गुरुवार 25 मई 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

025-05-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 25/05/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - dēh sahit tumhārē pās|pass jō kuchh bhī hai vah sab bali chaṛhā dō phir trustee ban sambhālō tō mamatva nikal jāyēgā ' '

1Essence: Sweet children, surrender everything you have, including your bodies, and then take care of everything as trustees and your attachment will be removed from them.

Question

2Praśhna  : harēk brāhmaṇ bachchē kō kaun-sī yukti jarūr sīkhnī chāhiē  ?

2Question: What method should each Brahmin child definitely learn?

Answer

3Uttar  : service karnē key|kī yukti jarūr sīkhō . 4Śhauk hōnā chāhiē ki kaisē siddh kar batāyē̃ - paramātmā kaun hai . 5Tumhē̃ bāp key|kī śhrīmat milī huī hai - sensible ban sabkō bāp kā paigām sunāō .

3Answer: Definitely learn the method of doing service. 4Have an interest in proving who God is.

6Aisē achchhē-achchhē parchē , card chhapāō jō manuṣhyō̃ kō patā paṛē ki paramātmā kō sarvavyāpī kahnā unkī insult karnā hai . 7Tum bachchē tīrtha yātriyō̃ key|kī bahut service kar saktē hō .

5You have received the Father's shrimat: Become sensible and give everyone the Father's message. 6Print such good introduction cards that people come to know that calling God omnipresent is to insult Him. 7You children can serve pilgrims very well.

Song

8Gīt  : jiskā sāthī hai bhagvān …

8Song: What can storms do to those whose Companion is God?

Murli

9Ōm śhānti .

9Om shanti.

10Bachchō̃ nē gīt sunā .

10You children heard the song.

11Bachchē hī iskā arth|earth samajhtē haĩ bākī jinhōnnē gīt gāyā vah iskā arth|earth kuchh bhī nahī̃ samajhtē .

11Only you children understand the meaning of this, because those who sang this song don't understand the meaning of it at all.

12Na unhō̃ kē sāth bhagvān hai , na unhō̃ kō yah patā hai ki bhagvān kab ākar apnē bachchō̃ kō svarg kā varsā dētē haĩ .

12Neither do they have God with them nor do they know when God comes and gives His children their inheritance of heaven.

13Bāp nē hī ākar bachchō̃ kō sammukh mē̃ apnā parichay diyā hai .

13The Father Himself came and personally gave His children His introduction.

14Vahī bāp ab sammukh baiṭhē haĩ aur tum suntē hō .

14That Father is now personally sitting in front of you and you are listening to Him.

15Tum hī tūphānō̃ kō samajhtē hō .

15Only you understand the meaning of ‘storms’.

16Vō lōg tō calamities ādi kō tūphān samajh lētē haĩ .

16Those people consider calamities to be storms.

17Yah tō 5 vikār rūpī māyā K|kē tūphān ātē haĩ .

17The storms that you experience are the storms of the five vices of Maya.

18Puruṣhārth mē̃ māyā bahut vighna ḍāltī hai .

18Maya creates many obstacles to your efforts.

19Parantu uskī parvāh nahī̃ karnī chāhiē .

19However, you must not be concerned about them.

20Sirph bābā kō achchhī rīti yād karnē sē hī tūphān uṛ jātē haĩ .

20Simply remember Baba very well and the storms will go away.

21Bādśhāh kā bachchā hōgā , unkō yah niśhchay hōgā ki hamārā bābā bādśhāh hai . 22Is bādśhāhī kā maĩ mālik hū̃ .

21The son of an emperor would have the faith that his father is an emperor and that he is the master of that sovereignty; he would have that intoxication.

23Naśhā rahtā hai . 24Tum bachchō̃ mē̃ bhī kōī-kōī kō aisā pakkā niśhchay hai aur bāp kō apnā banāyā hai .

22Among you children too, some of you have this firm faith and have made the Father belong to you.

25Apnā banānā kōī māsī kā ghar nahī̃ hai .

23To make Him belong to you is not like going to your aunty's home!

26Bas , mērā tō ēk śhivbābā , dūsrā na kōī .

24Mine is one Shiv Baba and none other, that’s all!

27Bahut bachchē in bātō̃ kō samajhtē nahī̃ haĩ isliē māyā K|kē tūphān hairān kartē haĩ aur phir bāp kō hī chhōṛ dētē haĩ .

25Many children don't understand these things which is why the storms of Maya harass them and they then leave the Father.

28Duniyā mē̃ bhagvān kō yathārth rīti kōī nahī̃ jāntē .

26No one in the world knows God accurately.

29Tum bachchē asul mē̃ śhivālay K|kē rahnē vālē thē .

27You children were originally residents of the Temple of Shiva (Shivalaya).

30Ab vēśhyālay hai .

28This is now a brothel.

31Is samay manuṣhya bandar sē bhī badtar ban gayē haĩ .

29At this time, human beings have become worse than monkeys.

32Manuṣhya kā krōdh bandar sē bhī tīkhā hai .

30The anger of human beings is worse than that of monkeys.

33Manuṣhya hōtē bhī aisā kām kartē haĩ isliē unkō bandar sē bhī badtar kahā jātā hai .

31Even though they are human beings, they perform such actions, and this is why they are called worse than monkeys.

34Bhāratvāsiyō̃ kā sabsē baṛā duśhman kaun hai , jisnē unhō̃ kō bandar sē bhī badtar banāyā hai - yah kōī nahī̃ jāntē .

32No one knows who the greatest enemy of Bharat is, the one who made them worse than monkeys.

35Bāp kahtē haĩ tum dil rūpī darpaṇ mē̃ apnī śhakla dēkhō . 36Tum pahlē kyā thē  !

33The Father says: Look at your face in the mirror of your heart and see what were you before!

37Ab bāp tumkō lāyak banātē haĩ .

34The Father is now making you worthy.

38Parantu jō śhrīmat par nahī̃ chaltē tō māyā unkō nā-lāyak banā dētī hai .

35However, Maya makes those who don't follow shrimat unworthy.

39Bāp śhrīmat dētē haĩ - dēh sahit jō kuchh bhī tumhārē pās|pass hai vah sab bali chaṛhō .

36The Father gives you shrimat: Surrender everything you have including your bodies.

40Phir tumkō trustee banā dēgē . 41Tumhārā mamatva miṭā dēgē .

37Then Baba will make you trustees and enable you to end your attachment to them.

42Tum ablāō̃ kē liē bahut sahaj hai .

38It is very easy for you innocent mothers.

43Rājasthān K|kē taraph rājāō̃ kō apnē bachchē nahī̃ hōtē haĩ tō gōd lētē haĩ .

39When the kings of Rajasthan don't have their own children, they adopt children.

44Garīb kā bālak agar sāhūkār key|kī gōd mē̃ jātā hai tō kitnā khuśh hōtā hai - ham itnī property K|kē mālik haĩ  !

40When wealthy parents adopt a poor child, he becomes so happy: I am a master of so much property.

45Baṛē ādamiyō̃ K|kē bachchō̃ kō bhī bahut naśhā rahtā hai ki ham karōṛpati K|kē bachchē haĩ .

41Children of wealthy people also have a lot of intoxication that they are the children of multimillionaires.

46Is gyān kā tō unkō patā hī nahī̃ hai .

42They don't know anything about this knowledge.

47Tum jāntē hō ki is gyān mē̃ kitnā bhārī naśhā rahtā hai  !

43You know how you have so much intoxication of this knowledge.

48Śhrīmat par chalnē sē śhrēṣhṭh banē̃gē , nahī̃ chalnē sē nahī̃ banē̃gē .

44By following shrimat, you become elevated whereas by not following shrimat, you don't become elevated.

49Bhagvān kahtē haĩ tumkō tō kōī kisma key|kī parvāh hī nahī̃ .

45God says: You don’t have to be concerned about anything.

50Rāt-din tumkō naśhā rahnā chāhiē ki hamkō bābā 21 janmō̃ kē liē svarg kī rājāī kā varsā dētē haĩ .

46Day and night, you should have the intoxication that Baba is giving you the inheritance of the kingdom of heaven for 21 births.

51Ham bābā key|kī santān banē haĩ .

47We have become Baba's children.

52Vāstav mē̃ sab śhivbābā key|kī santān haĩ . 53Parantu ab śhivbābā ākar practical mē̃ apnā bachchā banātē haĩ .

48In fact, all are children of Shiv Baba, but Shiv Baba has now come and made you His children in a practical way.

54Abhī tum sammukh baiṭhē hō , jāntē hō śhivbābā hamkō apnā banākar svarg K|kē lāyak banānē liē mat dētē haĩ ki bachchē , kiskē nām-rūp mē̃ nahī̃ phansnā hai .

49You are now sitting here personally and you know that Shiv Baba has made you belong to Him and is giving you directions to make you worthy of heaven: Children, don't become trapped in anyone's name or form.

55Ēk śhivbābā kā nām-rūp hī buddhi mē̃ rakhnā hai .

50Only keep the name and form of Shiv Baba in your intellects.

56Unkā nām-rūp hī manuṣhyō̃ sē nyārā hai .

51His name and form are different from those of human beings.

57Bāp kahtē haĩ tum hamārē thē , nirvāṇdhām mē̃ rahnē vālē thē .

52The Father says: You used to belong to Me. 53You used to live in the land of nirvana.

58Kyā tum bhūl gaē hō ki ham ātmā paramdhām , śhāntidhām athavā nirvāṇdhām key|kī rahnē vālī haĩ  ? 59Hamārā svadharm śhānt hai .

54Have you souls forgotten that you are residents of the supreme abode, the land of peace, the land of nirvana (beyond sound) and that your original religion is peace?

60Yah śharīr organs haĩ karma karnē kē liē .

55Those bodies are the organs with which you act.

61Nahī̃ tō part kaisē bajāyēṅgē  ?

56How else would you play your parts?

62Ham ātmā nirākārī duniyā key|kī rahvāsī haĩ - yah bilkul nahī̃ jāntē .

57You don't know at all that we souls are residents of the incorporeal world.

63Yah sab bātē̃ manuṣhya hī jānē̃gē , jānvar thōṛēhī jānē̃gē .

58Only human beings would know all of these things; animals would not know them.

64Paramātmā kō sarvavyāpī kah diyā hai tō khud kō bhī bhūl gayē haĩ ki ham ātmā haĩ .

59People have said that God is omnipresent and they have thereby forgotten that they themselves are souls.

65Kahtē haĩ Christ kō , Abraham|ibrāham kō parampitā paramātmā nē bhējā .

60They say that the Supreme Father, the Supreme Soul, sent Christ and Abraham here.

66Tō jarūr kōī bāp hai bhējnē vālā .

61Therefore, it was surely the Father who sent them here.

67Yah tō tum jāntē hō ki drama anusār har ēk ātā rahtā hai .

62You know that everyone continues to come here according to the drama.

68Bhējnē karnē kā tō savāl hī nahī̃ uṭhtā .

63There is no question of anyone being sent anywhere.

69Is samay manuṣhya agyān andhērē mē̃ haĩ .

64At this time, human beings are in the darkness of ignorance.

70Na bāp kō , na apnē kō , na rachnā kō jāntē haĩ .

65They neither know the Father nor themselves nor creation.

71Maĩ ātmā hū̃ , yah śharīr alag hai .

66I am a soul and this body is separate.

72Ham ātmā vahā̃ sē āyē haĩ - yah sab bātē̃ bābā hī yād dilātē haĩ . 73Aur bāp kahtē haĩ sabhī kō yād dilāō .

67We souls have come from there. 68Baba alone reminds us of all of these things and He says: Remind everyone else too.

74Tumhārā nimantraṇ bahut achchhā chhapā huā hai .

69You have had very good invitation cards printed.

75Śhiv kā chitra bhī hai .

70They also have a picture of Shiva.

76Yah bābā , yah lakṣhmī-nārāyaṇ hai varsā .

71This is Baba, and this is Lakshmi and Narayan, the inheritance.

77Likhā huā hai parampitā paramātmā sē ākar lakṣhmī-nārāyaṇ jaisā bannē kā varsā lō|low .

72It is written: Come and claim your inheritance from the Supreme Father, the Supreme Soul, to become like Lakshmi and Narayan.

78Tum nar sē nārāyaṇ bannē K|kē student hō .

73You are students who are changing from human beings into Narayan.

79Vah sāhūkār ādi K|kē bachchē paṛhtē hōṅgē tō kitnā khuśh hōtē hōṅgē  !

74When children of wealthy people study, they become so happy. 75However, they are nothing compared to us.

80Parantu hamārē āgē tō vah kuchh bhī nahī̃ hai .

76They make effort for temporary happiness.

81Alp-kāl K|kē sukh liē mēhnat kartē haĩ .

77You children will receive constant happiness. 78Only you can say this.

82Tum bachchē sadā sukh pātē hō . 83Yah bhī tum hī kah saktē hō .

79Wherever you go, you should always have invitation cards with you.

84Kahā̃ bhī jāō hāth mē̃ nimantraṇ patra hō . 85Bōlō , yah sabhī ātmāō̃ kā bāp svarg kā rachayitā hai , unsē varsā kaisē miltā hai sō likhā huā hai .

80Explain to them: It is written on the card: “This is the Father of all souls, the Creator of heaven, and this is how you can receive the inheritance of heaven from Him.”

86Yah nimantraṇ aeroplane sē girā saktē hō .

81You can drop these invitation cards from aeroplanes.

87Akhbār mē̃ bhī ḍāl saktē hō .

82You can even print it in newspapers.

88Baṛē-baṛē kō nimantraṇ mil jāyēgā .

83Then, big, eminent people will receive an invitation.

89Yah aeroplane vināśh kē liē bhī hai tō tumhārī service kē liē bhī hai .

84These aeroplanes are for destruction and also for you to do service.

90Yah kām garīb tō kar na sakē̃ parantu bāp hai hī garīb nivāz .

85Poor people cannot do this work, but the Father is the Lord of the Poor.

91Garīb hī varsā pātē haĩ .

86Only the poor receive the inheritance.

92Sāhūkār tō mamatva mē̃ phansē huē haĩ .

87Wealthy people are trapped by attachment.

93Surrender hōnē mē̃ hr̥iday vidīrṇ hōtā hai .

88Their hearts shrink in surrendering themselves.

94Kanyāō̃-mātāō̃ kā is samay hī bhāgya uday hōtā hai .

89It is only at this time that the fortune of kumaris and mothers becomes bright.

95Bāp kahtē haĩ in mātāō̃ dvārā hī bhārat kā aur sādhū-santa , vidvānō̃ kā uddhār karnā hai .

90The Father says: I have to uplift Bharat, sages, scholars and holy men through you mothers.

96Āgē chalkar vah sab āyēṅgē .

91As you progress further, they will all come.

97Abhī vō lōg samajhtē haĩ - hamārē jaisā kōī hai nahī̃ .

92At the moment, they think that there is no one like them.

98Vah yah nahī̃ jāntē ki gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē bāp nē rājyōg sikhāyā hai .

93They don't know that the Father taught you Raj Yoga while you were living at home.

99Unhō̃ kā haṭhyōg karm-sannyās alag hai .

94Their hatha yoga and renunciation of karma is separate.

100Bhagvān tō jarūr ākar svarg kā mālik banāyēṅgē .

95God definitely comes and makes you into the masters of heaven.

101Tō tumkō kitnī khuśhī rahnī chāhiē  !

96Therefore, you should have so much happiness.

102Bābā bhakti mē̃ bhī lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra kō bahut pyār sē sāth mē̃ rakhtē thē .

97On the path of devotion, Baba used to keep a picture of Lakshmi and Narayan with him with a lot of love.

103Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē chitra kō dēkh bahut khuśh hōtē thē .

98He would be very happy seeing the picture of Shri Krishna.

104Bābā bachchō̃ kō samjhātē haĩ ki apnā aur dūsrō̃ kā kalyāṇ karnā hai tō service mē̃ lag jāō .

99Baba explains to you children: If you want to benefit yourselves and others, keep yourself busy in doing service.

105Aim object tō bahut clear hai .

100The aim and objective is very clear.

106Varsā hai deity world sovereignty .

101The inheritance is the deity world sovereignty.

107Ūpar śhivbābā , nīchē lakṣhmī-nārāyaṇ , kitnā sahaj hai samjhānā  !

102Up above is Shiv Baba and below Him are Lakshmi and Narayan.

108Tō sabkō nimantraṇ dēnā hai .

103It is so easy to explain this. 104So, invite everyone!

109Bēhad K|kē bāp sē svarg kā varsā jarūr milnā hai .

105You are definitely to receive the inheritance of heaven from the unlimited Father.

110Jahā̃ bahut lōg jātē haĩ vahā̃ yah parchē jarūr phēṅknē chāhiē .

106You must definitely distribute these leaflets where many people go.

111Kōī kuchh kah nahī̃ saktā .

107No one can say anything to you.

112Agar kōī kahē tō ham siddh kar samjhāyēṅgē ki bāp , jissē svarg kā varsā miltā hai , unkō tum sarvavyāpī kahtē hō  !

108If anyone does say something, we can explain and prove to him: How can you say that the Father from whom we receive the inheritance of heaven is omnipresent?

113Bāp kahtē haĩ - dēkhō , yah mērī insult kartē hō  !

109The Father says: Look, you are insulting Me in this way.

114Maĩ svarg kā mālik banātā , mujhē phir bhittar-ṭhikkar mē̃ ḍāl diyā hai  !

110I made you into the masters of heaven and you then said that I am in the pebbles and stones!

115Ab tumhē̃ śhrīmat miltī hai ki yah parchē khūb bāṇṭō .

111You are now receiving shrimat: Distribute many of these leaflets.

116Amarnāth key|kī yātrā par jhuṇḍ jātā hai - vahā̃ jākar bāṇṭō .

112Groups of people go on the pilgrimage to Amarnath and you can go there and distribute these leaflets.

117Ismē̃ likhā huā hai - yagya , tap , tīrtha ādi sē maĩ nahī̃ miltā hū̃ .

113Written on them should be: I cannot be found by having sacrificial fires, doing tapasya and going on pilgrimages etc.

118Parantu samjhānē vālā sensible chāhiē .

114However, those who explain to them have to be sensible.

119Samjhānā chāhiē vah hai god father .

115You have to explain that He is God, the Father.

120Sirph bhagvān , īśhvar , paramātmā kahnē sē pitā akṣhar nahī̃ ātā .

116When you simply say, "Bhagwan, Ishwar, Paramatma", the word ‘Father’ is not included.

121God father kahnē sē pitā akṣhar ātā hai .

117When you say "God the Father", the word ‘Father’ is included.

122Ham sabhī ēk father K|kē bachchē ṭhaharē .

118All of us are children of the one Father.

123Paramātmā sarvavyāpī hai tō kyā paramātmā patit hō gayā  ?

119If God is omnipresent, has He now become impure? 120He is the Highest on High.

124Vah tō hai ūñchē tē ūñchā . 125Unkā yādgār mandir bhī hai .

121There is also a temple built as a memorial to Him.

126Tō bachchō̃ kō yukti sē service karnē kā śhauk chāhiē .

122Therefore, you children should have an interest in doing service tactfully.

127Yātrā par jākar bahut service kar saktē hō .

123You can go on pilgrimages and do a lot of service.

128Vah hai jismānī yātrī , tum hō rūhānī yātrī .

124Those people are physical pilgrims whereas you are spiritual pilgrims.

129Samjhānā chāhiē tum kahā̃ jātē hō .

125You should explain to them: Where are you going?

130Śhaṅkar-pārvatī tō sūkṣhmavatan mē̃ rahtē haĩ .

126Shankar and Parvati reside in the subtle region.

131Yahā̃ vah kahā̃ sē āyē .

127How could they have come here?

132Yah sab hai bhaktimārg .

128All of that belongs to the path of devotion.

133Tō aisē tum bahut service kar saktē hō .

129So, you can do a lot of service in this way.

134Bhakta bichārē bahut dhakkē khātē rahtē haĩ , tō un par taras paṛtā hai .

130Devotees, poor people, are stumbling around everywhere. 131Baba feels sorry for them.

135Unkō bōlō - tum apnē dharm kō bhūlē huē hō .

132Tell them: You have forgotten your religion. 133Who established the Hindu religion?

136Hindū dharm kisnē sthāpan kiyā  ?

134There is a lot of service to be done.

137Service tō bahut hai .

135You children have to become alert.

138Bachchō̃ kō khaṛā hōnā chāhiē . 139Bāp āyā hai svarg kā varsā dēnē phir bhī māyā nāk sē pakaṛ ēkdam mũh phirā dētī hai isliē māyā sē bahut khabardār rahnā hai .

136The Father has come to give you the inheritance of heaven but, in spite of that, Maya catches hold of you by the nose and completely turns your face in the opposite direction. 137Therefore, remain very cautious of Maya.

140Abhī tum bachchē bāpdādā K|kē sammukh baiṭhē hō .

138You children are now sitting personally in front of BapDada.

141Duniyā kō thōṛēhī mālūm hai ki bāp sammukh āyē haĩ .

139The world doesn't know that the Father has personally come here.

142Sab ātmāō̃ key|kī jyōt bujhī huī hai .

140The light of all souls has been extinguished.

143Ēkdam bujh nahī̃ jātī hai , thōṛī light rahtī hai .

141It hasn't been totally extinguished; a little light still remains.

144Phir bābā ākar gyān-ghr̥it ḍāltē haĩ .

142Then Baba comes and pours in the oil of knowledge.

145Jab kōī martā hai tō dīvā jagātē haĩ .

143When a person dies, people light an earthenware lamp.

146Yahā̃ yōg sē ātmā key|kī jyōt jagāī jātī hai .

144Here, the lights of souls are awakened with yoga.

147Gyān key|kī dhārṇā kartē rahtē haĩ .

145You continue to imbibe knowledge.

148Bhārat kā prāchīn rājyōg maśhhūr hai .

146The ancient Raj Yoga of Bharat is very well known.

149Vah nivr̥itti mārg vālē tō anēk prakār K|kē haṭhyōg sikhlātē haĩ .

147Those of the path of isolation teach many different types of hatha yoga.

150Phāydā kuchh bhī nahī̃ . 151Nīchē girtē hī jātē haĩ .

148There is no benefit through those; they continue to come down.

152Sivāē yōgēśhvar K|kē kōī yōg sikhlā na sakē .

149No one except Yogeshwar (God of yoga) can teach yoga.

153Yōg sikhlānē vālā hai īśhvar , vah hai nirākār .

150It is God who teaches you yoga. 151He is incorporeal.

154Bāp kahtē haĩ tumkō ab yōg sikhlā rahā hū̃ .

152The Father says: I am teaching you yoga.

155Ab tumhārā 84 kā part pūrā huā .

153Your parts of 84 births have now ended.

156Kōī K|kē 84 janm , kōī K|kē 60 , kōī K|kē ēk dō janm bhī hōtē haĩ .

154Some take 84 births, some take 60 and some even take one or two births.

157Tum bachchō̃ kō khūb service karnī hai .

155You children have to do a lot of service.

158Bhārat hī heaven thā . 159God-goddess kā rājya thā .

156Bharat itself was heaven; it was the kingdom of gods and goddesses.

160Yah bātē̃ tumhārē sivāē kōī samjhā na sakē .

157No one, apart from you, can explain these things.

161Gālī bhī tumkō khānī paṛtī hai .

158You are the ones who have to take insults.

162Bābā gālī khāyēṅgē tō kyā bachchē nahī̃ khāyēṅgē .

159Baba had to take them, so can’t you children do the same?

163Sitam sahan karē̃gē .

160You have to tolerate the assaults.

164Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

161That too is fixed in the drama.

165Phir bhī aisē hī hōgā .

162The same will happen again.

166Abhī tum bachchō̃ kō pāras buddhi banātā hū̃ .

163I am now making the intellects of you children divine.

167Aisē bāp kō bahut yād karnā chāhiē - jō viśhva kā mālik banātē haĩ .

164You should very much remember the Father who makes you into the masters of the world.

168Kahtē haĩ bachchē jītē rahō .

165He says: Children, may you remain alive!

169Svarg kā rājya lō|low .

166Claim the kingdom of heaven.

170Aisē mīṭhē-mīṭhē bāp kō tum yād nahī̃ kar saktē hō  ?

167Can you not remember such a sweet Father?

171Yād sē hī vikarma vināśh hōṅgē .

168Only by having remembrance will your sins be absolved.

172Rahā huā pāpō̃ kā khātā yahā̃ chuktū karnā hai .

169Any account of sin that still remains has to be settled here.

173Agar yōg nahī̃ lagāyēṅgē tō sajā khānī paṛēgī .

170If you don't have yoga, there will have to be punishment.

174Us samay bābā sākṣhātkār bhī karātē haĩ - tum hamārē bankar phir phārkatī dē tum traitor ban gayē .

171At that time, Baba will grant you visions: You belonged to Me, you divorced Me and then became a traitor.

175Tumnē śhurūāt mē̃ sākṣhātkār bhī kiyā hai .

172You had visions in the beginning too. 173Achcha.

176Achchhā  ! 177Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē sadā salāmat bachchō̃ kō māt-pitā kā yād , pyār aur good morning .

174To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children who are always safe and sound, love, remembrance and good morning from the Mother and Father.

178Bachchō̃ kō samajhnā hai ki ham yah śharīr chhōṛ sweet home mē̃ jāyēṅgē .

175You children have to understand that you will shed your bodies and go to your sweet home.

179Ab yahā̃ rahnē mē̃ zarā bhī majā nahī̃ hai .

176There is no pleasure at all in living here.

180Ab ham bābā kē pās jātē haĩ .

177We are now going to Baba.

181Bābā kō hī yād karnā hai .

178We have to remember Baba alone.

182Vahā̃ sē phir svargdhām mē̃ jāyēṅgē .

179From there, we will then go to the land of heaven.

183Yah yātrā baṛī wonderful hai , ismē̃ māyā bahut vighna ḍāltī hai .

180This pilgrimage is so wonderful! 181Maya causes a lot of obstacles in this.

184Achchhā  !

182Achcha.

185Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .

183To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

186Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

184The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

187Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

185Essence for dharna:

1881 ) ēk śhivbābā kā nām-rūp buddhi mē̃ rakhnā hai aur kisī K|kē bhī nām-rūp mē̃ phansnā nahī̃ hai .

186 1. Keep the name and form of Shiv Baba alone in your intellect. 187Do not become trapped in the name or form of anyone else.

1892 ) māyā K|kē tūphānō̃ key|kī parvāh nahī̃ karnī hai .

188 2. Don't be concerned about the storms of Maya.

190Mērā tō ēk śhivbābā , dūsrā na kōī . . . . is vidhi sē tūphān haṭā dēnē haĩ .

189Mine is one Shiv Baba and none other: remove all storms in this way.

Blessing

191Vardān  : sadā yathārth śhrēṣhṭh karma dvārā saphaltā kā phal prāpt karnē vālē gyānī , yōgī tū ātmā bhav

190Blessing: May you be a gyani and yogi soul who receives the fruit of success by constantly performing accurate, elevated acts.

192Jō gyānī aur yōgī tū ātmā haĩ unkē her|har karma svataḥ yuktiyukt hōtē haĩ .

191 Every act of gyani and yogi souls is naturally yuktiyukt.

193Yuktiyukt arthāt sadā yathārth śhrēṣhṭh karma .

192Yuktiyukt means that their acts constantly accurate and elevated.

194Kōī bhī karma rūpī bīj phal K|kē sivāē nahī̃ hōtā .

193No seed of any act is without fruit.

195Jō yuktiyukt hōgā vah jis samay jō saṅkalp , vāṇī yā karma chāhē vah kar sakēgā .

194Those who are yuktiyukt are able to have any thought, speak any word or perform any act whenever they want.

196Unkē saṅkalp bhī yuktiyukt hōṅgē .

195Their thoughts will also be yuktityukt.

197Aisē nahī̃ yah karnā nahī̃ chāhtā thā , hō gayā .

196They wouldn’t say: I didn’t want to do this, but it happened.

198Sōchnā nahī̃ chāhiē thā , sōch liyā .

197I didn’t want to think this, but I thought about it.

199Rāzyukt , yōgyukt key|kī niśhānī hai hī yuktiyukt .

198The sign of someone who is raazyukt (one who knows all secrets) and yogyukt is that he is yuktiyukt.

Slogan

200Slōgan  : jinkī dil baṛī hai unkē bhaṇḍārē sadā bharpūr rahtē haĩ .

199Slogan: The treasure store of someone with a big heart is constantly full.

200*** Om Shanti ***