सोमवार 20 मार्च 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
020-03-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 20/03/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - sachchē bāp kē sāth sachchā hōkar rahō tō kadam-kadam par padamō̃ key|kī kamāī jamā hōtī jāyēgī ' '
1Essence: Sweet children, remain honest with the true Father and you will continue to accumulate an income of multimillions at every step.
Question
2Praśhna : kaun see|sī|C prāpti bhagvān K|kē sivāē dūsrā kōī karā nahī̃ saktā hai ?
2Question: Which attainment can no one, apart from God, enable you to attain?
Answer
3Uttar : manuṣhyō̃ kō chāhnā rahtī hai hamē̃ śhānti vā sukh milē .
3Answer: People desire to receive happiness and peace. 4You receive peace in the land of liberation and happiness in the land of liberation-in-life.
4Śhānti miltī hai muktidhām mē̃ aur sukh miltā hai jīvanmukti mē̃ .
5Therefore, no one except God can enable you to attain liberation or liberation-in-life.
5Tō mukti aur jīvanmukti in dōnō̃ chīzō̃ key|kī prāpti bhagvān K|kē sivāē dūsrā kōī karā na sakē .
6You children should now feel mercy for souls who are wandering around.
6Tum bachchō̃ kō ab aisī bhaṭaktī huī ātmāō̃ par taras ānā chāhiē . 7Bichārē rāstā ḍhūṇḍh rahē haĩ , bhaṭak rahē haĩ . 8Unhē̃ rāstā dikhānā hai .
7The poor people are wandering around searching for the path; you have to show them the path.
Song
9Gīt : insāph key|kī ḍagar par …
8Song: On the path of justice.
Murli
10Ōm śhānti .
9Om shanti.
11Yah gīt bhī bachchō̃ kē liē hai kyōṅki sachchāī par sachchē bābā K|kē direction par bachchē hī chaltē haĩ .
10This song is also for you children because only you children are following the path of truth and observing the directions of the true Baba.
12Phir kaī tō achchhī rīti chaltē haĩ , kōī nahī̃ bhī chaltē haĩ . 13Jō chalē̃gē vahī ūñch pad pāyēṅgē .
11Some move along very well whereas others don't. 12Those who follow this path very well will claim a high status.
14Nahī̃ chalē̃gē tō vah ūñch pad pā nahī̃ sakē̃gē .
13Those who don't follow this path cannot claim a high status.
15Bāp vā sājan kē sāth sachchā rahnā hai kyōṅki unkī sachchī mat miltī hai .
14You have to remain honest with the Father and the Bridegroom because you receive His true directions.
16Dūsrē sab jhūṭhī mat dētē haĩ .
15All others give false directions.
17Manuṣhya , manuṣhya kō sab jhūṭhī hī mat dētē haĩ .
16Human beings give only false directions to human beings.
18Gāyā huā hai jhūṭhī māyā jhūṭhī kāyā … yahā̃ tō jhūṭh hī jhūṭh hai .
17It is remembered: “Maya is false and the body is false”. 18Here, there is falsehood and nothing but falsehood.
19Sachkhaṇḍ mē̃ jhūṭh hōtā nahī̃ .
19There is no falsehood in the land of truth.
20Jis sachkhaṇḍ kē liē tum puruṣhārth kar rahē hō .
20You are now making effort for that land of truth.
21Tō bachchō̃ kō bāp sē bahut sachchā bannā hai .
21You children have to remain very honest with the Father.
22Phir bhī bēhad kā bāp hai .
22He is, after all, the unlimited Father.
23Sachchā hō rahnē sē kadam-kadam par padampati hōtē rahtē haĩ .
23By being honest with Him, you will continue to become multimillionaires at every step.
24Jhūṭhē tō padampati nahī̃ banē̃gē .
24Those who are false cannot become multimillionaires.
25Tō bāp kē sāth jhūṭh bōlnā baṛā kharāb hai .
25To lie to the Father is very bad. 26Always remain honest.
26Sadaiv sachchā hō rahnā chāhiē , nahī̃ tō sachkhaṇḍ mē̃ itnā pad pā nahī̃ sakē̃gē .
27Otherwise, you won't be able to claim a high status in the land of truth.
27Achchhā yah tō huī bachchō̃ prati sāvadhānī .
28Achcha, this is a caution for the children.
28Ab bachchō̃ kō kiskō samjhānē key|kī tarkīb bhī sīkhnā hai ki bēsamajh kō kaisē samjhāyē̃ .
29Therefore, you children now have to learn clever ways with which you can explain to those who are senseless.
29Bēsamajh kyō̃ kahā jātā hai ?
30Why are they called senseless?
30Kyōṅki manuṣhyō̃ kō samajh nahī̃ hai .
31Because they have no understanding.
31Kahtē tō haĩ ki manuṣhya sr̥iṣhṭi rachnē vālā paramātmā hai tō vah huā rachtā .
32They say that God is the One who creates the human world and so He is the Creator.
32Parantu rachnā kō phir yah patā nahī̃ hai ki hamārā rachtā kaun hai .
33However, the creation doesn’t know who their Creator is.
33Bhakti ādi kartē haĩ - śhānti athavā sukh kē liē .
34They do devotion to attain peace and happiness.
34Ham tum bhī aisē kartē thē , jabki bāp nahī̃ milā thā .
35We too used to do that before we found the Father.
35Kr̥iṣhṇa kā bhajan kartē haĩ , unkō yād kartē haĩ , unkō manānē key|kī sādhnā kartē haĩ , parantu unsē kyā māṅgtē haĩ , kuchh patā nahī̃ rahtā .
36People sing devotional songs to Krishna and remember Him. 37They make spiritual endeavour to please him but they don't know what they should ask him for.
36Hamārā rachnē vālā kaun hai , kuchh bhī nahī̃ jāntē .
38They don't know who created them.
37Tum bachchē jāntē hō jab tak bāp nahī̃ milā thā tō ham anēk prakār key|kī sādhnā , bhakti ādi kartē āyē .
39You children know that, until you found the Father, you had been performing many types of devotion and making many types of spiritual endeavour etc.
38Kartē-kartē result kyā huī ?
40What was the result of doing all of that?
39Kuchh bhī nahī̃ .
41Nothing at all!
40Sr̥iṣhṭi kō tō tamōpradhān bannā hī hai .
42The world had to become tamopradhan.
41Phir itnī jō sādhnā kartē haĩ ussē kuchh miltā hai vā nahī̃ , yah vichār bhī nahī̃ kiyā jātā hai , ab samajhtē haĩ , kuchh bhī miltā nahī̃ .
43They don't even think about whether they receive anything or not by all the spiritual endeavour they make. 44You now understand that you don't receive anything at all.
42Hamkō chāhiē kyā , yah bhī kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ hai .
45What they want isn't in the intellect of any of them.
43Sannyāsī kahē̃gē nirvāṇdhām mē̃ jānē kē liē ham sādhnā kartē haĩ .
46Sannyasis say that they are making spiritual endeavour to go to the land of nirvana.
44Parantu vah tō jiskō rāstē kā patā hō , hōkar āyā huā hō tab tō rāstā batā sakē aur kōī tō rāstā batā nahī̃ saktē .
47However, only someone who knows the way there and has been there and returned could show others the way. 48No one else can show the way.
45Jō ātē haĩ unhō̃ kō punarjanma tō lēnā hī hai . 46Ant tak punarjanma tō lētē ānā hai .
49Those who come down have to take rebirth; they have to continue to take rebirth until the end.
47Jab tak sr̥iṣhṭi kā vināśh hō vā sr̥iṣhṭi rūpī jhāḍ jaṛ jaḍībhūt hō tab tak tō sabkō rahnā hai .
50Everyone has to remain here until the human world tree reaches the state of total decay and the world is destroyed.
48Manuṣhya kaīyō̃ kē liē samajhtē haĩ , phalānā jyōti jyōt samāyā , vaikuṇṭhvāsī huā vā svarg padhārā .
51They believe that many people have merged into the light or have become residents of Paradise or gone to heaven.
49Ab vāstav mē̃ svarg mē̃ tō padhārā kōī nahī̃ hai .
52In fact, no one has gone to heaven.
50Svarg kahā̃ hōtā hai , nirvāṇdhām kahā̃ hōtā hai , vahā̃ kyā hōtā hai , vahā̃ jākar phir ānā kab hōtā hai !
53They don't know anything about where heaven is, where the land of nirvana is, what exists there or when souls have to return there.
51Kuchh bhī nahī̃ jāntē . 52Tum sab kuchh jāntē hō number-vār puruṣhārth anusār .
54You know all of this, numberwise, according to the efforts you make. 55Ask anyone who comes: What do you want?
53Kōī bhī āyē tō unsē pūchhnā chāhiē tum kyā chāhtē hō ?
56You adopt gurus, so what desire do you have in your heart?
54Gurū kartē hō tō dil mē̃ chāhnā kyā hai ?
57In fact, you Brahmins know their desires.
55Vāstav mē̃ unkī chāhnā kō tum brāhmaṇ brāhmaṇiyā̃ jāntē hō .
58They don't know what they want or what they should have desires for.
56Chāhnā kyā rakhnī chāhiē , kis bāt key|kī chāhnā rakhnī hai - yah bhī kōī jāntē nahī̃ .
59If they don't like something here, they make spiritual endeavour to be liberated from that.
57Yahā̃ kuchh achchhā nahī̃ lagtā hai , tō insē chhuṭkārā pānē key|kī sādhnā kartē haĩ .
60“There are just two lands for you to go to.
58Ab jānē kē liē dhām haĩ dō , nirvāṇdhām vah hai śhāntidhām .
61The land of nirvana is the land of peace where souls reside.
59Vahā̃ ātmāō̃ kā nivās hōtā hai .
62Do you want to go to that land?”
60Kyā tum us dhām mē̃ jānē chāhtē hō ?
63You children should feel mercy for them.
61Tum bachchō̃ kō taras paṛnā chāhiē .
64The poor people are wandering around.
62Bichārē bhaṭaktē rahtē haĩ .
65No one knows the path there.
63Rāstē kō kōī jāntē hī nahī̃ .
66There is just the one Guide.
64Guide hai hī ēk . 65Vah sabhī kō duḥkhō̃ sē chhuṛākar sukhdhām mē̃ lē jānē vālā yā jīvanmukt banānē vālā ēk hī hai .
67The One who liberates everyone from sorrow and takes them to the land of happiness is the same as the One who makes you liberated-in-life.
66Vah jab tak na āyē tab tak kōī kō bhī mukti-jīvanmukti key|kī prāpti hō nahī̃ saktī .
68Until He comes, no one can attain liberation or liberation-in-life. 69The one Father has both of these properties.
67Yah dōnō̃ property haĩ hī ēk bāp kē pās .
70Until God comes to the devotees, you cannot receive either of them.
68Jab tak bhagvān bhaktō̃ kē pās na āyē tō vah chīz mil nahī̃ saktī .
71In heaven, there is both happiness and peace. 72Why do you speak of peace?
69Svarg mē̃ sukh aur śhānti dōnō̃ haĩ .
73Because there is no fighting or battling etc. there.
70Śhānti kyō̃ kahā jātā ? 71Kyōṅki vahā̃ laṛāī jhagaṛā|jhagṛā ādi hōtā nahī̃ .
74However, the real land of peace is the land of nirvana where all souls remain in silence.
72Bākī aslī śhāntidhām tō hai nirvāṇdhām .
75When a soul receives organs, he speaks.
73Jahā̃ sabhī ātmāyē̃ śhānt rahtī haĩ , phir ātmā kō jab organs miltē haĩ tō bōltī hai .
76So, there is both peace and happiness there. 77There is happiness through wealth.
74Tō vahā̃ sukh śhānti dōnō̃ hī haĩ .
78There is a lot of wealth there.
75Sukh hōtā hai sampatti sē . 76Vahā̃ ( satyug mē̃ ) tō sampatti bahut hai .
79Here, there is no wealth and people are scarcely able to eat a piece of bread.
77Yahā̃ sampatti nahī̃ hai tō manuṣhya bichārē rōṭī ṭukaṛ bhī muśhkil khā saktē haĩ .
80Those who have wealth have all the material comforts - an aeroplane and big palaces etc.
78Sampatti hai tō aeroplane baṛē-baṛē mahal ādi sab vaibhav haĩ .
81So you need to have wealth and also peace. 82You need a body that is free from disease too.
79Tō sampatti bhī chāhiē phir śhānti bhī chāhiē .
83It is the Father who gives you all of that.
80Nirōgī kāyā bhī chāhiē . 81Yah sab dēnē vālā bāp hai .
84It is explained to you that this iron age is the land of sorrow.
82Samjhāyā jātā hai yah kaliyug tō hai duḥkhdhām . 83Naī duniyā hai sukhdhām .
85The new world is the land of happiness; there is no sorrow there.
84Vahā̃ duḥkh hōtā nahī̃ . 85Pavitratā , sukh , śhānti vahā̃ sab hai .
86There, there is everything: purity, peace and happiness.
86Dūsrā hai muktidhām , vahā̃ kōī sadaiv rah nahī̃ saktā .
87The other is the land of liberation. 88No one can stay there eternally.
87Punarjanma lē phir part jarūr bajānā hai .
89Souls definitely have to take rebirth and play their parts.
88Paramdhām mē̃ tab tak rahtē haĩ jab tak part mē̃ āyē̃ .
90Souls stay in the supreme abode until their parts have to begin.
89Sachchē sweet home kō yād kartē haĩ , nāṭak mē̃ hamēśhā numbers key|kī limit hōtī hai . 90Phalānē drama mē̃ itnē actors haĩ , yah tō anādi banā banāyā drama hai .
91You remember your true, sweet home. 92There is always a limit to the number of actors in a play: there are this many actors in such-and-such a play. 93This drama is eternally predestined.
91Limited number haĩ , bhārat mē̃ 33 krōṛ dēvtāō̃ key|kī limit hai .
94There is a limited number. 95There is a limit of 330 million deities in Bharat.
92Is samay tō bahut convert hō gayē haĩ .
96At this time, many have been converted.
93Tō pahlē-pahlē jab kōī āyē tō unsē pūchhnā hai dil mē̃ kyā āśh hai ?
97So, when anyone comes, first of all, ask him what he desires: “What do you want?
94Kyā chāhtē hō ? 95Darśhan sē tō kōī phāydā nahī̃ .
98There is no benefit in simply having a glimpse”.
96Gurū kē pās kōī āśh lēkar jātē haĩ .
99People generally go to a guru with some desire.
97Ēk tō āśh rahtī hai kuchh milē . 98Āśhīrvād dē̃ , ham phalānē mē̃ jītē , kōī kahtē haĩ hamkō aisā rāstā batāō jō ham sadaiv śhānti mē̃ rahē̃ .
100One desire is to attain something or receive blessings in order to become victorious over something. 101Some say: Show us such a path that we can remain peaceful for all time.
99Man baṛā chañchal hai .
102The mind is very mischievous.
100Bōlō śhānti tō milēgī paramdhām mē̃ .
103Tell them: You will find peace in the supreme abode.
101Ēk hai śhāntidhām , dūsrā hai sukhdhām , tīsrā hai duḥkhdhām .
104One is the land of peace, the other is the land of happiness and the third is the land of sorrow.
102Tum kyā chāhtē hō tō phir ham batāyē̃ ki yah sādhnā athavā puruṣhārth karō .
105Tell us what you want and we can then tell you what spiritual endeavour or effort you should make for that.
103Sādhnā vā puruṣhārth ēk hī bāt hai .
106Spiritual endeavour and effort are the same thing.
104Bhakta sādhnā kartē haĩ aur jagah jānē liē athavā vāpis paramdhām jānē liē .
107Devotees make spiritual endeavour to go somewhere else, or to go back to the supreme abode.
105Mōkṣh tō kōī pā na sakē̃ .
108No one can attain eternal liberation.
106Yah banā banāyā drama hai .
109This drama is eternally predestined.
107Sannyāsī kō phir apnē sannyās dharm mē̃ ānā hī paṛēgā .
110Sannyasis then have to return to their religion of renunciation.
108Kriściyan dharm phir Christ dvārā jarūr sthāpan hōgā .
111Christianity will definitely be established by Christ.
109Satyug , naī duniyā mē̃ pavitratā sukh śhānti sab hai , unkō kahā jātā hai sukhdhām , śhivālay .
112In the golden age, the new world, there is everything - purity, peace and happiness. 113That is called the land of happiness, Shivalaya.
110Yah hai vaiśhyālay .
114This is vaishalaya (a brothel).
111Tum kyā chāhtē hō ?
115What do you want?
112Śhānti chāhtē hō ?
116Do you want peace?
113Vah tō śhāntidhām mē̃ milēgī . 114Vah bhī tab tak jab tak sukhdhām vālō̃ kā arthāt dēvī-dēvatāō̃ kā part hai .
117You will find that in the land of peace; that will be until the parts of those of the land of happiness, that is, until the parts of the deities start.
115Phir tō number-vār sabkō part mē̃ ānā paṛēgā .
118Everyone will then have to come numberwise to play their parts.
116Tum bhī puruṣhārth karē̃gē tō vaikuṇṭha mē̃ jāyēṅgē .
119If you make effort, you too will go to Paradise.
117Bhārat vaikuṇṭha thā , yah bhītī dēnī chāhiē .
120You should tempt them with the Bharat that was Paradise.
118Varsā bāp sē hī miltā hai .
121Only from the Father do you receive this inheritance.
119Vahī ākar bachchō̃ kō apnī pahchān dētē haĩ .
122He comes and gives the children His introduction.
120Bāp hī nahī̃ tō bachchō̃ kō pahchān kaisē hōgī .
123If the Father weren't here, how could the children recognise Him?
121Aisē tō hai nahī̃ jō samajhē̃ ki ham bhagvān K|kē bachchē haĩ .
124It isn't that they would believe that they are the children of God.
122Agar aisā kahē tō ham pūchhē̃gē batāō bhagvān kyā rachtē haĩ ?
125If they were to say that, we would ask them: OK, tell me, what does God create?
123Vah tō svarg rachtē haĩ .
126He creates heaven.
124Phir tum nark mē̃ kyō̃ dhakkā khātē hō , phir 84 janm batānē paṛē .
127So, why are you stumbling around in hell? 128Then, you have to tell them about the 84 births.
125Bhagvān nē tumkō svarg mē̃ bhējā phir 84 janm lētē ab nark mē̃ ākar paṛē hō .
129God sent you to heaven and, having taken 84 births, you have now ended up in hell.
126Ab 84 janm pūrē huē .
130Your 84 births have now come to an end.
127Tum yah nahī̃ jāntē hō ham batātē haĩ .
131You don't know this, but we are telling you.
128Tum pahlē svarg mē̃ thē phir 84 janm bhōgē haĩ .
132At first, you were in heaven and then you took 84 births.
129Ab phir bāp aur svarg kō yād karō .
133You now have to remember the Father and heaven.
130Kamal fool|phūl samān pavitra rahnā hōgā .
134You have to remain as pure as a lotus.
131Sannyāsiyō̃ kō bhī samjhānā hai , tumhārā haṭhyōg hai . 132Yah hai rājyōg .
135Also explain to sannyasis: Yours is hatha yoga, whereas this is Raj Yoga.
133Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē kamal fool|phūl samān rahnā hai .
136While living at home with your family, you have to live like a lotus.
134Yah pravr̥itti mārg hai .
137This is the family path.
135Tumhārā panth hī alag hai , nivr̥itti mārg kā .
138Your path of isolation is completely separate.
136Yah pravr̥itti mārg hai jīvanmukti pānē kā .
139This is the family path to attain liberation-in-life.
137Hamkō bhī bābā nē batāyā hai . 138Ab tum bāp kō yād karō tō ant matī sō gati hō jāyēgī .
140Baba has also told us: Now remember the Father and your final thoughts will lead you to your destination.
139Vikarmō kā bōjhā vināśh tab hōgā jab bāp kō yād karē̃gē .
141Your burden of sins will be destroyed when you remember the Father.
140Yah dō sthān haĩ jahā̃ sukh śhānti mil saktā hai . 141Tumkō kyā chāhiē ?
142There are just these two places where you can receive peace and happiness.
142Kyā svarg mē̃ jānē chāhtē hō ?
143What do you want? 144Do you want to go to heaven?
143Gāyā jātā hai tum māt-pitā . . agar tumkō sukh ghanērē chāhiē tō gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē rājyōg sīkhō .
145It is remembered: You are the Mother and you are the Father. 146If you want limitless happiness, then study Raj Yoga while staying in your household.
144Pāvan bhī rahnā hai phir dōnō̃ mē̃ sē jō rahē , bandhāyamānī nahī̃ hai .
147You also have to remain pure. 148There is no compulsion; either can remain here.
145Svarg kā mālik bannē vālā nahī̃ hōgā tō laṭaknā thōṛēhī hai , bāp aur varsē kō yād karnā hai aur pavitra rahnā hai .
149If one of them isn't going to become a master of heaven, the other one mustn't cling to that one. 150Remember the Father and the inheritance and remain pure.
146Ēk sannyāsī nē likhā hai maĩ sādhū hū̃ parantu rāstē kā pūrā patā nahī̃ paṛtā hai .
151A sannyasi wrote: I am a holy man, but I don’t know the real path.
147Sunā hai āpkē dvārā rāstā miltā hai .
152I have heard that I can find the path from you.
148Ab kyā karū̃ ?
153So, what should I do now?
149Ham āpkā ban jāyēṅgē tō followers sahit ā jāyēṅgē .
154If I belong to you, all my followers would also come.
150Parantu aisē kōī ban nahī̃ saktē haĩ .
155However, no one can belong to Baba in that way.
151Vah samajhtē haĩ followers kō ham jō kahē̃gē vah mānē̃gē .
156He thought that his followers would accept whatever he told them.
152Parantu aisē tō karē̃gē nahī̃ .
157However, they won't do that.
153Be|B . K|kē . kā nām sunkar kahē̃gē inkō jādū lagā hai .
158On hearing the name ‘BKs’ they would say that a magic spell has been cast on him.
154Hā̃ kōī nikal bhī āē , bākī ham kōī sannyāsī K|kē āśhram kō hāth karnē vālē nahī̃ haĩ .
159Yes, some might emerge, but we are not going to take over that sannyasi's ashram.
155Samjhō kōī samajh lētē haĩ yah mārg achchhā hai , tō kyā ham unkā āśhram sambhālē̃gē kyā ?
160For instance, some might understand that this path is good, but would that mean that we would look after his ashram?
156Hā̃ bachchiyā̃ jākar bhāṣhaṇ karē̃gī , agar pasand āyēgā tō rahē̃gī . 157Bākī āśhram kō ham kyā karē̃gē .
161Yes, daughters can go and give lectures there, and if they like it there, they would stay there, but what would we do with his ashram?
158Likhā hai ham ākar kuchh śhikṣhā pā saktē haĩ ?
162He wrote: Can I come and take some teachings?
159Tō unkō likhnā paṛē tum sādhnā kartē hō kahā̃ jānē liē ?
163You have to write to him: You are making spiritual endeavour to go where?
160Kis aim object sē ? 161Kissē milnē chāhtē hō ?
164With which aim and objective are you doing that?
162Kahā̃ jānē chāhtē hō ?
165Whom do you want to meet?
163Tum tō hō haṭhyōgī sannyāsī , hamārā yah hai rājyōg .
166Where do you want to go? 167You are a hatha yogi sannyasi, whereas ours is Raj Yoga.
164Yah sikhlānē vālā hai parampitā paramātmā .
168It is the Supreme Father, the Supreme Soul, who is teaching this.
165Yah kaliyug hai duḥkhdhām , satyug hai sukhdhām .
169This iron age is a land of sorrow whereas the golden age is a land of happiness.
166Kaliyug mē̃ dēkhō anēkānēk dharm haĩ , kitnē laṛāī jhagaṛē haĩ .
170Look! 171There are so many religions and so much fighting and quarrelling in the iron age.
167Satyug mē̃ tō hai ēk dharm .
172In the golden age, there is just the one religion.
168Vah hai satōpradhān duniyā . 169Yathā rājā rānī tathā prajā satōpradhān .
173That is the satopradhan world; as are the king and queen, so the subjects: all are satopradhan.
170Yahā̃ hai yathā rājā rānī tathā prajā tamōpradhān .
174Here, as are the king and queen, so the subjects: all are tamopradhan.
171Yah kāṇṭō̃ kā jaṅgal hai , vah phūlō̃ kā bagīchā hai .
175This is a forest of thorns and that is a garden of flowers.
172Tō mārg haĩ hī dō . 173Haṭhyōg aur rājyōg .
176So, there are just two paths: hatha yoga and Raj Yoga.
174Yah rājyōg hai svarg kē liē .
177This Raj Yoga is for heaven.
175Rājāō̃ kā rājā svarg mē̃ banē̃gē .
178You will become kings of kings in heaven.
176Svarg sthāpan karnē vālā hai parampitā paramātmā .
179It is the Supreme Father, the Supreme Soul, who establishes heaven.
177Vahī rājyōg sikhlātē haĩ .
180He alone teaches you Raj Yoga.
178Sannyāsī kahē̃ ham sannyās mē̃ hī rahē̃ tō gyān uṭhā na sakē̃ .
181If sannyasis say that they would like to stay only on the path of isolation, they would not be able to take knowledge.
179Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahnā paṛē .
182They would have to stay in a household.
180Yah ēk law hai jiskō chhōṛ bhāgē hō unkā phir kalyāṇ karnā hai .
183It is the law that you have to provide for those whom you leave behind.
181Pahlē tum achchhī rīti samjhō phir charity begins at home .
184Understand this very clearly and then, Charity begins at home!
182Tumnē strī kō chhōṛā hai .
185You have left your wife.
183Agar bāl brahmchārī hōgā tō māt-pitā kō chhōṛā hōgā , unkō bhī samjhānā hai .
186If someone is celibate from birth, he would have left his parents. 187You have to explain to them as well.
184Kāydē kānūn tō pahlē samjhānē haĩ .
188You first have to explain the rules and regulations.
185Purānī duniyā kō nayā banānā yah tō bāp kā hī kām hai .
189It is the task of the Father alone to make the old world new.
186Bāp kō paramdhām sē ānā paṛtā hai .
190The Father comes from the supreme abode.
187Vah hai patitō̃ kō pāvan , nark kō svarg banānē vālā .
191He is the Purifier of the impure, the One who changes hell into heaven.
188Svarg mē̃ rahtē hī haĩ dēvī-dēvtā .
192Only deities reside in heaven.
189Bākī sab nirvāṇdhām mē̃ rahtē haĩ .
193All the rest live in the land of nirvana.
190Sabkō sukh śhānti dēnē vālā vah ēk hī hai .
194He is the only One who gives everyone peace and happiness.
191Bāp ātē hī haĩ ēk dharm key|kī sthāpanā kar bākī sabkā vināśh karnē aur sab paramdhām mē̃ jākar nivās karē̃gē .
195The Father comes to establish the one religion and to destroy everything else. 196All others will then go and reside in the supreme abode.
192Yah kayāmat kā samay hai .
197This is the time of settlement.
193Sab hisāb-kitāb pūrā kar vāpis jāyēṅgē .
198Everyone will settle all their accounts and return home.
194Sabhī ātmāō̃ kō apnā-apnā part milā huā hai .
199All souls have received their own parts.
195Kōī kitnē janm , kōī kitnē janm part bajātē haĩ .
200Some play their parts for so many births and others play their parts for so many births.
196Sabkō tamōpradhān bannā hī hai .
201Everyone has to become tamopradhan.
197Bākī vāpis kōī jā nahī̃ saktē . 198Nā phir mōkṣh hī hōtā hai .
202Neither can anyone return home yet nor is there eternal liberation.
199Bākī huī mukti jīvanmukti , ham jīvanmukti kē liē puruṣhārth kartē haĩ . 200Ismē̃ mukti bhī ā jātī hai .
203Then, there is liberation and liberation-in-life. 204We are making effort to attain liberation-in-life and liberation is also included in that.
201Tum agar mukti chāhtē hō tō achchhā bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hō̃ . 202Aur tum bāp kē pās chalē jāyēṅgē .
205If you want liberation, then remember the Father so that your sins are destroyed and you will then go to the Father.
203Yah ēk hī rāstā svayã bāp batlātē haĩ aur svadarśhan chakra bhī phirātē rahē̃gē .
206The Father Himself shows you this one path. 207You also have to continue to spin the discus of self-realisation.
204Paṛhāī paṛhtē rahē̃gē tō svarg mē̃ āyēṅgē .
208If you continue to study this, you will go to heaven.
205Tō sannyāsiyō̃ kō phir gr̥ihastha vyavahār mē̃ jānā paṛē , himmat chāhiē .
209Therefore, sannyasis have to go back to their households. 210Courage is needed for that.
206Ēk gyānēśhvar gītā hai jismē̃ yah likhā huā hai , bōlā ēk bachchā dēkar sannyās karō tō kul key|kī vr̥iddhi hōgī .
211There is the Gyaneshwar Gita in which it is written: Have one child and then adopt renunciation, so that your clan can at least continue.
207Phir tō kōī bāl brahmchārī hō na sakē .
212In that case, no one could remain celibate from birth.
208Bāl brahmchārī bhīṣhma pitāmah kā tō bahut mān hai . 209Parantu manuṣhya tō ēk dō par ētabār ( viśhvās ) bhī nahī̃ kartē haĩ . 210Samajhtē haĩ gr̥ihastha mē̃ rahtē aur vikār mē̃ na jāyē , yah hō nahī̃ saktā .
213Bhishampitamai, who was celibate from birth, is respected a great deal but people don't have that faith in others: they think that it is impossible to live in a household and not indulge in vice.
211Lēkin unhē̃ kōī bhagvān sarvśhaktivān key|kī madad thōṛēhī hai . 212Na kōī mē̃ rājyōg sikhāē svarg key|kī sthāpanā karnē key|kī tākat hai .
214However, neither do they have the help of God, the Almighty Authority, nor do any of them have the power to teach Raj Yoga and establish heaven.
213Sabkō duḥkhō̃ sē chhuṭkārā dilākar sukh mē̃ lē jānā , yah sivāē paramātmā K|kē kōī kar nahī̃ saktā .
215No one except God can liberate everyone from sorrow and take them to happiness.
214Dōnō̃ darvājō̃ key|kī chābī bāp kē pās hai .
216The Father has the key to both gates.
215Svarg kā phāṭak khultā hai tō mukti kā bhī khultā hai .
217When the gates to heaven open, the gates to liberation also open.
216Mukti mē̃ jānē sivāē svarg mē̃ jā kaisē saktē .
218How can you go to heaven without first going into liberation?
217Dōnō̃ gēṭas ikṭṭhē khultē haĩ .
219Both gates open at the same time.
218Achchhā !
220Achcha.
219Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
221To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
220Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
222The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
221Dhārṇā kē liē mukhya sār :
223Essence for dharna:
2221 ) mukti kē liē bāp kō yād kar vikarma vināśh karnē haĩ aur jīvanmukti kē liē svadarśhan chakradhārī bannā hai , paṛhāī paṛhnī hai .
224 1. In order to attain liberation, remember the Father and have your sins destroyed. 225In order to attain liberation-in-life, become a spinner of the discus of self-realisation and also study this study.
2232 ) merciful bankar bhaṭaknē vālō̃ kō ghar kā rāstā batānā hai .
226 2. Become merciful and show the way home to those who are wandering around.
224Mukti aur jīvanmukti kā varsā har ēk kō bāp sē dilānā hai .
227Help everyone receive their inheritance of liberation and liberation-in-life from the Father.
Blessing
225Vardān : rūhāniyat mē̃ rahkar svamān key|kī seat par baiṭhnē vālē sadā sukhī , sarv prāpti svarūp bhav
228Blessing: May you be a constant embodiment of happiness and of all attainments by keeping your spirituality and staying seated on your seat of self-respect.
226Har ēk bachchē mē̃ kisī na kisī guṇ key|kī viśhēṣhtā hai .
229 Each and every child has a speciality of one or another virtue.
227Sabhī viśhēṣh haĩ , guṇvān haĩ , mahān haĩ , master sarvśhaktimān haĩ - yah rūhānī naśhā sadā smr̥iti mē̃ rahē - iskō hī kahtē haĩ svamān . 228Is svamān mē̃ abhimān ā nahī̃ saktā .
230All are special, virtuous and great master almighty authorities. 231Keep this spiritual intoxication constantly in your awareness for it is called self-respect and there cannot be any arrogance in this self-respect.
229Abhimān key|kī seat kāṇṭō̃ key|kī seat hai isliē us seat par baiṭhnē kā prayatna nahī̃ karō .
232The seat of arrogance is a seat of thorns and so you must never try to sit on that seat.
230Rūhāniyat mē̃ rahkar svamān key|kī seat par baiṭh jāō tō sadā sukhī , sadā śhrēṣhṭh , sadā sarv prāpti svarūp kā anubhav kartē rahē̃gē .
233Keep your spirituality and sit on your seat of self-respect and you will continue to experience yourself to be constantly happy, elevated and an embodiment of all attainments.
Slogan
231Slōgan : apnī śhubh bhāvnā sē her|har ātmā kō duā dēnē vālē aur kṣhamā karnē vālē hī kalyāṇkārī haĩ .
234Slogan: Only those who give blessings and forgive all souls with their good wishes are benefactors.
235*** Om Shanti ***