रविवार 28 मई 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
028-05-23 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 23-12-94 madhuban
0 28/05/23 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 23/12/1994
1Apnē tīn svarūp sadā smr̥iti mē̃ rahē̃ -
1Constantly keep your three forms in your awareness: 1) A confluence-aged Brahmin,
21 - saṅgamyugī brāhmaṇ , 2 - brāhmaṇ sō fariśhtā aur 3 - fariśhtā sō dēvtā
22) A Brahmin who is to become an angel, 3) An angel who is to become a deity.
3Āj bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ K|kē tīn rūp dēkh rahē haĩ .
3Today, BapDada is seeing the three forms of the children everywhere.
4Sabsē śhrēṣhṭh svarūp hai brāhmaṇ aur brāhmaṇ sō fariśhtā aur fariśhtā sō dēvtā . 5Brāhmaṇ svarūp , fariśhtā svarūp aur dēvtā svarūp .
4The most elevated form is that of a Brahmin, then a Brahmin who is to become an angel and then an angel who is to become a deity - the Brahmin form, the angelic form and the deity form.
6Brāhmaṇ svarūp key|kī viśhēṣhtā sarv śhaktiyō̃ sampann svarūp kī hai kyōṅki brāhmaṇ arthāt māyājīt .
5The speciality of the Brahmin form is being full of all powers, because to be a Brahmin means to be a conqueror of Maya.
7Tō sarv śhakti sampann bannā hī māyājīt bannā hai .
6So, to become full of all powers means to become a conqueror of Maya.
8Pahlā svarūp brāhmaṇ svayã kō dēkhō ki brāhmaṇ svarūp key|kī viśhēṣhtā ( sarv śhaktiyā̃ ) dhāraṇ huī haĩ ?
7The first form is that of a Brahmin. 8Check yourself and see whether you have imbibed all the powers, which, as you were just told, is the speciality of the Brahmin form.
9Sarv śhaktiyā̃ haĩ vā kōī-kōī śhakti hai ?
9Do you have all the powers? 10Or, do you only have some powers?
10Agar ēk śhakti bhī kamjōr hai vā cum|kam hai tō brāhmaṇ svarūp kē badlē bār-bār kṣhatriya arthāt yuddha karnē vālē ban jātē haĩ .
11If you are weak in even one power, or you lack one power, then, instead of having the Brahmin form, you repeatedly become a warrior, that is, one who is constantly battling.
11Kṣhatriya kā kartavya hai yuddha karnā aur brāhmaṇ kā kartavya hai sadā aur sahaj māyājīt bannā .
12The duty of a warrior is to battle and the duty of a Brahmin is constantly and easily to be a conqueror of Maya.
12Brāhmaṇ arthāt vijayī , sadā sarv śhaktiyō̃ arthāt sarv śhastrō̃ sē sampann haĩ . 13Aur kṣhatriya arthāt kabhī vijayī aur kabhī hār khānē vālē kyōṅki śhaktiyā̃ miltē huē bhī dhāraṇ nahī̃ kar saktē isliyē samay aur paristhiti pramāṇ sadā vijayī nahī̃ ban saktē .
13A Brahmin means to be victorious, because you are constantly full of all powers, that is, complete with all weapons, whereas a warrior means one who is sometimes victorious and sometimes defeated, because even though he receives the powers he is not able to imbibe them. 14This is why he is not able to be victorious constantly according to the time and the circumstances. 15A Brahmin form means one who
14Brāhmaṇ svarūp arthāt sadā tāj , takht aur tilakdhārī . 15Viśhva kalyāṇ key|kī zimmēdārī K|kē tājdhārī , sadā svataḥ smr̥iti K|kē tilakdhārī , sadā bāp K|kē dil takhtnaśhīn .
16constantly has a crown, a tilak and is seated on the throne; one who has the crown of responsibility for world benefit, one who constantly and naturally has a tilak of awareness, one who is constantly seated on the Father's heart throne.
16Kṣhatriya ēkras , achal , aḍōl na hōnē K|kē kāraṇ kabhī achal , kabhī halchal , kabhī adhikārī aur kabhī bāp sē śhakti māṅgnē vālē royal bhikhārī .
17Because a warrior is not constantly unshakeable and immovable, he is sometimes unshakeable and sometimes there is fluctuation; sometimes he has all rights and sometimes he is a royal beggar, who asks the Father for power.
17Brāhmaṇ arthāt sadā alaukik mauj K|kē jīvan mē̃ rahnē vālē .
18A Brahmin means one who constantly lives a life of alokik pleasure.
18Sadā rūhānī sīrat aur sūrat vālē .
19A Brahmin is one who constantly has a spiritual face and character.
19Kṣhatriya arthāt kabhī kaisē , kabhī kaisē .
20A warrior means sometimes like this and sometimes like that.
20Tō apnē sē pūchhō maĩ kaun ?
21So, ask yourself: Who am I?
21Kabhī brāhmaṇ , kabhī kṣhatriya yā sadā brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhatāō̃ sē sampann haĩ ?
22Am I sometimes a Brahmin and sometimes a warrior, or am I constantly full of all the specialities of Brahmin life?
22Lakṣhya brāhmaṇ jīvan kā hai lēkin kabhī brāhmaṇ , kabhī kṣhatriya - aisē lakṣhaṇ tō nahī̃ haĩ ?
23You have the aim of a Brahmin life, but you do not have the qualifications of sometimes being a Brahmin and sometimes a warrior, do you?
23Lakṣhya aur lakṣhaṇ samān haĩ vā antar hai ?
24Are your aim and qualifications the same or is there a difference?
24Bōl aur karma samān haĩ vā antar hai ?
25Are your words and deeds the same or is there a difference?
25Sabhī brahmākumār-brahmākumārī kahlātē hō nā ?
26You are all called Brahma Kumars and Kumaris, are you not?
26Ki kṣhatriya kahlātē hō ?
27Or, are you called warriors?
27Chandravanśhī kahlānā bhī pasand nahī̃ kartē nā ?
28You do not even like to be called the moon dynasty.
28Kōī kahē āp chandravanśhī haĩ tō pasand āyēgā ? 29Nahī̃ .
29If someone were to call you the moon dynasty, would you like it?
30Aur karma kyā hai ?
30You would not, would you?
31Jis samay yuddha mē̃ lagē huē hō us samay kā photo apnā nikālō .
31What about your deeds? 32Take a photo of yourself when you are engaged in battling.
32Photo nikālnē kā śhauk bahut hōtā hai nā ?
33You have a keen interest in taking photos, do you not?
33Tō apnā photo nikālnā ātā hai yā dūsrō̃ kā photo nikālnā ātā hai ?
34Do you know how to take your own photo or do you know how to take the photos of others?
34Tō apnā photo nikālō ki maĩ kaun hū̃ ?
35So, take your own photo of who you are.
35Agar photo bhī kōī kā achchhā nahī̃ nikaltā hai tō pasand nahī̃ kartē hō nā ?
36You don’t like it when someone's photo is not good, do you?
36Tō sārē din mē̃ vā kitnē bārī samay prati samay brāhmaṇ K|kē bajāy kṣhatriya ban jātē haĩ - yē check karō aur check karkē change karō .
37Throughout the entire day, check how many times you change from a Brahmin to a warrior. 38Check this and then, afterwards, change it.
37Sirph check nahī̃ karnā . 38Check kiyā jātā hai change karnē K|kē liyē .
39You mustn’t just check, but you have to check in order to change.
39Tō sabhī kē pās parivartan śhakti hai ?
40Do all of you have the power of transformation?
40Ki kōī kē pās nahī̃ hai ?
41Or, do some of you not have it?
41Yē tō bahut achchhī khuśhī key|kī bāt hai ki sabhī kē pās hai .
42Achcha, it is a matter of happiness that everyone has this power.
42Ab samay par kām mē̃ lagānā ātī hai yā kabhī nahī̃ bhī lagtī hai ?
43Now, do you know how to use it at a time of need, or are you not able to use it then?
43Kyōṅki śhakti hai tō samay par kām āvē . 44Duśhman hai hī nahī̃ aur śhastra bahut baṛhiyā haĩ mērē pās|pass aur jab duśhman āvē tō śhastra kām mē̃ hī nahī̃ āvē̃ , tō kyā uskō śhaktiśhālī kahē̃gē ?
44This is because, if you have a power, it has to be used at a time of need. 45When there are no enemies, you have many good weapons, but when enemies come, your weapons are of no use. 46Would you call that being powerful?
45Sirph yē check nahī̃ karō ki śhakti hai lēkin karma mē̃ samay pramāṇ jō śhakti chāhiyē vahī śhakti kārya mē̃ lagānā ātā hai ?
47So, do not just check whether you have the powers, but check whether you know how to use the power that you need for a particular action, that is appropriate for the time.
46Ki duśhman war|vār kar dētā , pīchhē śhakti yād ātī hai ?
48Or, do you remember the power after the enemy has attacked you?
47Tō brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhatāō̃ kō check karō . 48Brāhmaṇ sō fariśhtā banēgā .
49So check the specialities of Brahmin life. 50A Brahmin will become an angel; a warrior will not become an angel.
49Kṣhatriya sō fariśhtā nahī̃ .
51The second form is that of an angel.
50Dūsrā svarūp hai fariśhtā .
52All of you have to become angels, do you not?
51Sabhī kō fariśhtā bannā hī hai nā ?
53Or is it difficult to become an angel?
52Ki fariśhtā bannā muśhkil hai ?
54Is it easy or difficult to become an angel?
53Sahaj hai yā muśhkil ? 54Yā kabhī muśhkil , kabhī sahaj ?
55Or, is it sometimes difficult and sometimes easy?
55Tō fariśhtā svarūp key|kī viśhēṣhtā sabhī jāntē bhī hō ki fariśhtā arthāt double light ?
56All of you know the speciality of the angelic form: an angel means one who is double light.
56Tō double light haĩ ?
57So, are you double light?
57Ki kabhī bōjh uṭhānē kō dil kartī aur uṭhā lētē hō ?
58Or, do you sometimes desire to carry a burden and so you carry it?
58Vā uṭhānē nahī̃ chāhtē hō lēkin māyā sir par ṭōkrī rakh dētī hai ?
59Or, is it that you do not wish to carry that burden, but Maya places a basket-load on your head?
59Māyā apnī artificial temporary śhakti aisī dikhātī hai jō majbūrī sē bhī bōjh uṭhānā na chāhtē bhī uṭhā lētē haĩ kyōṅki kamjōr hōnē K|kē kāraṇ kamjōr sadā parādhīn hōtā hai .
60Maya shows her artificial and temporary power in such a way that, even though you do not wish to carry a burden, you still carry it out of compulsion, because you are weak. 61Anyone who is weak is always dependent on others.
60Tō māyā bhī adhīn banā dētī hai .
62So Maya also makes you dependent.
61Adhikārīpan bhūl jātā hai aur adhīn ban jātē .
63You forget that you have all rights and you become dependent instead.
62Us samay bhāṣhā kyā hōtī hai ?
64What is your language at that time?
63Chāhtē tō nahī̃ haĩ lēkin patā nahī̃ … .
65"I did not want it to happen, but I don't know how it happened."
64Her|har bāt mē̃ ' patā nahī̃ ' , ' patā nahī̃ ' kahtē rahē̃gē .
66You say "I don't know", in every respect.
65Adhikārī arthāt sadā svatantr aur adhīn arthāt sadā parvaśh . 66Tō parvaśh kabhī bhī mauz key|kī jīvan mē̃ nahī̃ rah saktē .
67To be one who has all rights means to be constantly free, whereas to be dependent means always to be under the influence of others.
67Brāhmaṇ arthāt mauz key|kī jīvan . 68Agar kōī bhī samay mauj K|kē bajāy mūnjhtē hō yē kyā hai , yē kaisā hai , kyā yahī hōtā hai . . . tō yē mauj nahī̃ , yē mūnjhnē key|kī jīvan hai .
68So one who is under another influence can never have a life of pleasure; and you were told about Brahmins, that a Brahmin means one who has a life of pleasure. 69If, at any time, instead of experiencing pleasure, you become confused – for example: "What is this? 70How is this?
69Agar kōī bhī samay mauj key|kī kamī anubhav kartē hō tō phir sē yē pāṭh pahlā yād karō ki maĩ kaun hū̃ ? 70Sirph ātmā nahī̃ lēkin kaun-sī ātmā hū̃ ?
71Why is this? 72Is this what is going to happen?" - that is not pleasure, it is a life of confusion. 73If, at any time, you experience a lack of pleasure, then remember the first lesson of "Who am I?"
71Iskē kitnē javāb āyēṅgē ?
74I am not just a soul, but what type of soul?
72Lambī list hai nā ! 73Rōz key|kī murlī mē̃ ' maĩ kaun ' kā bhinn-bhinn pāṭh paṛhtē rahtē hō , suntē rahtē hō .
75How many replies would there be to the question: What type of soul am I? 76It is a long list, is it not? 77How long is the list of "Who am I?"
74Tō fariśhtā arthāt double light .
78So to be an angel means to be double light.
75Light arthāt halkā-pan .
79To be light means to experience lightness.
76Halkāpan kā arth|earth hai sirph paristhiti K|kē samay halkā nahī̃ lēkin sārē din mē̃ svabhāv , saṅskār , sambandh , samparka mē̃ light rahē ?
80Lightness doesn't just mean being light when any situations arise, but you have to remain light in your nature, sanskars, relationships and connections throughout the entire day.
77Vaisē ṭhīk haĩ lēkin svabhāv-sanskār mē̃ bhī agar halkāpan nahī̃ hai tō fariśhtā kahē̃gē ?
81Generally, you may be alright, but if there isn't any lightness in your nature and sanskars, would you be called an angel?
78Aur halkē key|kī niśhānī hai halkī chīz sabhī kō pyārī lagtī hai .
82The sign of being light is that anything light is constantly loved by everyone.
79Kōī bōjh vālī chīz āpkō dēvē tō pasand karē̃gē ?
83Would you like it if someone gave you something heavy?
80Aur halkī baṛhiyā chīz hō tō pasand karē̃gē nā ?
84However, you would like it if someone gave you something light and beautiful, would you not?
81Tō jō svabhāv , saṅskār , sambandh , samparka mē̃ halkā hōgā uskī niśhānī vō sarv K|kē pyārē aur nyārē hōṅgē kyōṅki brāhmaṇ svabhāv hai , alag svabhāv nahī̃ .
85The sign of those who are light in their nature, sanskars, relationships and connections is that they will be loving to all and detached from everyone, because they have a Brahmin nature, not a different nature.
82Brāhmaṇ arthāt sabkē dil pasand svabhāv-sanskār vā sambandh-sampark vālē hō .
86A Brahmin means to have a nature, sanskars, relationships and connections that are liked by everyone.
83Majority 95 pratiśhat K|kē dilpasand jarūr hō itnī result jarūr hōnī chāhiyē .
87You were also told earlier that the majority should be liked by at least 95% of everyone. 88The result should at least be this much.
845 pratiśhat abhī bhī margin dē rahē haĩ , ant tak nahī̃ hai lēkin abhī dē rahē haĩ .
89You are even now being given a margin of 5%. 90This will not be till the end, but you are being given this now.
8595 pratiśhat sarv K|kē dil pasand arthāt sarv sē light . 86Aur vō halkāpan bōl , karma aur vr̥itti sē anubhav hō .
91You have to be liked by at least 95% of everyone, that is, you have to remain light with everyone, and let this lightness be experienced through your words, deeds and attitude.
87Aisē nahī̃ , maĩ tō halkā hū̃ lēkin dūsrē mērē kō nahī̃ samajhtē , pahchāntē nahī̃ .
92Let it not be that you think, "I am light, but others are not able to understand me." 93Generally, many of you think that others do not recognise you.
88Agar nahī̃ pahchāntē tō āp apnē will power sē unhō̃ kō bhī pahchān dō .
94If they do not recognise you, give them your recognition through your own will power.
89Āpkē karma , vr̥itti uskō parivartan karē .
95Let your actions and your attitude transform the other person.
90Ismē̃ sirph parivartan karnē mē̃ sahanśhakti key|kī āvaśhyaktā hōtī hai .
96For this transformation, you just need the power to tolerate.
91Aur fariśhtā arthāt jiskā purānī dēh aur purānī duniyā sē riśhtā nahī̃ .
97An angel means one who does not have any relationship with an old body or the old world.
92Yē sabhī kō yād hai nā ?
98All of you remember this, do you not?
93Ki abhī bhī vō rahā huā hai ? 94Purānī dēh sē lagāv hai kyā ?
99You have become detached from old bodies and bodily relations and the old corporeal world, have you not?
95Dēh K|kē sambandh sē halkē hō gayē hō ki nahī̃ ?
100Or, does that still remain? 101Do you still have attachment to old bodies?
96Kākā , chāchā , māmā , ussē nyārē hō gayē hō nā ? 97Ki abhī bhī haĩ ?
102Have you become light (free) from the relationships of the body or not?
98Nyārē aur pyārē haĩ ? 99Pyārē haĩ lēkin nyārē hōkar K|kē pyārē bantē haĩ , yē galtī hō jātī hai .
103Your paternal uncle, your maternal uncle and aunts - have you become free from them or do you still have paternal uncles and maternal uncles?
100Yē miss hō jātā hai .
104Are you loving and detached?
101Yā tō nyārē hō jānā sahaj lagtā hai yā tō pyārā hōnā sahaj lagtā . 102Lēkin yē dēh K|kē sambandh kākā , chāchā , māmā , yē phir bhī sahaj haĩ .
105You are loving, but you make the mistake of being detached while being loving; you miss out on being as detached as you are loving. 106You either find it easy to be detached or you find it easy to be loving.
103Sahaj haĩ yā thōṛā-thōṛā svapn mē̃ , saṅkalp mē̃ ā jātā hai ?
107However, it is still easy to be free from bodily relationships of maternal and paternal uncles.
104Jab brāhmaṇ parivār mē̃ kōī paristhiti ātī hai tō chāchā , kākā , māmā yād ātē haĩ ?
108Is it easy or do they sometimes enter your dreams or thoughts? 109Do you remember your maternal or paternal uncles when any difficulty arises in the Brahmin family?
105Bāp-dādā dēkhtē haĩ ki paristhiti K|kē samay kaī ātmāō̃ kō brāhmaṇ parivār K|kē bajāy laukik sambandh jaldī smr̥iti mē̃ ātā hai . 106Paristhiti kinārē K|kē bajāy sahārā anubhav karātī hai .
110BapDada sees that, at the time of such situations, many souls remember their lokik relations much more quickly than they remember Brahmin souls. 111The situations make you experience the things that you have left behind to be your support instead of making you step away.
107Jab marjīvā ban gayē tō aglē janm K|kē sambandhī kākā , chāchā , mā̃ , bāp , yād haĩ kyā ?
112When you have died alive, do you still remember your relations of the previous birth: your maternal and paternal uncles, your mother and father?
108Svapn mē̃ bhī ātē haĩ kyā ?
113Do they appear in your dreams?
109Tō sambandh , janm badal gayā nā .
114So, when your birth changes, your relations also change.
110Tō fariśhtā arthāt purānē sē riśhtā nahī̃ , yahī paribhāṣhā bōltē hō nā ?
115So, an angel means one who doesn't have any connection with anything old (past). 116This is the definition you use, is it not?
111Phir samay par kahā̃ sē nikal ātē haĩ ?
117So, where do they emerge from at such times?
112Ṭūṭā huā riśhtā juṛ jātā hai ?
118Do the broken relationships become forged again?
113Marē huē sē jindā hō jātē hō ?
119Do you become alive from having died?
114Fariśhtā arthāt purānē sē riśhtā nahī̃ , sab nayā .
120So, an angel means not to have any relationship with anything old, but everything new.
115Bāpdādā nē dēkhā ki fariśhtā bannē mē̃ jō rūkāvaṭ hōtī hai uskā kāraṇ ēk pahlī sīṛhī hai dēh bhān kō chhōṛnā , dūsrī sīṛhī jō aur sūkṣhma hai vō hai dēh abhimān kō chhōṛnā .
121BapDada saw that the first step in becoming an angel is the renunciation of body consciousness which causes obstructions. 122The second step, which is more subtle, is to let go of the arrogance of the body.
116Dēh bhān aur dēh abhimān . 117Dēh bhān phir bhī common chīz hai lēkin jitnē gyānī tū ātmā , yōgī tū ātmā bantē haĩ utnā dēh abhimān rūkāvaṭ ḍāltā hai .
123Body consciousness and the arrogance of the body: body consciousness is something common, but the more knowledgeable and yogi you become, the more the arrogance of the body causes obstructions.
118Aur abhimān anēk prakār kā ātā hai apnē buddhi kā abhimān , apnē śhrēṣhṭh saṅskār kā abhimān , apnē achchhē svabhāv kā abhimān , apnī viśhēṣhatāō̃ kā abhimān , apnī kōī viśhēṣh kalā kā abhimān , apnī sēvā key|kī saphaltā kā abhimān .
124There are many types of arrogance that emerge: The arrogance of your own intellect, the arrogance of your elevated sanskars, the arrogance of your good nature, the arrogance of your specialities, the arrogance of your special talent, the arrogance of the success in the service you do.
119Yē sūkṣhma abhimān dēh bhān sē bhī bahut mahīn haĩ .
125This subtle arrogance is even deeper than body consciousness.
120Abhimān kā darvājā tō jāntē hō nā ?
126You know what the door to arrogance is, do you not?
121Maĩ-pan , mērāpan yē hai abhimān K|kē darvājē .
127The consciousness of "I and mine" is the door to arrogance.
122Tō fariśhtā kā arth|earth yē nahī̃ ki sirph dēh bhān vā dēh K|kē ākarṣhaṇ sē parē hōnā vā dēh K|kē sthūl sambandh sē parē hōnā , lēkin fariśhtā arthāt dēh K|kē sūkṣhma abhimān K|kē sambandh sē bhī nyārē hōnā .
128So, an angel does not just mean to be beyond body consciousness or the attraction of bodies, or to be beyond the physical relations of your body, but an angel means to be beyond and detached from the connection of the subtle arrogance of your body.
123Aur abhimān key|kī niśhānī jahā̃ abhimān hōtā hai vahā̃ apmān bhī jaldī feel hōtā hai .
129The sign of those who have arrogance is that, where there is arrogance, they also very quickly feel insulted.
124Jahā̃ abhimān hōtā hai vahā̃ apmān key|kī feeling bahut jaldī hōtī hai kyōṅki ' maĩ ' aur ' mērē ' K|kē darvājē khulē huē hōtē haĩ .
130Where there is arrogance, the feeling of being insulted comes very quickly, because the door to "I and mine" is open.
125Fariśhtē kā yathārth svarūp hai dēh bhān aur dēh K|kē sambandh sē , dēh abhimān sē nyārā .
131The correct form of an angel is to be beyond body consciousness and, in terms of the body, beyond any arrogance of the body.
126Agar kōī guṇ haĩ , kōī śhakti hai tō dātā kō kyō̃ bhūl jātē haĩ ?
132If you have any virtue or power, why do you forget the Bestower?
127Aur dūsrī bāt issē sahaj nyārē hōnē kā rāstā vā vidhi bahut sahaj hai , ēk akṣhar hai .
133Secondly, the easy way to become detached from this is very simple; it is just one word.
128Ēk akṣhar mē̃ itnī tākat hai jō dēh abhimān aur dēh bhān sadā K|kē liyē samāpt hō jātā hai .
134This one word has so much power that body consciousness and any arrogance of your body can be finished for all time.
129Vō ēk śhabda kaun-sā hai ?
135What is this one word?
130Karankarāvanhār bāp karā rahā hai .
136Baba who is Karankaravanhar is inspiring you to do it.
131' karankarāvanhār ' śhabda bhān aur abhimān dōnō̃ kō miṭā dētā hai .
137The word “Karankaravanhar” finishes both that consciousness and arrogance.
132Ēk śhabda yād karnā tō sahaj hai nā ?
138It is easy to remember one word, is it not?
133Aur sārī points bhūl bhī jāō , bhūlnā tō nahī̃ hai lēkin agar bhūl bhī jāō tō ēk śhabda tō yād kar saktē hō nā ?
139O.K., even if you forget all the points, in fact, you mustn’t forget them but, if you sometimes do forget them, you can still remember just one word, can you not?
134Karankarāvanhār bābā hai .
140This is easy, is it not?
135Tō dēkhō , fariśhtē jīvan kā anubhav kitnā sahaj anubhav hōtā .
141Baba is Karankaravanhar. 142So, look how easily you experience the angelic life!
136Brahmā bāp fariśhtā banā kis ādhār sē ?
143On what basis did Father Brahma become an angel?
137Sadā karankarāvanhār key|kī smr̥iti sē samarth ban fariśhtē banē .
144He became powerful and an angel by constantly having the awareness of Karankaravanhar Baba.
138Follow father hai nā ?
145So you have to follow the father, do you not?
139Yā follow māyā hai ?
146Or, are you going to follow Maya?
140Kabhī māyā bhī mother father ban jātī hai , baṛī achchhī pālnā aur prāpti karātī hai .
147Sometimes, even Maya becomes your mother and father. 148She gives very good sustenance and attainment.
141Lēkin vō sab hai dhōkhē key|kī prāpti .
149However, all of that is deceptive attainment.
142Pahlē prāpti , phir dhōkhā .
150First of all, there is attainment and then there is deception.
143Parakhnē key|kī śhakti tō hai nā ?
151You do have the power to discriminate, do you not?
144Māyā hai yā bāp hai iskō samay par parakhnā hai .
152You have to recognise whether it is Maya or the Father at the right time.
145Dhōkhā khākar parakhnā , yah kōī samajhdārī nahī̃ huī .
153To discriminate after having been deceived is not an act of being sensible.
146Dhōkhā khākar tō sab samajh jātē haĩ lēkin gyānī tū ātmā pahlē yah parakhkar svayã kō bachā lētā hai .
154Everyone can understand after being deceived, but knowledgeable souls are able to discriminate before that and save themselves.
147Tō samjhā fariśhtā kiskō kahtē haĩ ?
155So, do you understand who is called an angel?
148Tīsrā hai fariśhtā sō dēvtā .
156The third is an angel who is to become a deity.
149Abhī dēvtā bannā hai yā bhaviṣhya mē̃ banē̃gē ?
157Are you going to become a deity now or in the future?
150Dēvtā arthāt sarv guṇō̃ sē sajē-sajāyē .
158A deity means one who is adorned with all the virtues.
151Yē divyaguṇ saṅgam K|kē dēvtā jīvan K|kē śhrr̥iṅgār haĩ .
159These divine virtues are the adornments of the divine life of the confluence age.
152Is samay divya guṇō̃ sē sajē-sajāyē hōtē hō tab hī bhaviṣhya mē̃ sthūl śhrr̥iṅgār sē sajē-sajāyē rahtē hō .
160Only when you are adorned with the divine virtues at this time, will you then be adorned with the physical adornments in the future.
153Tō dēvtā arthāt divyaguṇō̃ sē sajē-sajāyē . 154Aur dūsrā dēvtā arthāt dēnē vālā .
161To be a deity means to be adorned with divine virtues, and, secondly, a deity means one who gives - not one who takes but one who gives.
155Lēvtā nahī̃ , lēkin dēvtā .
162So, are you master bestowers?
156Tō master dātā hō ? 157Vā kabhī lēvtā , kabhī dēvtā ?
163Or, are you sometimes those who take and sometimes those who give?
158Check karō ki divya guṇō̃ kā śhrr̥iṅgār sadā rahtā hai vā kabhī kōī śhrr̥iṅgār bhūl jātā hai , kabhī kōī śhrr̥iṅgār bhūl jātā hai ?
164Therefore, check whether you constantly have the adornments of the divine virtues or whether you sometimes forget some adornments. 165Do you sometimes forget some adornments?
159Sampūrṇ sarv guṇ sampann . . . yahī dēvtā jīvan key|kī niśhānī hai .
166To be completely full of all the virtues is a sign of the deity life.
160Yē guṇ hī gahnē haĩ .
167These virtues are your jewellery.
161Tō dēkhō ki brāhmaṇ svarūp key|kī sarv śhaktiyā̃ , phariśhtē svarūp key|kī double light sthiti aur dēvtā svarūp key|kī dātāpan key|kī niśhānī aur divya guṇō̃ sampann banē haĩ ?
168So check whether you have become those who have all the powers of the Brahmin form, whether you have a double-light stage of an angel, whether you have the sign of the deities, that is, of a bestower, and whether you have become full of all divine virtues.
162Tīnō̃ svarūp anubhav kartē hō ?
169Do you experience all three forms?
163Jaisē bāp K|kē tīn sambandh bāp , śhikṣhak , sadgurū sadā yād rahtē , aisē yē tīn svarūp sadā yād rakhō .
170Just as you constantly remember the three relationships of the Father - the Father, Teacher and Satguru - in the same way, constantly remember these three forms of yours.
164Samjhā ?
171Do you understand?
165Bannā tō āpkō hī hai yā aur kōī ānē vālē haĩ ?
172You have to become this, do you not? 173Or, is someone else going to come here to become this?
166Āpkō hī bannā hai nā ?
174You have to become this, do you not?
167Āj brāhmaṇ , kal fariśhtā aur kal dēvtā .
175Today, a Brahmin, tomorrow an angel and then a deity.
168Apnē fariśhtē svarūp kō gyān K|kē darpaṇ mē̃ dēkhō .
176Just see your angelic form in the mirror of knowledge.
169Fariśhtē sadā uṛtē rahtē haĩ aur message dētē rahtē haĩ . 170Fariśhtā āyā , sandēśh diyā aur uṛā .
177Angels always fly and give messages. 178Whenever they portray this, they show that angels just come, give their message and fly away.
171Tō vō phariśhtē kaun haĩ ?
179So who are those angels?
172Āp hī hō nā ?
180Are you those angels?
173Falak sē kahō ham hī thē , ham hī haĩ aur ham hī rahē̃gē .
181Achcha. 182Say with intoxication: We were this, we are this and we will be this.
174Pakkā hai nā ?
183Are you sure?
175Iskō kahā jātā hai niśhchaybuddhi vijayī .
184This is known as having victory with an intellect that has faith.
176Kṣhatriya hō vā vijayī hō ?
185So, are you victorious or are you warriors?
177Kṣhatriya kōī tō banēgā ? 178Vō dūsrē banē̃gē !
186Some will have to become warriors, will they not?
179Tō āp brāhmaṇ hō .
187Or, will others become that?
180Chaltē-chaltē kabhī kṣhatriya nahī̃ bannā .
188You are Brahmins. 189Never become warriors whilst moving along.
181Agar bār-bār kṣhatriya bantē rahē̃gē , yuddha kartē rahē̃gē tō yuddha K|kē saṅskār lē jānē vālē kahā̃ pahũchēṅgē ?
190If you repeatedly become warriors, if you keep battling, where would the sanskars of battling take you?
182Chandravanśhī mē̃ yā sūryavanśhī mē̃ ?
191The sun dynasty or the moon dynasty?
183Tō chandravanśhī tō pasand nahī̃ hai nā , ki kabhī-kabhī hō gayē tō bhī harjā nahī̃ ?
192You do not like being part of the moon dynasty, do you? 193Or, does it not matter if you sometimes become that?
184Tō sab kaun hō ?
194So, who are all of you?
185Brāhmaṇ ?
195Brahmins?
186Pakkē brāhmaṇ hō yā thōṛē-thōṛē kachchē ?
196Are you real Brahmins or are you a little weak?
187Śhaktiyā̃ pakkī haĩ ?
197Are you Shaktis strong?
188Pāṇḍav pakkē haĩ ?
198Are you Pandavas strong?
189Agar pakkē haĩ tō sadā khuśhkhabarī K|kē patra āvē̃ .
199If you are strong, then Baba should constantly receive letters of good news.
190Māyā ā gaī , yē hō gayā , patā nahī̃ kyā hō gayā , kaisē hō gayā - yē saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ hō .
200"Maya came and this happened. 201What happened? 202How did it happen?" 203Do not have this even in your thoughts.
191Bāp tō kahtē haĩ svapn mātra bhī nahī̃ .
204The Father says: You mustn’t even have it in your dreams.
192Svapn mē̃ bhī kyō̃ , kyā nahī̃ , aisē pakkē hō ?
205Let there be no "Why? or What?" even in your dreams. 206Are you strong to this extent?
193Śhaktiyā̃ mahā pakkī hō ?
207You Shaktis, are you even stronger?
194Kahō , pāṇḍav pakkē tō ham mahā pakkē kyōṅki śhaktiyō̃ kō hī nimitt banāyā hai .
208Say, "If the Pandavas are strong, we are even stronger", because the Shaktis have been made the instruments.
195Tō nimitt vālē hī kachchē-pakkē hōṅgē tō aurō̃ kā kyā hall|hāl hōgā !
209If the instruments themselves are weak or strong, what would the condition of others be?
196Pāṇḍav backbone haĩ .
210The Pandavas are the backbone.
197Backbone bannā achchhā lagtā hai nā ?
211Do you like being the backbone?
198Yā sāmnā karnā achchhā lagtā hai ?
212Or do you like causing opposition?
199Backbone bannā achchhā hai , safe hō bahut , nahī̃ tō mār khātē .
213It is good to be the backbone. 214You remain very safe, otherwise, you are beaten.
200Achchhā .
215Achcha.
201Sabhī apnē sweet home mē̃ pahũch gayē .
216You have all now come to your sweet home.
202Saṅkalp thā jānā hai , jānā hai aur abhī phir kyā saṅkalp hai ?
217You had the thought "We have to go, we have to go." 218What is the thought you have now?
203Abhī bhī jānā hai nā ?
219Even now, you still have to go, do you not?
204Sēvā arth|earth jā rahē haĩ isliyē khuśhī-khuśhī sē jātē haĩ .
220You are going for the sake of service and this is why you are going in happiness.
205Sēvā par jāyēṅgē yā dukān par jāyēṅgē , ghar mē̃ jāyēṅgē , daphtar mē̃ jāyēṅgē ?
221You are going to do service, are you not? 222Or will you go to your shop, to your home or your workplace?
206Chāhē daphtar hō , chāhē ghar hō , lēkin sabhī sēvā K|kē sthān haĩ .
223You are going on service. 224Whether it is your workplace or your home, all places are service places.
207Sēvādhāriyō̃ key|kī her|har jagah sēvā hai .
225There is service at every place for those who are serviceable.
208Tō madhuban mē̃ ānā aur umaṅg-utsāh kā khajānā bharnā aur phir sēvā par jānā .
226So, you come to Madhuban, you fill your treasure store with zeal and enthusiasm and then you go to do service; it is like this, is it not?
209Khuśhī-khuśhī sē jātē hō nā ?
227You go in great happiness, do you not?
210Ki majbūrī sē jātē hō ?
228Or, do you go out of compulsion?
211Sēvā mānā khuśhī .
229Service means happiness.
212Hisāb-kitāb hai , karj chukānē jā rahē haĩ , aisē nahī̃ .
230It should not be that you feel that you have karmic accounts or that you are going to settle some debts.
213Farj chukānē jā rahē haĩ .
231You are going to fulfil your responsibilities.
214Ghar mē̃ bagulē bahut haĩ .
232"There are many storks in the family."
215Agar bagulē nahī̃ hōṅgē tō gyān kiskō dēgē ?
233If there were no storks, to whom would you give this knowledge?
216Hans kō hans banāyēṅgē kyā ?
234Would you make swans into swans?
217Bagulō̃ kō hī tō hans banāyēṅgē nā ?
235You have to change the storks into swans.
218Tō kyā yād rakhē̃gē ?
236What will you remember?
219Brāhmaṇ sō fariśhtā , fariśhtā sō dēvtā . 220Pakkā rahēgā nā ?
237To be a Brahmin who is to become an angel and an angel who is then to become a deity.
221Ki train mē̃ jātē-jātē ēk bhūl jāyēgā ?
238You will definitely remain this, will you not?
222Apnē sthān par jātē-jātē bākī ēk rah jāyē aisē tō nahī̃ hōgā nā ? 223Achchhā .
239Or, will you forget one of them when you travel on the trains? 240Then, whilst going to your respective places, will only one remain?
224Chārō̃ ōr K|kē sarv brāhmaṇ sō fariśhtā , fariśhtā sō dēvtā , tīnō̃ svarūp K|kē smr̥iti svarūp ātmāō̃ kō , sadā ēk śhabda ' karankarāvanhār ' key|kī smr̥iti sē svayã kō double light banānē vālē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā dēvtā arthāt dātā ban dēnē vālē , sarv khajānō̃ sē sampann ātmāō̃ kō , sadā vardānō̃ kō karma mē̃ lānē vālē karmayōgī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē .
241It will not be like that, will it? 242To all the Brahmins who are to become angels and the angels who are to become deities, to the souls who are embodiments of remembrance of all three forms, to the elevated souls who make themselves double light with the awareness of the one word "Karankaravanhar", to those who constantly give as deities, the bestowers, to the souls who are full of all treasures, to the karma yogi souls who put all their blessings into their practical actions, BapDada's love, remembrance and namaste.
Blessing
225Vardān : divya buddhi dvārā divya siddhiyō̃ kō prāpt karnē vālē siddhi svarūp bhav
243Blessing: May you attain divine success with a divine intellect as an embodiment of success.
226Jaisā samay us vidhi sē divya buddhi kō use karō tō sarv siddhiyā̃ āpkī hathēlī par haĩ .
244 Use your divine intellect in the right way according to the time and you will have total success on the palms of your hands.
227Siddhi kōī baṛī chīz nahī̃ hai sirph divya buddhi key|kī saphāī hai .
245Success is not a big thing, but just the cleanliness of a divine intellect.
228Jaisē ājkal K|kē jādūgar hāth key|kī saphāī dikhātē haĩ , yah divya buddhi key|kī saphāī sarv siddhiyō̃ kō hathēlī mē̃ kar dētī hai .
246Just as magicians now show the cleanliness (dexterity of their hands) of their hands, so the cleanliness of a divine intellect brings total success on the palms of your hands.
229Āp brāhmaṇ ātmāō̃ nē sab divya siddhiyā̃ prāpt kī haĩ isliē āpkī mūrtiyō̃ dvārā āj tak bhī bhakta siddhi prāpt karnē kē liē jātē haĩ .
247You Brahmin souls have attained total divine success and this is why, even today, devotees go in front of your non-living idols to attain success.
Slogan
230Slōgan : jinkē pās|pass sarvśhaktimān bāp key|kī sarvśhaktiyā̃ haĩ unkī hār kabhī hō nahī̃ saktī .
248Slogan: Those who have all the powers of the Almighty Authority Father can never be defeated.
249*** Om Shanti ***