बुधवार 3 मई 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

003-05-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 03/05/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - gyān K|kē ṭhaṇḍē chhīṇṭē ḍāl tumhē̃ harēk kō śhītal banānā hai , tum hō gyān barsāt karnē vālī śhītal dēviyā̃ ' '

1Essence: Sweet children, cool everyone down by sprinkling cool drops of knowledge on them. 2You are the goddesses of coolness who shower knowledge.

Question

2Praśhna  : bāp nē tumhē̃ gyān kā kalaṣh kyō̃ diyā hai  ?

3Question: Why has the Father given you the urn of knowledge?

Answer

3Uttar  : gyān kā kalaṣh milā hai pahlē svayã kō śhītal banākar phir sarv kō śhītal banānē kē liē .

4Answer: You have been given the urn of knowledge so that you can first cool yourself down and then make everyone else cool. 5At this time, everyone is burning in the fire of lust.

4Is samay harēk kām agni mē̃ jal rahā hai . 5Unhē̃ kām chitā sē utār gyān chitā par biṭhānā hai .

6Take them off the pyre of lust and make them sit on the pyre of knowledge.

6Ātmā jab pavitra śhītal banē tab dēvtā ban sakē , isliē tumhē̃ her|har rūh kō gyān injection lagākar pavitra banānā hai .

7When souls become pure and cool, they can become deities. 8Therefore, you have to give every spirit the injection of knowledge and purify them.

7Tumhārī yah rūhānī sēvā hai .

9This is your spiritual service.

Song

8Gīt  : jō piyā kē sāth hai …

10Song: The rain of knowledge is on those who are with the Beloved.

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Jō bāp kē sāth hai uskē liē barsāt hai .

12This rain is for those who are with the Father.

11Ab barsāt aur bāp .

13Now, there is rain and the Father.

12Tō bhalā bāp key|kī barsāt kaisē  ?

14So, how can there be rain from the Father?

13Wonder khāyēṅgē nā .

15You would be amazed, would you not?

14Duniyā in bātō̃ kō nahī̃ jāntī .

16The world doesn't know about these things.

15Yah hai gyān barsāt .

17This is the rain of knowledge.

16Tumkō śhītal dēviyā̃ banānē liē gyān chitā par biṭhāyā jātā hai .

18You are made to sit on the pyre of knowledge in order to make you into goddesses of coolness.

17Śhītal akṣhar K|kē against hai tapat ( garm ) .

19Against (in contrast) the word ‘cool’, there is the word ‘heat’.

18Tumhārā nām hī hai śhītal dēvī .

20Your name is ‘goddesses of coolness’.

19Ēk tō nahī̃ hōgī nā . 20Jarūr bahut hōṅgī , jinhō̃ sē bhārat śhītal bantā hai .

21There wouldn't be just one; there would definitely be many through whom Bharat becomes cool.

21Is samay sabhī kām chitā par jal rahē haĩ .

22At this time, all are burning on the pyre of lust.

22Tumhārā nām yahā̃ śhītlā dēviyā̃ hai , śhītal karnē vālī .

23Here, your name is ‘goddesses of coolness ‘, Sheetla Devis, the ones who cool everyone down.

23Ṭhaṇḍā chhīṇṭā ḍālnē vālī dēviyā̃ .

24You are the goddesses who sprinkle cool drops.

24Chhīṇṭā ḍālnē jātē haĩ nā .

25You go to sprinkle drops.

25Yah haĩ gyān K|kē chhīṇṭē jō ātmā kē ūpar ḍālē jātē haĩ .

26These are the drops of knowledge that are sprinkled on souls.

26Ātmā pure bannē sē śhītal ban jātī hai .

27When souls become pure, they become cool.

27Is samay sārī duniyā kām chitā par kālī hō paṛī hai .

28At this time, the whole world has become ugly by being on the pyre of lust.

28Ab kalaṣh miltā hai tum bachchō̃ kō .

29You children are now given the urn.

29Kalaṣh sē tum khud bhī śhītal bantē hō aur aurō̃ kō bhī banātē hō .

30With this urn, you become cool yourselves and you also make others the same.

30Yah bhī śhītal banī hai nā . 31Dōnō̃ ikaṭṭhē baiṭhē haĩ nā .

31This one (Mama – the one given the urn) also became cool, did she not?

32Gharbār chhōṛnē key|kī bāt nahī̃ .

32Both are sitting together.

33Lēkin gaūśhālā banī hōgī tō jarūr kōī nē gharbār chhōṛā hōgā .

33There is no question of leaving your home and family.

34Kisliē  ? 35Gyān chitā par baiṭh śhītal bannē kē liē .

34However, the cowshed had to be created and so some must have left home.

36Jab tum yahā̃ śhītal banē̃gē tab hī tum dēvtā ban sakē̃gē .

35What for? 36In order to sit on the pyre of knowledge and become cool.

37Bābā nē samjhāyā bhī hai jab tak tumhārē dvārā kōī āstik nahī̃ banā hai tō gōyā nāstik hī hai .

37Only when you become cool here will you be able to become deities. 38Baba has explained: Unless a person has become a theist through you, he is an atheist.

38Āstik duniyā vālē āpas mē̃ kabhī laṛtē-jhagaṛtē nahī̃ .

39Those who belong to the theist world do not fight or quarrel among themselves.

39Nāstik duniyā vālē laṛtē-jhagaṛtē haĩ .

40Those of the atheist world fight and quarrel.

40Nāstik kiskō kahā jātā hai  ?

41Who are called atheists?

41Jō mujh apnē pārlaukik parampriya parampitā paramātmā kō nahī̃ jāntē haĩ .

42Those who don't know Me, their most beloved, Supreme Father, the Supreme Soul from beyond.

42Sārī duniyā mē̃ ghar-ghar mē̃ rōlā hai kyōṅki parampitā paramātmā kō bhūlnē kāraṇ nāstik ban paṛē haĩ .

43There is confusion in every home in the world because they have become atheists by forgetting the Supreme Father, the Supreme Soul.

43Bēhad K|kē bāp aur unkī rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō nahī̃ jāntē .

44They don’t know the unlimited Father or the beginning, the middle or the end of His creation.

44Bēhad kā bāp samjhātē haĩ tum nāstik kyō̃ banē hō  ?

45The unlimited Father explains how you have become atheists.

45Bēhad kā bāp jiskō god father kahtē hō , aisē father kō kyō̃ bhūlē hō  ?

46Why have you forgotten the unlimited Father who is called God, the Father?

46Father kā tō occupation jānnā chāhiē .

47One should know the occupation of one’s Father.

47Vah hai bījrūp , sat-chit-ānand , gyān kā sāgar , śhānti kā sāgar . . . sab śhiphtē̃ ( viśhēṣhatāyē̃ ) unmē̃ haĩ .

48He is the Seed, the Truth, the Living Being, the Embodiment of Bliss, the Ocean of Knowledge and the Ocean of Peace.

48Unkī śhiphtē̃ alag haĩ .

49He has all of these specialities.

49Unkō hī kahā jātā hai - tum māt-pitā ham bālak tērē . . . tō jarūr vah mā̃-bāp hōgā nā .

50His specialities are different. 51It is to Him that it is said: You are the Mother and Father and we are Your children.

50Jab tak alpha kō nahī̃ jānā hai tab tak sīdhā hō nahī̃ saktē .

52Therefore, He would definitely be the Mother and Father. 53No one can be put right until he knows Alpha.

51Yah tō jāntē hō ki satyug mē̃ bhārat mē̃ god-goddess kā rājya thā .

54You know that in Bharat, in the golden age, there was the kingdom of gods and goddesses.

52Lakṣhmī-nārāyaṇ kō god-goddess kahtē thē jō dēvī-dēvtā dharm vālē hōṅgē vah samajhē̃gē ki barōbar lakṣhmī-nārāyaṇ is bhārat K|kē pahlē-pahlē mālik thē .

55Lakshmi and Narayan were called a goddess and god. 56Those who belong to the deity religion would understand that Lakshmi and Narayan truly were the first masters of this Bharat.

53Pāñch hajār varṣh key|kī bāt hai .

57It is a matter of 5000 years.

54Dēkhō , bāp-teacher jab samjhātē haĩ tō chārō̃ taraph dēkhtē haĩ ki bachchē achchhī tarah suntē dhāraṇ kartē haĩ yā buddhiyōg aur kahā̃ bhaṭaktā hai  ?

58Look, when the Father and Teacher is explaining to you, He looks around everywhere to see whether you children are listening and imbibing very well or whether your intellects’ yoga is wandering elsewhere.

55Jaisē bhakti mārg mē̃ bhal śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mūrti kē āgē baiṭhē hōṅgē parantu buddhi dhandhē ādi taraph dhakkā khātī rahēgī .

59On the path of devotion, although they would be sitting in front of an idol of Shri Krishna, their intellects would be wandering to their business etc.

56Ēkāgrachit us chitra mē̃ bhī nahī̃ rahē̃gē .

60They would not even be able to concentrate on that image.

57Yahā̃ bhī pūrī pahchān nahī̃ hai tō phir dhārṇā bhī nahī̃ hōtī hai .

61Here, too, when there isn't proper recognition, they are unable to imbibe anything.

58Śhiv-bābā yah māyā kō vaśh karnē kā vaśhīkaraṇ mantra dētē haĩ .

62Shiv Baba gives you the mantra that disciplines the mind so that you are able to control Maya.

59Kahtē haĩ tum apnē parampitā paramātmā śhiv kō yād karō .

63He says: Remember your Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.

60Buddhi kā yōg unkē sāth lagāō .

64Connect your intellects in yoga to Him.

61Abhī tumhārā buddhiyōg purānē ghar key|kī taraph nahī̃ jānā chāhiē .

65Now, your intellects’ yoga should not go towards your old home.

62Buddhiyōg bāp kē sāth laṭakā|laṭkā rahnā chāhiē kyōṅki tum sabkō mērē pās|pass ānā hai .

66Let your intellects dangle in yoga with the Father because all of you have to come to Me.

63Maĩ paṇḍā ban āyā hū̃ tumkō lē chalnē liē .

67I have come as the Guide to take you back home.

64Yah śhiv śhakti pāṇḍav sēnā hai .

68This is the Shiv Shakti Pandava Army.

65Tum hō śhiv sē śhakti lēnē vālē .

69You are those who take power from Shiva.

66Vah hai sarvśhaktimān tō lōg samajhtē haĩ paramātmā tō marē huē kō jindā kar saktē haĩ .

70Because God is the Almighty Authority, people believe that He can even bring back to life those who are dead.

67Parantu bāp kahtē haĩ - lāḍlē bachchē , is drama mē̃ har ēk kō anādi part milā huā hai .

71However, the Father says: Beloved children, each one in this drama has received his eternal part.

68Maĩ bhī creator , director , principal actor hū̃ .

72I am the Creator, Director and Principal Actor.

69Drama K|kē part kō ham kuchh bhī nahī̃ kar saktē .

73I cannot do anything about anyone’s part in the drama.

70Manuṣhya samajhtē haĩ - pattā-pattā paramātmā K|kē hukm sē chaltā hai .

74People think that every leaf moves with God's orders.

71Kyā paramātmā baiṭh pattē-pattē kō hukm karē̃gē  ?

75Would God sit and order every leaf?

72Paramātmā khud kahtē haĩ - maĩ bhī drama K|kē bandhan mē̃ bāndhā huā hū̃ .

76God Himself says: I too am bound by the drama.

73Aisē nahī̃ ki mērē hukm sē pattē hilē̃gē .

77It isn't that leaves move according to My orders.

74Sarvavyāpī K|kē gyān nē bhāratvāsiyō̃ kō bilkul kaṅgāl banā diyā hai .

78The idea of omnipresence has made the people of Bharat totally poverty-stricken.

75Bāp K|kē gyān sē bhārat phir sirtāj bantā hai .

79Bharat becomes crowned with the Father’s knowledge.

76Tum bachchē jāntē hō dēlvāṛā mandir bhī ṭhīk banā huā hai .

80You children know that the Dilwala Temple has been created accurately.

77Ādi dēv dilvālā hai sārē sr̥iṣhṭi key|kī dil lēnē vālā .

81Adi Dev is Dilwala, the one who wins the heart of everyone in the whole world.

78Bhaktō̃ key|kī dil lēnē vālā ēk bhagvān kahē̃gē nā .

82The one God would be said to be the One who wins the heart of all the devotees.

79Yah unhō̃ K|kē hī yādgār haĩ .

83This is their memorial.

80Ūpar mē̃ hai dēvtāō̃ K|kē chitra aur nīchē rājyōg key|kī tapasyā kar rahē haĩ . 81108 bachchē āsan lagākar baiṭhē haĩ śhivbābā key|kī yād mē̃ .

84Up above is the image of the deities and beneath that they are shown doing Raj Yoga tapasya; 108 children are sitting in that yoga posture in remembrance of Shiv Baba.

82Unhōnnē hī bhārat kō svarg banāyā hai .

85They are the ones who made Bharat into heaven.

83Gāndhī jī bhī kahtē thē naī duniyā rāmrājya chāhiē , parantu us rāmrājya naī duniyā mē̃ tō hai pavitratā . 84Vah tō kar na sakē .

86Gandhiji used to say that he was establishing the kingdom of Rama in the new world. 87However, there is purity in the new world; he couldn’t bring that about.

85Patit sr̥iṣhṭi kō pāvan banānā , yah tō bāp kā hī kām hai .

88It is the task of the Father alone to make the impure world pure.

86Kōī manuṣhya yah kārya kar na sakē .

89No human being can carry out that task.

87Inkē liē bhī kahtē haĩ bahut janmō̃ K|kē antim janm K|kē bhī ant mē̃ maĩ pravēśh kartā hū̃ tō yah patit ṭhaharā|ṭhahrā nā .

90It is said of this one: I enter this one at the end of the last of his many births. 91Therefore, he too is impure, is he not?

88Jō pāvan thē vahī patit banē haĩ , phir pāvan bantē haĩ .

92Those who were pure have become impure and they are once again becoming pure.

89Āpēhī pūjya āpēhī pujārī . 90Jō pujārī bhakta banē haĩ , bhagvān bhaktō̃ kō hī miltē haĩ .

93Those who were worthy of worship have become worshippers themselves; they have become devotees.

91Bākī vah jō mukti kē liē puruṣhārth kartē haĩ ki part bajānē sē mukt hō jāê parantu mōkṣh kiskō bhī miltā nahī̃ hai .

94God comes and meets the devotees. 95Those people make effort to attain eternal liberation so that they become free from playing their parts.

92Bhagvān kahtē haĩ - mujhē bhī mōkṣh nahī̃ miltā .

96However, no one can receive eternal liberation.

93Mujhē bhī service par ānā paṛtā hai .

97God says: I too do not receive eternal liberation.

94Bhaktō̃ kō rāzī karnā paṛtā hai , is bhārat kō mālāmāl banānē , ganvāyā huā svarājya phir sē dēnē , solvent banānē mujhē bhī patit śharīr mē̃ patit duniyā mē̃ ānā paṛtā hai .

98I too have to come to serve. 99I have to please the devotees. 100I also have to enter this impure world and an impure body in order to make this Bharat prosperous, to give it back its lost self-sovereignty once again and to make you solvent.

95Anēk bār āyā hū̃ aur ātā rahū̃gā .

101I have come many times and I will continue to come.

96Bhārat kō gul-gul banāūṅgā .

102I will make Bharat beautiful.

97Yah hai hī āsurī duniyā , unkō daivī banātā hū̃ .

103This is a devilish world and I will make it divine.

98Jō jō mujhē pahchānē̃gē vahī varsā lē̃gē .

104Those who recognise Me will claim their inheritance.

99Śhivbābā kalp-kalp bhārat kō varsā dēnē ātē haĩ .

105Shiv Baba comes every cycle to give Bharat its inheritance.

100Unkī jayantī ājkal manātē nahī̃ .

106Nowadays, people don't celebrate His birthday.

101Calendar sē holy ḍē|day bhī nikāl dī hai .

107They have even stopped the holiday that used to be marked on the calendar.

102Vāstav mē̃ tō ēk hī śhiv jayantī manānī chāhiē aur sabkī jayantiyā̃ manānā worth not penny hai .

108In fact, just the one Shiv Jayanti should be celebrated. 109It is worth not a penny to celebrate the birthdays of all the others.

103Ēk parampitā paramātmā śhiv key|kī jayantī manānā worth pound hai kyōṅki vah bhārat kō sōnē key|kī chiṛiyā banātē haĩ .

110To celebrate the birthday of the one Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, is worth a pound because He makes Bharat “The Golden Sparrow.”

104Mahimā us ēk kī hai .

111The praise is of that One.

105Manuṣhya samajhtē haĩ patit-pāvnī gaṅgā hai phir bhī ēk sē rāzī thōṛēhī hōtē haĩ . 106Sab jagah bhaṭaktē rahtē haĩ .

112People believe that the Ganges is the Purifier, and yet they are not happy with that one thing; they continue to wander everywhere.

107Siddh kartē haĩ barōbar ham patit haĩ .

113They prove that they truly are impure.

108Gyān kā sāgar tō ēk hī paramātmā hai jissē tum gyān gaṅgāyē̃ nikalī hō .

114Only the one Supreme Soul is the Ocean of Knowledge from whom you Ganges of knowledge have emerged.

109Tumhārē hī nām haĩ sarasvatī , gaṅgā , jamunā .

115The names Saraswati, Ganga (Ganges) and Jamuna are your names.

110Gaṅgā nadī par bhī mandir banā huā hai .

116A temple has been built on the River Ganges.

111Vāstav mē̃ gyān gaṅgāyē̃ tum hō .

117In fact, you are the Ganges of knowledge.

112Tum dēvtā nahī̃ hō . 113Tum brāhmaṇ hō .

118You are not deities; you are Brahmins.

114Gaṅgā K|kē nām par dēvtā kā chitra bhī rakh diyā hai .

119They have created images of deities and given them the name ‘Ganges’.

115Unhō̃ kō tō patā nahī̃ hai . 116Gyān gaṅgāyē̃ tum śhaktiyā̃ hō .

120They don't know that you Shaktis are the Ganges of knowledge.

117Tum ab manuṣhya sē dēvtā ban rahī hō is rājyōg sē .

121You are now changing from human beings into deities through this Raj Yoga.

118Sachchā yōg yah hai .

122This is true yoga.

119Bākī tō sab alpkāl health kē liē anēk prakār K|kē yōg sikhlātē haĩ .

123All the other yogas that people teach give you good health temporarily.

120Yah ēk hī bābā kē sāth yōg lagānē sē ham ever healthy bantē haĩ .

124By having yoga with that one Father, we become ever healthy.

121Ab bāp baiṭh bhārat kō heaven banātē haĩ .

125The Father now sits here and makes Bharat into heaven.

122Jab tak apnē kō ātmā , paramātmā kā bachchā nahī̃ samjhā hai tab tak varsā mil na sakē , aur sab haĩ brothers .

126Until you consider yourselves to be souls, the children of God, you cannot receive the inheritance. 127All the rest are brothers.

123Bhāratvāsī phir kah dētē ham sab fathers haĩ , īśhvar K|kē rūp haĩ .

128The people of Bharat say: We are all fathers, forms of God. 129Shivohum, tat twam.

124Śhivōham tattvam .

130(I am Shiva and the same applies to you.)

125Ab fathers jō sab duḥkhī haĩ , unkō sukh kā varsā milē kahā̃ sē .

131How can all the fathers who are unhappy receive the inheritance of happiness?

126Kitnā ghōr andhkār hai .

132There is extreme darkness.

127Yahī hai rāt .

133This is the night.

128Gyān hai din .

134Knowledge is the day.

129Yah sab bātē̃ samajhnē kī haĩ .

135All of these things have to be understood.

130Bachchē tum hō rūhānī social worker .

136Children, you are spiritual social workers.

131Vah haĩ jismānī social workers .

137Those are physical social workers.

132Tum rūh kō injection lagātē hō ki rūh pure ban jāyē .

138You give the spirits an injection so that they become pure.

133Bākī tō sab jismānī sēvā kartē haĩ .

139Those all do physical service.

134Bāp baiṭh samjhātē haĩ - kitnā fark hai  !

140The Father sits here and explains: There is so much difference!

135Tum god kō yād kar god-goddess ban rahē hō .

141You remember God and are becoming gods and goddesses.

136Bhagvān khud kahtē haĩ - lāḍlē bachchē , maĩ tumhārā gulām bankar āyā hū̃ .

142God Himself says: Beloved children, I have come as your Slave.

137Ab maĩ jō kahtā hū̃ sō mānō .

143Now accept what I tell you.

138Uskō śhrīmat bhagavat kahtē haĩ .

144This is called Shrimat Bhagawad.

139Ūñchē tē ūñch vah hai .

145He is the Highest on High.

140Kōī kahē brahmā jayantī ūñch hai , bilkul nahī̃ .

146Some say that the birthday of Brahma is higher. 147Not at all!

141Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kō banānē vālā , unsē kārya karānē vālā śhivbābā hai nā .

148It was Shiv Baba who created Brahma, Vishnu and Shankar and who has them do things.

142Nahī̃ tō naī sr̥iṣhṭi kaisē banē  ?

149How else would the new world be created?

143Sabsē ūñch jayantī hai hī trimūrti śhiv key|kī .

150The highest birthday is that of Trimurti Shiva.

144Śhiv ātē hī haĩ brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kē sāth .

151Shiva comes with Brahma, Vishnu and Shankar.

145Tō unkī hī jayantī manāyī jā saktī hai .

152So, only His birthday should be celebrated.

146Ājkal tō kuttē-billī sabkī jayantī manātē rahtē haĩ .

153Nowadays they even celebrate the birthdays of cats and dogs.

147Kuttō̃ kō bhī kitnā pyār kartē haĩ  !

154People have so much love for dogs.

148Āj-kal key|kī duniyā dēkhō kyā hai  !

155Look what the world has now become!

149Kahē̃gē - satyug mē̃ yah śhēr ādi nahī̃ hōṅgē .

156They say: Lions etc. won't exist in the golden age.

150Kāydā nahī̃ kahtā .

157The law doesn't allow it.

151Satyug mē̃ manuṣhya bhī bahut thōṛē hōṅgē , tō jānvar ādi bhī thōṛē hōtē haĩ .

158There will be few human beings in the golden age, and so there will also be few animals.

152Bīmāriyā̃ bhī pahlē itnī thōṛēhī thī .

159There weren't so many illnesses earlier.

153Abhī tō kitnī ḍhēr bīmāriyā̃ nikal paṛī haĩ , tō yah jānvar ādi pīchhē vr̥iddhi kō pātē haĩ .

160So many illnesses have now emerged and all the animals etc. also increase later.

154Satyug mē̃ gāyē̃ bhī baṛī achchhī hōtī haĩ .

161In the golden age, even the cows are very good.

155Kahtē haĩ - śhrīkr̥iṣhṇa nē gaūyē̃ charāī .

162They say: Krishna grazed cows.

156Aisē nahī̃ kahtē - satyug mē̃ aisī first class gāyē̃ thī .

163They don't say that there were such first-class cows in the golden age.

157Dēvtāō̃ kē liē vahā̃ hīrē-javāharō̃ K|kē mahal hōtē haĩ aur yahā̃ haĩ ṭhikkar-bhittar K|kē .

164There are palaces studded with diamonds and jewels for the deities there. 165Here, the palaces are of bricks and clay.

158Yah sab samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

166All of these matters have to be understood.

159Jō samajh jāyēṅgē vah kabhī school chhōṛē̃gē nahī̃ .

167Those who understand these things will never leave this school.

160Aim object samajhnē bigar kōī ākar baiṭhē tō bhī samajh nahī̃ sakē̃gē .

168Anyone who comes and sits here, unless he understands his aim and objective, he wouldn't be able to understand anything.

161Jahā̃ bhī satsaṅg mē̃ jātē haĩ vahā̃ aim object kuchh hōtī nahī̃ .

169Whenever you go to other spiritual gatherings, they don't have any aim or objective.

162Yah tō pāṭhśhālā hai .

170This is a school.

163Pāṭhśhālā mē̃ tō jarūr aim object chāhiē nā .

171In a school, an aim and objective is definitely needed.

164Tum aim object kō jāntē hō , jinkī takdīr mē̃ nahī̃ hōgā unkī buddhi mē̃ gyān kabhī ṭapakēgā hī nahī̃ .

172You know your aim and objective. 173Knowledge will not trickle into the intellects of those who don't have it in their fortune.

165Jīvan-mukti mē̃ bhī thōṛēhī āyēṅgē .

174They will not receive liberation-in-life.

166Pichhāṛī vālē svarg mē̃ ā na sakē .

175Those who come later (in the cycle) cannot go to heaven.

167Achchhā .

176Achcha.

168Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

177To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

169Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

178The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

170Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

179Essence for dharna:

1711 ) buddhiyōg sadā ēk bāp mē̃ lagā rahē .

180 1. Keep your intellect constantly connected to the one Father.

172Purānē ghar , purānī duniyā mē̃ buddhi na jāē .

181Do not let your intellect go to your old home or the old world.

173Aisī ēkāgrachit avasthā banānī hai .

182Make your stage concentrated and stable.

1742 ) bāp key|kī sarv śhiphtē̃ ( guṇ ) svayã mē̃ dhāraṇ karnā hai .

183 2. Imbibe all the specialities of the Father.

175Her|har ātmā par gyān K|kē chhīṇṭē ḍāl unkī tapat bujhāē śhītal banānā hai .

184Sprinkle drops of knowledge on every soul, put out their fire and make them cool.

Blessing

176Vardān  : her|har ātmā sē ātmik aṭūṭ pyār rakh snēh sampann vyavahār karnē vālē saphaltāmūrt bhav

185Blessing: May you have unbroken love for every Brahmin soul and interact with them lovingly and become an embodiment of success.

177Jaisē bāp kē prati aṭūṭ , akhaṇḍ , aṭal pyār hai , śhrēṣhṭh bhāvnā hai , niśhchay hai aisē brāhmaṇ ātmāō̃ sē ātmik pyār aṭūṭ aur akhaṇḍ hō .

186 Just as you have unbroken, constant and deep love and elevated feelings for the Father and you have faith, in the same way, let your love for Brahmin souls be unbroken and constant.

178Kisī K|kē kaisē bhī saṅskār hō , chalan hō lēkin brāhmaṇ ātmāō̃ kā sārē kalp mē̃ aṭūṭ sambandh hai , īśhvarīy parivār hai , bāp nē her|har ātmā kō chunkar īśhvarīy parivār mē̃ lāyā hai , yah smr̥iti rahē tō ātmik pyār aṭūṭ hōnē sē snēh sampann vyavahār hōgā aur sahaj saphaltāmūrt ban jāyēṅgē .

187No matter what the sanskars or behaviour of others are like, Brahmin souls have unbroken relationships through the whole cycle. 188This is a Godly family and the Father has selected every soul and brought each one into the Godly family. 189When you have this awareness, and your love is unbroken, your interactions will be full of love and you will easily become an embodiment of success.

Slogan

179Slōgan  : antarmukhī vah hai jō jis samay chāhē āvāj mē̃ āyē aur jis samay chāhē āvāj sē parē hō jāē .

190Slogan: An introverted person comes into sound when he wants and goes beyond sound when he wants.

191*** Om Shanti ***