गुरुवार 20 अप्रैल 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

020-04-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 20/04/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - bāp tumhē̃ yah paṛhāī jō paṛhā rahē haĩ , yahī unkī kr̥ipā hai , tum takdīr jagākar āyē hō bhaviṣhya naī duniyā mē̃ dēvī-dēvtā bannē ' '

1Essence: Sweet children, the study that the Father teaches you is His mercy for you. 2You have awakened your fortune and come here in order to become deities in the future new world.

Question

2Praśhna  : bachchō̃ nē bāp K|kē sammukh kaun-sī pratigyā kī hai  ?

3Question: What promise have you children made in front of the Father?

Answer

3Uttar  : tumnē pratigyā kī hai - bābā āp āyē hō bhārat kō svarg banānē , ham āpkī śhrīmat par chal bhārat kō svarg banānē mē̃ āpkē madadgār banē̃gē .

4Answer: You have made this promise: Baba, You have come to make Bharat into heaven. 5We will follow Your shrimat and become Your helpers to change Bharat into heaven.

4Pavitra ban bhārat kō pavitra banāyēṅgē .

6We will become pure and make Bharat pure.

Song

5Gīt  : takdīr jagākar āī hū̃ …

7Song: I have come having awakened my fortune.

Murli

6Ōm śhānti .

8Om shanti.

7Bachchō̃ nē gīt key|kī line sunī .

9You children heard a line of the song.

8Yah school athavā university hai , kaun see|sī|C  ?

10Which school or university is this?

9God fatherly university .

11The Godfatherly University.

10God father paṛhātē haĩ , bhagvānuvāch .

12God, the Father, is teaching you. 13God speaks.

11God father kahā jātā hai bēhad K|kē bāp kō .

14The unlimited Father is called God, the Father.

12Laukik father kō god nahī̃ kahē̃gē .

15A physical father would not be called God.

13Ēk god kō hī sab manuṣhya mātra god father kahtē haĩ .

16All human beings call the one God, God, the Father. 17He is the unlimited Father.

14Vah hai bēhad kā father .

18It is God, the Father, who creates the whole world.

15Is sārē sr̥iṣhṭi kō rachnē vālā god father hai .

19Worldly children also have fathers whom they call baba.

16Laukik bachchō̃ kō bhī father hōtā hai , jiskō bābā kahā jātā hai .

20This One is the unlimited Father from beyond this world. 21There are many physical babas here.

17Yah hai bēhad kā pārlaukik bāp .

22Each one of them has his own children.

18Laukik bābā tō yahā̃ bahut haĩ . 19Harēk kō apnē bachchē hōtē haĩ .

23Therefore, you should definitely receive the inheritance from the unlimited Father.

20Tō bēhad K|kē bāp sē jarūr kōī varsā milnā chāhiē . 21Yahā̃ tum takdīr banākar āyē hō , bāp sē bēhad sukh kā varsā lēnē .

24You have come here having created your fortune in order to claim the inheritance of unlimited happiness from the Father.

22Yahā̃ kaun paṛhātē haĩ  ?

25Who is teaching you here?

23Bhagvānuvāch .

26God speaks.

24Vahā̃ manuṣhya bairisṭarī , injīniyarī , ḍôkṭarī ādi paṛhātē haĩ , yahā̃ tō bēhad kā bāp ākar paṛhātē haĩ .

27There, human beings teach others to make them barristers, engineers or doctors etc. 28Here, the unlimited Father comes and teaches you.

25Tō tum yahā̃ takdīr banākar āyē hō .

29So, having created your fortune you have come here.

26Tumkō manuṣhya sē dēvtā banāyā jātā hai .

30You are being made into deities from human beings.

27Tum jāntē hō bhārat mē̃ hī dēvī-dēvatāō̃ kā rājya hōtā hai .

31You know that the kingdom of deities is in Bharat alone.

28Bhārat hī prāchīn purānē tē purānā khaṇḍ hai .

32Bharat alone is the most ancient, the oldest, land of all.

295 mukhya khaṇḍ haĩ , pahlā number hai bhārat .

33There are five main continents and the number one is Bharat.

30Jab bhāratvāsī bhārat khaṇḍ naī duniyā mē̃ thē tō dēvī-dēvtā rājya kartē thē .

34When the people of Bharat were in the new world of Bharat, the deities used to rule.

31Lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā tab yah bhārat nayā thā , sirph bhāratkhaṇḍ hī thā .

35When it was the kingdom of Lakshmi and Narayan, this Bharat was new. 36There was just the land of Bharat.

32Us samay aur kōī dharm nahī̃ thā .

37There were no other religions at that time.

33Dēvī-dēvtāyē̃ pavitra thē .

38The deities were pure.

34Yathā rājā rānī lakṣhmī-nārāyaṇ pavitra thē , bhārat bahut dhanvān thā , hīrē tulya thā .

39The king and queen, Lakshmi and Narayan, were pure. 40Bharat was very wealthy; it was worth diamonds.

35Ab tō bhārat bahut kaṅgāl hai . 36Kauṛī tulya hai .

41Now that Bharat has become poverty-stricken, it is worth shells.

37Svarg mē̃ laṛāī jhagaṛā|jhagṛā kuchh bhī nahī̃ thā .

42There was no fighting or quarrelling in heaven.

38Viceless bhārat thā .

43Bharat was viceless.

39Is samay , jabki kaliyug hai tō bhārat apavitr hai .

44At this time, when it is the iron age, Bharat is impure.

40Kitnā duḥkh hai .

45There is so much sorrow!

41Ab is bhārat kō phir sē svarg kaun banātē haĩ  ?

46Who would make this Bharat into heaven once again?

42Bāp samjhātē haĩ tum takdīr jagākar āyē hō , manuṣhya sē dēvtā bannē , jō bēhad kā bāp hī banātē haĩ .

47The Father explains: Having awakened your fortune, you have come here to change from human beings into deities. 48Only the unlimited Father makes you those.

43Manuṣhya kōī sadgati nahī̃ dē saktē .

49Human beings cannot grant salvation.

44Patit manuṣhya kiskō pāvan banā nahī̃ saktē .

50Impure human beings cannot purify anyone.

45Svarg mē̃ kabhī aisē nahī̃ kahē̃gē ki patit-pāvan āō kyōṅki vahā̃ sab pavitra thē .

51In heaven, they would not call out, “O Purifier, come!” because everyone there is pure.

46Bhārat sadā sukhī thā phir sē bhārat kō sadā sukhī banānā bāp kā hī kām hai .

52Bharat was ever happy and it is the task of the Father alone to make Bharat ever happy once again.

47Bhārat śhivālay thā .

53Bharat was Shivalaya.

48Parampitā paramātmā kō śhiv kahā jātā hai .

54The Supreme Father, the Supreme Soul, is called Shiva.

49Uskī jayantī bhārat mē̃ manātē haĩ .

55People celebrate His birthday in Bharat.

50Śhiv paramātmā jō sabkā bāp hai vahī ākar sabkō duḥkh sē chhuṛātē haĩ .

56Shiva, the Supreme Soul, who is the Father of all, comes and liberates everyone from sorrow.

51Us bāp kō sab bhūlē huē haĩ .

57Everyone has forgotten that Father.

52Śhānti dātā , sukh dātā vah ēk hī bāp hai .

58That one Father is the Bestower of Peace and the Bestower of Happiness.

53Bhārat svarg thā .

59Bharat was heaven.

54Pavitra thē tō śhānti bhī thī , tō sukh bhī thā .

60When you were pure, there was peace and also happiness.

55Purity , peace|pīs , prosperity thī .

61There was purity, peace and prosperity.

56Sannyāsī bhī bhārat kō madad dēnē liē sannyās kartē haĩ ki pavitratā key|kī tākat milē .

62Sannyasis adopted renunciation in order to help Bharat so that it could receive the power of purity.

57Sabhī vikārī manuṣhya jākar unkō māthā ṭēktē haĩ .

63All human beings who indulge in vice, go and bow down to them.

58Sannyāsī pavitratā key|kī madad sē bhārat kō thāmatē haĩ .

64Sannyasis support Bharat with the help of purity.

59Bhārat jaisā sukhī pavitra khaṇḍ kōī hōtā nahī̃ .

65No other land is as happy and pure as the land of Bharat was.

60Ūñchē tē ūñchā bhārat khaṇḍ hī gāyā jātā hai .

66The land of Bharat is remembered as the highest land of all.

61Phir sē bhārat kō nayā bāp hī banātē haĩ .

67The Father alone makes Bharat new once again.

62Kōī bhī manuṣhya kō bhagvān nahī̃ kahā jā saktā hai .

68Neither can any human being be called God nor is God in everyone.

63Na sabmē̃ īśhvar hai . 64Parantu sabmē̃ 5 śhaitān haĩ .

69However, everyone has five evil spirits in them.

65In 5 vikārō̃ kō milākar rāvaṇ kahā jātā hai .

70All of those five vices together are called Ravan.

66Is samay rāvaṇ kā rājya hai . 67Sabhī vikārī patit haĩ .

71At this time it is Ravan’s kingdom and all are impure and vicious.

68Satyug mē̃ pavitra gr̥ihastha dharm thā . 69Sampūrṇ nirvikārī thē .

72In the golden age, there was a pure household religion; they were completely viceless.

70Bhārat mē̃ dēvī-dēvtā rājya kartē thē .

73Deities used to rule in Bharat.

71Ab drama anusār phir bhārat purānā banā hai .

74Now, according to the drama, Bharat has once again become old.

72Naī sr̥iṣhṭi sō purānī jarūr banēgī .

75The new world will definitely become old again.

73Bhārat mē̃ ēk world almighty authority kā rājya thā , unkō svarg kahā jātā hai .

76There was the kingdom of the one World Almighty Authority in Bharat.

74Jō sthāpan kartā hai bēhad kā bābā , in mātāō̃ dvārā .

77That was called heaven and it was established by the unlimited Baba through you mothers.

75Śhiv śhakti sēnā mātāyē̃ haĩ nā .

78You mothers are the Shiv Shakti Army.

76Jagat ambā bhī gāī huī hai .

79Jagadamba is also remembered.

77Manuṣhya nahī̃ jāntē ki ūñchē tē ūñch kaun hai .

80People don’t know who the Highest on High is.

78Sabsē ūñchē tē ūñch hai parampitā paramātmā .

81The Highest on High is the Supreme Father, the Supreme Soul.

79Phir hai brahmā viṣhṇu śhaṅkar .

82Then there are Brahma, Vishnu and Shankar.

80Parampitā paramātmā kā kyā part hai  ?

83What is the part of the Supreme Father, the Supreme Soul?

81Vah ākar bhārat kō patit sē pāvan banātē haĩ .

84He comes and makes Bharat pure from impure.

82Brahmā dvārā pāvan duniyā key|kī sthāpanā kartē haĩ .

85He establishes the pure world through Brahma.

83Tum brahmākumār kumāriyā̃ rākhī bāndhtē hō ki ham bhārat kō pavitra banāyēṅgē .

86You Brahma Kumars and Kumaris have rakhi tied on you so that you make Bharat pure.

84Hē bābā ham āpkī śhrīmat par chal pavitra ban bhārat kō pavitra banāē phir rājya karē̃gē .

87O Baba, we will follow Your shrimat, become pure, make Bharat pure and rule there afterwards.

85Bāp ākar brahmā dvārā sthāpanā karātē haĩ .

88The Father comes and carries out establishment through Brahma.

86Brahmā , prajāpitā sabkā bāp hai .

89Brahma, the Father of People, is the father of all.

87Jagat ambā hai sabkī mātā .

90Jagadamba is the mother of all.

88Bhāratvāsī gātē haĩ tum māt-pitā ham bālak tērē . . . bāp svayã ākar paṛhātē haĩ , yahī kr̥ipā kartē haĩ , jissē ham bhaviṣhya mē̃ bahut sukh dēkhē̃gē .

91People of Bharat sing: You are the Mother and Father and we are Your children. 92The Father Himself comes and teaches you. 93This is His mercy for you through which you will see a lot of happiness in the future.

89Yahā̃ tō bahut duḥkh hai isliē inkō nark kahā jātā hai .

94Here, there is a lot of sorrow and this is why it is called hell.

90Deity world sō phir devil world bantī hai .

95The deity world then becomes the devil world.

91Deity world mē̃ dūsrā kōī khaṇḍ nahī̃ rahtā hai .

96There is no other land in the deity world.

92Bēhad kā bāp hī ākar bachchō̃ kō bēhad world key|kī history-geography samjhātē haĩ , jō aur kōī samjhā na sakē .

97The unlimited Father comes and explains to you children the history and geography of the unlimited world which no one else can explain to you.

93Tum bachchē bēhad K|kē bāp sē pratigyā kartē hō - hē bābā , āp āyē hō bhārat kō svarg banānē , ham śhrīmat par chal bhārat kō svarg athavā śhrēṣhṭh banāē phir un par rājya karē̃gē , iskō rājyōg key|kī śhikṣhā kahā jātā hai .

98You children make a promise to the unlimited Father: O Baba, You have come to make Bharat into heaven. 99We will follow shrimat, make Bharat into elevated heaven and then rule there. 100These are called the teachings of Raj Yoga.

94Sannyāsiyō̃ kā hai haṭhyōg , gharbār chhōṛ dētē haĩ .

101Sannyasis have hatha yoga. 102They renounce their homes and families.

95Tumkō chhōṛnā nahī̃ hai .

103You don’t have to renounce anything.

96Is purānī duniyā kō bhūlnā hai .

104You have to forget this old world.

97Tum ab naī duniyā mē̃ jānē vālē hō .

105You are now going to go to the new world.

98Bāp guide bankar āyē haĩ .

106The Father has come as the Guide.

99Vah hai liberator , sabkō duḥkhō̃ sē chhuṛānē vālā .

107He is the Liberator who liberates you from all sorrow.

100Śhivbābā kā bhārat hai birthplace .

108Bharat is the birthplace of Shiv Baba.

101Sōmnāth kā mandir bhī yahā̃ hai .

109The Somnath Temple is also here.

102Manuṣhya yah bhūl gayē haĩ ki bhārat baṛā tīrtha hai .

110People have forgotten that Bharat is a great pilgrimage place.

103Sabhī manuṣhyō̃ kā bāp , jō sukh-śhānti dētē haĩ , unkā birth place hai .

111It is the birthplace of the Father of all human beings who gives peace and happiness.

104Sabkō bhārat mē̃ ākar śhiv K|kē mandir mē̃ śhiv kō naman karnā chāhiē .

112Everyone should come to Bharat and bow down to Shiva in Shiva’s temple.

105Sabsē śhrēṣhṭh mat hai bhagvān key|kī .

113The most elevated directions are God’s directions.

106Śhrī śhrī śhivbābā bēhad kā sukh dēnē vālā hai .

114Shri Shri Shiv Baba is the One who gives you unlimited happiness.

107Sukh miltā hai bāp sē .

115You receive happiness from the Father.

108Vināśh sāmnē khaṛā hai .

116Destruction is just ahead of you.

109Is mahābhārī laṛāī dvārā sukhdhām śhāntidhām K|kē gate|get khulnē vālē haĩ .

117The gates to the land of peace and the land of happiness are to open through this great war.

110Tum be|B . K|kē . bhārat kō svarg banānē kē liē tan-man-dhan sē sēvā kar rahē hō . 111Jaisē gāndhī key|kī mat par sabnē tan-man-dhan sē sēvā kar foreign K|kē rājya kō bhagā diyā .

118You BKs are serving with your bodies, minds and wealth to make Bharat into heaven, just as everyone served Bharat with their bodies, minds and wealth according to the directions of Gandhiji and liberated it from British rule.

112Parantu ab bahut duḥkh hai .

119However, there is a lot of sorrow now.

113Ab is rāvaṇ par jīt pānī hai .

120You now have to conquer that Ravan.

114Ādhākalp rāvaṇ rājya , ādhākalp rām-rājya .

121For half a cycle it is the kingdom of Ravan and for half a cycle it is the kingdom of Rama.

115Dvāpar sē lēkar dēh-abhimān mē̃ ānē sē bāp kō bhūl jātē haĩ aur bāp kō na jānnē kāraṇ laṛtē jhagaṛtē rahtē haĩ .

122By becoming body conscious in the copper age, you forget the Father and, because of not knowing the Father, you continue to fight and quarrel with one another.

116Tō bhāratvāsī jab duḥkhī hō jātē haĩ tab hī bāp ātē haĩ bachchō̃ key|kī kismat jagānē .

123So, when the people of Bharat become unhappy, the Father comes to awaken the fortune of you children.

117Yahā̃ andhaśhraddhā key|kī kōī bāt nahī̃ .

124There is no question of blind faith here.

118Yah tō paṛhāī hai .

125This is a study.

119Bāp hī ākar sārī knowledge dētē haĩ kyōṅki vah knowledgeful hai .

126It is only the Father who comes and gives you all the knowledge because He is knowledge-full.

120Kahtē haĩ mērē mē̃ sārē chakra kā gyān hai .

127He says: I have the knowledge of the whole cycle.

121Satyug mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā phir rām sītā kā rājya thā , śhēr bakrī ikaṭṭhē jal pītē thē .

128In the golden age there is the kingdom of Lakshmi and Narayan and then there is the kingdom of Rama and Sita. 129There, the lion and the lamb drink water together.

122Yathā rājā rānī tathā prajā thē .

130As are the king and queen, so the subjects.

123Dharm kā upkār thā .

131There was benefit in religion.

124Ab tō ghar-ghar mē̃ duḥkh hai .

132Now, there is sorrow in every home.

125Bāp ākar sabhī kō sukhī banātē haĩ .

133The Father comes and makes everyone happy.

126Tum bhārat mātā śhakti sēnā hō .

134You mothers of Bharat are the Shakti Army.

127Yah mandir tumhārā hai .

135This is your temple.

128Ab tum rājyōg mē̃ baiṭhē hō , iskō rājyōg key|kī paṛhāī kahā jātā hai .

136You are now sitting in Raj Yoga. 137These are called the teachings of Raj Yoga.

129Tumkō god father paṛhātē haĩ .

138God, the Father, is teaching you.

130Bāp hī ākar tum mātāō̃ dvārā sabkī kismat jagātē haĩ .

139The Father comes and awakens the fortune of everyone through you mothers.

131Vandanā kī jātī hai parampitā paramātmā key|kī .

140This praise is only of the Supreme Father, the Supreme Soul.

132Dēvtāō̃ key|kī bhī vandanā kartē haĩ .

141Deities too are praised.

133Patit manuṣhya sannyāsiyō̃ key|kī bhī vandanā kartē haĩ .

142Impure human beings praise sannyasis too.

134Tum mātāō̃ kē liē kahā jātā hai vandē mātaram .

143For you mothers, it is said: Salutations to the mothers!

135Tum mātāō̃ dvārā hī bhārat svarg bantā hai .

144Bharat becomes heaven through you mothers.

136Pavitratā bigar sukh mil nahī̃ saktā .

145One cannot receive happiness without having purity.

137Jō bāp kā banē̃gē , bāp kō yād karē̃gē , aur saṅg tōṛ ēk saṅg jōṛē̃gē - vahī śhivbābā kē pās chalē jāyēṅgē .

146Only those who belong to the Father and remember Him, only those who break away from everyone else and connect themselves to the one Shiv Baba, will go to Shiv Baba.

138Bhārat mē̃ hī bāp avatār lētē haĩ .

147The Father only incarnates in Bharat.

139Tum kitnē duḥkhī thē  !

148You were so unhappy!

140Kitnē bachchē āyē haĩ yahā̃ sukh pānē kē liē  !

149So many children have come here to attain happiness.

141Tum sabkī rūhānī social service kartē hō .

150You do spiritual social service for everyone.

142Tum hō gupta sēnā , jō rāvaṇ par jīt pākar svarg K|kē mālik bantē hō .

151You are an incognito army who conquer Ravan and become the masters of heaven.

143Nirākār bāp nirākār ātmāō̃ sē bāt kartē haĩ .

152The incorporeal Father speaks to you incorporeal souls.

144Ātmā organs dvārā suntī hai .

153You souls listen with your organs.

145Ātmā mē̃ 84 janmō̃ K|kē saṅskār haĩ .

154The sanskars of 84 births are in you souls.

146Pahlē vālē 84 janma lētē haĩ , pichhāṛī vālē cum|kam lē̃gē . 147Bhārat sirtāj thā .

155Those who come at the beginning take 84 births and those who come later take fewer births.

148Bhārat hī kaṅgāl banā hai , phir sirtāj ban rahā hai .

156Bharat was crowned and it has now become poverty-stricken.

149Yah vahī laṛāī hai jō 5 hajār varṣh pahlē lagī thī , jissē bhārat svarg banā thā .

157It is once again becoming crowned. 158This is the same war that took place 5000 years ago through which Bharat became heaven.

150Tumhārī hai rājyōg key|kī paṛhāī .

159Your study is Raj Yoga.

151Sannyāsiyō̃ kā hai haṭhyōg .

160Sannyasis have hatha yoga.

152Tum bachchō̃ kō purānī duniyā kō bhūl ēk bāp kō yād karnā hai .

161You children have to forget the old world and remember the one Father.

153Yōg agni sē hī tumhārē pāp kaṭ jāyēṅgē aur kōī pāvan bannē kā upāya nahī̃ hai .

162It is only with the fire of yoga that your sins will be cut away. 163There is no other way to become pure.

154Achchhā  !

164Achcha.

155Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

165To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

156Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

166The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

157Rātri class - 28-6-68

167Night Class – 28/06/68

158Yahā̃ sabhī baiṭhē haĩ samajhtē haĩ ki ham ātmāyē̃ haĩ , bāp baiṭhā hai .

168All of you who are sitting here understand that you are souls and that the Father is sitting here.

159Ātma abhimānī hō baiṭhnā iskō kahā jātā hai .

169This is known as sitting in soul consciousness.

160Sabhī aisē nahī̃ baiṭhē haĩ ki ham ātmā haĩ bābā K|kē sāmnē baiṭhē haĩ .

170Not everyone is sitting with this awareness: We are souls and we are sitting in front of Baba.

161Ab bābā nē yād dilāyā hai tō smr̥iti āyēgī attention dēgē .

171Now that Baba has reminded us, we have this awareness and so we will pay attention.

162Aisē bahut haĩ jinkī buddhi bāhar bhāgtī hai .

172There are many whose intellects wander outside.

163Yahā̃ baiṭhē bhī jaisē ki kān band haĩ .

173Even though they are sitting here, it is as though their ears are closed.

164Buddhi bāhar mē̃ kahā̃ na kahā̃ dauṛtī rahtī hai .

174Their intellects wander outside somewhere or other.

165Bachchē jō bāp kī yād mē̃ baiṭhē haĩ vē|way kamāī kar rahē haĩ .

175The children who are sitting in remembrance of the Father are earning an income.

166Bahutō̃ kā buddhi yōg bāhar mē̃ rahtā hai , vah jaisē ki yātrā mē̃ nahī̃ haĩ .

176The intellect’s yoga of many is outside. 177It is as though they are not on this pilgrimage.

167Time west|waste hōtā hai .

178Their time is being wasted.

168Bāp kō dēkhnē sē bhī bābā yād paṛēgā .

179When you see the Father, you will remember Baba.

169Number-vār puruṣhārth anusār tō hai hī .

180Of course, it is numberwise according to your efforts.

170Kōī kōī kō pakkī ādat paṛ jātī hai . 171Ham ātmā haĩ , śharīr nahī̃ haĩ .

181Some develop a very strong habit: I am a soul, not this body.

172Bāp knowledgeful hai tō bachchō̃ kō bhī knowledge ā jātī hai .

182The Father is knowledge-full and so you children also receive that knowledge.

173Abhī vāpis jānā hai .

183We now have to return home.

174Chakra pūrā hōtā hai abhī puruṣhārth karnā hai .

184The cycle is ending and we have to make effort.

175Bahut gaī thōṛī rahī . . . . . . imtihān K|kē dinō̃ mē̃ bhī bahut puruṣhārth karnē lag paṛē̃gē .

185A lot of time has gone by and only a little time now remains… 186Before the days of their examination, children study a lot.

176Samajhē̃gē nahī̃ tō nā-pass hō jāyēṅgē , pad bhī bahut kam hō jāyēgā .

187They feel that they would otherwise fail and that their status would be reduced a lot.

177Bachchō̃ kā puruṣhārth tō chaltā hī rahtā hai .

188The children’s efforts continue all the time.

178Dēh-abhimān K|kē kāraṇ vikarma hōṅgē , tō uskā sau guṇā daṇḍ hō jāyēgā kyōṅki hamārī nindā karātē haĩ .

189Because of body consciousness, there are sins performed. 190There will be one hundred-fold punishment for that because you have Me defamed.

179Aisā karma nahī̃ karnā chāhiē jō bāp kā nām badnām hō , isliyē gātē haĩ sadguru kā nindak ṭhaur na pāvē .

191You must not perform such actions that the Father’s name is defamed and this is why it is sung: Those who defame the Satguru cannot receive a status.

180Ṭhaur mānā bādśhāhī .

192“Status” means a sovereignty.

181Paṛhānē vālā bhī bāp hai , aur kahā̃ bhī satsaṅg mē̃ aim object nahī̃ hai .

193The One who is teaching you is the Father. 194In no other satsangs (spiritual gatherings) do they have an aim or objective.

182Yah hai hamārā rājyōg .

195This is our Raj Yoga.

183Aur kōī aisē mukh sē kuchh kah na sakē ki ham rājyōg sikhlātē haĩ .

196No one else can say anything like this, that they are teaching Raj Yoga.

184Vah tō samajhtē haĩ śhānti mē̃ hī sukh hai  ?

197They believe that there is happiness in peace.

185Vahā̃ tō na duḥkh , na sukh key|kī bāt hai .

198There, there is no question of either sorrow or happiness.

186Śhānti hī śhānti hai .

199There is peace and only peace.

187Phir samjhā jātā hai inkī takdīr mē̃ cum|kam hai .

200It is then understood: This one doesn’t have that much in his fortune.

188Sabhī sē takdīr ūñchī unkī hai jō pahlē sē part bajātē haĩ .

201The highest fortune of all is of those who play their parts from the beginning.

189Vahā̃ unkō yah gyān nahī̃ rahtā .

202There, they do not have this knowledge.

190Vahā̃ saṅkalp hī nahī̃ chalēgā .

203There, there are no thoughts.

191Bachchē jāntē haĩ ham sabhī avatār lētē haĩ . 192Bhinn bhinn nām rūp mē̃ ātē haĩ .

204You children know that you all incarnate and come down here with different names and forms.

193Yah drama hai nā .

205This is a drama, is it not?

194Ham ātmāyē̃ śharīr dhāraṇ kar ismē̃ part bajātī haĩ .

206We souls adopt bodies and play our parts in it.

195Vah sārā rāz bāp baiṭh samjhātē haĩ .

207The Father sits here and explains all of these secrets.

196Tum bachchō̃ kō andar mē̃ atīndriya sukh rahtā hai .

208You children have supersensuous joy within you.

197Andar mē̃ khuśhī rahtī hai .

209You have that happiness within you.

198Kahē̃gē yah dēhī-abhimānī hai .

210It would be said: This one is soul conscious.

199Bāp samjhātē bhī haĩ tum student hō .

211The Father explains: You are students.

200Jāntē hō ham dēvtā svarg K|kē mālik bannē vālē haĩ .

212You know that you are going to become deities, the masters of heaven.

201Sirph dēvtā bhī nahī̃ , ham viśhva K|kē mālik bannē vālē haĩ .

213You are not going to become just deities, but also the masters of the world.

202Yah avasthā sthāī tab rahēgī jab karmātīt avasthā hōgī .

214This stage will be permanent when you reach your karmateet stage.

203Dramaplan anusār hōnī hai zarūr .

215It will definitely happen according to the drama.

204Tum samajhtē hō ham īśhvarīy parivār mē̃ haĩ .

216You understand that you are in the Godly family.

205Svarg kī bādśhāhī milnī hai zarūr .

217You are definitely going to receive the sovereignty of heaven.

206Jō service bahut karē̃gē unkō ūñch pad milēgā .

218Those who do a lot of service will receive a high status.

207Ham cum|kam pad pāyēṅgē yah andar mē̃ rahēgā .

219Internally, some feel that they will receive a low status.

208Jō jāstī service kartē haĩ , bahutō̃ kā kalyāṇ kartē haĩ tō zarūr ūñch pad milēgā .

220Those who do a lot of service and bring benefit to many will definitely receive a high status.

209Bābā nē samjhāyā hai yah yōg key|kī baiṭhak yahā̃ hō saktī hai .

221Baba has explained that you can sit in yoga in this way here.

210Bāhar centre par aisē nahī̃ hō saktī hai .

222Outside (outside Madhuban), at the centres, it cannot be like this.

211Chār bajē ānā , nēṣhṭā mē̃ baiṭhnā , vahā̃ kaisē hō saktā hai .

223To come at 4am and then sit for conducted meditation, how can that happen there?

212Nahī̃ .

224No.

213Centre mē̃ rahnē vālē bhal baiṭhē .

225Those who live at the centres can sit there.

214Bāhar vālē kō bhūlē chukē bhī kahnā nahī̃ hai .

226You must not tell this to people living outside, even by mistake.

215Samay aisā nahī̃ hai .

227This is not the time for that.

216Yah yahā̃ ṭhīk hai . 217Ghar mē̃ hī baiṭhē haĩ .

228Those who are here, it is fine for them because they are sitting at home.

218Vahā̃ tō bāhar sē ānā paṛtā hai .

229There, they have to come from outside.

219Yah sirph yahā̃ K|kē liyē hai .

230This is just for those who live here.

220Buddhi mē̃ gyān dhāraṇ hōnā chāhiē .

231Your intellects should imbibe this knowledge.

221Ham ātmā haĩ . 222Unkā yah akāl takht hai .

232I am a soul and this is the immortal throne of the soul.

223Yah ādat paṛ jānī chāhiē .

233You should develop this habit.

224Ham bhāī haĩ , bhāī sē ham bāt kartē haĩ .

234We are brothers and speaking to brothers.

225Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hō jāyē̃ .

235Consider yourselves to be souls and remember the Father and your sins will be absolved.

226Achchhā  !

236Achcha.

227Mīṭhē mīṭhē rūhānī bachchō̃ kō rūhānī bāp va dādā kā yād pyār good night aur namastē .

237To the sweetest, spiritual children, love, remembrance, good night and namaste from the spiritual Father and Dada.

Essence for dharna

228Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

238Essence for dharna:

2291 ) apnē tan-man-dhan sē rūhānī social sēvā karnī hai .

239 1. Do spiritual social service with your body, mind and wealth.

230Rāvaṇ par jīt pākar bhārat kō svarg banānā hai .

240Conquer Ravan and make Bharat into heaven.

2312 ) apār sukh pānē kē liē pavitratā key|kī pratigyā kar aur sab saṅg tōṛ ēk bāp kī yād mē̃ rahnā hai .

241 2. In order to receive limitless happiness, promise to stay pure, break away from everyone else and remain in remembrance of the one Father.

Blessing

232Vardān  : svayã kō bēhad key|kī stage par samajh sadā śhrēṣhṭh part bajānē vālē hero part-dhārī bhav

242Blessing: May you consider yourself to be on an unlimited stage and constantly playing an elevated part as hero actor.

233Āp sab viśhva K|kē showcase mē̃ rahnē vālē showpiece hō , bēhad key|kī anēk ātmāō̃ K|kē bīch baṛē tē baṛī stage par hō .

243 All of you are showpieces in the showcase of the world. 244You are amidst all the unlimited souls on the biggest stage of all.

234Isī smr̥iti sē her|har saṅkalp , bōl aur karma karō ki viśhva key|kī ātmāyē̃ hamē̃ dēkh rahī haĩ issē her|har part śhrēṣhṭh hōgā aur hero part-dhārī ban jāyēṅgē .

245Create every thought, speak every word and perform every action with the awareness that all souls of the world are watching you. 246By doing this, every act of yours will be elevated and you will become a hero actor.

235Sabhī āp nimitt ātmāō̃ sē prāpti key|kī bhāvnā rakhtē haĩ tō sadā dātā K|kē bachchē dētē rahō aur sarv key|kī āśhāyē̃ pūrṇ kartē rahō .

247Everyone desires to attain something from you instrument souls and so as children of the Bestower, constantly continue to give to everyone and fulfil their hopes.

Slogan

236Slōgan  : satyatā key|kī śhakti pās|pass hō tō khuśhī aur śhakti prāpt hōtī rahēgī .

248Slogan: When you have the power of truth, you will continue to receive happiness and power.

249*** Om Shanti ***