शुक्रवार 26 मई 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
026-05-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 26/05/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « hē mīṭhē lāl - rāt kō jāgkar most beloved bāp kō yād karō , dēhī-abhimānī banō , śhrīmat kahtī hai bāp samān nirahaṅkārī banō ' '
1Essence: O My sweet, beloved children, stay awake at night and remember the most beloved Father. 2Become soul conscious. 3Shrimat says: Become as egoless as the Father.
Question
2Praśhna : śhivbābā kē sāth brahmā key|kī mat bahut nāmīgrāmī hai - kyō̃ ?
4Question: Why are the directions of Brahma as well known as the directions of Shiv Baba?
Answer
3Uttar : kyōṅki brahmā bābā śhivbābā kā ēk hī murabbī bachchā hai .
5Answer: Because Brahma Baba is the only especially beloved child of Shiv Baba. 6He has no ego of his own directions. 7He always says: Always think that it is the Father’s shrimat.
4Isē apnī mat kā ahaṅkār nahī̃ hai .
8Only in that is there benefit for you.
5Sadaiv kahtē haĩ - tum hamēśhā bāp key|kī hī śhrīmat samjhō , ismē̃ hī tumhārā kalyāṇ hai .
9Look how egoless Baba is! 10He says to the mothers: Salutations to the mothers.
6Bābā dēkhō kitnā nirahaṅkārī hai , mātāō̃ kō kahtē haĩ vandē mātaram . 7Mātāyē̃ gyān gaṅgā haĩ , śhakti sēnā haĩ , inhē̃ āgē rakhnā hai , regard dēnā hai .
11The mothers are the Ganges of Knowledge, the Shakti Army, and they have to be kept at the front and given regard.
8Ismē̃ dēh-abhimān nahī̃ ānā chāhiē .
12There mustn't be body consciousness about this.
Song
9Gīt : jō piyā kē sāth hai …
13Song: The rain of knowledge is on those who are with the Beloved.
Murli
10Ōm śhānti .
14Om shanti.
11Gīt key|kī pahlī line bachchō̃ nē sunī .
15You children heard the first line of the song.
12Kahtē haĩ jō piyā kē sāth hai . . . . .
16It says: Those who are with the Beloved.
13Parantu sāth mē̃ ikaṭṭhē rahnē kā question hī nahī̃ uṭhtā .
17However, as you are together, there is no question of living together.
14Jō bāp K|kē banē haĩ vē|way sāth haĩ hī .
18Those who belong to the Father are with Him anyway.
15Jō bāp K|kē bantē haĩ vē|way brāhmaṇ bhal kahā̃ bhī rahē̃ unkē liē tō gyān barsāt hai .
19There is the rain of knowledge for the Brahmins who belong to the Father, wherever they live.
16Jō śhivbābā K|kē pōtrē-pōtriyā̃ ban pratigyā kartē haĩ - bābā , ham sadā pavitra rahē̃gē , gyān amr̥it piyē̃gē - unkē liē hī gyān kī barsāt hai .
20This shower of knowledge is for those who become the grandchildren of Shiv Baba and promise: Baba, we will always remain pure and drink the nectar of knowledge.
17Amr̥it kōī jal nahī̃ , zahar key|kī bhēṇṭ mē̃ gyān kō amr̥it kahā gayā hai .
21Nectar is not water; it is in comparison to poison that knowledge is called nectar.
18Tō tum hō pāṇḍav sampradāy .
22So, you are the Pandava community.
19Yādav sampradāy , kaurav sampradāy kā gāyan hai nā - kyā karat bhayē .
23There is the memorial of the Yadava community and the Kaurava community: What are they doing?
20Tum pāṇḍavō̃ par hai gyān amr̥it kī barsāt .
24There is the rain of the nectar of knowledge on you Pandavas.
21Bākī jō kaurav-yādav haĩ un par gyān amr̥it kī barsāt nahī̃ hai .
25However, there is no rain of the nectar of knowledge on the Yadavas or the Kauravas.
22Yah bhī bachchē jāntē haĩ - yādav-kaurav bahut haĩ . 23Pāṇḍav bahut thōṛē haĩ .
26You children know that there are many Yadavas and Kauravas and very few Pandavas.
24Gāyā bhī jātā hai rām gayō , rāvaṇ gayō . . jinkī bahut sampradāy hai .
27It is remembered: Rama went and Ravan, whose community was very large, went.
25Rām key|kī sampradāy pāṇḍav bahut thōṛē haĩ .
28There are few Pandavas in Rama’s community.
26Yah hai pāṇḍav government , śhrīmat par chalnē vālē .
29This is the Pandava Government, it is of those who follow shrimat.
27Yah jaisē bhagvān key|kī government hai . 28Parantu hai gupta .
30This is like God's Government, but it is incognito.
29Tum jāntē hō ham śhrīmat par chal bhārat kā bēṛā pār kar rahē haĩ .
31You know that you are following shrimat and taking the boat of Bharat across.
30Jō śhrīmat par chaltē haĩ vē|way apnā bēṛā pār kartē haĩ .
32Those who follow shrimat are taking their own boats across.
31Yādav aur kauravō̃ kē pās kitnē mahal haĩ .
33The Yadavas and Kauravas have so many palaces.
32Tum bachchō̃ kō kuchh bhī nahī̃ .
34You children don't have anything.
33Tīn pair pr̥ithvī K|kē bhī tumhārē nahī̃ .
35You don't even have three feet of land.
34Sab unhō̃ kā hai .
36Everything belongs to them.
35Yah bhī gāyā huā hai , jinkō tīn pair pr̥ithvī K|kē nahī̃ miltē thē unhō̃ key|kī vijay huī aur vah viśhva K|kē mālik ban gayē .
37It is also remembered that those who didn't have three feet of land were victorious and became the masters of the world.
36Pāṇḍav śhakti sēnā gupta hai .
38The Pandava Shakti Army is incognito.
37Śhāstrō̃ mē̃ bhī dikhātē haĩ juā khēlā , pāṇḍavō̃ kā rājya thā phir juā mē̃ harāyā , abhī na tō hai rājya , na hai juā key|kī bāt .
39It has been shown in the scripture that the Pandavas lost their kingdom when they gambled. 40There was not a kingdom nor was there any question of gambling.
38Yah sab jhūṭh hai .
41All of those are lies.
39Tum barōbar pāṇḍav hō .
42You truly are the Pandavas.
40Śhivbābā hai rūhānī paṇḍā .
43Shiv Baba is the spiritual Guide.
41Bachchō̃ kō rūhānī yātrā sikhlānē āyā hai .
44He has come to teach you children the spiritual pilgrimage.
42Is brahmā tan sē śhrīmat dētē haĩ .
45He gives you shrimat through the body of Brahma.
43Jaisē śhivbābā key|kī śhrīmat gāī huī hai , vaisē brahmā key|kī bhī gāī huī hai kyōṅki phir bhī śhivbābā kā ēk hī murabbī bachchā hai .
46Just as Shiv Baba's shrimat is remembered, similarly, the directions of Brahma are also remembered, because, after all, he is Shiv Baba's one and only beloved, special child.
44Is dvārā kitnē mukhvaṅśhāvalī rachē jātē haĩ .
47So many mouth-born children are created through this one.
45Pavitratā kā kaṅgan bãdhavākar kahtē haĩ - jitnā mērī mat par chalē̃gē utnā most beloved banē̃gē . 46Tumhārā hīrē jaisā jīvan banēgā .
48He enables you to have a bracelet of purity tied on you and says: The more you follow my directions, the more your lives will become like a diamond; you will become most beloved.
47Śhivbābā kahtē haĩ - inkā ( brahmā kā ) aur tumhārā connection mērē sāth hai .
49Shiv Baba says: This one's (Brahma's) connection and your connections are with Me.
48Hīrē jaisā janm tumkō miltā hai isliē ab dēhī-abhimānī banō .
50You receive a birth like a diamond, and so you have to become soul conscious.
49Jitnā śhiv-bābā kō yād karē̃gē utnā dēhī-abhimānī banē̃gē tō māyā war|vār nahī̃ karēgī .
51The more you remember Shiv Baba, the more soul conscious you will become and the less Maya will attack you.
50Bāpdādā key|kī hamēśhā bachchō̃ par nazar rahtī hai .
52BapDada's vision is constantly on you children.
51Agar bachchē kuchh bhī bēkāydē chaltē haĩ tō bāpdādā kā nām badnām kartē haĩ . 52Tō śhikṣhā dēnī paṛtī hai - aisē kām nahī̃ karnā .
53If children do anything unlawful, they dishonour BapDada's name, and so they have to be given teachings: Don't perform such actions.
53Nām badnām karnē vālē kē liē kahā jātā hai satgurū kā nindak ṭhaur na pāyē .
54For those who dishonour the name, it is said: Those who dishonour the Satguru cannot claim an elevated status.
54Aisā kōī ulṭā kartavya nahī̃ karnā hai .
55You mustn't perform any such wrong actions.
55Tum bachchē jāntē hō - jitnā bābā kō yād karē̃gē utnā vikarma vināśh hōṅgē .
56You children know that to the extent you remember Baba, so your sins will accordingly be absolved.
56Yād mē̃ rahnē vālē kō hī dēhī-abhimānī kahā jātā hai .
57Only those who stay in remembrance are said to be soul conscious.
57Dēh-abhimān hōnē sē māyā kā war|vār jōr sē hōgā .
58When you remain body conscious, there will be a strong attack from Maya.
58Baṛī mañjil hai .
59The destination is very high.
59Scholarship lētē haĩ .
60You are receiving a scholarship.
60Kitnē brāhmaṇ bannē vālē haĩ . 61Gāyā jātā hai 33 krōṛ dēvī-dēvtāyē̃ .
61There are so many who will become Brahmins: three hundred and thirty million deities have been remembered.
62Vijay mālā mē̃ vah ātē haĩ jō dēhī-abhimānī bantē haĩ .
62Those who become soul conscious become part of the rosary of victory.
63Dēh-abhimānī bannā mānā māyā kā war|vār hōnā .
63To become body conscious means to be attacked by Maya.
64Dēhī-abhimānī bannā mānā bāp kā bannā .
64To be soul conscious means to belong to the Father.
65Yah bāt baṛī sūkṣhma hai .
65This is something very subtle.
66Puruṣhārth kar bāp kō yād karnā hai .
66Make effort and remember the Father.
67Vah bāp bhī hai , sājan bhī hai .
67He is the Father and also the Bridegroom.
68Apār sukh dēnē vālā hai .
68He is the One who gives you limitless happiness.
69Kahtē haĩ tum bachchō̃ kē liē hathēlī par bahiśht lē āyā hū̃ .
69He says: I have brought heaven on the palm of My hand for you children.
70Sirph tum śhrīmat par chalō .
70You simply have to follow shrimat.
71Śhrīmat kahtī hai dēhī-abhimānī bhav .
71Shrimat says: May you be soul conscious!
72Dēh-abhimān nē tumhārā bēṛā gark kiyā hai .
72Body consciousness has made your boat sink.
73Māyā tumkō dēh-abhimānī banātī hai .
73Maya makes you body conscious.
74Rūhānī bāp kō sab bhūlē huē haĩ .
74All have forgotten the spiritual Father.
75Abhī bāp nē ākar parichay diyā hai .
75The Father has now come and given His introduction.
76Tum apnē kō aśharīrī ātmā samjhō .
76Consider yourselves to be bodiless souls.
77Mērā tō śhivbābā aur varsā ( svarg kī rājāī ) bas .
77Only Shiv Baba and the inheritance (the kingdom of heaven) is mine. 78That’s all.
78Dēh-abhimān mē̃ ākar mērā kahā tō svarg kā rājya lē nahī̃ sakē̃gē .
79If you say "mine" out of body consciousness, you won't be able to claim the kingdom of heaven.
79Ham ātmā haĩ - yah pakkā niśhchay karō .
80I am a soul. 81Have this firm faith.
80Yah jō ātmā sō paramātmā kā bhūsā buddhi mē̃ bharā huā hai , vah nikāl dō .
82Remove the confusion your intellects have of each soul being the Supreme Soul.
81Abhī dēhī-abhimānī banō .
83Become soul conscious now!
82Bāp kō yād karō tō tumhārā bēṛā pār hōgā .
84Remember the Father and your boat will go across.
83Śhrīmat par chalō .
85Follow shrimat.
84Dēhī-abhimānī nahī̃ banē̃gē tō māyā bēṛā gark kar dēgī .
86If you don't become soul conscious, Maya will sink your boat.
85Aisē bahutō̃ kā bēṛā māyā nē gark kiyā hai kyōṅki śhrīmat par nahī̃ chaltē haĩ .
87Maya has sunk the boats of many in this way, because they don't follow shrimat.
86Yuddha kā maidān hai .
88This is a battlefield.
87Tumhē̃ kisī bhī bāt mē̃ hār nahī̃ khānī hai .
89You must not be defeated by any situation.
88Kām kā bhūt tō ēkdam purjā-purjā ( ṭukṛā-ṭukṛā ) kar dētā hai .
90The evil spirit of lust will totally break you into pieces.
89Second number hai krōdh kā bhūt .
91The second number is the evil spirit of anger.
90Krōdh sē ēk dō kō mārkar khalās kartē haĩ .
92People even kill each other in anger.
91Yādavō̃ kā krōdh baṛhēgā .
93The anger of the Yadavas is to increase.
92Ēkdam jaisē devil ban jāyēṅgē .
94They will become completely like devils.
93Krōdh bhī baṛā bhārī duśhman hai .
95Anger too is a very strong enemy.
94Kām kō nahī̃ jītā tō pavitra duniyā kā mālik ban nahī̃ sakē̃gē .
96If you don't conquer lust, you won't be able to become the masters of the pure world.
95Krōdh duśhman bhī aisā hai jō khud kō bhī aur aurō̃ kō bhī duḥkh dētē haĩ .
97Anger is such an enemy that it causes sorrow for oneself and for others.
96Yah bhī hai bhāvī .
98This too is destiny.
97Ab yādav , kaurav , pāṇḍav kyā kartē haĩ ?
99What are the Yadavas, Kauravas and Pandavas now doing?
98Yah tum hī jāntē hō .
100Only you now know this.
99Yah hai pāṇḍav government .
101This is the Pandava Government.
100Ab tum dēkhtē hō pāṇḍavō̃ kā rājya tō hai nahī̃ .
102You can see that it is now no longer the kingdom of the Pandavas.
101Tīn pair pr̥ithvī K|kē bhī nahī̃ miltē haĩ .
103You don't receive even three feet of land.
102Unhō̃ kā tō dēkhō kitnā dabdabā hai .
104Look how much splendour they have.
103Tum bachchō̃ mē̃ bahut thōṛē haĩ jō nārāyaṇī naśhē mē̃ rahtē haĩ .
105Amongst you children, there are very few who have the intoxication of becoming Narayan.
104Naśhē sabhī mē̃ hai nuksān .
106All other types of intoxication cause damage.
105Dēh-abhimān mē̃ ānē sē baṛā nuksān hai .
107There is also a lot of damage done by being body conscious.
106Tō bāp samjhātē haĩ tum sadaiv śhivbābā kō yād karō .
108The Father explains: Always remember Shiv Baba.
107Aisē mat samjhō yah brahmā gyān dētē haĩ .
109Don't think that this Brahma is giving you knowledge.
108Samjhātē haĩ śhiv bābā kō yād karō .
110He explains: Remember Shiv Baba.
109Śhivbābā kahtē haĩ mērē sāth yōg lagāō .
111Shiv Baba says: Have yoga with Me.
110Yah brahmā bhī mērē sāth yōg lagātē haĩ .
112Even this Brahma has yoga with Me.
111Mujhē yād karē̃gē tō maĩ madad kartā rahū̃gā .
113If you remember Me, I will continue to help you.
112Dēh-abhimānī bannē sē māyā war|vār kartī rahēgī . 113Aur phir ēk dō kō duḥkh dētē rahē̃gē .
114When you become body conscious, Maya will continue to attack you and you will then continue to cause one another sorrow.
114Ismē̃ bhī dō haĩ baṛē duśhman .
115These two are the biggest enemies.
115Number-vār tō hōtē haĩ nā .
116It is numberwise.
116Kām-krōdh hai pratyakṣha vikār .
117Lust and anger are visible vices.
117Mōh-lōbh ādi tō gupta haĩ .
118Attachment, greed, etc. are incognito.
118Tō in bhūtō̃ par vijay pānī hai .
119Therefore, you have to conquer these evil spirits.
119Bāp kahtē haĩ abhī tumkō tīn pair pr̥ithvī K|kē nahī̃ miltē haĩ , maĩ phir tumkō viśhva kā mālik banātā hū̃ .
120The Father says: At present, you don't receive even three feet of land and I am making you into the masters of the world again.
120Bāp key|kī hamēśhā dil hōtī hai bachchā nām nikālē .
121It is always the Father's desire that His children glorify His name.
121Kōī pūchhē tum kiskē bachchē hō , tō falak sē uttar dēnā chāhiē .
122When someone asks, "Whose child are you?", you should answer with great intoxication.
122Ōhō , bāp nē bachchō̃ kō bahut ūñchā banāyā hai .
123Oho, the Father has made us children very elevated!
123Laukik bachchē hōtē haĩ kōī engineer , kōī barrister , kōī kyā - tō bāp khuśh hōtē haĩ .
124When a father’s physical children become engineers, barristers or something else, he is very pleased.
124Kōī-kōī bachchē tō bāp key|kī ijjat lēnē mē̃ bhī dērī nahī̃ kartē haĩ .
125Some children don't hesitate in losing their father's honour. 126You have to increase your Father's honour.
125Tumkō tō bāp key|kī ijjat baṛhānī hai nā . 126Kul kalaṅkit bachchē kē liē tō bāp kahē̃gē muā bhalā .
127For children who dishonour the name of their clan, their father would say: It would be better if you were dead!
127Yah bāp bhī aisē kahē̃gē tum kāmī , krōdhī bankar īśhvarīy kul kō kalaṅk lagātē hō .
128This Father too says: By being angry and lustful, you dishonour the name of the Godly clan.
128Bāp sē varsā tō pūrā lēnā chāhiē .
129You have to claim your full inheritance from the Father.
129Dēkhtē hō yah mammā-bābā pahlē number mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ .
130You can see that Mama and Baba become the number one Lakshmi and Narayan.
130Tō kyō̃ na ham unkē takht par jīt pā lē̃ .
131So, why should you not gain their throne?
131Barōbar tum mā̃-bāp K|kē takht kō jīttē hō nā .
132You truly gain the throne of the mother and father.
132Bachchē takht par baiṭhē̃gē tō khud nīchē ā jāyēṅgē .
133When their children claim the throne, they themselves descend.
133Ab rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
134The kingdom is now being established.
134Bāp kahtē haĩ rājāī prāpt karō .
135The Father says: Claim the kingdom.
135Prajā mē̃ nahī̃ jānā hai .
136Don't be one of the subjects.
136Nārāyaṇī naśhā rahnā chāhiē .
137You should have the intoxication of becoming Narayan.
137Bhal prajā mē̃ bhī bahut dhanvān hōtē haĩ , parantu phir bhī prajā kahē̃gē nā .
138Although there are very wealthy ones among the subjects, they would still be called subjects.
138Rājāō̃ sē bhī prajā mē̃ sāhūkār hōtē haĩ .
139There are some people who are wealthier than the kings.
139Is samay government kaṅgāl hai .
140At this time, the Government is bankrupt.
140Karjā lētī hai tō prajā sāhūkār huī nā .
141They take loans and so the people are wealthier, are they not?
141Bāp samjhātē haĩ tum jāntē hō bhārat key|kī government yah lakṣhmī-nārāyaṇ thē , ab phir ban rahē haĩ .
142The Father explains: You know that the Government of Bharat was of Lakshmi and Narayan and that they are now becoming that once again.
142Bāp key|kī śhrīmat par chalnē sē bēṛā pār hōtā hai .
143Your boat goes across by following the Father's shrimat.
143Śhrēṣhṭh banē̃gē .
144You will become elevated.
144Nahī̃ tō māyā khā jāyēgī .
145Otherwise, Maya will eat you.
145Bahutō̃ kō khā gaī hai .
146She has swallowed many.
146Bhal yahā̃ sē nikalē haĩ , baṛē lakhpati ban gayē haĩ .
147Although they went away from here, they have now become millionaires.
147Bhājī ( sabjī ) bēchnē vālē āj karōṛpati hō gayē haĩ .
148Those who used to sell vegetables have today become multimillionaires.
148Bābā kē pās ātē haĩ , kahtē haĩ bābā abhī tō paisā bahut hō gayā hai .
149They come to Baba and say: Baba, I now have a lot of wealth.
149Bābā kahtē haĩ tumhārē ūpar bōjhā bahut hai , śhivbābā sē tumnē pālnā bahut lī hai .
150Baba says: There is a great burden on you. 151You took a lot of sustenance from Shiv Baba.
150Karjā huā nā , isliē khabardār rahnā .
152That is a debt and you must therefore remain very cautious.
151Tō vē|way bhī samajhtē haĩ bōjhā utār lēvē̃ .
153So, they also feel that they should remove their burden.
152Aisē bahut miltē haĩ .
154Baba has met many like that.
153Karāchī mē̃ tum bachchiyā̃ bhāgī thī .
155You daughters came running in Karachi.
154Kuchh lē āī thī kyā ? 155Kuchh bhī nahī̃ .
156Did you bring anything with you at that time?
156Śhivbābā K|kē khajānē sē tumhārī parvariśh huī .
157Nothing at all! 158You were sustained from Shiv Baba's treasure store.
157Jō kōī-kōī śhivbābā K|kē pichhāṛī surrender huē unsē tum bachchō̃ key|kī pālnā huī .
159We children were all sustained with the wealth of those who surrendered themselves to Shiv Baba.
158Is bābā kō thōṛē-hī patā thā ki yah āpas mē̃ milkar aisē ā jāyēṅgē .
160This Baba did not know that they would all get together and come here in that way.
159Śhivbābā nē unkī buddhi mē̃ ḍālā aur bhaṭṭhī bannī thī , tō sab bhāgkar ā gayē .
161Shiv Baba made it enter their intellects that the bhatthi had to be created, and so all of them came running.
160Tō parvariśh kē liē bhī kōī bali chaṛhē .
162So, some surrendered themselves to sustain all of them.
161Phir unsē kaī bhāg gayē . 162Māyā nē hār khilā dī .
163Then some of them ran away; Maya defeated them.
163Māyā bhī kōī cum|kam samarth nahī̃ hai .
164Maya is no less powerful.
164Ab us par jīt pānī hai bāp kī yād sē .
165You now have to conquer her by having remembrance of the Father.
165Yōg akṣhar nahī̃ bōlō .
166Don't use the word yoga.
166Kaī bachchē kahtē haĩ yōg mē̃ biṭhāō .
167Some children say: Make us sit in yoga.
167Lēkin yah ādat paṛ jāyēgī tō chaltē-phirtē tum yād nahī̃ kar sakē̃gē .
168However, if this habit is instilled, you won't be able to stay in remembrance while walking and moving along.
168Nayō̃ kō bhī yah nahī̃ sikhānā hai ki yōg mē̃ baiṭhō .
169You mustn't teach new ones to sit specially in yoga.
169Nayē kō tum apnē sāmnē biṭhātē hō tō vah nām-rūp mē̃ phans paṛtā hai .
170When you make new ones sit in front of you, they become trapped in name and form.
170Anubhav aisā kahtā hai , isliē manā kī jātī hai .
171This is what experience says and this is why it is forbidden.
171Mā̃-bāp kō ēk jagah yād karnā hōtā hai kyā ?
172Do you have to sit somewhere in order to remember your mother and father?
172Tum uṭhtē-baiṭhtē , service kartē bābā kō yād karō .
173Remember Baba while walking, sitting and doing service.
173Bābā K|kē jō lāl hōṅgē , vē|way rāt kō jāgkar bhī yād kartē rahē̃gē .
174Those who are Baba's especially beloved children will even stay awake at night and remember Baba.
174Aisā most beloved bābā jissē viśhva kā mālik bantē haĩ , tō kyō̃ na unkō yād karē̃gē .
175Baba is the most beloved and He makes you into the masters of the world and so why would you not remember Him?
175Pārlaukik bāp sē athāh sukh kā varsā miltā hai .
176You receive the inheritance of a lot of happiness from the Father from beyond.
176Tum abhī sē puruṣhārth kartē hō , mēhnat kartē hō jō phir janma-janmāntar īśhvarīy prālabdh tum bhōgtē hō .
177Make effort and work hard from now on and you will experience a Godly reward for birth after birth.
177Aisē nahī̃ , vahā̃ satyug mē̃ tum aisē karma kartē hō tab rājāī miltī hai .
178It isn't that you receive the kingdom by performing such actions there in the golden age.
178Nahī̃ , yahā̃ K|kē hī puruṣhārth sē prālabdh pātē hō . 179Baṛā bhārī pad hai .
179No; you receive the reward there for the effort you make here at this time.
180Aisē bahut āyē phir āśhcharyavat sunantī , kathantī , phir bhāgantī hō gayē .
180The status is very high. 181Many came in the beginning and they were amazed.
181Bahut centres bhī sthāpan karantī , phir bhāgantī , girantī hō gayē . . kōī centre sthāpan karkē bhī āhistē-āhistē gir paṛtē haĩ .
182They heard the knowledge, they related it to others and then they ran away. 183Many established centres and then ran away and fell. 184Some established centres and then gradually fell.
182Wonderful māyā hai nā .
185Maya is wonderful, is she not?
183Māyā jhaṭ nāk sē pakaṛ lētī hai isliē bāp kahtē haĩ nirantar yād karō .
186Maya quickly catches hold of you by the nose. 187Therefore, the Father says: Constantly remember Me.
184Samjhō śhivbābā samjhātē haĩ .
188Always think that it is Shiv Baba who is explaining to you.
185Insē mama tīkhī hai .
189Mama was cleverer than this one.
186Bābā nirākār , nirahaṅkārī hai .
190Baba is incorporeal and egoless.
187Tum bachchō̃ kō bhī samajhnā hai , ham nirākārī ātmā haĩ , nirahaṅkārī bannā hai tab hī varsā pāyēṅgē .
191You children also have to understand: I am an incorporeal soul. 192I have to become egoless. 193Only then will you claim your inheritance.
188Dēh-abhimān nahī̃ ānā chāhiē .
194There shouldn't be any body consciousness.
189Bahut mīṭhā bannā hai .
195You have to become very sweet.
190Vahā̃ māyā hōtī nahī̃ .
196Maya doesn't exist there.
191Tō kyō̃ na bāp sē varsā lē lēvē̃ . 192Bābā kā right hand ban jāyē̃ .
197So, why should you not claim your inheritance from the Father and become Baba's right hands?
193Vah kaun bantē haĩ ?
198Who becomes that?
194Jō centre sthāpan kartē haĩ .
199Those who establish centres.
195Kamāl kartē haĩ , kitnō̃ kā kalyāṇ kartē haĩ .
200They perform wonders. 201They benefit so many.
196Kōī centres sthāpan kar phir chalē jātē haĩ .
202Some establish centres and then go away.
197Unkā bhī phal mil jātā hai .
203They receive the fruit of that too.
198Ēk taraph jamā , dūsrē taraph nā hō jātī hai . 199Yah tō bāp jāntē haĩ .
204On the one hand, they accumulate, and on the other hand, they incur a loss.
200Brahmā bhī jān saktē haĩ .
205The Father knows this. 206Brahma too can know this.
201Ēk hī yah murabbī bachchā hai .
207This one is the only especially beloved child.
202Tum sab hō pōtrē pōtriyā̃ .
208All of you are grandchildren.
203Tum jāntē hō mama number one jātī hai .
209You know that Mama became number one.
204Bābā second number mē̃ ātē haĩ .
210Baba claims the second number.
205Tō mātāō̃ kā regard bahut karnā paṛē .
211So, mothers have to be given a lot of regard.
206Bābā kahtē haĩ vandē mātaram .
212Baba says: Salutations to the mothers.
207Tō bachchō̃ kō bhī vandē mātaram karnā paṛē .
213Therefore, you children also have to say: Salutations to the mothers.
208Mātā bigar uddhār hō na sakē .
214There cannot be upliftment without the mothers.
209Vāstav mē̃ tō haĩ sab sītāyē̃ .
215In fact, all are Sitas.
210Sab sajniyā̃ haĩ - ēk sājan key|kī athavā sab bachchē haĩ ēk bāp K|kē .
216All are brides of the one Bridegroom, that is, all are the children of the one Father.
211Bāp khud kahtē haĩ vandē mātaram .
217The Father Himself says: Salutations to the mothers.
212Jaisē karma maĩ karūṅgā , mujhē dēkh bachchē bhī aisā karē̃gē .
218Whatever actions children see me perform, they will do the same.
213Tō mātāō̃ key|kī sambhāl karnī hai .
219So, the mothers have to be looked after.
214In par atyāchār bahut hōtē haĩ .
220They are assaulted a great deal.
215Kōī vighna ḍāltē haĩ tō bhī bichārī mātāyē̃ bāndhēlī hō jātī haĩ .
221When someone creates obstacles, the poor helpless mothers become tied in bondage.
216Pāp kā ghaṛā aisē bhartā hai , asur mārtē haĩ tō pāpātmā ban paṛtē haĩ .
222This is how the urn of sin becomes full. 223When the devils beat them, they become sinful souls.
217Hai tō sab drama anusār , iskō kōī miṭā nahī̃ saktē .
224All of this is according to the drama. 225No one can erase this.
218Kalp pahlē muāphik harēk apnā varsā lēnē vālē haĩ .
226Each one will claim his own inheritance exactly as he did in the previous cycle.
219Sākṣhātkār hōtā hai - kaun achchhē-achchhē madadgār hōtē haĩ .
227Visions are received about who the good helpers are.
220Śhivbābā kahtē haĩ maĩ tō dātā hū̃ , kuchh lētā nahī̃ hū̃ .
228Shiv Baba says: I am the Bestower; I do not take anything.
221Agar yah khyāl ātā hai ki ham dētē haĩ , ahaṅkār āyā tō yah marē .
229If you think that you are giving something, if you have that ego, you die.
222Śhivbābā tō kahtē haĩ tum ṭhikkar-bhittar dēkar return mē̃ kitnā lētē hō !
230Shiv Baba says: You give pebbles and stones and receive so much in return.
223Bābā hamēśhā dātā hai .
231Baba is always the Bestower.
224Śhivbābā kō maĩ dētā hū̃ - yah buddhi mē̃ kabhī nahī̃ ānā chāhiē .
232“I am giving to Shiv Baba” should never enter your intellect.
225Maĩ ēk paisā dēkar lākh lētā hū̃ , 21 janm kē liē rājya-bhāgya lētā hū̃ .
233“I give one paisa and receive one hundred thousand in return; I receive the fortune of the kingdom for 21 births.”
226Bāp hai sadgati dātā , jhōlī bharnē vālā .
234The Father is the Bestower of Salvation; He is the One who fills your aprons.
227Gupta dān karnā hōtā hai , bābā bhī gupta hai .
235You have to make incognito donations. 236Baba too is incognito.
228Achchhā .
237Achcha.
229Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .
238To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
230Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
239The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
231Dhārṇā kē liē mukhya sār :
240Essence for dharna:
2321 ) dēhī-abhimānī ban māyā par jīt avaśhya pānī hai .
241 1. Become soul conscious and definitely conquer Maya.
233Rāt kō jāgkar bhī most beloved bāp kō yād karnā hai .
242Stay awake at night and remember the most beloved Father.
2342 ) bāp samān nirākārī , nirahaṅkārī bannā hai .
243 2. Become incorporeal and egoless, the same as the Father.
235Śhivbābā kō dētē haĩ - yah tō saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ lānā hai .
244You must never even think that you are giving to Shiv Baba.
Blessing
236Vardān : samay K|kē mahatva kō jān vyarth kō samarth mē̃ parivartan karnē vālī knowledgeful mahān ātmā bhav
245Blessing: May you become a great and knowledge-full soul by knowing the importance of this time and transforming anything wasteful into something powerful.
23763 janm tō vyarth ganvāyā abhī samarth bannē kā yah ēk janm hai , isē vyarth nahī̃ ganvānā kyōṅki saṅgam key|kī yah ēk-ēk ghaṛī padamō̃ key|kī kamāī jamā karnē kī hai , yah kamāī kī season kā yug hai isliē kabhī bhī samarth kō chhōṛ vyarth taraph nahī̃ jānā .
246 You wasted everything for 63 births, and you now have this one birth in which to become powerful. 247So, do not waste time in this birth because each second of this confluence age is for earning an income of multimillions. 248This is the age of the season to earn. 249Therefore, never leave the powerful and go to the wasteful.
238Knowledgeful ban jō jitnā svayã samarth banē̃gē utnā aurō̃ kō samarth banāyēṅgē .
250To the extent that you become knowledge-full and become powerful, you will accordingly make others powerful.
239Aisā jō samay K|kē mahatva kō jāntē haĩ vah svataḥ mahān ban jātē haĩ .
251Those who know the importance of this time in this way automatically become great.
Slogan
240Slōgan : ēk bāp K|kē pharmān par chaltē chalō tō sārī viśhva āp par svataḥ kurbān jāyēgī .
252Slogan: Continue to follow the instructions of the one Father and the whole world will automatically surrender to you.
253*** Om Shanti ***