शनिवार 22 अप्रैल 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
022-04-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 22/04/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - apnā svabhāv bahut hī mīṭhā aur śhānt banāō , bōl chāl aisā hō jō sab kahē̃ yah tō jaisē dēvtā hai ' '
1Essence: Sweet children, make your nature very sweet and peaceful. 2Let your words and behaviour be such that everyone says: This one is like a deity.
Question
2Praśhna : tum bachchō̃ kō kaun sā certificate saṅgam par bāp sē lēnā hai ?
3Question: Which certificate do you children have to claim from the Father at the confluence age?
Answer
3Uttar : apnē daivī manners kā certificate .
4Answer: The certificate of divine manners. 5The Father is decorating and serving you children so much and so you surely have to give the return of that.
4Bāp jō śhrr̥iṅgār kar rahē haĩ , bachchō̃ key|kī itnī sēvā kar rahē haĩ tō jarūr uskā return dēnā hai . 5Bāp kā madadgār bannā hai . 6Madadgār bachchē vah jinkā svabhāv dēvtāī hō .
6You have to become the Father's helpers. 7The children who help Him are those whose natures are divine and who never become tired of doing Godly service.
7Īśhvarīy service mē̃ kabhī thakē nahī̃ .
8They love serving the yagya.
8Yagya sēvā sē snēh hō . 9Aisē bachchō̃ kō bāp bhī izāphā dētē haĩ , khātirī kartē haĩ .
9The Father rewards such children and offers them hospitality.
10Aisē serviceable snēhī bachchō̃ kō dēkh-dēkh bāp harṣhit hōtē haĩ .
10The Father is pleased to see such serviceable and loving children.
Song
11Gīt : tumhārē bulānē kō jī chāhtā hai …
11Song: The heart desires to call out to You. 12Before the fortune is created, the heart calls out to You!
Murli
12Ōm śhānti .
13Om shanti.
13Bhaktō̃ prati bhagvānuvāch , jabki bhakta sammukh haĩ aur bhakta jāntē haĩ ki bhagvān baiṭhkar hamkō gyān K|kē gīt sunātē haĩ vā gyān key|kī dance karātē haĩ .
14God speaks to the devotees. 15Since you devotees are personally in front of Him, you 16know that God sits here and explains these songs of knowledge to you and makes you dance the dance of knowledge.
14Achchhā , insē phir kyā hōgā ?
17OK, what will happen through this?
15Kahtē haĩ vah dēvtāō̃ muāphik sadā sukhī aur harṣhit rahē̃gē .
18It is said: You remain as constantly happy and cheerful as the deities.
16Bhagvān kō hī bēhad kā bāp vā viśhva kā rachayitā kahā jātā hai .
19God alone is called the unlimited Father and the Creator of the world.
17Vah hai svarg kā rachtā .
20He is the Creator of heaven.
18Viśhva pahlē-pahlē svarg hai phir bād mē̃ nark bantī hai .
21The world is at first heaven. 22It then becomes hell later.
19Tō ab hai nark .
23So, it is now hell.
20Manuṣhya bhakti mārg mē̃ dhakkē khātē rahtē haĩ .
24People continue to stumble around on the path of devotion.
21Bhakta bhagvān kō yād kartē haĩ .
25Devotees remember God.
22Ātmā samajhtī hai bāp hamārē liē svarg key|kī saugāt lē āyēṅgē .
26Souls believe that the Father will bring the gift of heaven for them.
23Vahī rachayitā hai .
27He alone is the Creator.
24Svarg kā mālik banānē liē ākar rājyōg sikhātē haĩ .
28He comes and teaches us Raj Yoga to make us into the masters of heaven.
25Kahtē haĩ bāp kō aur viśhva K|kē mālikpanē kō yād karō .
29He says: Remember the Father and the state of being a master of the world.
26Jab viśhva kā rachayitā buddhi mē̃ ātā hai tō samjhā jātā hai parampitā paramātmā naī viśhva rachtē haĩ .
30When the Creator of the world enters your intellects, you understand that the Supreme Father, the Supreme Soul, creates a new world.
27Yah viśhva manuṣhya mātra K|kē rahnē kā sthān hai .
31This world is the place where human beings reside.
28Bāp bēhad kā mālik hai tō jarūr bēhad key|kī baṛī duniyā hī rachē̃gē .
32The Father is the Master of the Unlimited and so He would definitely create a large, unlimited world.
29Kōī chhōṭā ghar tō tumhārē liē nahī̃ banāyēṅgē .
33He would not build a small home for you.
30Vah tō laukik bāp banātē rahtē haĩ .
34Physical fathers continue to build those.
31Yah tō nayā viśhva banātē haĩ .
35This One creates a new world.
32Tum bachchō̃ kē liē viśhva ghar hai arthāt part bajānē kā sthān hai .
36The world is the home for you children, that is, it is the place where you play your parts.
33Tum jāntē hō ham bhāratvāsī haĩ tō ghar K|kē huē nā .
37You know that you are residents of Bharat and so you belong to this home.
34Ab bhāratvāsī apnē kō had K|kē mālik samajhtē haĩ , parantu bhāratvāsī bēhad duniyā K|kē vāsī thē .
38People of Bharat consider themselves to be the masters of a limited world. 39However, the people of Bharat were residents of an unlimited world.
35Bāp bahut achchhī rīti samjhātē haĩ , parantu tum bachchē ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē hō .
40The Father explains to you very well, but you children repeatedly forget this.
36Śhukriyā bhī nahī̃ māntē hō .
41You don't even thank Him.
37Bēhad kā bāp ākarkē bēhad kā viśhva athavā ghar banātē haĩ . 38Vah hai svarg .
42The unlimited Father comes and creates the unlimited world, the home that is heaven for you.
39Aisē nahī̃ bēhad kā nark rachnē vālā bāp hai .
43It isn't that the Father is the One who creates unlimited hell.
40Bāp tō ākar svarg rachtē haĩ aur us svarg kā phir bachchō̃ kō mālik banātē haĩ .
44The Father comes and creates heaven and He makes you children into the masters of that heaven.
41Gōyā naī duniyā , nayē viśhva kā mālik tumkō banātē haĩ .
45This means that He makes you into the masters of a new world.
42Is viśhva K|kē mālik lakṣhmī-nārāyaṇ bhārat mē̃ thē .
46The masters of that world, Lakshmi and Narayan, existed in Bharat.
43Us samay aur kōī dharm nahī̃ thā , sirph bhārat hī thā .
47At that time, there were no other religions; there was just Bharat.
44Bāp kitnā achchhī rīti samjhātē haĩ . 45Parantu bachchō̃ kō vah naśhā nahī̃ chaṛhtā hai .
48The Father explains to you so well, but you children don't become that intoxicated.
46Bachchē had K|kē naśhē mē̃ rahtē haĩ .
49Children remain in their limited intoxication.
47Ātmā kō naśhā rahtā hai nā .
50This soul has that intoxication.
48Ātmā kā śharīr baṛā hōtā hai tō in organs sē sab varṇan kar saktē haĩ .
51When a soul’s body grows larger, he is able to say everything through his organs.
49Chhōṭā bachchā tō nahī̃ kahēgā ki maĩ viśhva kā mālik hū̃ vā phalānā hū̃ .
52A small child wouldn’t say: I am a master of the world, or I am so-and-so.
50Bālig avasthā mē̃ ānē sē samajhtē haĩ ham mālik haĩ .
53When he reaches adolescence, he understands that he is a master.
51Tum kōī chhōṭē tō nahī̃ hō , tum tō baṛē hō .
54You are no longer small; you have grown up.
52Bāp nē bhī bujurg śharīr liyā hai .
55The Father too has taken an old body.
53Samajhtē haĩ bāp viśhva kā rachayitā hai .
56You understand that the Father is the Creator of the world.
54Mālik nahī̃ bantē haĩ .
57He Himself doesn't become the Master.
55Akṣhar kahnē mē̃ bhī kahā̃-kahā̃ bhūl hō jātī hai .
58Sometimes, there are mistakes made in using some of these words.
56Bāp hai viśhva kā rachayitā .
59The Father is the Creator of the world.
57Kahtē haĩ maĩ viśhva key|kī rājāī nahī̃ kartā hū̃ .
60He says: I do not rule the world.
58Sārē sr̥iṣhṭi kā rachayitā maĩ ēk hū̃ .
61I alone am the Creator of the whole world.
59Akṣhar akṣhar refine kar samjhānā paṛtā hai .
62You have to refine every word when you explain.
60Bāp viśhva kā rachtā direct samjhā rahē haĩ .
63The Father, the Creator of the World, is explaining to you directly.
61Ham tumkō viśhva kā mālik banānē āyā hū̃ .
64I have come to make you into the masters of the world.
62Aisē nahī̃ sirph bhārat kā mālik banānē āyā hū̃ .
65It is not that I have come to make you into the masters of Bharat alone.
63Is samay jō bhārat K|kē mālik haĩ unhē̃ vah sukh thōṛēhī hai .
66Those who are the masters of Bharat at this time do not have that happiness.
64Abhī sab kabradākhil hōnē haĩ , iskō kahā jātā hai kayāmat kā samay .
67Everyone is now to be buried in a graveyard. 68This is called the time of settlement.
65Viśhva kā rachtā jarūr god kō kahā jāyēgā .
69The Creator of the world would definitely be God.
66Vahī new world kā creator hai .
70He alone is the Creator of a new world.
67New world kō svarg , purānī world kō nark kahē̃gē .
71That new world is called heaven and this old world is called hell.
68Tum bachchō̃ mē̃ bhī number-vār samajhtē haĩ .
72You children also understand, numberwise.
69Jinmē̃ gyān cum|kam hai , unkō itnī khuśhī nahī̃ rahtī hai . 70Māyā khuśhī mē̃ rahnē nahī̃ dētī hai .
73Those who have less knowledge don't have that much happiness; Maya doesn't allow them to remain happy.
71Bachchē dēhī-abhimānī hōtē nahī̃ .
74Some children don't become soul conscious.
72Dēh-abhimān ānē sē hī phir sab vikār sāmnā kartē haĩ .
75When you become body conscious, all the vices come to oppose you.
73Tum bachchē jāntē hō ham ātmāō̃ kā bāp vah hai , bhakta sab bulātē haĩ .
76You children know that that One is the Father of us souls. 77All the devotees call out to Him: Come and tell us something.
74Ākar hamkō kuchh sunāō .
78It is written: God speaks.
75Likhā huā hai - bhagvānuvāch , maĩ āyā hū̃ tumkō svarg kā mālik banānē , tumkō lāyak banātā hū̃ .
79I have come to make you into the masters of heaven. 80I make you worthy. 81I tell you the history and geography of the whole world.
76Tumkō sārē viśhva key|kī history-geography sunātā hū̃ .
82Who are the main actors in this unlimited drama? 83Your intellects go into the unlimited.
77Is bēhad K|kē drama mē̃ kaun-kaun mukhya actors haĩ . 78Tumhārī buddhi chalī jātī hai bēhad mē̃ .
84The incorporeal world, the subtle region and the corporeal world are all included in the drama.
79Drama mē̃ mūlvatan , sūkṣhmavatan , sthūlvatan sab ā jātē haĩ .
85There are some among you who understand these things very well.
80Tumhārē mē̃ bhī kōī haĩ jō in bātō̃ kō achchhī rīti samajhtē haĩ . 81Kōī kō dhārṇā nahī̃ hōtī hai kyōṅki anēk janmō̃ sē ajāmil haĩ .
86There are also some who are unable to imbibe anything because they have been like Ajamil (a great sinner) for many births.
82Vah saṅskār haĩ .
87They have those sanskars.
83Aisē garm tavē haĩ jō bilkul dhārṇā nahī̃ hōtī hai .
88They are like such a hot griddle that they are unable to imbibe anything at all.
84Unkā bhī uddhār hōtā hai .
89They too are uplifted.
85Kam sē kam svarg mē̃ tō jātē haĩ . 86Dās dāsī bantē haĩ .
90At least they go to heaven; they become maids or servants, they become subjects.
87Prajā mē̃ jātē haĩ . 88Uddhār kā matlab hai svarg mē̃ tō lē jātē haĩ nā . 89Bākī pad tō puruṣhārth anusār hī miltā hai .
91To uplift them means that at least He sends them to heaven. 92However, the status they receive is according to the efforts they have made.
90Yadi dhārṇā nahī̃ kartē haĩ tō svarg mē̃ tō jāyēṅgē parantu dās dāsī kā pad milēgā .
93If they don't imbibe, they will go to heaven, but they will receive the status of a maid or a servant.
91Bachchō̃ kō kitnā bhī samjhātē haĩ parantu jaisē garm tavē par pānī .
94No matter how much is explained to some children, it is like pouring water onto a hot griddle.
92Tō samjhā jātā hai us vāsanā ( saṅskār ) vālē haĩ .
95So it is understood that they have those sanskars.
93Sannyāsī bhī vāsanā ( saṅskār ) lē jātē haĩ nā . 94Janma lē̃gē phir sannyās karnē kā khyāl hōgā .
96Sannyasis also keep their sanskars. 97When they take another birth they then think about adopting renunciation again.
95Yah bātē̃ bhī yahā̃ samjhāī jātī haĩ .
98These things are explained here.
96Satyug mē̃ tō vikār key|kī bāt hī nahī̃ .
99In the golden age, there is no question of vice.
97Vahā̃ janma-janmāntar nirvikārīpanē kā saṅskār rahtā hai , māyā hī nahī̃ hai .
100There, they have the sanskars of remaining viceless for birth after birth. 101Even Maya doesn't exist there.
98Yahā̃ tō bachchō̃ kō sudhārnē key|kī bahut kōśhiśh kartē haĩ .
102Here, so much effort is made to reform the children.
99Kōī tō bilkul hī mailē kapṛē haĩ . 100Thōṛī hī sōṭī lagāī jātī hai tō ēkdam phaṭ paṛtē haĩ .
103Some are like filthy clothes: when they are beaten with a laundry stick, even a little, they completely tear apart.
101Dhōbī bhī kapṛē key|kī sambhāl kartē haĩ . 102Parantu kōī saṛā huā kapṛā hōtā hai tō phaṭ paṛtā hai phir āśhcharyavat bhāgantī hō jātē haĩ .
104Laundrymen take care of clothes, but if some clothes are rotten and worn out, they quickly tear apart. 105In that case, they become those who were amazed and who then ran away.
103Bāp kitnī mēhnat kartē haĩ !
106The Father makes so much effort.
104Rājyōg sikhlā rahē haĩ .
107He is teaching us Raj Yoga.
105Vahī merciful hai jō sab par rahm kartē haĩ .
108He alone is the Merciful One who has mercy for everyone.
106Bābā merciful hai . 107Māyā bērahm hai .
109Baba is merciful whereas Maya is merciless.
108Māyā nē satyānāśh kar dī hai isliē kahtē haĩ maĩ kalp-kalp , kalp K|kē saṅgamyugē ātā hū̃ .
110Maya has totally destroyed everything (all truth) and this is why Baba says: I come every cycle, at the confluence age of the cycle.
109Bāp hai patit-pāvan , patitō̃ kō hī vāpis lē jānē ānā paṛtā hai .
111The Father is the Purifier. 112He has to come here to take the impure ones back home.
110Trētā mē̃ kōī patit thōṛēhī hai jō trētā mē̃ ākar pāvan banāū̃ .
113There are no impure beings in the silver age that I would come in the silver age and make them pure.
111Bhagvān tō hai truth , vahī satya sunātē haĩ .
114God is the Truth. 115He alone speaks the truth.
112Tum bachchē ab jāntē hō barōbar viśhva kā rachayitā śhivbābā brahmā tan sē hamkō viśhva kā mālik banānē puruṣhārth karātē haĩ .
116You children now know that Shiv Baba, the Creator of the world, truly inspires you through Brahma to make effort so that you can become the masters of the world.
113Bāp kahtē haĩ agar hamārī mēhnat vyarth gãvāyēṅgē , apnī chalan sē bahutō̃ kō dhōkhā dēgē tō pad bhraṣhṭa hō paṛē̃gē .
117The Father says: If you make My efforts go to waste, if you deceive many others with your behaviour, your status will be destroyed.
114Kahē̃gē insē tō bhūt nikalā nahī̃ hai .
118It would be said: An evil spirit has not yet departed from that one.
115Bachchō̃ key|kī chalan aisī hōnī chāhiē jō sab samajhē̃ yah tō jaisē dēvtā hai .
119The behaviour of you children should be such that everyone thinks: This one is like a deity.
116Dēvtāyē̃ nāmīgrāmī haĩ .
120Deities are very well known.
117Kahtē haĩ inkā svabhāv ēkdam dēvtāī hai .
121It is said: This one's nature is totally divine.
118Tō bākī kā understood āsurī huā nā .
122It is then understood that the nature of all the rest is devilish.
119Kaī bachchē baṛē first class dēvtāī , guṇvān haĩ .
123Some children have very first-class, divine virtues.
120Bilkul mīṭhē śhānt svabhāv K|kē haĩ .
124They are absolutely sweet and have peaceful natures.
121Tō aisē bachchō̃ kō bāp dēkh khuśh hōtē haĩ .
125Therefore, the Father is pleased to see such children.
122Bachchē samajhtē haĩ bāp ham bachchō̃ kē liē makān banvā rahē haĩ tō hamkō bhī sēvā karnī chāhiē .
126You children understand that the Father is having a home built for you, and so you also have to serve.
123Tō aisē bachchē bahut dil par chaṛhtē haĩ .
127Such children climb into the heart a great deal.
124Jō bigar kahnē sē kām karē vah dēvtā , kahnē sē karē vah manuṣhya . 125Kahnē sē bhī na karē tō vah manuṣhya sē bhī badtar huā .
128Those who do something without being told are deities, those who have to be told are human beings and those who don't do something, even when asked, are even worse than human beings.
126Bābā bhī kahtē haĩ bachchē agar yōg mē̃ nahī̃ rahē̃gē tō māyā key|kī dhūl mē̃ khatm hō jāyēṅgē .
129Baba says: Children, if you don't stay in yoga, you will be totally finished in the dust of Maya.
127Bābā bār-bār samjhātē haĩ śhrīmat par chaltē rahō .
130Baba tells you again and again: Continue to follow shrimat!
128Āsurī kartavya nahī̃ karō .
131Never perform devilish acts.
129Bōlnā , chalnā baṛā mīṭhā rakhnā hai .
132Let your speaking and interaction be very sweet.
130Dēvtāyē̃ kitnē mīṭhē svabhāv K|kē haĩ !
133Deities have such sweet natures.
131Bhārat mē̃ rājya kartē thē , yathā rājā rānī tathā prajā daivī svabhāv K|kē thē .
134They used to rule in Bharat. 135As are the king and queen, so the subjects, too; they have divine natures.
132Bāp ātā hai svarg kā mālik banānē tō bāp kē sāth kitnā madadgār bannā chāhiē .
136The Father comes to make you into the masters of heaven and so you should be so helpful to such a Father.
133Service mē̃ āpēhī kām mē̃ lag jānā chāhiē .
137You should busy yourself doing service by yourself.
134Aisē nahī̃ , maĩ thak gayā hū̃ , phursat nahī̃ hai .
138Don't think: I am tired, or I don't have time.
135Samay par sab kām karnē mē̃ kalyāṇ hai .
139There is benefit in doing everything at the right time.
136Yagya service kā izāphā śhivbābā dētē haĩ .
140Shiv Baba gives you a reward for the yagya service you do.
137Yah bābā karkē bāhar sē thōṛī khātirī karē̃gē , dil lē̃gē . 138Vah bābā hai bēhad key|kī dil lēnē vālā , yah hai had key|kī dil lēnē vālā .
141This Baba would give you special regard and win your heart, but that Baba is the One who claims your heart wholeheartedly. 142This one (Brahma Baba) wins your heart in a limited way.
139Bachchō̃ key|kī daivī chalan dēkhtē haĩ tō phir kurbān jātē haĩ .
143When He sees the divine activity of some children, Baba surrenders Himself to such children.
140Bigar kahē jō bachchē service mē̃ tatpar rahtē haĩ , unkō kahā jātā hai dēvtā .
144Children who remain busy in doing service, even without being asked, are said to be like deities.
141Dēvtāō̃ kō kuchh kahnē key|kī darkār nahī̃ hōtī .
145Deities don't need to be told anything.
142Vahā̃ āsurī svabhāv hōtā nahī̃ .
146There, they don't have devilish natures.
143Yahā̃ kaī bachchē māt-pitā key|kī mat par nahī̃ chaltē haĩ tō apnā hī nuksān kartē haĩ .
147Here, many children don't follow the directions of the mother and Father and so they cause themselves a loss.
144Bāp kahtē haĩ maĩ paramdhām sē ātā hū̃ bachchō̃ key|kī sēvā mē̃ .
148The Father says: I come from the supreme abode to serve you children.
145Mērī mat par nahī̃ chal kitnē kō duḥkh dētē haĩ .
149By not following My directions, you cause sorrow for so many.
146Kalp pahlē bhī aisē huā thā .
150The same thing happened in the previous cycle too.
147Amr̥it pītē-pītē phir patit ban paṛtē haĩ .
151While drinking nectar, you become impure.
148Ēk kahānī bhī hai - lakṣhmī nē amr̥it pilāyā tō bhī asur ban gayē .
152There is a story: Even when Lakshmi gave them nectar to drink, they became devils.
149Tō kabhī bhī kiskō duḥkh dēnē kā prayatna nahī̃ karnā hai . 150Nahī̃ tō sārā rājya-bhāgya ganvāē ḍanḍē khānē lāyak ban paṛē̃gē .
153Therefore, never even try to cause anyone sorrow. 154Otherwise you will lose your fortune of the whole kingdom and become those who have to be beaten with a stick.
151Bābā nē samjhāyā hai - maĩ dharmarāj hū̃ .
155Baba has explained: I am Dharamraj.
152Indirect kuchh kartē thē tō had key|kī alpkāl key|kī sajā bhōgtē thē .
156When anything was done indirectly, you used to experience temporary punishment for that.
153Ab direct ākar phir bhī bābā key|kī mēhnat barbād kartē hō tō bahut sajā khānī paṛēgī .
157Now, after belonging to the Father directly, if you make Baba's efforts go to waste, there would have to be great punishment.
154Ham tumkō dēvtā banātē haĩ . 155Māyā phir ākar tumkō asur banātī hai .
158I am making you into deities and Maya then comes and makes you into devils.
156Bāp bār-bār samjhātē haĩ daivīguṇ dhāraṇ karō .
159The Father repeatedly tells you to imbibe divine virtues.
157Gāyā bhī huā hai rāmrājya mē̃ jānvar bhī ēk dō kō pyār kartē thē .
160It is remembered that even animals used to love one another in the kingdom of Rama.
158Ikaṭṭhē ēk talāv par jal pītē thē .
161They would drink water together from the same pool.
159Yahā̃ tō amr̥it pīkar phir asur ban traitor ban paṛtē haĩ .
162Here, they drink nectar, then they become devils and then traitors.
160Brāhmaṇ kul bhūṣhaṇō̃ kō phir taklīph dētē haĩ .
163They then cause difficulties for the decoration of the Brahmin clan.
161Unkī phir kitnī durgati hōtī hōgī .
164They would be in such degradation!
162Bāp ātē haĩ sadgati dēnē . 163Tō tum bachchō̃ kō daivīguṇ vālā bannā hai .
165The Father comes to grant you salvation, and so you children have to become those with divine virtues.
164Āpēhī service karnī hai .
166You have to serve by yourself.
165Bāp bhī certificate dēgē .
167The Father will also give you a certificate.
166Jō niśhchaybuddhi achchhē haĩ vah sadaiv bāp kō yād kartē rahē̃gē .
168Those whose intellects have good faith will constantly remember the Father.
167Unkō khyāl rahtā hai - nām badnām nahī̃ karē̃gē , āsurī guṇ nahī̃ dikhāyēṅgē .
169They are always concerned about not defaming the Father's name. 170They do not show any devilish traits.
168Abhī tō sab number-vār puruṣhārthī haĩ .
171Now, all of you are numberwise effort-makers.
169Sirph yah niśhchay rahnā chāhiē ham god fatherly students haĩ .
172You should simply have the faith that you are Godfatherly students.
170Bhagvānuvāch bachchō̃ prati ki maĩ tumkō paṛhākar rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .
173God speaks to you children: I teach you and make you into the kings of kings.
171Tumkō yōg aur gyān sikhlātā hū̃ .
174I teach you knowledge and yoga.
172Tum dēhī-abhimānī banō , maĩ tumkō lē jānē kē liē āyā hū̃ .
175Become soul conscious. 176I have come to take you back.
173Tum ātmāyē̃ machchharō̃ sadr̥iśhya mērē kō follow karē̃gī .
177You souls will follow Me like a swarm of mosquitoes.
174Barōbar mahābhārat laṛāī lagī hai tō machchharō̃ sadr̥iśhya follow kiyā hai paṇḍē kō .
178Truly, there was the Mahabharat War. 179So they followed the Guide like mosquitoes.
175Bābā paṇḍā hai , kahtē haĩ maĩ liberate karnē āyā hū̃ .
180Baba is the Guide. 181He says: I have come to liberate you.
176Tum māyā K|kē phandē mē̃ baṛē duḥkhī hō .
182You are very unhappy in the trap of Maya.
177Ēk tō garbh jēl mē̃ jātē hō , dūsrā phir us jēl mē̃ jānā bhī manuṣhyō̃ kē liē baṛā sahaj hō gayā hai .
183One thing is that you go into the jail of a womb and, secondly, it has become very easy for human beings to go to that jail.
178Baṛī khuśhī sē jēl mē̃ jātē haĩ .
184They happily go to jail.
179Ēk dō kō dēkh bhūkh haṛtāl ādi bhī karnē lag paṛtē haĩ .
185Seeing one another, they even begin to go on hunger strike, etc.
180Apnī ātmā kō duḥkh dēnē liē kyā-kyā kartē haĩ .
186Look at the things they do to cause their souls sorrow.
181Inkō ātmaghāt kahā jātā hai .
187That is called suicide of the soul.
182Śharīr tandarusta hai tō ātmā kahtī haĩ maĩ sukhī hū̃ .
188When the body is healthy, the soul says: I am happy.
183Tandarusta nahī̃ hai tō ātmā kahtī hai maĩ duḥkhī hū̃ .
189When the body is not healthy, the soul says: I am unhappy.
184Bāp ātē haĩ sadā sukhī svarg kā mālik banānē .
190The Father comes to make you into the constantly happy masters of heaven.
185Viśhva kā mālik kahtē haĩ - maĩ nayē viśhva kā rachayitā hū̃ , isliē mujhē mālik kahtē haĩ .
191The Master of the World says: I am the Creator of the new world and that is why I am called the Master.
186Parantu maĩ rājya nahī̃ kartā hū̃ .
192However, I do not rule there.
187Sab bhakta mujhē pūjtē haĩ .
193All devotees worship Me.
188Kahtē haĩ - hē bhagvān āō , ākar hamkō is kaliyugī duḥkhō̃ sē chhuṛāō , nirvāṇdhām vā svargdhām mē̃ bhēj dō .
194They say: O God, come and liberate us from the sorrow of the iron age! 195Send us to the land of nirvana, or, send us to the land of heaven!
189Bāp pahlē sukhdhām mē̃ bhēj dētē haĩ phir māyā duḥkhdhām banātī hai .
196The Father first sends you to the land of happiness and then Maya changes that into the land of sorrow.
190Aisē yah chakra phirtā hai .
197This cycle turns in this way.
191Bāp kahtē haĩ bachchē ab ġaphlat chhōṛō .
198The Father says: Children, now stop being careless!
192Māyā bahut akartavya kārya karātī hai , jissē pad bhraṣhṭa hō paṛēgā .
199Maya makes you perform many wrong actions through which your status is destroyed.
193Bāp kō jān pahchān unkī mat par chalnē sē tum śhrēṣhṭh ban sakē̃gē .
200After knowing and recognising the Father and following His directions, you will be able to become elevated.
194Nahī̃ tō bahut sajāyē̃ khāyēṅgē .
201Otherwise, there will be a lot of punishment.
195Jaisē īśhvar key|kī mahimā aparamapār hai vaisē sajā khānē key|kī durdaśhā bhī aparamapār hai .
202Just as God's praise is limitless, in the same way, the misfortune of experiencing punishment is also limitless.
196Kayāmat kā samay hai .
203It is now the time of settlement.
197Bābā sabkā hisāb-kitāb chuktū karātē haĩ .
204Everyone has to settle their karmic accounts.
198Sajāyē̃ khānē vālē is mālā mē̃ nahī̃ āyēṅgē .
205Those who experience punishment will not come into this rosary.
199Bāp kahtē haĩ sirph itnā yād karō viśhva kā rachayitā knowledgeful god father hamkō paṛhātē haĩ .
206The Father says: Simply remember that God, the Father, the Creator of the World, the knowledge-full One, is teaching us.
200Vah jarūr viśhva K|kē mālikpanē kā varsā dēgē , itnā yād rakhē tō bhī hanstē khēltē rahē̃gē .
207He would definitely give you your inheritance of becoming the masters of the world. 208Even if you just remember this much, you will continue to laugh and play.
201Achchhā !
209Achcha.
202Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .
210To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
203Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
211The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
204Dhārṇā kē liē mukhya sār :
212Essence for dharna:
2051 ) apnā bōl-chāl bahut mīṭhā rakhnā hai .
213 1. Let your words and behaviour be very sweet.
206Kōī āsurī kartavya nahī̃ karnā hai .
214Don't perform any devilish acts.
207Daivī manners dhāraṇ karnē haĩ .
215Imbibe divine manners.
2082 ) bāp key|kī service mē̃ bigar kahē madadgār bannā hai .
216 2. Become a helper and do the Father's service without being asked.
209Bāp key|kī mēhnat kā return avaśhya dēnā hai .
217Definitely give a return for the Father's efforts.
210Ġaphlat nahī̃ karnī hai .
218Don't be careless.
Blessing
211Vardān : buddhi rūpī vimān dvārā second mē̃ tīnō̃ lōkō̃ kā sair karnē vālē sahajyōgī bhav
219Blessing: May you be an easy yogi and tour around all three worlds in a second in the plane of your intellect.
212Bāpdādā bachchō̃ kō nimantraṇ dētē haĩ ki bachchē saṅkalp kā switch on karō aur vatan mē̃ pahuñch kar sūrya key|kī kiraṇē̃ lō|low , chandramā key|kī cāndanī bhī lō|low , picnic bhī karō aur khēlakūd bhī karō .
220 BapDada gives you children this invitation: Children, put on the switch of your thoughts and come to the subtle region and take the rays of the sun and the light of the moon. 221Have a picnic and also play games.
213Iskē liē sirph buddhi rūpī vimān mē̃ double refine petrol key|kī āvaśhyaktā hai .
222In order to do this, you simply need double refined fuel for your intellect’s plane.
214Double refine arthāt ēk nirākārī niśhchay kā naśhā ki maĩ ātmā hū̃ , bāp kā bachchā hū̃ , dūsrā sākār rūp mē̃ sarv sambandhō̃ kā naśhā .
223Double refined means to have the intoxication of having faith in the Incorporeal: I am a soul, a child of the Father. 224Secondly, have the intoxication of having all relationships in the corporeal form.
215Yah naśhā aur khuśhī sahajyōgī bhī banā dēgī aur tīnō̃ lōkō̃ kā sair bhī kartē rahē̃gē .
225This intoxication and happiness will make you into an easy yogi, who can also continue to tour around the three worlds.
Slogan
216Slōgan : śhrēṣhṭh karma kā gyān hī śhrēṣhṭh bhāgya key|kī lakīr khīñchnē kā kalam hai .
226Slogan: Knowledge of elevated actions is the pen with which to draw the line of elevated fortune.
227*** Om Shanti ***