मंगलवार 7 फ़रवरी 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
007-02-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 07/02/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
1 « mīṭhē bachchē - is samay tumhē̃ nirākārī mat mil rahī hai , gītā śhāstra nirākārī mat kā śhāstra hai , sākārī mat kā nahī̃ , yah bāt siddh karō ' '
1Essence: Sweet children, at this time you receive instructions from the incorporeal One. 2Prove that the Gita is the scripture based on the instructions of the incorporeal One, not the corporeal one.
2Praśhna : kaun see|sī|C guhya bāt baṛī yukti sē first class bachchē hī samjhā saktē haĩ ? 3Uttar : yah brahmā hī śhrīkr̥iṣhṇa bantē haĩ . 4Brahmā kō prajāpitā kahē̃gē śhrīkr̥iṣhṇa kō nahī̃ .
3Question: Which deep aspect can only first-class children explain very tactfully?
5Nirākār bhagvān nē brahmā mukh sē brāhmaṇ rachē haĩ .
4Answer: That it is this Brahma who becomes Shri Krishna.
6Śhrīkr̥iṣhṇa tō chhōṭā bachchā hai .
5Brahma is called Prajapita, (Father of People).
7Gītā kā bhagvān nirākār paramātmā hai .
6Shri Krishna cannot be called this.
8Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā nē puruṣhārth karkē yah prālabdh pāī .
7Incorporeal God created Brahmins through the mouth of Brahma. 8Shri Krishna was a small child.
9Yah bahut guhya bāt hai - jō first class bachchē hī yukti sē samjhā saktē haĩ .
9The God of the Gita is the incorporeal Supreme Soul. 10Shri Krishna soul made effort and claimed that status.
1020 nākhūn kā jōr dēkar yah bāt siddh karō tab service key|kī saphaltā hōgī .
11Only first-class children can explain this deep aspect tactfully.
11Gīt : kaun āyā mērē man K|kē dvārē …
12Apply the force of 20 nails and prove this because only then will service be successful. 13Song: Who has come wearing ankle bells to the door of my mind.
12Ōm śhānti .
14Om shanti.
13Bachchō̃ nē sunā yah āṅkh nahī̃ jān saktī hai , kiskō ?
15You children heard that these eyes cannot recognise Him.
14Bhagvān kō .
16Whom? 17God.
15Yah āṅkhē śhrīkr̥iṣhṇa kō tō jān saktī haĩ . 16Bākī bhagvān kō nahī̃ jān saktī .
18These eyes can recognise Shri Krishna, but they cannot recognise God.
17Ātmā hī paramātmā kō jān saktī hai .
19Only souls can know the Supreme Soul.
18Ātmā māntī hai ki hamārā parampitā paramātmā nirākār hai .
20The soul accepts that our Supreme Father, the Supreme Soul, is incorporeal.
19Nirākār hōnē kāraṇ , in āṅkhō̃ sē na dēkhnē kāraṇ itnī yād nahī̃ ṭhahartī .
21Because He is incorporeal and cannot be seen Him with these eyes, that remembrance doesn't stay.
20Yah nirākār bāp nirākārī bachchō̃ ( ātmāō̃ ) kō kahtē haĩ .
22The incorporeal Father says this to the incorporeal children, the souls.
21Tumkō nirākārī mat miltī hai .
23You are receiving instructions from the incorporeal One.
22Gītā śhāstra hai hī nirākārī mat kā . 23Sākārī mat kā nahī̃ hai .
24The Gita scripture is of instructions from the incorporeal One, not instructions from the corporeal one.
24Gītā dharmaśhāstra hai nā .
25The Gita is a religious scripture.
25Islāmiyō̃ ādi kā bhī dharm śhāstra hai .
26Those of Islam also have their religious scripture.
26Ibrāhim nē uchchārā , buddha nē , Christ nē uchchārā .
27Abraham spoke something, Christ spoke something, Buddha spoke something.
27Unhō̃ K|kē tō chitra haĩ .
28There are images of all of those.
28Gītā jō sarv śhāstramaī śhirōmaṇī hai , uskē liē manuṣhyō̃ nē śhrīkr̥iṣhṇa kā chitra dikhā diyā hai .
29For the Gita, which is the jewel of all scriptures, people have kept the image of Shri Krishna.
29Parantu bāp samjhātē haĩ yah wrong hai .
30However, the Father explains: That is wrong.
30Gītā mainnē uchchārī , mainnē rājyōg sikhlāyā aur svarg key|kī sthāpanā kī hai .
31I spoke the Gita. 32I taught you Raja Yoga and established heaven.
31Maĩ hū̃ nirākār parampitā paramātmā .
33I am the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.
32Maĩ tum sarv ātmāō̃ kā bāp manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hū̃ .
34I am the Father of all of you souls, the Seed of the human world tree.
33Mujhē hī vr̥ikṣhapati kahā jātā hai .
35I am called the Lord of the Tree.
34Śhrīkr̥iṣhṇa kō vr̥ikṣhapati nahī̃ kahē̃gē .
36Shri Krishna cannot be called the Lord of the Tree.
35Parampitā paramātmā hī manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp , creator hai .
37I am the Supreme Father, the Supreme Soul, the Seed of the human world tree and the Creator.
36Śhrīkr̥iṣhṇa kō creator nahī̃ kahē̃gē . 37Vah tō sirph daivī guṇ vālā manuṣhya hai .
38Shri Krishna cannot be called the creator; he is only a human being with divine virtues.
38Bhagvān hai ēk .
39God is only one.
39Śhrīkr̥iṣhṇa kō kōī sabhī kā paramātmā nahī̃ kah saktē .
40Krishna cannot be called the Supreme Soul of everyone.
40Bāp kahtē haĩ maĩ 5 hajār varṣh kē bād kalp K|kē saṅgam par ātā hū̃ .
41The Father says: I come after 5000 years at the confluence of the cycles.
41Maĩ sārē sr̥iṣhṭi kā bāp hū̃ , mujhē hī god father kahtē haĩ .
42I am the Father of the whole world. 43I am called God, the Father.
42Śhrīkr̥iṣhṇa kā nām dēnē sē parampitā paramātmā kō jān nahī̃ saktē .
44By mentioning Shri Krishna’s name, they cannot know the Supreme Father, the Supreme Soul.
43Yahī baṛī bhārī bhūl kar dī hai .
45This is a big mistake they have made.
44Gītā dvārā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm mainnē hī sthāpan kiyā hai .
46I established the original eternal religion through the Gita.
45Mujhē śhiv vā rūdra bhagvān kahā jātā hai aur kōī bhī sūkṣhma dēvtā kō vā manuṣhya kō bhagvān nahī̃ kahā jātā .
47I am called Shiva or Rudra, God. 48No subtle deity or human being can be called God.
46Lakṣhmī-nārāyaṇ ādi kōī kō bhī paramātmā nahī̃ kahā jātā hai .
49Neither Lakshmi nor Narayan etc. can be called God.
47Kahā jātā hai paramātmā ēk hai .
50It is said that God is only one.
48Bhagvānuvāch bhī hai tō jarūr bhagvān āyā hōgā aur ākarkē rājyōg sikhāyā hai .
51There are the versions of God and God must therefore have definitely come and taught Raja Yoga.
49Bāp kahtē haĩ kalp pahlē bhī mainnē tum bachchō̃ kō kahā thā .
52The Father says: I also told you children this in the previous cycle.
50Śhrīkr̥iṣhṇa kabhī bhī bachchē-bachchē nahī̃ kah saktē .
53Shri Krishna cannot say, "Child, child".
51Parampitā paramātmā hī sabkō bachchē kahtē haĩ .
54Only the Supreme Father, the Supreme Soul, says "Child" to everyone.
52Kalp pahlē bhī mainnē tum bachchō̃ kō kahā thā ki dēhī-abhimānī banō , mujh nirākār kō apnā bāp bhagvān samjhō .
55I also told you children in the previous cycle to become soul conscious and to consider, Me, the incorporeal One, to be your Father, God.
53Sākārī bāp prajāpitā brahmā ṭhaharā|ṭhahrā kyōṅki brahmā dvārā hī bhagvān nē brāhmaṇ brāhmaṇiyā̃ rachē haĩ .
56The corporeal father is Prajapita Brahma because it is through Brahma that God creates Brahmins.
54Śhrīkr̥iṣhṇa prajāpitā nahī̃ hai .
57Shri Krishna is not Prajapita (Father of People).
55Bhagvān kahtē haĩ maĩ brahmā mukh dvārā brāhmaṇ brāhmaṇiyā̃ rachtā hū̃ .
58God says: I create Brahmins through the mouth of Brahma.
56Yah brahmā hī śhrīkr̥iṣhṇa bantā hai , yah kitnī guhya bāt hai .
59Brahma then becomes Krishna. 60These are such deep aspects.
57Yah samjhānē mē̃ baṛī yukti chāhiē .
61These things need to be explained tactfully.
58First class bachchiyā̃ hī samjhā sakē̃gī .
62Only first-class children can explain these things.
59Bāp kahtē haĩ bahut achchhā bachchā vā bachchī hō jō siddh karē ki gītā kā bhagvān nirākār paramātmā hai .
63The Father says: A very good son or daughter should prove that the God of the Gita is the incorporeal Supreme Soul.
60Jisnē gītā rachī usnē hī bachchō̃ kō rājyōg sikhāyā aur svarg rachā .
64The One who created the Gita taught you children Raja Yoga and established heaven.
61Jarūr ūñchē tē ūñchā bāp hī rājyōg sikhāyēgā .
65Surely, only the highest-on-high Father would teach Raja Yoga.
62Śhrīkr̥iṣhṇa nē tō prālabdh pāī hai .
66Shri Krishna received the reward.
63Prālabdh dēnē vālā hai parampitā paramātmā .
67It is the Supreme Father, the Supreme Soul who gives the reward.
64Śhrīkr̥iṣhṇa hai unkā bachchā .
68Krishna is His child.
65Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā nē puruṣhārth kiyā aur prālabdh pāī .
69The Krishna soul made effort and attained the reward.
66Puruṣhārth karānē vālē kō uṛākar , puruṣhārth kar prālabdh pānē vālē kā nām rakh gītā kō khaṇḍan kar diyā hai .
70They have falsified the Gita by removing the name of the One who inspired you to make effort and by inserting the name of the one who received the reward by making effort.
67Service kō baṛhānē kē liē bachchō̃ kō 20 nākhūn kā jōr dēnā chāhiē .
71You children need to apply the force of 20 nails in order to increase service.
68Gītā kisnē uchchārī ?
72Who spoke the Gita?
69Gītā dvārā kaun sā dharm kisnē sthāpan kiyā ?
73Who established which religion with the Gita?
70Is hī bāt sē tum achchhī rīti jīt pahan saktē hō .
74By explaining these things, you can gain victory very well.
71Parampitā paramātmā dvārā svarg K|kē mālik bantē haĩ , nā ki śhrīkr̥iṣhṇa dvārā .
75You become the masters of the world through the Supreme Father, the Supreme Soul, not through Shri Krishna.
72Tō is bāt par mēhnat karnī hai .
76You have to make effort for this.
73Sab śhāstra haĩ gītā K|kē bachchē .
77All the scriptures are children of the Gita.
74Tō bachchō̃ sē kabhī varsā mil nahī̃ saktā .
78One cannot receive an inheritance from children.
75Varsā tō jarūr bāp hī dēgē . 76Kākā , chāchā , māmā , gurū ādi kōī sē bhī varsā nahī̃ miltā hai .
79It is definitely only a father who would give an inheritance; an inheritance cannot be received from maternal or paternal uncles or gurus etc.
77Bēhad K|kē bāp sē hī bēhad kā varsā miltā hai .
80Only from the unlimited Father is the unlimited inheritance received.
78Yah likhat aisī sāph kar likhnī hai ki samajh jāyē̃ tō barōbar gītā khaṇḍan kī hai .
81Write this explanation so clearly that people can understand that the Gita has been falsified.
79Gītā kō defame kiyā hai , isliē bhārat kaṅgāl ban gayā hai . 80Kauṛī tulya ban gayā hai .
82The Gita has been defamed and this is why Bharat has become poverty-stricken; it has become worth a shell.
81Aisī likhat likhō .
83Write such explanations.
82Bhārat kō svarg banānē vālā kaun hai ?
84Who makes Bharat into heaven?
83Svarg kahā̃ hai ?
85Where is heaven?
84Kaliyug kē bād satyug hōgā tō unkī sthāpanā jarūr saṅgam par hōnī chāhiē .
86After the iron age, there will be the golden age. 87Therefore, that would surely be established at the confluence age.
85Śhiv bhagvānuvāch - maĩ kalp-kalp saṅgam par pāvan duniyā banānē ātā hū̃ .
88God Shiva speaks: I come every cycle at the confluence age to make the world pure.
86Aisē siddh karō jō samajhē̃ ki śhiv paramātmā hī sabkō duḥkhō̃ sē liberate kartē haĩ , na ki śhrīkr̥iṣhṇa .
89Prove this so that people, can understand that only God Shiva, and not Shri Krishna, can liberate everyone from sorrow.
87Gītā K|kē bhagvān kō jō samajh jāyēṅgē vahī ākar fool|phūl chaṛhāyēṅgē .
90Those who understand who the God of the Gita is will come and offer flowers. 91Not everyone will offer flowers.
88Sabhī nahī̃ chaṛhāyēṅgē , jō samajh gayē vah fool|phūl ban bali chaṛh jāyēṅgē .
92Those who have understood this will become flowers themselves and surrender themselves.
89Bābā kō kōī phūl dētē haĩ tō bābā kahtē haĩ mujhē aisē fool|phūl ( bachchē ) chāhiē .
93When someone offers Baba a flower, Baba says: I want children who are like these flowers.
90Kāṇṭē mērē par bali chaṛhē̃ tō maĩ unkō fool|phūl banāū̃ .
94If thorns surrender themselves to Me, I will make them into flowers.
91Babulnāth bhī mērā nām hai . 92Babul K|kē kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānē vālā mujhē hī kahtē haĩ , śhrīkr̥iṣhṇa tō svayã fool|phūl hai .
95I am also called Babulnath, (Lord who changes thorns into flowers). 96I am called the Lord who changes the thorns of a Babul tree into flowers. 97Shri Krishna is himself a flower.
93Vah hai garden of|off allāh , yah hai devil forest .
98That is the Garden of Allah and this is a forest of devils.
94Inkō phir deity garden bāp banātā hai .
99The Father makes it into a deity garden.
95Tum hī naī duniyā K|kē mālik bantē hō .
100Only you become the masters of the new world.
96Lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī deity dynasty kahī gaī hai .
101The deity dynasty is said to be of Lakshmi and Narayan.
97Brāhmaṇ kul key|kī dynasty nahī̃ kahē̃gē .
102It is not called the dynasty of the Brahmin clan.
98Yah brāhmaṇ kul hai .
103This is the Brahmin clan.
99Parampitā paramātmā nē brahmā dvārā prajā rachī hai , isliē inkō prajāpitā kahā jātā hai .
104The Supreme Father, the Supreme Soul, created people and this is why this one is called Prajapita.
100Śhivbābā kō vā śhrīkr̥iṣhṇa kō prajāpitā nahī̃ kahē̃gē .
105Neither Shiv Baba nor Shri Krishna can be called Prajapita.
101Yah tō kr̥iṣhṇa par kalaṅk lagāyē haĩ ki 16108 rāniyā̃ thī .
106They have accused Krishna of having 16,108 queens.
102Yah tō prajāpitā brahmā nē itnē bachchē aur bachchiyā̃ paidā kī haĩ .
107It was Prajapita Brahma who created so many sons and daughters.
103Gyān kā sāgar hai hī ēk parampitā paramātmā . 104Pāp kā daṇḍ dharmarāj dētē haĩ .
108Only the one Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge.
105President kō bhī baṛē sē baṛā judge kasam dēgē .
109It is Dharamraj who gives punishment for sins committed.
106Rājā sē kabhī kasam nahī̃ uṭhvāyā jātā hai kyōṅki unhē̃ rājā banātā hai bhagvān .
110The highest Judge asks the President to take an oath. 111A king is never asked to take an oath, because God made him a king.
107Vah hai alpkāl kē liē .
112That is for a temporary period.
108Yahā̃ tō bāp 21 janmō̃ kē liē rājya-bhāgya dētē haĩ .
113Here, the Father gives you your fortune of the kingdom for 21 births.
109Vahā̃ kasam uṭhānē key|kī bāt nahī̃ hai .
114There is no question of taking an oath there.
110Yah manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī vr̥ikṣha hai , kōī jaṅglī vr̥ikṣha nahī̃ hai .
115This is the human world tree, not a wild tree.
111Parampitā paramātmā kō vr̥ikṣhapati kahā jātā hai .
116The Supreme Father, the Supreme Soul, is called the Lord of the Tree.
112Śhrīkr̥iṣhṇa is vr̥ikṣha kā rāz nahī̃ batā saktē , vr̥ikṣhapati hī samjhā saktē haĩ .
117Shri Krishna cannot tell you the secrets of the tree. 118Only the Lord of the Tree can explain this.
113Nar sē nārāyaṇ tō bāp hī banāyēgā , na ki śhrīkr̥iṣhṇa .
119Only the Father, not Shri Krishna, would make an ordinary man into Narayan.
114Mukhya dharm śhāstra haĩ 4 , bākī sab haĩ dant kathāyē̃ .
120There are four main religious scriptures and all the rest are tall stories.
115Pahlā-pahlā dharm kaun sā sthāpan huā aur kiskē dvārā ?
121Which religion was established first and who established it?
116Svarg mē̃ thā dēvī-dēvtā dharm , tō jarūr vah bāp hī rachēgā .
122There was the deity religion in heaven and so the Father must surely have established that.
117Bāp purānī duniyā sē liberate kartē haĩ kyōṅki duḥkh bahut hai .
123The Father liberates you from the old world. 124Because there is a lot of sorrow, people cry out in distress.
118Trāhi-trāhi kartē haĩ . 119Bāp sē svarg kā varsā lēnā hai tō abhī lō|low .
125If you want to claim your inheritance of heaven from the Father, do that now.
120Sādhāraṇ ādmī kōī varsā dē nahī̃ saktā .
126An ordinary man cannot give this inheritance.
121Bachchō̃ kō sarv prāpti karānē vālā hai hī bāp .
127It is only the Father who enables you children to have all attainments.
122Bēhad kā bāp hī svarg kā mālik banātē haĩ .
128Only the unlimited Father makes you into the masters of heaven.
123Aisī-aisī temptation dēnī hai .
129You have to offer such temptations.
124Jaisē śhikārī lōg kōī sē śhikār karātē haĩ tō sārī taiyārī kar śhikār sāmnē lākar sirph unsē śhikār karātē haĩ .
130When hunters enable someone to kill an animal, they make all the preparations to bring the prey in front of him and enable him to kill it.
125Yahā̃ śhikār karānā hai mātāō̃ sē .
131Here, it is the mothers who have to hunt.
126Bāp kahtē haĩ śhikār mātāō̃ kē āgē lē ānā hai .
132The Father says: Bring the prey in front of the mothers.
127Mātāyē̃ bahut haĩ .
133There are many mothers.
128Nām ēk kā bālā hō jātā hai . 129Tum śhakti sēnā hō .
134Only the one name is glorified: you are the Shakti Army.
130Śhakti dynasty nahī̃ kahē̃gē .
135It is not called the Shakti dynasty.
131Śhakti sēnā key|kī mukhya hai jagadambā , kālī , sarasvatī .
136The head of the Shakti Army is Jagadamba, Kali, Saraswati.
132Bākī chaṇḍikā ādi ulṭē nām bhī bahut rakh diyē haĩ .
137However, they have also given many wrong names such as Chandika (cremator goddess).
133Tō tum bachchō̃ kō aisī bātō̃ par clear karnā hai ki ūñchē tē ūñchā bhagvān phir brahmā viṣhṇu śhaṅkar .
138You children have to make it clear that the Highest on High is God and that there are then Brahma, Vishnu and Shankar.
134Prajāpitā brahmā key|kī bēṭī hai sarasvatī .
139Saraswati is the daughter of Prajapita Brahma.
135Unkō goddess of knowledge kahtē haĩ .
140She is called the goddess of knowledge.
136Tō jarūr unkē bachchō̃ kō bhī goddess of knowledge kahē̃gē .
141Therefore, her children would also surely be called goddesses of knowledge.
137Ant mē̃ vijay tō tumhārī hōnē vālī hai .
142At the end, you will be victorious.
138Kōī-kōī gītā sē vēdō̃ kā mān jyādā rakhtē haĩ .
143Some people give a lot of respect to the Vedas, not the Gita.
139Tō bhī gītā kā prachār jyādā hai .
144Neverthless, the Gita is taught a lot more.
140Bāp kahtē haĩ maĩ ātā hū̃ saṅgamyug par .
145The Father says: I come at the confluence age.
141Śhrīkr̥iṣhṇa kā chitra hai hī satyug kā .
146The picture of Shri Krishna is that of the golden age.
142Phir 84 janmō̃ mē̃ rūp badaltā jātā hai .
147Then his form continues to change through 84 births.
143Gyānī tū ātmā tab ban saktē haĩ jab parampitā paramātmā ākar ātmā kā gyān dēvē .
148He can only become an enlightened soul when the Supreme Father, the Supreme Soul, comes and gives knowledge of souls.
144Parampitā paramātmā hai gyān kā sāgar .
149The Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge.
145Un dvārā tum gyānī tū ātmā bantē hō .
150You become enlightened souls through Him.
146Bākī sab haĩ bhakta tū ātmā .
151All the rest are devotee souls.
147Bāp kahtē haĩ mujhē gyānī tū ātmā priya lagtē haĩ .
152The Father says: I love the enlightened souls. 153All the praise is of the Gita.
148Mahimā sārī gītā kī hai . 149Dhyānī sē gyānī śhrēṣhṭh haĩ .
154Those who are enlightened are more elevated than those who go into trance.
150Dhyān trance kō kahā jātā hai .
155Dhyan is called trance.
151Yah tō bāp sē yōg lagānā hai .
156Here, you have to have yoga with the Father.
152Dhyān mē̃ jānē sē kōī bhī fāydā nahī̃ hai .
157There is no benefit in going into trance.
153Bāp kahtē haĩ mainnē rājyōg sikhāyā thā .
158The Father says: I taught you Raja Yoga.
154Śhrīkr̥iṣhṇa kō yah prālabdh mainnē hī dī thī .
159I gave this reward to Shri Krishna.
155Jarūr aglē janm mē̃ puruṣhārth kiyā hōgā .
160He must definitely have made effort in his previous birth.
156Sārī sūryavanśhī rājdhānī nē mērē dvārā hī prālabdh pāī hai .
161The whole sun-dynasty kingdom received the reward from Me.
157Dēlvāṛā mandir kā contrast bhī aisē likhō jō paṛhnē sē hī manuṣhyō̃ kō jhaṭ tīr lag jāyē .
162Write about the contrast of the Dilwala Temple in such a way that the arrow strikes people as soon as they read it.
158Form bhī bharānā hai ki bēhad kā bāp gyān kā sāgar hai , bahut mīṭhā hai , hamkō rājyōg sikhlātā hai .
163Also get them to fill in a form of how the unlimited Father is the Ocean of Knowledge. 164He is very sweet and He teaches us Raja Yoga.
159Us satguru bigar hai ghōr andhiyārā .
165There is extreme darkness without that Satguru.
160Aisē bāp key|kī mahimā karnē sē buddhi mē̃ lav|love āyēgā .
166By praising the Father in this way, your intellects will develop love.
161Bāp sammukh ākar janm dē tab tō lav|love hōgā nā . 162Tumkō janm diyā hai tab tō lav|love huā hai .
167The Father comes personally in front of you and gives birth to you, for only then is there love for Him.
163Bāp kahnē sē hī svarg yād ātā hai .
168It is because He has given birth to you that you love Him.
164Bābā svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ .
169As soon as you say "Father" you remember heaven. 170Baba establishes heaven.
165Ham unsē varsā lē rahē haĩ . 166Viśhvās karō yā na karō .
171We are claiming our inheritance from Him, whether you believe it or not.
167Bēhad kā bāp tō sabhī kā bāp hai , unsē jarūr svarg kā varsā milēgā .
172The unlimited Father is the Father of all, and so we will definitely receive our inheritance of heaven from Him.
168Bāp hai hī naī duniyā kā rachayitā . 169Tō jarūr naī duniyā kā varsā dēgā .
173The Father is the Creator of the new world, and so He would definitely give the inheritance of the new world.
170Achchhā .
174Achcha.
171Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
175To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
172Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
176The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
173Dhārṇā kē liē mukhya sār :
177Essence for dharna:
1741 ) bāp kā priya bannē kē liē buddhi mē̃ gyān kō dhāraṇ kar gyānī tū ātmā bannā hai .
178 1. In order to be loved by the Father, make your intellect imbibe this knowledge and become an enlightened soul.
175Bāp sē yōg lagānā hai .
179Have yoga with the Father.
176Dhyān key|kī āśh nahī̃ rakhnī hai .
180Have no desire to go into trance.
1772 ) mātāō̃ kō āgē rakh unkā nām baṛhānā hai .
181 2. Keep the mothers in front and increase the respect for them.
178Authority sē gītā K|kē bhagvān kō siddh karnā hai .
182Prove who the God of the Gita is with authority.
17920 nākhūn K|kē jōr sē service kō baṛhānā hai .
183Increase doing service by applying the force of 20 nails.
180Vardān : śhrēṣhṭh jīvan key|kī smr̥iti dvārā viśhāl stage par viśhēṣh part bajānē vālē hero part-dhārī bhav
184Blessing: May you be a hero actor and play your special part on the unlimited stage with the awareness of your elevated life.
181Brahmā bāp nē āp bachchō̃ kō divya janm dētē hī - pavitra bhav yōgī bhav kā vardān diyā .
185 As soon as Father Brahma gave birth to you children, he also gave the blessing of “May you be pure, may you be yogi”.
182Janmatē hī baṛī mā̃ K|kē rūp mē̃ pavitratā K|kē pyār sē pālnā key|kī .
186In the form of your senior mother, he sustained you with love for purity as soon as you took birth.
183Sadā khuśhiyō̃ K|kē jhūlē mē̃ jhulāyā , sarvguṇ mūrt , gyān mūrt , sukh-śhānti svarūp bannē key|kī her|har rōz lōrī dī|the , aisē māt-pitā K|kē śhrēṣhṭh bachchē brahmākumār kumārī haĩ , is jīvan K|kē mahatva kō smr̥iti mē̃ rakh viśhva key|kī viśhāl stage par viśhēṣh part , hero part bajāō .
187He constantly made you swing in the swing of happiness, and sang you daily lullabies to make you into embodiments of all virtues, embodiments of knowledge and embodiments of happiness and peace. 188You elevated children of such parents are Brahma Kumars and Kumaris.
184Slōgan : bindū śhabda K|kē mahatva kō jān bindū ban , bindū bāp kō yād karnā hī yōgī bannā hai .
189Keep the importance of this life in your awareness and play your special parts, your hero parts on the unlimited stage.
185Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya
190Slogan: Know the importance of the word “bindu” (point).
186Pahlē pahlē yah jānnā jarūrī hai ki apnā aslī lakṣhya kyā hai ? 187Vō bhī achchhī tarah sē buddhi mē̃ dhāraṇ karnā hai tab hī pūrṇ rīti sē us lakṣhya mē̃ upasthit hō sakē̃gē . 188Apnā aslī lakṣhya haĩ - maĩ ātmā us paramātmā key|kī santān hū̃ . 189Asul mē̃ karmātīt hū̃ phir apnē āpkō bhūlnē sē karmbandhan mē̃ ā gaī , ab phir sē vō yād ānē sē , is īśhvarīy yōg mē̃ rahnē sē apnē kiyē huē vikarma vināśh kar rahē haĩ .
191To be a point and remember the Father, the Point, is to be a yogi.
190Tō apnā lakṣhya huā maĩ ātmā paramātmā key|kī santān hū̃ .
192*** Om Shanti *** 193Invaluable versions of Mateshwariji – 15/01/1957 194What is your real aim?
191Bākī kōī apnē kō ham sō dēvtā samajh us lakṣhya mē̃ sthit rahē̃gē tō phir jō paramātmā key|kī śhakti hai vō mil nahī̃ sakēgī .
195First of all, it is essential to know what your real aim is. 196Your intellects have to imbibe this very well for only then will you be able to accomplish your aim fully.
192Aur na phir tumhārē vikarma vināśh hōṅgē ab yah tō apnē kō full gyān hai , maĩ ātmā paramātmā key|kī santān karmātīt hō bhaviṣhya mē̃ jākar jīvanmukt dēvī dēvtā pad pāyēṅgē , is lakṣhya mē̃ rahnē sē vah tākat mil jātī hai .
197Your original aim is: I, a soul, am a child of that Supreme Soul. 198Originally, I was karmateet but, by forgetting myself, I came into the bondage of karma. 199Now, by remembering this again, and by staying in yoga with God, I am having the sins that I had committed absolved.
193Ab yah jō manuṣhya chāhtē haĩ hamkō sukh śhānti pavitratā chāhiē , vō bhī jab pūrṇ yōg hōgā tab hī prāpti hōgī . 194Bākī dēvtā pad tō apnī bhaviṣhya prālabdh hai , apnā puruṣhārth alag hai aur apnī prālabdh bhī alag hai .
200So, my aim is: I, a soul, am a child of God. 201However, if you were to consider yourself to be a deity and stabilise yourself in that aim, you would not then be able to receive God’s power, nor would your sins be absolved.
195Tō yah lakṣhya bhī alag hai , apnē kō is lakṣhya mē̃ nahī̃ rahnā hai ki maĩ pavitra ātmā ākhrīn paramātmā ban jāūṅgī , nahī̃ .
202We have this full knowledge: I, this soul, a child of God, am becoming karmateet and will attain the deity status of liberation in life in the future.
196Parantu hamkō paramātmā kē sāth yōg lagāē pavitra ātmā bannā hai , bākī ātmā kō kōī paramātmā nahī̃ bannā hai .
203By observing this aim, you receive that power. 204When people want happiness, peace and purity, they will attain that too when they have full yoga.
1972 ) is avināśhī īśhvarīy gyān par anēk nām dharē gayē haĩ ( rakhē gayē haĩ ) .
205However, the deity status is your future reward. 206Your efforts are separate from your reward.
198Kōī is gyān kō amr̥it bhī kahtē haĩ , kōī gyān kō añjan bhī kahtē haĩ .
207So, this aim is also separate. 208I must not keep the aim that I, a pure soul, will ultimately become God, no.
199Gurunānak nē kahā gyān añjan gurū diyā , kōī nē phir gyān varṣhā bhī kahā hai kyōṅki is gyān sē hī sārī sr̥iṣhṭi sabja ( harī bharī ) ban jātī hai .
209I have to have yoga with the Supreme Soul and become a pure soul. 210It isn’t that a soul is going to become God. 211Many names have been given to this Godly knowledge.
200Jō bhī tamōpradhān manuṣhya haĩ vō satōguṇī manuṣhya ban jātē haĩ aur gyān añjan sē andhiyārā miṭ jātā hai .
212Many names have been given to this Godly knowledge. 213Some call this knowledge nectar, and some call it ointment.
201Is hī gyān kō phir amr̥it bhī kahtē haĩ jissē jō manuṣhya pañch vikārō̃ key|kī agni mē̃ jal rahē haĩ ussē ṭhaṇḍē hō jātē haĩ .
214Guru Nanak said: When the guru gave the ointment of knowledge… 215Some have even said that it is the rain of knowledge because the whole world becomes green (new) again with this knowledge.
202Dēkhō gītā mē̃ paramātmā sāph kahtā hai kāmēṣhu krōdhēṣhu usmē̃ bhī pahlā mukhya hai kām , jō hī pañch vikārō̃ mē̃ mukhya bīj hai . 203Bīj hōnē sē phir krōdh lōbh mōh ahaṅkār ādi jhāṛ paidā hōtā hai , ussē manuṣhyō̃ key|kī buddhi bhraṣhṭa hō jātī hai .
216Tamoguni human beings become satoguni and the darkness is dispelled with the ointment of knowledge. 217This knowledge is also called nectar because human beings who are burning in the fire of the five vices are cooled down by this. 218Look, in the Gita, God clearly says: Those who are lustful and those who are angry….
204Ab us hī buddhi mē̃ gyān key|kī dhārṇā hōtī hai , jab gyān key|kī dhārṇā pūrṇ buddhi mē̃ hō jātī hai tab hī vikārō̃ kā bīj khatm hō jātā hai .
219In that too, the first main vice is lust for it is the main seed of the five vices. 220When there is a seed, a tree of anger, greed, attachment and ego etc. grows out of it and people’s intellects become corrupted by it.
205Bākī sannyāsī tō samajhtē haĩ vikārō̃ kō vaśh karnā baṛī kaṭhin bāt hai . 206Ab yah gyān tō sannyāsiyō̃ mē̃ hai hī nahī̃ .
221Now, those same intellects are imbibing knowledge, and only when the intellects have imbibed knowledge fully is the seed of the vices destroyed.
207Tō aisī śhikṣhā dēvē̃ kaisē ? 208Sirph aisē hī kahtē haĩ ki maryādā mē̃ rahō .
222Sannyasis think that it is very difficult to control the vices, but sannyasis do not have this knowledge.
209Parantu asul maryādā kaunsī thī ?
223So, how could they give these teachings?
210Vō maryādā tō ājkal ṭūṭ gaī hai , kahā̃ vō satyugī , trētāyugī dēvī dēvtāō̃ key|kī maryādā jō gr̥ihastha mē̃ rahkar kaisē nirvikārī pravr̥itti mē̃ rahtē thē .
224They simply tell others to stay within the line of the codes of conduct. 225However, what are the real codes of conduct? 226The codes of conduct are those that are crossed nowadays.
211Ab vō sachchī maryādā kahā̃ hai ? 212Ājkal tō ulṭī vikārī maryādā pālan kar rahē haĩ , ēk dō kō aisē hī sikhlātē haĩ ki maryādā mē̃ chalō .
227Where are the golden-aged and silver-aged codes of conduct of the deities where they stayed in the household and remained viceless and pure? 228Where are those real codes of conduct now?
213Manuṣhya kā pahlā kyā pharja hai , vō tō kōī nahī̃ jāntā , bas itnā hī prachār kartē haĩ ki maryādā mē̃ rahō , magar itnā bhī nahī̃ jāntē ki manuṣhya key|kī pahlī maryādā kaunsī hai ?
229Nowadays, they observe wrong codes of conduct based on the vices. 230They just teach one another to stay within the codes of conduct, but they don’t know what is the first code of conduct of human beings.
214Manuṣhya key|kī pahlī maryādā hai nirvikārī bannā , agar kōī sē aisā pūchhā jāē tum is maryādā mē̃ rahtē hō ? 215Tō kah dētē haĩ ājkal is kaliyugī sr̥iṣhṭi mē̃ nirvikārī hōnē key|kī himmat nahī̃ hai .
231The first code of conduct of human beings is to become viceless. 232If someone were asked if he was observing this particular code of conduct, he would say: Nowadays, no one in this iron-aged world has the courage to become viceless.
216Ab mukh sē kahnā ki maryādā mē̃ rahō , nirvikārī banō issē tō kōī nirvikārī ban nahī̃ saktā .
233Simply to tell someone to observe the code of conduct and become viceless will not make him or her become viceless.
217Nirvikārī bannē K|kē liyē pahlē is gyān talvār sē in pañch vikārō̃ K|kē bīj kō khatm karnā tab hī vikarma bhasma hō sakēgā . 218Achchhā .
234In order for them to become viceless, the seed of the five vices first has to be destroyed with the sword of knowledge for only then will the vices be burnt away.
219Ōm śhānti .
235Achcha.