गुरुवार 23 फ़रवरी 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

023-02-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 23/02/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhārā farj hai ēk dō kō bāp aur varsē key|kī yād dilākar sāvdhān karnā , ismē̃ hī sabkā kalyāṇ samāyā huā hai ' '

1Essence: Sweet children, your duty is to caution one another by reminding them of the Father and the inheritance. 2Benefit for everyone is merged in this.

Question

2Praśhna  : tum bachchē kis ēk guhya rāz kō samajhtē hō jō kōī science-dān bhī nahī̃ samajh saktē  ?

3Question: What deep secret that even scientists cannot understand do you children understand?

Answer

3Uttar  : tum samajhtē hō ki ātmā ati sūkṣhma star hai , usmē̃ hī sab saṅskār bharē huē haĩ .

4Answer: You understand that a soul is an extremely subtle star and that all the sanskars are in the soul. 5Each soul plays his own part through a body. 6The body is non-living whereas the soul is living.

4Vahī śharīr dvārā apnā-apnā part bajā rahī hai .

7In the same way, the Supreme Soul is also a star.

5Śharīr jaṛ hai , ātmā chaitanya hai .

8He has all the knowledge.

6Aisē hī phir paramātmā bhī star hai , usmē̃ sārī knowledge hai .

9He is the Seed of the human world. 10He is the Truth and a living Being.

7Vah manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai , sat hai , chaitanya hai .

11He is not brighter than a thousand suns.

8Vah kōī hajārō̃ sūryō̃ sē tējōmay nahī̃ hai .

12Only you children understand this deep secret.

9Yah guhya rāz tum bachchē samajhtē hō .

13Scientists cannot understand these things.

10Science-dān in bātō̃ kō nahī̃ samajh saktē . 11Tumhē̃ sabkō ātmā aur paramātmā key|kī pahchān pahlē-pahlē dēnī hai .

14First of all, you children have to give everyone the recognition of souls and the Supreme Soul.

Song

12Gīt  : mātā ō mātā tū sabkī bhāgya vidhātā …

15Song: Mother, O Mother, you are the Bestower of Fortune for All.

Murli

13Ōm śhānti .

16Om shanti.

14Bāp bachchō̃ prati kahē ki bachchē svadarśhan chakradhārī bhav .

17The Father says to you children: May you be spinners of the discus of self-realisation!

15Yah bāp nē bachchō̃ kō sāvadhānī dī|the .

18The Father has cautioned you children in this way.

16Bachchō̃ kō bhī ēk dō kō sāvadhānī dēnī hai .

19You children then also have to caution one another.

17Bāp kō yād karnē sē jhaṭ vah naśhā chaṛh jātā hai .

20By remembering the Father, you quickly have that intoxication.

18Smr̥iti dilānē kē liē ēk dō kō sāvdhān karnā hai .

21By reminding one another, you caution one another.

19Jaisē āpas mē̃ miltē haĩ tō namastē ādi kartē haĩ nā .

22When you meet someone, you greet each other with “Namaste” but there is no benefit in that.

20Parantu unsē kōī kalyāṇ nahī̃ hōtā hai .

23There is only benefit when you children caution one another.

21Kalyāṇ tab hōgā jab tum bachchē ēk dō kō sāvadhānī dēgē .

24Everything is included in the expression: “Spinner of the discus of self-realisation”.

22Svadarśhan chakradhārī akṣhar mē̃ sab kuchh ā jātā hai .

25It has the introduction of the Father, the status and the cycle.

23Bāp kā parichay , martabē kā parichay , chakra kā bhī parichay ā gayā .

26Therefore, it is your first and foremost duty to caution one another.

24Tō ēk dō kō sāvadhānī dēnā pahlā farj hai .

27By reminding them, they will be careful.

25Yād karānē sē khabardār hō jāyēṅgē . 26Ghaṛī-ghaṛī ēk dō kō sāvdhān karnā hai .

28You repeatedly have to caution one another: Continue to remember the Father and the inheritance.

27Bāp aur varsē kō yād kartē rahō . 28Svadarśhan chakradhārī hō , apnē kō aśharīrī samajh , aśharīrī bāp kō yād kartē hō .

29Become spinners of the discus of self-realisation, consider yourselves to be bodiless and remember the bodiless Father.

29Yād arthāt yōg .

30Remembrance means yoga.

30Yōg sē hī tumhārī nirōgī kāyā bantī hai .

31It is only by having yoga that your body becomes free from disease.

31Yah abhī kā puruṣhārth hai .

32This is the effort to make at the present time.

32Ant mē̃ jab ēkdam karmātīt avasthā hō jāyēgī tab nirōgī banē̃gē .

33At the end, when you reach your karmateet stage, you will become completely free from disease.

33Abhī tō puruṣhārthī haĩ .

34At the moment you are still effort-makers.

34Abhī bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ kyōṅki jāntē haĩ sabhī bēsamajh haĩ .

35At the moment, the Father is sitting here and explaining to you children because He knows that all of you are senseless.

35Jab dēvtāō̃ ādi key|kī pūjā kartē haĩ , unhō̃ K|kē occupation kā kōī kō patā nahī̃ hai , tō tumkō samjhānā hai - ham sabkī biography batā saktē haĩ .

36When people worship deities etc., none of them knows what their (the deities) occupation was. 37Therefore, you have to explain to them: We can tell you everyone's biography.

36Pahlē tō mukhya parampitā paramātmā kō jānnā hai .

38First of all, the main thing to know is the Supreme Father, the Supreme Soul.

37Usmē̃ bhī bahut manuṣhya mūnjhtē haĩ .

39Many people are confused about this too.

38Kahtē haĩ paramātmā kā kōī nām rūp nahī̃ hai .

40They say: God doesn't have a name or form.

39Tō pahlī-pahlī mukhya bāt hai ātmā paramātmā kā bhēd aur gyān batānā . 40Yah tō jāntē haĩ sab ātmā haĩ .

41So, the first and foremost thing to tell them is the difference between a soul and the Supreme Soul and also this knowledge.

41Puṇya ātmā , pāp ātmā kahā jātā hai .

42You know that all are souls. 43It is said: Charitable soul, sinful soul.

42Pāp paramātmā nahī̃ kahē̃gē .

44You would not say: Sinful Supreme Soul.

43Patit duniyā hai nā .

45This is an impure world.

44Paramātmā tō patit nahī̃ hōtā , isliē manuṣhya kō pahlē-pahlē ātmā kō jānnā hai kyōṅki ātmā kā gyān kōī bhī manuṣhya mē̃ nahī̃ hai .

46God cannot be impure. 47This is why human beings first have to know about souls because no human beings have knowledge of souls. 48It is souls that listen.

45Ātmā hī suntī hai , ātmāyē̃ khātī-pītī , sab kuchh kartī haĩ in organs dvārā .

49It is souls that eat and drink. 50This soul does everything through these organs.

46Ātmā kā rūp kyā hai  ?

51What is the form of a soul?

47Kahtē haĩ chamaktā hai bhrakuṭī K|kē bīj mē̃ ajab sitārā .

52They say: A wonderful star sparkles in the centre of the forehead.

48Tō ātmā kā rūp samjhānā paṛē nā .

53Therefore, you have to explain to them the form of a soul.

49Ātmā kā rūp kōī itnā baṛā tō nahī̃ hai .

54The form of a soul is not that large.

50Ātmā ati sūkṣhma hai .

55A soul is extremely subtle.

51Ātmā kā rūp hai zero athavā burī ( bindī ) bhī kahtē haĩ .

56The form of a soul is a zero or a point.

52Ab is par bhī vichār karnā chāhiē ki ātmā kitnī sūkṣhma hai .

57You should now think about how subtle a soul is.

53Manuṣhya pūchhtē haĩ ātmā śharīr sē kaisē nikaltī hai  ?

58People ask: How does a soul leave a body?

54Kahā̃ sē nikaltī hai  ?

59Where does he leave from?

55Kōī kahtē haĩ ki khōpṛī sē nikaltī , kōī kahtē āṅkhō̃ sē nikaltī . . . . kyōṅki darvājē tō bahut haĩ nā .

60Some say: He leaves the body through the skull. 61Some say that he leaves the body through the eyes because a body has many doors.

56Parantu ātmā hai kyā chīz , yah jānnā baṛā wonderful hai .

62However, it is so wonderful to know what a soul is!

57Tō pūchhtē haĩ ātmā nikaltī kaisē hai , yah nahī̃ kahtē ātmā ātī kaisē hai .

63Some ask: How does a soul leave a body? 64They don’t ask: How does a soul enter a body?

58Parantu pahlē tō mālūm hōnā chāhiē ki ātmā kyā chīz hai .

65First of all, you have to know what a soul is.

59Kitnī chhōṭī see|sī|C ātmā mē̃ 84 janmō̃ kā part bharā huā hai .

66Such a tiny soul has a part of 84 births recorded in him.

60Yah bātē̃ most wonderful haĩ .

67These matters are most wonderful.

61Ātmā hai tō barōbar star muāphik . 62Uskō baṛā nahī̃ kahē̃gē .

68A soul is truly like a star; it cannot be called big.

63Aeroplane ūpar jānē sē bahut chhōṭā dikhāī paṛtā hai .

69When an aeroplane goes high up, it appears to be very small.

64Parantu ātmā baṛī nahī̃ hōtī .

70However, souls are not big.

65Unkā tō ēk hī rūp hai .

71They only have one form.

66Tō pahlē-pahlē ātmā kō jānnā chāhiē .

72Therefore, you should first of all know about souls.

67Maĩ ātmā kaisē is śharīr mē̃ pravēśh kartā hū̃ .

73How do I, this soul, enter this body?

68Bhal kōī-kōī kō sākṣhātkār hōtā hai , jaisē star hai .

74Some people have visions, as though there is a star.

69Us chhōṭī see|sī|C ātmā mē̃ sab knowledge bharī huī hai .

75That tiny Soul has all knowledge recorded in Him.

70Ātmā hai ēk hī .

76That Soul is just one.

71Yah baṛā wonder hai .

77This is a great wonder!

72Paramātmā K|kē rūp kā bhī kiskō patā nahī̃ hai .

78No one knows about the form of God.

73Vāstav mē̃ jaisī ātmā hai , vaisē hī parampitā paramātmā hai .

79In fact, as is a soul, so the Supreme Father, the Supreme Soul.

74Vah bhī bāp hai .

80He is the Father.

75Bhal yahā̃ bāp aur bachchā chhōṭā baṛā hōtā hai , parantu ātmā chhōṭī-baṛī nahī̃ hō saktī .

81Although a father and children here are bigger and smaller, souls are not bigger or smaller.

76Ātmā aur paramātmā K|kē rūp mē̃ kōī bhēd nahī̃ hai . 77Bākī dōnō̃ K|kē part mē̃ , saṅskārō̃ mē̃ bhēd hai .

82There is no difference between the form of souls and the form of the Supreme Soul but there is a difference between the parts and the sanskars of everyone.

78Bāp samjhātē haĩ mērē mē̃ kyā saṅskār haĩ .

83The Father explains what sanskars He has and what sanskars you souls have.

79Tum ātmāō̃ mē̃ kyā saṅskār haĩ  ? 80Manuṣhya ātmā aur paramātmā K|kē rūp kō na jānnē kāraṇ ātmā-paramātmā ēk kah dētē haĩ .

84Because of not knowing the form of souls and the Supreme Soul, people have said that souls and the Supreme Soul are one and the same.

81Baṛā ghōṭālā kar diyā hai .

85They have created great confusion.

82Jānnā bahut jarūrī hai .

86It is very essential to know this.

83Paramātmā bhī hai , brahmā viṣhṇu śhaṅkar bhī haĩ , in sabmē̃ ātmā hai .

87There is God and also Brahma, Vishnu and Shankar. 88Each of them has a soul in him.

84Jagat ambā sarasvatī kō goddess of knowledge kahtē haĩ .

89Jagadamba, Saraswati, is called the Goddess of Knowledge.

85Tō jarūr sarasvatī key|kī ātmā mē̃ knowledge hōgī .

90Therefore, the soul of Saraswati would surely have knowledge.

86Parantu unmē̃ kaun see|sī|C knowledge hai , yah kōī kō patā nahī̃ hai . 87Sirph kah dētē haĩ goddess of knowledge .

91However, what knowledge does she have? 92No one knows this; they simply call her the Goddess of Knowledge.

88Akhbārō̃ mē̃ articles ādi paṛtē haĩ tō us par samjhānā chāhiē .

93When there are articles etc. printed in the newspapers, you can explain about them.

89Tum kahtē hō sarasvatī goddess of knowledge parantu usnē kaun see|sī|C knowledge dī|the  ? 90Kab dī|the  ?

94You say that Saraswati is the Goddess of Knowledge, but what knowledge does she have and when does she give it?

91Unkō jarūr god sē knowledge milī hōgī nā .

95She must definitely have received that knowledge from God.

92God kā rūp kyā hai  ?

96What is the form of God?

93Goddess of knowledge yah nām kaisē paṛā  ?

97How was she given the name "Goddess of Knowledge"?

94Knowledgeful tō god hai .

98It is God who is knowledge-full.

95Usnē sarasvatī kō knowledgeful kaisē banāyā  ?

99How did He make Saraswati knowledge-full?

96Ēk hī bāt par kiskō saṅgam par khaṛā kar dēnā chāhiē .

100You should make someone ‘stand’ at the confluence age with just this one aspect.

97Bābā kahtē haĩ ham samjhātē haĩ , bākī likhnē kē liē tō sañjay ( Jagdīśh bhāī nimitt rahē ) hai .

101Baba says: I explain to you whereas Sanjay (Jagdishbhai) is the instrument to write about it.

98Yah hai number one mukhya actor .

102That one is a number one main actor.

99Yah tō bābā kē sāth right-hand hōnā chāhiē .

103He should be Baba's right hand.

100Parantu drama key|kī bhāvī aisī hai jō inkō dēhlī mē̃ bhī rahnā hōtā hai .

104However, the destiny of the drama is such that he has to live in Delhi.

101Kalp pahlē vālā part hai .

105He has the same part as in the previous cycle.

102Arjun kā nām mukhya gāyā huā hai .

106Arjuna’s name is remembered as the main one.

103Ab tum bachchē her|har bāt kā arth|earth samajhtē hō .

107You children now understand the meaning of everything.

104Pahlē-pahlē tō ātmā aur paramātmā kō samajhnā hai .

108First of all, you have to understand about souls and the Supreme Soul.

105Bāp nē bachchō̃ kō samjhāyā hai - ātmā star hai . 106Usmē̃ sārī knowledge kaisē bharī huī hai .

109The Father has explained to you children how a soul is a star and how all the knowledge is recorded in him.

107Yah kōī science-dān bhī samajh nahī̃ sakē̃gē .

110None of the scientists would be able to understand this.

108Ātmā mē̃ hī sab saṅskār rahtē haĩ .

111All the sanskars are in souls.

109Ab ātmā tō star hai .

112A soul is a star.

110Achchhā paramātmā kā rūp kyā hai  ?

113OK, so what is the form of God?

111Vah bhī param ātmā hī hai . 112Fark nahī̃ hai .

114He is the Supreme Soul; there is no difference.

113Yah jō mahimā gātē haĩ vah hajārō̃ sūryō̃ sē tīkhā hai , aisā nahī̃ hai .

115The praise that people sing of Him being brighter than a thousand suns is wrong.

114Bāp kahtē haĩ sirph tumhārī ātmā mē̃ knowledge nahī̃ hai , maĩ paramātmā knowledgeful hū̃ - bas yah fark hai .

116The Father says: It is just that you souls don't have knowledge. 117I, the Supreme Soul, am knowledge-full.

115Māyā nē tumhārī ātmā kō patit banā diyā hai .

118This is the only difference. 119Maya has made you souls impure.

116Bākī kōī dīvā nahī̃ hai , bujhā huā .

120However, it is not that a soul is a flame that has been extinguished.

117Sirph ātmā sē knowledge nikal gaī hai - bāp aur rachnā key|kī . 118Sō ab tumkō knowledge mil rahī hai .

121It is just that the knowledge of the Father and creation has disappeared from souls; you are now receiving it.

119Bābā mē̃ knowledge hai , vah bhī ātmā hai .

122Baba has knowledge and that is in the soul.

120Kōī baṛī nahī̃ hai .

123He isn't any larger.

121Unkō bhī knowledgeful , sarasvatī kō bhī knowledgeful kahā jātā hai .

124He is called knowledge-full and Saraswati is also called knowledge-full.

122Ab unkō knowledge kab milī  ?

125However, when did she receive knowledge?

123Sarasvatī kiskī bachchī hai  ?

126Whose daughter is Saraswati?

124Yah kōī jāntē nahī̃ haĩ .

127No one knows this.

125Tō dil mē̃ ānā chāhiē , unhō̃ kō kaisē samjhāyē̃ .

128Therefore, it should enter your hearts how you can explain to them.

126Bāp paramātmā kaun hai , vah bhī samjhānā hai ki vah star hai , usmē̃ sārī knowledge hai .

129Who is God, the Father? 130You also have to explain that He is a star and that He has all knowledge in Him.

127God father manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai .

131God, the Father, is the Seed of the human world.

128Sabkā bēhad kā bāp hai .

132He is the unlimited Father of everyone.

129Vah sat hai , chaitanya hai , unmē̃ sachchī knowledge hai .

133He is the Truth and a living Being. 134He has true knowledge in Him.

130Unkō truth bhī kahtē haĩ .

135He is also called the Truth.

131Aur kōī mē̃ sachchī knowledge hai nahī̃ .

136No one else has true knowledge in him.

132Rachayitā ēk bāp hai .

137Only the one Father is the Creator.

133Tō sārī rachnā key|kī knowledge bhī unmē̃ hī hai . 134Jhāṛ kā bījrūp hai nā .

138So, He definitely has the knowledge of the whole of creation in Him.

135Ātmā tō chaitanya haĩ .

139He is the Seed of the tree.

136Śharīr tō jaṛ hai . 137Jab ātmā ātī hai tab yah chaitanya hōtā hai .

140A soul is living whereas a body is non-living and it becomes living when a soul enters it.

138Tō bāp samjhātē haĩ maĩ bhī vahī hū̃ .

141The Father explains: I am that same One.

139Ātmā chhōṭī baṛī hō nahī̃ saktī .

142A soul cannot be larger or smaller.

140Jaisē tum ātmā hō vaisē param ātmā yānī paramātmā hai , phir unkī mahimā sabsē ūñch haĩ .

143Just as you are souls, so God is the Supreme Soul and His praise is the highest of all.

141Manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai .

144He is the Seed of the human world.

142Manuṣhya hī unkō yād kartē haĩ .

145Only human beings remember Him.

143Yah tō jāntē haĩ bāp ūpar mē̃ rahtē haĩ .

146You know that the Father resides up above.

144Ātmā in organs dvārā kahtī hai hē parampitā paramātmā .

147Souls say through these organs: O Supreme Father, Supreme Soul.

145Manuṣhya yah nahī̃ jāntē haĩ kyōṅki dēh-abhimānī haĩ .

148People don't know this because they are body conscious.

146Tum ab dēhī-abhimānī banē hō .

149You have now become soul conscious.

147Apnē kō ātmā niśhchay kartē hō .

150You have the faith that you are souls.

148Tum jāntē hō god tō nirākār kō hī kahā jātā hai .

151You know that only the incorporeal One is called God.

149Ham unkī santān haĩ .

152You are His children.

150Vah god hī ākar knowledge dētē haĩ .

153God comes and gives you knowledge.

151Unkō knowledgeful , blissful kahā jātā hai .

154He is called the Knowledge-full and Blissful One.

152Rahm kā sāgar , sukh kā sāgar , śhānti kā sāgar . . yah mahimā dī gaī hai .

155He has been given the praise: The Ocean of Mercy, the Ocean of Happiness, the Ocean of Peace.

153Tō jarūr bāp sē bachchō̃ kō varsā milnā hai .

156Therefore, you children should definitely receive the inheritance from the Father.

154Unhōnnē kōī samay ākar varsā diyā hai tab mahimā gāī jātī hai .

157It is because He came and gave the inheritance at some time that He has been remembered.

155Dēvtāō̃ key|kī mahimā alag hai . 156Bāp key|kī mahimā alag hai .

158The praise of the deities is separate from the praise of the Father.

157Sab ātmāō̃ kā vah bāp hai .

159He is the Father of all souls.

158Creator hōnē K|kē kāraṇ unkō bījrūp kahā jātā hai .

160Because He is the Creator, He is called the Seed.

159Pahlē-pahlē bāp kā parichay dēnā hai .

161First of all, you have to give His introduction.

160Śhāstrō̃ mē̃ dikhātē haĩ - aṅguṣhṭhē misal hai .

162It is shown in the scriptures that He is thumb shaped.

161Ham kahtē haĩ vah jyōrtibindū hai .

163We say that He is a point of light.

162Chitra bhī banāyā hai . 163Parantu itnā baṛā tō vah hai nahī̃ .

164We have also created that picture, but He is not that big.

164Vah tō ati sūkṣhma hai .

165He is extremely subtle.

165Tō kyā samjhāyē̃  ?

166So, what should we explain?

166Tumkō kahē̃gē chitra mē̃ itnā baṛā rūp kyō̃ dikhāyā hai  ?

167They would ask us: Why have you shown such a big image in the picture?

167Bōlō nahī̃ tō kyā rakhē̃ .

168Tell them: What else should we have?

168Vah tō ēk bindī hai phir unkī pūjā kaisē karē̃gē  ?

169He is just a point, so how would you worship Him?

169Un par dūdh kaisē chaṛhāyēṅgē  ?

170How would you offer Him milk?

170Pūjā kē liē yah rūp banāyā huā hai .

171That form was created in order to worship Him.

171Bākī yah samajhtē haĩ ki vah hai parampitā param ātmā paramdhām mē̃ rahnē vālē .

172However, you understand that He is the Supreme Father, the Supreme Soul, who resides in the supreme abode.

172Vah paramdhām hai hamārā sweet home .

173That supreme abode is our sweet home.

173Nirākārī duniyā , mūlvatan , sūkṣhmavatan phir sthūlvatan . 174Bāp nirākārī duniyā mē̃ rahtē haĩ .

174The incorporeal world is the original home, then there is the subtle region and then the corporeal world.

175Ātmā kahtī hai ham nirvāṇdhām mē̃ jāvē̃ .

175The Father resides in the incorporeal world.

176Jahā̃ yah organs na hō̃ . 177Ātmā hī ākar śharīr dhāraṇ kartī hai .

176The soul says: I want to go to the land of nirvana where there aren't even these organs.

178Ab yah kaisē samjhāyē̃ ki ātmā kahā̃ sē jātī hai .

177A soul comes and adopts a body. 178How can you explain where souls leave a body from?

179Yah tō jāntē haĩ piṇḍ mē̃ ātmā pravēśh hōnē sē chaitanya ban jātī hai .

179You know that each soul enters a foetus which then becomes living.

180Chīz kitnī sūkṣhma hai . 181Usī mē̃ sārē saṅskār bharē huē haĩ .

180It is such a tiny soul and all his sanskars are recorded in him.

182Phir ēk-ēk janm K|kē saṅskār pragaṭ hōtē jāyēṅgē .

181Then, one by one, the sanskars of each birth emerge.

183Tō bāp samjhātē haĩ har ēk bāt kō achchhī rīti samajhnā hai .

182The Father explains: You have to understand everything very well.

184Sarasvatī key|kī bāt par bhī samjhā saktē haĩ .

183You can also explain about Saraswati.

185Vah kiskī bachchī hai  ?

184Whose daughter is she?

186Is samay tumkō tō goddess kah na sakē̃ .

185At this time, none of you can be called goddesses.

187Sarasvatī hai brahmā key|kī bēṭī .

186Saraswati is the daughter of Brahma.

188Tō jarūr vah bhī god of|off knowledge ṭhaharā|ṭhahrā .

187Therefore, he must be the God of Knowledge.

189Brahmā K|kē mukh kamal sē dikhātē haĩ gyān diyā .

188It is shown that knowledge was given through the lotus lips of Brahma.

190Tō brahmā kā bhī nām hai nā .

189Therefore, Brahma’s name is also mentioned.

191Is samay tum hō brāhmaṇ .

190At this time you are Brahmins.

192Bhal ātmā pure hōtī jātī hai parantu śharīr tō pure hō nahī̃ saktā .

191Although a soul may be becoming pure, the body cannot be pure.

193Yah tamōpradhān śharīr hai .

192This is a tamopradhan body.

194Tō bāp samjhātē haĩ - bachchē ēk dō kō sāvdhān kar unnati kō pānā hai . 195Bāp aur varsē kō yād kartē hō  ?

193The Father explains: Children, continue to caution one another and continue to make progress: Do you remember the Father and the inheritance?

196Svadarśhan chakra kō yād kartē hō  ?

194Do you remember the discus of self-realisation?

197Bābā kahtē haĩ ēk bhī aisē sāvadhānī nahī̃ dētē hōṅgē .

195Baba says: Not a single one would caution anyone in this way.

198Bāp kō yād kartē-kartē nīnd kō jītnē vālā bannā hai , ismē̃ tō bahut kamāī hai .

196By remembering the Father, you become conquerors of sleep. 197There is a lot of income earned in this.

199Kamāī mē̃ kabhī thakāvaṭ nahī̃ hōtī hai .

198There is no tiredness when earning an income.

200Parantu sthūl kām bhī karnē paṛtē haĩ isliē thakāvaṭ bhī hōtī hai .

199However, you also have to do physical work and this is why there is tiredness.

201Bāp samjhātē haĩ rāt kō bhī jāgkar bābā sē bātē̃ kartē , gyān sāgar mē̃ ḍubkī lagānī hōtī hai . 202Jaisē ēk jānvar hōtā hai , pānī mē̃ ḍubkī lagātā hai .

200The Father explains: Even stay awake at night and talk to Baba. 201You have to dive into the Ocean of Knowledge, just as an animal dives into water.

203Tō aisē ḍubkī mārnē sē , vichār sāgar manthan karnē sē dēkhtē haĩ ki bahut points ātī haĩ .

202So, by diving in this way and by churning the ocean of knowledge, you can see that you receive many points.

204Kahā̃-kahā̃ sē nikal ātī haĩ .

203They emerge from nowhere.

205Iskō kahā jātā hai rāt kō jāgkar gyān kā vichār sāgar manthan karnā .

204This is staying awake at night and churning the ocean of knowledge.

206Manuṣhya bilkul hī nahī̃ jāntē haĩ , unhō̃ kō samjhānā hai .

205People don't know anything at all, and so you have to explain to them.

207Bāp gyān kā sāgar hai , unsē varsā milnā hai .

206The Father is the Ocean of Knowledge and you are to receive the inheritance from Him.

208Jō ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm vālē satyug mē̃ thē , unhō̃ kō jarūr varsā milā hōgā nā .

207Those who belonged to the original eternal deity religion in the golden age definitely received their inheritance.

209Ab sārī rājdhānī kō varsā kaisē milā  ?

208How did the whole kingdom receive the inheritance?

210Kaliyug sē satyug hōnē mē̃ dērī tō nahī̃ lagtī .

209It doesn't take long for it to become the golden age from the iron age.

211Rāt pūrī hō din hōtā hai .

210The night comes to an end and the day begins.

212Kahā̃ iron aged world duḥkhdhām , kahā̃ vah sukhdhām .

211There is a vast difference between the iron-aged world, the land of sorrow, and that land, the land of happiness.

213Brahmā kā din aur brahmā kī rāt - kitnā phark hai  !

212There is so much difference between the night of Brahma and the day of Brahma!

214Abhī god father sē tumkō knowledge mil rahī hai .

213You are now receiving knowledge from God the Father.

215Sarasvatī kyā kartī thī  ?

214What was it that Saraswati used to do?

216Kiskō patā nahī̃ .

215No one knows.

217Bas goddess of knowledge sarasvatī kā chitra milā aur khuśh hō gayē .

216People simply received a picture of Saraswati, the Goddess of Knowledge, and they became happy with that.

218Tō unhō̃ kō sāvdhān karnā paṛtā hai .

217Therefore, you have to caution them.

219Paramātmā kā parichay dēnā paṛē .

218You have to give them God's introduction.

220Phir brahmā viṣhṇu śhaṅkar kā bhī parichay dēnā hai .

219Then you also have to give the introduction of Brahma, Vishnu and Shankar.

221Bāp nē ākar yah knowledge dē nar sē nārāyaṇ banāyā hai .

220The Father came and gave this knowledge and changed ordinary humans into Narayan.

222Baṛā yukti sē har ēk kā occupation batānā hai .

221Explain each one's occupation very tactfully.

223Sarasvatī bhī brahmā mukh vaṅśhāvalī hai .

222Saraswati is also a mouth-born creation of Brahma.

224Tō jarūr parampitā paramātmā āyā usnē brahmā dvārā mukh vaṅśhāvalī rachī .

223Therefore, the Supreme Father, the Supreme Soul, definitely came and created mouth-born creation through Brahma.

225Pahlē-pahlē knowledge kiskō dī|the  ?

224To whom did He give knowledge first of all?

226Kahtē haĩ kalaṣh sarasvatī kō diyā .

225It is said that the urn was given to Saraswati.

227Bīch sē brahmā kō gum kar diyā hai .

226They have removed Brahma from in between.

228Yah kiskō patā nahī̃ hai ki brahmā tan mē̃ ākar mātāō̃ kō kalaṣh diyā hai tō jarūr brahmā bhī suntē hōṅgē nā .

227No one knows that He entered the body of Brahma and gave the urn to the mothers. 228Therefore, Brahma too would surely listen to knowledge.

229Brahmā K|kē hāth mē̃ śhāstra bhī dikhātē haĩ .

229They have also shown scriptures in the hands of Brahma.

230Brahmā key|kī mat maśhhūr hai .

230The directions of Brahma are very well known.

231Tō vah bhī sabhī vēdō̃ śhāstrō̃ K|kē sār key|kī mat dētā hōgā .

231So, he too would give directions that are the essence of all the Vedas and scriptures.

232Brahmā dvārā śhivbābā samjhātē haĩ .

232Shiv Baba explains through Brahma.

233Brahmā kahā̃ sē āyā  ?

233Where did Brahma come from?

234Yah rath kahā̃ sē nikalā  ?

234Where did this chariot come from?

235Kōī nahī̃ jāntē .

235No one knows.

236Bābā nē abhī batāyā hai jō tum samjhā saktē hō .

236Baba has explained now to you and so you can explain it to others.

237Achchhā  !

237Achcha.

238Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

238To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

239Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

239The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

240Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

240Essence for dharna:

2411 ) rāt kō jāgkar gyān kā vichār sāgar manthan karnā hai .

241 1. Stay awake at night and churn the ocean of knowledge.

242Gyān sāgar mē̃ ḍubkī lagānī hai .

242Take a dip in the Ocean of Knowledge.

243Bāp kō yād kartē nīnd kō jītnē vālā bannā hai .

243Become conquerors of sleep by remembering the Father.

2442 ) svadarśhan chakra phirātē rahnā hai .

244 2. Continue to spin the discus of self-realisation.

245Āpas mē̃ bāp aur varsē key|kī yād dilātē ēk dō kō sāvdhān kar unnati kō pānā hai .

245Remind one another of the Father and your inheritance. 246Caution one another and continue to make progress.

Blessing

246Vardān  : svayã kō saṅgamyugī samajh vyarth kō samarth mē̃ parivartan karnē vālī samarth ātmā bhav

247Blessing: May you be a powerful soul and transform wasteful into powerful by considering yourself to be confluence aged.

247Yah saṅgamyug samarth yug hai .

248 This confluence age is a powerful age.

248Tō sadā yah smr̥iti rakhō ki ham samarth yug K|kē vāsī , samarth bāp K|kē bachchē , samarth ātmāyē̃ haĩ , tō vyarth samāpt hō jāyēgā .

249So, constantly remain aware: We live in a powerful age, we are children of the Almighty Father, we are powerful souls. 250Wastage will then finish.

249Kaliyug hai vyarth , jab kaliyug kā kinārā kar chukē , saṅgamyugī ban gayē tō vyarth sē kinārā hō hī gayā .

251The iron age is waste and since you have stepped away from the iron age and become confluence aged, you have stepped away from waste.

250Yadi sirph samay key|kī bhī yād rahē tō samay K|kē pramāṇ karma svataḥ chalē̃gē .

252If you remember even just the time, then, according to the time, you will perform actions naturally.

251Ādhākalp vyarth sōchā , vyarth kiyā , lēkin ab jaisā samay , jaisā bāp vaisē bachchē .

253For half a cycle, you had waste thoughts and you performed wasteful actions. 254However, now, as is the time, as is the Father, so are the children.

Slogan

252Slōgan  : jō sadā īśhvarīy vidhān par chaltē haĩ vahī brahmā bāp samān master vidhātā bantē haĩ .

255Slogan: Those who always follow the Godly rules are the master bestowers, the same as Father Brahma.

256*** Om Shanti ***