शुक्रवार 14 अप्रैल 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

014-04-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 14/04/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - mama bābā samān service karnē kē liē buddhi kō satōpradhān banāō . 2Satōpradhān buddhi vālē hī dhārṇā kar dūsrō̃ kō karā saktē haĩ ' ' .

1Essence: Sweet children, in order to do service like Mama and Baba, make your intellects satopradhan. 2Only those who have satopradhan intellects are able to imbibe knowledge and also inspire others to imbibe it.

Question

3Praśhna  : ūñchē tē ūñchā puruṣhārth kaun-sā hai jō abhī tum bachchē kar rahē hō  ?

3Question: What is the highest effort of all, which you children are now making?

Answer

4Uttar  : māt-pitā K|kē takht kō jītnā , yah hai ūñchē tē ūñchā puruṣhārth .

4Answer: To gain the throne of the mother and father is the highest effort of all. 5Aim to become number one, so that Mama and Baba come and become your heirs.

5Mama bābā ākar tumhārē vāris banē̃ , aisā number one bannē kā lakṣhya rakhō . 6Iskē liē ūñchē sē ūñchī sēvā karnī hai .

6For this, you have to do the highest service of all and make many others equal to yourselves.

7Bahutō̃ kō āpsamān banānā hai .

7Make unhappy people happy.

8Duḥkhī manuṣhyō̃ kō sukhī banānā hai . 9Avināśhī gyān ratnō̃ kō buddhi rūpī bartan mē̃ dhāraṇ kar dūsrō̃ kō dān dēnā hai .

8Let the vessels of your intellect imbibe the imperishable jewels of knowledge and donate them to others.

Song

10Gīt  : bhōlēnāth sē nirālā …

9Song: No one is unique like the Innocent Lord.

Murli

11Ōm śhānti .

10Om shanti.

12Ab bachchē tō pahchān gayē haĩ ki hamkō bāp athavā māt-pitā sikhlānē vālē haĩ .

11You children have now recognised that it is the Father, that is, the Mother and Father, who teach you.

13Bachchō̃ kō hī is khuśhī mē̃ rahnā hai .

12You children should stay in this happiness.

14Abhī tō ham bēhad K|kē bāp K|kē banē haĩ .

13We now belong to the unlimited Father.

15Pratigyā bhī bachchē kartē haĩ - bābā abhī ham āpkē hī haĩ .

14Children promise: Baba, we now belong to only You.

16Ham haĩ īśhvar K|kē , ab asurō̃ K|kē sambandh mē̃ nahī̃ haĩ .

15We belong to God. 16We no longer have any relationship with devils.

17Ham āsurī mat par nahī̃ chaltē .

17We no longer follow devilish dictates.

18Āsurī mat kiskō kahā jātā hai  ?

18What are devilish directions?

19Jō śhrīmat par na chal āsurī karma kartē haĩ .

19Those who don't follow shrimat perform devilish actions.

20Ēk hai īśhvarīy karma , dūsrā hai āsurī karma .

20One kind are Godly actions and the other kind are devilish actions.

21Yah bāt kōī bhī nahī̃ jāntē ki ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kab aur kisnē sthāpan kiyā thā  ; aur sabhī dharm vālē apnē-apnē dharm kō jāntē haĩ .

21No one knows when or who established the original, eternal deity religion. 22Those of all the other religions know their own religion.

22Sannyāsī kahē̃gē hamārā dharm śhaṅkarāchārya nē sthāpan kiyā .

23Sannyasis say that Shankaracharya established their religion.

23Dēvī-dēvtā dharm tō ab hai nahī̃ , tō batāyē kaun  ?

24The deity religion doesn't exist now, so who could tell you about it?

24Lakṣhmī-nārāyaṇ ādi kā kōī kō patā nahī̃ hai .

25No one knows about Lakshmi and Narayan, etc.

25Bāp kō hī nahī̃ jāntē tō bēmukh hō gayē haĩ .

26They don't know the Father and so they have turned their faces away from Him.

26Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

27This too is fixed in the drama.

27Abhī tum bachchē jāntē hō bēhad kā bāp ākar ham bachchō̃ kō phir sē rājyōg satyug kē liē sikhātē haĩ .

28You children now know that the unlimited Father has come and is once again teaching us Raj Yoga for the golden age.

28Tumkō vaikuṇṭha kā mālik bannā hai .

29You have to become the masters of Paradise.

29Kr̥iṣhṇapurī jānā hai .

30You have to go to the land of Krishna.

30Yah tō kanspurī hai .

31This is the land of Kans, the devil.

31Kaṅs aur kr̥iṣhṇa ikaṭṭhē nahī̃ hō saktē .

32Kans and Krishna cannot exist at the same time.

32Ab tum bachchō̃ kō fakhur hōnā chāhiē ki hamkō ab parampitā paramātmā sahaj rājyōg sikhlā rahē haĩ .

33You children should now have the intoxication that the Supreme Father, the Supreme Soul, is teaching you easy Raj Yoga.

33Bāp kahtē haĩ ham paramdhām sē āyē haĩ - purānī is rāvaṇ key|kī duniyā mē̃ , purānē śharīr mē̃ .

34The Father says: I have come from the supreme abode into this old world of Ravan and have entered this old body.

34Jaisē manuṣhya pitra khilātē haĩ tō vah ātmā purānē śharīr mē̃ ātī hai .

35For instance, when people feed a departed spirit, that soul enters an old body.

35Unkē liē purānī duniyā nahī̃ kahē̃gē .

36This would not be called an old world for that soul.

36Purānē śharīr mē̃ ātī hai phir unkō khilātē-pilātē haĩ .

37That soul enters an old body and is fed.

37Yah rasam-rivāj bhārat mē̃ chaltī ātī hai . 38Yah huī bhāvnā .

38That custom and system continues in Bharat; it is their faith.

39Kahtē haĩ hamārē pati key|kī ātmā is brāhmaṇ mē̃ āī hai .

39They say: The soul of my husband came in this brahmin’s body.

40Vah bhāvnā rakhtē haĩ .

40They have that faith.

41Pati K|kē nām-rūp kō yād kartē haĩ .

41She remembers the name and form of her husband.

42Ātmā hī ākar aṅgīkār ( svīkār ) kartī hai .

42That soul comes and accepts everything.

43Yah hai yahā̃ key|kī rasam-rivāj .

43This custom and system exists here.

44Satyug mē̃ yah bātē̃ nahī̃ hōtī .

44These things do not exist in the golden age.

45Phāltū kharchā karnā , dhakkā khānā - yah bhakti mārg key|kī rasam hai .

45To have unnecessary expense and to wander around are the customs of the path of devotion.

46Bhāvnā rakhnē sē alpkāl kā sukh sō bhī bāp sē hī miltā hai .

46By having that faith, they have temporary happiness and that too is received from the Father.

47Bāp kabhī duḥkh nahī̃ dētā .

47The Father never causes sorrow.

48Manuṣhya tō na jānnē kāraṇ kah dētē sukh duḥkh paramātmā hī dētē haĩ .

48Because of not having knowledge, people say that God gives happiness and sorrow.

49Bāp samjhātē haĩ bachchē yah khēl banā huā hai , jō dēvī-dēvtā dharm vālē hōṅgē vahī ākar brāhmaṇ banē̃gē .

49The Father explains: Children, this play is predestined. 50Those who belong to the deity religion are the ones who will come and become Brahmins.

50Mālūm paṛ jātā hai yah hamārē kul kā hai , isnē bahut bhakti kī hai .

51You can tell when someone who belongs to your clan has done a lot of devotion.

51Jaisē kōī bahut achchhā paṛhtā hai tō pad bhī achchhā miltā hai .

52If he studies well, he receives a very good status.

52Vaisē jinhōnnē bahut bhakti kī hai , bāp ākar kahtē haĩ ab maĩ unhō̃ kō bhakti kā phal dēnē āyā hū̃ .

53The Father comes and tells those who have done a lot of devotion that He has now come to give them the fruit of their devotion.

53Bhakti mē̃ tō duḥkh hai nā .

54There is sorrow on the path of devotion.

54Kitnā bhaṭaknā paṛtā hai  !

55They have to wander around so much!

55Ab maĩ tumkō sabhī duḥkhō̃ sē dūr kartā hū̃ . 56Agar śhrīmat par chaltē rahē̃gē tō .

56I am now taking you away from all sorrow, that is, if you continue to follow shrimat.

57Bāp kabhī ulṭī mat nahī̃ dēgē .

57The Father would never give wrong directions.

58Sammukh ākar śhrīmat dētē haĩ .

58He comes and personally gives you shrimat.

59Aisē nahī̃ kahē̃gē rāvaṇ kōī chīz hai jō kōī key|kī buddhi mē̃ baiṭh mat dētē haĩ .

59It is not said that Ravan is someone who sits in someone's intellect and gives directions.

60Yah sab drama mē̃ nūndh hai .

60All of this is fixed in the drama.

61Manuṣhya bilkul hī patit ban jātē haĩ , māyā K|kē kāraṇ .

61People have become completely impure because of Maya.

62Tum jāntē hō ham dēvtā banē̃gē phir ādhākalp kē bād patit bannā śhurū karē̃gē .

62You know that you will become deities and that, after half a cycle, you will begin to become impure.

63Yah bābā bhī tō anubhavī bujurg thā .

63This Baba is mature and experienced.

64Sādhū-santa ādi sabhī dēkhē haĩ .

64He has also seen the sages and holy men, etc.

65Śhāstra bhī paṛhē haĩ .

65He has studied the scriptures too.

66Bāp jarūr anubhavī rath mē̃ hī ātē hōṅgē .

66The Father would surely enter an experienced chariot.

67Uskī bhī jarūr kōī history hōgī ki bhagvān nē yah ēk hī rath kyō̃ liyā .

67There must surely be some history as to why God only chose this chariot.

68Bhāgīrath arthāt bhāgyaśhālī rath gāyā huā hai .

68Bhagirath (the lucky chariot) has been remembered.

69Kahtē haĩ bhāgīrath sē gaṅgā nikalī .

69They say that the Ganges emerged from Bhagirath.

70Ab pānī key|kī gaṅgā tō nikal nahī̃ saktī .

70The Ganges of water cannot emerge like that from someone.

71Āgē ham bhī samajhtē nahī̃ thē .

71Previously, we too didn’t understand.

72Bhāgyaśhālī rath tō yah brahmā kā huā nā , jismē̃ parampitā paramātmā ātē haĩ .

72The lucky chariot is this Brahma whom the Supreme Father, the Supreme Soul, enters.

73Manuṣhya tō mūnjh jātē haĩ - is brahmā mē̃ kaisē āyēṅgē  ?

73People become confused and ask: How would He enter Brahma?

74Tum is manuṣhya kō brahmā kahtē hō  ? 75Brahmā tō bhagvān hai .

74You call this person Brahma, but Brahma is God!

76Sūkṣhmavatan mē̃ rahnē vālā hai , tumnē phir manuṣhya kō brahmā banā rakhā hai , aisē-aisē kahē̃gē .

75He is a resident of the subtle region, but you have made a human being Brahma. 76They would say such things.

77Yah tō inhō̃ key|kī kalpanā hai , brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar yahā̃ kahā̃ sē āyē  !

77This is their imagination. 78How could Brahma, Vishnu and Shankar exist here?

78Arē , prajāpitā brahmā K|kē mukh sē brāhmaṇ paidā huē sō tō yahā̃ hōṅgē nā .

79Oh! but Brahmins are created through the mouth of Prajapita Brahma and so they would be here, would they not?

79Jō kuchh hō chukā hai sō tō phir bhī hōgā .

80Whatever happened has to happen again.

80Musalmān kaisē āyē , kyā-kyā huā yah sab phir bhī hōgā .

81How did those of the Islam religion come? 82What happened? 83All of that will happen again.

81Tum drama K|kē rāz kō jāntē hō aur kōī nahī̃ jāntē .

84You know the secrets of the drama. 85No one else knows them.

82Vah tō kah dētē drama key|kī āyu lākhō̃ varṣh hai .

86Those people say that the duration of the drama is hundreds of thousands of years.

83Phir kahtē pralay bhī hōtī hai .

87Then they also say that annihilation took place.

84Ab śhrīkr̥iṣhṇa agar āyēgā tō bhī satyug mē̃ āyēgā nā .

88If Shri Krishna were to come, he would come in the golden age.

85Unkō phir dvāpar mē̃ kyō̃ lē gayē haĩ  ?

89So, why have they shown him in the copper age?

86Pralay tō kabhī hōtī hī nahī̃ .

90Annihilation never takes place.

87Gātē bhī haĩ patit-pāvan āō tō jarūr patit duniyā mē̃ ākar patitō̃ kō pāvan banāyēṅgē nā .

91They sing: O Purifier, come! 92Therefore, He would definitely come into the impure world and make impure ones pure.

88Bāp kahtē haĩ maĩ ātā hī ēk bār hū̃ - patitō̃ kō pāvan banānē .

93The Father says: I come once to purify the impure.

89Maĩ gyān sāgar hī sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhā saktā hū̃ .

94I alone, the Ocean of Knowledge, can explain the secrets of the world to you.

90Purānī duniyā kō nayā kaisē banātā hū̃ - sō baiṭh bachchō̃ kō samjhātā hū̃ .

95I sit here and explain to you children how I make the old world new.

91Vah had K|kē ghar key|kī bāt hōtī hai , yah hai bēhad kā ghar .

96That is a matter of limited homes whereas this is the unlimited home.

92Bāp kā tō pyār rahtā hai nā .

97The Father has love for you.

93Tab tō bhakti mārg mē̃ bhī itnī madad kartē haĩ .

98This is why He helps you so much even on the path of devotion.

94Manuṣhya tō kar na sakē̃ .

99Human beings cannot do this.

95Kahtē haĩ īśhvar nē sukh kā janm diyā .

100They say: God gave me a birth filled with happiness.

96Kiskē pās|pass paisē bahut hōtē haĩ tō kahtē haĩ īśhvar kā diyā huā hai .

101When someone has a lot of money, they say that God gave it to them.

97Phir vah lē lētē haĩ tō duḥkh kyō̃ hōnā chāhiē  ?

102In that case, if He takes it away, why should there be sorrow?

98Ab bāp kahtē haĩ aur kōī key|kī bātē̃ na sunō - sivāē ēk bāp K|kē .

103The Father says: Don't listen to anyone except the one Father.

99Bāp teacher gurū tīnō̃ rūp mē̃ part bajākar dikhātē haĩ .

104The Father plays all three parts of Father, Teacher and Guru.

100Sadgati dātā hai hī ēk .

105The Bestower of Salvation is only One.

101Andhō̃ kī lāṭhī ēk prabhu . . . patitō̃ kō pāvan banānē vālā ēk prabhu . . bāp kahtē haĩ maĩ sādhuō̃ kā bhī uddhār karnē ātā hū̃ .

106The Stick for the Blind is the one God. 107The Purifier of the impure is the one God. 108The Father says: I come to uplift even the sages.

102Tum sab brahmākumār kumāriyā̃ hō .

109All of you are Brahma Kumars and Kumaris.

103Satyug mē̃ thā pavitra pravr̥itti mārg .

110In the golden age there was a pure family path.

104Ab hō gayā hai apavitr pravr̥itti mārg , jiskō vikārī pravr̥itti mārg kahā jātā hai .

111It is now an impure family path, which is also called a vicious family path. 112People are greatly unhappy, don't even ask!

105Manuṣhya mahān duḥkhī haĩ , bāt mat pūchhō  !

113They continue to cry out in distress; they weep and wail.

106Trāhi trāhi kartē haĩ , rōtē pīṭtē haĩ .

114There are innumerable religions.

107Anēk dharm haĩ . 108Satyug mē̃ thā ēk dharm , jō ēk bāp hī sthāpan kartē haĩ .

115In the golden age there was just the one religion, which was established by the one Father.

109Gītā mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch likh diyā hai .

116In the Gita, they have written: God Shri Krishna speaks.

110Yah hai ēkaz bhūl .

117This is the one mistake they have made.

111Parampitā paramātmā hai nirākār , uskā nām hai śhiv .

118The Supreme Father, the Supreme Soul, is incorporeal and His name is Shiva.

112Ātmā kā nām ēk hī chaltā hai , dūsrā nahī̃ paṛtā hai .

119The names of souls are the same (soul); they never have another name.

113Śharīr kā nām badaltā hai .

120The names of bodies change.

114Ēk śharīr chhōṛ dūsrā liyā tō nām badal jāyēgā .

121When you shed a body and take another, your name changes.

115Bābā kā nām ēk śhivbābā , bas unkō śhārīrik nām miltā nahī̃ .

122Baba's name is just Shiv Baba. 123He doesn't receive a bodily name.

116Ātmā jō 84 janm bhōgnē vālī hai unkē śharīr kā nām hai .

124A soul that experiences 84 births has names for his bodies.

117Bāp kahtē haĩ mērā tō ēk hī nām hai .

125The Father says: I just have the one name.

118Bhal maĩ inmē̃ pravēśh kartā hū̃ parantu śharīr kā mālik tō is dādā key|kī ātmā hai , jismē̃ pravēśh kar prajā rach rahā hū̃ .

126Although I enter this one, the master of this body is the soul of this Dada (Brahma) whom I enter to create people.

119Prajāpitā tō jarūr yahā̃ chāhiē nā .

127The Father of Humanity surely has to exist here.

120Manuṣhya tō in bātō̃ kō jāntē nahī̃ .

128People don't know these things.

121Yah ēk hī college hai , jahā̃ sab paṛhtē haĩ .

129This is the only college where everyone studies.

122Murlī sab jagah jātī hai phir kōī key|kī buddhi satōpradhān hai , kōī key|kī satō , kōī key|kī rajō , kōī key|kī tamō . . . bilkul hī dhārṇā nahī̃ hōtī , tō unkē karma aisē ṭhaharē .

130The murlis go everywhere, but the intellects of some people are satopradhan, the intellects of others are sato, rajo or tamo. 131When they don’t imbibe anything at all, their actions become like that.

123Bāp kyā karē  ?

132What can the Father do?

124Sab tō ēk samān hō bhī nahī̃ saktē .

133Not everyone can be the same.

125Yah īśhvarīy college hai .

134This is God's college.

126Īśhvar paṛhānē vālā ēk hai jinkō paṛhātē haĩ vah dhārṇā kar phir teacher bantē haĩ paṛhānē liē , har ēk kō dēkhnā chāhiē mērī satōpradhān buddhi hai  ?

135God, the Teacher who teaches, is One, and those whom He teaches imbibe these teachings and become teachers in order to teach others. 136Each one of you has to check: Is my intellect satopradhan?

127Maĩ bābā mama misal samjhā saktā hū̃  ?

137Can I explain like Mama and Baba do?

128Bābā kē pās tō sab centres kā samāchār ānā chāhiē ki kitnē students regular ātē haĩ  ?

138Baba should receive news from all the centres as to how many students come to class regularly.

129Kab sē pavitra rahtē haĩ  ?

139How long have they been observing purity?

130Bāp kō sab pōtāmēl kā mālūm paṛnā chāhiē .

140The Father should know all the charts.

131Māt-pitā baṛē haĩ nā .

141The mother and father are senior.

132Jagadambā mā̃ bhī tō bachchī ṭhaharī .

142Mother Jagadamba is also a daughter.

133Yah bābā is duniyā kā bhī anubhavī hai .

143This Baba is experienced in this world too.

134Drama mē̃ mukhya actors dēkhē jātē haĩ nā .

144In a drama it is the main actors who are watched.

135Bāp nē yah bhī rath liyā hai , jarūr kuchh tō hōgā nā .

145The Father has taken this chariot, so he must have something.

136Ādi dēv brahmā kā kitnā nām hai  !

146Adi Dev Brahma is remembered so much.

137Manuṣhya nahī̃ samajhtē ādi dēv kiskō kahā jātā hai .

147People don't understand who Adi Dev is.

138Vāstav mē̃ ādi dēv aur ādi dēvī māt-pitā yah ban jātē haĩ .

148In fact, these two become Adi Dev and Adi Devi, the mother and father.

139Phir inkē mukh sē sarasvatī mā̃ nikaltī hai tō sab bachchē hō gayē .

149Then, Saraswati, the mother, emerges from this one's mouth and so all become the children.

140Yah kahtē haĩ maĩ śhivbābā kā bachchā bhī hū̃ tō unkī vannī ( yugal ) bhī hū̃ kyōṅki mujhamē̃ pravēśh kar mērē mukh sē bachchē paidā kartē haĩ .

150This one says: I am Shiv Baba' s child and also His wife, because He enters me and creates children through my mouth.

141Kitnī guhya bāt hai  !

151These are such deep matters!

142Satōpradhān buddhi vālē achchhī rīti samajhē̃gē . 143Number-vār hōtē hī haĩ .

152Those who have satopradhan intellects will be able to understand very well; it is numberwise.

144Royal gharānē aur prajā mē̃ tō fark rahtā hai nā .

153There is a difference between the royal family and the subjects.

145Prajā bhī apnē puruṣhārth sē bantī hai aur rājā bhī apnē puruṣhārth sē bantē haĩ .

154The subjects become those through their own efforts and kings become those through their own efforts.

146Bāp kahtē haĩ ki tum achchhā paṛhē̃gē tō ūñch pad pāyēṅgē .

155The Father says: If you study well you will claim a high status.

147Vāris jō banē̃gē vah tō andar royal gharānē mē̃ hī āyēṅgē .

156Those who become heirs will become part of the royal family.

148Bāp kahtē haĩ pūrā puruṣhārth karō , maĩ tō āyā hī hū̃ rājāī dēnē liē .

157The Father says: Make full effort. 158I have come to give you the kingdom.

149Puruṣhārth karnā hai - ham māt-pitā sē svarg kī bādśhāhī kā varsā lē̃gē .

159You have to make effort: We will claim the inheritance of the sovereignty of heaven from the Mother and Father.

150Nahī̃ tō kṣhatriya ban paṛē̃gē .

160Otherwise, you will become warriors.

151Student khud bhī samajh saktē haĩ .

161Students can also understand for themselves.

152Un skūlō̃ mē̃ tō kōī nā-pass hō jātē haĩ tō phir paṛhnā paṛē .

162In those schools, when someone fails, he has to repeat that year.

153Yahā̃ tō phir paṛh na sakē̃ .

163Here, no one can study again.

154Nā-pass huā tō nā-pass hī rahē̃gē , isliē puruṣhārth pūrā karnā hai .

164If you fail, you would remain failed and this is why you have to make full effort.

155Bahutō̃ kō āp samān banānā , yah hai ūñchē tē ūñchī sēvā .

165To make many others equal to yourselves is the highest service of all.

156Duḥkhī manuṣhyō̃ kō sadā sukhī banānā hai .

166Make unhappy people constantly happy.

157Apnā dhandhā hī yah ṭhaharā|ṭhahrā .

167This is your business.

158Bābā hamēśhā kahtē haĩ aisē mat samjhō ki sindh mē̃ bahutō̃ nē gharbār chhōṛā tō hamkō bhī chhōṛnā paṛēgā .

168Baba always says: Don't think that, because many people left their homes and families in Sindh, you would also have to do that; no.

159Nahī̃ , yah tō drama mē̃ nūndh thī .

169That was fixed in the drama.

160Bākī bhagānē ādi key|kī tō bāt hī nahī̃ .

170However, there is no question of abducting anyone.

161Bhagvān burā kām thōṛēhī karē̃gē .

171God would not perform bad acts.

162Yah haĩ jhūṭhē kalaṅk .

172Those are false allegations.

163Tum bachchē jāntē hō pahlē number mē̃ yah mammā-bābā pad pātē haĩ .

173You children know that Mama and Baba claim the number one status.

164Tum bhī phir bābā-mammā K|kē takht par jīt pātē hō .

174You too then gain the throne of Mama and Baba.

165Jō pahlā number hōgā vah phir nīchē utartē jāyēṅgē .

175Those who are the first number will then continue to come down.

166Bachchē baṛē hōkar takht par baiṭhē̃gē tō mammā-bābā second number mē̃ chalē jāyēṅgē .

176When children grow up and become seated on the throne, Mama and Baba will become the second number.

167Pahlē vālē rājā-rānī phir chhōṭē hō jāyēṅgē .

177The first king and queen will then become junior.

168Tō puruṣhārth kar bābā-mammā K|kē takht par jīt pahannī chāhiē .

178Therefore, make effort to gain the throne of Mama and Baba.

169Abhī nahī̃ jīt pānī hai , bhaviṣhya takht par jīt pānī hai , mammā-bābā ākar tumhārā vāris banē̃ .

179You don’t have to gain that now, but in the future. 180Mama and Baba should come and become your heirs.

170Bābā bachchō̃ kō kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ .

181Baba explains to you children so well.

171Yah gyān hai jaisē pārā , jō jhaṭ uṛ jātā hai .

182This knowledge is like mercury that slips away very quickly.

172Kōī pās|pass tō jarā bhī dhārṇā nahī̃ hai .

183Some don't imbibe anything at all.

173Wonder hai nā  !

184It is a wonder!

174Abhī tum bachchō̃ kō niśhchay hai yahā̃ tō nirākār bhagvān paṛhātē haĩ , śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ . 175Bhagvānuvāch hai nā .

185You children now have the faith that incorporeal God, not Shri Krishna, is teaching you here.

176Bhagvān kō tō tum śharīr dē nahī̃ saktē .

186God speaks: You cannot give that body to God.

177Śhiv bhagvānuvāch śhrīkr̥iṣhṇa K|kē śharīr sē - aisā bhī tō likhā huā nahī̃ hai .

187It is not written anywhere that God Shiva speaks through the body of Shri Krishna.

178Yah hai bhagvānuvāch .

188These are the versions of God.

179Bāp kahtē haĩ pahlē-pahlē yah dil mē̃ ānā chāhiē bābā hamkō baiṭh paṛhātē haĩ .

189The Father says: First of all, it should enter your hearts that Baba sits here and teaches you.

180Bābā akṣhar ānē sē varsā yād ānā chāhiē .

190When you remember the word “Baba”, you should also remember the inheritance.

181Jitnā ham paṛhē̃gē utnā svarg mē̃ ūñch pad pāyēṅgē .

191The more you study, the higher the status you will claim in heaven.

182Jitnā bābā kō yād karē̃gē tō vikarmō̃ kā bōjhā khatm hōgā .

192The more you remember Baba, the more your burden of sins will end.

183Yād karnē sē buddhi sōnē kā bartan hō jāyēgī .

193By remembering Baba, your intellects become golden vessels.

184Dān kartē rahē̃gē tō dhārṇā hōtī jāyēgī .

194If you continue to donate, you will be able to imbibe.

185Dhan diyē dhan nā khuṭē . . . bāp tum par rāzī hōgā .

195When you give this wealth, it does not diminish. 196The Father would be pleased with you.

186Tum brāhmaṇ ab avināśhī gyān-ratnō̃ kā dān kartē hō .

197You Brahmins now donate the imperishable jewels of knowledge.

187Vah śhāstra jō suntē haĩ , uskō hī gyān samajhtē haĩ .

198Those people consider the scriptures to which they listen to be knowledge.

188Bas samajhtē haĩ yahī lākhō̃ key|kī milkiyat hai . 189Parantu hai kauṛī key|kī isliē bābā kahtē haĩ bachchō̃ key|kī dil mē̃ ānā chāhiē hamārā bāp śhikṣhak hai , satgurū bhī hai , sāth lē jānē vālā bhī hai .

199They consider them (the scriptures) to be property worth hundreds of thousands, but they are only worth shells. 200Therefore, Baba says: It should enter the children’s hearts that the Father is the Teacher and also the Satguru who will take you back with Him.

190Mukti-jīvanmukti mē̃ lē jāyēṅgē .

201He will take you into liberation and send you to liberation-in-life.

191Yah hai gyān amr̥it .

202This is the nectar of knowledge.

192Bachchē school mē̃ paṛhtē haĩ tō brahmchārī rahtē haĩ .

203When children are studying at school, they remain celibate.

193Agar gandē hō jātē tō paṛhāī ṭhaṇḍī hō jātī hai .

204If they become dirty, their studies become slack.

194Buddhi ēkdam malīn hō jātī .

205Their intellects become completely dirty.

195Yah phir hai rūhānī vidyā , brahmcharya mē̃ rahnē bigar dhārṇā hōgī nahī̃ .

206This study is spiritual. 207Unless you remain celibate you cannot imbibe.

196Bāp kahtē haĩ ab paṛh lō , nahī̃ tō kalp-kalp svarg K|kē mālik ban nahī̃ sakē̃gē .

208The Father says: Study now. 209Otherwise, every cycle you won't be able to become the masters of heaven.

197Apnē puruṣhārth sē hī banē̃gē .

210You will become this with your own efforts.

198Bāp āśhīrvād karē phir tō sabkō rājā banā dē .

211If the Father were to give that blessing, He would make everyone a king.

199Bāp kahtē haĩ yah tō paṛhāī hai .

212The Father says: This is a study.

200Paṛhēṅgē-likhēṅgē tō hōṅgē navāb .

213If you study well, you become the masters.

201Agar buddhi dhakkē khātī rahēgī tō kharāb hō jāyēṅgē .

214If your intellects continue to wander around, you become bad.

202Yah bahut baṛā college hai .

215This is a very big college.

203Nām hī hai brahmākumār kumāriyō̃ kā īśhvarīy viśhv-vidyālay .

216The very name is: The Godly University of the Brahma Kumars and Kumaris.

204Īśhvar kā sthāpan kiyā huā hai .

217It is established by God.

205Īśhvar kō hī bāp kahā jātā hai .

218God is called the Father.

206Tō bāp hī bāp , teacher , satgurū hai .

219So, the Father is the Father, the Teacher and the Satguru.

207Yah sivāē tumhārē kōī bhī samajhtē nahī̃ .

220No one, except you, understands this.

208Satgurū K|kē rūp mē̃ sabhī kō vāpis lē jānē vālā hai .

221He is the One who, as the Satguru, will take everyone back.

209Bāp guarantee kartē haĩ - maĩ sabhī kō vāpis lē jāūṅgā .

222The Father gives you a guarantee: I will take everyone back.

210Kahā̃  ?

223Where to?

211Jiskē liē tum ādhākalp bhakti kartē āyē hō .

224To the place for which you have been performing devotion for half a cycle.

212Muktidhām lē jāūṅgā .

225I will take you to the land of liberation.

213Phir jō śhrīmat par chalē̃gē vah vaikuṇṭha kā mālik banē̃gē .

226Then, those who follow shrimat will become the masters of Paradise.

214Achchhā  !

227Achcha.

215Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

228To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

216Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

229The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

217Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

230Essence of dharna:

2181 ) paṛhāī kō dhāraṇ kar dūsrō̃ kō paṛhānē lāyak bannā hai .

2311. Imbibe this study and become worthy of teaching others.

219Mammā-bābā samān service karnī hai .

232Do service like Mama and Baba.

2202 ) avināśhī gyān ratnō̃ kā dān kar duḥkhī manuṣhyō̃ kō sukhī banānā hai .

2332. Donate the imperishable jewels of knowledge and make unhappy people happy.

221Paṛhāī achchhī tarah paṛhnī hai .

234Study very well.

Blessing

222Vardān  : sādhnā aur sādhan K|kē balance dvārā apnī unnati karnē vālē blessing K|kē adhikārī bhav

235Blessing: May you have a right to blessings and make progress with a balance of your spiritual endeavour and the facilities.

223Sādhanō̃ kō ādhār banānē kē bajāē apnī sādhnā K|kē ādhār sē sādhanō̃ kō kārya mē̃ lagāō .

236 Instead of making the facilities your support, use the facilities on the basis of your spiritual endeavour.

224Kisī bhī sādhan kō unnati kā ādhār nahī̃ banāō , nahī̃ tō ādhār hilnē kē sāth umaṅg-utsāh bhī hil jātā hai kyōṅki sādhan kō ādhār banānē sē bāp bīch sē nikal jātā isliē halchal hōtī hai .

237Do not make any of the facilities the basis for your progress. 238Otherwise, as well as the basis fluctuating, your zeal and enthusiasm will also fluctuate. 239By making the facilities your support, the Father is removed from in-between and this is why there is fluctuation.

225Sādhanō̃ kē sāth sādhnā hō tō her|har kārya mē̃ bāp key|kī blessing kā anubhav karē̃gē , umaṅg-utsāh bhī cum|kam nahī̃ hōgā .

240Make spiritual endeavour as well as using the facilities and you will experience the Father’s blessings in every task you do and your zeal and enthusiasm will not decrease.

Slogan

226Slōgan  : «  agar magar ' ' K|kē chakkar sē nyārē bannā hai tō bāp samān śhaktiśhālī banō .

241Slogan: In order to become free from the spinning of “ifs and buts”, become powerful like the Father.

242*** Om Shanti ***