शुक्रवार 3 फ़रवरी 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

003-02-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 03/02/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - nar sē nārāyaṇ bannē kē liē perfect brāhmaṇ banō , sachchā brāhmaṇ vah jismē̃ kōī bhī vikār rūpī duśhman na hō ' '

1Essence: Sweet children, in order to become Narayan from an ordinary human, become a perfect Brahmin. 2A true Brahmin is one who has no enemy, no vice, in him.

Question

2Praśhna  : bāp kā regard kin bachchō̃ kō prāpt hōtā hai  ? 3Samajhdār kaun haĩ  ?

3Question: Which children does the Father have regard for? 4Who are sensible?

Answer

4Uttar  : bāp kā regard unhē̃ miltā jō yagya kā har ēk kārya responsibility sē kartē haĩ . 5Kabhī gaphlat nahī̃ kartē .

5Answer: Those who carry out every task of the yagya with responsibility receive regard from the Father. 6They never make mistakes. 7They consider it their responsibility to be pure and to enable others to become pure and so they remain engaged in doing this service.

6Pāvan banānē key|kī responsibility samajh isī sēvā par tatpar rahtē haĩ .

8Their behaviour is very royal.

7Chalan bahut royal hai , kabhī nām badnām nahī̃ kartē .

9They never defame the Father's name.

8All-rounder haĩ .

10They are all-rounders.

9Samajhdār vah jō full pass hōnē key|kī kōśhiśh kartē haĩ .

11Sensible ones are those who try to pass fully.

10Kabhī duḥkhdāī nahī̃ bantē .

12They never cause sorrow for others.

11Kōī bhī ulṭā kārya nahī̃ kartē .

13They don't perform any wrong acts.

Song

12Gīt  : āj nahī̃ tō kal bikharē̃gē yah bādal …

14Song: If not today, then tomorrow, these clouds will disperse.

Murli

13Ōm śhānti .

15Om shanti.

14Yah bachchō̃ kō kaun direction dētē haĩ  ?

16Who is giving directions to you children?

15Bēhad kā bāp , jiskō bachchē itnā pitāvr̥tā hōkar yād nahī̃ kartē .

17The unlimited Father, whom the children don't remember with that much faith in the relationship of Father and child.

16Bāp kahtē haĩ bachchē ab vāpis ghar chalnā hai .

18The Father says: Children, you now have to return home.

17Bachchē kiskō kahtē haĩ  ?

19Whom does He call His children?

18Jō brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ haĩ unhō̃ kō bāp bachchē kahē̃gē kyōṅki unkī santān banē haĩ .

20The Father calls Brahmins, the mouth-born children, His children, because they have become His children.

19Bāp baiṭh samjhātē haĩ jab naī sr̥iṣhṭi rachnī hai tō purānī sr̥iṣhṭi key|kī ātmāō̃ kō ghar chalnā hai .

21The Father sits here and explains: When the new world is to be created, souls of the old world have to return home.

20Ab tum bachchē bāp aur bāp K|kē ghar kō jāntē hō .

22You children now know the Father and His home.

21Itnā jarūr hai kōī tō bāp kō achchhī rīti yād kartē haĩ .

23Some definitely remember the Father very well; they follow shrimat.

22Śhrīmat par chaltē haĩ , kōī dēh-abhimān K|kē kāraṇ yād nahī̃ kartē haĩ . 23Pāvan nahī̃ rahtē .

24Some don't remember the Father because of their body consciousness; they don't remain pure.

24Brāhmaṇ haĩ hī īśhvarīy santān , brahmā mukh vaṅśhāvalī .

25Brahmins, the mouth-born creation of Brahma, are the children of God.

25Rachayitā bāp gāyā jātā hai nā .

26The Father, the Creator, is remembered.

26Brahmā mukh kamal sē santān rachtē haĩ .

27Children are created through the lotus lips of Brahma.

27Tum bachchē jāntē hō barōbar ham īśhvar key|kī santān brahmā K|kē mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ banē haĩ .

28You children know that you have truly become the children of God, Brahmins, who are the mouth-born creation of Brahma.

28Brāhmaṇ unkō kahā jātā hai jō pāvan rahtē haĩ .

29Those who remain pure are said to be Brahmins.

29Sārā madār hai hī pavitratā par .

30Everything depends on purity.

30Iskō kahā jātā hai apavitr patit duniyā .

31This is called an impure, sinful world.

31Manuṣhya mātra jō patit haĩ , vah pāvan kā arth|earth nahī̃ samajhtē .

32Human beings who are impure don't understand the meaning of being pure.

32Kaliyug patit duniyā , satyug pāvan duniyā hai - yah kōī bhī nahī̃ jāntē .

33The iron age is an impure world and the golden age is a pure world. 34No one knows this.

33Kaī tō kah dētē haĩ satyug trētā mē̃ bhī patit lōg haĩ .

35Some say that there are impure beings in the golden and silver ages.

34Sītā churāī gaī . . . . . yah huā pāvan duniyā key|kī glānī karnā .

36They say that Sita was abducted. 37That is defamation of the pure world.

35Jaisī dr̥iṣhṭi , vaisī sr̥iṣhṭi dēkhnē mē̃ ātī hai .

38As is their vision, so is the world they see.

36Pāvan duniyā mē̃ bhī patit haĩ tō kyā bāp nē patit duniyā rachī  ?

39If there are impure beings even in that pure world, is it that the Father created an impure world?

37Bāp tō pāvan duniyā hī sthāpan kartē haĩ .

40The Father establishes a pure world.

38Gāyā bhī hai patit-pāvan āō , ākar is sr̥iṣhṭi kō , usmē̃ bhī khās bhārat kō pāvan banāō .

41It is remembered: O Purifier, come! 42Come and make this world, and especially Bharat, pure!

39Ab yah brahmākumār-kumārī nām paṛtā hī un par hai jō pāvan hōkar rahtē haĩ .

43The names “Brahma Kumars and Kumaris” are given to those who remain pure.

40Patit kō brāhmaṇ brāhmaṇī vā be|B . K|kē . kah nahī̃ saktē .

44Those who are impure cannot be called Brahmins or Brahma Kumars or Kumaris.

41Vah haĩ hī kukh vaṅśhāvalī . 42Tum brāhmaṇ hō brahmā mukh vaṅśhāvalī .

45Those brahmins are created through vice, whereas you Brahmins are a mouth-born creation.

43Brahmā kukh vaṅśhāvalī tō nahī̃ kahā jātā .

46It is not said: The creation of Brahma, born through vice.

44Vah haĩ hī patit .

47They are impure.

45Ab tum īśhvarīy santān banē hī isliē hō ki pāvan duniyā K|kē mālik banē̃ .

48You have now become God's children in order to become the masters of the pure world.

46Brāhmaṇ brāhmaṇī athavā brahmākumār kumārī kahlākar yadi patit hōtē haĩ yā vikār mē̃ jātē haĩ tō vah be|B . K|kē . nahī̃ huē .

49If, after being called Brahmins or Brahma Kumars and Kumaris, you still become impure or indulge in vice, then you are not a BK.

47Brāhmaṇ kabhī vikār mē̃ nahī̃ jātē .

50Brahmins never indulge in vice.

48Vikār mē̃ jānē vālē kō śhūdra kahā jātā hai .

51Those who indulge in vice are called shudras.

49Īśhvar key|kī aulād bantē hī isliē haĩ ki īśhvar sē ham rājya bhāgya lēvē̃ .

52You become God's children in order to claim your fortune of the kingdom from Him.

50Rājāī kā varsā lēnē kē liē puruṣhārth karnā chāhiē .

53You should make effort to claim your inheritance of the kingdom.

51Lakṣhya rakhnā hai ki ham nar sē nārāyaṇ banē̃ .

54Keep the aim of changing from an ordinary human into Narayan.

52Tum bachchē jāntē hō ki number one hai kām .

55You children know that the number one vice is lust.

53Second number hai krōdh .

56The second number is anger.

54Krōdh ādi kā bhūt rah jātā hai tō vah pūrē varsē K|kē lāyak nahī̃ bantē .

57If the evil spirits of anger etc. still remain, you don't become worthy of claiming the full inheritance.

55Kahā jātā hai yah kām vā krōdh K|kē bhūtavaś , parvaśh hō gayā .

58It is then said: You are influenced by the evil spirits of lust and anger; you are under their influence.

56Bāp kō yād na karnē kāraṇ rāvaṇ K|kē vaśh hō jātē haĩ .

59Because of not remembering the Father, you become influenced by Ravan.

57Aisē krōdhī vā kāmī nar sē nārāyaṇ pad pā nahī̃ saktē .

60Those who are angry or lustful cannot claim a Narayan status.

58Yahā̃ chāhiē perfect brāhmaṇ .

61Here, perfect Brahmins are needed.

59Bāp samjhātē haĩ pahlē number kā bhūt ātā hai dēh-abhimān .

62The Father explains that the foremost evil spirit is body consciousness.

60Agar dēhī-abhimānī hō bāp kō yād kartē rahē̃ tō bāp madad bhī karē .

63If you remain soul conscious and continue to remember the Father, He also helps.

61Jō jitnā yād kartē haĩ utnī unkō madad miltī hai .

64To the extent that you remember Him, so accordingly you receive His help.

62Brāhmaṇ sachchā vah jismē̃ yah vikār rūpī duśhman na hō .

65A true Brahmin is one who doesn't have an enemy of any vice.

63Mukhya dēh-abhimān K|kē kāraṇ hī aur aur duśhman ātē haĩ .

66It is because of the main vice of body consciousness that other enemies come.

64Yah bhārat śhivālay thā tab duḥkh key|kī kōī bāt nahī̃ thī . 65Yah manuṣhyō̃ kō patā nahī̃ hai .

67This Bharat was Shivalaya and there was no question of sorrow at that time, but people don't know this.

66Vah tō kah dētē haĩ māyā bhī hai hī , īśhvar bhī hai hī .

68They simply say: Maya exists all the time and God exists all the time.

67Arē īśhvar apnē samay par ātā , māyā apnē samay par ātī .

69Oh! but God comes at His own time and Maya comes at her own time.

68Ādhākalp hai īśhvarīy rājya , ādhā-kalp hai māyā kā rājya .

70For half a cycle, there is God's kingdom and for half a cycle, there is Maya's kingdom.

69Yah samjhānī śhāstrō̃ mē̃ nahī̃ hai .

71This explanation is not in the scriptures.

70Vah hai hī bhakti mārg .

72That is the path of devotion.

71Gyān kā sāgar ēk hī bāp hai jiskō patit-pāvan kahā jātā hai .

73Only the one Father is the Ocean of Knowledge. 74He is also called the Purifier.

72Jō bāp kō yād nahī̃ kartē haĩ unsē patit kām jarūr hōtē hī rahē̃gē .

75Those who don't remember the Father definitely continue to perform impure acts.

73Unkō brāhmaṇ brāhmaṇī kah nahī̃ saktē .

76They cannot be called Brahmins.

74Baṛī sūkṣhma bātē̃ haĩ .

77These matters are very subtle.

75Śhivbābā ( dādē ) kō yād nahī̃ karē̃gē tō varsā kahā̃ sē milēgā .

78If you don't remember Shiv Baba, the Grandfather, how would you receive the inheritance?

76Phir unkō is purānī duniyā K|kē mitra-sambandhī ādi yād ātē haĩ .

79Such ones then continue to remember their old friends and relatives of this old world.

77Achchhī rīti bāp kō yād karē̃gē tō bāp bhī madad dēgē .

80If you remember the Father very well, He will also help you.

78Tum kahā̃ murlī chalānē mē̃ mūñjh jāyēṅgē tō bhī śhivbābā pravēśh kar āē murlī chalāyēṅgē .

81If you sometimes become confused while reading a murli, Shiv Baba will come and speak the murli.

79Bachchō̃ kō patā nahī̃ paṛtā ki śhivbābā ākar madad kartē haĩ .

82Some children don't even realise when Shiv Baba came and helped.

80Samajhtē haĩ hamnē āj achchhī murlī chalāī .

83They feel that they read the murli very well.

81Arē āj achchhī chalāī , kal kyō̃ nahī̃ chalātē thē . 82Tumkō yah bhī patā thōṛēhī paṛtā hai - śhivbābā bōltē haĩ yā brahmā bōltē haĩ  !

84Oh! you read the murli very well today; why couldn't you have done that yesterday? 85You can't even tell if it is Shiv Baba speaking or Brahma Baba speaking.

83Śhivbābā kahtē haĩ - bachchē , tum mērī īśhvarīy aulād hō , mērē kō yād karō .

86Shiv Baba says: Children, you are My Godly children. 87Remember Me!

84Aisē aur kōī kah na sakē .

88No one else can say this.

85Maĩ hī inmē̃ pravēśh kar kah saktā hū̃ .

89I alone enter this one and say this.

86Maĩ gyān sāgar hū̃ nā .

90I am the Ocean of Knowledge.

87Tum gyānī tū ātmā ban rahē hō .

91You are becoming knowledgeable souls.

88Tō jō bāp sē yōg rakhtē haĩ tō bāp bhī ākar madad kartē haĩ .

92The Father helps those who have yoga with Him.

89Dēh-abhimānī yād thōṛēhī karē̃gē .

93Those who are body conscious will not remember Him.

90Bāp kō jarūr yād karnā hai .

94You definitely have to remember the Father.

91Ahaṅkār nahī̃ ānā chāhiē - mainnē achchhī murlī chalāī .

95There mustn't be any arrogance of “I read the murli very well.”

92Nahī̃ , samajhnā chāhiē śhivbābā nē ākar murlī chalāī .

96No. 97You should realise that Shiv Baba came and spoke the murli.

93Ghaṛī-ghaṛī śhivbābā kō yād karnā chāhiē .

98You should repeatedly remember Shiv Baba.

94Bahut bachchē haĩ jō pūrā yād nahī̃ kartē haĩ tō karmabhōg miṭtā nahī̃ .

99Many children don't remember Baba fully and so their suffering of karma doesn't end.

95Bīmāriyā̃ ā jātī haĩ .

100They become ill and their sins are not absolved.

96Vikarma vināśh nahī̃ hōtē haĩ .

101You children have to have yoga with the Father.

97Bachchō̃ kō bāp kē sāth yōg lagānā hai .

102We are Raja Yogis. 103We have to claim our inheritance from our Father.

98Ham rājyōgī haĩ . 99Bāp sē rājāī lēnī hai .

104We will change from an ordinary human into Narayan.

100Ham nar sē nārāyaṇ banē̃gē . 101Dil mē̃ samajhnā hai maĩ itnā paṛhtā hū̃ jō sūryavanśhī mē̃ jāū̃ .

105You should understand in your hearts whether you are studying sufficiently to become part of the sun dynasty.

102Aisē nahī̃ , pahlē dās-dāsī ban phir rājāī pāvē̃ .

106It shouldn't be that you first become maids or servants and that you then claim a kingdom.

103Bāp kō yād karnē sē bāp key|kī madad milēgī .

107By remembering the Father, you will receive His help.

104Nahī̃ tō kuchh na kuchh pāp , nuksān ādi hōtā hai .

108Otherwise, one sin or another is committed and damage is done.

105Vah duḥkhdāī bahut bantē haĩ .

109They cause a lot of sorrow.

106Lakṣhmī-nārāyaṇ tō sukhdāī haĩ nā .

110Lakshmi and Narayan are bestowers of happiness.

107Samajhdār bachchē kōśhiśh karē̃gē full pass hōnē key|kī .

111Sensible children will try to pass fully.

108Aisē nahī̃ , jō milā sō ṭhīk .

112You shouldn't be satisfied with whatever you receive.

109Her|har bāt mē̃ all-round puruṣhārth karnā chāhiē .

113You have to make all-round effort in every aspect.

110Aisē bhī nahī̃ ki yah kām inkā hai ham kyō̃ karē̃ , bābā all-round kām kartē haĩ nā .

114You shouldn't even feel: This is that one's work and so why should I do it? 115Baba does all-round work.

111Bachchō̃ key|kī chalan ṭhīk nahī̃ rahtī tō phir nām badnām karātē haĩ .

116If the children's behaviour is not right, they defame Baba's name.

112Bāp kahtē haĩ mērā bankar aur phir ulṭā kām kartē tō pad bhraṣhṭa hō jātā hai .

117The Father says: If, after belonging to Me, you act wrongly, your status is destroyed.

113Aisē mat samjhō ki yah brahmā bābā direction dētē haĩ .

118Don't think that it is Brahma Baba who is giving directions.

114Śhivbābā yād rahnā chāhiē .

119You should remember Shiv Baba.

115Bachchō̃ kō samajhnā hai duniyā kō pāvan banānē kā bōjhā sir par hai .

120You children understand that you have the burden on your heads of purifying the world.

116Ham responsible haĩ .

121We are responsible.

117Bhārat kō pāvan banānē key|kī bahut baṛī responsibility hai .

122The responsibility of purifying Bharat is very big.

118Yagya kā har ēk kārya responsibility sē karnā hai .

123You have to perform every task of the yagya with responsibility.

119Kōī ġaphlat na hō tab bābā bhī regard dēgē .

124When you make no mistakes, Baba will give you regard.

120Nahī̃ tō dharmarāj aisī sajā khilātē haĩ jō kabhī jēl mē̃ bhī nahī̃ khāī hōgī isliē bāp kahtē haĩ vināśh hōnē K|kē pahlē sab vikarma yōg sē bhasma karō .

125Otherwise, Dharamraj will give such punishment you would never have experienced even in jail. 126Therefore, the Father says: Have all your sins burnt away with yoga before destruction takes place.

121Nahī̃ tō janma-janmāntar K|kē vikarmō key|kī sajā dharmarājpurī mē̃ bahut khānī paṛēgī isliē ġaphlat mat karō .

127Otherwise, there will have to be punishment in the land of Dharamraj for the sins of many births. 128Therefore, do not make mistakes!

122Yah antim janm hai .

129This is your final birth.

123Phir tō jāyēṅgē hī svarg mē̃ .

130You will then go to heaven.

124Mōchrē khākar phir prajā pad pānā iskō puruṣhārth nahī̃ kahā jātā .

131To experience a beating and then claim the status of a subject is not called making effort.

125Us samay trāhi-trāhi karnā paṛēgā .

132At that time, you will have to cry out in distress.

126Yah bhī bāp sākṣhātkār karāyēṅgē ki bār-bār samjhāyā thā , brāhmaṇ bannā kōī māsī kā ghar nahī̃ hai .

133The Father will grant you visions of how He had repeatedly explained to you. 134To become a Brahmin is not like going to your aunty's home!

127Īśhvar kā bachchā bantē hō tō phir kōī vikār nahī̃ hōnā chāhiē .

135You have become the children of God and so you shouldn't indulge in vice.

128Ismē̃ bhī kām mahāśhatru hai .

136Lust is the greatest enemy in this.

129Jō kām vaśh hō jātē haĩ unhē̃ brāhmaṇ nahī̃ kah saktē .

137Those who are influenced by vice cannot be called Brahmins.

130Māyā bahut pichāṛēgī parantu karmēndriyō̃ sē kōī kām nahī̃ karnā hai .

138Maya will make you fall a great deal, but you mustn't perform any wrong actions with your physical organs.

131Familiarity kā halkā naśhā - yah bhī māyā kā naśhā hai .

139Even the slightest intoxication of familiarity is the intoxication of Maya.

132Bābā nē samjhāyā hai issē bhī bōjhā chaṛh jāyēgā .

140Baba has explained: Even through that your burden will be increased.

133Tum vyabhichārī ban gayē .

141You have become adulterated.

134Īśhvarīy aulād mē̃ yah kām-krōdh ādi śhaitān thōṛēhī hōtē haĩ .

142God's children don't have the evil spirits of lust or anger in them.

135Vah śhaitānī āsurī guṇ haĩ .

143Those are devilish traits.

136Bahut haĩ jō īśhvar K|kē bantē phir māyā K|kē banantī hō jātē haĩ .

144Many belong to God and then belong to Maya; they become body conscious.

137Dēh-abhimān mē̃ ā jātē haĩ . 138Bāp key|kī śhrīmat par chalnā hai tab responsible vah rahē̃gē .

145Follow the Father's shrimat; only then will He remain responsible.

139Brahmā key|kī mat bhī gāī huī hai .

146The directions of Brahma are also remembered.

140Inkī mat par chalnē sē bhī responsible bāp hō jāyēgā .

147When you follow his directions, the Father still becomes responsible.

141Tō kyō̃ na apnē sē responsibility utār dēnī chāhiē .

148Therefore, you should remove the responsibility from yourselves.

142Bāp-dādā , dōnō̃ key|kī mat maśhhūr hai .

149The directions of both Bap and Dada are very well known.

143Mātā key|kī mat par bhī chalnā chāhiē kyōṅki mātā gurū bantī hai .

150You should also follow the directions of the mother, because the mother becomes the guru.

144Vah māt-pitā alag haĩ .

151That mother and father are separate.

145Is samay mātā kō gurū banānē kā silasilā chaltā hai .

152This is the time when the mother is made a guru.

146Tum puruṣhārth kar rahē hō śhivālay kē liē .

153You are making effort for Shivalaya.

147Satyug kō śhivālay kahā jātā hai .

154The golden age is called Shivalaya.

148Paramātmā kā accurate nām śhiv hai .

155The accurate name of God is Shiva.

149Śhivjayantī hī gāī jātī hai .

156Shiva Jayanti is remembered.

150Śhiv kō kalyāṇkārī kahā jātā hai , vah hai bindī .

157Shiva is said to be the Benefactor; He is a point.

151Parampitā paramātmā kā rūp hai hī star .

158The form of the Supreme Father, the Supreme Soul, is a star.

152Sōnē athavā chāndī kā chhōṭā star banākar ṭīkā bhī lagātē haĩ .

159People make a golden or silver star and apply it like a tilak.

153Vāstav mē̃ vah accurate ṭhīk hai aur star rahtā bhī bhrakuṭī mē̃ hai .

160In fact, that is accurate and is fine, because a star resides in the forehead.

154Parantu manuṣhyō̃ kō gyān nahī̃ hai .

161However, they don't have knowledge.

155Kōī phir triśhūl dētē haĩ .

162Some even apply the symbol of a trident.

156Trinētrī , trikāldarśhī key|kī niśhānī yānī divya dr̥iṣhṭi , divya buddhi key|kī niśhānī dētē haĩ .

163That is the symbol of the third eye and the three aspects of time, that is, it is the symbol of divine vision and a divine intellect.

157Abhī tum bachchō̃ kō in bātō̃ kā gyān hai .

164You children now have knowledge of these things.

158Tum chāhō tō star lagā saktē hō .

165You can apply a star, if you want.

159Apnī niśhānī saphēd star hai .

166Our symbol is a white star.

160Ātmā kā rūp bhī aisē star misal hai .

167The form of a soul is also like a star.

161Bāp sabhī rāz samjhātē haĩ .

168The Father explains all the secrets.

162Sāvadhānī bhī dētē haĩ .

169He also cautions you.

163Be|B . K|kē . vah jinkī pratigyā key|kī huī hai ki pāp kā kām kabhī nahī̃ karē̃gē .

170BKs are those who have promised the Father that they will not perform sinful actions.

164Yah yād rakhnā hai . 165Kiskī dil kō dukhānā nahī̃ hai .

171Remember that you mustn’t hurt anyone's heart.

166Agar dukhātē haĩ tō śhivbābā kā bachchā nahī̃ ṭhaharā|ṭhahrā .

172If you cause sorrow, you are not a child of Shiv Baba.

167Śhivbābā ātē hī haĩ sukh dēnē .

173Shiv Baba comes to give you happiness.

168Vahā̃ yathā rājā rānī tathā prajā - sabhī ēk dō kō sukh dētē haĩ .

174There, as are the king and queen, so the subjects; everyone gives happiness to one another.

169Yahā̃ sab sānvarē banē haĩ , kām kaṭārī chalātē rahtē haĩ .

175Here, all have become ugly. 176They continue to use the sword of lust.

170Yah hai hī ēk dō kō duḥkh dēnē key|kī duniyā .

177This is the world of causing sorrow for one another.

171Satyug hai ēk dō kō sukh dēnē key|kī duniyā .

178The golden age is the world of giving happiness to one another.

172Samjhānā chāhiē ki ham īśhvarīy santān banē haĩ . 173Ham kōī pāp nahī̃ kartē .

179You should explain that you have become the children of God and so you don't commit any sin.

174Nahī̃ tō puṇya ātmāō̃ key|kī duniyā mē̃ itnā pad pā nahī̃ sakē̃gē .

180Otherwise, you won't be able to claim a status in the world of charitable souls.

175Har ēk key|kī nabz sē patā paṛ saktā hai ki yah hamārē kul kā hai vā nahī̃ .

181You can tell from each one's pulse whether he or she belongs to your clan or not.

176Ham kahtē haĩ bhagvānuvāch tō gāyā huā hai ki ham tumkō rājyōg sikhlātē haĩ .

182We say: It is remembered that God says: I teach you Raja Yoga.

177Bhagvān tō ēk nirākār kō kahā jātā hai .

183Only the one incorporeal One is called God.

178Tō kab ākar rājyōg sikhlāyēṅgē  ?

184So, when will He come and teach Raja Yoga?

179Jarūr jab naī duniyā sthāpan hōgī .

185Surely, when the new world is being established.

180Naī duniyā kē liē jarūr purānī mē̃ ānā paṛē .

186For the new world, He definitely has to come into the old world.

181Bhagvānuvāch - ham tumkō rājyōg sikhātē haĩ .

187God speaks: I teach you Raja Yoga.

182Kahā̃ kē liē  ?

188For where?

183Kyā nark kē liē  ?

189Is it for hell?

184Pāvan duniyā kē liē .

190It is for the pure world.

185Bhagvānuvāch - maĩ tumkō rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .

191God speaks: I make you into the kings of kings.

186Batāō kab āyā thā , vah kaun thā phir kab āyēgā  ?

192Tell them when I came, who I am and when I will come again.

187Jarūr satyug kē liē hī sikhlāyēgā .

193He would definitely teach it for the golden age.

188Bahut sahaj hai . 189Parantu kiskī takdīr mē̃ nahī̃ hai tō buddhi mē̃ baiṭh nahī̃ saktā .

194It is so easy but, if it is not in someone's fortune, it cannot sit in his intellect.

190Jaisē tattē tavē . 191Phir samajhnā chāhiē yah hamārē sūrya-vanśhī , chandravanśhī rājāī kā nahī̃ hai bākī prajā tō bahut hī bannī hai .

195It would be like pouring water on to a hot griddle, in which case you have to understand that that one doesn't belong to your sun or moon dynasty kingdom, but that many subjects are to be created.

192Achchhā  !

196Achcha.

193Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē 5 hajār varṣh bād ākar milē hō bāp sē varsā lēnē , aisē bachchō̃ kō māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

197To the sweetest, beloved, long-lost children, those who have been found after 5000 years and who are claiming their inheritance from the Father, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

194Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

198The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

195Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

199Essence for dharna:

1961 ) kisī key|kī dil kō kabhī bhī dukhānā nahī̃ hai .

200 1. Never hurt anyone's heart.

197Pratigyā karnī hai kabhī kōī pāp kā kām nahī̃ karē̃gē . 198Sadā sukhdāī banē̃gē .

201Promise that you will never perform sinful actions and that you will become constant bestowers of happiness.

1992 ) karmēndriyō̃ sē kōī bhī ulṭā karma nahī̃ karnā hai .

202 2. Don't do anything wrong with your physical senses.

200Bāp aur dādā key|kī mat par chal apnā bōjh utār dēnā hai .

203Follow the directions of Bap and Dada and remove your burden.

Blessing

201Vardān  : amr̥itvēlē sē lēkar rāt tak maryādāpūrvak chalnē vālē maryādā puruṣhōttam bhav

204Blessing: May you become a most elevated being by doing everything according to the codes of conduct from amrit vela to night time.

202Saṅgamyug key|kī maryādāyē̃ hī puruṣhōttam banātī haĩ isliē maryādā puruṣhōttam kahā jātā hai .

205 The codes of conduct of the confluence age make you elevated. 206Therefore, such souls are called “maryada pushottam” (One who follows the highest codes of conduct and becomes most elevated being).

203Tamōguṇī vāyumaṇḍal , vibration sē bachnē kā sahaj sādhan yah maryādāyē̃ haĩ .

207The easy way to protect yourself from the tamoguni environment and vibrations is to follow the codes of conduct.

204Maryādāō̃ K|kē andar rahnē vālē mēhnat sē bach jātē haĩ .

208Those who stay within the line of the codes of conduct are saved from having to work hard.

205Her|har kadam kē liē bāpdādā dvārā maryādāyē̃ milī huī haĩ , usī pramāṇ kadam uṭhānē sē svataḥ hī maryādā puruṣhōttam ban jātē haĩ .

209You have received the codes of conduct from BapDada for every step you take and, by taking every step according to those, you automatically become maryada pushottam.

206Tō amr̥itvēlē sē rāt tak maryādāpūrvak jīvan hō tab kahē̃gē purūṣhōttam arthāt sādhāraṇ puruṣhō̃ sē uttam ātmāyē̃ .

210Let your life be according to the codes of conduct from amrit vela to night time and you will then be said to be a most elevated being, that is, one who is most elevated of all ordinary human beings.

Slogan

207Slōgan  : jō kisī bhī bāt mē̃ svayã kō mould kar lētē haĩ vahī sarv key|kī duāō̃ K|kē pātr bantē haĩ .

211Slogan: Those who are able to mould themselves to any situation become worthy of receiving everyone’s blessings.

212*** Om Shanti ***