शुक्रवार 24 मार्च 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

024-03-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 24/03/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum rūhānī social worker hō , tumhē̃ is duniyā kō sukh-śhānti aur pavitratā sē sampann banānē kē liē apnā tan-man-dhan saphal karnā hai ' '

1Essence: Sweet children, you are spiritual social workers; you have to use your bodies, minds and wealth in a worthwhile way to make this world become full of happiness, peace and purity.

Question

2Praśhna  : māyā par jīt pānē kē liē tum bachchō̃ kē pās kaun sā hathiyār hai  ? 3Us hathiyār kō use karnē key|kī vidhi kyā hai  ?

2Question: With what weapon do you children have to conquer Maya and what is the way to use that weapon?

Answer

4Uttar  : māyā par jīt pānē kē liē tumhārē pās|pass «  svadarśhan chakra ' ' hai .

3Answer: In order to conquer Maya, you have the discus of self-realisation. 4It is not a physical weapon. 5Simply stabilise your mind in the stage of “Manmanabhav”.

5Yah kōī sthūl hathiyār nahī̃ hai , lēkin man sē manmanābhav hō jāō . 6Ham sō , sō ham K|kē mantra kō yād karō , tō is vidhi sē māyā kā galā kaṭ jāyēgā . 7Tum māyājīt ban chakravartī rājā ban jāyēṅgē .

6Remember the mantra of “Hum so, so hum” (I become that which I was) and, by using this method, you will cut Maya’s throat; you will become conquerors of Maya and rulers of the globe.

Song

8Gīt  : is pāp key|kī duniyā sē kahī̃ aur lē chal …

7Song: Take us far away from this world of sin to a place of rest and comfort!

Murli

9Ōm śhānti .

8Om shanti.

10Tum brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ hī jāntē hō ki yah kaliyugī pāp key|kī duniyā hai aur satyug jarūr puṇya key|kī duniyā hai .

9You mouth-born creation of Brahma, you Brahmins, know that this iron age is a world of sin and that the golden age is definitely a pure, charitable world.

11Bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai jō manuṣhya puṇya ātmāyē̃ hōtē haĩ unkō achchhā janm miltā hai . 12Pāp ātmā kō burā janm miltā hai .

10It has been explained to you children that pure, charitable human souls take good births, whereas sinful human souls take bad births.

13Ab yah tō hai hī pāp ātmāō̃ kī duniyā .

11This world is now a world of sinful souls.

14Yah gyān tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai .

12This knowledge is in the intellects of you children.

15Śhāntidhām kō hī paramdhām kahā jātā hai . 16Yah hai duḥkhdhām .

13The land of peace is called the supreme abode.

17Bhārat satyug mē̃ sukhdhām thā .

14This is a land of sorrow.

18Ab hamkō śhāntidhām jānā hai , phir sukhdhām mē̃ ānā hai .

15Bharat in the golden age was the land of happiness.

19Sukhdhām mē̃ pavitratā , sukh , śhānti tīnō̃ hī haĩ . 20Is duḥkhdhām mē̃ hai apavitratā , duḥkh , aśhānti .

16We now have to return to the land of peace; then we will go to the land of happiness.

21Yah tīn chīzē̃ samajh lēnī chāhiē . 22Jab bhārat mē̃ tīnō̃ chīzē̃ haĩ tab sukhdhām kahā jātā hai .

17There is purity, peace and happiness, all three, in the land of happiness.

23Ab tum tan-man-dhan sab kuchh bāp par bali chaṛhātē hō .

18There is sorrow, impurity and peacelessness in this land of sorrow.

24Tan-man-dhan sē tum bhārat key|kī sēvā kartē hō .

19You have to understand all of these three things.

25Tan sē bhī sēvā kī jātī hai nā . 26Social worker tan key|kī sēvā kartē haĩ .

20When all of these three exist in Bharat, it is called the land of happiness.

27Kōī dhan key|kī sēvā kartē haĩ . 28Bākī man key|kī sēvā is duniyā mē̃ kōī jāntē nahī̃ .

21You now sacrifice everything, including your bodies, minds and wealth, to the Father.

29Manmanābhav kā arth|earth hī bāp ākar samjhātē haĩ .

22You serve Bharat with your bodies, minds and wealth.

30Mujh parampitā paramātmā kō yād karō jissē tumkō sukh kā varsā lēnē kā hai .

23Service is done with just bodies. 24Social workers also serve with their bodies.

31Manmanābhav yānī sabkī buddhi bāp kē sāth lagī rahē . 32Aisā dūsrā kōī manuṣhya hai nahī̃ , jō kah sakē .

25Some serve with money too, but no one in this world knows how to serve with their mind.

33Tō aur sabhī sēvā kartē haĩ parantu man sē kōī bhī kar nahī̃ saktē . 34Manuṣhya kahtē haĩ man śhānt kaisē hō  ? 35Ab man aur buddhi hai ātmā kā organs aur yah karmēndriyā̃ śharīr K|kē organs haĩ .

26The Father comes and explains the meaning of “Manmanabhav”: Remember Me, the Supreme Father, the Supreme Soul, from whom you have to claim your inheritance of happiness.

36Tō bāp baiṭh samjhātē haĩ svadarśhan chakra kō yād karō .

27To be “Manmanabhav” means that your intellect is linked to the Father.

37Apnē bāp aur sukhdhām kō yād karō , is duḥkhdhām kō bhūl jāō . 38Yah huī man key|kī sēvā , jō jō karē̃gē vahī māyā par jīt pāyēṅgē .

28No other human being can say this. 29People may be able to serve in every other way, but no one can serve through the mind.

39Māyā kā sir kaṭ jāyēgā .

30People ask how they can have peace of mind.

40Aisē nahī̃ , svadarśhan chakra sē kōī manuṣhya kā sir kāṭā jātā hai .

31The mind and intellect are organs of a soul, and the physical organs are organs of a body.

41Dēvtāō̃ K|kē aisē alaṅkār hōtē nahī̃ , jissē kōī pāp hō .

32So, the Father sits here and says: Remember the discus of self-realisation.

42Manuṣhya samajhtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa nē svadarśhan chakra sē galā kāṭā thā .

33Remember your Father and the land of happiness and forget this land of sorrow.

43Yah tō pāp kā kām hō gayā .

34This is what serving with the mind means.

44Dēvtāyē̃ aisā kām kar na sakē̃ . 45Svadarśhan chakra kōī kā sir kāṭnē kē liē nahī̃ hai .

35Only those who do this will cut off Maya’s head and gain victory over Maya.

46Yah hai māyā par jīt pānē kā . 47Svadarśhan chakra phirānē sē ham dēvtā bantē haĩ .

36It is not that the heads of human beings are cut off with the swadarshanchakra (discus of self-realisation).

48Māyā par jīt pā lētē haĩ . 49Isī svadarśhan chakra sē hī tum māyā par jīt pātē hō .

37The deities do not have such ornaments with which they would commit sin.

50Yah tumhārā hathiyār hai . 51Śhaṅkh hai bajānē kē liē .

38Human beings think that Shri Krishna cut throats with a swadarshanchakra.

52Knowledge milī huī hai nā . 53Sikhlātē haĩ svadarśhan chakra kaisē phirāō .

39That would have been a sinful act and it is not possible for deities to do such things.

54Tō phir tum chakravartī rājā ban jāyēṅgē . 55Ab ham śhāntidhām jā rahē haĩ phir sukhdhām āyēṅgē .

40The discus of self-realisation is not for cutting off people’s heads; it is the means of conquering Maya.

56Yah bāp nē sikhlāyā hai . 57Svadarśhan chakradhārī bāp K|kē sivāē kōī banā na sakē .

41By spinning the discus of self-realisation, we conquer Maya and become deities.

58Ab tum īśhvar key|kī vaṅśhāvalī hō phir banē̃gē viṣhṇu key|kī vaṅśhāvalī .

42It is by spinning the discus of self-realisation that you conquer Maya. 43This is your weapon.

59Svadarśhan chakra kā alaṅkār bhī viṣhṇu kō diyā huā hai .

44The conch shell is for spreading the sound of the knowledge you have received.

60Tum hō puruṣhārthī . 61Tum jāntē hō svadarśhan chakra phirānē sē ham dēvtā bantē haĩ .

45Baba teaches you how to spin the discus of self-realisation, so that you can become rulers of the globe.

62Isī svadarśhan chakra sē hī tum māyājīt bantē hō . 63Yah tumhārā hathiyār hai .

46We are now going to the land of peace and we will then go to the land of happiness.

64Śhaṅkh hai bajānē kē liē . 65Knowledge milī huī hai nā .

47The Father has taught us all of this.

66Sikhlātē haĩ svadarśhan chakra kaisē phirāō tō phir tum chakravartī rājā ban jāyēṅgē .

48No one except the Father can make us into spinners of the discus of self-realisation.

67Ab ham śhāntidhām jā rahē haĩ phir sukhdhām mē̃ āyēṅgē .

49You are now part of God’s dynasty and you will then become the dynasty of Vishnu.

68Yah bāp nē sikhlāyā hai . 69Svadarśhan chakradhārī bāp K|kē sivāē kōī banā na sakē .

50The symbol of the discus of self-realisation has also been given to Vishnu. 51You are effort makers.

70Ab tum īśhvar key|kī vaṅśhāvalī hō phir banē̃gē viṣhṇu key|kī vaṅśhāvalī .

52You know that by spinning the discus of self-realisation you become deities.

71Svadarśhan chakra phirānē sē ham viṣhṇu kul mē̃ jāyēṅgē .

53By spinning the discus of self-realisation, you will go into the Vishnu clan.

72Yah tō bahut sahaj hai kōī kō samjhānā .

54It is very easy to explain this to someone.

73Śhāntidhām kō yād karō jō bāp kā ghar hai , jahā̃ sē ātmāyē̃ ātī haĩ .

55Remember the land of peace, which is the Father’s home, from where souls have come.

74Abhī tō nark hai , ab jānā hai svarg mē̃ .

56It is now hell, and we now have to go to heaven.

75Bāp kō yād karnē sē sab vikarma vināśh hōṅgē .

57By remembering the Father, all of your sins will be absolved.

76Parantu bāp sē pūrā yōg nahī̃ hai tō dhārṇā nahī̃ hōtī phir kōī kō samjhā nahī̃ saktē .

58However, if there is not full yoga with the Father, you are not able to imbibe knowledge and you are not able to explain to anyone.

77Tum brahmā mukh vaṅśhāvalī brahmākumār kumāriyā̃ hō .

59You Brahma Kumars and Brahma Kumaris are the mouth-born creation of Brahma.

78Jō pavitra rahtē haĩ vahī be|B . K|kē . haĩ .

60Only those who remain pure are BKs.

79Jō pavitra nahī̃ rah saktē haĩ vah brahmā mukh vaṅśhāvalī śhivbābā kā pōtrā kahlā nahī̃ saktē .

61Those who do not remain pure cannot be called the mouth-born creation of Brahma or the grandchildren of Shiv Baba.

80Krōdh , lōbh key|kī bāt alag hai .

62Anger and greed are separate matters.

81Parantu pavitra rah na sakē̃ tō unkō brāhmaṇ kahnā bhī wrong hai .

63However, it is wrong to call those who do not remain pure, Brahmins.

82Vah brāhmaṇ kul kā hai nahī̃ , jismē̃ vikār haĩ yā vikār mē̃ jātē haĩ .

64Those who have such vices or who indulge in vice do not belong to the Brahmin clan.

83Tum samjhā saktē hō ham tō pavitra rahtē haĩ parantu kōī vikārī ban kharāb hō jātē tō vah brāhmaṇ kahlānē K|kē hakdār nahī̃ .

65You can explain that we remain pure. 66However, those who indulge in vice and become bad do not have the right to call themselves Brahmins.

84Vikār mē̃ jānā patitpanā hai .

67It is a sin to indulge in vice.

85Aisē patit yahā̃ ā nahī̃ saktē . 86Parantu kāraṇē̃ akāraṇē̃ ānē dēnā paṛtā hai .

68Such impure ones shouldn’t come here, but, for one reason or another, they are allowed to come.

87Abhī dēkhō makān banānē vālē jarūr sab patit lōg haĩ nā .

69Just see, all the builders who are working on the building would surely be impure.

88Parantu brāhmaṇ lōg tō yah kām nahī̃ karē̃gē . 89Tō unhō̃ sē kām lēnā paṛtā hai .

70However, Brahmins cannot do that work, and so they have to take help from them.

90Kōī madadgār bantē haĩ tō rahnē diyā jātā hai .

71If someone becomes a helper, he is allowed to stay.

91Vāstav mē̃ patit kōī rah nahī̃ saktā .

72In fact, no one impure can really stay here.

92Yah hai pāvan bannē kī jagah , patit āyēṅgē tō jarūr .

73This is a place for becoming pure, so impure ones will definitely come.

93Bhārat pāvan thā , strī-puruṣh dōnō̃ pavitra rahtē thē .

74Bharat was pure when both husband and wife remained pure.

94Lakṣhmī-nārāyaṇ strī-puruṣh dōnō̃ sampūrṇ nirvikārī thē nā .

75Lakshmi and Narayan, husband and wife, were both totally viceless.

95Ham khud unhō̃ key|kī mahimā kartē haĩ .

76We ourselves praise them.

96Tum hō ab saṅgamyugī .

77You are now at the confluence age.

97Saṅgam par bāp ākar patit sē pāvan banātē haĩ .

78The Father comes at the confluence age to purify the impure.

98Viṣhay vikārō̃ mē̃ jānē vālē kō patit kahā jātā hai .

79Those who indulge in vice are called impure.

99Sannyāsī lōg viṣh kō chhōṛtē haĩ tō patit lōg unkō māthā ṭēktē haĩ .

80Sannyasis renounce poison, and so impure people bow their heads to them.

100Vikār akṣhar baṛā kharāb hai .

81The word “vice” is very bad.

101Nirvikārī arthāt viceless .

82To be free from vice means to be viceless.

102Vikārī kō kahā jātā hai vicious .

83Those who indulge in vice are called vicious.

103Vaiśhyālay hai .

84This is a brothel.

104Bāp kahtē haĩ maĩ kalp-kalp saṅgam par ākar patit sē pāvan banātā hū̃ , lāyak banātā hū̃ . 105Pāvan duniyā kā mālik banātē haĩ .

85The Father says: I come at the confluence of every cycle to purify the impure and to make them worthy of becoming the masters of the pure world.

106Svarg kā mālik tō svarg kā rachayitā hī banāyēgā nā .

86The Creator of heaven will make souls into the masters of heaven.

107Bāp kō samjhānā paṛtā hai dēvtāyē̃ kitnē dhaṇkē thē  ! 108Ab tō sabhī nidhan K|kē haĩ .

87The Father has to explain that deities belonged to the Lord and Master; they have now become orphans.

109Yah hai duḥkhdāī duniyā . 110Sab ēk dō kō duḥkh dētē rahtē haĩ .

88This is the world of sorrow, where everyone continues to cause sorrow for one another.

111Number one duḥkh hai kām kaṭārī chalānā , jissē ādi-madhy-ant duḥkh miltā hai .

89The number one sorrow is to use the sword of lust. 90Through this you receive sorrow from its beginning, through the middle to the end.

112Is duḥkhdhām mē̃ kōī kō śhānti milnā hī asambhav hai kyōṅki sārī duniyā kā question hai nā .

91It is impossible for anyone to have peace in this world of sorrow, because it is a question of the whole world.

113Itnē sannyāsī pavitra rahtē haĩ phir bhī bhārat tamōpradhān hō gayā hai nā .

92Although so many sannyasis have remained pure, Bharat has still become tamopradhan.

114Sirph vah pavitra bantē haĩ isliē patit manuṣhya unkī sēvā kartē haĩ . 115Bhōjan dētē haĩ , mahal ādi banākar dētē haĩ .

93It is simply because they remain pure that impure people serve them and give them food; they even build a palace, etc. for them.

116Tō jō pavitra bantē haĩ unkā nām bālā hōtā hai .

94Therefore, those who remain pure become very famous.

117Bāp bhī in vikārō̃ par jīt pahnātē haĩ .

95The Father enables you to gain victory over these vices.

118Ham sō pūjya dēvtā thē - yah sab bhūl gayē haĩ .

96Everyone has forgotten that they were worthy-of-worship deities.

119Nirvikārī dēvī-dēvatāō̃ key|kī dynasty chaltī hai .

97There is the dynasty of the viceless deities.

120Pūchhē̃gē vahā̃ paidāis kaisē hōgī  ?

98People ask how creation would take place there.

121Sō tō jarūr vahā̃ key|kī jō rasam hōgī vaisē hī hōgī .

99Surely, that will take place according to the system there.

122Pahlē tum bāp sē rājyōg sīkh rājya-bhāgya kā varsā tō lō|low .

100First, study Raj Yoga with the Father and claim your inheritance of the fortune of the kingdom.

123Yah thōṛēhī pūchhnā hōtā hai - bachchē kaisē paidā hōṅgē  ?

101You should not ask how children would be born there.

124Dynasty tō chaltī hai .

102The dynasty continues.

125Vah sannyās hai rajōpradhān . 126Dēvtāō̃ kā sannyās hai satōpradhān .

103Their renunciation is rajopradhan, whereas the renunciation of the deities is satopradhan.

127Sannyāsī tō vikārō̃ sē janma lē phir nirvikārī bannē kā puruṣhārth kartē haĩ .

104Sannyasis take birth through vice and they then make effort to become viceless.

128Vah hai nirvikārī duniyā , yah hai vikārī duniyā .

105That is a viceless world and this is a vicious world.

129Vikārī manuṣhyō̃ kō yah khyāl rahtā hai ki vikār bigar duniyā kaisē chalēgī  !

106Vicious human beings wonder how the world can continue without vice.

130Jaisī unhō̃ key|kī dr̥iṣhṭi , vaisī hī sr̥iṣhṭi bhāstī hai .

107As is their vision, so the world appears to them. 108The Father makes you so good!

131Bāp kitnā achchhā banātē haĩ .

109The aim remains in your intellects.

132Lakṣhya tō buddhi mē̃ rahtā hai nā .

110God makes us become like Himself, gods and goddesses.

133Bhagvān hamkō āp samān bhagvatī bhagvān banātē haĩ .

111Therefore, we are now master gods and we then have to become deities.

134Tō gōyā master bhagvān hō gayē , phir dēvtā bannā hai .

112When we have become master gods, we have to return to the Father’s home.

135Master bhagvān ban bāp K|kē ghar jānā hai . 136Jaisē vah pāvan haĩ tum bhī yād kartē-kartē pāvan ban jāyēṅgē .

113Just as He is pure, you too become pure by remembering Him and you then go to the pure world. 114There is no trace of sorrow there.

137Phir pāvan duniyā mē̃ āyēṅgē . 138Vahā̃ duḥkh kā nām nahī̃ hōtā .

115Human beings have become such that they have to adopt gurus in order to become pure.

139Manuṣhya aisē ban paṛtē haĩ jō pāvan bannē kē liē gurū karnā paṛtā hai .

116Nowadays, they even make vicious, impure human beings their gurus.

140Ājkal tō vikārī patit kō bhī gurū kar lētē haĩ .

117How could impure household gurus make anyone pure?

141Gr̥ihasthī patit gurū kyā pāvan banāyēṅgē  ?

118They don’t understand anything; they don’t even know the Father.

142Kuchh bhī samajh nahī̃ hai .

119This is a world of orphans.

143Bāp kō jāntē hī nahī̃ . 144Yah hai orphans key|kī duniyā .

120The golden age is a world of those who belong to the Lord and Master.

145Satyug hai dhanī key|kī duniyā kyōṅki dēvī-dēvtā dharm tō dhanī nē sthāpan kiyā . 146Jab dhanī K|kē banē tab dhaṇkē hō̃ .

121Because the Lord and Master establishes the deity religion, those souls belong to the Lord and Master.

147Ab tum godly students hō .

122You are now Godly students.

148Bhagvānuvāch ēk arjun prati tō nahī̃ thā , sajãy bhī thā .

123God’s words were not only spoken to Arjuna; Sanjay was also there.

149Tō ab tumkō bāp key|kī śhrīmat par chalnā hai .

124Therefore, you now have to follow the Father’s shrimat.

150Bāp kahtē haĩ śhrēṣhṭh banō .

125The Father says: Become elevated!

151Is drama kō bhī samajhnā hai .

126You also have to understand this drama.

152Creator , director hai parampitā paramātmā śhiv .

127The Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva is the Creator and Director.

153Vah brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō bhī create kartē haĩ phir unkō direction dētē haĩ phir brahmā key|kī mālā badal rūdra mālā phir viṣhṇu key|kī mālā banēgī .

128He also creates Brahma, Vishnu and Shankar and gives them directions. 129The rosary of Brahma will then change and become the rosary of Rudra and then the rosary of Vishnu.

154Bāp kahtē haĩ sirph mujh bāp kō yād karō aur svarg kō yād karō tō aisē lakṣhmī-nārāyaṇ ban jāyēṅgē .

130The Father says: Simply remember Me and heaven and you will become like Lakshmi and Narayan.

155Yah hai sachchī kamāī .

131This is a true income.

156Manuṣhyō̃ kō karmō̃ anusār janm miltā hai .

132Human beings take birth according to their karma.

157Ab bāp aisē śhrēṣhṭh karma sikhlātē haĩ , yahā̃ hai śhrīmat par chal śhrēṣhṭh bannē key|kī kamāī .

133The Father now teaches you such elevated karma. 134Here, there is an income in becoming elevated by following shrimat.

158Bākī tō sabhī miṭṭī mē̃ mil jānā hai .

135Everything else will turn to dust.

159Dēh-abhimān bhī chhōṛnā hai .

136You have to renounce body consciousness.

160Ham bāp K|kē banē haĩ , jātē haĩ bāp kē pās .

137We now belong to the Father and are going to return to Him.

161Yah ātmā kahtī hai - bābā ham āpkī yād mē̃ rah vikarmō kō kāṭ hī lē̃gē . 162Phir āp hamkō svarg mē̃ bhēj dōgē nā  !

138The soul says: Baba, I will cut away all my sins by remembering You, and You will then send me to heaven.

163Nark kā vināśh , svarg key|kī sthāpanā tō hōtī hai nā .

139There is the establishment of heaven and the destruction of hell.

164Mahābhārī laṛāī sāmnē hai .

140The Mahabharat War is just ahead.

165Issē bhī mukti-jīvan-mukti K|kē gates khultē haĩ .

141It is through this that the gates to liberation and liberation-in-life will open.

166Yahā̃ tō dēkhō baiṭhē-baiṭhē bīmārī lag jātī hai .

142Just look how many diseases break out while we sit here.

167Vahā̃ tō sadaiv ārām hī ārām hai .

143There, there is nothing but constant comfort.

168Yah duḥkhdhām hai nā isliē puruṣhārth kiyā jātā hai sukhdhām kē liē .

144This is a land of sorrow and this is why effort is made for that land of happiness.

169Vahā̃ māyā hai nahī̃ . 170Dēh-abhimān hōtā nahī̃ .

145Maya doesn’t exist there, nor is there body consciousness.

171Samajhtē haĩ ham ātmā haĩ , yah śharīr ab būṛhā huā hai , dūsrā lēnā hai .

146They understand that they are souls, that when their bodies have become old, they have to take others.

172Vahā̃ yah gyān nahī̃ rahtā ki ham bābā kē pās jātē haĩ .

147There, you do not have the knowledge that you are returning to Baba.

173Yah gyān tumkō is samay hai . 174Hamkō vāpis jānā hai bābā kē pās phir bābā svarg mē̃ bhēj dēgē .

148It is only now that you have the knowledge that we have to return to Baba and that Baba will then send us to heaven.

175Śharīr nirvāh arth|earth karma bhī kartē rahō .

149Continue to act for the livelihood of your bodies.

176Tum jitnā āgyākārī , vaphādār rahē̃gē utnā unnati hōgī .

150To whatever extent you are obedient and faithful, you will progress accordingly.

177Śhrīmat sē śhrēṣhṭh bannā hai .

151Become elevated by following shrimat.

178Sapūt bachchō̃ kā kām hai bāp sē pūrā varsā lēnā .

152The duty of worthy children is to claim their full inheritance from the Father.

179Abhī lē̃gē tō kalp-kalpāntar lētē rahē̃gē .

153If you claim it now, you will continue to claim it every cycle.

180Abhī nahī̃ liyā tō kalp-kalpāntar varsā lē nahī̃ sakē̃gē .

154If you do not claim it now, you will not be able to claim it every cycle.

181Tum bachchō̃ kē āgē sārī duniyā kaṅgāl hai .

155Compared to you children, the whole world is poverty-stricken.

182Sabhī miṭṭī mē̃ mil jāyēṅgē . 183Dēvālā mār dēgē .

156Everyone will go bankrupt and everything will turn to dust.

184Tum sachchī kamāī kartē hō sachkhaṇḍ kē liē .

157Each of you is now earning a true income for the land of truth.

185Bāp kahtē haĩ tumkō mērē ghar ānā hai isliē us ghar kō yād karō .

158The Father says: You have to come back to My home. 159Therefore, remember that home.

186Ghar kā mālik hī batātē haĩ tum hamārē ghar K|kē mālik thē . 187Ab phir ghar kō yād karō .

160The Master of the home says: You were the masters of My home, so now remember that home once again.

188Drama pūrā hōtā hai , kitnā sahaj hai .

161The drama is about to end. 162It is so easy!

189Achchhā  !

163Achcha.

190Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

164To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

191Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

165The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

192Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

166Essence for dharna:

1931 ) āgyākārī , vaphādār aur sapūt ban bāp sē pūrā varsā lēnā hai .

167 1. Claim your full inheritance from the Father by being obedient, faithful and worthy.

194Śhrīmat par śhrēṣhṭh karma kar sachchī kamāī karnī hai .

168Earn a true income for yourself by following shrimat and performing elevated actions.

1952 ) sampūrṇ nirvikārī ban sachchā brāhmaṇ bannā hai .

169 2. Become a true Brahmin by becoming completely viceless.

196Pāvan ban svayã kō pāvan duniyā K|kē lāyak banānā hai .

170Become pure and make yourself worthy of the pure world.

Blessing

197Vardān  : ēk bāp kō apnā saṅsār banākar sadā hansnē , gānē aur uṛnē vālē prasannchit bhav

171Blessing: May your heart be happy and always laugh, sing and fly by making the one Father your world.

198Kahā jātā hai dr̥iṣhṭi sē sr̥iṣhṭi badal jātī hai tō āpkī rūhānī dr̥iṣhṭi sē sr̥iṣhṭi badal gaī , abhī āpkē liē bāp hī saṅsār hai .

172 It is said: The world changes with your vision. 173So, your world has changed with your spiritual vision. 174The Father is now the world for you.

199Pahlē K|kē saṅsār aur abhī K|kē saṅskār mē̃ fark hō gayā , pahlē saṅsār mē̃ buddhi bhaṭaktī thī , abhī bāp hī saṅsār hō gayā tō buddhi kā bhaṭaknā band hō gayā .

175There is a difference between your world before and your world now. 176Earlier, your intellect was wandering in the world, and now the Father has become your world and so your intellect has stopped wandering.

200Bēhad key|kī prāptiyā̃ karānē vālā bāp mil gayā tō aur kyā chāhiē isliē hanstē gātē , uṛtē sadā prasannchit rahō .

177You have found the Father who has given you unlimited attainments and so what more do you want? 178Therefore, just continue to be constantly happy while laughing, singing and flying.

201Māyā rulāyē tō bhī rōnā nahī̃ .

179Even if Maya tries to make you cry, do not cry.

Slogan

202Slōgan  : dil sāph hō tō murād hā̃sil hōtī rahēgī , sarv prāptiyā̃ svataḥ āpkē samānē āyēṅgī .

180Slogan: When your heart is clean, your desires continue to be fulfilled. 181All attainments will automatically come in front of you.

182*** Om Shanti ***