शुक्रवार 27 जनवरी 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

027-01-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 27/01/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - pārasbuddhi bannē kē liē bāp jō samjhātē haĩ usē achchhī tarah sē samajhnā hai , svayã mē̃ dhārṇā kar dūsrō̃ kō karānā hai ' '

1Essence: Sweet children, in order to make your intellects divine, understand very clearly the things that the Father explains. 2First imbibe these yourselves and then inspire others to do the same.

Question

2Praśhna  : kaun sā ēk rāz bahut hī guhya , gōpanīy aur samajhnē kā hai  ? 3Uttar  : nirākār bāp sabhī kā māt-pitā kaisē bantē haĩ , vah sr̥iṣhṭi key|kī rachnā kis vidhi sē kartē haĩ , yah bahut hī guhya aur gōpanīy rāz hai . 4Nirākār bāp mātā bigar sr̥iṣhṭi tō rach nahī̃ saktē .

3Question: Which very deep and entertaining aspect should you understand very clearly? 4Answer: How the incorporeal Father becomes everyone’s Mother and Father and the method He uses to create the world is a very deep and entertaining aspect.

5Kaisē vah śharīr dhāraṇ kar , usmē̃ pravēśh kar unkē mukh sē bachchē adopt kartē haĩ , yah brahmā pitā bhī hai tō mātā bhī hai - yah bāt bahut hī samajhkar simraṇ karnē vā smr̥iti mē̃ rakhnē kī hai . 6Gīt  : tumhī̃ hō mātā …

5The incorporeal Father cannot create the world without a mother. 6How He adopts a body by entering it, how He adopts you children through that one’s mouth, how Brahma is the father and also a mother are all aspects that you have to very clearly understand and remember and keep in your consciousness. 7Song: You are the Mother and the Father.

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Jiskō māt-pitā kahtē hō tō jarūr pharmān pitā hī karē̃gē .

9Of those you call mother and father, it is surely the father who gives instructions.

9Yah tō mātā pitā combined hai .

10This Mother and Father are combined.

10Yah bāt manuṣhyō̃ kē liē samajhnā baṛā difficult hai aur yahī mukhya bāt hai samajhnē key|kī .

11It is very difficult for human beings to understand this. 12Nevertheless, this is the main aspect to understand.

11Nirākār parampitā paramātmā jiskō pitā kahā jātā hai unkō mātā bhī kahtē , yah wonderful bāt hai .

13The incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, who is called the Father, is also called the Mother. 14This is a wonderful aspect.

12Parampitā paramātmā manuṣhya sr̥iṣhṭi rachēgā , tō mātā jarūr chāhiē .

15When the Supreme Father, the Supreme Soul, creates the human world, a mother is definitely needed.

13Yah bāt baṛī guhya hai aur kōī key|kī buddhi mē̃ kabhī ā na sakē .

16This aspect is so deep that it does not enter anyone’s intellect.

14Ab vah hai sabhī kā bāp , mātā bhī jarūr chāhiē .

17He is the Father of all and so a mother is definitely needed.

15Vah pitā tō hai nirākār , phir mā̃ kiskō rakhē̃  ?

18That Father is incorporeal, so whom should He adopt to be the mother?

16Śhādī tō nahī̃ key|kī hōgī .

19He doesn’t marry anyone.

17Yah haĩ ati guhya gōpanīy samajhnē key|kī bātē̃ .

20All of these aspects are extremely deep and entertaining.

18Nayē-nayē tō samajh na sakē̃ . 19Purānē bhī muśhkil samajhkar aur us smr̥iti mē̃ rahtē haĩ .

21New ones cannot understand these things and, even though older ones do understand, they find it difficult to keep them in their consciousness.

20Bachchē hī ma bāp key|kī smr̥iti mē̃ rahē̃gē nā .

22Only the children would remain in the consciousness of the Mother and Father.

21Bhārat mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kō bhī kah dētē haĩ tum māt-pitā . . . tō rādhē-kr̥iṣhṇa kē āgē bhī jākar kahtē - tum māt-pitā . . . ab vah tō haĩ prince princess . 22Unhō̃ kō māt-pitā kōī bēsamajh bhī na kahē .

23In Bharat, they address Lakshmi and Narayan as the Mother and the Father; they even go in front of the Radhe and Krishna idols and call them the Mother and the Father. 24Now, they are a prince and princess: even a senseless person would not call them mother and father.

23Manuṣhyō̃ key|kī tō kahnē key|kī ṭēv ( ādat ) paṛ gaī hai .

25People have just formed the habit of saying this.

24Parantu yah bāt hī nyārī hai .

26However, this aspect is totally unique.

25Lakṣhmī-nārāyaṇ kō tō unkē bachchē hī kahē̃gē tum māt-pitā . . . . manuṣhya samajhtē haĩ jiskē pās|pass bahut dhan hai , mahal-māṛiyô haĩ vah svarg mē̃ haĩ .

27Only the children of Lakshmi and Narayan would call them mother and father. 28People think that those who have a lot of wealth and live in mansions and palaces are in heaven.

26Unhō̃ K|kē bachchē kahē̃gē hamārē mā̃ bāp kē pās bahut sukh hai .

29Their children would say that their parents have a lot of happiness.

27Jarūr āgē janm mē̃ kuchh achchhē karma kiyē haĩ .

30They must surely have performed good deeds in their previous birth.

28Achchhā yah jō gāyā jātā hai tum māt pitā . . . parampitā paramātmā rachayitā tō ēk hai , jiskē ham bachchē haĩ vah bhī nirākār hai . 29Ham ātmāyē̃ bhī nirākār haĩ .

31Achcha, when people sing: You are the Mother and Father, it is to the Supreme Father, the Supreme Soul, the one Creator, that they sing this. 32He is the incorporeal and we are His children: we souls are also incorporeal.

30Parantu nirākār phir sr̥iṣhṭi kaisē rachtē haĩ .

33So, then, how does the incorporeal One create the world?

31Mātā bigar tō sr̥iṣhṭi rachī nahī̃ jā saktī .

34The world cannot be created without a mother.

32Wonder hai sr̥iṣhṭi rachnē kā .

35It is a wonder how the world is created.

33Ēk tō paramātmā rachayitā hai naī duniyā kā . 34Purānī duniyā mē̃ ākar naī duniyā rachtē haĩ . 35Parantu kaisē rachtē haĩ .

36The wonder is that the Supreme Father is the Creator of the new world; He comes into the old world to create the new world but how does He create it?

36Yah baṛī guhya bāt hai - jō nirākār kō ham māt-pitā kahtē haĩ .

37This is a very deep aspect. 38The incorporeal One is the one whom we call the Mother and Father.

37Bāp khud samjhātē haĩ maĩ bachchō̃ kō adopt kartā hū̃ .

39The Father explains: I adopt you children.

38Pēṭ sē bachchē nikalnē key|kī bāt hī nahī̃ .

40It is not a question of children emerging from a womb.

39Itnē ḍhēr bachchē pēṭ sē kaisē nikalē̃gē .

41How could so many children emerge in that way?

40Tō kahtē haĩ maĩ is śharīr kō dhāraṇ kar inkē mukh dvārā bachchē adopt kartā hū̃ .

42Therefore, He says: I adopt this body and then adopt you children through this one’s mouth.

41Yah brahmā pitā bhī hai , manuṣhya sr̥iṣhṭi rachnē vālā aur mātā bhī hai . 42Jiskē mukh sē bachchē adopt kartā hū̃ .

43This Brahma is the father, the creator of the human world, and he is also the mother through whose mouth I adopt you children.

43Is rīti bachchō̃ kō adopt karnā - yah sirph bāp kā kām hai .

44It is only the Father’s task to adopt children in this way.

44Sannyāsī tō kar na sakē̃ .

45Sannyasis cannot do this.

45Unhō̃ K|kē haĩ jigyāsu , followers , śhiṣhya .

46They have seekers, followers and disciples.

46Yahā̃ tō huī rachnā key|kī bāt .

47Here, it is an aspect of creation.

47Tō bābā inmē̃ pravēśh kartē , yah hai mukh vaṅśhāvalī jō kahtē haĩ tum māt-pitā . . . tō mātā yah siddha huī .

48Baba enters this one, and so it is the mouth-born creation who say: You are the Mother and Father. 49Therefore, this one is proved to be the mother.

48Vah bāp ismē̃ pravēśh hō rachtē haĩ .

50The Father enters this one and creates you.

49Yah būṛhā prajāpitā bhī ṭhaharā|ṭhahrā phir mātā bhī būṛhī ṭhaharī .

51This old man is the Father of Humanity and so the mother also has to be elderly.

50Būṛhī hī chāhiē nā .

52It is an elderly one that is needed.

51Ab bachchō̃ kō māt-pitā kō yād karnā paṛē .

53You children now have to remember the Mother and Father.

52Inkī tō property hai nahī̃ .

54This one doesn’t have any property.

53Tum bantē hō vāris , isliē inkō bāpdādā kahtē haĩ .

55You become heirs; that is why this one is called BapDada.

54Tumkō prajāpitā brahmā sē property nahī̃ lēnī hai .

56You do not claim property from Prajapita Brahma.

55Yah dādā ( brahmā ) bhī unsē lētē haĩ .

57This Dada (Brahma) also claims it from that One.

56Inkō dādā bhī tō mātā bhī kahā jātā hai .

58This one is called Dada as well as the mother.

57Nahī̃ tō māt-pitā kaisē siddha hō .

59Otherwise, how could the Mother and Father be proved?

58Māt-pitā bigar bachchē kaisē hō̃ - yah baṛī guhya samajhnē aur simraṇ karnē key|kī bāt hai .

60How can there be children without Mother and Father - this is something very deep and worth understanding and remembering.

59Bābā āp pitā hō , is mātā dvārā hamnē janma liyā hai .

61Baba, You are the Father; we have taken birth through this mother.

60Barōbar varsā bhī yād ātā hai .

62We also definitely remember the inheritance.

61Yād us bāp kō karnā hai .

63You have to remember that Father.

62Gyān sē tum samajh bhī saktē hō ki kaisē bāp patit duniyā mē̃ ātē haĩ .

64By having this knowledge, you are able to understand how the Father enters this impure world.

63Kahtē haĩ jismē̃ pravēśh kartā hū̃ , yah hamārā bachchā bhī hai , tumhārā bāp bhī hai aur phir mātā bhī hai .

65He says: The one whom I enter is also My son. 66He is your father and also your mother, and so you become the children.

64Tum hō gayē bachchē . 65Tō bāp kō yād karnē sē varsā miltā hai .

67You receive the inheritance by remembering the Father.

66Mātā kō yād karnē sē varsā nahī̃ milēgā .

68You would not receive the inheritance by remembering the mother.

67Nirantar us bāp kō yād karnā hai . 68Bākī is śharīr kō bhūlnā hai .

69You have to remember that Father constantly and forget this body.

69Yah gyān key|kī bātē̃ samajhnē kī haĩ .

70These aspects of knowledge have to be understood.

70Bāp purānī duniyā mē̃ ākar naī duniyā rachtē haĩ .

71The Father comes into the old world and creates the new world.

71Purānī kō khalās kar dētē haĩ .

72He destroys the old one.

72Nahī̃ tō kaun khalās karē .

73Otherwise, who else would do that?

73Gāyā bhī huā hai śhaṅkar dvārā purānī duniyā kā vināśh - yah drama mē̃ nūndh hai isliē gāyan mē̃ bhī ātā hai .

74It is remembered that destruction of the old world took place through Shankar. 75This too is fixed in the drama, which is why it is remembered.

74Tum bachchē jāntē hō hamārē liē naī rājdhānī ban rahī hai .

76You children understand that a new kingdom is being created for you.

75Vināśh key|kī full taiyāriyā̃ haĩ .

77Full preparations for destruction have been made.

76Tum itnē ḍhēr hō , sab rājāī pad pā rahē hō .

78There are so many of you and you are all claiming the kingdom.

77Aisē nahī̃ andhaśhraddhā sē mān liyā hai .

79It is not that you have just accepted this with blind faith.

78Kōī nē kahā rām key|kī sītā churāī gaī .

80Someone said that Rama’s Sita was abducted. 81People say: True!

79Sat . 80Kōī bhī bāt na samjhō tō samajhnē key|kī kōśhiśh karō .

82If you don’t understand something, you should ask and try to understand it.

81Nahī̃ tō bēsamajh K|kē bēsamajh hī rah jāyēṅgē .

83Otherwise, you would just remain senseless.

82Bhaktimārg mē̃ tō alpkāl kā sukh miltā hai .

84You receive temporary happiness on the path of devotion.

83Uskā phal us hī janm mē̃ vā dūsrē janm mē̃ alpkāl kē liē mil jātā hai .

85You receive the temporary fruit in that same birth or in the next birth for what you have done.

84Tīrtha yātrā par jātē haĩ , kuchh samay tō pavitra rahtē haĩ , pāp nahī̃ kartē .

86When people go on a pilgrimage, they remain pure for that short time; they do not commit any sins.

85Dān puṇya bhī kartē haĩ , iskō kāg viṣhṭā K|kē samān sukh kahā jātā hai .

87They also give donations and perform charity. 88That is called happiness like the droppings of a crow.

86Yah tum bachchē hī samajh saktē hō kyōṅki tum bandar sē badal mandir lāyak banē hō .

89Only you children can understand this, because you have changed from monkeys into being worthy of living in a temple.

87Satyug mē̃ tum pārasbuddhi thē kyōṅki pārasnāth , pārasnāthinī kā rājya thā . 88Sōnē K|kē mahal thē .

90In the golden age you used to have divine intellects, because that was the kingdom of divine gods and goddesses; there were palaces of gold.

89Ab tō patthar hī patthar haĩ .

91Now, there is nothing but stone.

90Pārasbuddhi sē pattharbuddhi kaun banātē haĩ  ?

92Who changes your divine intellects into stone intellects?

915 vikār rūpī rāvaṇ .

93Ravan, the form of the five vices.

92Jab sab pattharbuddhi ban paṛtē haĩ tab hī phir pārasbuddhi banānē vālā bāp ātē haĩ .

94Only when everyone’s intellect has become stone does the Father make your intellects divine.

93Kitnā sahaj samajhkar samjhātē haĩ . 94Bīj aur jhāṛ .

95The knowledge of the Seed and the tree is explained and understood easily.

95Bākī detail tō samjhātē rahtē haĩ , samjhātē rahē̃gē .

96He explains the rest in detail and will continue to do so.

96Nutshell mē̃ kahtē haĩ bāp kō yād karō , jissē varsā miltā hai .

97In a nutshell, He says: Remember the Father, the One from whom you receive your inheritance.

97Mātā kō yād karnē key|kī jarūrat nahī̃ .

98It is not necessary to remember the mother.

98Bāp kahtē haĩ bachchē mujhē yād karō tō jarūr bachchō̃ nē mātā sē janma liyā hōgā  ?

99The Father says: Children, remember Me! 100Surely, children, you must have taken birth through a mother.

99Janma liyā , bāp sē varsā lēnē kē liē .

101You took birth in order to claim your inheritance from the Father.

100Tō is mātā kō bhī chhōṛō , sab dēhdhāriyō̃ kō chhōṛō kyōṅki ab varsā bāp sē lēnā hai .

102Put aside this mother and put aside all bodily beings, because you have to claim your inheritance from the Father.

101Ab bachchē samajh gayē haĩ ki ham ātmā rūhānī bāp K|kē bachchē haĩ aur phir jismānī māt-pitā K|kē bhī bachchē banē haĩ .

103You children now understand that, as well as being children of physical parents, you souls are also children of the spiritual Father.

102Vah bēhad kā bāp naī sr̥iṣhṭi rachtē haĩ .

104That unlimited Father creates the new world.

103Bhārat svarg thā nā .

105Bharat was heaven.

104Yah lakṣhmī-nārāyaṇ svarg K|kē mālik thē , ab nahī̃ haĩ .

106Lakshmi and Narayan were the masters of heaven; they are not that now.

105Bēhad kā bāp samjhātē haĩ - tum her|har janm mē̃ had kā varsā lētē āyē hō . 106Nark mē̃ tō hai hī had kā varsā .

107The unlimited Father explains that you have been receiving limited inheritances every birth because there are only limited inheritances in hell.

107Svarg mē̃ had kā varsā nahī̃ kahē̃gē .

108In heaven, an inheritance will not be called limited.

108Vah hai bēhad kā varsā kyōṅki bēhad K|kē arthāt sārē sr̥iṣhṭi K|kē mālik haĩ aur kōī dharm nahī̃ hai .

109Those inheritances are unlimited because you become masters of the unlimited, that is, of the entire world. 110There are no other religions there.

109Had kā varsā śhurū hōtā hai dvāpar sē . 110Satyug mē̃ hai bēhad kā .

111Limited inheritances start in the copper age whereas in the golden age they are unlimited.

111Tum prālabdh bhōgtē hō .

112There, you enjoy the reward.

112Vahā̃ tumkō bēhad key|kī bādśhāhī hai .

113There, you have the unlimited kingdom.

113Yathā rājā rānī tathā prajā . 114Prajā bhī kahēgī ham sārē sr̥iṣhṭi K|kē mālik haĩ .

114As are the king and queen, so the subjects; the subjects too would say that they are masters of the entire world.

115Abhī tō prajā aisē nahī̃ kahēgī ki ham sārē sr̥iṣhṭi K|kē mālik haĩ .

115People at present do not say that they are masters of the entire world.

116Abhī tō hadē̃ lagī paṛī haĩ .

116Now, there are a lot of limitations.

117Vah kahtē haĩ hamārē pānī K|kē andar nahī̃ ā saktē , yah ṭukṛā hamārā hai . 118Vahā̃ prajā bhī kahēgī ham viśhva K|kē mālik haĩ . 119Hamārē mahārājā mahārānī lakṣhmī-nārāyaṇ bhī viśhva K|kē mālik .

117They say: You cannot enter our water; this is our land. 118There, even the subjects will say that they are masters of the entire world, that their empress and emperor, Lakshmi and Narayan, are also the masters of the world.

120Yah abhī ham samajhtē haĩ ki vahā̃ ēk hī rājya rahtā hai .

119We now understand that there will only be one kingdom there.

121Vah hai bēhad key|kī bādśhāhī .

120That sovereignty is unlimited.

122Bhārat kyā thā , kiskī buddhi mē̃ bhī nahī̃ hai .

121It is not in anyone’s intellect what Bharat was like previously.

123Tum bachchō̃ kō ab śhikṣhā miltī hai ki bēhad K|kē bāp sē varsā lō|low .

122You children are now receiving instructions to take your inheritance from the unlimited Father.

124Ham kahtē haĩ tō jarūr ham lē rahē haĩ .

123We are saying this, and we must therefore definitely be claiming it.

125Bēhad kā bāp hai hī svarg kā rachayitā .

124The unlimited Father is the Creator of heaven.

126Gāyā bhī jātā hai 21 pīṛhī rājya-bhāgya .

125“Fortune for 21 generations” has been remembered.

127Pīṛhī kyō̃ kahtē haĩ  ?

126Why is the word ‘generations’ used?

128Kyōṅki vahā̃ būṛhē hōkar marē̃gē . 129Vahā̃ akālē mr̥iityu nahī̃ hōgā .

127Because, you only die when you are old there; there is no untimely death.

130Mātāyē̃ kabhī vidhvā nahī̃ banē̃gī .

128Women never become widows there.

131Rōnā pīṭnā nahī̃ hōgā .

129There is no weeping or wailing there.

132Yahā̃ tō kitnā rōtē pīṭtē haĩ .

130Here, there is so much weeping and wailing.

133Vahā̃ bachchō̃ kō bhī rōnē key|kī darkār nahī̃ .

131Even babies there don’t cry.

134Yahā̃ tō bachchō̃ kō rulātē rahtē haĩ ki mukh baṛā hō .

132Here, they purposely make babies cry so that their lungs can expand.

135Vahā̃ aisī bāt nahī̃ .

133There is no such thing there.

136Yah tō sab bachchē samajhtē haĩ ki ham abhī bēhad K|kē bāp sē kalp pahlē misal varsā lē rahē haĩ .

134All of you children understand that we are claiming our inheritances from the unlimited Father just as we did in the previous cycle.

13784 janm pūrē huē , ab jānā hai .

135Eighty four births are now ending and it is time to return.

138Nirantar bāp aur varsē kō yād karnē sē vikarma vināśh hōṅgē .

136Your sins will only be absolved by constantly remembering the Father and the inheritance.

139Manmanābhav kā arth|earth kitnā sahaj hai .

137The meaning of ‘Manmanabhav’ is so easy!

140Gītā bhal jhūṭhī hai , parantu usmē̃ kuchh na kuchh tō sach hai nā .

138Although that Gita is false, there are a few things in it that are true.

141Mujh apnē bāp kō yād karō , śhrīkr̥iṣhṇa tō aisē nahī̃ kahē̃gē ki mujhē yād karō , tumkō mērē pās|pass ānā hai .

139Remember Me your Father! 140Shri Krishna doesn’t say: Remember me; you have to come to me!

142Paramātmā abhī sarv ātmāō̃ kō kahtē haĩ ki tum sabhī ātmāō̃ kō machchharō̃ sadr̥iśhya ānā hai .

141The Supreme Soul now tells you souls: All of you souls have to return like a swarm of mosquitoes.

143Tō jarūr ātmā , paramātmā bāp kō hī follow karēgī .

142So, souls will definitely follow The Father, the Supreme Soul.

144Śhrīkr̥iṣhṇa aisē nahī̃ kahē̃gē ki mujh ātmā kō yād karō .

143Shri Krishna is a bodily being; he wouldn’t say: Remember me, the soul!

145Unkā nām hī kr̥iṣhṇa hai .

144His name is Krishna.

146Ātmā kōī bhī nahī̃ kah saktī , ātmāyē̃ sabhī bhāī haĩ .

145No soul can say this, because all souls are brothers.

147Yah tō bāp kahtē haĩ maĩ nirākār hū̃ , mujh param ātmā kā nām hai śhiv .

146The Father says: I am incorporeal. 147My name is Shiva.

148Tō śhrīkr̥iṣhṇa kaisē kahē̃gē , unkō tō śharīr hai .

148How could Shri Krishna say this? 149He has a body.

149Śhivbābā kō tō apnā śharīr hai nahī̃ .

150Shiv Baba doesn’t have a body of His own.

150Śhivbābā kahtē haĩ bachchē tumhē̃ bhī pahlē apnā śharīr nahī̃ thā .

151Shiv Baba says: You children didn’t have bodies at first either.

151Tum ātmā nirākār thī , phir śharīr liyā hai .

152You souls were incorporeal and you then adopted bodies.

152Ab tumkō drama K|kē ādi madhya ant key|kī smr̥iti āī hai .

153You are now aware of the beginning, the middle and the end of the drama.

153Bāp sr̥iṣhṭi kaisē , kab aur kyō̃ rachtē haĩ  ?

154How, when and why does the Father create the world?

154Sr̥iṣhṭi tō hai nā . 155Gāyan bhī hai brahmā dvārā naī sr̥iṣhṭi key|kī rachnā key|kī .

155The world already existed, yet it is also remembered that a new world was made through Brahma.

156Tō jarūr purānī sr̥iṣhṭi sē hī naī sr̥iṣhṭi key|kī rachnā kartē hōṅgē .

156Therefore, He definitely made it out of the old world.

157Kahtē bhī haĩ manuṣhya sē dēvtā banāyā .

157It is also said that human beings were made into deities.

158Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō is paṛhāī sē manuṣhya sē dēvtā banātā hū̃ .

158The Father says: I change you from human beings into deities through this study.

159Pūjya dēvtā thē , phir pujārī ban gayē hō .

159You were worthy-of-worship deities and you then became worshippers.

160Manuṣhya tō samajhtē nahī̃ ki 84 janm kaisē lētē haĩ .

160People do not understand how 84 births are taken.

161Kyā sabhī 84 janma lē̃gē  ?

161Will everyone take 84 births?

162Sr̥iṣhṭi vr̥iddhi kō prāpt kartī rahtī hai . 163Tō sabhī kaisē 84 janma lē̃gē  !

162The population of the world continues to increase, so how could everyone take 84 births?

164Jarūr jō pīchhē āyēṅgē unkē janm kam hōṅgē .

163Surely, those who come later in the cycle take fewer births.

16525-50 varṣh K|kē andar 84 janm kaisē lē̃gē  ?

164How could anyone take 84 births within 25 to 50 years?

166Yah hai svadarśhan chakra . 167Unhōnnē phir svadarśhan chakra kō ēk hathiyār kā rūp banā diyā hai .

165This is the discus of self-realisation, but they have portrayed this discus of self-realisation as a weapon.

168Ab tum ātmāō̃ kō yah smr̥iti āī hai ki hamnē 84 janm aisē-aisē bhōgē .

166You souls are now aware of how you have gone through 84 births.

169Abhī chakra pūrā hōtā hai , phir sē drama kō repeat karnā hai .

167The cycle is now coming to an end; the drama is about to repeat.

170Pahlē-pahlē ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm jarūr chāhiē , jō prāyaḥlōp hō gayā hai .

168The original eternal deity religion that disappeared is now needed again.

171Manuṣhya kahtē haĩ hē god father rahm karō .

169Human beings say: O God, the Father, have mercy!

172Tō bāp kahtē haĩ - achchhā tumkō duḥkh sē liberate kar sukhī banātā hū̃ .

170The Father says: Achcha, I liberate you from sorrow and make you happy.

173Bāp kā kām hī hai sabkō sukhī banānā , isliē maĩ kalp-kalp ātā hū̃ , ākar bhārat kō hīrē jaisā banātā hū̃ .

171The Father’s task is to make everyone happy. 172That is why I come every cycle and make Bharat like a diamond.

174Bahut sukhī banātā hū̃ . 175Bākī sabkō muktidhām bhēj dētā hū̃ .

173I make you all very happy and send all the rest to the land of liberation.

176Bhakta chāhtē bhī haĩ bhagvān sē milnē kyōṅki sukh kē liē tō sannyāsiyō̃ nē kah diyā hai ki yah kāg viṣhṭā samān sukh hai aur dūsrā phir kahtē is drama K|kē khēl mē̃ phir āyē̃ hī nahī̃ . 177Mōkṣh kō pā lē̃ .

174Devotees also want to meet God so that they can be happy, but sannyasis have already said that happiness is like the droppings of a crow. 175The other thing they say is that they do not want to return and act in this drama; they want eternal liberation.

178Ab mōkṣh tō milnā nahī̃ hai . 179Yah hai banā banāyā drama .

176However, they cannot receive eternal liberation; this drama is predestined.

180Sārē sr̥iṣhṭi key|kī history-geography kō tum bachchē abhī jāntē hō ki yah kaisē chakra lagātī hai .

177You children now understand the history and geography of the entire world and how the cycle turns.

181Jiskō hī svadarśhan chakra kahā jātā hai .

178This is also called the cycle of self-realisation.

182Yah jō dikhātē haĩ svadarśhan chakra sē sabhī K|kē sir kāṭē . 183Kaṅs badh kā nāṭak dikhātē haĩ .

179They portray everyone’s head being cut off by a discus, and they also show a play about the beheading of Kans.

184Aisē kuchh bhī hai nahī̃ .

180However, there is no such thing.

185Yahā̃ hiṅsā key|kī bilkul bāt hī nahī̃ .

181Here, there is no violence. 182This is a study.

186Yah tō paṛhāī hai . 187Paṛhnā hai , bāp sē varsā lēnā hai .

183You have to study and claim your inheritance from the Father.

188Bāp sē varsā lēnē kē liē kiskō katal kartē haĩ kyā  ? 189Vah hōtā hai had kā varsā , yah hai bēhad K|kē bāp sē bēhad kā varsā lēnā .

184No one there murders his father in order to claim an inheritance; those inheritance are limited, whereas here, the inheritance you claim from the unlimited Father are unlimited.

190Gītā mē̃ laṛāī ādi key|kī kitnī bātē̃ likh dī haĩ .

185They have mentioned so many things about wars etc. in the Gita.

191Vah tō kuchh bhī haĩ nahī̃ .

186There is nothing like that.

192Pāṇḍavō̃ key|kī laṛāī vāstav mē̃ kōī kē sāth hai nahī̃ .

187In fact, the Pandavas do not fight anyone.

193Yah tō yōgbal sē bēhad K|kē bāp sē tum bachchē varsā lē rahē hō , naī duniyā kē liē .

188It is through the power of yoga that you children claim your inheritance of the new world from the unlimited Father.

194Ismē̃ laṛāī kī kōī bāt nahī̃ .

189There is no question of a war.

195Achchhā  !

190Achcha.

196Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

191To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

197Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

192The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

198Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

193Essence for dharna:

1991 ) bāp sē 21 pīṛhī kā varsā lēnē kē liē nirantar bāp aur varsē kō yād karnē kā puruṣhārth karnā hai .

194 1. In order to claim your inheritance for 21 generations, constantly make effort to remember the Father and the inheritance. 195Do not remember any bodily beings. 196 2.

200Kisī bhī dēhdhārī kō yād nahī̃ karnā hai . 2012 ) buddhi mē̃ svadarśhan chakra phirātē rahnā hai .

197 3. Make your intellect continue to spin the discus of self-realisation: We were worthy of worship and we then became worshippers.

202Ham pūjya thē , phir pujārī banē̃ , 84 janmō̃ kā chakra pūrā kiyā , phir sē drama repeat hōnā hai , hamē̃ pujārī sē pūjya bannā hai - yah smr̥iti hī svadarśhan chakra hai .

198We have completed the cycle of 84 births and the drama is now about to repeat again. 199From being worshippers, we have to become worthy of worship. 200To have this awareness means to spin the discus of self-realisation.

Blessing

203Vardān  : samāntā dvārā samīpatā key|kī seat lē first division mē̃ ānē vālē vijayī ratna bhav

201Blessing: May you be a victorious jewel who enters the first division by taking a close seat through being equal.

204Samay key|kī samīpatā K|kē sāth-sāth ab svayã kō bāp K|kē samān banāō .

202 Because of the closeness of time, now make yourself equal to the Father.

205Saṅkalp , bōl , karma , saṅskār aur sēvā sabmē̃ bāp jaisē samān bannā arthāt samīp ānā .

203Become like the Father, that is, be close to Him in your thoughts, words, actions, sanskars and service.

206Her|har saṅkalp mē̃ bāp kē sāth kā , sahyōg kā , snēh kā anubhav karō .

204Experience the Father’s company, co-operation and love in your every thought.

207Sadā bāp kē sāth aur hāth mē̃ hāth key|kī anubhūti karō tō first division mē̃ ā jāyēṅgē .

205Constantly experience the Father’s company and feel your hand in His hand and you will enter the first division.

208Nirantar yād aur sampūrṇ snēh ēk bāp sē hō tō vijay mālā K|kē vijayī ratna ban jāyēṅgē .

206Have constant remembrance and total love for the one Father and you will become a victorious jewel in the garland of victory.

209Abhī bhī chance hai , toolate kā board nahī̃ lagā hai .

207Even now you still have a chance, the board of “Too late” has not yet been put up.

Slogan

210Slōgan  : sukhdātā ban anēk ātmāō̃ kō duḥkh aśhānti sē mukt karnē key|kī sēvā karnā hī sukhdēv bannā hai .

208Slogan: To be a bestower of happiness and do the service of liberating many souls from sorrow and peacelessness is to be a Sukhdev (a bestower of happiness).

209*** Om Shanti ***