शनिवार 15 अप्रैल 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
015-04-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 15/04/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1Mīṭhē bachchē - « ēk dō kō khuśhī key|kī khurāk khilātē rahō , sadā khuśhmauz mē̃ rahnā aur khuśhī bāṇṭnā , yahī hai jab-radasta khātirī karnā ' '
1Essence: Sweet children, continue to serve one another the nourishment of happiness. 2To stay constantly happy and in pleasure and to share that happiness is the most powerful hospitality.
Question
2Praśhna : apnī ūñchī avasthā banānē key|kī vidhi kyā hai ? 3Kin mukhya bātō̃ kā dhyān rakhnā hai ?
3Question: What is the way to elevate your stage? 4What main things do you have to pay attention to?
Answer
4Uttar : ūñchī avasthā banānī hai tō 1 - naṣhṭōmōhā bannē key|kī himmat rakhnī hai . 52 - apnā chart rakhnā hai ki bābā kō yād kartē samay unsē kyā-kyā bātē̃ key|kī ?
5Answer: In order to make your stage elevated, 1) Have the courage to be a conqueror of attachment. 62) Keep your chart of what you talked to Baba about while remembering Him and for how long you remembered Him.
6Kitnā samay yād kiyā ? 73 - nīnd kō jītnē vālā bannā hai .
73) You have to be a conqueror of sleep.
84 - purānē śharīr key|kī sambhāl bhī karnī hai phir isē bhūlnā bhī hai .
84) You have to look after your old body and also forget it.
95 - daivī svabhāv banānā hai .
95) Make your nature divine.
10Svabhāv K|kē vaśhībhūt hōkar kisī kō bhī satānā nahī̃ hai .
10Do not be influenced by your nature and thereby harass anyone.
116 - sab defect nikāl pure diamond bannā hai .
116) Remove all defects and become a pure diamond.
127 - sabkō sukh dēnē vālā khuśhbūdār fool|phūl bannā hai .
127) Become a fragrant flower that gives happiness to everyone.
Murli
13Ōm śhānti .
13Om shanti.
14Gyān kā tīsrā nētra dēnē vālā rūhānī bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
14The spiritual Father who gives each of you a third eye of knowledge sits and explains to you spiritual children.
15Gyān kā tīsrā nētra sivāē bāp K|kē aur kōī dē nahī̃ saktā .
15No one, apart from the Father, can give you a third eye of knowledge.
16Abhī tum bachchō̃ kō gyān kā tīsrā nētra milā hai .
16Each of you children has received a third eye of knowledge.
17Abhī tum bachchē jāntē hō abhī yah purānī duniyā badalnē vālī hai .
17You know that this old world is now to change.
18Bichārē manuṣhya nahī̃ jāntē ki kaun badlānē vālā hai aur kaisē badlātē haĩ kyōṅki unhō̃ kō gyān kā tīsrā nētra hī nahī̃ hai .
18The poor helpless people do not know how or who is going to change it, because they do not even have a third eye of knowledge.
19Tum bachchō̃ kō abhī gyān kā tīsrā nētra milā hai jissē tum sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kō jān gayē hō .
19Each of you children has now received a third eye of knowledge with which you now know the beginning, middle and end of the world.
20Yah hai gyān key|kī saccharin .
20This is the saccharine of knowledge.
21Saccharin key|kī ēk būnd bhī kitnī mīṭhī hōtī hai .
21Even one drop of saccharine is so sweet.
22Gyān kā bhī ēk hī akṣhar hai manmanābhav .
22Similarly, the one word of knowledge is “Manmanabhav”.
23Sabhī sē kitnā mīṭhā hai .
23It is sweeter than everything else.
24Apnē kō ātmā samajh aur bāp kō yād karō .
24Consider yourselves to be souls and remember the Father.
25Bāp śhāntidhām aur sukhdhām kā rāstā batā rahē haĩ .
25The Father is showing you the path to the land of peace and the land of happiness.
26Bāp āyē haĩ bachchō̃ kō svarg kā varsā dēnē .
26The Father has come to give you children the inheritance of heaven.
27Tō bachchō̃ kō kitnī khuśhī rahnī chāhiē .
27So, you children should have so much happiness.
28Kahtē bhī haĩ khuśhī jaisī khurāk nahī̃ .
28It is said: There is no nourishment like happiness.
29Jō sadaiv khuśhī mauj mē̃ rahtē haĩ unkē liē vah jaisē khurāk hōtī hai .
29For those who remain constantly happy and in pleasure, it is as though it is nourishment for them.
3021 janm mauj mē̃ rahnē key|kī yah jabardast khurāk hai .
30This is a very powerful nourishment to remain in pleasure for 21 births.
31Yah khurāk sadaiv ēk dō kō khilātē rahō .
31Continue to serve one another this nourishment.
32Ēk dō key|kī jabardast khātirī yah karnī hai .
32Offer this powerful hospitality to one another.
33Aisī khātirī aur kōī manuṣhya , manuṣhya kī kar na sakē .
33No other human being can offer this type of hospitality to anyone else.
34Tum śhrīmat par sabhī key|kī rūhānī khātirī kartē hō .
34You children offer spiritual hospitality to everyone according to shrimat.
35Sachchī-sachchī khuśh-khairāphat bhī yah hai kiskō bāp kā parichay dēnā .
35True welfare is also to give someone the Father’s introduction.
36Mīṭhē bachchē jāntē haĩ bēhad K|kē bāp dvārā hamkō jīvanmukti key|kī khurāk miltī hai .
36Sweet children you know that you are to receive the nourishment of liberation-in-life from the unlimited Father.
37Satyug mē̃ bhārat jīvanmukt thā , pāvan thā .
37In the golden age, Bharat was liberated-in-life and pure.
38Bāp bahut baṛī ūñch khurāk dētē haĩ , tab tō gāyan hai atīndriya sukh pūchhnā hō tō gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō .
38The Father is giving you great and elevated nourishment. 39This is why there is the praise: If you want to know about supersensuous joy, ask the gopes and gopis.
39Yah gyān aur yōg key|kī kitnī first class wonderful khurāk hai . 40Aur yah khurāk ēk hī rūhānī surgeon kē pās hai .
40This is such first-class, wonderful nourishment of knowledge and yoga and only the one spiritual Surgeon has it.
41Aur kiskō is khurāk kā mālūm hī nahī̃ hai .
41No one else even knows about this nourishment.
42Bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchō̃ tumhārē liē tirī ( hathēlī ) par saugāt lē āyā hū̃ .
42The Father says: Sweet children, I have brought a gift for you on the palm of My hand.
43Mukti , jīvanmukti key|kī yah saugāt mērē pās|pass hī rahtī hai , kalp-kalp maĩ hī ākar tumkō dētā hū̃ phir rāvaṇ chhīn lētā hai .
43Only I keep this gift of liberation and liberation-in-life. 44Every cycle, I come and give it to you. 45Ravan then snatches it away from you.
44Tō abhī tum bachchō̃ kō kitnā khuśhī kā pārā chaṛhā rahnā chāhiē .
46So, the mercury of happiness of you children should rise so high.
45Tum jāntē hō hamārā ēk hī bāp , teacher aur sachchā-sachchā sadgurū hai jō hamkō sāth lē jātē haĩ .
47You know that your one Father is also the Teacher and the true Satguru who will take you back with Him.
46Most beloved bāp sē viśhva kī bādśhāhī miltī hai .
48You receive the sovereignty of the world from the most beloved Father.
47Yah cum|kam bāt hai kyā !
49Is this a small thing?
48Sadaiv harṣhit rahnā chāhiē .
50So, you should remain constantly happy.
49Godly student life is the best .
51Godly student life is the best.
50Yah abhī kā hī gāyan hai nā .
52That praise is of this time.
51Phir naī duniyā mē̃ bhī tum sadaiv khuśhiyā̃ manātē rahē̃gē .
53Then, in the new world too, you will always be celebrating in happiness.
52Duniyā nahī̃ jāntī ki sachchī-sachchī khuśhiyā̃ kab manāī jāyēṅgī .
54The world doesn’t know when true happiness is celebrated.
53Manuṣhyō̃ kō tō satyug kā gyān hī nahī̃ hai tō yahā̃ hī manātē rahtē haĩ .
55People don’t have any knowledge of the golden age. 56So, they continue to celebrate here.
54Parantu is purānī tamōpradhān duniyā mē̃ khuśhī kahā̃ sē I|āī|eye .
57However, where can happiness come from in this tamopradhan world?
55Yahā̃ tō trāhi-trāhi kartē rahtē haĩ .
58People here continue to cry out in distress.
56Kitnā duḥkh key|kī duniyā hai .
59This is a world of such sorrow.
57Bāp tum bachchō̃ kō kitnā sahaj rāstā batātē haĩ .
60The Father is showing you children such an easy path.
58Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē kamal fool|phūl samān rahō .
61While living at home with your families, live like a lotus flower.
59Dhandhā-dhōrī ādi kartē bhī mujhē yād kartē rahō . 60Jaisē āśhuk aur māśhuk hōtē haĩ . 61Vah tō ēk dō kō yād kartē rahtē haĩ . 62Vah unkā āśhik , vah unkā māśhuk hōtā hai .
62Even while doing your business, etc. continue to remember Me, just like a lover and beloved continue to remember one another, one is the lover and the other is the beloved.
63Yahā̃ yah bāt nahī̃ hai yahā̃ tō tum sabhī ēk māśhuk K|kē janma-janmāntar sē āśhik hō rahtē hō .
63Here, it is not like that. 64Here, all of you are lovers of the one Beloved for birth after birth.
64Bāp kab tumhārā āśhik nahī̃ bantā .
65The Father never becomes a lover.
65Tum us māśhuk kō ānē liē yād kartē āyē hō .
66You have been remembering that Beloved in order to meet Him.
66Jab duḥkh jāstī hōtā hai tō jāstī sumiraṇ kartē haĩ .
67When you experience more sorrow, you remember Him more.
67Tab tō gāyan bhī hai duḥkh mē̃ sumiraṇ sab karaĩ , sukh mē̃ karē na kōy .
68It is remembered: Everyone remembers Him in times of sorrow but no one remembers Him in times of happiness.
68Is samay bāp bhī sarvśhaktivān hai . 69Din-pratidin māyā bhī sarvśhaktivān tamōpradhān hōtī jātī hai isliē ab bāp kahtē haĩ mīṭhē bachchē dēhī-abhimānī banō .
69At this time, the Father is the Almighty Authority, the One with all powers and so, day by day, Maya too is becoming a tamopradhan almighty authority. 70This is why the Father now says: Sweet children, become soul conscious.
70Apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō aur sāth-sāth daivīguṇ bhī dhāraṇ karō tum aisē ( lakṣhmī-nārāyaṇ ) ban jāyēṅgē .
71Consider yourselves to be souls and remember Me, your Father and, together with that, also imbibe divine virtues and you will become like them (Lakshmi and Narayan).
71Is paṛhāī mē̃ mukhya bāt hai hī yād kī .
72In this study, the main thing is remembrance.
72Ūñch tē ūñch bāp kō bahut pyār , snēh sē yād karnā chāhiē .
73You should remember the highest-on-high Father with a lot of love and affection.
73Vah ūñch tē ūñch bāp hī naī duniyā sthāpan karnē vālā hai .
74It is that highest-on-high Father who will establish the new world.
74Bāp kahtē haĩ maĩ āyā hū̃ tum bachchō̃ kō viśhva kā mālik banānē isliē ab mujhē yād karō tō tumhārē anēk janmō̃ K|kē pāp kaṭ jāyē̃ .
75The Father says: I have come to make you children into the masters of the world. 76Therefore, now remember Me and the sins of your innumerable births will be cut away.
75Patit pāvan bāp kahtē haĩ tum bahut patit ban gayē hō isliē ab tum mujhē yād karō tō tum pāvan ban aur pāvan duniyā kā mālik ban jāyēṅgē .
77The Purifier Father says: You have become very impure and this is why you must now remember Me and you will become pure and the masters of the pure world.
76Patit-pāvan bāp kō hī bulātē haĩ nā .
78People call out to the Purifier Father.
77Ab bāp āyē haĩ tō jarūr pāvan bannā paṛē .
79Now, the Father has come and so you definitely have to become pure.
78Bāp duḥkhhartā , sukhkartā hai .
80The Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.
79Barōbar satyug mē̃ pāvan duniyā thī tō sabhī sukhī hī thē .
81Truly, there was the pure world in the golden age and so everyone was happy.
80Ab bāp phir sē kahtē haĩ bachchē śhāntidhām aur sukhdhām kō yād kartē rahō .
82The Father says once again: Children, continue to remember the land of peace and the land of happiness.
81Abhī hai saṅgamyug .
83It is now the confluence age.
82Khivaiyā tumkō is pār sē us pār lē jātē haĩ .
84The Boatman is taking you from this side to the other side.
83Naīyā kōī ēk nahī̃ , sārī duniyā jaisē ēk baṛā jahāj hai , unkō pār lē jātē haĩ .
85It is not just a matter of one boat, but it is as though the whole world is one big ship and He takes that across.
84Bāp mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō samjhātē haĩ apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
86The Father explains to you sweetest children: Consider yourselves to be souls and remember the Father.
85Tum bhī bāp key|kī service mē̃ lag jāō .
87You can also engage yourselves in doing the Father’s service.
86On god fatherly service .
88On Godfatherly service.
87Bāp hī tumkō viśhva kā mālik banānē āyē haĩ .
89The Father Himself comes to make you into the masters of the world.
88Jō achchhā puruṣhārth kartē haĩ unkō mahāvīr kahā jātā hai .
90Those who make effort very well are called mahavirs. 91It is seen who are the mahavirs who follow Baba’s directions.
89Dēkhā jātā hai kaun mahāvīr haĩ jō bābā K|kē direction par chaltē haĩ .
92The Father’s order is: Consider yourselves to be souls and see others as your brothers.
90Bāp kā pharmān hai apnē kō ātmā samajh bhāī-bhāī dēkhō .
93Forget those bodies. 94Even Baba doesn’t look at bodies.
91Is śharīr kō bhūl jāō .
95The Father says: I look at souls.
92Bābā bhī is śharīr kō nahī̃ dēkhtē haĩ .
96You know that a soul cannot speak without a body.
93Bāp kahtē haĩ maĩ ātmāō̃ kō dēkhtā hū̃ .
97I too have entered this body, I have taken it on loan.
94Bākī yah tō gyān hai ki ātmā śharīr bigar bōl nahī̃ saktī .
98A soul can only study through a body. 99Baba’s seat is here (on the forehead).
95Maĩ bhī is śharīr mē̃ āyā hū̃ .
100This is an immortal throne.
96Loan liyā huā hai .
101A soul is an immortal image.
97Śharīr kē sāth hī ātmā paṛh saktī hai .
102A soul never grows bigger or smaller; a body is small or big.
98Bābā key|kī baiṭhak yahā̃ hai . 99Yah hai akāl takht .
103The thrones of all the souls is the centre of their foreheads.
100Ātmā akālmūrt hai .
104The bodies of all are different.
101Ātmā kab chhōṭī baṛī nahī̃ hōtī hai , śharīr chhōṭā baṛā hōtā hai .
105The immortal thrones of some are of a male and of others, they are of a female.
102Jō bhī ātmāyē̃ haĩ un sabhī kā takht yah bhrakuṭī kā bīch hai .
106The immortal thrones of some are those of a child.
103Śharīr tō sabhī K|kē bhinn-bhinn hōtē haĩ .
107The Father sits here and teaches you children spiritual drill.
104Kiskō akāl takht puruṣh kā hai , kiskā akāl takht strī kā hai .
108Whenever you speak to anyone, first of all consider yourself to be a soul.
105Kiskā akāl takht bachchē kā hai .
109I, the soul, am speaking to my brother so-and-so.
106Bāp baiṭh bachchō̃ kō rūhānī drill sikhlātē haĩ .
110I am giving him the Father’s message: Remember Shiv Baba.
107Jab kōī sē bāt karō tō pahlē apnē kō ātmā samjhō .
111Only by having remembrance will the rust be removed.
108Ham ātmā phalānē bhāī sē bāt kartē haĩ .
112The value of gold is reduced when alloy is mixed into it.
109Bāp kā paigām dētē haĩ ki śhivbābā kō yād karō .
113You souls have also become valueless, because you souls have become rusty.
110Yād sē hī junk utarnī hai .
114You now have to become pure once again.
111Sōnē mē̃ jab alloy paṛtī hai tō sōnē key|kī value kam hō jātī hai .
115Each of you souls has now received a third eye of knowledge. 116Look at your brothers with that eye.
112Tum ātmāō̃ mē̃ bhī junk paṛnē sē tum valueless hō gayē hō .
117By looking at others as brothers, your physical organs will not cause mischief.
113Ab phir pāvan bannā hai . 114Tum ātmāō̃ kō ab gyān kā tīsrā nētra milā hai .
118If you want to claim your fortune of the kingdom and become a master of the world, then make this effort.
115Us nētra sē apnē bhāīyō̃ kō dēkhō . 116Bhāī-bhāī kō dēkhnē sē karmēndriyā̃ kab chañchal nahī̃ hōṅgī .
119Give knowledge to everyone while considering them to be your brothers and then this habit will become firm.
117Rāj-bhāg lēnā hai , viśhva kā mālik bannā hai tō yah mēhnat karō . 118Bhāī-bhāī samajh sabhī kō gyān dō .
120All of you are true brothers. 121The Father has come from up above and you have also come from there.
119Tō phir yah ṭēv ( ādat ) pakkī hō jāyēgī .
122The Father is doing service together with you children.
120Sachchē-sachchē brothers tum sabhī hō .
123He is giving you the courage to do service.
121Bāp bhī ūpar sē āyē haĩ , tum bhī āyē hō .
124When a child has courage, the Father helps.
122Bāp bachchō̃ sahit service kar rahē haĩ .
125So you have to practise: I, the soul, am teaching my brother.
123Service karnē key|kī bāp himmat dētē haĩ .
126It is the soul that is studying.
124Himmatē mardā … tō yah practice karnī hai . 125Maĩ ātmā bhāī kō paṛhātā hū̃ .
127This is called spiritual knowledge which you receive from the spiritual Father.
126Ātmā paṛhtī hai nā . 127Iskō spiritual knowledge kahā jātā hai . 128Jō rūhānī bāp sē hī miltī hai .
128Only at the confluence age does the Father come and give this knowledge: Consider yourself to be a soul.
129Saṅgam par hī bāp ākar yah knowledge dētē haĩ ki apnē kō ātmā samjhō .
129You came naked and then adopted that body here and have played your part of 84 births.
130Tum naṅgē āyē thē phir yahā̃ śharīr dhāraṇ kar tumnē 84 janm part bajāyā hai .
130You now have to return home. 131Therefore, consider yourself to be a soul and have the vision of brotherhood.
131Ab phir vāpis chalnā hai isliē apnē kō ātmā samajh bhāī kī dr̥iṣhṭi sē dēkhnā hai .
132You have to make this effort. 133You have to make effort for yourself; what does it matter to you what others do?
132Yah mēhnat karnī hai .
134Charity begins at home.
133Apnī mēhnat karnī hai , dūsrē mē̃ hamārā kyā jātā . 134Charity begins at home arthāt pahlē khud kō ātmā samajh phir bhāīyō̃ kō samjhāō .
135This means that you first of all have to consider yourself to be a soul and explain to your brothers and the arrow will then strike the target very well.
135Tō achchhī rīti tīr lagēgā .
136You have to fill them with this power.
136Yah jauhar bharnā hai . 137Mēhnat karē̃gē tab hī ūñch pad pāyēṅgē .
137Only when you make effort will you claim elevated fruit.
138Kuchh sahan bhī karnā paṛtā hai .
138You also have to tolerate a little.
139Kōī ulṭī-sulṭī bāt bōlē tō tum chup rahō .
139When someone tells you wrong things, just remain quiet.
140Tum chup rahē̃gē tō phir dūsrā kyā karēgā .
140When you remain quiet, what can the other person do?
141Tālī dō hāth sē bajtī hai .
141Only when there are two hands can you clap.
142Ēk nē mukh key|kī tālī bajāī , dūsrā chup kar dē tō vah āpēhī chup hō jāyēṅgē .
142If one says something and the other one remains quiet, the first one will naturally become quiet.
143Tālī sē tālī bajnē sē āvāj hō jātā hai .
143When the two hands clap (when there is conflict), there is sound.
144Bachchō̃ kō ēk dō kā kalyāṇ karnā hai .
144Children have to benefit one another.
145Bāp samjhātē haĩ bachchē sadaiv khuśhī mē̃ rahnē chāhtē hō tō manmanābhav .
145The Father explains: Children, if you want to stay in constant happiness, become “Manmanabhav”.
146Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
146Consider yourselves to be souls and remember the Father.
147Bhāīyō̃ ( ātmāō̃ ) taraph dēkhō .
147Look at your brothers, souls.
148Bhāīyō̃ kō bhī yah knowledge dō .
148Give this knowledge to your brothers too.
149Yah ṭēv ( ādat ) paṛ jānē sē phir kab criminal eye dhōkhā nahī̃ dē̃gī .
149By your instilling this habit, the criminal eye will never deceive you.
150Gyān K|kē tīsrē nētra sē tīsrē nētra kō dēkhō .
150Look at each third eye of knowledge, the soul.
151Bābā bhī tumhārī ātmā kō hī dēkhtē haĩ .
151Baba too only looks at you, you souls.
152Kōśhiśh yah karnī hai sadaiv ātmā kō hī dēkhē̃ .
152You have to try to look constantly at the soul alone.
153Śharīr kō dēkhē̃ hī nahī̃ .
153Do not even look at the body.
154Yōg karātē hō tō bhī apnē kō ātmā samajh bhāīyō̃ kō dēkhtē rahē̃gē tō service achchhī hōgī .
154When conducting yoga, if you consider yourself to be a soul and continue to look at your brothers, good service will take place.
155Bābā nē kahā hai bhāīyō̃ kō samjhāō .
155Baba has said: Explain to your brothers.
156Bhāī sabhī bāp sē varsā lētē haĩ .
156All brothers claim their inheritance from the Father.
157Yah rūhānī knowledge ēk hī bār tum brāhmaṇ bachchō̃ kō miltī hai .
157Only once do you Brahmin children receive this spiritual knowledge.
158Tum brāhmaṇ hō phir dēvtā bannē vālē hō .
158You are Brahmins and you are then going to become deities.
159Is saṅgamyug kō thōṛēhī chhōṛē̃gē , nahī̃ tō pār kaisē jāyēṅgē .
159You are not going to leave this confluence age. 160How else would you go across?
160Kūdē̃gē thōṛēhī .
161You are not going to jump there.
161Yah wonderful saṅgamyug hai .
162This is the wonderful confluence age.
162Tō bachchō̃ kō rūhānī yātrā par rahnē key|kī ṭēv ( ādat ) ḍālnī hai .
163So, you children have to instil the habit of staying on the spiritual pilgrimage.
163Tumhārē hī phāydē key|kī bāt hai .
164It is a matter for your own benefit.
164Bāp key|kī śhikṣhā bhāīyō̃ kō dēnī hai .
165Give the Father’s teachings to your brothers.
165Bāp kahtē haĩ maĩ tum ātmāō̃ kō gyān dē rahā hū̃ .
166The Father says: I am giving knowledge to you souls.
166Ātmā kō hī dēkhtā hū̃ .
167I only look at souls.
167Manuṣhya-manuṣhya sē bāt karēgā tō unkē mũh kō dēkhēgā nā .
168When a person talks to another, he looks at his face.
168Tum ātmā sē bāt kartē hō tō ātmā kō hī dēkhnā hai .
169You speak to souls and so you must only look at the soul.
169Bhal śharīr dvārā gyān dētē hō parantu ismē̃ śharīr kā bhān tōṛnā hōtā hai .
170Even though you give knowledge through a body, you still have to break the consciousness of the body.
170Tumhārī ātmā samajhtī hai paramātmā bāp hamkō gyān dē rahē haĩ .
171You souls, understand that the Father, the Supreme Soul, is giving you knowledge.
171Bāp bhī kahtē haĩ ātmāō̃ kō dēkhtā hū̃ , ātmāyē̃ bhī kahtī ham paramātmā bāp kō dēkh rahē haĩ .
172The Father says: I look at souls. 173Souls also say: I look at the Father, the Supreme Soul.
172Unsē knowledge lē rahē haĩ , iskō kahā jātā hai spiritual gyān key|kī lēn-dēn , ātmā key|kī ātmā kē sāth .
174I am receiving knowledge from Him. 175This is called an exchange of spiritual knowledge of souls with souls.
173Ātmā mē̃ hī gyān hai .
176This knowledge is in the soul.
174Ātmā kō hī gyān dēnā hai .
177Knowledge has to be given to souls.
175Yah jaisē jauhar hai .
178This is like power.
176Tumhārē gyān mē̃ yah jauhar bhar jāyēgā , tō kiskō bhī samjhānē sē jhaṭ tīr lag jāyēgā .
179When your knowledge is filled with power and you then explain to anyone, the arrow will strike the target.
177Bāp kahtē haĩ practice karkē dēkhō tīr lagtā hai nā .
180The Father says: Practise this and see if the arrow strikes the target or not.
178Yah naī ṭēv ḍālnī hai tō phir śharīr kā bhān nikal jāyēgā .
181You have to instil this new habit and the consciousness of the body will then be removed.
179Māyā K|kē tūphān cum|kam āyēṅgē , burē saṅkalp nahī̃ āyēṅgē .
182There will be fewer storms of Maya. 183You won’t have bad thoughts.
180Criminal eye bhī nahī̃ rahēgī .
184You will not have a criminal eye.
181Ham ātmā nē 84 kā chakra lagāyā .
185I, the soul, have been around the cycle of 84 births.
182Ab nāṭak pūrā hōtā hai .
186The play is now coming to an end.
183Ab bābā key|kī yād mē̃ rahnā hai .
187You now have to stay in remembrance of Baba.
184Yād sē hī tamōpradhān sē satōpradhān ban , satōpradhān duniyā K|kē mālik ban jāyēṅgē . 185Kitnā sahaj hai .
188It is only by having remembrance that you will become satopradhan from tamopradhan and become a master of the satopradhan world.
186Bāp jāntē haĩ bachchō̃ kō yah śhikṣhā dēnā bhī mērā part hī hai .
189It is so easy. 190The Father knows that giving you children these teachings is in His part.
187Kōī naī bāt nahī̃ .
191It is not anything new.
188Her|har 5000 varṣh bād hamkō ānā hōtā hai .
192I have to come every 5000 years.
189Maĩ bandhāyamān hū̃ .
193I am bound by this.
190Bachchō̃ kō baiṭh samjhātā hū̃ mīṭhē bachchē rūhānī yād kī yātrā mē̃ rahō tō ant matē sō gati hō jāyēgī .
194I sit and explain to you children: Sweet children, stay on the pilgrimage of remembrance and your final moments will lead you to your destination.
191Yah antkāl hai nā .
195These are the final moments.
192Māmēkam yād karō tō tumhārī sadgati hō jāyēgī .
196Constantly remember Me alone and you will receive salvation.
193Yād kī yātrā sē pāyā majbūt hō jāyēgā .
197With the pilgrimage of remembrance, the pillars will become strong.
194Yah dēhī-abhimānī bannē key|kī śhikṣhā ēk hī bār tum bachchō̃ kō miltī hai .
198Only once do you children receive these teachings to become soul conscious.
195Kitnā wonderful gyān hai .
199This knowledge is so wonderful!
196Bābā wonderful hai tō bābā kā gyān bhī wonderful hai , jō aur kōī batā na sakē .
200Baba is wonderful and Baba’s knowledge is wonderful. 201No one else can ever give it.
197Yah hai tum brāhmaṇō̃ kā sarvōttam ūñch tē ūñch kul .
202This is the highest on high clan of you Brahmins.
198Is samay tumhārā jīvan amūlya hai isliē is śharīr key|kī bhī sambhāl karnī hai .
203At this time, your lives are invaluable and this is why you have to look after those bodies.
199Tamōpradhān hōnē kāraṇ śharīr key|kī āyu bhī kam hōtī gaī hai .
204Because of being tamopradhan, the lifespan of your bodies has continued to reduce.
200Ab tum jitnā yōg mē̃ rahē̃gē , utnā āyu baṛhēgī .
205The more you stay in yoga, the more your lifespan will increase.
201Tumhārī āyu baṛhtē-baṛhtē 150 varṣh hō jāyēgī satyug mē̃ , isliē śharīr key|kī bhī sambhāl karnī hai .
206With your lifespan increasing, they will become 150 years in the golden age, and this is why you have to look after your bodies.
202Aisē nahī̃ yah tō miṭṭī kā putlā hai , kahā̃ yah khalās hō jāyē , nahī̃ .
207Do not think that it is a puppet of clay, and so it doesn’t matter if it finishes; no.
203Inkō jītē rakhnā hai .
208You have to keep it alive.
204Yah amūlya jīvan hai nā .
209This is an invaluable life.
205Kōī bīmār hōtē haĩ tō unsē taṅg nahī̃ hōnā chāhiē .
210If someone is ill, do not be distressed by that one.
206Unkō bhī bōlō śhivbābā kō yād karō .
211Tell him to remember Shiv Baba.
207Jitnā yād karē̃gē utnā unkē pāp kaṭtē jāyēṅgē .
212The more remembrance you have, the more your sins will continue to be cut away.
208Unkī service karnī chāhiē . 209Jītā rahē , śhivbābā kō yād kartā rahē .
213You have to serve that one so that he continues to live and remember Shiv Baba.
210Bachchō̃ mē̃ naṣhṭōmōhā bannē key|kī bhī himmat chāhiē .
214You children have to have courage in order to become destroyers of attachment.
211Phaṭ sē naṣhṭōmōhā hō jānā chāhiē .
215You have to become conquerors of attachment instantly.
212Bēhad kā bāp milā hai tō unsē pūrā varsā lēnā hai .
216You have found the unlimited Father and so you have to claim your full inheritance from Him.
213Bābā nē bachchō̃ kō samjhāyā hai chart rakhō .
217Baba has explained to you children to keep your charts.
214Bābā kō yād karnē samay bābā sē kyā bātē̃ key|kī ?
218What did I talk to Baba about when remembering Him? 219How much did I praise Him?
215Kitnā bābā key|kī mahimā key|kī , bhōjan par kitnā samay yād kiyā , phir bhūl gayā .
220How much did I remember Him at the time of taking meals? 221And then I forgot Him.
216Apnī avasthā kō ūñch banānā bahut jarūrī hai , nīnd kō jītnē vālā bannā hai .
222It is essential to make your stage elevated. 223You have to become conquerors of sleep.
217Yād kō baṛhātē jāō .
224Continue to increase remembrance.
218Aurō̃ kō sikhlātē jāō , ismē̃ naṣhṭōmōhā jarūr bannā paṛē .
225Continue to teach others. 226You definitely have to become destroyers of attachment in this.
219Purānē śharīr kō bhūlnā paṛē , bāp K|kē banē hō tō unkō hī yād karnā paṛē .
227You also have to forget your old bodies. 228You now belong to the Father and so you have to remember Him.
220Jō bāp hamkō hīrē jaisā banātē haĩ unkō kitnā lav|love sē yād karnā chāhiē .
229You have to remember the Father who makes you into a diamond with so much love.
221Apnī jāñch karnī hai mērā daivī svabhāv hai ?
230Check: Is my nature divine?
222Manuṣhya kō svabhāv bahut satātā hai .
231People are very much harassed by their own natures.
223Harēk kō apnā tīsrā nētra milā hai , tō ussē jāñch karnī hai .
232Each one of you has received your own third eye, so you have to check with that.
224Mērī yād bābā tak pahũchtī hai ?
233Is my remembrance reaching Baba?
225Jō defect hai unkō nikāl pure diamond bannā hai .
234Remove the defects you have and become a pure diamond.
226Thōṛā bhī defect hōgā tō value kam hō jāyēgī , isliē mēhnat kar apnē kō valuable hīrā banānā hai .
235If there is the slightest defect, your value will be reduced. 236This is why you have to make effort to increase your value.
227Bābā jāntē haĩ karmātīt avasthā tō pichhāṛī mē̃ number-vār puruṣhārth anusār ānī hai .
237Baba knows that you will reach your karmateet stage at the end, numberwise, according to your efforts.
228Phir bhī puruṣhārth karānē liē tō bābā kahē̃gē nā .
238Nevertheless, Baba tells you to make effort.
229Number-vār puruṣhārth anusār hī bābā kō bhī pyārē lagē̃gē jō aurō̃ kō sukh dēnē vālā khuśhbūdār fool|phūl hai , vah chhipā nahī̃ rah saktā .
239You will be loved by Baba, numberwise, according to the efforts that you make. 240Those who are fragrant flowers and who give happiness to others cannot remain hidden.
230Bāp phir bhī bachchō̃ kō kahtē haĩ mīṭhē bachchē māmēkam yād karō tō mail nikal jāyē .
241The Father says to the children: Sweet children, constantly remember Me alone and the dirt will be removed.
231Bāp kō yād kartē dil ēkdam ṭhar jānī chāhiē . 232 ( śhītal hō jānī chāhiē ) .
242While remembering the Father, your hearts have to become completely cool.
233Bāp kī yād satānī chāhiē .
243Let the remembrance of the Father harass you.
234Bābā , mīṭhē bābā , āp hamkō kyā sē kyā banā rahē hō !
244Baba, sweet Baba, You are changing me so much from what I was.
235Aur tō kōī jāntē hī nahī̃ tum kyā ban rahē hō .
245Others don’t know what you are becoming.
236Tō aisē mīṭhē bābā kō bahut lav|love sē yād karnā hai .
246So you have to remember such a sweet Father with so much love.
237Kaī bāndhēliyā̃ bahut yād kartī haĩ .
247Some mothers who are in bondage stay in remembrance a lot.
238Patā nahī̃ kaisē apnē kō chhuṛākar ātī haĩ .
248You can’t tell how they are able to liberate themselves and come to Baba.
239Unhō̃ kā jitnā lav|love rahtā hai utnā aur bachchō̃ mē̃ nahī̃ .
249Other children do not have as much love as the love that they have.
240Ēkdam bābā kō yād kar snēh mē̃ āṅsū bahātī haĩ .
250They remember Baba a lot and shed tears of love.
241Bābā āpsē kab milē̃gī !
251Baba, when will I meet you?
242Viśhva kā mālik banānē vālā bābā , ō bābā kab ākar sammukh milē̃gī !
252Baba, the One who makes us into the masters of the world, o Baba, when will I be able to meet you personally?
243Aisē bahut prēm sē bābā kō yād kartī haĩ . 244Sabhī duḥkh miṭānē vālē bābā āp nē kitnā hamārā saubhāgya banāyā hai , āp hamkō viśhva kā mālik banātē haĩ .
253In this way, they remember Baba with a lot of love: Baba, the One who removes all sorrow, You have created such fortune for us. 254You make us into the masters of the world!
245Yād kā bhī bal unkō bahut miltā hai .
255They receive a lot of power from having remembrance.
246Achchhā !
256Achcha.
247Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
257To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada. 258The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
248Dhārṇā kē liē mukhya sār
259Essence for dharna:
2491 ) kōī bhī ulṭī bātē̃ bōlē tō chup rahnā hai .
260 1. When someone says wrong things to you, just remain quiet.
250Mukh key|kī tālī nahī̃ bajānī hai . 251Sahan karnā hai .
261Do not come into conflict (clapping with words) with your mouth.
252Ēk dō kā kalyāṇ karnā hai .
262You have to tolerate it. 263Benefit one another.
2532 ) gyān K|kē tīsrē nētra sē ātmā bhāī kō dēkhnā hai .
264 2. Practise looking at your brother souls with your third eye of knowledge.
254Apnē kō bhāī samajh bhāī kō gyān dēnā hai .
265Consider yourself to be a brother and give knowledge to your brother.
255Rūhānī drill karnī aur karānī hai .
266Perform spiritual drill and also enable others to do it.
256Apnī mēhnat karnī hai , dūsrō̃ kō nahī̃ dēkhnā hai .
267Make effort for yourself. 268Do not look at others.
Blessing
257Vardān : apnī will power dvārā har ēk kō will karānē vālē śhrēṣhṭh sēvādhārī bhav
269Blessing: May you be an elevated server and enable everyone to will everything with your will power.
258Vartamān samay kaī ātmāyē̃ āpkē sahyōg kē liē chātrak haĩ lēkin apnī śhakti nahī̃ hai .
270 At present, many souls are thirsty for your co-operation, but they do not have their own power.
259Unhē̃ āpkō apnē śhaktiyō̃ key|kī madad viśhēṣh dēnī paṛēgī isliē nimitt banē huē sēvādhāriyō̃ mē̃ sarv śhaktiyō̃ key|kī power chāhiē .
271You especially have to give them help with your powers. 272Therefore, you servers who are instruments, have to have the power of all powers.
260Jaisē brahmā bāp nē last mē̃ bachchō̃ kō śhaktiyō̃ key|kī will key|kī , us will sē yah kārya chal rahā hai , aisē follow father .
273Father Brahma willed all the powers to the children at the last moment, and this task is being carried out with that will. 274Follow the Father in the same way.
261Apnē śhaktiyō̃ key|kī will ātmāō̃ kē prati karō tō samay K|kē pramāṇ sēvā sampann hō jāyēgī .
275Will your powers to souls and service will continue to be accomplished according to the time.
Slogan
262Slōgan : jahā̃ ēktā aur ēkāgratā kī śhakti hai vahā̃ saphaltā sahaj prāpt hōtī hai .
276Slogan: Where there are the powers of unity and concentration, success is easily attained.
277*** Om Shanti ***