बुधवार 8 मार्च 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

008-03-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 08/03/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - sabkō sukh dēnē vālā bhōlā vyāpārī ēk bāp hai , vahī tumhārī sab purānī chījē̃ lēkar naī dētē haĩ , unkī hī pūjā hōtī hai ' '

1Essence: Sweet children, only the one Father is the innocent Businessman who gives everyone happiness. 2He takes all your old things and gives you new things. 3He alone is worshipped.

Question

2Praśhna  : tumhārī godly missionary kā kartavya kyā hai  ? 3Tumhē̃ kaun see|sī|C sēvā karnī hai  ?

4Question: What is the duty of your Godly mission? 5What service do you have to do?

Answer

4Uttar  : tumhārā kartavya hai - sabhī manuṣhya mātra kā kalyāṇ karnā .

6Answer: Your duty is to benefit all human beings, to give everyone the Father's message, to make them satopradhan from tamopradhan.

5Sabkō tamōpradhān sē satōpradhān banānē kē liē bāp kā sandēśh dēnā . 6Tum sabkō bōlō ki svarg sthāpan kartā bāp kō yād karō tō tumhārā kalyāṇ hōgā .

7Tell everyone: Remember the Father who establishes heaven and you will be benefited. 8You have to give everyone the aim.

7Tumhē̃ sabkō lakṣhya dēnā hai . 8Jō dēvtāō̃ kō mānnē vālē , tumhārē kul K|kē hōṅgē vah in sab bātō̃ kō samajhē̃gē .

9Those who believe in the deities and who belong to your clan will understand all of these things.

9Tumhārī haĩ rūhānī bātē̃ .

10All of your matters are spiritual.

Song

10Gīt  : bhōlēnāth sē nirālā …

11Song: No one is unique like the Innocent Lord.

Murli

11Ōm śhānti .

12Om shanti.

12Bhōlānāth śhivbābā baiṭh samjhātē haĩ .

13The Innocent Lord, Shiv Baba, sits here and explains to you.

13Bhōlānāth sirph ēk śhivbābā hai .

14Only one Shiv Baba is the Innocent Lord.

14Gaurīnāth jō kahtē haĩ , gaurī kōī ēk pārvatī nahī̃ hōtī .

15When people speak of "Gaurinath" (Lord of Parvati), "Gauri" is not just one Parvati.

15Gaurīnāth yā babulnāth arthāt babul jaisē kāṇṭō̃ kō fool|phūl aur jō sānvarē ban paṛē haĩ unkō gōrā banānē vālē haĩ .

16Gaurinath or Babulnath - the One who changes thorns into flowers is the One who makes beautiful those who have become ugly.

16Mahimā sārī hai hī ēk key|kī .

17All the praise is of just the One.

17Yah hai manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ vā drama .

18This is the human world tree, that is, it is the drama.

18Jab drama kahā jātā hai tō unmē̃ jō mukhya actors haĩ vah jarūr yād ātē haĩ .

19When you recall a drama, you definitely remember its main actors.

19Mukhya jarūr hero heroine key|kī jōṛī hōtī hai .

20There is definitely the main couple of the hero and heroine.

20Yahā̃ bhī mukhya kōī jarūr chāhiē .

21Here, too, someone is definitely needed to be the main one.

21Māt-pitā nāmīgrāmī haĩ .

22The Mother and Father are well known.

22Sūkṣhmavatan mē̃ kahtē haĩ śhaṅkar pārvatī haĩ .

23People say that Shankar and Parvati are in the subtle region.

23Brahmā kā kiskō pūrā mālūm nahī̃ hai .

24No one has full knowledge of Brahma.

24Brahmā sarasvatī kah dētē haĩ , parantu vah kōī jōṛī hai nahī̃ .

25They speak of Brahma and Saraswati, but they are not a couple.

25Vāstav mē̃ śhaṅkar pārvatī key|kī bhī jōṛī hai nahī̃ .

26In fact, Shankar and Parvati are not a couple either.

26Viṣhṇu kō bhī duniyā nahī̃ jāntī .

27The world doesn't know Vishnu.

27Unkō jō alaṅkār dikhātē haĩ vah bhī unkē nahī̃ haĩ .

28The ornaments they have shown on him do not belong to him.

28Yahā̃ lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī jōṛī kahē̃gē .

29Here, you would say that there is the couple, Lakshmi and Narayan.

29Ab sabhī sē bhōlānāth unkō kahā jātā hai jō bahut sukh dēnē vālā hai .

30The most innocent of all is the One who gives a lot of happiness.

30Bhōlānāth vyāpārī bhī hai .

31He is also the Innocent Businessman.

31Hamsē purānī chīz lēkar naī dētā hai .

32He takes all the old things from us and gives us new things.

32Pahlē-pahlē buddhi mē̃ ānā chāhiē - sabhī sē ūñch tē ūñch kaun  ?

33First of all, it should enter your intellects who the highest of all is.

33Sabsē adhik sukh dēnē vālā kaun  ?

34Who is the One who gives the maximum happiness?

34Jō bahutō̃ kō sukh dētē haĩ unkī pūjā bhī hōtī hai .

35The One who gives happiness to many is worshipped.

35Tō yah sab vichār sāgar manthan karnē key|kī bātē̃ haĩ .

36All of these things have to be churned.

36Vichār sāgar manthan kā nām bahut bālā hai .

37Churning the ocean of knowledge is very well known.

37Tō vichār kiyā jātā hai manuṣhyō̃ mē̃ ūñch tē ūñch haĩ lakṣhmī-nārāyaṇ , achchhā unhōnnē kyā sukh diyā hai , jō manuṣhya unkā nām lētē haĩ yā unkī pūjā kartē haĩ  ?

38So, think about it, the highest human beings are Lakshmi and Narayan. 39OK, what happiness did they give that people remember their names or worship them?

38Vāstav mē̃ unhōnnē sukh tō kōī bhī nahī̃ diyā hai .

40In fact, they did not give any happiness.

39Hā̃ vē|way sukhdhām K|kē mālik thē , parantu unhō̃ kō aisā banāyā kisnē  ?

41Yes, they were the masters of the land of happiness, but who made them like that?

40Inkē pahlē vah kahā̃ thē  ?

42Where were they before they became that?

41Agar bābā unhō̃ kō aisā nahī̃ banātā tō vē|way kahā̃ hōtē  !

43If Baba hadn't made them become that, where would they have been?

42Yah sab tō bachchō̃ kō mālūm hai .

44You children know all of this.

43Ātmā tō kabhī vināśh hōtī nahī̃ .

45Souls are never destroyed.

44Unhō̃ kō aisā kām kisnē sikhlāyā jō itnā ūñch banē̃  ?

46Who taught them to perform such actions that they became so elevated?

45Jarūr kōī śhikṣhā milī hai  !

47They must surely have received some teachings.

46Duniyā nahī̃ jāntī vah past mē̃ kaun thē .

48The world doesn't know who they were in their past.

47Tum ab jāntē hō lakṣhmī-nārāyaṇ 84 janm bhōg ant mē̃ brahmā sarasvatī bantē haĩ .

49You now know that Lakshmi and Narayan take 84 births and that, at the end, they then become Saraswati and Brahma.

48Tō kyā lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī mahimā gāī jāē yā unhō̃ kō jō purūṣhārth karānē vālā hai athavā prālabdh dēnē vālā hai unkī mahimā kī jāē  ?

50So, should Lakshmi and Narayan be praised, or should the One who inspired them to make effort, the One who gave them their reward, be praised?

49Kitnī guhya bātē̃ haĩ .

51These are such deep matters!

50Samjhānā hai ki lakṣhmī-nārāyaṇ kyā karkē gayē  ?

52You have to explain what Lakshmi and Narayan did when they existed.

51Unkī bhī sārī rājdhānī chalī hai . 52Parantu gāyan sirph ēk kā hī chalā ātā hai .

53Their whole kingdom continued, but the praise of just the first one has continued.

53Śhaṅkarāchārya nē ākar sannyāsiyō̃ key|kī rachnā rachī , phir unhō̃ key|kī pālnā bhī key|kī .

54Shankaracharya came and created the creation of sannyasis and then also sustained them.

54Phir jab tamōpradhān avasthā kō pātē haĩ tō unhē̃ satōpradhān kaun banāyē  ?

55Then he too reached the tamopradhan stage. 56So, who can make him satopradhan?

55Māyā nē sabkō tamōpradhān banāyā hai .

57Maya has made everyone tamopradhan.

56Lakṣhmī-nārāyaṇ jō satōpradhān thē phir chakra lagākar tamōpradhān mē̃ ātē haĩ .

58Lakshmi and Narayan too were satopradhan. 59They then went around the cycle and became tamopradhan.

57Har ēk kā aisē hōtā hai . 58Bhal kitnē bhī baṛē martabē vālā hō - satō , rajō , tamō sē har ēk kō pās|pass karnā hai .

60It is the same for each and every one: no matter how big a status someone has, everyone has to pass through the stages of sato, rajo and tamo.

59Is samay sab patit haĩ .

61At this time, all are impure.

60Tō tamōpradhān duniyā kō phir sē satōpradhān kaun banāyē  ?

62So, who would make the tamopradhan world satopradhan once again?

61Pahlē-pahlē satōpradhān sukh mē̃ ātē haĩ phir duḥkh mē̃ jātē haĩ .

63First of all, you enter satopradhan happiness and then you go into sorrow.

62Yah rāz ab tum bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai .

64This secret is now explained to you children.

6384 janma lēnā hōtā hai tō jarūr satōpradhān sē tamōpradhān bannā hī hōgā .

65Since souls have to take 84 births, they definitely have to become tamopradhan from satopradhan.

64Her|har chīz satō rajō tamō jarūr hōtī hī hai .

66Everything definitely goes through the stages of sato, rajo and tamo.

65Preceptors kā bhī aisē hōtā hai .

67It is the same for preceptors: they too are now tamopradhan.

66Vah bhī ab tamōpradhān haĩ .

68So who is the Highest on High who never becomes tamopradhan?

67Tō phir bhī ab sabsē ūñch tē ūñch kaun hai , jō kabhī bhī tamōpradhān nahī̃ bantā  ?

69If He too were to become tamopradhan, who would make Him satopradhan? 70In that case, it would be that one’s greatness.

68Agar vah bhī tamōpradhān ban jāē tō phir unkō satōpradhān kaun banāyē  ? 69Phir balihārī unkī hō jāē .

71By churning the ocean of knowledge in this way, you can then relate the points you like that touch your heart.

70Aisē-aisē vichār sāgar manthan karnē sē dil mē̃ jō point jañchtī hai , achchhī lagtī hai tō sunāī jātī hai .

72Only the Innocent Lord, the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Bestower of Salvation for All and the One who makes everyone satopradhan.

71Bhōlānāth parampitā paramātmā hī sabkā sadgati dātā , satōpradhān banānē vālā hai .

73Everyone moves away from degradation and receives liberation and salvation.

72Sab durgati sē nikal gati sadgati kō pātē haĩ . 73Number-vār jō bhī pahlē-pahlē āyēṅgē vah satōpradhān , satō , rajō sē hōkar phir tamōpradhān banē̃gē jarūr .

74Those who come down first of all, numberwise, will pass through the stages of satopradhan, sato, rajo and tamo and then definitely become tamopradhan.

74Pahlē-pahlē jab ātmā nīchē ātī hai tō unkō sukh bhōgnā hai . 75Duḥkh bhōg na sakē .

75When souls come down, they first have to experience happiness; they cannot experience sorrow first.

76Manuṣhya pahchān nahī̃ saktē ki yah nayā soul hai isliē itnā sukh hai , mān hai .

76People do not realise when a soul is a new soul and why it is that he has so much happiness and respect.

77Ab sabkī tamōpradhān avasthā hai .

77Everyone's stage is now tamopradhan.

78Tatva , khāniyā̃ ādi sab tamōpradhān haĩ .

78All the elements and the mines etc. are tamopradhan.

79Naī chīzē̃ thī , ab purānī hō gaī haĩ .

79All the things that were new have now become old.

80Vahā̃ kā anāj phal fool|phūl ādi kaisē achchhē hōtē haĩ , vah bhī bachchō̃ kō sākṣhātkār karāyā huā hai .

80Grain, flowers and fruit etc. will be so good there. 81Some children have been given visions of that.

81Sūkṣhmavatan mē̃ bachchiyā̃ jātī haĩ , kahtī haĩ bābā nē śhūbīras pilāyā .

82Daughters go to the subtle region and say: Baba gave us subiras (the nectar of mango juice) to drink.

82Jarūr ūñch bāp , chīz bhī ūñchī dētē hōṅgē .

83Surely, the highest Father would give you the highest things.

83Bachchō̃ kō yah buddhi mē̃ rahnā chāhiē - ūñch tē ūñch ēk bhagvān hī hai .

84It should remain in the children's intellects that only the one God is the Highest on High.

84Yād bhī sab unkō kartē haĩ .

85Everyone remembers Him.

85God father kahtē haĩ , god rahtē hī haĩ ūpar mē̃ .

86They speak of God, the Father. 87God resides up above.

86Ātmā god father kō yād kartī hai kyōṅki ātmā kō duḥkh hai tō bhōlānāth bāp ākar phir sukh dētē haĩ .

88Souls remember God, the Father, because they are unhappy. 89So the Father, the Innocent Lord, comes and gives happiness.

87Tō unkō kyō̃ nahī̃ yād karē̃gē  ?

90So, why would you not remember Him?

88Ātmā kahēgī ham śharīr kē sāth jab duḥkhī hōtā hū̃ tō bāp kō bahut yād kartā hū̃ .

91The soul says: When I am unhappy in this body, I remember the Father a lot.

89Rāvaṇ duśhman duḥkh dētē haĩ tō bāp kō yād kartē haĩ .

92When Ravan, the enemy, causes you sorrow, you remember the Father.

90Duḥkh mē̃ ham sabhī ātmāyē̃ paramātmā kō simraṇ kartī haĩ .

93All of us souls remember God when we’re unhappy.

91Phir jab ham ātmā svarg mē̃ rahtī haĩ tō bāp kō yād nahī̃ kartī .

94Then, when we souls are living in heaven, we don't remember the Father.

92Yah ātmā kahtī hai , bāp kō hī pukārēgī nā .

95The soul says this. 96Souls call out to the Father.

93Manuṣhya tō unkā occupation , biography kuchh nahī̃ jāntē .

97Human being don't know His occupation or biography; they know nothing at all.

94Na drama kā rāz jāntē haĩ ki kaisē ātmā chakra mē̃ ātī hai .

98Neither do they know the secrets of the drama nor do they know how a soul goes around the cycle.

95Tum bachchē ab jāntē hō - māyā rāvaṇ duḥkh dēnē vālī hai .

99You children now know that it is Maya, Ravan, who causes sorrow.

96Yah rāvaṇ rājya śhurū huā hai dvāpar sē .

100The kingdom of Ravan began in the copper age.

97Yah bhī samjhānā hai kyōṅki yah kiskō patā nahī̃ hai ki sabsē purānā duśhman rāvaṇ hai .

101This too has to be explained because no one knows that Ravan is the oldest enemy of all.

98Unkī hī mat par yah partition ādi huā hai .

102Partition etc. took place by his directions being followed.

99Abhī tum bachchē samajhtē hō ham śhrīmat sē bhārat kō svarg banātē haĩ .

103You children now understand that you are making Bharat into heaven by following shrimat.

100Vahī sadgati dātā sabkā hai .

104He alone is the Bestower of Salvation for All.

101Vah jab āyē tab hī brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar sē kārya karāyē .

105Only when He comes does He carry out His tasks through Brahma, Vishnu and Shankar.

102Ūñch tē ūñch vah ēk hī hai , unkī biography kō kōī nahī̃ jāntē .

106He alone is the Highest on High. 107No one knows His biography.

103Yah khēl hī aisā banā huā hai .

108This play is made in that way.

104Tō bābā samjhātē haĩ sabsē baṛā duśhman rāvaṇ hai .

109Therefore, Baba explains that Ravan is the biggest enemy of all.

105Us par jīt pānī hai .

110You have to conquer him.

106Samjhātē bhī unkō haĩ jinhōnnē kalp pahlē samjhā thā .

111He explains to those who understood this in the previous cycle.

107Vahī ākar śhūdra sē brāhmaṇ bantē haĩ .

112They are the ones who come and change from shudras into Brahmins.

108Ab vichār karō satyug sē trētā ant tak kitnī sampradāy vr̥iddhi kō pātī rahēgī .

113Now, just think about how the population will continue to increase from the golden age to the end of the silver age.

109Tō itnē sabkō gyān dēnē key|kī service karnī hai .

114So, you have to do the service of giving knowledge to so many.

110Itnē sabmē̃ gyān kā bīz bharnā hai .

115The seed of knowledge has to be sown in so many of them.

111Gyān kā vināśh tō nahī̃ hōtā .

116Knowledge is never destroyed.

112Laṛāī vālō̃ kā bhī uddhār karnā hai .

117Even those engaged in war have to be uplifted.

113Hamārē daivī sampradāy vālē jahā̃ hōṅgē vah nikal āyēṅgē .

118Wherever those of our deity clan are, they will emerge again.

114Un laṛāī karnē vālō̃ kō kahā jātā hai jō yuddha K|kē maidān mē̃ marē̃gē vah svarg mē̃ jāyēṅgē parantu unkē kahnē sē svarg mē̃ jā nahī̃ saktē , jab tak tum lakṣhya na dō .

119Those people in a war are told: Those who die on a battlefield will go to heaven. 120However, no one can go to heaven just by their being told about it, unless you have given them the aim.

115Lakṣhya sirph brāhmaṇ hī dē saktē haĩ , marnā tō hai hī .

121Only you Brahmins are able to give this aim.

116Musalmān allāh kō yād karē̃gē , sikkh lōg gurū nānak kō yād karē̃gē , parantu svarg mē̃ thōṛēhī jā saktē haĩ .

122Everyone has to die. 123Muslims remember Allah, Sikhs remember Guru Nanak, but they are not able to go to heaven.

117Svarg mē̃ jānā hōtā hai saṅgam par .

124Only at the confluence age can you go to heaven.

118Tō in laṛāī ādi vālō̃ kō bhī sivāē tum brāhmaṇō̃ K|kē yah mantra kōī dē na sakē .

125So, apart from you Brahmins, no one can give this mantra to those who engage in war.

119Svarg kā mālik banānē vālā sabsē ūñch hai vah bāp .

126The One who makes you into the masters of heaven is the one Father, the Highest of All.

120Yah tō ṭhīk hai bhagvānuvāch ki yuddha mē̃ marnē sē svarg mē̃ jāyēṅgē . 121Parantu kaun see|sī|C yuddha  ?

127It is fine to say that God says, “If you die on a battlefield, you will go to heaven”, but which war is He referring to?

122Yuddha haĩ dō . 123Ēk hai rūhānī , dūsrī hai jismānī .

128There are two wars: one is spiritual and the other is physical.

124Un gōlī chalānē vālō̃ kō bhī tum gyān dē saktē hō .

129You can also give knowledge to people who fire bullets.

125Gītā mē̃ bhī hai manmanābhav .

130It is also mentioned in the Gita: Manmanabhav!

126Apnē bāp aur svarg kō yād karō tō svarg mē̃ jāyēṅgē .

131Remember the Father and heaven and you will go to heaven.

127Jab saṅgamyug hō tab hī tum svarg mē̃ jā saktē .

132Only when it is the confluence age can you go to heaven.

128Vah haĩ jismānī bātē̃ , yah haĩ sab rūhānī bātē̃ .

133Those are physical matters whereas all of these are spiritual matters.

129Hamārī hai māyā par jīt pānē key|kī yuddha .

134Our war is in conquering Maya.

130Marnē samay manuṣhya kō mantra diyā jātā hai .

135When a person is dying, he is given a mantra.

131Yah jātē hī haĩ marnē kē liē tō bāp kā sandēśh dēnā hai .

136Those people go to die. 137Therefore, you must give them the Father's message.

132Ēk din government bhī tumkō kahēgī ki yah knowledge sabkō dō .

138One day the Government will also tell you to give everyone this knowledge.

133Tum hō godly missionary .

139You are the Godly mission.

134Tumhārā kām hai bahutō̃ kā kalyāṇ karnā , bōlō , bhagvān kō yād karō .

140Your duty is to benefit many. 141Tell them: Remember God!

135Ab svarg sthāpan hō rahā hai tō sunkar bahut khuśh hōṅgē .

142Heaven is now being established. 143When they hear this, they will become very happy.

136Jō is kul K|kē hōṅgē vahī mānē̃gē .

144Those who belong to this clan will believe you.

137Dēvtāō̃ kō mānnē vālē hī in bātō̃ kō samajhē̃gē tō sabkā kalyāṇ karnā hai .

145Only those who believe in the deities will understand these things. 146So you have to benefit everyone.

138Bigar bāp kō yād karnē svarg mē̃ jā nahī̃ saktē .

147Without remembering the Father, you cannot go to heaven.

139Svarg sthāpan kartā bāp kō jab yād karē̃gē tab hī kalyāṇ hōgā .

148Only when you remember the Father who establishes heaven will there be benefit.

140Bābā nē samjhāyā hai laṛāī vālē vah saṅskār lē jātē haĩ tō phir laṛāī mē̃ hī ā jātē haĩ .

149Baba has explained that those engaged in war carry those sanskars with them and so they come and fight again.

141Ātmā saṅskār lē jātī hai nā . 142Svarg mē̃ tō jā na sakē̃ .

150Such souls carry those sanskars; they cannot go to heaven.

143Jō bhārat key|kī sēvā kartē haĩ unkō phal tō milnā chāhiē nā .

151Those who serve Bharat have to receive the fruit of that.

144Tō unhō̃ key|kī bhī service karnī hai , baṛō-baṛō̃ kō samjhānā hai .

152Therefore, you have to serve them too. 153Explain to their seniors.

145Tumhārā prabhāv nikalēgā .

154Your influence will spread.

146Tumkō kahē̃gē yahā̃ ākar bhāṣhaṇ karō .

155They will ask you to go to them and give lectures.

147Jaisē major nē bābā kō maṅgāyā .

156For instance, a major invited Baba to come.

148Jahā̃-tahā̃ samjhānē kē liē ghusnā paṛtā hai .

157You have to push your way in everywhere in order to explain to them.

149Baṛē kō samjhānē sē phir chhōṭē bahut ātē haĩ .

158When you explain to the seniors, many juniors will also come.

150Parantu gurū kō tum pahlē samjhāō tō chēlē lōg unkā māthā hī kharāb kar dēgē phir unkō nikāl dūsrē kō gaddī dē dēgē kyōṅki yah bilkul naī bātē̃ haĩ nā .

159However, if you first explain to a guru, his disciples would say that his head has been spoilt, and so they would remove that guru and give the gaddi to someone else, because these things are completely new.

151Sārī duniyā mē̃ ēk bhī manuṣhya gītā kō pūrā samajhtē nahī̃ .

160Not a single human being in the whole world understands the Gita fully.

152Kahtē haĩ barōbar rūdra gyān yagya sē vināśh jvālā prajvalit huī thī phir kyā huā , yah nahī̃ jāntē .

161They say: The flames of destruction truly emerged from the sacrificial fire of the knowledge of Rudra, but they don't know what happened after that.

153Manuṣhya kuchh bhī nahī̃ jāntē .

162People don't know anything at all.

154Is samay sab tamōpradhān haĩ .

163At this time, all are tamopradhan.

155Kriściyan bhī yah māntē haĩ ki Christ yahā̃ beggar rūp mē̃ hai .

164Even Christians believe that Christ exists here in the form of a beggar.

156Phir beggar sē amīr kaun banāyē  ?

165Then who would make him wealthy from a beggar?

157Sabkā sadgati dātā tō ēk hī paramātmā hai tō tum bachchē agar achchhī rīti baiṭh samjhāō tō bahutō̃ kā kalyāṇ kar saktē hō .

166The Bestower of Salvation for All is the one Supreme Soul. 167Therefore, if you children sit and explain very well, you can benefit many.

158Bāp svarg kā rachayitā hī patit-pāvan hai , tō unkī śhrīmat par chalnā paṛē .

168The Father, the Creator of heaven, is the Purifier and so you have to follow His shrimat.

159Jō lāyak hōṅgē vahī nikalē̃gē .

169Those who are worthy will emerge.

160Jinkō svadarśhan chakra kā vā manmanābhav kā arth|earth buddhi mē̃ hai unkō hī brāhmaṇ kahē̃gē .

170Only those whose intellects have the accurate meaning of the discus of self-realisation and “Manmanabhav” are called Brahmins.

161Brāhmaṇ bannē bigar dēvtā nahī̃ ban saktē .

171Without becoming a Brahmin, one cannot become a deity.

162Prajā tō bahut bannī hai .

172Many subjects are to be created.

163Trētā ant tak jō ānē vālē haĩ unkō yah mantra milnā hai .

173Everyone who is to come up to the end of the silver age has to receive this mantra.

164Tīr unkō hī lagēgā jō hamārē kul kā hōgā .

174The arrow will only strike those who belong to our clan.

165Tumhārē tīr mē̃ ab jauhar bhartā jātā hai .

175Your arrows are now being filled with power.

166Phir pichhāṛī mē̃ bahut tīkhē bāṇ lagē̃gē .

176Then, at the end, many powerful arrows will be shot.

167Sannyāsiyō̃ kō bhī bāṇ lagē haĩ nā .

177Sannyasis too were shot with arrows.

168Phir samjhā hai barōbar yah bhagvān hī bāṇ mārtē haĩ .

178They then understood that it truly was God who shot those arrows.

169Tumhārē gyān bāṇ ab jauhardār refine bantē jātē haĩ .

179Your arrows of knowledge are now becoming very powerful and refined.

170Mukhya bāṇ ēk hī hai manmanābhav .

180There is just the one main arrow of “Manmanabhav”.

171Yathārth rīti samjhāyā hai ki yahī saṅgamyug hai jahā̃ sē svarg jā sakē̃gē .

181It has been explained to you accurately that this is the confluence age.

172Mahābhārat laṛāī bhī sāmnē khaṛī hai .

182It is from here that you will be able to go to heaven.

173Vah bhī yuddha kā maidān hai , yah bhī yuddha kā maidān hai .

183The Mahabharat War is just ahead of you. 184That is a battlefield and this too is a battlefield.

174Māyā par jīt pānē mē̃ mēhnat lagtī hai .

185It takes effort to conquer Maya.

175Sādhāraṇ prajā bhī bahut bannī hai .

186Many ordinary subjects are to be created.

176Jō is kul mē̃ ānē vālā nahī̃ hōgā unkō yād hī nahī̃ paṛēgā .

187Those who are not going to become part of this clan will not be able to remember Baba.

177Service kē liē vichār sāgar manthan kartē rahē̃gē tō tumkō gyān key|kī points āyēṅgī .

188If you continue to churn the ocean of knowledge to do service, you will remember points of knowledge.

178Us yuddha mē̃ bhī vichār sāgar manthan chalēgā - aisē karē̃gē tō jīt pāyēṅgē .

189In a battle too, they churn an ocean of knowledge: If we do this, we will be victorious.

179Buddhi tō chaltī hai nā . 180Practice bhī kartē haĩ .

190Their intellects continue to work on that and they also practise it.

181Jab tīkhē hō jātē haĩ tō maidān par laṛnē jātē haĩ .

191When they become powerful, they go to the battlefield to fight.

182Tumhārē pās|pass bahut ḍhēr āyēṅgē .

192Many people will come to you.

183Bhagvān K|kē dar par bhaktō̃ key|kī bhīṛ hōnī hai , machchharō̃ muāphik āyēṅgē .

193There will be a crowd of devotees on God's doorstep; they will come like mosquitoes.

184Prime minister vā king queen kē āgē itnī bhīṛ nahī̃ hōtī jitnī bhagvān kē pās bhaktō̃ key|kī bhīṛ hōgī .

194There isn't as much of a crowd in front of a Prime Minister or kings and queens as there will be of devotees in front of God.

185Phir us bhāvnā sē āyēṅgē .

195They will come with that loving devotion.

186Kōī kharāb vichār nahī̃ rahēgā .

196They won't have any bad intentions.

187Yah tō nirākār bāp hai nā .

197That One is the incorporeal Father, is He not?

188Tō samajh mē̃ ātā hai bhagvān kē āgē bhaktō̃ key|kī bhīṛ hōnī chāhiē , ānā bhī sabkō yahā̃ paṛēgā .

198Therefore, you understand that there has to be a crowd of devotees in front of God. 199Everyone has to come here.

189Yahā̃ apnā jaṛ yādgār ēkdam accurate hai .

200You have your very accurate non-living memorial here.

190Śhivbābā kā bhī chitra hai , jagatpitā , jagat ambā bhī hai .

201There is the image of Shiv Baba. 202There are also Jagadpita and Jagadamba.

191Yah abhī kā tumhārā group hai - śhakti sēnā kā .

203There is also your group of the Shakti Army of the present time.

192Achchhā  !

204Achcha.

193Mīṭhē mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

205To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

194Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

206The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

195Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

207Essence for dharna:

1961 ) brāhmaṇ sō dēvtā bannē kē liē svadarśhan chakra kā aur manmanābhav kā arth|earth buddhi mē̃ yathārth rīti rakhnā hai .

208 1. In order to become deities from Brahmins, keep the accurate meaning of the discus of self-realisation and “Manmanabhav” in your intellect.

197Sabkō lakṣhya dēnē key|kī sēvā karnī hai .

209Do the service of giving everyone the aim.

1982 ) māyā par jīt pānē kē liē vichār sāgar manthan kar gyān key|kī gahrāī mē̃ jānā hai . 199Ratna nikālnē haĩ .

210 2. In order to conquer Maya, churn the ocean of knowledge and go into the depths of knowledge and extract jewels.

Blessing

200Vardān  : pavitratā key|kī stage dvārā avināśhī īśhvarīy mastī kā anubhav karnē vālē holy hans bhav

211Blessing: May you be a holy swan and experience imperishable Godly intoxication with your stage of purity.

201Hōlī|holy par sabhī baṛē chhōṭē K|kē bhān kō bhūl āpas mē̃ ēk samān samajh mastī mē̃ khēltē haĩ , duśhmanī K|kē saṅskār bhūl maṅgal milan manātē haĩ .

212 On the day of Holi, everyone forgets any awareness of being senior or junior; they consider themselves to be equal and play together with intoxication. 213They forget sanskars of enmity and celebrate an auspicious meeting.

202Yah rasm bhī abhī kī hai .

214This system is of the present time.

203Āp bachchē jab hōlī|holy arthāt pavitratā key|kī stage par ṭhahartē hō , bāp K|kē saṅg K|kē raṅg mē̃ raṅgē huē hōtē hō tab īśhvarīy mastī mē̃ dēh kā bhān vā bhinn-bhinn sambandh kā bhān , chhōṭē baṛē kā bhān vismr̥it hō ēk hī ātma svarup kā bhān rahtā hai .

215When you children become holy, that is, when you stay in your stage of purity and are coloured by the colour of the Father’s company, then, in that Godly intoxication, you forget any awareness of bodies, awareness of different relationships and awareness of senior and junior and simply have the one awareness of soul consciousness.

204Yahī holy hans sthiti hai .

216This is the stage of a holy swan.

205Isī kā yādgār her|har varṣh hōlī|holy utsav K|kē rūp mē̃ manātē haĩ .

217The memorial of this is celebrated every year in the form of Holi.

Slogan

206Slōgan  : jinkē jīvan mē̃ śhītaltā hai vē|way dūsrō̃ K|kē jaltē huē chit par vijay prāpt kar saktē haĩ .

218Slogan: Those who have coolness in their lives are able to gain victory over the burning hearts of others.

219*** Om Shanti ***