मंगलवार 30 मई 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
030-05-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 30/05/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - vāris bannā hai tō vārī jāō arthāt sabsē naṣhṭōmōhā banō . 2Sākār bāp kō pūrā-pūrā follow karō .
1Essence: Sweet children, in order to become heirs, surrender yourselves, that is, become destroyers of attachment to everyone.
3' '
2Follow the sakar father fully.
Question
4Praśhna : pāpō̃ sē bachnē tathā anēk ātmāō̃ key|kī āśhīrvād prāpt karnē kā sādhan kyā hai ?
3Question: What is the way to be saved from committing sin and to attain blessings from many souls?
Answer
5Uttar : pāpō̃ sē bachnē kē liē tan-man-dhan sab kuchh bāp par balihār kar dō , phir trustee hōkar sambhālō .
4Answer: In order to be saved from committing sin, surrender your body, mind, and wealth, everything, to the Father. 5Then look after everything as a trustee.
6Kadam-kadam par śhrīmat lētē rahō .
6Continue to take shrimat at every step.
7Śhrīmat kahtī hai - tum bachchē apnā paisā pāp K|kē kām mē̃ nahī̃ lagā saktē hō .
7Shrimat says: You children cannot use your money for any sinful act.
8Pāp ātmā kō dān dēnā - yah bhī pāp karānē kē nimitt bannā hai isliē agar dhan hai tō rūhānī hospital khōlō - issē bahutō̃ key|kī āśhīrvād milēgī .
8To donate to sinful souls is also to become an instrument for sin being committed. 9Therefore, if you have wealth, open a spiritual hospital and you will receive blessings from many.
Song
9Gīt : hamārē tīrtha nyārē haĩ …
10Song: Our pilgrimage is unique.
Murli
10Ōm śhānti .
11Om shanti.
11Mīṭhē vā sikīladhē bachchō̃ nē apnī mahimā sunī .
12You sweet children, that is, you long-lost and now-found children, heard your praise.
12Bāp nē samjhāyā hai - bhārat hī pāpātmā , bhārat hī puṇyātmā kahlātā hai .
13The Father has explained: The people of Bharat are called sinful souls and the people of Bharat are called charitable souls.
13Bhāratvāsī hī patit-pāvan kō bulātē haĩ .
14Only the people of Bharat call out to the Purifier.
14Satyug mē̃ tō patit hōtē nahī̃ .
15In the golden age, there aren't any impure beings.
15Unkō kahā jātā hai svarg , śhivālay , puṇya ātmāō̃ key|kī bhūmi .
16That is called heaven, Shivalaya, the land of charitable souls.
16Kaliyug hai pāp ātmāō̃ key|kī bhūmi .
17The iron age is the land of sinful souls.
17Bhārat mē̃ phir dān-puṇya bhī bahut kartē haĩ .
18They give a lot of donations and perform a lot of charity in Bharat.
18Is samay tum bachchē bhī bāp kō tan-man-dhan sab kuchh dē dētē hō .
19At this time, you children give your bodies, minds and wealth, everything, to the Father.
19Tumhārē āgē misāl bhī haĩ .
20You have the example of this father (Brahma).
20Yah bāp ( brahmā ) nimitt banā hai , kyōṅki samajhtē bhī haĩ jaisā karma maĩ karūṅgā , mujhē dēkh aur bhī karnē lag paṛē̃gē .
21He became an instrument because he understands, "Whatever actions others see me perform, they will begin to do the same.”
21Tō bāp kahtē haĩ insē maĩ aisā karma karātā hū̃ jō svarg mē̃ yah number one ban jātē haĩ .
22Therefore, the Father says: I make him perform such actions that he becomes number one in heaven.
22Yah tan-man-dhan sab dēkar phauran naṣhṭōmōhā ban gayē .
23He gave his body, mind and wealth and instantly became a destroyer of attachment.
23Apnē bachchō̃ kō vāris na banāē inhī̃ mātāō̃ kō banā diyā .
24He didn't make his own children heirs. 25Instead he made you mothers the heirs.
24Sab kuchh mātāō̃ K|kē havālē kar diyā . 25Trustee banā diyā .
26He surrendered everything to the mothers and made them trustees.
26Bōlā - yah sab kuchh āp mātāō̃ K|kē charaṇō̃ mē̃ hai .
27He said: All of this is placed at the feet of you mothers.
27Tum vāris ban jāō .
28You simply become heirs.
28Bas , kuchh bhī khyāl nahī̃ kiyā . 29Ham tō bābā K|kē ban jātē haĩ .
29He didn't think about anything else: I am now going to belong to Baba.
30Bhaktimārg mē̃ janm by janm gātē āyē haĩ vārī jāū̃ , mērā tō ēk bābā dūsrā na kōī . . . tō ab maĩ in mātāō̃ kō apnā vāris banātā hū̃ .
30On the path of devotion, you have been singing for birth after birth: I will surrender to You. 31Mine is one Baba alone and none other. 32So, now, I am making you mothers my heirs.
31In mātāō̃ dvārā hī sr̥iṣhṭi kā kalyāṇ hōnā hai .
33This world is to benefit through you mothers.
32Pahlē mātā kō apnā gurū banā diyā .
34First of all, he made the mothers into gurus.
33Bas , mērā tō ēk bābā dūsrā na kōī .
35Mine is one Baba and none other.
34Nahī̃ tō bachchō̃ ādi sē mōh hōtā hai nā .
36Otherwise, he would have had attachment to his children etc.
35Parantu ēkdam unsē dil ṭūṭ , bāp sē dil lag gaī .
37However, he moved his heart away from all of them and attached it to the Father.
36Bēhad kā varsā lēnā hai tō had kā sab kuchh dēnā paṛē .
38If you want to claim your unlimited inheritance, you have to give away everything limited.
37Parantu bāp tō dātā hai , vah kab lētē nahī̃ haĩ .
39However, the Father is the Bestower. 40He never takes anything.
38Śhivbābā dēnē vālā hai .
41Shiv Baba is the One who gives to you.
39Direction dēgē - aisē-aisē karō .
42He gives you directions: Do this and that.
40Tō yah mātā gurū ban jātī hai .
43Therefore, this mother becomes the guru.
41Tvamēv mātāśhcha pitā . . . . pahlē mātā .
44You are the Mother and You are the Father. 45First is the mother.
42Satyug mē̃ bhī pahlē lakṣhmī phir nārāyaṇ .
46In the golden age, it is Lakshmi first and then Narayan.
43Pahlē rādhē phir kr̥iṣhṇa .
47First is Radhe and then Krishna.
44Jaisē bāp mātāō̃ kō āgē rakhtē haĩ vaisē puruṣhō̃ kō bhī mātāō̃ kō āgē rakhnā hai . 45Unhō̃ key|kī sambhāl karnī hai .
48Just as the Father places the mothers at the front, in the same way, men also have to place the mothers at the front and look after them.
46Bichārī ablāyē̃ haĩ .
49The poor helpless women are innocent.
47Tum sab is samay gyān nadiyā̃ hō .
50At this time, all of you are rivers of knowledge.
48Brahmaputrā nadī kā chōr ( kinārā ) sāgar mē̃ hōtā hai .
51The Brahmaputra River merges into the ocean.
49Kalkattā mē̃ brahmaputrā nadī hai .
52The Brahmaputra River is in Calcutta.
50Śhivjayantī par vahā̃ bhārī mēlā lagtā hai .
53A huge mela takes place there on Shiv Jayanti.
51Brahmaputrā nadī aur sāgar K|kē saṅgam par sab yātrī jātē haĩ .
54Pilgrims all go to the meeting place of the Brahmaputra River and the ocean.
52Vahā̃ jākar sab snān kartē haĩ .
55They all go to bathe there.
53Śhivbābā hai gyān sāgar aur yah brahmā hai nadī .
56Shiv Baba is the Ocean of Knowledge and Brahma is the river.
54Abhī tum āyē hō brahmā nadī , śhiv sāgar K|kē mēlē par .
57You have now come to the confluence of Brahma, the river, and Shiva, the Ocean.
55Parantu yah sab haĩ gyān key|kī bātē̃ .
58All of these things are of knowledge.
56Gyān sāgar sē tum nikalē hō .
59You have emerged from the Ocean of Knowledge.
57Gyān snān sē hī sabkā kalyāṇ hōnā hai .
60Only by bathing in knowledge is everyone to be benefitted.
58Pānī key|kī bāt nahī̃ .
61It is not a question of water.
59Yah brahmaputrā brahmā hai , śhivbābā key|kī santān .
62Brahma is this Brahmaputra, the son of Shiv Baba.
60Tīrthō̃ kā rāz bhī tum samajhtē hō .
63You also understand the secrets of the pilgrimages.
61Ham buddhiyōg key|kī yātrā par haĩ .
64You are on a pilgrimage with the yoga of your intellects.
62Buddhiyōg lagātē haĩ parampitā paramātmā sāth .
65We connect our intellects in yoga to the Supreme Father, the Supreme Soul.
63Bhaktimārg mē̃ tō kitnā māthā mārtē haĩ .
66On the path of devotion, they beat their heads so much.
64Bāp kē sāth buddhiyōg rahtā hī nahī̃ .
67Their intellects just don't remain connected in yoga to the Father.
65Bāp bhī kahtē haĩ - maĩ ēk hī bār ākar mat dētā hū̃ ki mērē sāth yōg lagāō .
68The Father also says: I only come once and give you the direction: Have yoga with Me. 69No one else can say this.
66Aisā aur kōī kah na sakē . 67Gyān sāgar bāp hī sukh kā sāgar , ānand kā sāgar hai .
70The Father, the Ocean of Knowledge, Himself, is the Ocean of Happiness and the Ocean of Bliss.
68Harēk key|kī mahimā alag-alag hai .
71The praise of each one is different.
69Ūñch tē ūñch bhagvān vah patit-pāvan hai .
72God, the Highest on High, is the Purifier.
70Vah ēk hai , vah patit duniyā kō pāvan banānē kā part bajā rahē haĩ .
73He is One. 74He is playing the part of purifying the impure world.
71Khud bhī kahtē haĩ - kalp-kalp ākar sabkō tīrtha par lē jātā hū̃ .
75He Himself says: I come every cycle and take everyone on a pilgrimage.
72Sab bhakta puruṣhārth kartē haĩ mukti kē liē .
76All devotees make effort to attain liberation.
73Sannyāsī nivr̥iti mārg vālē mukti chāhtē haĩ , vah tō samajhtē haĩ sukh kāg viṣhṭā K|kē samān hai . 74Ēk pāī kā sukh hai bākī hai duḥkh .
77Sannyasis of the path of isolation want liberation because they believe that happiness is like the droppings of a crow. 78They believe that happiness is only worth a few pennies and that the rest is sorrow.
75Svarg mē̃ tō aisē nahī̃ hōgā .
79It will not be like that in heaven.
76Bāp nē samjhāyā hai vah nivr̥iti mārg kā rajōguṇī had kā sannyās hai .
80The Father has explained: That is the limited rajoguni renunciation of the path of isolation.
77Yah hai satō-guṇī bēhad kā sannyās .
81This is unlimited satoguni renunciation.
78Hamkō tō sārī chhī-chhī sr̥iṣhṭi kō badal naī sr̥iṣhṭi mē̃ ānā hai .
82We have to change the whole dirty world and go to the new world.
79Ham dēvtā bantē haĩ nā .
83We are becoming deities.
80Lakṣhmī kā āhvān kartē haĩ tō kitnī saphāī kartē haĩ !
84When people invoke Lakshmi, they clean up everything.
81Abhī tō hai bēhad key|kī bāt .
85It is now a matter of the unlimited.
82Sārī duniyā key|kī saphāī hōnī hai , 5 tatva bhī tamōpradhān sē satōpradhān ban jātē haĩ .
86The whole world has to be cleansed. 87Even the five elements become satopradhan from tamopradhan.
83Vahā̃ tō number one vaibhav rahtē haĩ .
88There, there are number one physical comforts.
84Fool|phūl ādi aisē hōtē haĩ jō ghar baiṭhē bhī sugandha ātī hai .
89Flowers are such that you receive their fragrance while sitting indoors.
85Itar ādi bhī lagānē key|kī darkār nahī̃ rahtī .
90There is no need to use perfume etc.
86Agarbattī key|kī darkār nahī̃ rahtī .
91There is no need for incense sticks.
87Natural khuśhbū rahtī hai .
92There is natural fragrance there.
88Svarg kahnē sē hī mukh mīṭhā hō jātā hai .
93One's mouth becomes sweet just speaking about heaven.
89Parampitā paramātmā ākar sr̥iṣhṭi kō itnā ūñch banātē haĩ , tō aisē bāp sē kitnā love karnā chāhiē !
94The Supreme Father, the Supreme Soul comes and makes the world so elevated, and so you should have so much love for the Father.
90Promise karnī chāhiē ki - bābā , ham naṣhṭōmōhā hō āpsē yōg lagāyēṅgē .
95You should make a promise: Baba, I will become a destroyer of attachment and have yoga with You.
91Āpkō hī vāris banāyēṅgē .
96I will make You my Heir.
92Harēk kō apnī kamāī karnī hai .
97Each one of you has to earn your own income.
93Tō kamāī kā ōnā hōnā chāhiē . 94Jō karēgā sō pāyēgā .
98Therefore, you should be concerned about earning your income.
95Is duniyā mē̃ manuṣhya jō bhī karē̃gē pāp karē̃gē .
99Those who do something receive the return of it. 100Whatever people in this world do it is sinful.
96Abhī bāp kē pās bali chaṛhnē sē hī tum mērī mat par chalē̃gē .
101By surrendering yourself to the Father now you will follow My directions.
97Dhan hamēśhā pātr kō diyā jātā hai .
102Wealth is always given to those who are worthy.
98Agar kōī śharābī kō diyā tō us par dōṣh ā jātā hai .
103Anyone who gives money to an alcoholic is to be blamed.
99Kapūt bachchē kō diyā tō unkā pāp bhī tumhārē par chaṛh jāyēgā isīliē hisāb-kitāb chuktū karō .
104If you give to an unworthy child, you would also accumulate the sin of that. 105So, settle your karmic accounts.
100Surrender huē phir allow nahī̃ karē̃gē kiskō dēnē kē liē , nahī̃ tō phir pāp hō jāyēgā .
106If you have surrendered everything, you are not allowed to give anything to anyone. 107Otherwise, it would be a sin.
101Kanyā kō tō dēnā hī paṛē .
108One has to give to a kumari.
102Agar svarg kā mālik nahī̃ bantī , svarg mē̃ nahī̃ chaltī , nark mē̃ hī gōtā khānē chāhtī hai tō kyā kar saktē haĩ .
109If she doesn't become a master of heaven, if she doesn't go to heaven and wants to choke in hell, then what can you do?
103Tum bachchē jāntē hō - abhī chhōṭē-baṛē sabkā maut hai .
110You children know that there is now going to be death for all, young and old.
104Yah yādav-kaurav apnā plan banā rahē haĩ .
111Those Yadavas and Kauravas are making their own plans.
105Pāṇḍavō̃ kā phir apnā plan hai .
112The Pandavas have their own plan.
106Jīt tō pāṇḍavō̃ kī hai nā .
113Victory is for the Pandavas.
107Sthūl laṛāī kī bāt hī nahī̃ hai .
114It is not a question of a physical war.
108Yahā̃ tō yōg aur gyān key|kī bāt hai .
115Here, it is a question of knowledge and yoga.
109Jō kuchh śhāstra ādi paṛhē haĩ un sabkō bhūl jāō .
116Forget all the scriptures etc. that you have studied.
110Nayē sir yahā̃ baiṭh paṛhō .
117Sit here and study everything anew.
111Jītē jī markar bachchā banē̃gē tō vah sab kuchh bhūl jāyēṅgē .
118If you die alive and become a child, you will forget everything else.
112Tum chhōṭē bachchē hō .
119You are little children.
113Bāp kahtē haĩ ab tum hamārē ban ham sē sīkhō .
120The Father says: Now belong to Me and study with Me.
114Apnē kō chhōṭā gōd kā bachchā samjhō .
121Consider yourselves to be small, adopted children.
115Bachchō̃ kō bāp baiṭh paṛhātē haĩ .
122The Father sits here and teaches you children.
116Unmē̃ chhōṭē bhī haĩ , būṛhē bhī haĩ .
123There are young ones and also old ones among you.
117Sabkō bachchā banā dētē haĩ .
124He makes everyone His children.
118Phir śhrīmat dētē haĩ - bachchē , abhī tak jō kuchh sunā hai vah bhūltē jāō .
125He then gives you shrimat: Children, whatever you have heard until now, continue to forget it. 126Hear no evil, see no evil…
119Hear no evil , see no evil . . . kōī manuṣhya key|kī bāt nahī̃ sunō .
127Don't listen to anything of human beings. 128Whatever people do it is unrighteous; it is wrong.
120Manuṣhya jō kuchh karē̃gē sō unrighteous , wrong karē̃gē . 121Sabsē burā hai īśhvar kō sarvavyāpī kahnā .
129The biggest mistake is to say that God is omnipresent, because if the Father were omnipresent, from whom would you claim your inheritance?
122Arē , bāp sarvavyāpī huā tō varsā kissē lē̃gē !
130In that case, everyone would be the Father.
123Phir tō sab bāp hō gayē . 124Śhivōham , tat tvam kah dēnē sē varsē key|kī bāt nahī̃ ṭhahartī .
131By their saying, "Shivohum, tattwam" (I am Shiva, the same applies to you), the concept of an inheritance doesn’t hold any weight.
125Sabkō ulṭā rāstā batākar ḍubō dētē haĩ .
132They show everyone the wrong path and drown them.
126Patit kaun banātē haĩ ?
133Who makes you impure?
127Rāvaṇ key|kī mat par chalnē vālē isliē bāp kahtē haĩ in sabkō bhūlō .
134Those who follow the dictates of Ravan. 135Therefore, the Father says: Forget all of that.
128Māmēkam yād karō .
136Constantly remember Me alone.
129Āp marē mar gaī duniyā .
137When you die, the world is dead for you.
130Practical mē̃ bhī purānī duniyā khatm hōnī hī hai .
138The old world has to end in a practical way.
131Kabristān bannā hī hai , phir paristān bannā hai .
139It has to become a graveyard and it will then become the land of angels.
132Bombs girnē haĩ .
140Bombs will fall.
133Sārā kabristān ban jāyēgā . 134Phir nayā banēgā .
141Everything will become a graveyard and it will then become new.
135Hirōśhimā ab kitnā nayā ban gayā hai .
142Hiroshima has now become so new.
136Tō ab sārā bhārat khās , duniyā ām kabristān hōnī hai .
143Therefore, the whole of Bharat in particular and the world in general now has to become a graveyard.
137Samjhō sab marē paṛē haĩ .
144Just consider everyone to be already dead.
138Ab paristān vaikuṇṭha kē liē puruṣhārth karnā chāhiē .
145You should now make effort for Paradise, the land of angels.
139Bachchē samajhtē haĩ ab bāpdādā āyē haĩ .
146You children understand that BapDada has now come.
140Śhivbābā brahmā K|kē rath mē̃ ākar rathī bantē haĩ .
147Shiv Baba enters the body of Brahma and becomes the Charioteer.
141Aisē nahī̃ , kr̥iṣhṇa kōī arjun kā rathī banā hai . 142Nahī̃ .
148It isn't that Krishna is the charioteer of Arjuna; no.
143Parampitā paramātmā is rath par baiṭh sunātē haĩ . 144Bābā tō bahut busy rahtē haĩ .
149The Supreme Father, the Supreme Soul, sits in this chariot and speaks knowledge to you.
145Kahtē haĩ ki maĩ āyā hū̃ patit duniyā kō pāvan banānē . 146Tō mujhē kitnē rūp dhāraṇ karnē hōtē haĩ .
150Baba remains very busy. 151He says: I have come to purify the impure world and I therefore have to adopt very many forms.
147Bahutō̃ key|kī jyōti jagātā hū̃ .
152I ignite the light of many.
148Mērē sāth yōg lagāō , yah petrol ḍālō tō battery jag jāyēgī .
153Have yoga with Me. 154Put in this petrol and the battery will be charged.
149Dīvā bujhnē lagtā hai tō usmē̃ ghr̥it ḍāltē haĩ .
155Every time the earthenware lamp is about to go out, they pour more oil into it.
150Bābā kahtē haĩ ab pūrā yōg lagāō .
156Baba says: Now have full yoga.
151Yah tō jāntē hō bāp is brahmā K|kē tan sē hamkō paṛhānē āyā hai .
157You know that the Father has come to teach you through this body of Brahma. 158God speaks.
152Bhagvānuvāch , bhagvān kyā kahtē haĩ ?
159What does God say? 160Children, remember Me.
153Bachchē , mujhē yād karō .
161Death is standing at your head.
154Maut tumhārē sir par khaṛā hai .
162There will be death for everyone, young and old.
155Chhōṭē-baṛē sabkā maut hai .
163This is the land of death.
156Yah hai mr̥ityulōk . 157Maĩ amarnāth āyā hū̃ amarkathā sunānē .
164I, the Lord of Immortality, have come to tell you the story of immortality.
158Tum pārvatiyā̃ athavā sītāyē̃ hō .
165You are Parvatis and Sitas.
159Sab rāvaṇ key|kī jēl mē̃ hō .
166All are in the jail of Ravan.
160Śhōk vāṭikā mē̃ paṛī hō .
167All of you are in the cottage of sorrow.
161Bāp ākar aśhōk vāṭikā mē̃ lē jātē haĩ .
168The Father comes and takes you into the cottage free from sorrow.
162Vahā̃ kōī śhōk rahtā nahī̃ .
169There is no sorrow there.
163Abhī tum bachchō̃ kō wrong-right sōchnē key|kī buddhi milī hai .
170You children have now received intellects that are able to distinguish between right and wrong.
164Right kyā hai , wrong kyā hai , puṇya kaisē hōtā hai , pāp kaisē hōtā hai - yah sab tum jāntē hō .
171You know all about right and wrong, how charity is performed and how sin is committed.
165Yōg ṭūṭā tō māyā pāp karā dēgī kyōṅki is samay māyā tamōpradhān hai isliē kadam-kadam par sāvadhānī chāhiē .
172When your yoga breaks, Maya makes you commit sin because, at this time, Maya is tamopradhan. 173This is why caution is needed at every step.
166Śhrīmat par chalnē mē̃ kōī nuksān nahī̃ .
174There is no loss in following shrimat.
167Manuṣhya bhagvān kō pahchāntē nahī̃ .
175Human beings don't recognise God.
168Bāp kahtē haĩ maĩ āyā hū̃ tumkō śhikṣhā dēnē .
176The Father says: I have come to give all of you teachings.
169Tum mērē bachchē prāṇō̃ sē pyārē hō .
177You, My children, are dearer than life itself.
170Jāntā hū̃ tum bachchē bahut duḥkhī banē hō .
178I know that you children have become very unhappy.
171Ab tumkō sukh key|kī duniyā mē̃ lē chalnē āyā hū̃ .
179I have now come to take you children to the world of happiness.
172Sagē aur sautēlē kā rāz bhī samjhāyā hai .
180The secret of real and stepchildren has also been explained to you.
173Sagē par bāp kā dhyān rahtā hai .
181The Father's attention is on the real children.
174Sagē rājāī kā varsā lē̃gē .
182Real children claim their inheritance of the kingdom.
175Lagē prajā kā varsā lē̃gē .
183Stepchildren claim the inheritance of subjects.
176Itnī sārī deity kingdom sthāpan hō rahī hai .
184Such a big deity kingdom is being established.
177Tum rājāī pānē liē puruṣhārth kar rahē hō .
185You are making effort to attain the kingdom.
178Pahlī-pahlī bāt hai pavitratā key|kī .
186The first and foremost thing is purity.
179Vikār kā vikalp āyā tō karmēndriyō̃ sē nahī̃ karnā chāhiē .
187When you have a sinful thought to indulge in vice, you must not put that into practice with your physical senses.
180Krōdh āyā tō mukh sē gussā nahī̃ karnā chāhiē .
188If you feel anger, you mustn't become angry in words.
181Agar tumhārē mē̃ bhūt hōgā tō lakṣhmī kō kaisē varē̃gē .
189If there is an evil spirit in you, how would you be able to marry Lakshmi?
182Jinmē̃ 5 vikār haĩ unkō bandar kahā jātā hai .
190Those who have the five vices in them are called monkeys.
183Bābā nē bandar kē badlē apnī nalinī bachchī kā phōṭō ḍālā hai .
191Baba used the photograph of daughter Nalini in place of the photograph of monkeys.
184Talk no evil , see no evil . . . kā chitra hai .
192There is the picture of "Speak no evil, see no evil..."
185Us bachchī kō laukik bāp nē centre khōlkar diyā hai .
193Her lokik father opened a centre for her and gave that to her.
186Jō kuchh pūṅjī thī sab bēchkar bachchī nalinī kō dē diyā . 187Jaisē bāp nē sab mātāō̃ kō dē diyā vaisē isnē ( kākū bhāī nē ) apnī bachchī kō dē diyā . 188Samjhā yah bhī kanyā hai , kyō̃ na insē śhubh kārya karāū̃ .
194Whatever treasures they had, they sold everything and gave everything to their daughter Nalini. 195Just as the father gave everything to the mothers, in the same way, that one (Kakubhai, Nalinibhen's father) gave everything to his daughter.
189Bachchī nē kahā maĩ śhādī nahī̃ karūṅgī . 190Vah paisā is kārya mē̃ lagā dō .
196He thought: She is a kumari, so why should I not carry out an auspicious task through her?
191Maĩ patit duniyā kō pāvan banānē key|kī service karūṅgī . 192Bhal bachchē bhī haĩ , lēkin vāris bachchī kō banā diyā hai .
197The child said that she would not get married but use that money for this task and do the service of making the impure world pure.
193Unkā kitnā ūñch pad hō jāyēgā !
198Although he also had sons, he made his daughter his heir.
194Bahut ūñchā pad pāyēṅgē .
199His status will become so high!
195Bahutō̃ key|kī āśhīrvādē̃ unkē sir par āyēṅgī kyōṅki godly hospital athavā godly college khōlā hai .
200He will claim a very high status. 201The blessings of many will come to him because he opened a Godly hospital and a Godly college.
196Is samay manuṣhyō̃ key|kī chalan hī aisī hai jō sab pāp mē̃ lagā dētē haĩ .
202At this time, the activity of human beings is such that they use everything for doing sin.
197Pāp kartē aur karātē rahtē haĩ .
203They continue to commit sin and make others commit sin too.
198Pāp ātmā ban paṛē haĩ .
204They have become sinful souls.
199Ab bābā kahtē haĩ - bachchē , mēhnat karō .
205Baba now says: Children, make effort!
200Pāpō̃ kā bōjhā bahut hai .
206There is a big burden of sin.
201Nirantar yād karnē kā puruṣhārth karō . 202Ant mē̃ vah avasthā rahē .
207Make effort to have constant remembrance so that you have that stage at the end.
203Sannyāsī bhī aisē baiṭhē-baiṭhē chalē jātē haĩ . 204Ham jākar brahm mē̃ līn hōtē haĩ .
208Sannyasis too are able to shed their bodies while just sitting down: "I will go and merge into the brahm element."
205Bas , aisā kah śharīr chhōṛ dētē haĩ .
209They simply say that and leave their bodies.
206Aisē bhī hōtē haĩ phir us samay sannāṭā chhā jātā hai .
210It happens like that and then there is dead silence.
207Yah bābā apnē anubhav key|kī bāt sunātē haĩ .
211This Baba is telling you of things he has experienced.
208Anubhav bhī hōtā hai .
212One does have experience.
209Bāp kahtē haĩ tum bachchē hō sr̥iṣhṭi K|kē pāpātmāō̃ kō puṇyātmā banānē vālī sachchī gyān gaṅgāyē̃ .
213The Father says: You children are the true Ganges of knowledge who make sinful souls of the world into charitable souls.
210Gaṅgā K|kē kinārē par dēvtāō̃ kā mandir dikhāyā hai . 211Nām rakh diyā hai gaṅgā .
214They have shown a temple of deities on the banks of the River Ganges and called the river the Ganga.
212Ab pānī key|kī nadī tō patit-pāvan hō nahī̃ saktī . 213Na dēvtāyē̃ patit-pāvan haĩ .
215However, river water cannot be the Purifier, nor are deities purifiers.
214Patit-pāvan tō brāhmaṇ haĩ .
216Brahmins are purifiers.
215Unhōnnē gaṅgā par dēvtā kā chitra rakh diyā hai .
217They have placed an image of deities on the River Ganges.
216Dēvtāyē̃ tō patit kō pāvan banātē nahī̃ .
218Deities don't make impure ones pure.
217Manuṣhyō̃ kō yah gyān nahī̃ jō kōī sē pūchh sakē̃ .
219People don't have this knowledge that they could ask anyone about it.
218Kahā̃ vah pānī key|kī nadī , kahā̃ yah dēvtāyē̃ .
220There is a vast difference between rivers of water and those deities.
219Is samay tum gyān gaṅgāō̃ sē gyān snān kartē hō tō dēvtā ban jātē hō .
221At this time, you bathe in the Ganges of knowledge and you thereby become deities.
220Tumhārī service hai manuṣhya kō dēvtā banānā .
222Your service is to change human beings into deities.
221Yahā̃ ātmā pavitra ban jātī hai .
223Souls become pure here. 224Souls need an injection.
222Ātmāō̃ kō injection chāhiē . 223Bāp ākar gyān-yōg kā injection dētē haĩ .
225The Father comes and gives you the injection of knowledge and yoga.
224Pañch hazār varṣh pahlē bhī bāp nē yah gyān yōg sikhāyā thā jiskō bhakti mārg vālē prāchīn gītā kā gyān aur yōg kahtē haĩ .
226The Father taught you this knowledge and yoga 5000 years ago, too. 227People on the path of devotion call this the ancient knowledge and yoga of the Gita.
225Achchhā !
228Achcha.
226Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .
229To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
227Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
230The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
228Dhārṇā kē liē mukhya sār :
231Essence for dharna:
2291 ) andar kōī bhī vikalp āyē tō bhī karmēndriyō̃ sē kōī vikarma nahī̃ karnā hai .
232 1. Even if you have sinful thoughts, you must not perform any sinful acts with your physical senses.
230Rājāī pānē kē liē pavitratā key|kī pratigyā jarūr karnī hai .
233In order to attain the kingdom, you must definitely make a promise of purity.
2312 ) jītē jī markar apnē kō chhōṭā bachchā samajhnā hai .
234 2. Die alive and consider yourself to be a small child.
232Ēk bāp sē hī sunnā aur sīkhnā hai bākī sab kuchh bhūl jānā hai .
235Listen to the one Father alone and study with Him alone. 236Forget everything else.
Blessing
233Vardān : follow father kar number-vār viśhva K|kē rājya kā takht lēnē vālē takhtnaśhīn bhav
237Blessing: May you be seated on your throne and claim the throne of the kingdom of the world, numberwise, by following the father.
234Jaisē bāp nē bachchō̃ kō āgē kiyā , svayã backbone rahē aisē follow father karō .
238 Just as the father placed the children in the front and he remained the backbone, follow the father in the same way.
235Jitnā yahā̃ bāp kō follow karē̃gē utnā vahā̃ number-vār viśhva K|kē rājya kā takht lēnē vālē takhtnaśhīn banē̃gē .
239The more you follow the father here, the more you will be seated numberwise on the throne of the kingdom of the world there.
236Jitnā is samay sadā bāp kē sāth khātē-pītē rahtē , khēltē , paṛhāī kartē utnā hī vahā̃ sāth rahtē haĩ .
240The more you stay in the Father’s company and eat, drink, play and study with Him at this time, so you will stay with him just as much, there.
237Jin bachchō̃ kō jitnā samīpatā key|kī smr̥iti rahtī hai utnā natural naśhā , niśhchay svataḥ rahtā hai .
241The more awareness children have of their closeness, the more there will automatically be natural intoxication and faith.
238Tō dil sē sadā yah anubhav karō ki anēk bār bāp K|kē sāthī banē haĩ , abhī haĩ aur anēk bār bantē rahē̃gē .
242So, constantly feel in your heart: I have been the Father’s companion many times, I am that now and will continue to be that countless times.
Slogan
239Slōgan : sēvā kā phal aur bal prāpt karnē vālē hī śhaktiśhālī haĩ .
243Slogan: Those who receive the fruit (fal) and power (bal) of service are powerful.
244*** Om Shanti ***