मंगलवार 9 मई 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

009-05-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 09/05/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - śhivbābā niṣhkām number one trustee hai , usē tum apnā purānā bag-baggage transfer kar dō tō satyug mē̃ tumhē̃ sab nayā mil jāyēgā ' '

1Essence: Sweet children, Shiv Baba is the altruistic number one Trustee. 2Transfer your old bags and baggage to Him and you will receive everything new in the golden age.

Question

2Praśhna  : bāp kō kin bachchō̃ key|kī her|har prakār sē sambhāl karnī paṛtī hai  ?

3Question: Which children does the Father have to take care of in every way?

Answer

3Uttar  : jō niśhchaybuddhi ban apnā pūrā-pūrā samāchār bāp kō dētē haĩ , bāp sē her|har kadam par direction lētē haĩ - aisē bachchō̃ kā bāp kō bahut khyāl rahtā hai .

4Answer: The Father is very concerned that the children’s intellects have faith and that they give their full news to the Father and take directions from the Father at every step. 5Baba says: Sweet children, you must never have doubts about shrimat.

4Bābā kahtē - mīṭhē bachchē , kabhī bhī śhrīmat mē̃ sanśhay nahī̃ ānā chāhiē .

6If you have doubts, Maya will cause you great harm.

5Sanśhay mē̃ āyā tō māyā bahut nuksān kar dēgī . 6Tumhē̃ lāyak bannē nahī̃ dēgī .

7She will not allow you to become worthy.

Song

7Gīt  : dar par āyē haĩ …

8Song: Having taken an oath, I have come to your doorway.

Murli

8Ōm śhānti .

9Om shanti.

9Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ nē gīt sunā .

10You sweetest, beloved, long-lost and now-found children heard the song.

10Bachchē unkō kahā jātā hai jō bāp K|kē bantē haĩ .

11Those who belong to the Father are called children.

11Bāp nē samjhāyā hai - yah antim marjīvā janm , jītē jī bāp kā bannā hai . 12Yah tō bachchē jāntē haĩ , śhrīmat gāī huī hai .

12The Father has explained that you have to belong to the Father for as long as you live in this final birth in which you have died alive.

13Śhrīmad bhagvānuvāch . 14Us gītā mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai .

13You children know that shrimat is remembered as “God speaks”.

15Parantu pahlē śhivbābā , phir brahmā , phir śhrīkr̥iṣhṇa . 16Tō śhrīmat śhrīkr̥iṣhṇa key|kī nahī̃ kahē̃gē , vah daivī guṇō̃ sē sampann hai .

14They have written Shri Krishna’s name in that Gita, but first is Shiv Baba, then Brahma and then Shri Krishna.

17Kisī bhī dēhdhārī manuṣhya kō patit-pāvan nahī̃ kahā jātā .

15So shrimat cannot be said to be Shri Krishna’s; he is with divine virtues.

18Patitō̃ kō pāvan banānē vālā ēk hī bāp hai , jiskī śhrīmat par tum chal rahē hō .

16Human beings cannot be called the Purifier. 17Only the one Father is the Purifier of the impure and you follow His shrimat.

19Nirākār paramātmā sabhī dharm vālō̃ kā pitā hai .

18The incorporeal Supreme Soul is the Father of all religions.

20Śhrīkr̥iṣhṇa kō sabhī nahī̃ mānē̃gē .

19Not everyone believes in Shri Krishna.

21Kriściyan , Christ kō father māntē haĩ , na ki śhrīkr̥iṣhṇa kō kyōṅki kriściyan haĩ Christ key|kī mukh vaṅśhāvalī .

20Christians believe Christ, not Shri Krishna, to be their father because Christians are the mouth-born creation of Christ.

22Śhivbābā ākar tumkō apnā banātē haĩ .

21Shiv Baba comes and makes you belong to Him.

23Kahtē haĩ - sir hathēlī par rakhkar bāp kā banē haĩ - unkē direction par chalnē kē liē .

22He says: You now belong to the Father with your head in your hand (with that regard) in order to follow His directions.

24Bachchō̃ kō unhē̃ mat dēnē key|kī darkār nahī̃ hai .

23You children don't need to give Him directions.

25Vah khud mat dēnē vālā hai .

24He, Himself, is the One who gives you directions.

26Aisē nahī̃ , yah kyō̃ kahtē  ?

25You mustn't ask: Why does Baba say this?

27Nahī̃ , yah tō sab bachchē haĩ .

26No, all are the children.

28Śhivbābā nāmīgrāmī hai .

27Shiv Baba is very well known.

29Vah jō mat dēgē , jō kuchh karē̃gē , right karē̃gē .

28The directions He gives and whatever He does will be right.

30Is sākār ( brahmā ) sē bhī jō kuchh karāyēṅgē vah right hī hōgā kyōṅki karankarāvanhār hai .

29Whatever He makes this corporeal one (Brahma) do would also be right because He is Karankaravanhar.

31Unkō bhī yah mat dētē haĩ ki yah karō .

30He gives him directions too: Do this!

32Tumhārā connection hai śhivbābā sē .

31Your connection is with Shiv Baba.

33Kōī kā bhī avguṇ nahī̃ dēkhnā hai , śhrīmat par chalnā hai .

32You mustn’t look at anyone's defects. 33Follow shrimat.

34Śhivbābā tō hai nirākār , sākṣhī .

34Shiv Baba is the Incorporeal, the detached Observer.

35Unkā yahā̃ ghar hai nahī̃ .

35He doesn't have a home here.

36Tum yahā̃ parāyē ghar mē̃ rahtē hō .

36You stay here in a home that doesn't belong to you.

37Phir svarg mē̃ jākar apnē ghar mē̃ rahē̃gē .

37You will then go to heaven and live in your own home.

38Śhivbābā kahtē haĩ - maĩ tō nahī̃ rahū̃gā .

38Shiv Baba says: I will not live there.

39Maĩ tō saṅgam par thōṛē time kē liē ātā hū̃ .

39I come at the confluence age for a short time.

40Tum hō sachchē-sachchē rūhānī salvation army .

40You are the true spiritual Salvation Army.

41Supreme bāp direction dē rahē haĩ , hūbahū kalp pahlē muāphik .

41The Supreme Father is giving you directions exactly as He did in the previous cycle.

42Kalp pahlē jō direction diyē hōṅgē vahī dēgē .

42He will give the same directions that He gave in the previous cycle.

43Din-rāt guhya tē guhya bātē̃ sunātē rahtē haĩ .

43He continues to tell you the deepest points, day and night.

44Nayā kōī samajh na sakē .

44A new person wouldn’t be able to understand them.

45Karāchī sē lēkar murlī chaltī āī hai .

45The murli has continued from the time of Karachi.

46Pahlē bābā murlī nahī̃ chalātē thē .

46At first, Baba didn't speak the murli.

47Rāt dō bajē uṭhkar 10-15 page likhtē thē .

47Baba would wake up at 2.00 am and write 10 to 15 pages.

48Śhivbābā likhvātē thē , phir uskī kāpiyā̃ nikāltē thē .

48Shiv Baba would make him write those and then copies of those were made.

49Bhakti mārg K|kē tō baṛē-baṛē kitāb banātē jātē haĩ .

49On the path of devotion, they continue to make very big books that they keep.

50Vah phir rakhtē haĩ .

50How much would you keep?

51Tum kitnā rakhē̃gē kyōṅki jāntē haĩ yah sab vināśh hōnā hai .

51You know that all of this is to be destroyed.

52Chitra ādi bhī thōṛē samay kē liē haĩ phir yah dab jāyēṅgē .

52All the pictures etc. are also for a short time and they will then be buried underground.

53Vahā̃ na śhāstra , na chitra rahē̃gē .

53There, there won't be any scriptures or pictures.

54Phir yah jō kuchh chal rahā hai , kalp bād phir hōgā .

54Whatever happens now will happen again after a cycle.

55Śhāstra ādi dvāpar sē śhurū hōṅgē .

55The scriptures etc. will begin from the copper age.

56Jinkē liē bāp samjhātē haĩ - insē paramdhām kā rāstā nahī̃ miltā hai .

56The Father says: You cannot find the way to the supreme abode from those.

57Granth pahlē bahut chhōṭā thā , din-pratidin baṛā banātē jātē haĩ .

57The Granth was very small to begin with and day by day, they now continue to make it bigger.

58Vāstav mē̃ śhivbābā key|kī jīvan kahānī baṛī banānī chāhiē .

58In fact, a big book of Shiv Baba's biography should be written.

59Tum bachchē bāp key|kī jīvan kahānī jāntē hō .

59You children know the Father's biography.

60Bāp samjhātē haĩ - maĩ bhakti mārg mē̃ kyā-kyā kartā hū̃ .

60The Father explains what He does on the path of devotion.

61Bhakti mārg mē̃ bhī insurance kartā hū̃ .

61I insure everything even on the path of devotion.

62Īśhvar arth|earth manuṣhya dān kartē haĩ .

62People donate in the name of God.

63Kahtē haĩ nā isnē īśhvar arth|earth kiyā hai tab sāhūkār ghar mē̃ janma liyā hai .

63They say: He did something in the name of God and this is why he has taken birth in a wealthy family.

64Bhakti mē̃ dharmātmā bahut hōtē haĩ .

64In devotion, there are many righteous souls.

65Bābā kahtē haĩ maĩ bachchō̃ kō dūsrē janm mē̃ iskā alpkāl kē liē phal dētā āyā hū̃ .

65Baba says: I have been giving children the temporary fruit of that in their next birth.

66Achchhā vā burā phal miltā hai nā .

66You receive good and bad fruit.

67Kitnā baṛā insurance huā .

67It is such a big insurance.

68Jō jaisē karma kartē haĩ us anusār phal miltā hai .

68Each one receives fruit according to the actions he or she performs.

69Māyā ulṭā karma karātī hai , jissē tum duḥkh pātē hō .

69Maya makes you perform wrong actions through which you receive sorrow.

70Ab maĩ tumkō aisē karma sikhlātā hū̃ , jō kabhī duḥkh nahī̃ hōgā aur vahā̃ māyā bhī nahī̃ hōtī tō jō jitnā apnē kō insure karē .

70I now teach you such actions that you will never experience sorrow. 71Maya doesn't exist there, and so each of you can insure yourself as much as you want.

71Śhivbābā bhī number one trustee hai .

72Shiv Baba is also the number one Trustee.

72Dūsrē key|kī āsakti jātī hai , kōī trustee kiskā khānā kharāb bhī kar dētē haĩ .

73Some are attracted to other things. 74Some trustees ruin everything of others.

73Bābā dēkhō kaisā trustee hai .

75Look how Baba is the Trustee!

74Kahtē haĩ yah sab kuchh bachchō̃ kē liē hai .

76He says: All of this is for you children.

75Tumhārā sārā connection śhivbābā sē hai .

77Your full connection is with Shiv Baba.

76Bāp kahtē haĩ maĩ sachchā trustee hū̃ .

78The Father says: I am the true Trustee.

77Maĩ khud sukh nahī̃ lētā hū̃ , bachchō̃ kō sārī rājdhānī dē dētā hū̃ .

79I Myself don’t take that happiness, but I give the whole kingdom to you children.

78Yah bābā bhī kahtē haĩ - mainnē full insure kar liyā hai . 79Tan-man-dhan sab bābā key|kī service mē̃ hai .

80This Baba also says: I have fully insured everything: body, mind and wealth are all being used for Baba's service.

80Sindhī mē̃ ēk kahāvat hai - «  hath jisakā hĩy pahalā pur sō pahũchē . . . . ' ' ( dātā samān hāth haĩ tō vah pahlā number pahuñch jātē haĩ ) dō muṭṭhī dētē haĩ tō mahal miltē haĩ .

81There is a saying in Sindhi: Those who give a handful receive a palace in return. 82Look, a building has now been built.

81Dēkhō , abhī makān banā hai , kōī nē ēk rūpayā bhējā - hamārī īṭ lagā dō . . . arē , tumkō sabsē achchhā mahal milēgā kyōṅki tum garīb hō .

83Someone sent one rupee and asked for a brick to be put in her name. 84Ah! 85Because you are poor, you will receive the best palace of all.

82Maĩ hū̃ hī garīb nivāz .

86I am the Lord of the Poor.

83Garīb kā ēk rūpayā , sāhūkār kā 10 hazār . 84Dōnō̃ kō ēk hī martabā mil jātā hai .

87One rupee of a poor person is equivalent to 10,000 rupees of a wealthy person; both receive the same status.

85Sāhūkār bahut muśhkil ātē haĩ .

88Wealthy people hardly ever come here.

86Kanyāyē̃ sabsē free haĩ .

89Kumaris are the most free.

87Number one dēkhō mama gaī .

90Look how Mama claimed number one.

88Bābā nē sab kuchh diyā phir bhī pahlē lakṣhmī phir nārāyaṇ , kitnā wonderful khēl hai  !

91Baba gave everything, but nevertheless, first is Lakshmi and then Narayan.

89Kabhī bhī , kisī bāt mē̃ sanśhay nahī̃ hōnā chāhiē .

92This is such a wonderful play! 93Never have any doubts about anything.

90Jarā bhī sanśhay nahī̃ lānā chāhiē .

94Do not have the slightest doubt at all.

91Bahut mīṭhā bannā hai .

95Become very sweet.

92Kadam-kadam par śhrīmat lēnī hai .

96Take shrimat at every step.

93Nahī̃ tō māyā bahut nuksān karā dētī hai .

97Otherwise, Maya will cause you a great deal of harm.

94Kitnē bachchō̃ kō direction dēnē paṛtē haĩ .

98So many children have to be given directions.

95Bābā kahtē haĩ pūrā samāchār likhō .

99Baba says: Give your full news.

96Bābā her|har prakār key|kī sambhāl karē̃gē .

100Baba will take care of you in every way.

97Bābā kō bahut khyāl rahtā hai - kahā̃ yah bachchā chaṛh jāē .

101Baba is very much concerned that the children become elevated.

98Paṛhāī par pūrā dhyān dēnā chāhiē .

102You should pay full attention to the study.

99Tum most beloved god fatherly student hō .

103You are the most beloved Godfatherly students.

100Bhagvānuvāch bhī gāyā huā hai , parantu śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl diyā hai .

104“God speaks” is also remembered, but they have put Shri Krishna’s name.

101Śhrīkr̥iṣhṇa bhī sab manuṣhyō̃ sē ūñchā ṭhaharā|ṭhahrā .

105Shri Krishna is the highest of all human beings.

102First number śhrīkr̥iṣhṇa kā nām dētē haĩ , nārāyaṇ kā kyō̃ nahī̃  ?

106They also mention Shri Krishna’s name as the first number, but why not that of Narayan?

103Śhrīkr̥iṣhṇa hai chhōṭā satōpradhān .

107Shri Krishna is young and satopradhan.

104Phir yuvā , vr̥iddha avasthā hōtī hai .

108Then he goes through the stages of youth and old age.

105Bālak brahm gyānī samān kahtē haĩ .

109It is said that a child is equal to a brahm gyani.

106Bachchē sē pāp nahī̃ hōtā hai .

110A small child doesn't commit sin.

107Śhrīkr̥iṣhṇa kā bhī janma-din manātē haĩ , śhrīkr̥iṣhṇa kō dvāpar mē̃ lē gayē haĩ .

111People celebrate the birthday of Shri Krishna. 112They have shown him in the copper age.

108Yah sab bāp hī samjhātē haĩ .

113The Father alone explains all of these things.

109Is samay tum brāhmaṇ hō uttam . 110Tum hō īśhvarīy santān .

114At this time you Brahmins are the most elevated; you are the children of God.

111Satyug mē̃ īśhvarīy santān nahī̃ kahalāyēṅgē .

115In the golden age, you would not be called the children of God.

112Īśhvar sē jarūr svarg key|kī prāpti hōgī .

116You will definitely attain heaven from God.

113Yah hai tumhārā ati amūlya durlabh jīvan .

117This is your most invaluable, precious life.

114Sabhī kā tō hō nahī̃ saktā .

118It cannot be like this for everyone.

115Yah drama hī aisā banā huā hai .

119This drama is predestined in this way.

116Jō kalp pahlē paṛhē thē , vahī ab paṛh rahē haĩ .

120Those who studied in the previous cycle are studying now.

117Bhagvān nē jarūr bhagvān bhagvatī rachē haĩ .

121God definitely created gods and goddesses.

118Parantu unhō̃ kō ham bhagvān bhagvatī kah nahī̃ saktē kyōṅki god is one .

122However, we cannot call them gods and goddesses, because God is One.

119Us nirākār key|kī sārī mahimā hai .

123All the praise is of the incorporeal One.

120Sākār key|kī thōṛēhī mahimā hōtī hai .

124There cannot be praise of a corporeal being.

121Lakṣhmī-nārāyaṇ kō nirākār nē aisā banāyā .

125The incorporeal One made Lakshmi and Narayan become like that.

122Tum bhī bāp dvārā svarg K|kē mālik ban rahē hō .

126You too are becoming the masters of heaven through the Father.

123Rājyōg sīkh rahē hō .

127You are studying Raj Yoga.

124Barōbar gītā mē̃ rājyōg hai .

128Raj Yoga is truly mentioned in the Gita.

125Jab rājāī sthāpan huī thī tō us samay vināśh bhī huā thā .

129At the time when the kingdom was established, destruction also took place.

126Abhī hai saṅgam .

130It is now the confluence age.

127Śhivbābā ātē haĩ tō khēl pūrā kartē haĩ .

131When Shiv Baba comes, He brings the play to an end.

128Phir śhrīkr̥iṣhṇa kā janm hōtā hai .

132Then the birth of Shri Krishna takes place.

129Bhakti mārg mē̃ bahut baṛē-baṛē mandir banātē haĩ .

133They build very big temples on the path of devotion.

130Un mandirō̃ mē̃ padamō̃ key|kī milkiyat thī .

134There used to be wealth worth multimillions in those temples.

131Ab tō sab lōp hō gayē haĩ .

135Now, all of that has disappeared.

132Bhakti mārg K|kē śhāstra paṛhtē-paṛhtē , yātrā kartē-kartē , mandir banātē-banātē , kharchā kartē-kartē bhārat kaṅgāl ban paṛā hai .

136From studying the scriptures of the path of devotion, from going on pilgrimages, from building temples and spending so much money, Bharat has become poverty-stricken.

133Abhī tum jaisē master knowledgeful hō gayē hō .

137It is as though you have now become master knowledge-full.

134Bāp gyān kā sāgar , ānand kā sāgar , blissful hai .

138The Father is the Ocean of Knowledge, the Ocean of Happiness and blissful.

135Yah sab bāp key|kī hī mahimā hai .

139All of this praise is of the Father.

136Bāp kahtē haĩ - bhārat sabsē achchhā tīrtha sthān hai .

140The Father says: Bharat is the best pilgrimage place.

137Parantu śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍālnē sē sārā mān khatm kar diyā hai .

141However, by putting Shri Krishna’s name, they have lost all respect.

138Nahī̃ tō sab śhiv K|kē mandir mē̃ fool|phūl chaṛhātē .

142Otherwise, everyone would offer flowers at the Shiva Temple.

139Sabkā sadgati dātā ēk hai .

143The Bestower of Salvation for All is One.

140Ādhākalp tum prālabdh bhōg nīchē ātē jātē hō , sabkō tamōpradhān bannā hī hai .

144You experience the reward for half a cycle and you continue to come down. 145Everyone has to become tamopradhan.

141Ab bāp kahtē haĩ jō bag baggage haĩ sab dō tō tumkō transfer kar satyug mē̃ dē dēgē .

146The Father says: Now give all your bags and baggage and I will transfer them and give them to you in the golden age.

142Ham khud tō nahī̃ lētē haĩ .

147I Myself do not take them.

143Manuṣhya tō apnē liē kartē haĩ phir kahtē haĩ ham niṣhkām kartē haĩ .

148People do everything for themselves and then say that they are doing it selflessly.

144Parantu niṣhkām tō kōī kar nahī̃ saktā .

149However, no one can do anything selflessly.

145Her|har chīz kā phal jarūr miltā hai .

150You definitely receive the reward of everything you do.

146Maĩ tō tum bachchō̃ kō avināśhī gyān-ratna dētā hū̃ .

151I give you children the imperishable jewels of knowledge.

147Tumhārē liē hī vaikuṇṭha lātā hū̃ .

152I bring Paradise for you.

148Bachchō̃ kō sovereignty kā souvenir ( saugāt ) dētā hū̃ .

153I give you children the souvenir (gift) of sovereignty.

149Tō vah lēnē liē lāyak bannā chāhiē .

154So you have to become worthy of receiving it.

150Svarg kā mālik bannā hai .

155You have to become the masters of heaven.

151Hathēlī par bahiśht miltā hai .

156You receive heaven on the palm of your hand.

152Second mē̃ jīvanmukti athavā second mē̃ bādśhāhī .

157You receive liberation-in-life in a second and sovereignty in a second.

153Divya dr̥iṣhṭi dātā śhivbābā hai .

158Shiv Baba is the Bestower of divine vision.

154Second mē̃ vaikuṇṭha mē̃ lē jātē haĩ , is sākār bābā K|kē hāth mē̃ chābī nahī̃ hai .

159He takes you to Paradise in a second. 160This sakar Baba doesn't hold that key.

155Bāp kahtē haĩ maĩ tum bachchō̃ kō rājāī dētā hū̃ .

161The Father says: I give you children the kingdom.

156Maĩ rājāī nahī̃ kartā hū̃ .

162I Myself do not rule.

157Phir tum jab bhakti mārg mē̃ jāyēṅgē tō tumkō divya dr̥iṣhṭi sē bahalāūṅgā .

163Then, when you go onto the path of devotion, I entertain you with divine visions.

158Kitnā achchhī rīti bāp samjhātē haĩ .

164The Father explains to you so well!

159Bābā kalp-kalp , kalp K|kē saṅgam par ēk hī bār ātē haĩ .

165Baba only comes once every cycle, at the confluence age of the cycle.

160Bākī itnē avatār ādi sab gapōṛē haĩ .

166They say that He has many incarnations etc. but all of that is lies.

161Yah śhāstra haĩ hī sab bhakti mārg K|kē .

167The scriptures all belong to the path of devotion.

162Vah bhī banī banāī ban rahī ab kuchh bannī nāhi .

168That which is predestined is taking place; nothing is to be created now.

163Jō kuchh hōtā hai drama mē̃ nūndh hai , iskō sākṣhī hōkar dēkhō .

169Whatever happens is fixed in the drama. 170Just watch everything as a detached observer.

164Bābā bahut achchhī rīti samjhātē haĩ - bachchē , maĩ tumhārā insure magnate hū̃ .

171Baba explains to you very clearly: Children, I am your Insurance Magnate.

165Tumhārī ēk pāī bhī nahī̃ ganvātā hū̃ .

172I do not waste even one penny of yours.

166Kauṛī sē tumkō hīrē tulya banātā hū̃ .

173I change you from shells into diamonds.

167Yah sab śhivbābā kartē haĩ inkē dvārā .

174Shiv Baba does all of this through this one.

168Karankarāvanhār vah hai .

175He is Karankaravanhar.

169Nirākār aur niranhakārī vah hai .

176He is incorporeal and egoless.

170God father kaisē baiṭh paṛhātē haĩ .

177Look how God, the Father, sits here and teaches you.

171Aisē nahī̃ kahtē haĩ charaṇō̃ mē̃ paṛō .

178He doesn't ask you to fall at His feet.

172Bāp obedient servant hai .

179The Father is the Obedient Servant.

173Bāp kahtē haĩ jinkō mālik banāyā vah pahlē bahut sukh bhōgtē haĩ , ab duḥkhī huē haĩ .

180The Father says: The ones I made into the masters experienced a lot of happiness at first, but they have now become unhappy.

174Sukh bhī bahut miltā hai .

181They also receive a lot of happiness.

175Kōī dharm kō itnā sukh nahī̃ miltā .

182No other religion has this much happiness.

176Aisē nahī̃ kah saktē ki bhāratvāsiyō̃ kō kyō̃  ? 177Aurō̃ nē kyā kiyā  ?

183You cannot ask why the people of Bharat have it and why others don’t.

178Arē , itnē ḍhēr manuṣhya haĩ , sab tō nahī̃ ā saktē haĩ .

184There are so many people and not all can come there.

179Drama banā huā hai .

185The drama is predestined.

180Bhārat mē̃ hī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā .

186The original eternal deity religion was only in Bharat.

181Bhagvān nē ākar sachchā rājyōg sikhāyā thā .

187God came and taught true Raj Yoga.

182Bāp kahtē haĩ maĩ phir āyā hū̃ .

188The Father says: I have come once again.

183Tumnē 84 janm part bajāyā ab phir sē ghar vāpis jātē haĩ .

189You have played your parts of 84 births and you are now going back to your home.

184Yah bahut purānā chōlā hō gayā hai .

190This costume has become very old.

185Sarp kā misāl . 186Sannyāsī phir kahtē haĩ ātmā , paramātmā mē̃ līn hō jātī hai .

191There is the example of the snake. 192Sannyasis say that souls merge into the Supreme Soul.

187Aisī avasthā mē̃ rahtē-rahtē phir śharīr chhōṛ dētē haĩ .

193They stay in such a stage and then leave their bodies.

188Parantu brahm mē̃ līn tō kōī hōtā nahī̃ .

194However, no one merges into the brahm element.

189Lēkin unhō̃ mē̃ bhī kōī-kōī bahut tīkhē hōtē haĩ .

195Nevertheless, some of them are very clever.

190Śhānt mē̃ baiṭh śharīr chhōṛ dētē haĩ .

196They sit peacefully as they leave their bodies.

191Brahm tō bābā nahī̃ hai .

197The brahm element is not Baba.

192Yah un bichārō̃ kā bhram hai . 193Jaisē hinduō̃ kā yah bhram hai ki ham hindū dharm K|kē haĩ .

198That is just an illusion of those poor people just as Hindus have the illusion that they belong to the Hindu religion.

194Arē , hindū dharm kahā̃ sē āyā  ?

199Oh! but where did the Hindu religion come from?

195Vah tō hindustān kā nām hai .

200That is from the name Hindustan.

196Satyug mē̃ ēk hī dharm thā .

201There was just the one religion in the golden age.

197Ab tō dēkhō kitnē dharm haĩ  !

202Look how many religions there are now!

198Kitnī bhāṣhāyē̃ haĩ  !

203There are so many languages.

199Vahā̃ tō bhāṣhā hī ēk hōtī hai .

204There, there is just the one language.

200Kahtē haĩ one government hō parantu sabhī government one kaisē hōgī .

205They say that there should be one Government, but how would all the Governments become one?

201Brotherhood bhī nahī̃ samajhtē , sarvavyāpī kah dētē tō father hood hō gayā phir khud father kah kar kiskō bulāyēṅgē .

206They don't even understand brotherhood. 207They say that God is omnipresent and so that becomes a Fatherhood. 208So, if they call themselves the Father, whom would they invoke?

202Yah bhī samajh key|kī bāt hai nā .

209This too is something to understand.

203Achchhā  !

210Achcha.

204Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .

211To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

205Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

212The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

206Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

213Essence for dharna:

2071 ) kisī kā bhī avguṇ nahī̃ dēkhnā hai .

214 1. Do not see the weaknesses of anyone.

208Ēk śhivbābā sē connection rakh unkī jō śhrīmat miltī hai usē right samajh chaltē rahnā hai .

215Make a connection with one Shiv Baba. 216Consider the shrimat you receive from Baba to be right and continue to follow it.

209Śhrīmat mē̃ kabhī sanśhay nahī̃ uṭhānā hai .

217Never have doubts about shrimat.

2102 ) apnē tan-man-dhan kō pūrā insure karnā hai .

218 2. Fully insure your body, mind and wealth.

211Kadam-kadam par śhrīmat lēnī hai .

219Take shrimat at every step.

212Paṛhāī par bhī pūrā dhyān dēnā hai .

220Pay full attention to this study.

Blessing

213Vardān  : saṅskār miṭānē aur milānē mē̃ ever ready rahnē vālē rūhānī sēvādhārī bhav

221Blessing: May you be a spiritual server who is ever-ready to finish and harmonise your sanskars.

214Jaisē sthūl sēvā mē̃ sadā ever ready rahtē hō , jahā̃ bulāvā hōtā hai vahā̃ pahuñch jātē hō . 215Aisē mansā sē bhī jō saṅkalp dhāraṇ karnē chāhō usmē̃ bhī ever ready rahō .

222 Just as you are always ever-ready to do physical service and instantly go to wherever you are called, in the same way, whatever thoughts you wish your mind to imbibe, be ever-ready to do that.

216Jō sōchō usī samay vah karō .

223Whatever you think, do that at that time.

217Rūhānī sēvādhārī bachchē rūhānī sambandh aur samparka nibhānē mē̃ ever ready .

224Spiritual serving children are ever-ready to fulfil their responsibilities for spiritual relationships and connections.

218Unhē̃ saṅskār miṭānē vā saṅskār milānē mē̃ time nahī̃ lagtā .

225It doesn’t take them time to finish or harmonise their sanskars.

219Jaisē bāp K|kē saṅskār vaisē āp K|kē bhī saṅskār hō .

226As are the Father’s sanskars, let your sanskars be the same.

220Yah saṅskār milānā baṛē sē baṛī rās hai .

227To harmonise your sanskars is the greatest dance.

Slogan

221Slōgan  : purity key|kī royalty kā anubhav karnā aur karānā hī royal ātmā key|kī niśhānī hai .

228Slogan: To experience and give others the experience of the royalty of purity is a sign of a royal soul.

229*** Om Shanti ***