सोमवार 27 फ़रवरी 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
027-02-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 27/02/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp āyā hai bēhad sr̥iṣhṭi key|kī sēvā par , nark kō svarg banānā - yah sēvā kalp-kalp bāp hī kartē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, the Father has come to serve the unlimited world and to make hell into heaven. 2Only the Father does this service every cycle.
Question
2Praśhna : saṅgam key|kī kaun see|sī|C rasam sārē kalp sē nyārī hai ?
3Question: Which system of the confluence age is completely different from those of the rest of the cycle?
Answer
3Uttar : sārē kalp mē̃ bachchē bāp kō namastē kartē haĩ , lēkin saṅgam par bāp bachchō̃ kō namastē kartē haĩ .
4Answer: Throughout the whole cycle, children say “Namaste” to the Father. 5At the confluence age, the Father says “Namaste” to you children.
4Bāp kahtē haĩ maĩ tum sikīladhē bachchō̃ key|kī sēvā par upasthit huā hū̃ tō tum bachchē baṛē ṭhaharē nā .
6I am now on service of you long-lost-and-now-found, beloved children and so you children are senior to Me.
5Bāp kalp kē bād bachchō̃ kē pās ātē haĩ , sārī sr̥iṣhṭi K|kē kichṛē kō sāph kar nark kō svarg banānē .
7The Father comes to the children after a cycle to cleanse the whole world of all the rubbish and to change hell into heaven.
6Bāp jaisā nirākārī , nirahaṅkārī aur kōī hō nahī̃ saktā .
8No one else can be incorporeal and egoless in the same way as the Father.
7Bāp apnē thakē huē bachchō̃ K|kē pāṅw dabātē haĩ .
9The Father massages the feet of His tired children.
Murli
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Bāp ānē sē hī pahlē-pahlē bachchō̃ kō namastē karē yā bachchē bāp kō namastē karē̃ ?
11As soon as the Father comes, should He first say “Namaste” to the children or should the children say “Namaste” to the Father?
10 ( bachchē bāp kō namastē karē̃ ) nahī̃ , pahlē bāp kō namastē karnā paṛē .
12(The children should say namaste to the Father.) 13No. 14The Father has to say “Namaste” first.
11Saṅgamyug key|kī rasam-rivāj hī sabsē nyārī hai .
15The customs and systems of the confluence age are unique.
12Bāp khud kahtē haĩ maĩ tum sabkā bāp tumhārī service mē̃ ākar upasthit huā hū̃ .
16The Father Himself says: I, the Father of all of you, have come to serve you.
13Tō jarūr bachchē baṛē ṭhaharē nā .
17Therefore, you children are senior to Me.
14Duniyā mē̃ tō bachchē bāp kō namastē kartē haĩ .
18In the world, children say “Namaste” to their fathers.
15Yahā̃ bāp namastē kartē haĩ bachchō̃ kō .
19Here, the Father says “Namaste” to you children.
16Gāyā bhī huā hai nirākārī , nirahaṅkārī tō vah bhī dikhlānā paṛē nā .
20He is remembered as the incorporeal and egoless One and so that also has to be shown.
17Vah tō sannyāsiyō̃ K|kē charaṇō̃ mē̃ jhuktē haĩ . 18Charaṇō̃ kō chūmtē haĩ .
21People bow down at the feet of sannyasis; they even kiss their feet.
19Samajhtē kuchh bhī nahī̃ .
22They don’t understand anything.
20Bāp ātē hī haĩ bachchō̃ sē milnē - kalp kē bād .
23The Father comes to meet the children after a cycle.
21Bahut sikīladhē bachchē haĩ , isliē kahtē haĩ - mīṭhē bachchē thakē hō .
24You are long-lost-and-now-found, special children and this is why He says: Sweet children, you are tired.
22Drōpadī K|kē bhī pāṅw dabāyē haĩ nā . 23Tō servant huā nā .
25He even massaged the feet of Draupadi, and so He is the Servant.
24Vandē mātaram kisnē uchchārā hai ?
26Who said: Salutations to the mothers?
25Bāp nē .
27The Father.
26Bachchē samajhtē haĩ bāp āyā huā hai sārī sr̥iṣhṭi key|kī bēhad sēvā par .
28You children understand that the Father has come on unlimited service of the whole world.
27Sr̥iṣhṭi par kitnā kichṛā hai .
29There is so much rubbish in the world.
28Yah hai hī nark tō bāp kō ānā paṛtā hai , nark kō svarg banānē - bahut ukīr ( pyār-umaṅg ) sē ātē haĩ .
30This is hell. 31Therefore, the Father has to come to change hell into heaven. 32He comes with a lot of love and enthusiasm.
29Jāntē haĩ mujhē bachchō̃ key|kī sēvā mē̃ ānā hai .
33He knows that He has to come to serve you children.
30Kalp-kalp sēvā par upasthit hōnā hai .
34He comes on service every cycle.
31Jab vah khud ātē haĩ tab bachchē samajhtē haĩ bāp hamārī sēvā mē̃ upasthit huē haĩ .
35When He comes, you children understand that the Father has come to serve you.
32Yahā̃ baiṭhē sabhī key|kī sēvā hō jātī hai .
36While sitting here, He serves everyone.
33Aisē nahī̃ sabkē pās|pass jātā hōgā .
37It isn’t that He would go to everyone.
34Sarvavyāpī kā arth|earth bhī nahī̃ jāntē .
38People don’t know the meaning of “omnipresence”.
35Sārī sr̥iṣhṭi kā kalyāṇkārī dātā tō ēk hai nā .
39The benevolent Bestower of the whole world is One.
36Unkī bhēṇṭ mē̃ manuṣhya kōī sēvā kar na sakē̃ .
40Human beings cannot serve in the same way as He does.
37Unkī hai bēhad key|kī sēvā .
41His service is unlimited.
38Gīt : jāg sajniyā̃ jāg …
42Song:Awaken o brides!
39Ōm śhānti .
43Awaken!
40Dēkhō kitnā achchhā gīt hai .
44The new age is about to come. 45Om shanti.
41Nav yug aur purānā yug . . . . yugō̃ par bhī samjhānā chāhiē .
46The song is so good: the new age and the old age. 47You have to explain the ages.
42Yug bhāratvāsiyō̃ kē liē hī haĩ .
48The ages are for the people of Bharat.
43Bhāratvāsiyō̃ sē vah suntē haĩ ki satyug , trētā hōkar gayē haĩ kyōṅki vah tō ātē haĩ dvāpar mē̃ .
49They hear from people of Bharat that the golden and silver ages existed in the past because they themselves come in the copper age.
44Tō aurō̃ sē suntē haĩ prāchīn khaṇḍ bhārat thā , usmē̃ dēvī-dēvtāyē̃ rājya kartē thē .
50So, they hear from others that the deities used to rule over the ancient land of Bharat.
45Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā , abhī nahī̃ hai .
51There used to be the original eternal deity religion. 52That doesn’t exist now.
46Gāyā jātā hai brahmā dvārā sthāpanā , viṣhṇu dvārā pālnā karātē haĩ .
53It is remembered that He carries out establishment through Brahma and sustenance through Vishnu.
47Kartē nahī̃ haĩ , karātē haĩ . 48Tō yah hai unkī mahimā .
54He doesn’t do that Himself, but He carries it out through others.
49Vāstav mē̃ unkō pahlē rachnā rachnī hai sūkṣhmavatan key|kī kyōṅki creator hai .
55Therefore, this is His praise. 56In fact, He first has to create the creation of the subtle region because He is the Creator.
50Gītā kē liē tō sab kahtē haĩ sarv śhāstramaī śhirōmaṇī śhrīmad bhagavat gītā .
57Everyone says of the Gita that it is the jewel of all scriptures, that it is the mother of all scriptures.
51Parantu bhagvān kā nām nahī̃ jāntē , kaun sā bhagvān ?
58However, they don’t know the name of God or who God is.
52Vyās ādi śhāstra banānē vālō̃ nē śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai .
59Vyas etc., who created the scriptures, inserted Shri Krishna’s name.
53Gītā tō dēvī-dēvtā dharm key|kī māī|my bāp hai .
60The Gita is the mother and father of the deity religion.
54Bākī sab bād mē̃ āyē .
61All the rest came after it.
55Tō yah huī prāchīn .
62So that is an ancient one.
56Achchhā bhagvān nē gītā kab sunāī ?
63Achcha. 64When did God speak the Gita?
57Jarūr sabhī dharm hōnē chāhiē .
65All the religions must definitely have existed at that time.
58Sabhī dharmō̃ kē liē vāstav mē̃ ēk gītā hai mukhya .
66In fact, the one Gita is the main one for all religions.
59Sab dharm vālō̃ kō mānnā chāhiē . 60Parantu māntē kahā̃ haĩ .
67Those of all religions should believe in it, but they don’t.
61Musalmān , kriściyan ādi baṛē kaṭṭar haĩ .
68Those of Islam and the Christians are very strict in their religions.
62Vah apnē dharm śhāstra kō hī māntē haĩ .
69They only believe in their own religious scriptures.
63Jab mālūm paṛtā hai ki gītā prāchīn hai tab maṅgātē haĩ . 64Parantu yah tō jāntē nahī̃ ki bhagvān nē gītā kab sunāī ?
70When they come to know that the Gita is an ancient scripture, they ask for it to be brought (from India), but they don’t know when God spoke the Gita.
65Chinmayānand kahtē haĩ 3500 varṣh before Christ , gītā K|kē bhagvān nē gītā sunāī .
71Chimiyananda said that the God of the Gita spoke the Gita 3500 years before Christ.
66Ab 3500 varṣh pahlē tō yah dharm thē hī nahī̃ . 67Phir sabhī dharmō̃ kā vah śhāstra kaisē hō saktā .
72However, that religion didn’t even exist 3500 years ago so how could that be the scripture of all the religions?
68Is samay tō sabhī dharm haĩ .
73All the religions exist at this time.
69Sabhī dharmō̃ key|kī gītā dvārā sadgati karnē bāp āyā huā hai .
74The Father has come to grant salvation to all the religions through the Gita.
70Gītā bāp key|kī uchchārī huī hai .
75The Gita was spoken by the Father.
71Usmē̃ bāp kē badlē bachchē kā nām ḍāl muśhkilāt kar dī hai .
76They have made it difficult by mentioning the name of the child instead of the Father’s.
72Issē siddha nahī̃ hōtā ki śhivrātri kab manāyē ?
77It doesn’t tell them when to celebrate Shiv Ratri.
73Śhiv jayantī aur kr̥iṣhṇa jayantī lagbhag hō jātī .
78Shiv Jayanti and Krishna Jayanti come at approximately the same time.
74Śhiv jayantī samāpt hōtī aur kr̥iṣhṇa kā janm hō jātā .
79When Shiv Jayanti ends, Krishna takes birth.
75Kabhī bhī śhrīkr̥iṣhṇa gyān yagya nahī̃ gāyā jātā .
80It is never said, “The sacrificial fire of the knowledge of Shri Krishna.”
76Rūdra gyān yagya gāyā jātā hai , unsē hī vināśh jvālā prajjavalit huī .
81They say: The sacrificial fire of the knowledge of Rudra. 82The flames of destruction emerged from that.
77Sō tō barōbar dēkh rahē hō .
83You are truly seeing that.
78Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī phir sē sthāpanā hō rahī hai .
84The original eternal deity religion is once again being established.
79Phir aur dharm rahē̃gē nahī̃ .
85Other religions will not exist then.
80Kr̥iṣhṇa bhī tab āyē jabki sabhī dharm na hō .
86Krishna will also come when none of the other religions exist.
81Yah bhī samajh key|kī bāt hai nā .
87This too is a matter of understanding.
82Satyug mē̃ sūryavanśhī dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā tō jarūr thōṛē manuṣhya hōṅgē .
88There used to be the kingdom of sun-dynasty deities in the golden age, and so there must definitely have been fewer people then.
83Bākī sab ātmāyē̃ muktidhām mē̃ rahtī haĩ .
89All the rest of the souls were residing in the land of liberation.
84Bhagvān sē tō sabkō milnā hōtā hai nā .
90Everyone has to meet God.
85Bāp kō salām tō karē̃gē nā .
91They would salute the Father, would they not?
86Bāp bhī phir sē ākar salām kartē haĩ bachchō̃ kō . 87Bachchē phir bāp kō kartē haĩ .
92The Father comes once again and salutes the children, and the children then salute the Father.
88Is samay bāp chaitanya mē̃ āyā huā hai .
93The Father has come in the living form at this time.
89Phir vahā̃ sabhī ātmāyē̃ bāp sē milēgī jarūr .
94Then, all souls will definitely meet the Father there.
90Sabkō bhagvān sē milnā jarūr hai .
95Everyone definitely has to meet God.
91Kahā̃ milē ?
96Where will they meet Him?
92Yahā̃ tō mil na sakē̃ kyōṅki kōṭō̃ mē̃ kōī , kōī mē̃ bhī kōī hī āyēṅgē .
97They cannot meet Him here, because only a handful out of multimillions and only a few of that handful, will come.
93Tō sab bhakta kab aur kahā̃ milē̃gē ?
98Therefore, where and when would all the devotees meet Him?
94Jahā̃ sē bhagvān sē bichhuṛē haĩ , vahā̃ hī jākar milē̃gē .
99They will meet Him in the place where they separated from Him.
95Bhagvān kā nivās sthān hai hī paramdhām .
100The residence of God is the supreme abode (paramdham).
96Bāp kahtē haĩ maĩ sabhī bachchō̃ kō paramdhām lē jātā hū̃ - duḥkh sē liberate kar .
101The Father says: I take all the children back to the supreme abode after liberating them from sorrow.
97Yah kām unkā hī hai .
102This is His only task.
98Abhī tō dēkhō anēk bhāṣhāyē̃ haĩ .
103There are now innumerable languages.
99Agar saṅskr̥it bhāṣhā śhurū karē̃ tō itnē yah sab kaisē samajhē̃ .
104If the Sanskrit language were to be used, how would so many people be able to understand?
100Ājkal gītā saṅskr̥it mē̃ kaṇṭha karā dētē haĩ .
105Nowadays, people recite the Gita in Sanskrit.
101Bahut achchhī gītā gātē haĩ saṅskr̥it mē̃ .
106Many people sing the Gita very well in Sanskrit.
102Ab ahilyāyē̃ , kubjāyē̃ , ablāyē̃ . . . saṅskr̥it kahā̃ jāntī . 103Hindī bhāṣhā tō common hai .
107None of those with hunchbacks and stone intellects or innocent ones etc. know Sanskrit.
104Hindī kā prachār jāstī hai .
108Hindi is a common language.
105Bhagvān bhī hindī mē̃ sunā rahē haĩ .
109Hindi is used a lot more. 110God too speaks in Hindi.
106Vah tō gītā K|kē adhyāy batlātē haĩ , inkē adhyāy kaisē banā sakē̃gē .
111Those people show the different chapters of the Gita.
107Yah tō śhurū sē lēkar murlī chaltī rahtī hai .
112How could you make chapters of this?
108Bāp kō ānā hī hai patit sr̥iṣhṭi kō pāvan banānē .
113The murli has continued from the beginning.
109Heavenly god father tō jarūr svarg hī create karēgā .
114The Father has to come to make the impure world pure.
110Nark thōṛēhī rachēgā , nark key|kī sthāpanā rāvaṇ kartē haĩ .
115Heavenly God, the Father, would surely create heaven. 116He wouldn’t create hell.
111Svarg key|kī sthāpanā bāp kartē , unkā right nām śhiv hī hai .
117Ravan establishes hell and the Father establishes heaven.
112Śhiv arthāt bindī .
118His right name is Shiva.
113Ātmā hī bindī hai nā .
119“Shiva” means a point.
114Star kyā hai ?
120A soul is a point.
115Kitnā chhōṭā hai ?
121What is a star?
116Aisē thōṛēhī ātmāyē̃ ūpar jāyēṅgī tō baṛī hō jāyēṅgī .
122It is so tiny! 123It isn’t that when souls go up above, they become big.
117Yah tō bhrakuṭī kē bīch mē̃ niśhānī dikhātē haĩ .
124They just show a symbol of it in the centre of the forehead.
118Kahtē bhī haĩ bhrakuṭī kē bīch mē̃ chamaktā hai ajab sitārā .
125It is said that a wonderful star sparkles in the centre of the forehead.
119Tō jarūr bhrakuṭī mē̃ itnī chhōṭī ātmā hī rah sakēgī .
126Therefore, it would surely only be a tiny soul that could live in a forehead.
120Tō jaisē ātmā hai vaisē paramātmā .
127As is a soul, so the Supreme Soul.
121Parantu wonder yah hai jō har ēk itnī chhōṭī ātmā mē̃ sabhī janmō̃ kā part bharā huā hai .
128However, the wonder is that every tiny soul has his part of all his births recorded in him.
122Jō kabhī ghistā nahī̃ hai , for ever chaltā rahēgā .
129That part is never erased; it continues for ever.
123Kitnī guhya bātē̃ haĩ .
130This is such a deep thing.
124Āgē kab yah bātē̃ sunāī thī kyā ?
131Did Baba tell you these things earlier?
125Āgē tō kahtē thē liṅg rūp hai , aṅguṣhṭhākār hai .
132Earlier, He said that a soul has the form of a lingam, that it is thumb shaped.
126Pahlē hī agar yah bātē̃ sunātē tō tum samajh nahī̃ saktē .
133If Baba had told you this earlier, you wouldn’t have been able to understand it.
127Abhī buddhi mē̃ baiṭhtā hai .
134It has now sat in your intellects.
128Star tō sab kahē̃gē . 129Sākṣhātkār bhī star kā hōtā hai .
135Everyone speaks of a star and they even have visions of a star.
130Tumkō sākṣhātkār kis chīz kā chāhiē ?
136What do you want a vision of?
131Naī duniyā kā .
137The new world.
132Naī duniyā svarg rachtē haĩ bāp .
138The Father creates the new world of heaven.
133Vahī sabkō bhēj dēgē .
139He sends everyone there.
134Khud ēk hī bār ātē haĩ .
140He Himself only comes here once.
135Ab manuṣhya māṅgtē haĩ śhānti kyōṅki sabhī śhānti mē̃ hī jānē vālē haĩ .
141People now ask for peace because everyone is going to go into peace.
136Kahtē haĩ sukh kāg viṣhṭā samān hai .
142They say that happiness is like the droppings of a crow.
137Gītā mē̃ tō hai rājyōg . . . . jissē rājāō̃ kā rājā bantē haĩ .
143It says in the Gita that, through Raj Yoga, you become a king of kings.
138Jō kahtē haĩ sukh kāg viṣhṭā samān hai tō unkō rājāī kaisē milē .
144How could those who say that happiness is like the droppings of a crow receive a kingdom?
139Yah tō pravr̥itti mārg key|kī bāt hai .
145This is a matter of the family path.
140Sannyāsī tō gītā kō bhī uṭhā na sakē .
146Sannyasis cannot take up the Gita.
141Bāp kahtē haĩ sannyās dō prakār K|kē haĩ .
147The Father says: There are two types of renunciation.
142Yū̃ tō sannyāsiyō̃ mē̃ bhī bahut prakār K|kē haĩ .
148In fact, even among the sannyasis, there are many types.
143Yahā̃ tō ēk hī prakār kā sannyās hai .
149Here, there is just the one type of renunciation.
144Tum bachchē purānī duniyā kā sannyās kartē hō .
150You children renounce the old world.
145Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē , kamal fool|phūl samān rahnā hai .
151While living at home with your families, you have to live like a lotus.
146Kaisē rahtē haĩ , sō inhō̃ sē pūchhō .
152Ask these people how is it possible to live like this.
147Bahut haĩ jō aisē rahtē haĩ .
153There are many who live like this.
148Sannyāsiyō̃ kā yah kām nahī̃ hai .
154This is not the work of sannyasis.
149Nahī̃ tō khud kyō̃ gharbār chhōṛtē .
155Why else would they leave their households?
150Charity begins at home .
156Charity begins at home.
151Pahlē-pahlē tō strī kō sikhlāyē̃ .
157First of all, they should teach their wives.
152Śhivbābā bhī kahtē haĩ pahlē-pahlē maĩ apnī strī ( sākār brahmā ) kō samjhātā hū̃ nā .
158Shiv Baba too says: I first of all explain to My wife (sakar Brahma).
153Charity begins at home .
159Charity begins at home.
154Śhivbābā kā yah chaitanya home|hōm hai .
160This is the living home of Shiv Baba.
155Pahlē-pahlē yah strī sīkhtī phir unsē adopted children number-vār sīkh rahē haĩ .
161First of all, this wife learns and then all the adopted children learn from him, numberwise.
156Yah baṛī guhya bātē̃ haĩ .
162These are very deep matters.
157Sabhī śhāstrō̃ mē̃ mukhya śhāstra hai gītā .
163The principal scripture of all is the Gita.
158Parantu gītā śhāstra sē kōī prērṇā nahī̃ kartē haĩ .
164However, no one takes inspiration from the Gita. 165He has to come here.
159Vah tō yahā̃ ātē haĩ , yādgār bhī haĩ . 160Śhiv K|kē anēk mandir haĩ .
166There are also His memorials; there are many temples to Shiva.
161Khud kahtē haĩ maĩ sādhāraṇ brahmā tan mē̃ ātā hū̃ .
167He Himself says: I enter the body of the ordinary Brahma.
162Yah apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē .
168He does not know his own births.
163Ēk key|kī bāt tō hai nahī̃ .
169It is not a matter of just one.
164Sabhī brahmā mukh vaṅśhāvalī baiṭhē haĩ .
170All of you sitting here are the mouth-born creation of Brahma.
165Sirph is ēk kō hī bāp samjhāyē , parantu nahī̃ .
171It is not a question of explaining to just one.
166Brahmā mukh dvārā tum brāhmaṇ rachē gayē sō tō brāhmaṇō̃ kō hī samjhātē haĩ .
172No; you Brahmins have been created through the mouth of Brahma. 173Therefore, He only explains to you Brahmins.
167Yagya hamēśhā brāhmaṇō̃ dvārā hī chaltā hai .
174A sacrificial fire is always looked after by brahmin priests.
168Un gītā sunānē vālō̃ kē pās brāhmaṇ haĩ nahī̃ , isliē vah yagya bhī nahī̃ ṭhaharā|ṭhahrā .
175The people who relate the Gita don’t have brahmin priests and this is why those are not sacrificial fires.
169Yah tō baṛā bhārī yagya hai .
176This is a huge sacrificial fire.
170Bēhad K|kē bāp kā bēhad kā yagya hai .
177This is the unlimited sacrificial fire of the unlimited Father.
171Kab sē ḍēgiyā̃ chaṛhtī āī haĩ .
178The pots have been on the fire for a long time.
172Abhī tak bhaṇḍārā chaltā hī rahtā hai .
179The bhandara is still continuing.
173Samāpt kab hōgā ?
180When will it end?
174Jab sārī rājdhānī sthāpan hō jāyēgī .
181When the whole kingdom has been established.
175Bāp kahtē haĩ tumkō vāpis lē jāyēṅgē .
182The Father says: I will take you back with Me.
176Phir number-vār part bajānē bhēj dēgē .
183I will then send you to play your parts, numberwise.
177Aisē aur tō kōī kah na sakē ki ham tumhārā paṇḍā hū̃ , tumkō lē jāūṅgā .
184No one else can say: I am your Guide and I will take you back.
178Jō bhī patit manuṣhya haĩ , sabkō pāvan banākar lē jātē haĩ .
185He purifies all the impure human beings and takes them back.
179Phir apnē-apnē dharm sthāpan karnē samay pāvan ātmāyē̃ ānā śhurū kartī haĩ .
186Pure souls will then begin to come down at their own times to establish their own religions.
180Anēk dharm abhī haĩ . 181Bākī ēk dharm nahī̃ hai , phir ādhākalp kōī śhāstra nahī̃ rahtā .
187There are now innumerable religions but the one religion doesn’t exist now. 188Then, for half the cycle, there won’t be any scriptures.
182Tō gītā sab dharmō key|kī , sab śhāstrō̃ key|kī śhirōmaṇī hai kyōṅki issē hī sabkī gati sadgati hōtī hai .
189Out of all the religions and all the scriptures, the Gita is the main scripture because it is through this that everyone receives liberation and salvation.
183Tō samjhānā chāhiē - sadgati hai bhāratvāsiyō̃ key|kī , bākī gati tō sabkī hōtī hai .
190Therefore, you should explain that the people of Bharat receive salvation and that everyone else receives liberation.
184Bhāratvāsiyō̃ mē̃ bhī gyān vah lētē haĩ jō pahlē-pahlē paramātmā sē alag huē haĩ , vahī pahlē gyān lē̃gē .
191Among the people of Bharat, those who separated from the supreme abode first are the ones who will take knowledge first.
185Vahī phir pahlē-pahlē jānā śhurū karē̃gē .
192They will be the first ones to go back.
186Number-vār phir sabkō ānā hai .
193Then, everyone has to come down, numberwise.
187Satō rajō tamō sē tō sabkō pār karnā hai .
194Everyone has to go through the stages of sato, rajo and tamo.
188Abhī kalp key|kī āyu pūrī huī hai . 189Sabhī ātmāyē̃ hājir haĩ .
195The duration of the cycle has now come to an end and all souls are present here.
190Bāp bhī ā gayā hai .
196The Father too has come.
191Harēk kō apnā part bajānā hai .
197Each one has to play his own part.
192Nāṭak mē̃ sabhī actors ikaṭṭhē tō nahī̃ ātē , apnē-apnē time par ātē haĩ .
198Not all actors in a play come onto the stage at the same time; they all come at their own times.
193Bāp nē samjhāyā hai number-vār kaisē ātē haĩ .
199The Father has explained to you how they all come down, numberwise.
194Varṇō̃ kā rāz bhī samjhāyā hai . 195Chōṭī tō brāhmaṇō̃ kī hai .
200The secret of the castes has also been explained to you.
196Parantu brāhmaṇō̃ kō bhī rachnē vālā kaun hai ?
201The topknot is Brahmins, but who created Brahmins?
197Śhūdra tō nahī̃ rachē̃gē .
202Shudras wouldn’t create them.
198Chōṭī kē ūpar phir brāhmaṇō̃ kā bāp brahmā .
203Above the topknot is Brahma, the father of the Brahmins.
199Brahmā kā bāp phir hai śhivbābā .
204The Father of Brahma is Shiv Baba.
200Tō tum hō śhiv vãnśhī brahmā mukh vaṅśhāvalī .
205Therefore, you are the mouth-born creation of Brahma, the dynasty of Shiva.
201Tum brāhmaṇ phir sō dēvtā banē̃gē .
206You Brahmins will then become deities.
202Varṇō̃ kā hisāb samjhānā hai .
207The account of the castes has to be explained.
203Bachchō̃ kō rāy bhī dī jātī hai .
208Advice is given to you children.
204Yah tō jāntē haĩ sab ēk jaisē hōśhiyār tō nahī̃ haĩ .
209You know that not everyone is clever to the same extent.
205Kōī nayē kē āgē vidvān paṇḍit ādi debate karē̃gē tō vah samjhā nahī̃ sakē̃gē .
210If a scholar or pundit debates with a new teacher, she wouldn’t be able to explain.
206Tō kah dēnā chāhiē ki maĩ naī hū̃ .
211Therefore, she should say: I am still new.
207Āp phalānē time par ānā phir hamārē sē baṛē āpkō ākar samjhāyēṅgē , mērē sē tīkhē aur haĩ .
212Come at such-and-such a time and my senior sister will explain to you. 213There are others who are cleverer than I.
208Class mē̃ number-vār hōtē haĩ nā .
214All are numberwise in a class.
209Dēh-abhimān mē̃ nahī̃ ānā chāhiē .
215You should not become body conscious.
210Nahī̃ tō ābrū ( ijjat ) chalī jātī hai .
216Otherwise, you will lose Baba’s honour.
211Kahtē haĩ be|B . K|kē . tō pūrā samjhā nahī̃ saktē , isliē dēh-abhimān chhōṛ refer karnā chāhiē aur taraph .
217They would then say that the BKs are not able to explain fully. 218Therefore, you should let go of body consciousness and refer them to others.
212Bābā bhī kahtē haĩ nā ham ūpar sē pūchhē̃gē .
219Baba also says: I will ask up above.
213Paṇḍit lōg tō baṛā māthā kharāb karē̃gē .
220Pundits would spoil your head a lot.
214Tō unkō kahnā chāhiē - maĩ sīkh rahī hū̃ , māph kariyē .
221Therefore, you should tell them: Forgive me, but I am still studying.
215Āp kal ānā tō hamārē baṛē bhāī-bahinē̃ āpkō samjhāyēṅgē .
222Come tomorrow and my senior brother or sister will explain to you.
216Mahārathī , ghōṛēsavār , pyādē tō haĩ nā .
223There are elephant riders, horse riders and infantry.
217Kinhō̃ key|kī śhēr par savārī bhī hai .
224Some are even riding lions.
218Śhēr sabsē tīkhā hōtā hai .
225A lion is the fiercest of all.
219Jaṅgal mē̃ akēlā rahtā hai .
226It lives alone in a jungle.
220Hāthī hamēśhā jhuṇḍ mē̃ rahtā hai .
227Elephants always live in a herd.
221Akēlā hōgā tō kōī mār bhī dē .
228If an elephant is alone someone would even kill it.
222Śhēr tīkhā hōtā hai .
229A lion is very fierce.
223Śhaktiyō̃ key|kī bhī śhēr par savārī hai .
230Shaktis are shown riding lions.
224Tumhārī mission bhī bāhar nikalnī hai .
231Your mission also has to go outside (abroad).
225Parantu bābā dēkhtē haĩ pān kā bīṛā uṭhānē vālā kaun hai ?
232However, Baba is looking to see who will take the initiative.
226Prāchīn dēvtā dharm kisnē sthāpan kiyā - vah siddh kar batānā hai .
233You have to explain to people who it was that established the ancient deity religion.
227Bahut tō god goddess bhī kahtē haĩ .
234Many speak of gods and goddesses.
228Vah samajhtē haĩ god-goddess alag haĩ , īśhvar alag hai .
235They believe that gods and goddesses are different from God.
229Lakṣhmī-nārāyaṇ kō bhagvān bhagvatī kahtē haĩ . 230Parantu law K|kē viruddha hai .
236Lakshmi and Narayan are called a god and goddess, but that is against the law.
231Vah tō haĩ dēvī-dēvtāyē̃ .
237They are deities.
232Agar lakṣhmī-nārāyaṇ kō bhagvān bhagvatī kahtē tō brahmā viṣhṇu śhaṅkar kō pahlē bhagvān kahnā paṛē .
238If you called Lakshmi and Narayan a god and goddess, you would then also have to call Brahma, Vishnu and Shankar gods.
233Samajh bhī chāhiē .
239Understanding is required.
234Achchhā !
240Achcha.
235Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
241To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
236Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
242The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
237Dhārṇā kē liē mukhya sār :
243Essence for dharna:
2381 ) dēh-abhimān chhōṛ apnē sē baṛō̃ kō āgē karnā hai .
244 1. Renounce body consciousness and keep your elders in front of you.
239Bāp samān nirahaṅkārī bannā hai .
245Become egoless like the Father.
2402 ) charity begins at home . . . pahlē apnē gr̥ihastha vyavahār kō kamal fool|phūl samān banānā hai .
246 2. 2. Charity begins at home. 247First of all, make your family like a lotus.
241Ghar mē̃ rahtē huē buddhi sē purānī duniyā kā sannyās karnā hai .
248While living at home, forget the old world from your intellect.
Blessing
242Vardān : sambandh mē̃ santuṣhṭatā rūpī svachchhatā kō dhāraṇ kar sadā halkē aur khuśh rahnē vālē sachchē puruṣhārthī bhav
249Blessing: May you be a true effort-maker and imbibe contentment in the form of cleanliness in your relationships and remain constantly light and happy.
243Sārē din mē̃ variety ātmāō̃ sē sambandh hōtā hai .
250 Throughout the day you have relationships with a variety of souls.
244Usmē̃ check karō ki sārē din mē̃ svayã key|kī santuṣhṭatā aur sambandh mē̃ ānē vālī dūsrī ātmāō̃ key|kī santuṣhṭatā key|kī percentage kitnī rahī ? 245Santuṣhṭatā key|kī niśhānī svayã bhī man sē halkē aur khuśh rahē̃gē aur dūsrē bhī khuśh rahē̃gē .
251Check in those what the percentage of contentment was in yourself and in the other souls in relationship with you throughout the day. 252The sign of contentment is that you yourself will be light and happy in your mind and the others too will be happy. 253Cleanliness in relationships means contentment.
246Sambandh key|kī svachchhatā arthāt santuṣhṭatā yahī sambandh key|kī sachchāī aur saphāī hai , isliē kahtē haĩ sach tō biṭhō nach .
254This is through honesty and cleanliness in those relationships. 255This is why it is said: When there is truth, the soul dances.
247Sachchā puruṣhārthī khuśhī mē̃ sadā nāchtā rahēgā .
256A true effort-maker will continue to dance in happiness.
Slogan
248Slōgan : jinhē̃ kisī bhī bāt kā gam nahī̃ , vahī bēgampur K|kē bēphikr bādśhāh haĩ .
257Slogan: Those who have no type of sorrow about anything are carefree emperors in the land without sorrow.
258*** Om Shanti ***