बुधवार 12 अप्रैल 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

012-04-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 12/04/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - gyān amr̥it hai aur yōg agni hai , gyān aur yōg sē tumhārē sab duḥkh-dard dūr hō jāyēṅgē ' '

1Essence: Sweet children, knowledge is nectar and yoga is fire. 2All your pain and sorrow will be removed by having knowledge and yoga.

Question

2Praśhna  : kaun sā ras gyān sē prāpt hōtā hai , bhakti sē nahī̃  ?

3Question: What do you develop a taste for by studying this knowledge and not by doing devotion?

Answer

3Uttar  : jīvanmukti kā ras .

4Answer: The taste for liberation-in-life. 5No one can taste the sweetness of liberation-in-life by performing devotion.

4Bhakti sē kisī kō bhī jīvanmukti kā ras nahī̃ mil saktā . 5Bāp jab ātē haĩ tō bachchō̃ kō jō direction dētē , vahī gyān hai usī par chalnē sē svarg kī rājāī mil jātī hai .

6When the Father comes, the directions He gives to you children are knowledge and, you receive the sovereignty of heaven by following them.

Song

6Gīt  : bhōlēnāth sē nirālā …

7Song: No one is unique like the Innocent Lord!

Murli

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Bachchō̃ kā bhōlā bābā bachchō̃ prati samjhā rahē haĩ .

9The innocent Baba of the children is explaining to you children.

9Iskō kahā jātā hai śhiv bhōlā bābā .

10He is called Shiva, the innocent Baba.

10Hamēśhā śhiv kō bābā kahā jātā hai .

11Shiva is always called Baba.

11Kōī chitra dēkhē vā na dēkhē parantu yād kartē haĩ śhiv bhōlānāth .

12Whether they look at His image or not, they remember Shiva, the Innocent Lord.

12Śhaṅkar vā viṣhṇu vā brahmā kō bhōlānāth nahī̃ kahē̃gē .

13Shankar, Vishnu and Brahma cannot be called the Innocent Lord.

13Bhōlā akṣhar kahnē sē manuṣhyō̃ key|kī buddhi mē̃ nirākār śhivbābā kā hī chitra ātā hai .

14By saying "Innocent", it is the image of incorporeal Shiv Baba that enters the intellects of human beings.

14Ab tum bachchē practical mē̃ jāntē hō .

15You children now know this in a practical way.

15Ab bhōlānāth bābā kahnē sē bhakti mārg vālō̃ kā kōī mukh mīṭhā nahī̃ hōtā hai .

16The mouth of no one on the path of devotion is sweetened by saying “Baba”, the Innocent Lord.

16Bhal kitnī bhī mahimā kartē rahē̃ mukh mīṭhā nahī̃ hōgā .

17No matter how much they praise Him, their mouths would not be sweetened.

17Abhī tum bachchē śhivbābā kō yād kartē hō .

18You children now remember Shiv Baba.

18Śhiv bhōlānāth bābā kahnē sē mukh mīṭhā hō jātā hai .

19By saying "Shiv Baba, the Innocent Lord", your mouths are sweetened.

19Śhivbābā hamkō paṛhākar svarg kā mālik banātē haĩ .

20Shiv Baba teaches us and makes us into the masters of the world.

20Bābā kahnē sē bachchō̃ kō property bhī jarūr yād paṛtī hai .

21By saying "Baba", you children surely remember the property.

21Tum bachchē jāntē hō vahī śhivbābā hai , manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bīj rūp bhī unkō kahā jātā hai .

22You children know that He is the one Shiv Baba. 23He is the Seed of the human world too.

22Jhāṛ kā ēk hī bīj hōtā hai .

24There is only one seed of a tree.

23Tō manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ kā bhī vah ēk bīj hai jissē phir manuṣhya sr̥iṣhṭi rachī jātī hai kyōṅki bāp hō gayā nā .

25So, He is the one Seed of the human world tree by whom the human world is created, because He is the Father.

24Bākī sab huē unkē bachchē .

26All the rest are His children.

25Bhaktō̃ kā bhagvān bāp ēk hai .

27The God of all the devotees is the one Father.

26Bhakta yād kartē haĩ bhagvān kō parantu pūrā jāntē nahī̃ haĩ .

28Devotees remember God but they don't know Him fully.

27Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

29This too is fixed in the drama.

28Bachchō̃ kō is gyān aur yōgbal sē sadā sukhī banāē maĩ chhip jātā hū̃ .

30I make all you children ever happy with the power of this knowledge and yoga and then I hide away.

29Gyān sāgar bhī ēk hī hai .

31There is only the one Ocean of Knowledge.

30Jaisē vah pānī kā sāgar bhī ēk hī hai . 31Unkō bāṇṭā gayā hai - yah India kā sāgar , yah phalānē kā sāgar .

32Similarly, there is one ocean of water, but it has been divided up: This ocean belongs to India, and those oceans belong to so-and-so.

32Vāstav mē̃ sāgar ēk hī hai .

33There is actually just one ocean.

33Satyug mē̃ is sāgar kō bā̃ṭ nahī̃ saktē .

34In the golden age, this ocean cannot be divided up.

34Ēk hī sāgar rahtā hai , jiskē tum mālik bannē vālē hō .

35There is just the one ocean and you are going to become the masters of that.

35Vahā̃ itnē khaṇḍ thōṛēhī rahtē .

36There aren't that many continents there.

36Ēk bāp key|kī ēk rājdhānī rahtī hai .

37There is the one kingdom of the one Father.

37Isī bhārat par world almighty authority kā ēk hī rājya thā .

38In this Bharat, there was just the one kingdom of the World Almighty Authority.

38Dēvī-dēvatāō̃ K|kē rājya kō bhagvān-bhagvatī kā rājya bhī kahtē haĩ .

39The kingdom of deities is also called the kingdom of gods and goddesses.

39Vilāyat vālē god-goddess kahtē haĩ . 40Parantu jāntē nahī̃ haĩ ki vah kab rājya kartē thē .

40Those abroad call them "gods and goddesses", but they don't know when they used to rule or how they received their kingdom.

41Kaisē rājya pāyā . 42Gyān sāgar ēk bāp hai , vahī gyān sē sabkī sadgati kartē haĩ .

41The Ocean of Knowledge is only the one Father. 42He alone grants everyone salvation with this knowledge.

43Ab tum bachchē jāntē hō hamārē sāmnē gyān sāgar baiṭhā hai .

43You children know that the Ocean of Knowledge is now sitting in front you.

44Unsē gyān gaṅgāyē̃ nikal sārē viśhva kō sadgati dētī haĩ .

44You Ganges of knowledge emerge from Him and give salvation to the whole world.

45Iskō gyān amr̥it bhī kahtē haĩ .

45This is also called the nectar of knowledge.

46Amr̥it śhabda sē hī phir pujārī lōg charaṇ dhōkar vah amr̥it banāē pītē haĩ . 47Vāstav mē̃ uskō amr̥it nahī̃ kahā jātā .

46Because of the word "nectar", devotees wash the feet of their guru and consider that water to be nectar and drink it.

48Ājkal davāīyō̃ kā bhī nām amr̥it rakhā hai , jissē sab duḥkh dūr hōtē haĩ .

47In fact, that is not called nectar. 48Nowadays they also call a medicine the nectar that ends all pain.

49Vah bhī bāt nahī̃ hai .

49It isn't like that either.

50Yah tō bāp baiṭh bachchō̃ kō yōg sikhātē haĩ .

50The Father sits here and teaches you children yoga.

51Yōg kō amr̥it nahī̃ kahā jātā .

51Yoga is not called nectar.

52Yōg agni sē tumhārī sab bīmāriyā̃ 21 janmō̃ kē liē dūr hōṅgī .

52With the fire of yoga, all of your illnesses will be removed for 21 births, not those of this birth.

53Is janm key|kī nahī̃ , ismē̃ tō ant tak bhōgtē rahē̃gē .

53You will have to continue to suffer them till the end.

54Yah hai yōg key|kī bāt .

54This is a matter of yoga.

55Bāp kahtē haĩ yōg lagāō tō tumhārī sab bīmāriyā̃ naṣhṭ hōṅgī .

55The Father says: Have yoga and all your illnesses will be removed.

56Phir kab bīmār hōṅgē hī nahī̃ .

56You will then never fall ill.

57Tum puruṣhārth kartē hō bāp sē health wealth lēnē liē .

57You are making effort to receive health and wealth from the Father.

58Vahā̃ kōī bīmārī hōtī hī nahī̃ .

58There is no illness there.

59Maĩ tumkō aisē karma sikhlātā hū̃ jō kabhī bīmārī hōgī hī nahī̃ .

59I teach you such actions that there won't ever be any illness.

60Kahtē haĩ vyās bhagvān nē śhāstra banāyē . . parantu yah tō sab drama mē̃ nūndh hai .

60They say that God Vyas wrote the scriptures. 61However, all of this is fixed in the drama.

61Nām paṛ gayā hai vyās kā .

62The name of Vyas has been mentioned.

62Yah hai banā banāyā drama .

63This drama is eternally predestined.

63Jō bhī tumnē dēkhā vah sab drama mē̃ nūndh hai , anādi banā banāyā hai . 64Yah badal nahī̃ saktā .

64Whatever you have seen is fixed in the drama. 65It is eternally predestined; it cannot be changed.

65Bhakti mārg dvāpar sē prārambh hō jātā hai .

66The path of devotion begins with the copper age.

66Bhal kōī kitnī bhī bhakti karē , śhāstra paṛhē parantu vāpas nahī̃ jā saktā .

67No matter how much devotion people perform or how much they study the scriptures, they cannot return home.

67Satōpradhān sē tamōpradhān mē̃ jarūr ānā hai .

68They definitely have to become tamopradhan from satopradhan.

68Is karmakṣhētra sē bāhar kōī jā nahī̃ saktā .

69No one can leave this field of action.

69Tum jāntē hō ham sō satōpradhān thē , ab ham sō tamōpradhān banē haĩ .

70You know that all of us were satopradhan, and that we have now all become tamopradhan.

70Drama anusār bannā hī hai .

71We had to become that according to the drama.

71Bhakti mārg mē̃ rāt śhurū hō andhiyārā hō jātā hai .

72On the path of devotion, it becomes dark as soon as the night begins.

72Pahlē itnā andhiyārā nahī̃ hōtā hai jitnā abhī hai .

73At first, there isn't as much darkness as there is at this time.

73Rāt kō bhī pahlē satō-pradhān phir satō-rajō-tamō kahā jātā hai .

74The night is also satopradhan at first, then rajo and then tamo.

74Dhīrē-dhīrē kalā kamtī hōtē-hōtē ghōr andhiyārā hō jātā hai .

75As the degrees gradually lessen, there is extreme darkness.

75Abhī sr̥iṣhṭi par bēhad kā grahaṇ hai . 76Ēkdam ghōr andhiyārā hai .

76Now, there is an unlimited eclipse over the world; there is extreme darkness.

77Is chandramā key|kī bāt nahī̃ , yah sārē viśhva key|kī bāt hai .

77It is not a matter of this moon; it is a matter of the whole world.

78Rāvaṇ kā grahaṇ lagā huā hai .

78There is the eclipse by Ravan.

79Dvāpar sē lēkar sārē viśhva kō grahaṇ lagnā śhurū hōtā hai .

79The whole world begins to be eclipsed from the copper age.

80Thōṛā-thōṛā lagtā jātā hai .

80It becomes eclipsed little by little.

812500 varṣh lagtā hai jabki ant mē̃ bhārat bilkul hī kālā hō jātā hai .

81It takes 2500 years for Bharat to become completely dark by the end.

82Abhī hai bilkul ghōr andhiyārā .

82There is now extreme darkness.

83Ghōr sōjharā arthāt din banānē vālā hai bāp .

83It is the Father who brings about total light, that is, the day.

84Patit kō pāvan banānē vālā hai bāp .

84The Father makes impure ones pure.

85Māyā rāvaṇ phir rāt , ghōr andhiyārā banātī hai .

85Maya, Ravan, then makes it into the night, extreme darkness.

86Bhakti kartē bhagvān kō yād kartē hī ātē haĩ .

86While doing devotion, people have been remembering God.

87Bhagvān , bhagvān kō tō yād nahī̃ karē̃gē .

87God would not remember God.

88Sarvavyāpī K|kē gyān vālō̃ kō samjhānā chāhiē god father is one .

88You should explain to those who believe in the notion of omnipresence that God, the Father, is One.

89Vah hai manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bīj-rūp .

89He is the Seed of the human world tree.

90Bākī sab haĩ rachnā .

90All the rest are the creation.

91Rachnā key|kī aisī mahimā kabhī hō nahī̃ saktī .

91There could never be such praise of the creation.

92Agar kōī ātmā sō paramātmā kahē tō unkī mahimā gāī nahī̃ jā saktī .

92If someone says that a soul is the Supreme Soul, there can’t be any praise of God being sung.

93Gāyan us ēk bāp kā hī hai .

93The praise is of only that one Father.

94Vah patit-pāvan manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp , satya hai , chaitanya hai .

94He is the Purifier, the Seed of the human world tree, the Truth and the Living Being.

95Ānand kā sāgar , gyān kā sāgar hai .

95He is the Ocean of Bliss and the Ocean of Knowledge.

96Kōī bhī manuṣhya key|kī yah mahimā hō nahī̃ saktī .

96This praise cannot belong to any human being.

97Gyān sē jīvanmukti kā ras ēk second mē̃ ā jātā hai .

97You taste the sweetness of liberation-in-life in a second with this knowledge.

98Bhagvānuvāch gītā mē̃ hai nā - yagya , tap , tīrtha ādi karnā vēd śhāstra paṛhnā - yah sab bhaktimārg hai .

98In the Gita, it says: God speaks. 99To hold sacrificial fires, do tapasya, go on pilgrimages, read the Vedas and scriptures etc. all belong to the path of devotion.

99Insē kōī bhī mērē pās|pass nahī̃ ā saktā hai .

100No one can come to Me through any of that.

100Pichhāṛī mē̃ sabkō part bajānē ānā hai .

101All have to come to play their parts by the end.

101God father is one , vahī karan-karāvanhār hai isliē brahmā sē satyugī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā karātē haĩ .

102God, the Father, is One. 103He alone is Karankaravanhar. 104This is how He enables the golden-aged, original, eternal deity religion to be established through Brahma.

102Manuṣhya kō karan-karāvanhār nahī̃ kahē̃gē .

105Human beings cannot be called Karankaravanhar.

103God kō hī creator , director kahā jātā hai .

106God alone is called the Creator and Director.

104Bachchō̃ kō direction dētē rahtē haĩ .

107He continues to give directions to you children.

105Direction kō gyān kahā jātā hai .

108Directions are called knowledge.

106Tum bachchō̃ kō khud baiṭh samjhātē haĩ .

109He Himself sits here and explains to you children.

107Ātmā in āṅkhō̃ sē dēkhtī hai .

110The soul sees through these eyes.

108Bhr̥ikuṭī K|kē bīch mē̃ rahtī hai . 109Mukh sē bōltī hai .

111The soul resides in the centre of the forehead and speaks through the mouth.

110Parampitā paramātmā bhī jab āyē tab tō mukh sē gyān sunāyē .

112Only when the Supreme Father, the Supreme Soul, comes can He speak this knowledge through the mouth.

111Kahtē haĩ maĩ is rath mē̃ rathī hō baiṭhā hū̃ .

113He says: I am sitting in the chariot as the Charioteer.

112Tumkō sahaj rājyōg sikhlātā hū̃ .

114I teach you easy Raj Yoga.

113Tum rājr̥iṣhi hō .

115You are Raj Rishis.

114Aisā kōī manuṣhya nahī̃ jō kahē ki hē lāḍlē bachchē tum rājr̥iṣhi hō .

116There isn't any human being who would say: Beloved children, you are Raj Rishis.

115Sivāē bāp K|kē kōī key|kī tākat nahī̃ bāt karnē key|kī .

117No one except the Father has the power to say this.

116Bāp hī kahtē haĩ - hē bachchē .

118Only the Father says: O children.

117Inkī ātmā bhī suntī hai .

119This one's soul also listens.

118Inkō bhī kahtē haĩ - hē bachchē , tum rājr̥iṣhi hō .

120He says to this one too: O child, you are a Raj Rishi.

119Tumkō rājāī kē liē hamē̃ śhikṣhā dēnī hai .

121I have to give you teachings for the kingdom.

120Pañch hazār varṣh pahlē mainnē tumkō śhikṣhā dī thī .

122I gave you knowledge 5000 years ago.

121Her|har 5 hajār varṣh bād ham śhikṣhā dēnē ātē haĩ .

123I come to give you teachings every 5000 years.

122Aisē kōī sādhū sant ādi kah na sakē .

124No sage or holy man etc. can say this.

123Bāp hī samjhātē haĩ unkō khivaiyā bhī kahtē haĩ .

125Only the Father says this. 126He is also called the Boatman.

124Barōbar tumkō viṣhay sāgar sē nikāl kṣhīr sāgar mē̃ lē jātē haĩ .

127He truly liberates you from the ocean of poison and takes you to the ocean of milk.

125Tum baṛē ārām sē baiṭhē rahē̃gē .

128You will remain seated there in great comfort.

126Ab tum jāntē hō bāp kahtē haĩ maĩ brahmā tan mē̃ pravēśh kartā hū̃ .

129You now know that the Father says: I enter the body of Brahma.

127Phir yah brahmā sarasvatī viṣhṇu kā rūp bantē haĩ .

130Then this Brahma and Saraswati become the form of Vishnu.

128Tum viṣhṇupurī K|kē mālik bantē hō nā .

131You become the masters of the land of Vishnu.

129Yah haĩ gupta bātē̃ .

132These are incognito matters.

130Tum bachchē hī jānō̃ aur na jānē kōī .

133Only you children know them. 134No one else knows them.

131Pahlē-pahlē jab kōī ātē haĩ tō unkō samjhānā chāhiē god father is one , tō jarūr bākī itnē sab unkē bachchē ṭhaharē .

135When someone comes, first of all explain to him that God, the Father, is One, and so all the rest are surely His children.

132Parampitā paramātmā ēk hī hai .

136There is only the one Supreme Father, the Supreme Soul.

133Vah hai manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp .

137He is the Seed of the human world tree.

134Sabhī bhaktō̃ kā bhagvān sabkō sukh dētē haĩ .

138The God of all the devotees gives everyone happiness.

135Yahā̃ kaliyug mē̃ tō bahut duḥkhī haĩ .

139Here, in the iron age, everyone is very unhappy.

136Manuṣhya trāhi-trāhi kartē rahtē haĩ .

140Human beings are crying out in distress.

137Satyug mē̃ duḥkh key|kī bāt nahī̃ .

141In the golden age, there is no question of sorrow.

138Yahā̃ tō sārī duniyā mē̃ ḍhēr bhakta haĩ .

142Here, there are so many devotees throughout the whole world.

139Yah mandir masjid ādi sab bhakti mārg kī sāmagrī haĩ .

143All of these temples and mosques etc. are the paraphernalia of the path of devotion.

140Satyug mē̃ yah hōtē nahī̃ .

144They don't exist in the golden age.

141Vah hai bhakti cult , yah hai gyān cult .

145Those are devotion cults and this is the knowledge cult.

142Jab rāt śhurū hōtī hai tō pahlē-pahlē sōmnāth kā mandir banātē haĩ .

146When the night begins, they first build the temple to Somnath.

143Tō tumhārē pās|pass jab kōī ātē haĩ tō pahlē-pahlē unhē̃ samjhāō ki god father is one .

147Therefore, when someone comes to you, first of all explain: God, the Father, is One.

144Bhārat mē̃ hī gātē haĩ tum māt-pitā . . yah hai mother father country .

148It is only in Bharat that they sing: You are the Mother and Father. 149This is the Mother Father country.

145Jagat ambā , jagat pitā dōnō̃ haĩ .

150There are both the World Mother and the World Father.

146Dēlvāṛā mandir bhī accurate banā huā hai .

151The Dilwala Temple has been built accurately.

147Lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra mandirō̃ mē̃ accurate banā huā hai . 148Lēkin original chitra tō nikāl na sakē̃ .

152The images of Lakshmi and Narayan have been created accurately in the temples, but no one can make images exactly like the originals.

149Kōī actor kā hī chitra lē phir banātē haĩ .

153They select an actor’s image and use that.

150Unhō̃ nē tō rājya kiyā satyug mē̃ .

154Those people ruled the kingdom in the golden age.

151Manuṣhya kahtē bhī haĩ satyug mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .

155People say that it used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan in the golden age.

152Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē bachpan key|kī kōī history hai nahī̃ .

156There is no history of the childhoods of Lakshmi and Narayan.

153Rādhē-kr̥iṣhṇa kī hai .

157There is the history of Radhe and Krishna.

154Śhrīkr̥iṣhṇa janmāṣhṭamī manātē haĩ phir nārāyaṇ aṣhṭamī kahā̃ gaī .

158They celebrate the birthday of Shri Krishna, so what happened to the birthday of Narayan?

155Śhrīkr̥iṣhṇa kō phir dvāpar mē̃ lē gayē haĩ .

159They have then shown Shri Krishna in the copper age.

156Rādhē-kr̥iṣhṇa tō prince-princess haĩ , dōnō̃ apnī-apnī rājdhānī mē̃ rahtē haĩ , jarūr svayamvar huā hōgā tab rājgaddī par baiṭhē hōṅgē .

160Radhe and Krishna are a princess and prince. 161Both live in their own kingdoms. 162They must definitely have married, then sat on the emperor’s throne.

157Rādhē-kr̥iṣhṇa kā rājya tō hai nahī̃ .

163There is no kingdom of Radhe and Krishna.

158Sūryavanśhī aur chandravanśhī gharānā hai .

164There are the sun and moon dynasty kingdoms.

159Chandravanśhī mē̃ tō sūryavanśhī śhrīkr̥iṣhṇa ā na sakē .

165The sun-dynasty Shri Krishna cannot enter the moon dynasty.

160Baṛē mūnjh gayē haĩ .

166People are very confused.

161Tō pahlē-pahlē samjhānā hai god father ēk hai .

167Therefore, first of all, explain that God, the Father, is One.

162Vah hōtē haĩ had K|kē father .

168All of those other fathers are limited.

163Strī rachī phir strī sē bachchē paidā kiyē .

169A wife was adopted and then children were born.

164Strī kō adopt kiyā , janm nahī̃ diyā .

170He adopted the wife; He didn’t give birth to the wife.

165Bēhad kā bāp bhī kahtē haĩ maĩ inmē̃ pravēśh kar adopt kartā hū̃ .

171The unlimited Father says: I enter this one and adopt him.

166Bhagvān nē sr̥iṣhṭi kaisē rachī  !

172How did God create the world?

167Yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .

173No one knows this.

168Aisē nahī̃ ki pralay hō jātī phir sāgar mē̃ pattē par ātē haĩ .

174It isn't that annihilation takes place and that he then comes on a leaf in the ocean.

169Agar aisā hai tō akēlā śhrīkr̥iṣhṇa kaisē sr̥iṣhṭi rachēgā .

175If it were like that, how could Shri Krishna alone create the world?

170Phir tō dō chāhiē .

176In that case, a couple would be needed.

171Female bhī chāhiē .

177A female would also be needed.

172Parantu aisī kōī bāt hai nahī̃ .

178However, there is nothing like that.

173Bāp kahtē haĩ maĩ adopt kartā hū̃ .

179The Father says: I adopt this one.

174Tum sab kahtē hō - bābā , ham āpkī mukh vaṅśhāvalī haĩ .

180All of you say: Baba, we are Your mouth-born creation.

175Maĩ is mukh kā ādhār lētā hū̃ .

181I take the support of this mouth.

176Kahtā hū̃ - hē bachchē .

182I say: O child!

177Tum bhī kahtē hō - hē śhivbābā , ham āpkē bachchē thē , phir banē haĩ .

183You also say: O Shiv Baba! 184We were Your children and have become this once again.

178Bāp kahtē haĩ tum bachchō̃ kē liē mainnē vaikuṇṭha key|kī saugāt lāī hai .

185The Father says: I have brought the gift of Paradise for you children.

179Tum yahā̃ baiṭhē hō svarg kā mālik bannē liē .

186You are sitting here in order to become the masters of heaven.

180Yah rājyōg hai rājāī sthāpan hō rahī hai .

187This is Raj Yoga and a kingdom is being established.

181Aur preceptor aisē nahī̃ kahē̃gē ki maĩ kriściyan rājāī sthāpan kartā hū̃ vā sikkh rājāī sthāpan kartā hū̃ .

188Other preceptors would not say: I establish the Christian kingdom or I establish the Sikh kingdom; no.

182Nahī̃ . 183Tum naī duniyā mē̃ rājāī lēnē liē śhikṣhā pā rahē hō .

189You are receiving teachings to claim the kingdom of the new world.

184Yah wonder hai nā .

190This is a wonder, is it not?

185God father hai svarg kā rachayitā .

191God, the Father, is the Creator of heaven.

186Tō jarūr unsē hamkō svarg kī rājāī pānē kā hak hai nā .

192So, we surely have the right to claim the kingdom of heaven from Him.

187Satyug mē̃ rājāī thī , manuṣhya sr̥iṣhṭi kaisē create kartē haĩ , abhī tum jāntē hō .

193You had the kingdom in the golden age. 194You now know how He creates the human world.

188Bhagvānuvāch - yah hai hamārē mukh vaṅśhāvalī .

195God speaks: This is My mouth-born creation.

189Bākī sabhī haĩ rāvaṇ key|kī kukh vaṅśhāvalī .

196All the rest are physical creations of Ravan.

190Vah brāhmaṇ kukh vaṅśhāvalī , tum brāhmaṇ mukh vaṅśhāvalī hō .

197Those brahmins are born through wombs whereas you are mouth-born creation.

191Tum samjhā saktē hō brahmā key|kī aulād jarūr brāhmaṇ ṭhaharē nā .

198You can explain that the children of Brahma are definitely Brahmins.

192Brahmā hai prajāpitā brahmā , tō unkī santān bhī brāhmaṇ ṭhaharē .

199Brahma is Prajapita Brahma, and so his children are also Brahmins.

193Brāhmaṇ K|kē bachchē brāhmaṇ hōtē haĩ nā .

200The children of Brahma are Brahmins.

194Tum hō brahmā key|kī sachchī aulād brāhmaṇ .

201You Brahmins are the real children of Brahma.

195Brāhmaṇ haĩ sabsē ūñch .

202Brahmins are the highest of all.

196Brāhmaṇō̃ kō chōṭī mē̃ rakhā jātā hai .

203Brahmins are placed as the topknot.

197Jaisē ūñch tē ūñch bhagvān śhivbābā kō trimūrti sē uṛā diyā hai . 198Vaisē ūñch tē ūñch brāhmaṇō̃ kō bhī chōṭī sē uṛā diyā hai .

204Just as they have omitted God, Shiv Baba, the Highest on High, from the Trimurti, in the same way, they have also omitted the highest-on-high Brahmins’ topknot.

199Virāṭ rūp mē̃ brāhmaṇō̃ kō nahī̃ dikhātē haĩ .

205They don't show Brahmins in the variety-form image.

200Sirph kahtē haĩ dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra . . pahlē-pahlē tum brāhmaṇ hō .

206They simply speak of deities, warriors, merchants and shudras. 207First of all, there are you Brahmins.

201Tum kitnī bhārī sēvā kartē hō  !

208You do so much service.

202Ūñch tē ūñch bhagvān , phir unsē paidā kiyē huē tum bachchē hō .

209The Highest on High is God and then there are you children who have been created by Him.

203Śhiv-bābā tō naī sr̥iṣhṭi par ātē nahī̃ .

210Shiv Baba doesn't go to the new world; you go there.

204Tum ātē hō . 205Śhivbābā kahtē haĩ - maĩ tumkō rājya dētā hū̃ .

211Shiv Baba says: I give you the kingdom and My name then disappears; I hide away.

206Phir mērā nām hī gum hō jātā hai . 207Maĩ chhip jātā hū̃ .

212No one knows what I did or how I created the world.

208Mainnē kyā kiyā , kaisē sr̥iṣhṭi rachī , yah kōī nahī̃ jāntē .

213When a new person comes, you mustn't beat your head too much with him.

209Ab nayā kōī ātā hai tō jāstī māthā nahī̃ mārnā hai .

214First of all, give him the Father's introduction.

210Pahlē-pahlē parichay dēnā hai bāp kā .

215He is the Creator of heaven.

211Vah hai svarg kā rachayitā .

216Deities were the masters of heaven.

212Dēvtāyē̃ svarg K|kē mālik thē . 213Phir 84 janm lētē-lētē ab vah śhūdra varṇa mē̃ haĩ .

217Then, after taking 84 births, they are now in the shudra clan. 218They are then made Brahmins.

214Phir unkō brāhmaṇ banātē haĩ .

219There are the different clans.

215Varṇa bhī haĩ nā . 216Virāṭ rūp kā chitra bhī hai .

220There is also the picture of the variety-form image.

217Brāhmaṇō̃ key|kī chōṭī kē āgē śhiv bhī jarūr dēnā hai .

221Along with showing the topknot of Brahmins, you also have to show Shiva.

218Jaisē trimūrti par śhiv dikhātē haĩ , vaisē brāhmaṇō̃ kē ūpar bhī śhiv dikhānā hai .

222Just as you show Shiva above the Trimurti, in the same way, you also have to show Shiva above the Brahmins.

219Samjhānā hai śhivbābā brahmā dvārā brāhmaṇ banātē haĩ .

223You have to explain that Shiv Baba creates Brahmins through Brahma.

220Vah phir brāhmaṇ sō dēvtā , sō kṣhatriya , sō vaiśhya śhūdra bantē haĩ .

224Then, from Brahmins, they become deities, then they become warriors, then merchants and then shudras.

221Pahlē-pahlē tō kōī kō bhī alpha hī samjhānā hai .

225First of all, explain about Alpha to anyone who comes.

222Vah bāp is brahmā dvārā sr̥iṣhṭi rachtē haĩ tō sab bhāī-bahan hō jātē .

226That Father creates the world through this Brahma, and so all become brothers and sisters.

223Śhiv key|kī santān tō sab ātmāyē̃ haĩ hī .

227All souls are children of Shiva. 228Then the human world is created.

224Phir manuṣhya sr̥iṣhṭi rachī jātī hai tō pahlē-pahlē brahmā , sarasvatī , brāhmaṇ phir dēvtā , kṣhatriya . . bantē haĩ .

229Therefore, first of all, there are Brahma and Saraswati, the Brahmins, and then they become the deities, warriors etc.

225Aisē yah manuṣhya sr̥iṣhṭi kā jhāṛ vr̥iddhi kō pātā hai .

230This human world tree grows in this way.

226Usī bāp kō sab bhūlē huē haĩ .

231Everyone has forgotten that Father.

227Dēkhō , bāpdādā kitnā clear kar samjhātē haĩ .

232Look, BapDada explains so clearly!

228Bachchō̃ kō bhī sīkhnā hai .

233Children also have to study.

229Achchhā  !

234Achcha.

230Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

235To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

231Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

236The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

232Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

237Essence for dharna:

2331 ) ham rājr̥iṣhi haĩ .

238 1. We are Raj Rishis.

234Svayã bhagvān hamē̃ rājyōg sikhākar rājāī kā varsā dētē haĩ , is naśhē mē̃ rahnā hai .

239Maintain the intoxication that God Himself teaches us Raja Yoga and gives us our inheritance of the kingdom.

2352 ) yōg agni sē vikarmō̃ kō dagdha kar sab bīmāriyō̃ sē sadā kē liē mukt hōnā hai .

240 2. Burn your sins away with the fire of yoga and become free from all illness for all time.

236Is janm K|kē karmabhōg kō yād mē̃ rah chuktū karnā hai .

241Settle all the suffering of karma of this birth by staying in yoga.

Blessing

237Vardān  : pavitratā key|kī viśhēṣh dhārṇā dvārā atīndriya sukh kā anubhav karnē vālē brahmāchārī bhav

242Blessing: May you be celibate and experience supersensuous happiness by having the special inculcation of purity.

238Brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣh dhārṇā pavitratā hai , yahī nirantar atīndriya sukh aur sweet silence kā viśhēṣh ādhār hai .

243 The special inculcation of Brahmin life is purity, for this is the main basis of constant supersensuous happiness and sweet silence.

239Pavitratā sirph brahmcharya nahī̃ lēkin brahmchārī aur sadā brahmāchārī arthāt brahmā bāp K|kē ācharaṇ par her|har kadam chalnē vālē .

244Purity is not just celibacy but to be celibate and to be constantly Brahma-achari (one who follows in the footsteps of Brahma), that is, to be one who places his footsteps in following Father Brahma’s activities.

240Saṅkalp , bōl aur karma rūpī kadam brahmā bāp K|kē kadam ūpar kadam hō , aisē jō brahmāchārī haĩ unkā chēhrā aur chalan sadā hī antarmukhī aur atīndriya sukh key|kī anubhūti karāyēgā .

245His thoughts, words and actions would be in the footsteps of Brahma. 246The faces and activities of those who are Brahma-achari in this way are always introverted and give the experience of supersensuous happiness.

Slogan

241Slōgan  : sēvā mē̃ trikāldarśhī kā sense aur rūhāniyat kā essence bharnē vālē hī serviceable haĩ .

247Slogan: Those who give the sense of being trikaldarshi and the essence of spirituality in doing service are serviceable.

248*** Om Shanti ***