रविवार 21 मई 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

021-05-23 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 14-12-94 madhuban

0 21/05/23 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 14/12/1994

1Samay , saṅkalp , bōl dvārā kamāī jamā karnē kā ādhār - tīn bindī lagānā

1The way to earn an income through your time, thoughts and words is to put three dots.

2Āj bāpdādā kis sabhā mē̃ āyē haĩ  ?

2In which gathering has BapDada come today?

3Yē sārī sabhā kin ātmāō̃ kī hai  ?

3Of which souls is this entire gathering made?

4Bāpdādā dēkh rahē haĩ ki har ēk highest , richest haĩ .

4BapDada is seeing that each one is the highest and the richest.

5Duniyā vālē tō kahtē haĩ richest in the world lēkin āp sabhī haĩ richest in kalpā .

5People of the world speak of being the richest in the world, but all of you are the richest in the cycle.

6Is samay kā jamā kiyā huā ḵẖazānā sārā kalp sāth mē̃ chaltā hai .

6The treasures that you have accumulated at this time are with you throughout the entire cycle.

7Sārē kalp mē̃ aisā kōī bhī nahī̃ milēgā jō yē sōchē ki is janm mē̃ tō richest hū̃ lēkin bhaviṣhya mē̃ bhī anēk janm sāhūkār sē sāhūkār rahē̃gē .

7Throughout the entire cycle, you would never find anyone who thinks that not only is he the richest in this birth, but that he will also remain the richest of all in his many future births.

8Aur āp sabhī niśhchay aur naśhē sē kahtē hō ki hamārā yē ḵẖazānā anēk janm sāth rahēgā .

8All of you say with faith and intoxication that these treasures of yours will be with you for many births. 9You have this guarantee, do you not?

9Guarantee hai nā  ? 10Tō aisā richest sārē kalp mē̃ dēkhā  ?

10So, have you ever seen such people who are the richest in the entire cycle?

11Tō āj bāpdādā apnē śhāhan K|kē bhī śhāh , rājāō̃ K|kē bhī rājā bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

11So, today, BapDada is seeing His children who are the emperors of emperors, the kings of kings.

12Ēk-ēk din mē̃ kitnī kamāī jamā kartē hō  ?

12How much income do you earn each day?

13Hisāb nikālō , jamā kā khātā kitnā tīvr gati sē baṛhtā jā rahā hai  ?

13Just calculate this. 14At how fast a speed is your account of accumulation increasing?

14Aur baṛhānē kā sādhan kitnā sahaj hai  !

15And the way to increase it is so easy!

15Ismē̃ mēhnat hai kyā  ?

16Does it take any effort? 17No.

16Āpkī kamāī vā jamā khātā baṛhnē kā sabsē sahaj sādhan hai - bindī lagātē jāō aur baṛhātē jāō .

18The easiest way to increase your income and your account of accumulation and to continue to increase them is to put a dot.

17Āp bhī bindī , bāp bhī bindī aur drama mē̃ bhī bītī kō bindī lagānā .

19You are a dot, Baba is also a dot and you must continue to apply a dot to the past.

18Tō kamāī kā ādhār hai bindī lagānā .

20So, the basis of earning an income is to put a dot.

19Aur kōī mātrā hai hī nahī̃ .

21There is no other punctuation.

20Kyā , kyō̃ , kaisē - yē question mark key|kī mātrā , āśhcharya kī mātrā , kisī key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hai kyōṅki master knowledgeful ban gayē .

22There is no need to use any question or exclamation marks of Why? 23What? 24How? etc. because you have become master knowledge-full. 25So the word "How?" (kaise) has changed to "Like this" (aise).

21Tō ' kaisē ' śhabda ' aisē ' mē̃ badal gayā .

26So, has it changed? 27Or, do you even now say, "How?

22Badal gayā yā abhī bhī ' kaisē-kaisē ' kahtē hō  ?

28How”? 29The words "I don't know" have changed even in your thoughts.

23' patā nahī̃ ' yē śhabda saṅkalp mē̃ bhī badal gayā  ? 24Trikāldarśhī yē svapn mē̃ bhī nahī̃ sōch saktē tō mukh sē tō bōlnē kā savāl hī nahī̃ hai .

30Someone who is trikaldarshi cannot think the words "I don't know" even in his dreams. 31So then, there is no question of saying these words with the lips.

25Saṅgam par sārā khēl hī tīn bindiyō̃ kā hai .

32At the confluence age, the entire game is that of the three dots.

26Sabsē sahaj bindī hōtī yā question mark sahaj hai  ?

33Is the dot the easiest of all? 34Or, is a question mark easy?

27Bindī sahaj hai nā  ?

35It is easy to put a dot.

28Bindī lagānē mē̃ kitnā time lagtā  ?

36How long does it take to put a dot?

29Second sē bhī cum|kam .

37Even less than a second.

30Bindī lagānā ātā hai ki kalam khisak jātī hai  ?

38Do you know how to put it or does your pen slip?

31Kaī bār bindī K|kē bajāy kalam bhī lambī lakīr khīñch lētī hai .

39Many times, instead of putting a dot, the pen draws a long line.

32Bindī lagānē sē ēk second mē̃ āpkē kitnē ḵẖazānē bach jātē haĩ .

40By your putting a dot, so many of your treasures are saved in just a second.

33Ḵẖazānō̃ key|kī list tō jāntē hō nā  ?

41You know this list of treasures, do you not?

34Agar bindī K|kē bajāy aur kōī mātrā lagātē hō vā lag jātī hai , tō sōchō gyān kā ḵẖazānā gayā , śhaktiyō̃ kā ḵẖazānā gayā , guṇō̃ kā ḵẖazānā gayā , saṅkalp kā ḵẖazānā gayā , energy gaī , śhvāṅs saphal K|kē bajāy asaphaltā mē̃ gayā , samay gayā  ! 35Kitnā gayā  ?

42If you put any other mark instead of a dot, or if any other mark is accidentally put, then, just think about it: you lose your treasures of knowledge, you lose your treasures of powers, you lose your treasures of virtues, you lose your treasures of thoughts and you waste your energy.

36Lambī list hō gaī nā  ? 37Tō yē kabhī bhī nahī̃ sōchō ki ēk-dō second hī tō gayā . 38Lēkin ēk second mē̃ ganvāyā kitnā  ?

43Instead of your breath being used in a worthwhile way, it is used wastefully; your thoughts are wasted and your time is wasted; so you lose so much. 44It is a long list.

39Ēk second bhī kitnā bhārī hō gayā  ? 40Her|har samay apnē jamā kā khātā baṛhātē chalō .

45So, do not ever think that you only lost one or two seconds, but just think how much you lost in one second.

41Kamāyā kyā aur ganvāyā kyā  ?

46So, even one second is so important.

42In sabhī ḵẖazānō̃ mē̃ sē kitnē ḵẖazānē gãvāyē  ?

47Continue to increase your account of accumulation at every moment.

43Bāpdādā bhī bachchō̃ K|kē jamā K|kē khātē check kartē rahtē haĩ .

48What did you earn and what did you lose? 49Out of all these treasures, how many treasures did you lose?

44Jab khātā dēkhtē haĩ tō muskarātē rahtē haĩ .

50BapDada also continues to check the children's account of accumulation.

45Kyā dēkhtē hōṅgē jō muskarātē haĩ  ?

51When He sees this account, He smiles.

46Amr̥itvēlē milan bhī manātē , rūhrihān bhī kartē , vāydē bhī bahut achchhē kartē ki yē karē̃gē , yē karē̃gē , bahut achchhī-achchhī bātē̃ kartē haĩ lēkin chaltē-chaltē sārē din mē̃ kōī na kōī ḵẖazānā ganvā bhī dētē haĩ .

52What does He see that makes Him smile? 53You celebrate a meeting at amrit vela; you have a heart-to-heart conversation, you make many very good promises: “I will do this, I will do that. 54You say many good things, but, as you go about your day, you also lose one treasure or another throughout the day.

47Phir ādhār kyā banātē haĩ  ?

55Then, what do you use as your support?

48Bāpdādā kō bhī apnī achchhī-achchhī bātē̃ sunānē lagtē haĩ . 49Agar vyarth saṅkalp chalā tō kyā yē jamā huā yā ganvāyā  ?

56You begin to tell BapDada very good stories. 57If you have had any wasteful thoughts, did you then accumulate something or did you lose something?

50Tō phir bātē̃ kyā kartē haĩ  ?

58What do you then say? 59"I just had this thought.

51Sirph saṅkalp mē̃ chalā nā vō tō ṭhīk hō jāyēgā , bāp kō bhī dilāsē dilātē haĩ ki ṭhīk hō jāyēgā , puruṣhārthī haĩ nā , sampūrṇ tō nahī̃ huē haĩ , hō jāyēgā … .

60It will be alright." 61You continue to reassure the Father that everything will be alright, that you are still effort-makers and that you haven't become complete as yet, that you will become this.

52Tō bāpdādā kahtē haĩ ki yē gā-gā K|kē gīt sārē din mē̃ bahut suntē haĩ lēkin yē bhī kab tak  ?

62So BapDada hears this song of "ge ge" (I will become) a lot throughout the day; but for how long will this continue?

53Kyā ant mē̃ sampūrṇ hōnā hai  ?

63Do you wish to become complete at the end?

54Ki bahut kāl K|kē abhyās sē bahut kāl kā varsā pānā hai  ? 55Varsā avināśhī chāhtē hō  ?

64Or, do you wish to claim an inheritance for a long period of time by practising this for a long period of time?

56Sampūrṇ varsā chāhtē hō ki adhūrā chalēgā  ?

65Do you wish to claim an imperishable and full inheritance or will only half do?

57Aur puruṣhārth mē̃ adhūrā puruṣhārth chalēgā  ?

66Then, would it do to make only half the effort?

58Tō puruṣhārth K|kē samay tō karē̃gē , dēkhē̃gē , banē̃gē , kar hī lē̃gē , hō hī jāyēgā . . . yē sōchtē hō aur prāpti K|kē samay gē-gē karē̃gē  ?

67So, at the time of making effort, you think, "I will do it, I will see to it, I will become it, I will do it, it will happen", but, when it is the time to attain, you say “I will do it” (ge, ge - leaving it to the future).

59Usmē̃ tō sampūrṇ prāpti chāhiyē , sampūrṇ varsā chāhiyē .

68In that, you wish to claim the full attainment. 69You want the full inheritance.

60Sabhī lakṣhmī-nārāyaṇ bannē mē̃ hāth uṭhātē hō .

70You all raised your hands for becoming Lakshmi or Narayan.

61Mālūm bhī hai ki lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī bhī āṭh gaddiyā̃ chalē̃gī lēkin hāth tō lakṣhmī-nārāyaṇ mē̃ uṭhātē hō nā  ?

71You also know that there will be eight thrones of Lakshmi and Narayan, and yet you raise your hands for becoming Lakshmi or Narayan.

62Tō lakṣhmī-nārāyaṇ kā arth|earth hai number one pass with honour hōnā .

72To become Lakshmi or Narayan means to become number one and pass with honours.

63Bāpdādā bachchō̃ key|kī himmat kō dēkhkar khuśh bhī hōtē haĩ . 64Rām-sītā mē̃ kōī nahī̃ hāth uṭhātā . 65Himmat achchhī hai aur himmat vālē kō madad bhī miltī hai .

73BapDada is pleased to see the courage of the children, that at least none of you are raising your hand for becoming Rama or Sita, and that you have good courage. 74Of course, those who maintain courage receive help.

66Sirph puruṣhārth K|kē samay bhī jaisē bāp kē āgē saṅkalp kartē hō vaisē hī yē bōl aur karma mē̃ lāō .

75Just as you have a thought in front of the Father, in the same way, at the time of making effort, put that thought into your words and actions.

67Bāpdādā nē dēkhā samay K|kē ḵẖazānē kā mahatva jitnā rakhnā chāhiyē utnā kaī bachchē nahī̃ rakhtē haĩ .

76BapDada saw that many children do not give as much importance to the treasure of time as they ought to.

68Ēk din kā bhī chart check karē̃ tō majority kā samay west|waste K|kē khātē mē̃ jātā dikhāī dētā hai .

77If you check your chart of one day, it appears that, for the majority, it goes towards the account of waste.

69Dvāpar kāl sē vyarth sunnē , dēkhnē aur phir sōchnē key|kī ādat na chāhtē bhī ākarṣhit kar lētī hai aur isī kāraṇ samay kā ḵẖazānā west|waste K|kē khātē mē̃ chalā jātā hai .

78The reason for this is that, from the copper age, your habit of listening to, seeing and thinking of wasteful matters has been attracting you even against your conscious wish and, because of this, the treasure of time goes to the account of waste.

70Pahlē bhī sunāyā ki second kā bhī kitnā mahatva hai  !

79This is why you were also told earlier that even a second has so much importance.

71Dūsrī bāt , majority vyarth bōl mē̃ bhī samay west|waste kartē haĩ .

80Secondly, the majority of you waste your time in speaking wasteful words.

72Ēk ghaṇṭē K|kē andar bhī check karō ki jō bhī bōl bōlā , her|har bōl mē̃ ātmik bhāv aur śhubh bhāvnā hai  ?

81Check your words over one hour: was there the consciousness of the soul and pure feelings in every word you spoke?

73Bōl sē bhāv aur bhāvnā dōnō̃ anubhav hōtī hai .

82Your intentions and feelings are both experienced from your words.

74Agar her|har bōl mē̃ śhubh bhāvnā , śhrēṣhṭh bhāvnā nahī̃ hai tō avaśhya māyā key|kī bhāvnāyē̃ haĩ .

83If you do not have pure and elevated feelings in your every word, then those words are definitely filled with feelings of Maya.

75Vō tō anēk haĩ , īrṣhyā , haṣhad , ghr̥iṇā , yē bhāvnāyē̃ chāhē kisī bhī percent mē̃ samāī huī hōtī hai .

84There are many of them. 85You know of them: jealousy, envy, dislike. 86Those feelings are merged to some percentage.

76Kaī bār bōl K|kē tape record bāpdādā suntē haĩ .

87BapDada often hears the tape recording of your words.

77Har ēk key|kī automatic tape bhartī jātī hai aur jis ghaṛī jiskī bhī sunnā chāhē vō sun saktē haĩ .

88Each one's tape is recorded automatically, and, if He so wishes, BapDada can hear anyone's tape at any moment.

78Her|har bōl kā sār nahī̃ hōtā .

89None of the words have any essence in them.

79Kaī bār kahtē bhī hō mērī bhāvnā , mērā bhāv kharāb nahī̃ thā , aisē hī nikal gayā vā bōl diyā lēkin jis bōl mē̃ ātmik bhāv aur śhubh bhāvnā nahī̃ , vō kis khātē mē̃ jamā hōgā  ?

90Many times, you even say: My intention, my feeling, was not bad, but it just came out, or that you just said it without meaning it. 91However, in which account will those words that do not have any soul-conscious or pure feelings be accumulated?

80West|waste mē̃ huā nā  ?

92They are accumulated in the waste, are they not?

81Tō kamāī kā khātā jyādā hōgā yā ganvānē kā khātā jyādā hōgā  ?

93Then, will the account of accumulation be greater or the account of losing be greater?

82Yē tō ganvāyā nā  ?

94You lost, did you not?

83Tō bōl mē̃ bhī ganvānē kā khātā jyādā hōtā hai .

95So, even in your words, the account of losing is greater. 96Check your words.

84Tō bōl kō bhī check karō . 85Aisē hī bōl diyā yē bhāṣhā badalī karō .

97Now change the language of saying, "I just said it like that without meaning it.”

86Samarth bōl kā arth|earth hī hai jis bōl mē̃ kisī ātmā kō prāpti kā bhāv vā sār hō .

98"Powerful words" means words in which other souls experience the feeling of attainment or that they have some essence in them.

87Agar sār nahī̃ hai tō jamā kā khātā tō nahī̃ hōgā nā  ?

99If there is no essence in them, then there would not be anything in their account of accumulation, would there?

88Jitnā ēk din mē̃ jamā kar saktē hō , tō bāpdādā nē dēkhā jitnē K|kē hisāb sē utnā nahī̃ hai .

100According to how much you are able to accumulate in one day, BapDada saw that, in regard to that, you do not accumulate to the extent that you should.

89Tō kyā karnā paṛēgā  ?

101So, what will you have to do?

90Lakṣhmī-nārāyaṇ tō bannā hī hai nā  ?

102You have to become Lakshmi or Narayan, do you not? 103This is firm, is it not?

91Ki nahī̃ banē tō bhī harjā nahī̃  !

104Or, does it not matter if you do not become this?

92Pahlē janm sē lēkar śhrēṣhṭh prālabdh pānī hai ki dūsrē-tīsrē janm sē śhurū karē̃gē  ?

105Do you wish to claim the elevated reward from the first birth, or will you begin it from the second or third birth?

93Pahlē janm mē̃ nahī̃ āō , dūsrē-tīsrē mē̃ āō , pasand hai  ?

106Would you like it if you did not come in the first birth, but in the second or third birth?

94Nahī̃ pasand hai nā  ?

107You wouldn't, would you?

95Tō itnā jamā kā khātā hai  ?

108So, have you sufficient in your account of accumulation?

96Agar khātā cum|kam jamā hōgā tō prālabdh kyā khāyēṅgē  ?

109If you do not accumulate sufficient in your account now, what reward would you have?

97Utnā hī khāyēṅgē jitnā jamā kiyā hai .

110You would only have as much as you have accumulated.

98Tō āj bāpdādā nē sabhī K|kē jamā K|kē khātē dēkhē .

111So, today, BapDada saw everyone's account of accumulation.

99Dūsrō̃ kō samay kā mahatva bahut achchhā sunātē hō , saṅgamyug kī mahimā kitnī achchhī kartē hō  !

112You are very good at telling others about the importance of time, and you praise the confluence age so much. 113You do this, do you not?

100Tō svayã bhī sadā samay K|kē mahatva kō sāmnē rakhō .

114So you should also place the importance of time in front of yourself.

101Samay K|kē pahlē apnē śhrēṣhṭh bhāgya K|kē ādhār sē prāptiyō̃ kā khātā full jamā karō .

115On the basis of your elevated fortune, you have to accumulate in your account of attainment fully ahead of time.

102Saṅgamyug K|kē samay key|kī viśhēṣhtā hai ki tīnō̃ rūp key|kī prāpti hai .

116The speciality of the time of the confluence age is that you have all three forms of attainment.

103Ēk varsē K|kē rūp mē̃ , dūsrā paṛhāī kō source of income kahtē haĩ tō paṛhāī kī prāpti K|kē ādhār sē aur tīsrā hai vardān K|kē rūp mē̃ .

117One is in the form of your inheritance. 118The second, which is the study, is said to be your source of income; so the second attainment is on the basis of how you study and the third is in the form of blessings.

104Varsā bhī hai , income bhī hai aur vardān bhī hai .

119You have an inheritance, an income and also blessings.

105Prāpti bahut bhārī hai , bahut baṛī hai  !

120The attainment is very great; it is so huge.

106Sirph sambhālnē vālē banō .

121Simply be the ones who are able to look after it.

107Varsā bhī bēhad hai , income bhī bēhad hai aur vardān bhī bēhad K|kē haĩ .

122You have an unlimited inheritance, the income is unlimited and the blessings are also unlimited.

108Kabhī sōchā thā ki rōz bhagvān kā vardān milēgā  ?

123Did you ever think that you would receive God's blessings every day?

109Itnē vardān kisī kō bhī , kabhī bhī nahī̃ mil saktē .

124No one could ever receive so many blessings.

110Lēkin āp tō kahtē hō hamārā tō adhikār hai .

125However, what do you say? 126That it is your right.

111Varsē par bhī , paṛhāī par bhī aur vardān par bhī .

127You have a right to the inheritance, the study and also the blessings.

112Chhōṭī bāt nahī̃ hai , bahut baṛī hai  !

128This is not a small thing; it is very big.

113Tīnō̃ hī sambandh sē tīnō̃ kē ūpar apnā adhikār prāpt kar liyā nā  ?

129You have claimed your right over all three relationships in all three forms, have you not?

114Sabhī fakhur sē kahtē haĩ nā bāp mērā hai .

130All of you say with intoxication that the Father belongs to you.

115Yē kahtē hō kyā ki mērā nahī̃ , tērā hai  ?

131Do you ever say, "He is not mine, He is yours"?

116Hamārē liyē bāp paṛhānē ātā hai yē samajhtē hō nā  ?

132You understand that the Father comes here in order to teach you, do you not?

117Tō paṛhāī par adhikār hai nā  ?

133So, you have a right to study, do you not?

118Aur vardātā kē pās vardān hai hī kiskē liyē  ?

134Whom does the Bestower of Blessings have blessings for?

119Harēk sōchtā hai ki mērē liyē hī vardātā bāp hai .

135Each of you thinks, “The Father, the Bestower of Blessings, is mine”.

120Tō tīnō̃ par adhikār hai .

136So you have a right over all three.

121Kahnē mē̃ tō bahut sādhāraṇ hai isīliyē tō duniyā vālē hanstē haĩ ki , haĩ kyā aur kahtē kyā haĩ  ?

137It is very common to say this in words. 138This is why people of the world laugh at you and say: Look at what you are and what you say!

122Tō adhikār kō sadā smr̥iti mē̃ rakh kadam uṭhāō .

139So constantly keep your rights in your awareness before you take any step.

123Emerge rūp mē̃ rakhō , merge rūp mē̃ nahī̃ .

140Keep them emerged, not merged.

124Haĩ tō brahmākumār , haĩ hī bābā K|kē . . . aisē nahī̃ .

141"I am a Brahma Kumar, I belong to Baba.” 142Do not just think this, let it be emerged.

125Emerge rup mē̃ , man mē̃ , buddhi mē̃ , karma mē̃ emerge rakhō .

143Keep it emerged in your mind, in your intellect and in your actions.

126Man mē̃ yē saṅkalp emerge hō ki maĩ yē hū̃ , buddhi mē̃ smr̥iti svarūp hō aur karma mē̃ adhikārī K|kē niśhchay aur naśhē sē her|har karma hō .

144Let this thought be emerged in your mind: "I am this." 145In your intellect, be an embodiment of this awareness. 146In your actions, do everything with the intoxication and faith of being one who has a right.

127Aisē nahī̃ , amr̥itvēlē tō emerge rahtā hai phir sārē din mē̃ merge hō jātā hai . 128Nahī̃ , sadā emerge rūp mē̃ rahē .

147It should not be that it remains emerged at amrit vela, and that it then becomes merged throughout the day; no.

129Tō jamā kā khātā baṛhāō .

148Keep it constantly emerged.

130Tīvr gati sē baṛhānā , ḍhīlā-ḍhālā nahī̃ karnā kyōṅki samay āp master rachayitā K|kē liyē rukā huā hai .

149Increase your account of accumulation. 150Increase it at a fast speed, not slowly, because time is waiting for you master creators.

131Abhī bhī prakr̥iti kō order karē̃ tō kyā nahī̃ kar saktī hai  ?

151So, if we were to order the elements now, what could they not do?

132Agar pāñchō̃ hī tatva halchal machānā śhurū kar dē̃ tō kyā nahī̃ hō saktā aur kitnē mē̃ hō saktā  ?

152What would not be possible if all five elements were to begin to create upheaval now? 153How long would it take?

133Tō samay , prakr̥iti aur māyā vidāī K|kē liyē intzār kar rahī hai .

154Time, the elements and Maya are waiting for you to bid farewell.

134Āp sampūrṇtā key|kī badhāiyā̃ manāō tō vō vidāī lēkar hī jāyēgī .

155If you celebrate your completion and perfection ceremony, then they would bid you farewell as they go.

135Māyā bhī dēkhtī hai abhī yē taiyār nahī̃ haĩ tō chance lētī rahtī hai .

156Maya also sees that you are not yet ready and so she continues to take her chance.

136Prakr̥iti kō order karē̃  ?

157Should we order the elements?

137Puruṣh taiyār haĩ  ?

158Are the beings, the people, ready?

138Prakr̥iti tō taiyār hō jāyēgī .

159The elements will then be ready.

139Order karē̃  ?

160Should we order them?

140Ki gyān sarōvar taiyār hō pīchhē order karē̃  ?

161Or, should we order them after Gyan Sarovar is ready?

141Aisē ever ready hō , ki ready hō  ?

162Are you ever-ready to this extent? 163Or, are you only ready?

142Śhaktiyā̃ ever ready haĩ  ?

164Are you Shaktis ever-ready?

143Sampūrṇ hō gayē  ?

165Have you become complete?

144Thōṛē kō tō ever ready nahī̃ kahē̃gē nā  ?

166If only a few of you are ready, that is not being ever-ready, is it?

145Yē sōchō , check karō ki agar is ghaṛī bhī mahāvināśh hō jāyē tō apnī taṣhwīr dēkhō knowledge K|kē āinē mē̃ , ki maĩ kyā banū̃gā  ?

167Just think about this and check: If the great destruction were to take place now, and you looked at your picture in the mirror of knowledge, what would you become?

146Āinā tō sabkē pās|pass hai nā  ?

168All of you do have this mirror, do you not?

147Clear hai nā  ?

169It is clear, is it not?

148Tō apnē takdīr key|kī taṣhwīr dēkhō .

170So, look at the image of your fortune.

149Bāp kō kyā time lagēgā  ?

171It wouldn’t take the Father any time.

150Jab brahmā K|kē liyē gāyan hai ki saṅkalp sē sr̥iṣhṭi rach lī tō kyā saṅkalp sē vināśh nahī̃ hō saktā  ?

172Since it is remembered of Brahma that he created a world with just a thought, then can destruction not take place with just a thought?

151Bāp jāntē haĩ rājdhānī chalnī hai tō usmē̃ ēk brahmā kyā karēgā  ?

173The Father knows that the kingdom has to continue, but what would Brahma alone do in a kingdom?

152Sāthī chāhiyē nā  ?

174He needs companions, does he not?

153Tō brahmā bāp bhī āp sāthiyō̃ K|kē liyē rukē huē haĩ .

175So Father Brahma is also waiting for you, his companions.

154Tō bāp bachchō̃ sē praśhna kartē haĩ , bachchē tō bāp sē praśhna bahut kar chukē haĩ .

176The Father is asking you children a question. 177Children have already asked the Father many questions.

155Abhī bāp bachchō̃ sē praśhna kartē haĩ ki date fix karō .

178Now, He is asking you children to fix a date.

156Sabhī kām key|kī date fix kartē hō nā  ?

179You fix a date for everything, do you not?

157Tō iskī bhī date fix karō , iskā bhī muhūrt hōnā hai nā .

180So now fix a date for this. 181The inauguration for this also has to take place.

158Gyān sarōvar key|kī bhī date fix hai , hospital key|kī bhī date fix hai . 159Iskī date kyā hai  ?

182The date for Gyan Sarovar is fixed, the date for the hospital is fixed; so what is the date for this?

160Yē kiskō fix karnī hai  ?

183Who has to fix this?

161Bāp kō nahī̃ karnī hai .

184The Father does not have to fix it.

162Yē bāp nē āp bachchō̃ K|kē hāth mē̃ diyā hai .

185He has left this in the hands of you children.

163Kōī kām tō āp bhī karē̃gē , ki sab bāp karē̃gē  ?

186You will also do something, will you not? 187Or, will the Father do everything?

164Date fix kā programme banānā .

188Make a programme to fix a date.

165Achchhā  !

189Achcha.

166 ( nayē bachchō̃ kō dēkhtē huē ) dēkhō , āp nayē-nayē bachchē jō āyē haĩ , āp sē sabkā kitnā pyār hai  ?

190Looking at the new children: Look, everyone has so much love for all of you new ones who have come. 191You have been given the first chance.

167Pahlā chance āp sabkō hī dētē haĩ .

192Are all of you happy and content?

168Sab khuśh-rāzī haĩ  ? 169Kitnē pair pr̥ithvī milī hai  ?

193Achcha, how many feet of land have you been given?

170Dō pair yā tīn pair  ?

194Two or three? 195(Two feet.)

171 ( dō pair ) dō pair mē̃ bhī rāzī tō hō , taklīph tō nahī̃ hai nā  ?

196You are happy with even two feet, are you not? 197You do not have any difficulty, do you?

172Khānā-pīnā tō achchhā mil rahā hai nā  ?

198You are receiving good food and drink, are you not?

173Mēlē mē̃ aisī pālnā aur kōī kī hō hī nahī̃ saktī .

199No one else could be sustained in this way in a mela.

174Mēlē dēkhē haĩ nā  ?

200You have seen melas, have you not?

175Aisā brahmā bhōjan , aisā paramātma parivār kahā̃ miltā hai  ?

201Did you ever receive such Brahma bhojan or find such a Godly family anywhere else?

176Sardī lagtī hai  ?

202Are you feeling cold?

177Mausam key|kī bhī miṭhāī hōtī hai .

203There is the sweetness of the climate.

178Tō yē sardī bhī mausam key|kī miṭhāī hai , miṭhāī tō khānī chāhiyē nā  ?

204So, this cold is also the sweetness of the climate, and so you should eat the sweet, should you not?

179Sabkō śhālō̃ key|kī saugāt tō miltī hai nā  ?

205Each of you receives a shawl as a gift, do you not?

180Kōī mēlē mē̃ aisī saugāt miltī hai yā khālī hōkar ātē hō  ?

206Do you ever receive such a gift in any mela? 207Do you receive such a gift or do you go back empty?

181Achchhā nayō̃ key|kī dil pūrī huī , madhuban dēkh liyā  ?

208Achcha, have the desires of the new ones been fulfilled? 209Have you seen Madhuban?

182Pahlē svapn mē̃ thā , abhī sākār mē̃ hō gayā .

210Previously, it was only in your dreams; now it has taken a physical form.

183Kitnā bhī sthān baṛhāyēṅgē lēkin kam hōnā hī hai , kyō̃  ?

211No matter how large you make this place, it will still be small. 212Why?

184Sōchō , abhī 9 lākh jamā huē haĩ  ?

213Just think: have you gathered together 900,000?

185Pahlē janm key|kī saṅkhyā hī taiyār nahī̃ huī hai .

214You have not even prepared the population of the first birth.

186Vō tō hōnī hai nā  ? 187Kitnē makān banāyēṅgē  ?

215They have to be prepared, do they not?

188Kitnē gyān sarōvar banāyēṅgē  ?

216How many buildings will you build?

189Sabhī kahtē haĩ saṅkhyā baṛhāō .

217How many Gyan Sarovars will you build?

190Jitnā saṅkhyā baṛhāyēṅgē , utnī saṅkhyā dūsrē varṣh aur hō jāyēgī tō kyā karē̃gē  ? 191Jitnā milē utnē mē̃ rāzī rahō .

218All of you say: Increase the number, but no matter how much you increase the number, they will increase by just the same number next year.

192Mēlā bhī karnā hai nā  ?

219What will you do then?

193 ( talahṭī mē̃ brāhmaṇō̃ kā viśhāl saṅgaṭhan hōnā hai ) yē tō mēlē mē̃ ānē nahī̃ haĩ , yē tō ā gayē .

220Remain content with whatever you receive. 221You are going to have a mela, are you not (At Talheti)? 222Not all of you are going to go to the mela.

194Dūsrō̃ K|kē liyē itnā baṛā mēlā pasand hai  ?

223You have already come here. 224So, do you like this for the others?

195Das hazār sōyēṅgē  !

225Would you like such a huge mela?

196Bhīṛ nahī̃ hō jāyēgī  ?

226Will ten thousand be able to sleep there?

197Yē tō samajhtē haĩ hamkō tō chance milnā nahī̃ hai .

227Will there not be a huge rush? 228You know that you are not going to get another chance.

198Intzār key|kī ghaṛiyā̃ bhī pyārī hōtī haĩ .

229The moments of anticipation are also lovely.

199Ēk sāl kē bād jānā hai yē intzār hōtā hai nā  ?

230You keep waiting in anticipation, thinking that you are going to go there again after one year.

200Tō intzār mē̃ puruṣhārth kitnā achchhā chaltā hai  !

231You are able to make such good effort whilst waiting.

201Aur jab hōkar chalē jāyēṅgē tō dēkh liyā , phir kyā hōgā  ?

232Then, when you go back, having been here, you will have seen everything; so what happens then?

202Phir albēlāpan āyēgā  ?

233Will you become careless then?

203Nahī̃ āyēgā  ? 204Aur āgē baṛhē̃gē  ?

234Will carelessness not come?

205Yē bhī drama mē̃ jō vidhi banī hai vō bahut hī phāydē vālī hai .

235Will you move forward even further? 236The method that has been created in the drama is very beneficial.

206Ēk sāl mē̃ pakkē tō hō jātē hō nā  ?

237You become strong in one year.

207Nahī̃ tō kachchē-kachchē ā jātē phir yuddha karnī paṛtī .

238Otherwise, if you come here whilst you are still weak, you then have to battle.

208Her|har sāl mē̃ āpkē yahā̃ ( madhuban mē̃ ) international mēlē kitnē lagtē haĩ  ?

239How many international melas do you have here in Madhuban every year? 240What is this mela even now?

209Abhī bhī yē mēlā kyā hai  ?

241It is an international mela, is it not?

210International hai nā  ? 211Dēśh-vidēśh sab taraph K|kē haĩ nā  ?

242Those present here are from this land and abroad.

212Duniyā vālē tō sōchtē haĩ international programme pāñch sāl mē̃ ēk kiyā tō bahut kar liyā .

243People of the world think that if they have one international programme in five years, they have done a lot.

213Aur madhuban mē̃ kitnē hōtē haĩ , patā paṛtā hai  ?

244However, can you tell how many international programmes take place in Madhuban?

214International mēlā hō gayā . 215Aur sab khuśh  !

245It has become an international mela, and everyone is happy.

216Mazā ātā hai nā  ?

246You enjoy this, do you not?

217Lēkin ānā turn par .

247However, you have to come in your turn.

218Abhī tō dēkhō das hazār mē̃ bhī tent tō milēgā nā  ?

248Now, you will get a tent for 10,000, will you not?

219Ākhir mē̃ yē sab sādhan samāpt hō jāyēṅgē .

249Ultimately, all these facilities will finish.

220Sārē ābū K|kē pahāṛō̃ kō sōnē K|kē sthān banā lō tō kitnē rah saktē haĩ  ?

250Even if you were to make the whole of Abu into a place for sleeping, how many would be able to stay here?

221Achchhā  !

251Achcha.

222Chārō̃ ōr K|kē highest aur richest śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , her|har ḵẖazānō̃ K|kē mālik sampann ātmāō̃ kō , sadā svayã kō ever ready banānē vālē tīvr puruṣhārthī ātmāō̃ kō , sadā samay , saṅkalp , bōl dvārā śhrēṣhṭh kamāī kā khātā jamā karnē vālē ati samīp ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē .

252To the highest and richest elevated souls everywhere, to the souls who are the masters full of all treasures, to the intense effort-making souls who keep themselves constantly ever-ready, to the extremely close souls who, with their time, thoughts and words, constantly accumulate in their accounts of elevated income, BapDada's love, remembrance and namaste.

223Dādī jī sē  : sab sahaj chal rahā hai nā  ?

253Speaking to Dadiji: Is everything being done easily?

224Mēlā chal rahā hai yā khēl chal rahā hai  ?

254Is a mela taking place or is it just a game?

225Santuṣhṭatā kā khēl chal rahā hai .

255A game of contentment is being played.

226Santuṣhṭ karnē vālē santuṣhṭ kartē haĩ aur santuṣhṭ hōnē vālē santuṣhṭ hōtē haĩ .

256Those who make others content are doing this, and those who become content are becoming contented.

227Yē santuṣhṭatā kā khēl sabhī kō pyārā lagtā hai .

257Everyone loves this game of contentment.

228Aur sab ṭhīk hai  ?

258Is everything else all right?

229 ( talahṭī mē̃ dō turn kā sōchā hai ) pahlē list dēkhō , pīchhē dō bārī bhī hōgā tō kōī bāt nahī̃ .

259(We have thought of having two turns in Talheti). 260First of all, look at the list and it then does not matter if you have to have two turns.

230Bāp bachchō̃ key|kī sab āśhāyē̃ pūrṇ kartā hai .

261Baba fulfils all the desires of the children.

231Bāp kō ānē mē̃ tō kōī taklīph nahī̃ hai nā .

262Baba does not have any difficulty in coming.

232Chāhē madhuban , pāṇḍav bhavan mē̃ āyē , chāhē talahṭī mē̃ āyē , unkō ānē mē̃ kōī taklīph nahī̃ hai .

263Whether He comes in Madhuban, Pandav Bhavan or in Talheti, He has no difficulty in coming.

233Taklīph tō bachchō̃ kō hai , lēkin vō taklīph nahī̃ lagtī . 234Jab bachchē himmat rakhtē haĩ ki hamārē liyē taklīph nahī̃ hai , manōrañjan hai , tō bāp kō tō tan mē̃ hī ānā hai nā , bas .

264It is the children who have difficulties, but it does not seem to be a difficulty if the children maintain the courage that nothing is difficult for them, that it is just entertainment. 265Baba only has to come into a body. 266That is all.

235Saṅgam par karnā hī kyā hai  ?

267What else do you have to do at the confluence age?

236Mēlā aur khēlā .

268A mela and a game.

237Sēvā hai khēl .

269Doing service is just a game.

238Mēlā manāō , sēvā kā khēl karō , aur kyā karnā hai  ?

270Create a mela, play games of doing service, what else do you have to do?

239Khāō-piyō , brahmā bhōjan khāō .

271Eat and drink; eat Brahma bhojan.

240Achchhā .

272Achcha.

Blessing

241Vardān  : bābā śhabda key|kī diamond «  key|kī ' ' ( chābī ) dvārā sarv khajānē prāpt karnē vālē paramātma snēhī bhav

273Blessing: May you be loving to God and attain all treasures with the diamond key of the word “Baba”.

242Jō paramātma snēhī bachchē haĩ unhē̃ bāpdādā ēk diamond śhabda key|kī bahut baṛhiyā saugāt dētē haĩ - vah śhabda hai «  bābā ' ' .

274 The children who are loving to God are given a very beautiful gift by BapDada of a diamond word. 275That word is “Baba”.

243Is chābī kō sadā sāth rakhō tō sarv khajānō̃ key|kī prāpti hō jāyēgī .

276Always keep this key with you and you will receive all treasures.

244Is chābī key|kī , key chain hai - sadā sarv sambandhō̃ sē smr̥iti svarūp rahnā .

277The key chain for this key is to be a constant embodiment of the awareness of all relationships.

245Sāth-sāth pratigyā K|kē kaṅgan aur sarv guṇō̃ K|kē śhrr̥iṅgār sē sajē sajāyē rahō tab viśhva kē āgē phariśhtē rūp vā dēv rūp mē̃ prakhyāt hōṅgē .

278Together with this, wear the bracelet of a promise and be decorated with the decoration of all virtues. 279Only then will you be revealed as angels and deities in front of the world.

Slogan

246Slōgan  : bītī kō pās|pass karkē , bāpdādā kē pās ( samīp ) rahō tō pass with honour ban jāyēṅgē .

280Slogan: Let the past be the past and stay close (paas in Hindi is to be close) to BapDada and you will pass with honours.

247Sūchnā  : āj mās kā tīsrā ravivār hai , sabhī rājyōgī tapasvī bhāī bahinē̃ sāyã 6 . 30 sē 7 . 30 bajē tak , viśhēṣh yōg abhyās K|kē samay master sarvśhaktivān K|kē śhaktiśhālī svarūp mē̃ sthit hō sarv śhaktiyō̃ kā mahādān karē̃ .

281*** Om Shanti *** Notice: Today is the third Sunday of the month and all Raja Yogi brothers and sisters have special yoga from 6.30 – 7.30 pm. 282Be stable in the powerful form of a master almighty authority and give the great donation of all powers.

248Duḥkhiyō̃ key|kī pukār sunē̃ , upkār karē̃ .

283Listen to the call of the unhappy ones and uplift them.