शुक्रवार 21 अप्रैल 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

021-04-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 21/04/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - harēk K|kē sir par anēk janmō̃ K|kē vikarmō̃ kā bōjh hai , hisāb-kitāb key|kī bhōgnā hai , jisē yōg-bal sē hī chuktū karnā hai ' '

1Essence: Sweet children, each one of you has a burden of the sins of many births on your head and the suffering of those karmic accounts definitely has to be settled with the power of yoga.

Question

2Praśhna  : bāp samān kis bāt mē̃ sākṣhī bannā hai  ?

2Question: In which aspect do you have to become a detached observer like the Father?

Answer

3Uttar  : jaisē bāp kō kisī bhī bāt kā aphsōs nahī̃ hōtā .

3Answer: The Father doesn't have any regrets about anything. 4Even if a child falls ill or something else happens to him, the Father observes it as the detached Observer.

4Bhal kōī bachchā bīmār bhī paṛtā , kuchh bhī hōtā , bāp sākṣhī hōkar dēkhtē haĩ .

5You children also have to become detached observers in the same way.

5Aisē tum bachchē bhī sākṣhī banō .

6Remove your attachment from this old world.

6Is purānī duniyā sē mamatva miṭā dō .

7Each one's suffering of karma is his or her own.

7Harēk kā karmabhōg apnā-apnā hai . 8Ātmā nē jō ulṭē karma kiyē haĩ , uskī bhōgnā usē bhōgnī hī hai isliē sākṣhī hōkar dēkhtē rahō .

8Souls have to suffer for the wrong actions they have performed. 9Therefore, continue to watch as detached observers.

Song

9Gīt  : yah vakt jā rahā hai …

10Song: Time is passing by.

Murli

10Ōm śhānti .

11Om shanti.

11Bēhad kā bāp varsā lēnē vālē bachchō̃ kō samjhā rahē haĩ ki samay najdīk hōtā jātā hai . 12Yah kōī kē liē ruktā nahī̃ hai .

12The unlimited Father explains to the children who are to claim the inheritance that the time continues to come closer; it doesn't wait for anyone.

13Yah buddhiyōg key|kī musāphirī hai , jō tumhē̃ karnī hī hai .

13This journey which you have to go on is that of the intellect’s yoga.

14Yah śādī-murādī , tīrtha ādi kuchh bhī nahī̃ karnē haĩ .

14You don’t have to go on pilgrimages or to weddings, etc. any more.

15Bāp kā yah antim direction hai - mīṭhē-mīṭhē bachchē ab jānā hai paramdhām .

15The Father's final direction is: Sweetest children, you now have to go to the supreme abode.

16Gītā , bhāgavat , rāmāyaṇ , mahābhārat mē̃ jō likhā huā hai uskī ab tum pīṭh kar saktē hō .

16You can now explain the things that are written in the Gita, the Bhagawad, the Ramayana and the Mahabharata.

17Jō bābā nē pahlē sahaj rājyōg sikhāyā thā , vō ab sikhlā rahē haĩ .

17Baba is now teaching us the easy Raj Yoga that He taught us before.

18Bhakti mārg K|kē śhāstrō̃ mē̃ aur ab practical key|kī bātō̃ mē̃ kitnā rāt din kā fark hai  !

18There is the difference of day and night between what there is in the scriptures of the path of devotion and the practical matters now.

19Bāp hī ākar rājyōg sikhlātē haĩ .

19The Father Himself comes and teaches you Raj Yoga.

20Bachchō̃ kō direction dētē haĩ ki dēh sahit sab sambandhō̃ kō chhōṛ ēk bāp kō yād kartē rahō .

20He gives you children the direction: Renounce all your bodily relations, including those with your own bodies and continue to remember the one Father.

21Bachchē ab practical mē̃ samajhtē haĩ ki śhāstra right haĩ yā is samay jō bāp sammukh samjhātē haĩ vah right hai .

21You children now understand in a practical way whether the things in the scriptures are right or whether the things that the Father explains to you at this time are right.

22Tum bachchē ab drama K|kē rāz kō jāntē hō .

22You children now know the secrets of the drama.

23Harēk chīz satōpradhān hōtī hai phir satō rajō tamō hōtī hai .

23Everything is satopradhan at first and it then goes through the stages of sato, rajo and tamo.

24Jaisē nayā ghar phir purānā hō jātā hai . 25Vaisē hī yah bēhad key|kī duniyā svarg thī .

24Just as a new home then becomes old, in the same way, this unlimited world was heaven.

26Vahā̃ kaun rahtē thē , yah tumhārī buddhi mē̃ sab chamaktā hai .

25Everything sparkles in your intellects as to who used to reside there.

27Dēvī-dēvatāō̃ kō kaisē rājya-bhāgya milā thā jō phir ab mil rahā hai .

26How did the deities receive their fortune of the kingdom, which they are receiving now?

28Bachchē bhī apnī takdīr anusār puruṣhārth kar rahē haĩ .

27You children are making effort according to your own fortune.

29Bāp samjhātē haĩ bachchē , is purānī duniyā sē mamatva miṭā dō , dēhī-abhimānī banō .

28The Father explains: Children, end your attachment to the old world. 29Become soul conscious.

30Ismē̃ baṛī mēhnat lagtī hai .

30This requires a lot of effort.

31Nirantar us bāp kō aur sukh-dhām kō yād karnā hai .

31You constantly have to remember that Father and the land of happiness.

32Bāp kō kabhī kōī bāt mē̃ duḥkh nahī̃ hōtā .

32The Father never feels sorrow about anything.

33Sākṣhī hō dēkhtē haĩ .

33He sees everything as the detached Observer.

34Bachchē kab bīmār , rōgī ban paṛtē haĩ tō kyā śhivbābā kō aphsōs hōtā hōgā  ?

34When children fall ill or have a disease, does Shiv Baba feel any kind of sorrow at that time? 35Not at all.

35Kabhī nahī̃ . 36Kahē̃gē drama anusār karmabhōg tō harēk kō bhōgnā hī hai .

36He would say: According to the drama, each one has to settle his accounts with the suffering of karma.

37Jaisē vah sākṣhī hō dēkhtē haĩ , bachchō̃ kō bhī sākṣhī hō dēkhnā hai . 38Bēhad kā bāp , vah hai parampitā paramātmā .

37Just as He observes everything as the detached Observer, you children too have to observe as detached observers.

39Unkā bachchō̃ mē̃ lav|love tō bahut hai nā .

38The unlimited Father is the Supreme Father, the Supreme Soul.

40Paramātmā kā ātmāō̃ mē̃ lav|love hai .

39He has a lot of love for the children. 40God loves souls.

41Bāp kahtē haĩ maĩ jāntā hū̃ harēk karma anusār duḥkh-sukh pātē haĩ .

41The Father says: I know that everyone receives happiness and sorrow according to their own karma.

42Sākṣhī hō dēkhtē haĩ .

42He observes everything as the detached Observer.

43Bachchō̃ kō bhī aisē sākṣhī hō dēkhnā hai .

43You children also have to observe with detachment.

44Har ēk jīv key|kī ātmā jō ulṭā karma kartī hai tō śharīr kē sāth ātmā kō bhōgnā paṛtā hai .

44Whatever wrong actions an embodied soul performs, he has to suffer for those through his body.

45Duḥkh-sukh ātmā bhōgtī hai .

45It is the souls that experience happiness or sorrow.

46Saṅskār ātmā mē̃ rahtē haĩ .

46Sanskars are in the souls.

47Bāp kahtē haĩ maĩ ākar duḥkh sē chhuṛātā hū̃ .

47The Father says: I come and liberate you from sorrow.

48Ab bachchō̃ kō śhikṣhā dētā hū̃ .

48I am now giving teachings to you children.

49Manuṣhya gītā śhāstra ādi sē kōī śhikṣhā prāpt nahī̃ kar saktē .

49Human beings cannot receive teachings from the Gita scripture, etc.

50Yah bāp sammukh baiṭh samjhātē haĩ .

50The Father personally sits here and explains to you.

51Bāp kahtē haĩ tum bhakti mārg mē̃ mujhē kitnā yād kartē hō  !

51The Father says: You remember Me so much on the path of devotion.

52Bhalē kōī science kō , nature kō mānnē vālā hai phir bhī kisī na kisī samay unkē mukh sē hē parampitā paramātmā , ō god father jarūr nikaltā hōgā .

52Even if someone believes in science or nature, at some point in time he would definitely say: O! 53Supreme Father, Supreme Soul! 54O! 55God, the Father!

53Sab bhakta bāp kō jarūr yād kartē haĩ .

56All devotees definitely remember the Father.

54Bāp sab kuchh karkē bachchō̃ kō sukhī banāē khud chhip jātē haĩ .

57The Father does everything, makes you children happy and hides Himself away.

55Bāp ātē hī haĩ ēk bār .

58The Father only comes once.

56Kahtē haĩ drama anusār mujhē saṅkalp uṭhtā hai maĩ ab jāū̃ .

59He says: According to the drama, I have a thought that I should now go.

57Śharīr kā ādhār jarūr lēnā paṛē . 58Jaisē ātmā bigar śharīr bōl nahī̃ saktī .

60I definitely have to take the support of a body, because a soul cannot speak without a body.

59Garbh mē̃ bachchā bantā hai phir baṛā hōnē sē bōlnā sīkhtā hai .

61A child is formed in a womb and then, as he grows older, he learns to speak.

60Bāp tō ātē hī baṛē śharīr mē̃ haĩ .

62The Father enters a mature body.

61Mērā bhī part hai , maĩ ēk hī bār ākar sabkō māyā K|kē duḥkhō̃ sē liberate kartā hū̃ .

63I too have a part. 64I only come once and liberate everyone from the sorrow of Maya.

62Ab tō sab taraph manuṣhya duḥkhī haĩ . 63Trāhi trāhi kartē rahtē haĩ .

65People everywhere are now unhappy; they continue to cry out in distress.

64Ghar-ghar mē̃ rōnā-pīṭanā , laṛnā-jhagaṛnā lagā huā hai .

66There is weeping and wailing, fighting and quarrelling in every home.

65Satyug mē̃ yah kōī bāt hōtī nahī̃ .

67These things don't exist in the golden age.

66Nām hī hai svarg .

68The very name is heaven.

67Śhāstrō̃ mē̃ tō bahut bātē̃ likh dī haĩ .

69They have written many things in the scriptures.

68Bachchē jāntē haĩ is sr̥iṣhṭi mē̃ kitnā duḥkh hai .

70You children know how much sorrow and how many religions there are in this world.

69Kitnē dharm haĩ , satyug mē̃ itnē dharm thōṛēhī thē .

71There weren't so many religions in the golden age.

705 hajār varṣh key|kī bāt hai .

72It is a matter of 5000 years.

71Lākhō̃ varṣh kah dēnē sē manuṣhyō̃ key|kī buddhi sē satyug kā nām gum hō gayā hai .

73Because hundreds of thousands of years are mentioned, the name of the golden age has disappeared from people's intellects.

725 hajār varṣh pahlē maĩ āyā thā .

74I came 5000 years ago.

73Ākar anēk dharmō̃ kā vināśh kar ēk ādi sanātan dharm key|kī sthāpanā kī thī .

75I came and destroyed the many religions and established the one original, eternal religion.

74Bākī jō bhī itnē manuṣhya haĩ sabhī kā vināśh hōnā hai , iskē liē hī yah mahābhārī laṛāī hai .

76All of these human beings are to be destroyed. 77That is why there is to be the great war.

75Gāyā huā hai mahābhārī mahābhārat laṛāī mē̃ vināśh huā thā .

78It is remembered that destruction took place in the great Mahabharat War.

76Yah sab dharm vināśh hō jāyēṅgē .

79All of these religions are to be destroyed.

77Jō dēvī-dēvtā dharm K|kē haĩ unkō ākar maĩ paṛhātā hū̃ .

80I come and teach those who belong to the deity religion.

78Mērā part hai .

81This is in My part.

79Manuṣhya bhī jāntē haĩ ki abhī bahut duḥkh hai .

82People know that there is a lot of sorrow at this time.

80Maĩ bhī jāntā hū̃ manuṣhyō̃ kō bahut duḥkh hai .

83I too know that people have a lot of sorrow.

81Ghar mē̃ rōnā pīṭnā lagā huā hai .

84There is weeping and wailing in every home.

82Bachchē dhan kē liē bāp kā khūn karnē mē̃ bhī dērī nahī̃ kartē haĩ , itnī gandī duniyā hai .

85Children don't hesitate to kill their father for his money. 86The world is so dirty!

83Bāp ākar bachchō̃ kō svarg kā sākṣhātkār karātē haĩ .

87The Father comes and gives you children a vision of heaven.

84Śhivbābā kahtē haĩ maĩ āyā hū̃ bachchō̃ kō svarg kā , viśhva kā mālik banānē .

88Shiv Baba says: I have come to make you children into the masters of heaven and of the world.

85Kōī mēhnat nahī̃ karātā hū̃ .

89I don't make you make any effort.

86Yōgbal sē vikarmō̃ kō bhasma karnā hai .

90You simply have to burn your sins away with the power of yoga.

87Vikarmō̃ kā bōjhā sir par bahut hai .

91There is a big burden of sins on your heads.

88Bīmārī khānsī ādi hōtī hai . 89Yah janm-janm K|kē hisāb-kitāb key|kī bhōgnā hai .

92When there is an illness or a cough, etc., that is the suffering of the karmic accounts of many births.

90Ab jagadambā-jagatpitā hai . 91Kitnā unkā nām bālā hai  ! 92Pūjā hō rahī hai .

93The names of Jagadamba and Jagadpita are glorified so much; they are worshipped.

93Manuṣhya thōṛēhī jāntē ki jagadambā antim janm mē̃ kaun thī  ?

94People don’t know who Jagadamba was in her last birth.

94Ab jagadambā-jagatpitā kā practical mē̃ part chal rahā hai .

95The parts of Jagadamba and Jagadpita are being enacted in a practical way.

95Tō inkō bhī dēkhō sab janmō̃ kā hisāb-kitāb chuktū karnā paṛtā hai .

96So, look how this one also has to settle all the karmic accounts of all his births.

96Itnā yōg lagātē haĩ , service kartē haĩ phir bhī karmabhōg , operation ādi karānē paṛtē haĩ .

97He has so much yoga and does so much service, and yet he still had to have an operation, etc. because of the suffering of karma.

97Us sannyās aur is sannyās mē̃ bahut fark hai .

98There is a lot of difference between that renunciation and this renunciation.

98Vah tō gharbār chhōṛ kaphnī pahan sannyāsī ban jātē haĩ .

99Those people leave their homes and families, put on saffron robes and become sannyasis.

99Ham tō puruṣhārth kartē rahtē haĩ .

100We continue to make effort.

100Jab ant āyēgā tab hamārā pūrā sannyās hōgā .

101When the end comes, we will have renounced everything completely.

101Abhī puruṣhārthī haĩ .

102At this time we are effort-makers.

102Un sannyāsiyō̃ kē liē aisē nahī̃ kahē̃gē ki puruṣhārthī sannyāsī haĩ .

103You would not say of those sannyasis that they are effort-makers.

103Unhōnnē tō ghar-bār chhōṛā aur nām paṛā sannyāsī .

104They simply renounce their homes and families and are called sannyasis.

104Ham sannyās kē liē bābā dvārā kitnī mēhnat kartē haĩ .

105We are making so much effort through Baba for renunciation.

105Tō yah anēk janmō̃ kā bōjhā sir par hai .

106There is the burden of many births on your heads.

106Kitnā yōg mē̃ rahtē haĩ , aurō̃ kō sukh dētē haĩ .

107You stay in yoga so much. 108You give happiness to others.

107Unkī āśhīrvād bhī miltī hai tō bhī dēkhō karmabhōg nikal paṛtā .

109You receive blessings for that, and yet the suffering of karma emerges.

108Karmātīt avasthā huī nahī̃ hai , vah ant mē̃ hōnī hai .

110The karmateet stage hasn't been reached yet. 111That will be at the end.

109Yah janma-janmāntar K|kē karmō̃ kā hisāb-kitāb hai .

112These are the karmic accounts of the actions of many births.

110Abhī pūrē sannyāsī banē nahī̃ haĩ .

113As yet, you have not become complete renunciates.

111Unkē sannyās aur hamārē sannyās mē̃ rāt din kā fark hai .

114There is the difference of day and night between their renunciation and our renunciation.

112Vah gharbār chhōṛ jaṅgal mē̃ jākar baiṭhtē haĩ .

115They leave their homes and families and go and sit in forests.

113Vikārī manuṣhya unkī sēvā kartē haĩ .

116People who indulge in vices then serve them.

114Aisē bhī nahī̃ vah kōī sab pāvan banē huē haĩ .

117It isn't that all of them have become pure.

115Vah bhī sādhnā kartē rahtē haĩ .

118They too continue to make spiritual endeavour.

116Karmabhōg tō unkō bhī hōtā hai .

119They also have the suffering of karma.

117Anēk janmō̃ K|kē vikarmō̃ kā bōjhā sir par hai .

120There is a burden of the sins of many births on their heads.

118Vikarmō̃ kā bōjhā yōg sē hī bhasma hōtā hai .

121It is only with yoga that the burden of sin will be burnt away.

119Jab tak bāp nahī̃ āvē tab tak kōī yōg sikhlā na sakē .

122Until the Father comes, no one can teach you yoga.

120Unhō̃ kā yōg sarvśhaktimān bāp sē nahī̃ hai tō vikarma vināśh hō nahī̃ saktē .

123Their yoga is not with the Almighty Authority Father and so their sins cannot be absolved.

121Brahm vā tatva kō sarv-śhaktimān thōṛēhī kahē̃gē .

124The brahm element cannot be called the Almighty Authority.

122Sarvśhaktimān tō ēk parampitā paramātmā śhiv hai .

125The Almighty Authority is the one Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.

123Vah param ātmā hai jō ātē haĩ .

126It is the Supreme Soul who comes here.

124Brahm vā tatva tō nahī̃ āyēgā .

127The brahm element would not come here.

125Tō bachchō̃ K|kē sir par bhī bahut pāpō̃ kā bōjh hai .

128You children too have a big burden of sin on your heads.

126Bahut mēhnat karnī hai - vikarma vināśh karnē liē .

129You have to make a lot of effort to have your sins absolved.

127Viśhva kā mālik bannā hai .

130You have to become the masters of the world.

128Sivāē bāp K|kē kōī banā na sakē .

131No one except the Father can make you that.

129Bāp banātē haĩ - yōgbal sē .

132The Father makes you that with the power of yoga.

130Bal miltā hai sarvśhaktimān bāp sē .

133You receive power from the Father, the Almighty Authority.

131Vah world almighty authority hai .

134He is the World Almighty Authority.

132Ab tum bachchē jāntē hō yah sārī duniyā duḥkhī hai .

135You children now know that this whole world is unhappy.

133Sukh jō bhī haĩ vah alpkāl kāg viṣhṭā samān hai .

136All the happiness that there may be is temporary, like the droppings of a crow.

134Sachchā sukh tō hōtā hī hai svarg mē̃ .

137True happiness only exists in heaven.

135Vahā̃ duḥkh dēnē vālī māyā hī nahī̃ .

138Maya who causes sorrow doesn't exist there.

136Kaī in bātō̃ kō māntē hī nahī̃ .

139Many don't believe these things.

137Kahtē haĩ aisē kaisē hōgā  ?

140They ask: How can this be?

138Nahī̃ māntē haĩ tō samjhō hamārē daivī kul K|kē nahī̃ haĩ .

141When they don't believe it, you can understand that they don't belong to your deity clan.

139Daivī kul vālē jarūr mānē̃gē .

142Those who belong to the deity clan will definitely believe it.

140Kalp pahlē bhī mānā thā .

143They believed it in the previous cycle too.

141Ab bāp sunā rahē haĩ .

144The Father is now telling it to you.

142Tō bēhad K|kē bāp kō sab centres K|kē bachchē yād paṛtē haĩ .

145The unlimited Father remembers the children at all the centres.

143Kōī sannyāsī aisē kah na sakē ki ham sabhī bachchō̃ kō sunātē haĩ .

146No sannyasi could say that he is speaking to all the children.

144Vahā̃ sabhī followers banē̃gē .

147There, all of those people would become his followers.

145Unkō aisē murlī thōṛēhī bhējī jātī hai jō sab sunē̃ .

148They are not sent the murlis like you are that they would all listen to them.

146Yahā̃ tō sabkē pās|pass murlī bhējī jātī hai , jissē śhrīmat par chal śhrēṣhṭh banē̃ .

149Here, you are all sent murlis through which you can follow shrimat and become elevated.

147Bhagvān kō kahā jātā hai śhrī śhrī , sabsē śhrēṣhṭh .

150God is called Shri Shri, the most elevated of all.

148Bāp kahtē haĩ śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh tō maĩ hū̃ jō sabhī kō śhrēṣhṭh banātā hū̃ .

151The Father says: I am the most elevated of all and I make everyone elevated.

149Patit duniyā mē̃ śhrēṣhṭh kahā̃ sē āyē  !

152How can there be elevated beings in the impure world?

150Śhrī śhrī 108 yah hūbahū śhivbābā key|kī rūdra mālā hai .

153The rosary of Shri Shri 108 is identical to Shiv Baba’s rosary of Rudra.

151Unkō hī śhrī śhrī kahtē haĩ .

154He alone is called Shri Shri.

152Śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh satyug key|kī sthāpanā kar manuṣhya sr̥iṣhṭi mē̃ śhrēṣhṭh banātē haĩ , jō ham svarg K|kē mālik bantē haĩ .

155The most elevated One of all establishes heaven and makes you into the most elevated beings in the human world so that you become the masters of heaven.

153Tō samajhtē haĩ śhrī śhrī 108 jinkī mālā bantī hai , ūpar mē̃ hai nirākār śhivbābā , vah hamkō aisā śhrēṣhṭh banā rahē haĩ .

156Therefore, you understand that, in the rosary of Shri Shri 108 that is created, there is incorporeal Shiv Baba at the top and that He is making us just as elevated.

154Yah hai hī īśhvarīy viśhv-vidyālay .

157This is the Godly World University.

155In brahmākumār kumāriyō̃ kō īśhvar paṛhātē haĩ .

158God is teaching you Brahma Kumars and Kumaris.

156Īśhvarīy viśhva vidyālay hai parampitā paramātmā kā .

159The Godly World University is that of the Supreme Father, the Supreme Soul.

157Yah viśhva kō knowledge dēnē liē viśhv-vidyālay hai .

160This is the World University to give knowledge to the world.

158Jō chāhē sō viśhva kā mālik banē .

161Anyone who wants to can become a master of the world.

159Chāhē tō sweet home mē̃ jākar baiṭhē .

162If you want, you can go and sit in the sweet home.

160Bāp āyē hī haĩ sadā śhānt , sadā sukhī banānē .

163The Father has come to make you constantly peaceful and happy.

161Maĩ kalp-kalp ākarkē bhāratvāsī bachchō̃ kō viśhva kā mālik banātā hū̃ .

164I come every cycle and make the children of Bharat into the masters of the world.

162Bākī sab ātmāyē̃ śhāntidhām mē̃ nivās kartī haĩ .

165All the rest of the souls reside in the land of peace.

163Svarg mē̃ sirph dēvī-dēvatāō̃ key|kī ātmāyē̃ hōtī haĩ .

166There are just the souls of the deities in the golden age.

164Tum jāntē hō barōbar bābā hamkō paṛhākar svarg kā mālik banātē haĩ , yathā yōg jitnā jō puruṣhārth kartē haĩ .

167You know that Baba truly teaches you and makes you into the masters of heaven, according to how much yoga you have and how much effort you make.

165Bākī sab ātmāyē̃ hisāb-kitāb chuktū kar vāpis jāyēṅgī .

168All the other souls settle their karmic accounts and return home.

166Śharīr sab khatm hō jāyēṅgē .

169All the bodies are destroyed.

167Kaliyug kā ant aur satyug key|kī ādi hōgī .

170There is the end of the iron age and the beginning of the golden age.

168Tō tum bachchē jāntē hō bākī kitnā samay hōgā  ?

171So you children know how much time remains. 172There are now five or six billion souls.

169Abhī karōṛō̃ haĩ , satyug mē̃ sirph 9 lākh hōṅgē . 170Śhurū mē̃ thōṛē hōtē haĩ , phir vr̥iddhi kō pāyēṅgē .

173In the golden age there will only be 900,000. At the beginning, there are a few and then expansion takes place.

171Tō itnē sab jīv jō haĩ , un sabkī ātmāyē̃ hisāb-kitāb chuktū kar vāpis jāyēṅgī .

174Therefore, the living beings in all of those bodies will settle their karmic accounts and return home.

172Sabkī kayāmat kā samay hai .

175It is the time of settlement for everyone.

173Māyā nē sabkō kabr-dākhil banā diyā hai .

176Maya has buried everyone in a graveyard.

174Kabristānī ban paṛē haĩ . 175Kōī kām K|kē nahī̃ haĩ .

177They are all in a graveyard; they are of no use.

176Ab tum samajhtē hō ki bēhad kā bāp ham sab ātmāō̃ kō paṛhākar svarg kā mālik banātē haĩ .

178You now understand that the unlimited Father teaches all of you souls and makes you into the masters of the world.

177Viśhva kā mālik bannē kā yahī īśhvarīy viśhv-vidyālay hai .

179This is the only Godly World University where you become the masters of the world.

178Bāp key|kī jāydād hai hī svarg .

180The Father's property is heaven.

179Agar yah niśhchay hai tō kyō̃ na ham unkī mat par chal bāp sē svarg kā varsā lē̃ .

181If we have this faith, why shouldn’t we follow His directions and claim our inheritance of heaven?

180Ismē̃ chhōṛnē key|kī tō kōī bāt hī nahī̃ .

182There is no question of renouncing anything.

181Vikārō̃ kō chhōṛnā hai .

183We just have to renounce the vices.

182Sō tō achchhā hai nā .

184However, that is good, is it not?

183Bābā , ham kyō̃ nahī̃ pavitra rahē̃gē , kyō̃ nahī̃ chhōṛē̃gē  !

185Baba, why should we not remain pure? 186Why would we not renounce the vices?

1845 vikārō̃ kā sannyās karnē sē hī ham chakravartī rājā banē̃gē .

187It is only by renouncing the five vices that we will become the rulers of the globe.

185Bāp kahtē haĩ ab marnā hai .

188The Father says: You now have to die.

186Jarūr nirvāṇdhām mē̃ jānā hai tō kyō̃ na kamāī karnī chāhiē .

189You definitely have to go to the land of nirvana and so why should you not earn an income?

187Aur dharm vālē bhī ākar lakṣhya lē̃gē .

190Those of other religions will also come here and take their aim.

188Bachchō̃ nē sākṣhātkār kiyā hai - Abraham|ibrāham , Christ ādi key|kī ātmāyē̃ ātī haĩ - salāmī bharnē , lakṣhya lēnē .

191Children have had visions of how the souls of Abraham, Christ, etc. come to salute the Father and take their aim.

189Bākī knowledge nahī̃ lē̃gē .

192However, they will not take knowledge.

190Hā̃ , kōī brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ hōgā tō uṭh paṛēgā .

193Yes, those who are the decoration of the Brahmin clan will take to this quickly.

191Brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ bannē bigar dēvtā kul bhūṣhaṇ ban na sakē̃ .

194Without becoming a decoration of the Brahmin clan, you cannot become a decoration of the deity clan.

192Brāhmaṇ banē phir dēvtā banē .

195Only after you become Brahmins do you become deities.

193Dēvtā hī kṣhatriya , vaiśhya phir śhūdra bantē haĩ .

196Deities then become warriors, merchants and then shudras.

194Yah varṇa chakra lagātē rahtē haĩ .

197These clans continue to go around the cycle.

195Śhrī lakṣhmī-nārāyaṇ jō worth pound thē unhō̃ kō bhī 84 janm pūrē karnē haĩ .

198Shri Lakshmi and Narayan who were worth a pound also have to go around the cycle of 84 births.

196Sō agar niśhchay hō jāē ki bēhad K|kē bāp sē varsā jarūr lēnā hai , jissē ādhākalp sukh pātē rahtē haĩ tō kyō̃ nahī̃ puruṣhārth karē̃ .

199If you have the faith that you definitely have to claim your inheritance from the unlimited Father from whom you receive happiness for half a cycle, why would you not make effort?

197Chhōṛnē key|kī tō bāt hī nahī̃ hai .

200There is no question of renouncing anything.

198Vah sindh kā part thā .

201That was in your parts in Sindh.

199Likhā huā hai kr̥iṣhṇa nē bhagāyā , gaū charātē thē .

202It is written that Krishna abducted queens and that he used to graze cows.

200Bhagāyā tō kyā gālī khānē kē liē  !

203Did he abduct them so that he could be insulted?

201Bhagāyā paṭrānī banānē kē liē  !

204He abducted them to make them into queens.

202Yah tō bhaṭṭhī bannī thī .

205The furnace had to be created.

203Tapasyā kar service lāyak bannā thā .

206You all had to do tapasya and become worthy of doing service.

204Ab tō kōī muśhkil service lāyak bantē haĩ .

207Now, scarcely a few become worthy of doing service.

205Sō tum practical anubhavī hō .

208You have experienced this in a practical way.

206Tum samajhtē hō śhivbābā hamkō viśhva kā mālik banātē haĩ .

209You understand that Shiv Baba is making you into the masters of the world.

207Vah bhī kām kartē haĩ .

210He too works.

208Parampitā paramātmā svarg kā rachayitā hai tō jarūr yahā̃ āyā thā .

211The Supreme Father, the Supreme Soul, is the Creator of heaven and so He definitely will come here.

209Abhī bhī kahtē haĩ maĩ svarg key|kī sthāpanā kar rahā hū̃ .

212He says: Even now, I am establishing heaven.

210Tumkō paṛhātā hū̃ .

213I am teaching you.

211Samjhātē bachchō̃ kō haĩ .

214He explains to you children.

212Achchhā  !

215Achcha.

213Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

216To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

214Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

217The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

215Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

218Essence for dharna:

2161 ) sir sē anēk janmō̃ K|kē vikarmō̃ kā bōjh utārnē kē liē sarvśhaktimān bāp kī yād mē̃ rah bal lēnā hai .

219 1. In order to have the burden of sins of many births removed from your head, remember the Almighty Authority Father and take power from Him.

2172 ) sarv kō sukh dē āśhīrvād lēnī hai .

220 2. Give happiness to everyone and receive blessings.

218Śhrī śhrī key|kī śhrēṣhṭh mat par chal pūrā sannyās karnā hai .

221Follow the elevated directions of Shri Shri and renounce everything completely.

219Is kayāmat K|kē samay mē̃ sabsē buddhi yōg tōṛ dēnā hai .

222At this time of settlement, remove your intellect's yoga from everyone else.

Blessing

220Vardān  : master knowledgeful ban 5 hajār varṣh key|kī janma patrī kō jānnē vālē svadarśhan chakradhārī bhav

223Blessing: May you be a spinner of the discus of self-realisation and by becoming master knowledge-full, know your horoscope of 5000 years.

221Jō abhī svadarśhan chakradhārī bantē haĩ vahī bhaviṣhya mē̃ chakravartī rājya-bhāgya K|kē adhikārī bantē haĩ .

224 Those who become spinners of the discus of self-realisation at this time become rulers of the globe and have a right to the fortune of the kingdom in the future.

222Svadarśhan chakradhārī arthāt apnē sārē chakra K|kē andar sarv bhinn-bhinn part kō jānnē vālē .

225To be a spinner of the discus of self-realisation means to know all the different parts you play in the whole cycle.

223Āp bachchē viśhēṣh is samay 5 hajār varṣh key|kī janmapatrī kō jānkar master knowledgeful ban gayē .

226At this time, you children especially come to know your horoscopes of 5000 years and have become “master knowledge-full”.

224Sabhī nē yah viśhēṣh bāt jān lī ki is antim janm mē̃ hīrē tulya jīvan banānē sē sārē kalp K|kē andar hero part bajānē vālē ban jātē haĩ .

227All of you have now understood this special aspect: By making your lives like a diamond in this final birth, you become those who play hero parts for the whole cycle.

Slogan

225Slōgan  : apnē sāthiyō̃ kō bhī bāp K|kē saṅg kā raṅg lagāō tō unkē saṅg kā raṅg āpkō nahī̃ lagēgā .

228Slogan: Colour your companions with the colour of the Father’s company and you will not be coloured by their company.

229*** Om Shanti ***