शनिवार 21 जनवरी 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
021-01-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 21/01/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp key|kī duāyē̃ lēnī haĩ tō her|har kadam śhrīmat par chalō , chāl-chalan achchhī rakhō ' '
1Essence: Sweet children, in order to claim blessings from the Father, follow shrimat at every step.Keep your activity good.
Question
2Praśhna : śhivbābā key|kī dil par kaun chaṛh saktā hai ?
2Question: Who can climb onto Shiv Baba’s heart throne?
Answer
3Uttar : jinkī guarantee brahmā bābā lētā ki yah bachchā serviceable hai , yah sabkō sukh dētā hai . 4Mansā , vāchā , karmaṇā kisī kō duḥkh nahī̃ dētā . 5Aisē jab yah ( brahmā bābā ) bōlē , tab śhivbābā key|kī dil par chaṛh saktē haĩ .
3Answer: When Brahma Baba guarantees that a particular child is serviceable and gives everyone happiness, that he doesn’t cause sorrow for anyone through his thoughts, words or deeds, when Brahma Baba says this of him, he can sit on Shiv Baba’s heart throne.
Question
6Praśhna : is samay tum rūhānī servant bābā kē sāth kaun see|sī|C sēvā kartē hō ? 7Uttar : sārē viśhva key|kī tō kyā lēkin 5 tatvō̃ kō bhī pāvan banānē key|kī sēvā tum rūhānī servant kartē hō isliē tum hō sachchē-sachchē social worker .
4Question: What service are you spiritual servants doing with Baba at this time? 5Answer: You spiritual servants not onlypurify the whole world, but also the five elements.
8Gīt : lē lō duāyē̃ mā̃ bāp key|kī …
6This is why you are true social workers. 7Song: Claim blessings from the Mother and the Father.
9Ōm śhānti .
8Om shanti.
10Bachchō̃ nē gīt sunā .
9You children heard the song.
11Aisē tō laukik mā̃-bāp key|kī duāyē̃ anēk lētē haĩ .
10In fact, children receive blessings from their worldly mothers and fathers.
12Bachchē pāṅw paṛtē haĩ mā̃-bāp āśhīrvād kartē haĩ .
11When children kneel at the feet of their mother and father, they are blessed by them.
13Yah ḍhiṇḍhōrā laukik mā̃-bāp kē liē nahī̃ piṭāyā jātā hai .
12These drums are not beaten for a worldly mother and father.
14Ḍhiṇḍhōrā arthāt jiskō bahut sunē̃ .
13“Beating of drums” means that many are able to hear this.
15Yah tō bēhad bāp kē liē hī gāyā jātā hai tum māt-pitā ham bālak tērē . . . tumhārī kr̥ipā vā duā sē sukh ghanērē .
14It is sung to the unlimited Father, “You are the Mother and Father and we are Your children. 15Through Your blessings and mercy we receive limitless happiness.”
16Bhārat mē̃ hī yah mahimā gāī jātī hai .
16This praise is sung in Bharat.
17Jarūr bhārat mē̃ hī yah huā hai tab tō gāyā jātā hai .
17Surely, this must have happened in Bharat which is why it is sung here.
18Ēkdam bēhad mē̃ chalā jānā chāhiē .
18You should go completely into the unlimited.
19Buddhi kahtī hai svarg kā rachayitā bāp ēk hī hai .
19The intellect says that only the one Father is the Creator of heaven.
20Svarg mē̃ tō sabhī sukh haĩ .
20Everyone in heaven is happy.
21Vahā̃ duḥkh kā nām-niśhān hō nahī̃ saktā isliē hī gātē haĩ ki duḥkh mē̃ simraṇ sab karē̃ sukh mē̃ karē na kōī .
21There can be no trace of sorrow there. 22This is why it is sung that everyone remembers God in times of sorrow, but no one remembers Him in times of happiness.
22Ādhākalp duḥkh hai tō sabhī simraṇ kartē haĩ .
23For half a cycle, when there is sorrow, everyone remembers Him.
23Satyug mē̃ athāh sukh haĩ , tō vahā̃ simraṇ nahī̃ kartē haĩ .
24In the golden age, there is infinite happiness, so no one there remembers Him.
24Manuṣhya pattharbuddhi hōnē kāraṇ kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
25Because human beings now have stone intellects, they don’t understand anything.
25Kaliyug mē̃ tō athāh duḥkh haĩ . 26Kitnī mārāmārī hai .
26In the iron age, there is infinite sorrow; there is so much fighting and quarrelling.
27Kitnē bhī paṛhē likhē viddhān haĩ , parantu in gītō̃ kā arth|earth bilkul nahī̃ jāntē haĩ .
27No matter how learned scholars are, they don’t understand the meaning of these songs at all.
28Gātē haĩ tum māt pitā . . . parantu samajhtē nahī̃ haĩ ki kaun sē mātā pitā key|kī mahimā hai .
28Although people sing, “You are the Mother and Father”, they don’t understand which Mother and Father it is that they are praising.
29Yah tō bahutō̃ key|kī bāt hai nā .
29This is said for many people.
30Īśhvar key|kī santān tō sabhī haĩ , parantu is samay tō sabhī duḥkhī haĩ .
30Although they are all children of God, everyone is unhappy at this time.
31Sukh ghanērē tō kiskō nahī̃ haĩ .
31No one has unlimited happiness.
32Kr̥ipā sē tō sukh milnā chāhiē .
32One receives happiness from blessings.
33Akr̥ipā sē duḥkh hōtā hai .
33When there are no blessings, there is sorrow.
34Bāp tō kr̥ipālu gāyā huā hai .
34The Father is praised as the Merciful One.
35Sādhū santō̃ kō bhī kr̥ipālu kahtē haĩ .
35Even sages and holy men are called merciful.
36Ab tum bachchē jāntē hō bhakti mārg mē̃ gātē haĩ tum māt pitā . . . yah bilkul yathārth hai , parantu kōī buddhivān hōgā tō pūchhēgā ki paramātmā kō tō god father kahā jātā hai , unkō phir mother kaisē kahtē haĩ ? 37Tō unkī buddhi jagat ambā K|kē taraph jāyēgī .
36You children understand that, on the path of devotion, they sing, “You are the Mother and Father”. 37This is absolutely accurate. 38However, if someone is clever, he would ask that, if the Supreme Soul is called God, the Father, how could He then be called the Mother?
38Jab jagat ambā key|kī taraph buddhi jātī hai tō phir jagat pitā K|kē taraph bhī buddhi jānī chāhiē .
39Their intellects go to Jagadamba (World Mother), and so their intellects also should go to Jagadpita (World Father).
39Ab brahmā sarasvatī yah kōī bhagvān tō nahī̃ haĩ .
40Brahma and Saraswati are not a god and goddess.
40Yah mahimā unkī hō nahī̃ saktī .
41This praise cannot be given to them.
41Unkē āgē bhī mātā-pitā kahnā wrong hai .
42It is wrong to call them the Mother and Father.
42Manuṣhya gātē tō parampitā paramātmā kē liē haĩ , parantu jāntē nahī̃ haĩ ki vah māt-pitā kaisē bantē haĩ .
43Although people sing this praise to the Supreme Father, the Supreme Soul, they don’t understand how He becomes the Mother and Father.
43Ab tum bachchō̃ kō kahā jātā hai lē lō , lē lō duāyē̃ mā̃ bāp key|kī . . . arthāt śhrīmat par chalō .
44Now, you children have been told to claim blessings from the Mother and Father, that is, to follow shrimat.
44Apnī chāl-chalan achchhī hō tō apnē par āpēhī duāyē̃ hō jāyēṅgī .
45If your activity is good, you automatically claim blessings.
45Agar chalan achchhī nahī̃ hōgī , kiskō duḥkh dētē rahē̃gē , māt-pitā kō yād nahī̃ karē̃gē athavā dūsrō̃ kō yād nahī̃ karāyēṅgē tō duāyē̃ mil nahī̃ saktī . 46Phir itnā sukh bhī nahī̃ pā sakē̃gē .
46If your activity isn’t good, if you continue to cause sorrow for others, if you do not remember the Mother and Father and you don’t inspire others to have remembrance, then neither can you claim blessings, nor would you be able to receive much happiness.
47Bāp key|kī dil par chaṛh nahī̃ sakē̃gē .
47You will not be able to climb onto the Father’s heart throne.
48Is bāp key|kī ( brahmā key|kī ) dil par chaṛhē tō gōyā śhivbābā key|kī dil par chaṛhē .
48If you climb onto this father’s (Brahma Baba’s) heart throne, it means that you have also climbed onto Shiv Baba’s heart throne.
49Yah gāyan hai hī us māt-pitā kā .
49This praise is given to that Mother and Father.
50Buddhi us bēhad K|kē māt-pitā K|kē taraph chalī jānī chāhiē .
50The intellect should be drawn to the unlimited Mother and Father.
51Brahmā key|kī taraph bhī kōī key|kī buddhi nahī̃ jātī hai .
51No one’s intellect is drawn to Brahma.
52Bhal jagat ambā key|kī taraph kōī kī jātī hai . 53Unkā bhī mēlā lagtā hai , parantu occupation kō kōī jāntē hī nahī̃ .
52Although the intellects of some are drawn to Jagadamba and they also hold fairs in her name, no one understands her occupation.
54Tum jāntē hō hamārī sachchī-sachchī mātā kāydē anusār yah brahmā hai .
53You understand that, according to the law, your true mother is this Brahma.
55Yah bhī samajhnā hai . 56Yād bhī aisē karē̃gē . 57Yah mātā bhī hai tō brahmā bābā bhī hai .
54It also has to be understood and remembered that, as well as being Brahma, the father, he is also the mother.
58Likhtē haĩ śhivbābā care of brahmā . 59Tō mātā bhī hō jātī hai tō pitā bhī hō jātā .
55You write to Shiv Baba, c/o Brahma, and so, as well as being your father, he is also your mother.
60Ab bachchō̃ kō is pitā key|kī dil par chaṛhnā hai kyōṅki inmē̃ hī śhivbābā pravēśh hōtē haĩ .
56You children have to climb onto this father’s heart throne because Shiv Baba has entered this one.
61Yah jab guarantee dētē haĩ ki hā̃ bābā yah bachchā bahut achchhā serviceable hai , sabhī kō sukh dēnē vālā hai . 62Mansā-vāchā-karmaṇā kiskō duḥkh nahī̃ dētā hai tab hī śhivbābā key|kī dil par chaṛh saktā hai .
57When this one gives a guarantee to Baba that a particular child is very good and serviceable, that he gives happiness to everyone, that he doesn’t cause sorrow for anyone through his thoughts, words or deeds, he can then climb onto Shiv Baba’s heart throne.
63Mansā-vāchā-karmaṇā sē jō karō , jō bōlō ussē sabkō sukh milē .
58Whatever you express through your thoughts, words or deeds, it should give happiness to everyone.
64Duḥkh kiskō nahī̃ dēnā hai .
59Don’t cause sorrow for anyone.
65Duḥkh dēnē kā vichār pahlē mansā mē̃ ātā hai phir karmaṇā mē̃ ānē sē pāp bantā hai .
60The thought of causing sorrow first enters the mind, but it is when you put that thought into action that it becomes a sin.
66Mansā tūphān tō jarūr āyēṅgē parantu karmaṇā mē̃ kabhī nahī̃ āō .
61Storms will definitely enter your mind, but you must not put them into action.
67Agar kōī ranja ( nārāj ) hōtā hai tō bāp sē ākar pūchhō - bābā is bāt sē hamārē sē yah nārāj rahtē haĩ , tō bābā samjhāyēṅgē .
62If anyone gets upset, come and ask the Father: Baba, because of this matter, they are upset. 63Then, Baba will explain.
68Kōī bhī bāt pahlē mansā mē̃ ātī hai .
64Whatever it is, it first enters the mind.
69Vāchā bhī karmaṇā hī hō gayā .
65To speak is also an action.
70Agar bachchō̃ kō mā̃-bāp key|kī āśhīrvād lēnī hai tō śhrīmat par chalnā hai .
66If you children want to claim blessings from the Mother and Father, you must follow shrimat.
71Yah baṛī guhya bāt hai jō ēk kō hī mātā pitā kahtē haĩ .
67It is a very deep aspect to call the One “The Mother and Father”.
72Yah brahmā bāp bhī hai tō baṛī mā̃ bhī hai .
68This Brahma is the father as well as the senior mother.
73Ab yah bābā kiskō mā̃ kahē ?
69Now, who would this father call mother?
74Yah mātā ( brahmā ) ab kiskō mā̃ kahē ?
70Who would this mother (Brahma) call mother?
75Is mā̃ key|kī tō mā̃ kōī hō nahī̃ saktī .
71This mother cannot have a mother.
76Jaisē śhivbābā kā kōī bāp nahī̃ , aisē inhē̃ apnī kōī mā̃ nahī̃ .
72Just as Shiv Baba doesn’t have a father, in the same way, this mother Brahma does not have a mother.
77Mukhya bāt bachchō̃ kō yah samjhātē haĩ ki agar mansā , vāchā , karmaṇā kiskō duḥkh dēgē tō duḥkh pāyēṅgē aur pad bhraṣhṭa hō paṛē̃gē .
73The main thing that is explained to you children is that if you cause sorrow for anyone through your thoughts, words or deeds, you will receive sorrow and your status will be destroyed.
78Sachchē sāhēb kē āgē sachchā rahnā hai , insē bhī sachchā rahnā hai .
74Remain honest with the true Lord. 75Remain honest with this one as well.
79Yah dādā hī certificate dēgē ki bābā yah bachchā baṛā sapūt hai .
76This Dada will give a certificate and say: Baba, this child is good and worthy.
80Bābā mahimā tō kartē haĩ . 81Jō serviceable bachchē haĩ tan-man-dhan sē service kartē haĩ , kabhī bhī kiskō duḥkh nahī̃ dētē haĩ , vahī bāpdādā aur mā̃ key|kī dil par chaṛhtē haĩ .
77Baba will praise the soul and say that you are a serviceable child that you serve with your body, mind and wealth. 78When you don’t cause sorrow for anyone, you are able to climb onto the heart throne of BapDada and the mother.
82Inkī dil par chaṛhē mānā unkē takht par chaṛhē .
79To climb into this one’s heart means to climb onto that One’s throne.
83Hamēśhā sapūt bachchō̃ kō yah vichār rahtā hai ki ham gaddī naśhīn kaisē banē̃ .
80Worthy children always think about how they can become worthy to sit on a throne.
84Yahī tāt lagī rahtī hai .
81This is the deep concern they have.
85Gaddī tō number-vār 8 haĩ .
82There are eight thrones, numberwise.
86Phir 108 phir 16108 bhī haĩ , parantu abhī ham ūñch pad pāyē̃ .
83Then there are 108 and then 16,108. However, you have to claim a high status.
87Aisē tō śhōbhtā nahī̃ jō dō kalā cum|kam hō̃ tab gaddī par baiṭhē̃ .
84It doesn’t suit a soul to sit on a throne when there are two degrees less.
88Sapūt bachchē bahut puruṣhārth karē̃gē ki hamnē agar abhī lāḍlē bābā sē sūryavanśhī kā pūrā-pūrā varsā nahī̃ liyā tō kalp-kalp nahī̃ lē̃gē .
85Worthy children will make a great deal of effort by realising that, if they don’t claim their full inheritance of the sun dynasty from Baba now, they won’t claim it every cycle.
89Abhī agar vijay mālā mē̃ nahī̃ pirōyē tō kalp-kalp nahī̃ pirōyēṅgē .
86If you don’t become threaded in the rosary of victory now, you won’t be threaded every cycle.
90Yah kalp-kalp key|kī race hai .
87This race takes place every cycle.
91Abhī agar ghāṭā paṛā tō kalp-kalp paṛtā hī rahēgā .
88If there is a loss now, there will be a loss every cycle.
92Pakkā vyāpārī vah jō śhrīmat par mā̃ bāp kō pūrā follow karē , kabhī kiskō duḥkh na dē .
89A good businessman is one who follows shrimat and follows the Mother and Father completely and never causes sorrow for anyone.
93Usmē̃ bhī number one duḥkh hai kām kaṭārī chalānā .
90Within that, the number one sorrow is the sword of lust.
94Bāp kahtē haĩ achchhā śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch samjhō , tō vah bhī number one hai .
91The Father says: Achcha, even if you think that it is God Krishna who speaks, he too is number one.
95Unkī bāt bhī mānnī chāhiē tab tō svarg K|kē mālik banē̃gē .
92You should accept what he says. 93You can then become the masters of heaven.
96Samajhtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa bhagvān nē śhrīmat sē śhikṣhā dī hai .
94They think that Krishna is God and that the directions he gave were shrimat. 95Achcha.
97Achchhā unkī mat par chalō . 98Usnē bhī kahā hai ki kām mahāśhatru hai , bhalā unkō jītō .
96Follow his directions, for he too said that lust is the greatest enemy, that you must conquer it.
99In vikārō̃ kō jītē̃gē tab hī kr̥iṣhṇapurī mē̃ ā sakē̃gē .
97It is only when you conquer that vice that you will be able to go to the land of Krishna.
100Ab śhrīkr̥iṣhṇa key|kī tō bāt nahī̃ . 101Śhrīkr̥iṣhṇa tō bachchā thā , vah kaisē mat dēgē .
98However, there is no question of Shri Krishna saying any of this because Shri Krishna was a young child.
102Jab baṛā hōkar gaddī par baiṭhēgā tab vah mat dēgā .
99How could he have given directions?
103Mat dēnē K|kē lāyak banē̃gē tab tō rājya chalāyēṅgē nā .
100He would have given instructions when he grew up and sat on the throne.
104Ab śhivbābā tō kahtē haĩ mujhē nirākārī duniyā mē̃ yād karō .
101Only when he became worthy of giving instructions would he have been able to rule the kingdom.
105Śhrīkr̥iṣhṇa phir kahē̃gē ki mujhē svarg mē̃ yād karō .
102Shiv Baba now says: Remember Me in the incorporeal world. 103Shri Krishna would say: Remember me in heaven.
106Vah bhī kahtē haĩ kām mahāśhatru hai , in par jīt pahanō .
104He also says: You must conquer lust, the greatest enemy.
107Vahā̃ viṣh nahī̃ milēgā , tō viṣh kō chhōṛ pavitra banō .
105You will not receive poison there. 106Therefore, renounce poison here and become pure.
108Yah tō śhrīkr̥iṣhṇa kā bāp baiṭh samjhātē haĩ .
107It is the Father of Shri Krishna who sits here and explains.
109Achchhā samjhō manuṣhyō̃ nē mērā nām nikāl bachchē kā nām ḍāl diyā hai , vah bhī tō sarvguṇ sampann hai .
108Achcha, human beings removed My name and inserted the child’s name. 109He too is full of all divine virtues.
110Vah bhī kahtē haĩ , gītā mē̃ likhā huā hai ki kām mahāśhatru hai .
110It is also written in the Gita that he says: Lust is the greatest enemy.
111Unkō bhī māntē thōṛēhī haĩ . 112Un par bhī chaltē thōṛēhī haĩ .
111However, they don’t believe him; they don’t even follow Krishna’s instructions.
113Samajhtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa khud āyē tab ham unkī mat par chalē̃gē tab tak tō gōtā hī khātē rahē̃gē .
112They think that they will follow Shri Krishna’s instructions when Shri Krishna himself comes.
114Sannyāsī ādi kah nahī̃ saktē ki maĩ tumkō rājyōg sikhlānē āyā hū̃ .
113However, until then, they continue to drown. 114Sannyasis etc. cannot say that they have come to teach Raja Yoga.
115Yah tō bāp hī samjhātē haĩ aur saṅgam key|kī hī bāt hai . 116Śhrīkr̥iṣhṇa hai satyug mē̃ .
115Only the Father tells you this, and explains that this is an aspect of the confluence age.
117Unkō bhī aisā lāyak banānē vālā kōī tō hōgā nā .
116Shri Krishna existed in the golden age.
118Tō śhivbābā khud kahtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa aur unkē sārē gharānē kō ab maĩ svarg mē̃ jānē lāyak banā rahā hū̃ .
117There must have been someone who made him so worthy. 118Shiv Baba Himself says: I am now making Shri Krishna and his whole dynasty worthy of going to heaven.
119Bābā kitnī mēhnat kartē haĩ ki bachchē svarg mē̃ chal ūñch pad pāyē̃ .
119Baba works so hard on you children so that you can go to heaven and claim a high status.
120Nahī̃ tō paṛhē likhē kē āgē jākar bharī uṭhāyēṅgē .
120Otherwise, you will have to go and work for those who claim a high status.
121Bāp sē tō pūrā varsā lēnā hai .
121You have to claim your full inheritance from the Father.
122Apnē sē pūchhō ham itnē sapūt haĩ ?
122Ask yourself: Am I worthy enough?
123Sapūt bhī number-vār hōtē haĩ . 124Uttam , madhyam , kaniṣhṭ .
123Worthy ones are also numberwise: there are the highest, middling and lowest ones.
125Uttam tō kabhī chhipē nahī̃ rahtē .
124Those who are the highest cannot remain hidden.
126Unkī dil mē̃ rahm āyēgā ham bhārat key|kī sēvā karē̃ .
125They will have the mercy in their hearts to serve Bharat.
127Social workers bhī number-vār hōtē haĩ - uttam , madhyam , kaniṣhṭ .
126Social workers are also numberwise: the highest, middling and lowest ones.
128Kaī tō bahut lūṭtē haĩ , māl bēchkar khā jātē haĩ .
127Some steal from other people; they sell other people’s things and keep the money from that.
129Phir unkō sapūt social worker kaisē kahē̃gē ?
128Therefore, how could they be called worthy social workers.
130Social workers tō apnē kō bahut kahlātē haĩ kyōṅki society key|kī sēvā kartē haĩ .
129There are many who call themselves social workers because they serve society.
131Sachchī sēvā tō bāp hī kartē haĩ .
130Only the Father does true service.
132Tum kahtē hō ki ham bhī bābā kē sāth rūhānī servant haĩ .
131You say that you are also spiritual servants with Baba.
133Sārī sr̥iṣhṭi tō kyā tatvō̃ kō bhī pavitra kartē haĩ .
132Not only do we purify the whole world but we purify the elements as well.
134Sannyāsī tō yah nahī̃ jāntē ki tatva bhī is samay tamōpradhān haĩ , inkō bhī satōpradhān banānā hai .
133Sannyasis don’t understand that the elements are at present tamopradhan and that they too have to become satopradhan.
135Satōpradhān tatvō̃ sē tumhārā śharīr bhī satōpradhān ban jāyēgā .
134When the elements become satopradhan, your bodies will also be satopradhan.
136Bābā samjhātē tō bahut haĩ parantu bachchē phir bhī bhūl jātē haĩ .
135Baba explains so much, but you children still forget.
137Yād unkō rahēgā jō aurō̃ kō sunātē rahē̃gē .
136Those who relate this to others will remember.
138Dān nahī̃ karē̃gē tō dhārṇā bhī nahī̃ hōgī .
137If you do not donate, you cannot imbibe.
139Jō achchhī service kartē haĩ , unkā bāpdādā bhī nām bālā kartē haĩ .
138BapDada glorifies the names of those who do good service.
140Yah tō bachchē bhī jāntē haĩ ki service mē̃ kaun-kaun tīkhē haĩ .
139Even you children understand which ones are clever in doing service.
141Jō service par haĩ vah dil par chaṛhtē haĩ .
140Those who are on service climb onto Baba’s heart throne.
142Sadaiv follow mā̃-bāp kō karnā hai .
141Always follow the Mother and Father.
143Unkē hī takhtnaśhīn bannā hai .
142Become worthy of sitting on His heart throne.
144Jō service par hōṅgē vah dūsrō̃ kō sukh dēgē .
143Those who are engaged in serving others will give happiness to others.
145Apnā mũh darpaṇ mē̃ dēkhō ki bābā kā sapūt bachchā banā hū̃ ?
144Look in the mirror of your own heart: Am I a worthy child of Baba?
146Khud bhī likh saktē haĩ ki hamārī service kā yah chart hai . 147Maĩ yah-yah service kar rahā hū̃ , āp judge karō .
145You can also write a chart of the service you do and send it: This is the service I am doing.
148Tō bāp kō bhī mālūm paṛē . 149Khud bhī judge kar saktā hai ki maĩ uttam hū̃ , madhyam hū̃ yā kaniṣhṭ hū̃ ?
146Now judge for yourself, so that the Father also understands whether you are the highest, middling or lowest.
150Bachchē bhī jāntē haĩ kaun mahārathī haĩ , kaun ghōṛēsavār haĩ .
147You children also understand who the elephant riders are and who the cavalry are.
151Kōī bhī chhipā nahī̃ rah saktā hai .
148No one can remain hidden.
152Bāp kō pōtāmēl bhējē tō bābā sāvdhān bhī karē .
149If you send your chart to the Father, Baba can warn you.
153Bigar pōtāmēl bhī sāvadhānī tō miltī rahtī hai .
150You continue to be cautioned even though you don’t send your chart.
154Ab jitnā varsā lēnā hō pūrā-pūrā lē lō .
151Now claim as much inheritance as you want.
155Phir bāpdādā sē bhī certificate milēgā .
152You will then receive a certificate from BapDada.
156Yah baṛī mā̃ baiṭhī hai , insē certificate mil saktā hai .
153This is the senior mother. 154You can receive a certificate from him.
157Is wonder-full mummy kō kōī mummy nahī̃ . 158Jaisē us bāp kō kōī bāp nahī̃ .
155This wonderful mummy doesn’t have a mummy, just as that Father doesn’t have a father.
159Phir mama females mē̃ number one hai .
156However, out of the females, Mama is number one.
160Drama mē̃ jagat ambā gāī huī hai .
157Jagadamba is praised in the drama.
161Service bhī bahut kī hai .
158She did a lot of service.
162Jaisē bābā jātē haĩ , mama bhī jātī thī .
159Just as Baba used to go out, Mama too used to go out.
163Chhōṭē-chhōṭē gānvō̃ mē̃ service kartī thī .
160She used to serve small villages.
164Sabmē̃ tīkhī gaī .
161She was the cleverest of all.
165Bābā kē sāth tō baṛā bābā hai , isliē bachchō̃ kō inkī sambhāl rakhnī paṛtī hai .
162Baba has the Senior Baba with him. 163Therefore, the children must also take care of this one.
166Satyug mē̃ prajā bahut sukhī rahtī hai .
164In the golden age, the subjects too are very happy.
167Apnē mahal , gāyē̃ , bail ādi sab kuchh hōtē haĩ .
165They have their own palaces, cows and bulls etc., everything. 166Achcha.
168Achchhā - bachchē , khuśh rahō ābād rahō , na bisarō na yād rahō kyōṅki yād tō śhivbābā kō karnā hai .
167Children, remain happy and prosperous! 168Don’t forget, but you mustn’t remember anyone either, because it is Shiv Baba that you have to remember.
169Apnē śharīr kō bhī bhūl jānā hai tō aurō̃ kō kaisē yād karē̃ .
169You have to forget your own bodies, so how could you remember those of any others?
170Achchhā !
170Achcha.
171Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
171To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
172Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
172The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
173Dhārṇā kē liē mukhya sār :
173Essence for dharna:
1741 ) kōī kō bhī nārāj nahī̃ karnā hai .
174 1. Don't upset anyone.
175Mansā-vāchā-karmaṇā sabkō sukh dē bāp key|kī aur parivār key|kī duāyē̃ lēnī haĩ .
175Make everyone happy with your thoughts, words and deeds and claim blessings from the Father and the family.
1762 ) sapūt bachchā ban bhārat key|kī rūhānī sēvā karnī hai .
176 2. Become worthy children and do spiritual service of Bharat.
177Merciful ban rūhānī social worker bannā hai .
177Have a merciful heart and become a spiritual social worker.
178Tan-man-dhan sē sēvā karnī hai .
178Serve with your body, mind and wealth.
179Sachchē sāhēb kē sāth sachchā rahnā hai .
179Remain true to the true Lord.
Blessing
180Vardān : bōl par double underline kar her|har bōl kō anmōl banānē vālē mā . satgurū bhav
180Blessing: May you be master satguru and doubly underline your words and make them precious.
181Āp bachchō̃ K|kē bōl aisē hō̃ jō sunnē vālē chātrak hō̃ ki yah kuchh bōlē̃ aur ham sunē̃ - iskō kahā jātā hai anmōl mahāvākya .
181 The words of you children have to be words that those who are listening would be thirsty to hear you say something. 182This is known as speaking precious, elevated versions.
182Mahāvākya jyādā nahī̃ hōtē .
183Elevated versions are not a lot of words.
183Jab chāhē tab bōltā rahē - iskō mahāvākya nahī̃ kahē̃gē .
184If someone continues to speak whenever he wants, those words would not be called elevated versions.
184Āp satgurū K|kē bachchē master satgurū hō isliē āpkā ēk-ēk bōl mahāvākya hō .
185You are master satgurus, children of the Satguru, and so, each word of yours is an elevated version.
185Jis samay jis sthān par jō bōl āvaśhyak hai , yuktiyukt hai , svayã aur dūsrī ātmāō̃ K|kē lābhadāyak hai , vahī bōl bōlō .
186At any time and in any place, only speak words that are necessary, yuktiyukt and beneficial for yourself and for other souls.
186Bōl par double underline karō .
187Doubly underline your words.
Slogan
187Slōgan : śhubhchintak maṇī ban , apnī kiraṇō̃ sē viśhva kō rōśhan kartē chalō .
188Slogan: Be a jewel who has pure and positive thoughts and continue to brighten the world with your rays.
189*** Om Shanti ***