

158Śhrīkr̥iṣhṇa nē kōī rājyōg nahī̃ sikhāyā hai .

166Krishna didn’t teach Raja Yoga. 167They just experienced their reward.

159Unhōnnē tō prālabdh bhōgī hai . 1608 janm sūryavanśhī , 12 janm chandravanśhī phir 63 janm vaiśhya , śhūdra vãnśhī banē̃ .

168They were in the sun dynasty for eight births, the moon dynasty for 12 births and then they were in the merchant and shudra dynasties for 63 births.

161Abhī sabkā yah antim janm hai .

169This is the last birth of everyone.

162Yah śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā bhī suntī hai . 163Tum bhī suntē hō .

170The Krishna soul is listening to this and you are also listening to it.

164Yah hai saṅgamyugī brāhmaṇō̃ kā varṇa .

171This is the clan of Brahmins of the confluence age.

165Phir tum brāhmaṇ sē jākar dēvtā banē̃gē .

172Then, from Brahmins you will go and become deities.

166Brāhmaṇ dharm , sūryavanśhī dēvtā dharm aur chandravanśhī kṣhatriya dharm tīnō̃ kā sthāpak ēk hī parampitā paramātmā hai .

173The one Supreme Father, the Supreme Soul, establishes the three religions – the Brahmin religion, the sun-dynasty deity religion and the moon-dynasty warrior religion.

167Tō tīnō̃ kā śhāstra bhī ēk hōnā chāhiē .

174Therefore, the scripture of all three should be just one.

168Alag-alag kōī śhāstra haĩ nahī̃ .

175There aren't different scriptures.

169Brahmā itnā baṛā sabhī kā bāp hai , prajāpitā .

176Brahma, the greatest one, is the father of all, Prajapita.

170Unkā bhī kōī śhāstra hai nahī̃ .

177There is no scripture of his.

171Ēk gītā mē̃ hī bhagvānuvāch hai .

178“God speaks” is only mentioned in the Gita.

172Brahmā bhagvānuvāch nahī̃ hai .

179It is not said: God Brahma speaks.

173Yah hai śhiv bhagvānuvāch brahmā dvārā , jissē śhūdrō̃ kō convert kar brāhmaṇ banāyā jātā hai .

180It is God Shiva who speaks through Brahma and converts shudras into Brahmins.

174Brāhmaṇ hī dēvtā aur jō nā-pass hōtē haĩ , vah kṣhatriya ban jātē haĩ .

181It is Brahmins who become deities and those who fail become warriors.

175Dō kalā kam hō jātī haĩ .

182They are reduced by two degrees.

176Kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ .

183He explains everything so clearly.

177Ūñch tē ūñch hai parampitā paramātmā phir brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar unkō bhī puruṣhōttam nahī̃ kahē̃gē .

184The Highest on High is the Supreme Father, the Supreme Soul. 185Then there are Brahma, Vishnu and Shankar.

178Jō puruṣhōttam bantē haĩ , vahī phir kaniṣhṭ bhī bantē haĩ .

186They too cannot be called the most elevated beings.

179Manuṣhyō̃ mē̃ sarvōttam haĩ lakṣhmī-nārāyaṇ , jiskē mandir bhī haĩ .

187Those who become the most elevated beings then become the lowest too.

180Parantu unkī mahimā kō kōī jāntē nahī̃ haĩ . 181Sirph pūjā kartē rahtē haĩ .

188Out of all human beings, Lakshmi and Narayan are the most elevated and there is a temple to them.

182Ab tum pujārī sē pūjya ban rahē hō .

189However, no one knows their praise.

183Māyā phir pujārī banā dētī hai . 184Drama aisā banā huā hai .

190People simply continue as worshippers to worship them.

185Jab nāṭak pūrā hōtā hai tabhī mujhē ānā paṛtā hai .

191From worshippers you are now becoming worthy of worship.

186Phir vr̥iddhi hōnā bhī automatically band hō jātā hai .

192Maya makes you into worshippers again. 193The drama is created in this way.

187Phir tum bachchō̃ kō ākar apnā-apnā part repeat karnā hai .

194When the play comes to an end, I have to come and expansion automatically stops.

188Yah parampitā paramātmā khud baiṭh samjhātē haĩ , jiskī jayantī bhaktimārg mē̃ manātē haĩ .

195You children then have to come and repeat your own parts. 196The Supreme Father, the Supreme Soul, Himself, sits here and explains to you.

189Yah tō manātē hī rahē̃gē . 190Svarg mē̃ tō kōī key|kī bhī jayantī nahī̃ manātē haĩ .

197People celebrate His birthday on the path of devotion; they continue to celebrate it.

191Śhrīkr̥iṣhṇa , rām ādi key|kī bhī jayantī nahī̃ manāyēṅgē .

198In heaven, they do not celebrate anyone's birthday.

192Vah tō khud practical mē̃ hōṅgē .

199They don't even celebrate the birthday of Krishna or Rama.

193Yah tō hōkar gayē haĩ , tab manātē haĩ .

200They themselves would exist there in a practical form.

194Vahā̃ varṣh-varṣh śhrīkr̥iṣhṇa kā birth day nahī̃ manāyēṅgē .

201Here, they have been and gone and this is why people celebrate it.

195Vahā̃ tō sadaiv khuśhiyā̃ haĩ hī , birth day kyā manāyēṅgē .

202They would not celebrate the birthday of Krishna every year there.

196Bachchē kā nām tō māt-pitā hī rakhtē hōṅgē .

203They are always in happiness there, and so why would they celebrate a birthday?

197Gurū tō vahā̃ hōtā nahī̃ .

204Children would be named by their parents.

198Vāstav mē̃ in bātō̃ kā gyān aur yōg sē kōī connection nahī̃ hai .

205There are no gurus there. 206In fact, those things have no connection with knowledge or yoga.

199Bākī vahā̃ key|kī rasam kyā hai , sō pūchhnā hōtā hai , yā tō bābā kah dēgē vahā̃ K|kē kāydē jō hōṅgē vah chal paṛē̃gē , tumkō pūchhnē key|kī kyā darkār hai .

207However, if you want to ask what systems exist there, Baba would say to you: Whatever systems are there, they will continue; you do not need to ask about them.

200Pahlē mēhnat kar apnā pad tō prāpt kar lō .

208First of all, make effort to claim your status.

201Lāyak tō banō , phir pūchhnā .

209Become worthy and then ask.

202Drama mē̃ kōī na kōī kāydā hōgā .

210There must be one system or another in the drama.

203Achchhā .

211Achcha.

204Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

212To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

205Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

213The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

206Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

214Essence for dharna:

2071 ) apnē kō nirākār ātmā samajh nirākār bāp kō yād karnā hai . 208Kisī bhī dēhdhārī kō nahī̃ .

215 1. Consider yourself to be an incorporeal soul and remember the incorporeal Father, not any bodily beings.

209Marjīvā ban purānī bātō̃ kō buddhi sē bhūl jānā hai .

216Die alive and remove the old things of the past from your intellect.

2102 ) bāp K|kē rachē huē is rūdra yagya mē̃ sampūrṇ svāhā hōnā hai . 211Śhūdrō̃ kō brāhmaṇ dharm mē̃ convert karnē key|kī sēvā karnī hai .

217 2. You have to surrender yourself completely in this sacrificial fire of the knowledge of Rudra that the Father has created. 218Do the service of converting shudras to the Brahmin religion.

Blessing

212Vardān  : dincharyā key|kī setting aur bāp kē sāth dvārā her|har kārya accurate karnē vālē viśhva kalyāṇkārī bhav

219Blessing: May you be a world benefactor who carries our every task accurately with the proper daily set timetable and in the Father’s company.

213Duniyā mē̃ jō baṛē ādmī hōtē haĩ unkī dincharyā set hōtī hai .

220 Important people in the world have their daily timetable set.

214Kōī bhī kārya accurate tab hōtā hai jab dincharyā key|kī setting hō .

221A task is accurate when it is set properly according to the daily timetable.

215Setting sē samay , energy sab bach jātē haĩ , ēk vyakti 10 kārya kar saktā hai .

222By having a proper setting, you save time and energy and one person can carry out 10 tasks.

216Tō āp viśhva kalyāṇkārī jimmēvār ātmāyē̃ , her|har kārya mē̃ saphaltā prāpt karnē kē liē dincharyā kō set karō aur bāp kē sāth sadā combined hōkar rahō .

223You world benefactors are responsible souls. 224In order to achieve success in every task, set your timetable and remain constantly combined with the Father.

217Hajār bhujāō̃ vālā bāp āpkē sāth hai tō ēk kārya kē bajāē hajār kārya accurate kar saktē hō .

225When the Father with a thousand arms is with you, then, instead of one task, you can carry out a thousand tasks accurately.

Slogan

218Slōgan  : sarv ātmāō̃ prati śhuddha saṅkalp karnā hī vardānī mūrt bannā hai .

226Slogan: To have pure thoughts for all souls is to be an embodiment of blessings.

227*** Om Shanti ***