शुक्रवार 5 मई 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

005-05-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 05/05/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum rūp basant hō , tumhē̃ bāp kī yād mē̃ bhī rahnā hai tō gyān-ratnō̃ kā bīj bhī bōnā hai , bhārat kā śhrr̥iṅgār bhī karnā hai ' '

1Essence: Sweet children, you are rup and basant. 2You have to stay in remembrance of the Father and also sow seeds of the jewels of knowledge. 3You have to decorate Bharat too.

Question

2Praśhna  : tum bachchē kaliyugī gōvardhan parvat kō uṭhānē kē liē kaun-sī aṅgulī dētē hō  ?

4Question: Which finger do you children give to lift the iron-aged Goverdhan mountain?

Answer

3Uttar  : pavitratā key|kī .

5Answer: That of purity. 6To make a promise for purity is like giving your finger. 7Because there hasn’t been purity, you can see the condition of Bharat.

4Pavitratā key|kī pratigyā karnā hī jaisē aṅgulī dēnā hai . 5Pavitratā nahī̃ hai tō bhārat kā hall|hāl dēkhō kyā hō chukā hai . 6Pavitratā hai tō peace-prosperity sab hai isliē śhrīmat par āg aur kapūs ikaṭṭhē rahtē bhī pavitra bannā hai ( pravr̥itti mē̃ rahtē pavitra bannā hai ) .

8When there is purity, there is peace, prosperity and everything and this is why, according to shrimat, you who are fire and cotton have to stay together and be pure (pure while living together in your household).

7Gharbār kā sannyās nahī̃ karnā hai .

9You don't have to renounce your household.

Song

8Gīt  : ānē vālē kal key|kī tum takdīr hō …

10Song: You are the fortune of tomorrow.

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Mātāō̃ nē , sabhī sajaniyō̃ nē yah gīt sunā .

12Mothers, all of you brides heard this song.

11Bachchē jāntē haĩ is bhārat key|kī takdīr mē̃ lakīr lagī huī hai .

13You children know that the fortune of Bharat has been crossed out.

12Kis dvārā lakīr lagī hai  ?

14What has crossed out the fortune?

135 vikārō̃ rūpī rāvaṇ dvārā .

15Ravan, the five vices.

14Ab phir tum bachchē bhārat key|kī takdīr banā rahē hō .

16You children are now once again creating the fortune of Bharat.

15Tum hō śhiv śhakti mātāyē̃ .

17You mothers are Shiv Shaktis.

16Jab gyān sāgar ātē haĩ tō mātāō̃ kē ūpar kalaṣh rakhtē haĩ .

18When the Ocean of Knowledge comes, He places the urn on you mothers.

17Tum bachchē jāntē hō ham bhārat key|kī takdīr banānē arthāt bhārat kō svarg banānē vālē haĩ .

19You children know that you are those who create the fortune of Bharat, that is, you are those who make Bharat into heaven.

18Tum bāp key|kī sēnā hō .

20You are the Father's army.

19Bāp K|kē ghar key|kī śhōbhā hō .

21You are the beauty of the Father's house.

20Mā̃-bāp kē pās bachchā nahī̃ hōtā hai tō ghar jaisē sūnā lagtā hai .

22When a couple don’t have children, their home feels empty.

21Ab yah duniyā sūnī-sūnī lagtī hai .

23This world too now feels empty.

22Ab tum bachchē inkō svarg banānē vālē hō .

24You children are now going to make it into heaven.

23Bāp kahtē haĩ maĩ tum mātāō̃ kā gulām hū̃ kyōṅki āgē yah mātāyē̃ pati key|kī gulām thī .

25The Father says: I am the Slave of you mothers, because you mothers were previously slaves of your husbands.

24Unkō kahā jātā hai hindū nārī kā pati hī gurū-īśhvar sab kuchh hai .

26The mothers were told: The husband of a Hindu woman is her guru, her god, her everything.

25Vāstav mē̃ is samay key|kī bāt kō phir bhakti mārg mē̃ lē gayē haĩ .

27In fact, they have taken the aspect of this time on to the path of devotion.

26Parampitā paramātmā kō hī is samay kahā jātā hai tvamēv mātāśhcha pitā tvamēv .

28At this time, you say to the Supreme Father, the Supreme Soul: You are the Mother and You are the Father.

27Sab kuchh ēk hai .

29You alone are everything.

28Hindū lōgō̃ nē phir pati kē liē kah diyā hai .

30However, Hindus have then said this of husbands.

29Vāstav mē̃ śhivbābā hai patiyō̃ kā pati .

31In fact, Shiv Baba is the Husband of all husbands.

30Tum tō sadā saubhāgyaśhālī bantī hō aur yah pati bhī amar hai , amarnāth hai nā .

32You become those who are hundred times fortunate and this Husband of yours is immortal. 33He is the Lord of Immortality.

31Tumkō bhī amarnāth , amarpurī kā mālik banātē haĩ .

34The Lord of Immortality is also making you into the masters of the land of immortality.

32Aisē pati kō bahut yād karnā hai jō tumkō paṛhākar svarg kā mālik banātē haĩ .

35You have to remember very much the Husband who teaches you and makes you into the masters of heaven.

33Aisē pati kō bhūlnē sē rōnā ā jātā hai .

36By forgetting such a Husband, you will end up weeping.

34Bāp kahtē haĩ - kyā tumhārā sājan mar gayā hai jō tum rōtī hō  !

37The Father says: Has your husband died that you are weeping?

35Tumkō tō abhī sadaiv harṣhitmukh rahnā hai .

38You should now remain constantly cheerful.

36Dēvtāō̃ kā mukhṛā sadaiv harṣhit rahtā hai .

39The faces of deities are constantly cheerful.

37Manuṣhya dēkhnē sē hī khuśh hōtē haĩ .

40People become happy just seeing them.

38Dēvtāō̃ nē vah khuśhī kahā̃ sē lāī  ?

41Where did deities receive that happiness from?

39Saṅgam par bāp nē aisā harṣhitmukh , khuśhmizāz banāyā thā .

42The Father made them so happy and cheerful at the confluence age.

40Abhī puruṣhārth karnā hai tab hī tō avināśhī banē̃gē .

43You now have to make effort because only then will you become imperishable.

41Bāp kahtē haĩ - rōnē key|kī bāt hī nahī̃ hai .

44The Father says: There is no question of weeping. 45Wah!

42Vāh aisā salōnā sājan milā hai jissē svarg K|kē mahārājā-mahārānī bantē hō .

46You have found such a handsome Bridegroom through whom you become the emperors and empresses of heaven!

43Tum śhrīmat par kadam-kadam chaltē rahō .

47You have to continue to follow shrimat at every step.

44Tum jō versions suntē hō vah ēk-ēk versions lākh rūpayē kā hai .

48Every version you hear is worth a hundred thousand rupees.

45Vah vidvān lōg gītā , vedānt ādi sunātē haĩ tō kahtē haĩ yah ēk-ēk versions lākh rūpayē kā hai .

49When those scholars relate the Gita or Vedanta, they say that each of those versions is worth a hundred thousand rupees.

46Parantu aisā tō hai nahī̃ .

50However, it is not like that.

47Tum harēk rūp-basant hō .

51Each of you is rup and basant.

48Ātmā rūp hai nā . 49Bāp bhī hai rūp , phir unkō gyān-sāgar kahā jātā hai .

52The soul is rup and the Father is also Rup and then He is also called the Ocean of Knowledge.

50Gyān kī varṣhā karānē vālā hai .

53He is the One who rains knowledge on you.

51Sthūl pānī key|kī bāt nahī̃ , iskō tō gyān-ratna kahā jātā hai .

54It is not a question of physical water. 55These are called the jewels of knowledge.

52Harēk kō yah gyān-ratnō̃ kā bīj bōnā hai .

56Each one of you has to sow the seeds of the jewels of knowledge.

53Manuṣhyō̃ kō samjhānā chāhiē ki tum ātmā hō , yah tumhārā śharīr hai .

57You should explain to people: You are a soul and that is your body.

54Tum kahtē hō pāp-ātmā , puṇy-ātmā .

58You speak of sinful souls and charitable souls.

55Pāp-paramātmā , puṇya-paramātmā nahī̃ kahtē hō .

59You don't say, sinful Supreme Soul or charitable Supreme Soul.

56Issē siddha hai - paramātmā sarvavyāpī nahī̃ hai .

60This proves that God is not omnipresent.

57Māyā pāp-ātmā banātī hai aur bāp puṇy-ātmā banātē haĩ .

61Maya makes you into sinful souls and the Father makes you into charitable souls.

58Puṇy-ātmāō̃ key|kī duniyā kō svarg aur pāp-ātmāō̃ key|kī duniyā kō nark kahā jātā hai .

62The world of charitable souls is called heaven and the world of sinful souls is called hell.

59Sabkō pāvan banānē vālā sadgati-dātā ēk hī bāp hai .

63Only the one Father, the Bestower of Salvation, is the One who purifies everyone.

60Tō tum bachchē is bēhad K|kē ghar K|kē śhrr̥iṅgār hō .

64You children are the decoration of this unlimited home.

61Tumhē̃ bhārat kā śhrr̥iṅgār karnā hai .

65You have to decorate Bharat.

62Vaikuṇṭha kō wonder of|off dī|the world kahā jātā hai .

66Paradise is called the Wonder of the World.

63Manuṣhya 7 jismānī wonders dikhātē haĩ .

67People show seven physical wonders of the world.

64Vah tō haĩ manuṣhya K|kē banāyē huē .

68Those are created by human beings.

65Vāstav mē̃ wonder of|off dī|the world hai vaikuṇṭha , jahā̃ sab ātmāyē̃ sadā sukhī rahtī haĩ .

69In fact, the wonder of the world is Paradise, where all souls remain constantly happy.

66Gātē bhī haĩ phalānā svargvāsī huā , parantu jab tak bāp na āyē tab tak vahā̃ kōī jā nahī̃ saktā .

70They say: So-and-so became a resident of heaven. 71However, until the Father comes, no one can go back there.

67Ab tum bachchē jāntē hō - ham vaikuṇṭha mē̃ jātē haĩ .

72You children now know that you are going to Paradise.

68Vah jismānī wonders ôkhō̃ sē dēkhnē K|kē haĩ . 69Tumkō tō vaikuṇṭha mē̃ jākar athāh sukh bhōgnā hai .

73You see those physical wonders with your eyes, but you are going to go to Paradise and experience limitless happiness there.

70Vahā̃ rōnē key|kī bāt nahī̃ .

74There is no question of weeping there.

71Bāp kahtē haĩ tum parampitā paramātmā key|kī sajnī kyō̃ rōtī hō .

75The Father says: Why do you brides of the Supreme Father, the Supreme Soul, weep?

72Śhāyad sājan kō bhūl jātī hō .

76Perhaps you forget your Bridegroom?

73Sājan kō bhūl jānā mānā unsē vidāī lēnā .

77To forget your Bridegroom means to bid Him farewell.

74Sadaiv unkō yād kartē rahō tō rōnē key|kī bāt nahī̃ .

78Constantly continue to remember Him and there won't be anything to weep about.

75Bākī kiskā sambandhī ādi martā hai tō rōtē haĩ .

79However, when someone's relative dies, people weep.

76Ab tum jītē jī chhuṭṭī lētē hō .

80You are now taking leave while alive.

77Sabsē chhuṭṭī lē , rō-rōkar phir sadā kē liē hans paṛtē hō kyōṅki vaikuṇṭha mē̃ jātē hō .

81You take leave from everyone. 82After weeping, you then laugh for all time because you are going to Paradise.

78Yahā̃ tō rōnē key|kī darkār nahī̃ .

83There is no need to weep here.

79Bābā nē kahā hai ammā marē tō bhī haluā khānā , kaun sā haluā  ?

84Baba has told you: Even if your mother dies you have to eat halva.

80Yah gyān kā .

85Which halva?

81Ab tō sab marē paṛē haĩ .

86Halva of knowledge. 87Now, all are dead.

82Kiskā chintan karē̃ , kiskā na karē̃ - itnē sab marē̃gē .

88Whom should you worry about and whom should you not worry about? 89All will die.

83Kōī kriyākram karnē vālā bhī nahī̃ rahēgā .

90There won't be anyone left to carry out the final ceremonies.

84Jāpān mē̃ bam sē itnē marē phir kisnē kriyākram kiyā .

91When so many died in Japan during the bombing, was there anyone left to carry out their burials etc?

85Kriyākram karnē vālē bhī mar jāyēṅgē .

92Even those who perform those ceremonies will die.

86Yah tō bhakti mārg key|kī rasamrivāz hai .

93That is a system of the path of devotion.

87Satyug mē̃ aisī bātē̃ hōtī nahī̃ .

94Such things do not happen in the golden age.

88Vahā̃ tō athāh sukh hai .

95There is plenty of happiness there.

89Mōhjīt rājā key|kī kahānī bhī vahā̃ kī hai .

96The story of the king who conquered attachment refers to that place.

90Tumnē janma-janmāntar yah kathā sunī hai .

97You have been listening to that story for birth after birth.

91Ab bāp kahtē haĩ - jō kuchh sunā hai vah bhūl jāō .

98Now the Father says: Forget everything you have heard.

92Ab sab bāp sē sunō .

99Now listen to everything from the Father.

93Hear no evil , see no evil . . unhōnnē bandarō̃ key|kī śhakla kā ēk khilaunā banāyā huā hai . 94Talk no evil , see no evil . . . . kyōṅki is samay manuṣhya bandar sē bhī badtar haĩ , jō sunāō sat-sat kartē rahtē haĩ .

100Hear no evil, see no evil… 101Those people have created a toy with the faces of monkeys depicting this, “Speak no evil, see no evil”, because human beings at this time are even worse than monkeys. 102Whatever people are told, they continue to say "It’s true, it’s true!"

95Bābā kahtē haĩ - bachchē , glānī key|kī bātē̃ mat sunō .

103Baba says: Children, don't listen to defamatory things.

96Maĩ kalp K|kē saṅgamyug par ātā hū̃ .

104I come at the confluence age of the cycle.

97Bāp kō tō jarūr ānā hī hai tab tō knowledge dē .

105The Father surely has to come, for only then could He give knowledge.

98Manuṣhya kahtē r̥iṣhi-muni ādi trikāldarśhī thē .

106People say that the rishis and munis were trikaldarshi.

99Bābā kahtē - bilkul nahī̃ .

107Baba says: Absolutely not!

100Lakṣhmī-nārāyaṇ bhī trikāldarśhī nahī̃ thē .

108Even Lakshmi and Narayan were not trikaldarshi.

101Trikāldarśhī sirph tum brāhmaṇ banē hō .

109Only you Brahmins are trikaldarshi.

102Tumhārā yah 84 vā̃ antim janm hai .

110These 84th births are your final ones.

103Aisē nahī̃ yah gyān K|kē saṅskār dūsrē janm mē̃ rahē̃gē .

111It isn't that these sanskars of knowledge will be with you in your next birth.

104Nahī̃ , yah prāyaḥlōp hō jātē haĩ .

112No, they disappear.

105Vahā̃ tō rājāī sthāpan hō jātī hai tō rājyōg key|kī darkār nahī̃ .

113The kingdom there will have been established and so there will be no need for Raj Yoga.

106Tō dēkhō , bābā kyā kahtē , manuṣhya kyā kahtē haĩ . 107Rāt aur din kā antar hai .

114Therefore, just see what Baba says and what people say; there is the difference of day and night.

108Manuṣhya kahtē paramātmā sarvavyāpī hai , bāp kahtē haĩ nahī̃ .

115People say that God is omnipresent, whereas the Father says: No.

109Manuṣhya kahtē haĩ kaliyug key|kī āyu abhī 40 hajār varṣh paṛī hai , bāp kahtē haĩ nahī̃ .

116People say that there are still 40,000 years of the iron age left, whereas the Father says: No.

110Kitnē gapōṛē sunāē ghōr andhiyārā kar diyā hai .

117They have told so many lies and brought about extreme darkness.

111Ab mīṭhā bāp kahtē haĩ - bahut mīṭhā banō .

118Now, the sweet Father says: Become very sweet.

112Tum īśhvarīy darbār mē̃ īśhvar K|kē bachchē hō .

119You children of God are in God's court.

113Tumhārā farj hai yōg lagānā .

120Your duty is to have yoga.

114Gōvardhan parvat par jāyēṅgē tō vahā̃ aṅgulī dikhāī hai .

121When you go to the Goverdhan mountain, there is an image of a finger.

115Parvat key|kī kitnī pūjā hōtī hai .

122The mountain is worshipped so much.

116Bhārat jab golden age ban jātā hai tō unkī pūjā nahī̃ hōtī .

123When Bharat becomes the golden age, that mountain is not worshipped.

117Tō yah aṅgulī hai tumhārī niśhānī .

124Therefore, that finger is a symbol of you.

118Pavitratā key|kī pratigyā karnā jaisē aṅgulī dēnā hai - bhārat kō salvage karnē kē liē .

125To make a promise for purity is like giving your finger to salvage Bharat.

119Pavitratā hai tō peace prosperity bhī hai .

126When there is purity, there is also peace and prosperity.

120Pavitratā nahī̃ hai tō bhārat kā hall|hāl dēkhō kyā hai .

127Look at the condition of Bharat when there is no purity.

121Mēhnat hai nā .

128This requires effort.

122Sannyāsī kahtē āyē - āg aur kapūs ikaṭṭhē rah nahī̃ saktē .

129Sannyasis have been saying that fire and cotton wool cannot live together.

123Śhāstrō̃ mē̃ aisā hai .

130That is written in the scriptures.

124Parantu tum sannyāsiyō̃ kō kah saktē hō ki ham kaisē āg kapūs ikaṭṭhē rahtē pavitra rahtē haĩ .

131However, you can tell the sannyasis how you, the fire and the cotton wool, live together and remain pure. 132Sannyasis do not receive shrimat.

125Sannyāsiyō̃ kō śhrīmat thōṛēhī miltī hai .

133We are now following the Father's shrimat.

126Ham tō ab bāp key|kī śhrīmat par chaltē haĩ . 127Unkō miltī hai śhaṅkarāchārya key|kī mat , yah hai śhivāchārya key|kī mat .

134Those people receive directions from Shankaracharya whereas these are the directions of Shivacharya.

128Tum śhivāchārya K|kē bachchē hō .

135You are the children of Shivacharya.

129Yah kōī nahī̃ jāntē .

136No one knows this.

130Kahtē haĩ paramātmā gyān kā sāgar hai tō āchārya huā nā .

137They say that God is the Ocean of Knowledge and so He is the Teacher (Acharya).

131Vah śhaṅkarāchārya hai .

138That one is Shankaracharya.

132Sannyāsī bahut śhāstra paṛhkar title lētē haĩ .

139Sannyasis receive a title by studying many scriptures.

133Śhrīkr̥iṣhṇa āchārya kabhī nahī̃ kahā jātā hai .

140It is never said: Krishna-acharya.

134Śhiv kā patā hī nahī̃ .

141They don't know about Shiva.

135Vah bāp kō jāntē hī nahī̃ haĩ .

142They don't know the Father at all.

136Sivāē bāp K|kē aur kisī kō gyān kā sāgar nahī̃ kah saktē haĩ .

143No one, apart from the Father, can be called the Ocean of Knowledge.

137Kōī sannyāsī milē tō bōlō - tum hō nivr̥itti mārg vālē haṭhyōg sannyāsī .

144When you meet a sannyasi, tell him: You are on the path of isolation, a hatha yoga sannyasi.

138Ham haĩ pravr̥itti mārg vālē rājyōgī .

145We are the Raj Yogis, who belong to the family path.

139Tum rājyōg sikhlā nahī̃ saktē hō .

146You cannot teach Raj Yoga.

140Tum hō rajōguṇī kyōṅki śhaṅkarāchārya ātē hī haĩ dvāpar mē̃ .

147You are rajoguni, because Shankacharya came in the copper age.

141Tumhārā hai haṭhyōg karma sannyās .

148Yours is hatha yoga, the renunciation of karma.

142Vāstav mē̃ karma sannyās tō hōtā hī nahī̃ hai .

149In fact, there cannot be renunciation of karma.

143Ab tum bachchō̃ kō direction hī kuchh aur miltā hai .

150You children now receive completely different directions.

144Manuṣhya chāhtē haĩ śhānti mē̃ rahē̃ .

151People want to live in peace.

145Bōlō - achchhā , apnē kō in organs sē detach kar dō .

152Tell them: Achcha, detach yourself from your organs.

146Parantu sirph detach karnē sē hī fāydā nahī̃ hōgā .

153There won't be any benefit by simply detaching yourself.

147Detach hō phir mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

154First detach yourself and then remember Me. 155Only then will your sins be absolved.

148Śhānti tō tumhārē galē kā hār hai .

156Peace is the garland around your necks.

149Ātmā kā svadharm hai śhānti .

157The original religion of souls is peace.

150Ham ātmāyē̃ mūlvatan mē̃ silence mē̃ rahtī haĩ .

158We souls remain in silence in the incorporeal world.

151Phir sūkṣhmavatan mē̃ hai movie .

159Then, in the subtle region, there is the movie.

152Yah hai talkie sthūl vatan .

160This physical world is the talkie.

153Tum bachchō̃ nē sākṣhātkār kiyā hai .

161You children have had visions.

154Bābā nē jāstī dēkhā hai .

162Baba has seen a lot more.

155Mama nē tō kuchh bhī nahī̃ dēkhā , kabhī bhī dhyān mē̃ nahī̃ gaī .

163Mama didn't see anything; she never went into trance.

156Gyān mē̃ kitnī tīkhī gaī .

164She became very clever in knowledge.

157Yah dhyān key|kī āśh bhī nahī̃ rakhnī chāhiē .

165You shouldn't have any desire to go into trance.

158Mama dēkhō bigar dhyān K|kē kitnā āgē number lētī hai .

166Look, Mama claimed a number so far in front even without visions.

159Pahlē śhrī lakṣhmī phir śhrī nārāyaṇ , inkē liē likhā huā hai arjun kō vināśh sthāpanā kā sākṣhātkār huā .

167First, it is Shri Lakshmi and then Shri Narayan. 168For this one it is written: Arjuna had a vision of destruction and establishment.

160Is rath mē̃ rathī śhivbābā baiṭh knowledge sunātē haĩ .

169Shiv Baba, the Charioteer, is sitting in this chariot and giving you knowledge.

161Is rath kō bhī knowledge unsē miltī hai .

170This chariot also receives knowledge from that One.

162Yah khud bhī gītā paṛhtē thē .

171This one himself used to study the Gita.

163Bahut kathā kartē thē .

172He used to hold many spiritual gatherings.

164Ab wonder lagtā hai - śhāstrō̃ mē̃ kyā-kyā hai .

173Now he is amazed at everything that is in the scriptures.

165Bāp kahtē haĩ - yah paṛhā huā sab bhūl jāō , sunō nahī̃ , dēkhtē huē nahī̃ dēkhō .

174The Father says: Forget everything you have studied. 175Don't listen to anything. 176While seeing, do not see.

166Bas , ham tō jātē haĩ bābā K|kē ghar sweet home .

177We are now going to Baba's home, to our sweet home.

167Jab tak guide tathā liberator na āyē tab tak kōī jā nahī̃ saktā .

178Until the Guide and the Liberator comes, no one can go back.

168Paṇḍā aur mukti dātā tō ēk hī bāp hai .

179Only the one Father is the Guide and the Bestower of Liberation.

169Duḥkhō̃ sē mukt kar dētē haĩ , isliē unkō gati-sadgati dātā kahā jātā hai .

180He liberates you from sorrow and this is why He is called the Bestower of Liberation and Salvation.

170Vah hai manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bīj rūp , supreme soul .

181He is the Seed of the human world tree, the Supreme Soul.

171Nirākārī duniyā hai ātmāō̃ K|kē rahnē kā dhām .

182The incorporeal world is the place where souls reside.

172Aisē nahī̃ ki brahm paramātmā hai , usmē̃ ātmāyē̃ līn hō jāyēṅgī .

183It isn't that the brahm element is God and that souls merge into it.

173Kitnī wonderful bātē̃ haĩ .

184These are such wonderful matters!

174Tumhārā 84 janm kā part avināśhī hai , yah kab miṭ nahī̃ saktā .

185Your parts of 84 births are imperishable; they can never be erased.

175Sr̥iṣhṭi anādi rachī huī hai .

186The world is created eternally.

176Satyug kō naī sr̥iṣhṭi kahā jātā hai .

187The golden age is called the new world.

177Ab hai purānī sr̥iṣhṭi . 178Bākī sr̥iṣhṭi kōī vināśh nahī̃ hōtī .

188The world is now old, but it isn't that the world is destroyed.

179Bāp ātē hī haĩ patit sr̥iṣhṭi kō pāvan banānē .

189The Father comes to make the impure world pure.

180Sr̥iṣhṭi tō hai hī hai .

190The world always exists.

18184 janm tō jarūr dēvtāō̃ K|kē hī hōṅgē , phir kam hōtē jātē haĩ .

191It would definitely be just the deities who take 84 births and the others take fewer births.

182Phir kriściyan ādi kā bhī hisāb nikāl saktē haĩ .

192Then, you can also calculate about the Christians.

183Vāstav mē̃ bhāratvāsiyō̃ key|kī jansaṅkhyā bahut hōnī chāhiē . 184Parantu aur aur dharmō̃ mē̃ convert hōnē kāraṇ kam hō gayē haĩ .

193In fact, the population of the people of Bharat should be very large but, because they have been converted into other religions, it has become small.

185Nām hī hindū rakh diyā hai .

194They have given themselves the name – ‘Hindus’.

186Bāp kahtē haĩ maĩ ātā hī tab hū̃ jab mujhē brahmā dvārā dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā karnī hai .

195The Father says: I come when I have to establish the deity religion through Brahma and carry out destruction through Shankar.

187Śhaṅkar dvārā vināśh . . . . phir jō sthāpanā kartē haĩ vahī pālnā karē̃gē .

196Then, the one who establishes it will also sustain it.

188Gāndhī jī kō bhī jinhōnnē madad key|kī , mēhnat key|kī āj bahut sukhī haĩ .

197Those who helped Gandhiji and made so much effort are today very happy.

189Vahā̃ sukhī tō sab banē̃gē .

198Everyone there will be happy.

190Bākī pad mē̃ fark paṛ jātā hai .

199However, there will be a difference in their status.

191Jō bāp kī yād mē̃ rahtē haĩ aur varsē kō yād kartē haĩ vah sūryavanśhī banē̃gē .

200Those who stay in remembrance of the Father and remember the inheritance will become part of the sun dynasty.

192Cum|kam yād karē̃gē tō chandravanśhī , nahī̃ tō phir prajā , dās-dāsiyā̃ ādi tō bahut chāhiē nā .

201Those who have less remembrance will become part of the moon dynasty. 202Otherwise, they will become subjects. 203Many maids and servants are also required.

193Bāp nē samjhāyā hai yōgbal sē hī kōī bhī viśhva kā mālik ban saktā hai .

204The Father has explained to you that anyone with the power of yoga can become a master of the world.

194Tum hō yōgbal key|kī ahiṃsak sēnā .

205You are the non-violent army who have the power of yoga.

195Kriściyan kō bhī itnā bal mil jāē tō viśhva K|kē mālik ban saktē haĩ .

206If Christians received this much power they could become the masters of the world.

196Parantu law nahī̃ kahtā hai .

207However, the law doesn't say this.

197Vah bandar key|kī kahānī hai nā .

208There is the story of the monkeys.

198Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mukh mē̃ mākhan ā jātā hai - viśhva key|kī rājāī kā .

209The butter of the kingdom of the world is shown in Krishna’s mouth.

199Tō viśhva kā rājya yōgbal sē hī mil saktā hai .

210So the kingdom of the world can only be claimed when you have the power of yoga.

200Bāp kahtē haĩ maĩ svarg rachtā hū̃ .

211The Father says: I create heaven.

201Tum bachchō̃ kā bhī yahī dhandhā hai . 202Bachchē phir bāp K|kē ban sthāpanā mē̃ madad kartē haĩ .

212This is the business of you children too; you children belong to the Father and help Him in establishing it.

203Achchhā  !

213Achcha.

204Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .

214To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

205Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

215The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

206Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

216Essence for dharna:

2071 ) sadā harṣhit , khuśhmizāz rahnā hai .

217 1. Always remain cheerful and happy.

208Kabhī bhī rōnā nahī̃ hai .

218Never weep.

209Jītē jī sabsē chhuṭṭī lē lēnī hai .

219Take leave from everyone whilst you are alive.

210Kisī kā bhī chintan nahī̃ karnā hai .

220Don't worry about anyone.

2112 ) apnē śhānti svadharm mē̃ sthit rahnā hai .

221 2. Remain stable in your original religion of peace.

212Gyān aur yōg sē tīkhā jānā hai .

222Go fast with knowledge and yoga.

213Dhyān key|kī āśh nahī̃ rakhnī hai .

223Do not have any desire to go into trance.

Blessing

214Vardān  : yathārth śhrēṣhṭh handling dvārā sarv key|kī duāyē̃ prāpt karnē vālē sarv K|kē snēhī bhav

224Blessing: May you be loved by all and receive everyone’s blessings with your accurate, elevated handling.

215Jaisē bāp nē kisī bhī bachchē key|kī kamjōrī kō nahī̃ dēkhā , himmat baṛhāī ki āp hī mērē thē , haĩ aur sadā banē̃gē , aisē follow father karō .

225 The Father did not look at the weaknesses of any children but encouraged them, saying “You were Mine, you are Mine and you will always be Mine”. 226Follow the Father in the same way.

216Har ēk key|kī viśhēṣhtā kō dēkhtē sambandh-sampark mē̃ āō tō ātmāō̃ sē svataḥ ātmik pyār emerge hōgā aur bāp K|kē sāth-sāth sarv K|kē snēhī ban jāyēṅgē .

227Form relationships and connections with everyone while seeing their specialities. 228Spiritual love for souls will automatically emerge and you will be loved by all and by the Father.

217Jahā̃ ātmik snēh hai vahā̃ sadā sabhī dvārā sadbhāvnā , sahyōg key|kī bhāvnā svataḥ hī duāō̃ K|kē rūp mē̃ prāpt hōtī hai , iskō hī rūhānī yathārth handling kahā jātā hai .

229Where there is spiritual love, you automatically receive good wishes and co-operation from everyone in the form of blessings. 230This is called accurate, spiritual handling.

Slogan

218Slōgan  : apnē śhrēṣhṭh saṅkalpō̃ key|kī ēkāgratā dvārā , anya ātmāō̃ key|kī bhaṭaktī huī buddhi kō ēkāgr kar dēnā hī sachchī sēvā hai .

231Slogan: With the concentration of your elevated thoughts, to concentrate the wandering intellects of many other souls is to do true service.

232*** Om Shanti ***