शुक्रवार 7 अप्रैल 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

007-04-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 07/04/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhē̃ double ahiṃsak bannā hai , mansā-vāchā-karmaṇā tum kabhī kisī kō duḥkh nahī̃ dē saktē hō . 2' '

1Essence: Sweet children, become doubly non-violent. 2You must not cause sorrow for anyone through your thoughts, words or actions.

Question

3Praśhna  : kalp-kalp jin bachchō̃ nē bāp sē pūrā varsā liyā hai , unkī niśhānī kyā hōgī  ?

3Question: What are the signs of the children who have claimed the full inheritance from the Father every cycle?

Answer

4Uttar  : vē|way patitō̃ kā saṅg chhōṛ bāp sē varsā lēnē kē liē śhrīmat par chalnē lag paṛē̃gē .

4Answer: They leave the company of impure ones and begin to follow shrimat, in order to claim their inheritance from the Father. 5The Father's first order is: Remain pure while living at home with your families.

5Bāp kā jō pahlā pharmān hai ki gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē pavitra banō , is pharmān par pūrā-pūrā chalē̃gē .

6They follow this order fully. 7They never question how the world would continue.

6Kabhī praśhna nahī̃ uṭhēgā ki ākhir bhī duniyā kaisē chalēgī .

8They never criminally assault anyone.

7Unkī āpas mē̃ kabhī criminal assault hō nahī̃ saktī . 8Vē|way apnē kō śhivbābā K|kē pōtrē , brahmā K|kē bachchē bhāī-bahin samajhkar chaltē haĩ .

9They move along while considering themselves to be Shiv Baba's grandchildren and children of Brahma, brothers and sisters.

Song

9Gīt  : mātā ō mātā …

10Song: Mother o mother, you are the bestower of fortune for the world.

Murli

10Ōm śhānti .

11Om shanti.

11Bachchō̃ kō ab kōī key|kī bhī mahimā nahī̃ karnī hai .

12You children don't have to praise anyone now.

12Bhakta mahimā kartē haĩ , yah gīt bhakti mārg vālō̃ nē mama key|kī mahimā mē̃ gāyā hai .

13Devotees sing praise. 14Those on the path of devotion have sung this song in praise of Mama.

13Parantu bichārē yah nahī̃ jāntē ki mama nē aisī kyā sēvā kī hai  !

15However, the poor people don't know what service Mama did.

14Hōkar gaī hai , unkī mahimā gātē haĩ .

16She existed in the past, and so they sing her praise.

15Parantu vāstav mē̃ mahimā ēk key|kī hī gāī jātī hai .

17However, praise should in fact be sung of only the One.

16Vah ēk baiṭh bachchō̃ kō paṛhātē haĩ aur aisā banātē haĩ .

18That One sits here and teaches you children and makes you become like that.

17Tum bhī unkē bachchē hō jō bhārat vā viśhva key|kī sēvā kartē hō .

19You, who are His children, who also serve the world and Bharat.

18Mahimā bhārat key|kī kartē haĩ .

20People sing praise of Bharat.

19Chitra bhī bhārat mē̃ hī haĩ .

21There are the images in Bharat.

20Pūjā bhī jagat ambā key|kī yahā̃ bahut hōtī hai .

22There is a lot of worship of Jagadamba here.

21Bāhar mē̃ nahī̃ hai .

23There isn't as much of it abroad.

22Kahā̃-kahā̃ śhiv K|kē chitra haĩ parantu vah yah samajhtē nahī̃ . 23Vāstav mē̃ mahimā hai śhiv key|kī .

24There are the images of Shiv here and there, but they don't understand that, in fact, the praise is of Shiva.

24Jō śhiv bābā phir jagat ambā aur jagatpitā key|kī mahimā nikāltē haĩ .

25Shiv Baba then enables there to be praise of Jagadamba and Jagadpita.

25Bābā sē hī sabkō śhrīmat miltī hai .

26Everyone receives shrimat from Baba.

26Dēlvāṛā mandir mē̃ sabkē chitra nahī̃ haĩ .

27Not everyone's image is there in the Dilwala Temple.

27Bachchē tō ḍhēr haĩ .

28There are many children.

28Tum sab bachchē rājyōg sīkh rahē hō .

29All of you children are studying Raj Yoga.

29Chitra tō thōṛō̃ K|kē hī nikālē̃gē .

30They make images of only a few.

30Tum jāntē hō bābā hamkō svarg kā mālik banātē haĩ .

31You know that Baba is making you into the masters of heaven.

31Śhivbābā inmē̃ baiṭhā hai .

32Shiv Baba is sitting in this one.

32Kalp pahlē bhī aisē hī parampitā paramātmā nē hamkō rājyōg sikhāyā thā .

33The Supreme Father, the Supreme Soul, taught us Raj Yoga in the same way in the previous cycle.

33Ab practical buddhi sē lagtā hai .

34This now touches our intellects in a practical way.

34Jab dūsrē suntē haĩ tō kōī kahtē haĩ bilkul ṭhīk bāt hai , kōī kahtē haĩ ham kaisē mānē̃ .

35When some people hear this, they say: This is absolutely right! 36When others hear it, they ask: How can I believe this?

35Ēk jaisē sab nahī̃ haĩ , jab kōī nayē ātē haĩ tō praśhna pūchhā jātā hai - god father kā nām kab sunā hai  ?

37Not everyone is the same. 38When new people come here, they are asked: Have you ever heard the name of God the Father?

36Kab bhagvān kā nām sunā hai  ?

39Have you heard the name of God?

37Aisā kōī manuṣhya nahī̃ hōgā jō kahē ki ham god father kō yād nahī̃ kartē haĩ kyōṅki abhī sab duḥkhī haĩ isliē paramātmā kō yād jarūr kartē haĩ .

40There isn't a single human being who would say that he doesn't remember God, the Father, because everyone is now unhappy. 41That is why they definitely remember the Supreme Soul.

38Satyug mē̃ kōī aisā nahī̃ kahē̃gē ki patit-pāvan āō .

42In the golden age, no one will say: O Purifier, come!

39Duḥkh mē̃ simraṇ sab kartē haĩ , sukh mē̃ simarē na kōī .

43Everyone remembers Him when they are sorrowful. 44No one remembers Him when they are happy.

40Duḥkh mē̃ simraṇ kiskā kartē haĩ  ?

45Whom do they remember at times of sorrow?

41Ēk kā .

46The One.

42Bhal simraṇ kartē haĩ parantu jāntē nahī̃ , sirph mahimā kartē haĩ .

47Although they remember Him, they don't know Him. 48They simply sing His praise.

43Yahā̃ tō hai sārī dharm key|kī bāt .

49Here (Bharat), it is a question of religion.

44Gāyā jātā hai religion is might .

50It is sung: Religion is might.

45Kaun sē religion mē̃ itnī might hai  ?

51Which religion has so much might?

46Sabhī religion mē̃ tō itnī might nahī̃ hai .

52Not all religions have so much might.

47Bāp ākar ēk dēvī-dēvtā dharm sthāpan kartē haĩ .

53The Father comes and establishes the one deity religion.

48Bābā kō kahā jātā hai almighty .

54Baba is called the Almighty.

49Tō jō dharm sthāpan kartē haĩ , usmē̃ bhī might hai .

55So the religion that He establishes has might.

50Tum jāntē hō ham dēvtā dharm vālē bantē haĩ tō hamārē mē̃ kitnī might ātī hai  !

56You know that you become those of the deity religion and so you receive so much might.

51Ham bāp sē rājāī lētē haĩ .

57We claim our kingdom from the Father.

52Ham kōī hiṅsā nahī̃ kartē haĩ .

58We are not committing any violence.

53Satyug mē̃ dōnō̃ hiṅsā nahī̃ hōtī .

59Neither type of violence exists in the golden age.

54Ēk kām kaṭārī key|kī hiṅsā , dūsrī kis par krōdh karnā , kuchh burā akṣhar kahnā , yah bhī bāṇ chalānā hai .

60One is the violence of the sword of lust and the other is to get angry or use bad words. 61That too is shooting an arrow.

55Inkō violence kahā jātā hai .

62That is called violence.

56Tum kiskō duḥkh nahī̃ dē saktē .

63You mustn’t cause sorrow for anyone.

57Bābā kitnā achchhā sikhlātē haĩ .

64Baba teaches you so clearly.

58Sabkō sukhī banāō .

65Make everyone happy.

59Mukhya bāt kām kaṭārī chalānā - yah hai sabsē baṛī hiṅsā .

66The main thing is that to use the sword of lust is the greatest violence.

60Bandūk ādi chalānā , mārnā vah bhī hiṅsā hai .

67To use guns or kill someone is also violence.

61Kōī bhī prakār sē kiskō duḥkh dēnā hiṅsā hai isliē bāp nē kahā hai kām mahāśhatru hai .

68To cause anyone any type of sorrow is violence. 69This is why the Father has said: Lust is the greatest enemy.

62Gāyā bhī jātā hai ahiṃsā paramō dēvī-dēvtā dharm .

70The supreme religion of non-violence of the deities has been remembered.

63Unmē̃ dōnō̃ hiṃsāyē̃ nahī̃ thī .

71They didn’t have any type of violence.

64Kabhī bhī kiskō mansā-vāchā-karmaṇā duḥkh nahī̃ dētē thē .

72They never caused sorrow for anyone through their thoughts, words or actions.

65Bāp ākar svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ .

73The Father comes and establishes heaven.

66Kalp pahlē kī thī , ab phir kar rahē haĩ .

74He established it in the previous cycle and is now establishing it once again.

67Kiskō mārnā , pīṭnā , krōdh karnā sabsē chhuṛā dētē haĩ .

75He liberates you from killing and beating anyone and getting angry.

68Mukhya bāt hai pavitratā key|kī , isliē rākhī bandhan gāyā huā hai .

76The main thing is purity. 77This is why Raksha Bandhan has been remembered.

69Bahanē̃ baiṭh bhāīyō̃ kō rākhī bāndhtī haĩ ki kām kaṭārī nahī̃ chalānā .

78Sisters tie a rakhi on their brothers: Now, do not use the sword of lust.

70Parantu manuṣhya yah arth|earth nahī̃ samajhtē .

79However, people don't know the meaning of this.

71Tum hō brahmā K|kē bachchē , śhiv K|kē pōtrē .

80You are the children of Brahma and the grandchildren of Shiv.

72Tō tum bhāī-bahin hō gayē .

81Therefore, you are brothers and sisters.

73Āpas mē̃ kabhī criminal assault nahī̃ kar saktē .

82You cannot criminally assault one another.

74Yah hai pavitra bannē key|kī yukti .

83This is the way to become pure.

75Bahan-bhāī kabhī āpas mē̃ śhādī nahī̃ kartē haĩ .

84Brother and sister cannot marry each other.

76Tō bāp samjhātē haĩ kalp-kalp jinhōnnē varsā liyā hai vahī śhrīmat par chaltē haĩ .

85The Father explains: Those who have claimed their inheritance every cycle are the ones who will follow shrimat.

77Adharkumārī , kuvā̃rī kanyā kā mandir bhī hai .

86There are also temples to half-kumaris as well as kumaris.

78Gr̥ihastha sē nikal phir bāp K|kē bachchē banē haĩ tō unhō̃ kō adhar kahā jātā hai .

87They left their households and belonged to the Father and so they are called half-kumaris.

79Jarūr hōkar gayē haĩ ab phir practical mē̃ haĩ .

88They definitely existed in the past and they are now here in practical forms.

80Aisē mat samjhō ki ham pavitra banē̃gē tō sr̥iṣhṭi kaisē chalēgī  !

89Don't wonder how the world would continue if we become pure.

81Ab yah tō patit duniyā hō gaī hai .

90This world has now become impure.

82Ab chāhiē pāvan duniyā .

91A pure world is now needed.

83Patit duniyā tō chaltī hī rahtī hai , band nahī̃ hōtī hai .

92This impure world continues; it cannot stop.

84Tō tumhē̃ patitō̃ kā saṅg chhōṛnā paṛē .

93So, you have to let go of the company of impure ones.

85Bābā ākar vikārī duniyā key|kī rachnā band karātē haĩ .

94Baba comes and puts an end to impure creation.

86Satyug sē nirvikārī duniyā śhurū hōgī .

95The viceless world will begin with the golden age.

87Bāp ākar bachchō̃ kō pharmān kartē haĩ , phir kōī mānē , na mānē .

96The Father comes and gives you children orders. 97Some of you listen to Him and others don’t.

88Śhrīmat bhagvānuvāch .

98Shrimat means the versions of God.

89Bhagvān bachchō̃ kō baiṭh paṛhātē haĩ .

99God sits here and teaches you children.

90Kyā banāyēṅgē  ?

100What will He make you?

91Jarūr bhagvān bhagvatī banāyēṅgē .

101He would surely make you into gods and goddesses.

92Jō jaisā hai vah aisā hī banāyēgā . 93Nirākār bhagvān baiṭh nirākār ātmāō̃ kō paṛhātē haĩ is śharīr dvārā . 94Yah hai bābā kā long boot .

102Whatever someone is like, he will make others the same as himself. 103Incorporeal God sits here and teaches you incorporeal souls through this body.

95Bābā kō śharīr tō chāhiē nā .

104This is Baba's long boot.

96Unkī śharīr rūpī jūtī purānī hō gaī hai .

105Baba needs a body. 106His shoe, the body, has become old.

97Jab naī thī tō gōrī thī , ab kālī hō gaī hai .

107When it was new, it was beautiful and it has now become ugly.

98Bābā nē samjhāyā hai tum is samay śhyām hō phir sundar bantē hō .

108Baba has explained: At this time you are ugly and you are becoming beautiful.

99Is samay har ēk śhyām ban gayā hai .

109At this time, everyone has become ugly.

100Unkō 84 janma lēnē paṛē .

110You have to take 84 births.

101Śhrīkr̥iṣhṇa pahlē sundar thā .

111Shri Krishna is beautiful at first.

102Dhīrē-dhīrē sundartā kam hōtī gaī .

112Gradually, his beauty decreases.

103Śhrīkr̥iṣhṇa kā chitra bhī hai , nark kō lāt mār rahē haĩ aur hāth mē̃ svarg hai .

113There is the picture of Shri Krishna kicking hell away and holding heaven on his palm.

104Kahtē haĩ maĩ svarg mē̃ sundar thā aur nark mē̃ śhyām hū̃ tō lāt mārtā hū̃ .

114He says: I was beautiful in heaven and now, in hell, I am ugly and so I am kicking it away.

105Jō bhī sūryavanśhī gharānē K|kē haĩ vah sab sundar thē .

115Everyone who belonged to the sun dynasty was beautiful.

106Sārī dynasty rājya kartī thī .

116The whole dynasty ruled there.

107Ab sabhī kālē ban gayē haĩ isliē śhyām sundar nām chalā ātā hai . 108Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā hī pahlē janma lētī hai .

117Now, all of them have become ugly and this is why the name "Shyam Sundar" (the ugly one and the beautiful one) has continued until now.

109Śhrīkr̥iṣhṇa kē sāth sārī rājdhānī bhī hai .

118It is the Shri Krishna soul who takes birth first.

110Sabhī puruṣhārth kar rahē haĩ phir sē gōrā bannē kā .

119Together with Shri Krishna, there is also the whole kingdom.

111Kahtē haĩ kālīdah mē̃ sarp nē ḍasā .

120All of you are making effort to become beautiful once again.

112Vah bhī abhī key|kī bāt hai , māyā sabkō ḍastī rahtī hai . 113Māyā nē sabkō kālā banā diyā hai .

121It is said: He was bitten when he was in a pool where the serpent (Kalidah) lived.

114Bāp phir sē gōrā banātē haĩ .

122That refers to this time.

115Svarg mē̃ aisā hōgā nahī̃ .

123Maya continues to bite everyone.

116Vahā̃ 21 janm sadā sukhī rahtē haĩ .

124Maya has made everyone ugly.

117Akālē mr̥iityu kabhī hōtā nahī̃ .

125The Father makes you beautiful once again.

118Abhī daivī rājdhānī sthāpan hō rahī hai .

126It will not be like that in heaven.

119Bāp ākar sabkō rājya-bhāgya dētē haĩ .

127There, you remain constantly happy for 21 births.

120Aur kōī dharm sthāpan karnē vālē rājya-bhāgya nahī̃ dē saktē .

128There is never untimely death there. 129The deity kingdom is now being established.

121Abraham|ibrāham , buddha ādi rājāī nahī̃ sthāpan kartē .

130The Father comes and gives everyone the fortune of the kingdom.

122Vah sirph dharm sthāpan kartē phir dharm key|kī vr̥iddhi hōtī hai .

131None of the others who establish a religion can give the fortune of a kingdom to anyone.

123Unkō vāstav mē̃ gurū bhī nahī̃ kahā jā saktā kyōṅki gurū kartē haĩ sadgati kē liē .

132Abraham, Buddha, etc. do not establish a kingdom. 133They simply establish a religion and then that religion expands.

124Vah tō ātē haĩ dharm sthāpan karnē , na ki sadgati karnē .

134In fact, they cannot be called gurus either because a guru is adopted to receive salvation.

125Unkē pichhāṛī unkē dharm key|kī ātmāyē̃ nīchē utartī haĩ .

135Those people come to establish a religion, not to grant salvation.

126Tō gurū bhī vāstav mē̃ kōī kō kah na sakē̃ .

136Souls of their religion follow them down.

127Sabkī sadgati karnē vālā ēk śhivbābā hai .

137Therefore, none of them can in fact be called gurus.

128Unkē liē aisē nahī̃ kahē̃gē ki vah janma lētē haĩ , yah wrong hō jātā hai .

138It is only the one Shiv Baba who grants salvation to everyone. 139You wouldn’t say that He takes birth.

129Vah avatār lētē haĩ .

140That is wrong. 141He incarnates.

130Janma lēnā arthāt garbh mē̃ ānā .

142To take birth means to enter a womb.

131Maĩ garbh sē janm nahī̃ lētā hū̃ .

143I do not take birth through a womb.

132Avatār lētā hū̃ .

144I incarnate.

133Parantu kaisē ātē haĩ , yah kōī samajhtē nahī̃ haĩ .

145However, no one understands how I come.

134Maĩ paramdhām sē ākar is tan mē̃ pravēśh kartā hū̃ .

146I come from the supreme abode and enter this body.

135Mujhē śharīr tō chāhiē nā .

147I need a body; I need a big body.

136Aur chāhiē baṛā śharīr .

148I cannot speak through a small body.

137Chhōṭē tan sē tō bāt kar na sakē . 138Maĩ anubhavī rath , bahut janmō̃ K|kē ant K|kē janm , vānaprasth avasthā mē̃ ātā hū̃ .

149I enter an experienced chariot, in the last of his many births, when he is in his stage of retirement.

139Gītā mē̃ bhī hai ki maĩ inkē janmō̃ kō jāntā hū̃ .

150It is mentioned in the Gita: I know this one's birth.

140Yah apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntā thā .

151He didn't know about his own births.

141Ab tō jāntē haĩ .

152He now knows about them.

142Ēk bār batā dētā hū̃ - pahlē yah dēvtā thā , 84 janm lētē-lētē antim janm mē̃ hai tab mainnē inmē̃ pravēśh kiyā hai .

153I tell him once: At first he was a deity and when he is in the last of his 84 births, I enter him.

143Yah hai kalyāṇkārī janm .

154This is a benevolent birth.

144Bābā ākar inkē dvārā paṛhātē haĩ tō yah mātā bhī hō gaī .

155Baba comes and teaches through this one, and so this one is the mother.

145Vāstav mē̃ yah hai mātā parantu service pitā K|kē rūp mē̃ kartē haĩ isliē mama kō nimitt banāyā hai .

156This one is in fact the mother but he does service in the form of a father. 157This is why Mama has been made an instrument.

146Tum bachchē bhī unkē sāth nimitt bantē hō .

158You children also become instruments with him.

147Sabkō svargvāsī bannē kā rāstā batātē hō .

159You show everyone the way to become residents of heaven.

148Manuṣhya martē haĩ tō kahtē haĩ svargvāsī huā .

160When a person dies, people say that he has become a resident of heaven.

149Vah puruṣhārth nahī̃ kartē haĩ .

161He doesn't make effort to go there.

150Ham tō svargvāsī bannē kē liē puruṣhārth kar rahē haĩ .

162We are making effort to become residents of heaven.

151Satyug mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ thē , unhō̃ kō svarg kā mālik banānē vālā kaun  ?

163Lakshmi and Narayan used to exist in the golden age. 164Who made them into the masters of heaven?

152Jarūr nahī̃ thē , tab banāyā . 153Ismē̃ taklīph key|kī kōī bāt nahī̃ hai .

165They were definitely not that; this was why they were made that.

154Bābā sirph rāy dētē haĩ ki gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē is antim janm mē̃ pavitra banō .

166There is no question of any difficulty in this. 167Baba simply advises you: While living at home with your families, become pure in this last birth.

155Ab purānī duniyā kā vināśh hōnā hai .

168The old world is now to be destroyed.

156Satyug mē̃ rāvaṇ kō jalātē nahī̃ .

169They don't burn an effigy of Ravan in the golden age.

157Manuṣhya kahtē haĩ yah rasam anādi chalī ātī hai parantu kab sē chalī , jāntē nahī̃ .

170People say: This system has continued eternally, but no one knows from when.

158Dvāpar sē rāvaṇ kō jalānā śhurū kiyā hai .

171They started burning effigies of Ravan in the copper age.

159Rāvaṇ kā kōī ṭhikānā nahī̃ hai .

172Ravan has no residence.

160Śhivbābā kā ṭhikānā hai paramdhām .

173Shiv Baba's residence is the supreme abode.

161Rāvaṇ kā dhām kahā̃ hai  ?

174Where is Ravan's land?

162Vah sabhī mē̃ pravēśh kar lētā hai .

175He enters everyone.

163Kōī ēk ṭhikānā nahī̃ hai .

176He doesn't have one place.

164Jab rāvaṇ rājya pūrā hōgā , sabhī pāvan ban jāyēṅgē phir rāvaṇ kā nām niśhān bhī nahī̃ hōgā .

177When Ravan’s kingdom ends, all will become pure and then no name or trace of Ravan will remain.

165Rām aur rāvaṇ dō chīzē haĩ .

178There are the two: Rama and Ravan.

166Rām svarg sthāpan kartē , rāvaṇ duḥkhī banātē .

179Rama establishes heaven and Ravan makes everyone unhappy.

167Maĩ kōī sarvavyāpī nahī̃ hū̃ .

180I am not omnipresent.

168Rāvaṇ sarvavyāpī hai phir maĩ ākar in bhūtō̃ kō nikāltā hū̃ .

181Ravan is omnipresent and so I come and chase away those evil spirits.

169Yah bhūt hī sabhī kō duḥkh dētē haĩ .

182It is those evil spirits that cause sorrow for everyone.

170In bhūtō̃ par vijay pahnākar svarg kā mālik banātā hū̃ .

183I enable you to gain victory over those evil spirits and I make you into the masters of heaven.

171Tum bachchē sabhī svargvāsī bannē liē puruṣhārth kar rahē hō .

184You children are now making effort to become residents of heaven.

172Vah lōg kahtē haĩ svargvāsī huā . 173Tō phir rōtē kyō̃ hō  ?

185Those people say that so-and-so became a resident of heaven.

174Vahā̃ tō vaibhav hī vaibhav haĩ .

186So, why are you crying?

175Manuṣhyō̃ kō svarg hī yād paṛtā hai .

187There, there is nothing but material comfort.

176Parantu punarjanma phir bhī nark mē̃ hī lētē haĩ .

188People only remember heaven, but they still take rebirth in hell.

177Tum jab satyug mē̃ hō tō punarjanma satyug mē̃ hī miltā hai .

189When you are in the golden age, you take rebirth in the golden age.

178Ab nark badal svarg ānē vālā hai .

190Now, hell is to change and heaven is to come.

179Duḥkh key|kī duniyā badal sukh key|kī duniyā ānē vālī hai .

191This land of sorrow will change and is going to become the land of happiness.

180Ab sarv kā sadgati dātā āyā hai sabkō sukhī karnē liē .

192The Bestower of Salvation for All has now come in order to make everyone happy.

181Achchhā  !

193Achcha.

182Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

194To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

183Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

195The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

184Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

196Essence for dharna:

1851 ) double ahiṃsak ban man vachan karma sē kisī kō bhī duḥkh nahī̃ dēnā hai .

197 1. Become doubly non-violent and don't cause sorrow for anyone through your thoughts, words or actions.

186Pavitratā key|kī sachchī rākhī bāndhnī hai .

198Tie a true rakhi of purity.

1872 ) patitō̃ kā saṅg chhōṛ ēk bāp K|kē pharmān par hī chalnā hai .

199 2. Renounce the company of impure ones and follow the orders of the one Father.

188Svarg kā mālik bannē kē liē bhūtō̃ par vijay prāpt karnī hai .

200In order to become the masters of heaven, gain victory over the evil spirits.

Blessing

189Vardān  : her|har karma kā bōjh bāp par chhōṛ svayã trustee ban rahnē vālē double light phariśhtā bhav

201Blessing: May you be a double light angel by giving the burden of all your responsibilities to the Father and becoming a trustee.

190Himmat rakhnē vālē bachchō̃ kō bāpdādā sadā hī madad kartē haĩ .

202 BapDada constantly helps His courageous children.

191Bachchē śhrēṣhṭh saṅkalp kartē aur bāp hāzir hō jātē .

203When you children have elevated thoughts, the Father becomes present.

192Sirph bāp kē ūpar sārā kārya chhōṛ dō tō bāp jānē , kārya jānē .

204Leave all the tasks to the Father and then the Father knows and His task knows.

193Khud apnē ūpar javābdāriyō̃ kā bōjh nahī̃ uṭhāō , trustee bankar rahō tō sadā halkē , double light phariśhtā ban uṛtē rahē̃gē .

205Do not carry a burden of all the responsibilities yourself, but become a trustee and stay constantly light, be a double light angel and you will continue to fly.

194Dil sāph hai tō murād hā̃sil hō jātī hai .

206When your heart is clean, all your desires are fulfilled.

Slogan

195Slōgan  : umaṅg-utsāh K|kē paṅkh sāth hō̃ tō uṛtī kalā mē̃ uṛtē rahē̃gē .

207Slogan: When you have the wings of zeal and enthusiasm with you, you will be in the flying stage and continue to fly.

208*** Om Shanti ***