सोमवार 5 जून 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
005-06-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 05/06/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - is samay tum sabkī vānaprasth avasthā hai , tumhē̃ vāṇī sē parē ab vāpis ghar chalnā hai , isliē bāp kō yād karō ' '
1Essence: Sweet children, it is the stage of retirement of all of you at this time. 2You now have to go back home, beyond sound. 3Therefore, remember the Father.
Question
2Praśhna : 21 janm sukh milnē kā ādhār kyā hai ?
4Question: What is the basis of receiving happiness for 21 births?
Answer
3Uttar : 63 janmō̃ key|kī bhakti . 4Jinhōnnē pahlē-pahlē satōpradhān bhakti kī hai arthāt jō purānē anēk janm K|kē bhakta haĩ vahī ab gyān lētē haĩ , unhē̃ hī 21 janmō̃ kā sukh prāpt hōtā hai .
5Answer: The devotion of 63 births. 6Those who did satopradhan devotion at the beginning, that is, those who are the old devotees of many births are the ones who take knowledge at this time. 7They are the ones who receive happiness for 21 births.
5Abhī tumhārā bhakti kā part pūrā huā .
8Your parts of devotion have now ended.
6Bhagvān tumhē̃ bhakti kā phal dēnē āyē haĩ .
9God has come to give you the fruit of your devotion.
7Bhakta , bhagvān nahī̃ hō saktē .
10Devotees cannot be God.
Song
8Gīt : mātā ō mātā tū hai sabkī bhāgya vidhātā …
11Song: Mother, O mother, you are the bestower of fortune for all!
Murli
9Ōm śhānti .
12Om shanti.
10Bachchō̃ nē mātā key|kī mahimā sunī .
13You children heard praise of the mother.
11Ab mātā kō tō bhagvān nahī̃ kahā jā saktā kyōṅki bhagvān kō tō pitā kahā jātā hai - parampitā .
14The mother cannot be called God because God is called the Father, the Supreme Father. 15Since there is the Father, there is also the mother.
12Ab pitā hai tō mātā bhī jarūr hai .
16There are many who believe in the mother.
13Mātā kō bahut mānnē vālē haĩ . 14Mātā hai tō pitā bhī hai .
17Since there is the mother, there is also the Father.
15Mātā apnē kō bhagvān kah na sakē .
18The mother cannot call herself God.
16Yah point dhāraṇ karnē kī hai .
19This is a point to be imbibed.
17Jagat ambā key|kī kitnī mahimā hai !
20There is so much praise of Jagadamba.
18Aisē nahī̃ kahē̃gē ki bhagvān vā bāp sarvavyāpī hai .
21It can’t be said that the Father or God is omnipresent; no.
19Nahī̃ , jab māt-pitā kahā jātā hai tō bachchē bhī haĩ .
22When you say “Mother and Father” there must also be the children.
20Agar sarvavyāpī hai , phir tō sab bhagvān haĩ .
23If God is omnipresent, then all are God.
21Phir tō bhagvatī bhī hō nahī̃ saktī .
24In that case, there cannot be goddesses.
22Sarvavyāpī K|kē gyān mē̃ bhagvatī tō rahī nahī̃ .
25With the idea of omnipresence, there can be no goddesses.
23Sabhī bhagvān haĩ tō ātmā hī pitā hō gaī . 24Mātā tō rahī nahī̃ .
26If all are God, then souls themselves become the Father, and so there is no mother.
25Yah baṛī achchhī samjhānē key|kī bāt hai .
27This is a very good point to explain.
26Tum jāntē hō - kōī bhī ātmā apnē kō bhagvān kah nahī̃ saktī .
28You know that no soul can call himself God.
27Bhakta kahē̃ - ham bhagvān haĩ tō phir mātā siddha hō nahī̃ saktī . 28Aur phir bhakta tō punarjanma lētē haĩ .
29If devotees say that they are God, then the mother cannot be proved to exist.
29Bhagvān tō punarjanma lē nahī̃ saktā .
30Devotees take rebirth; God cannot take rebirth.
30Aisē tō nahī̃ bhagvān kō apnā śharīr hai .
31It isn't that God has a body of His own.
31Tō is sarvavyāpī key|kī bāt par achchhī rīti samjhānā hai .
32Therefore, you have to explain this idea of omnipresence very well.
32Bhaktō̃ kē liē bhagvān chāhiē nā .
33There has to be God for the devotees.
33Anēk bhakta haĩ , brothers aur sisters - sabhī bhakta haĩ .
34There are so many devotees; brothers and sisters are all devotees.
34Ātmā kahtī hai - is samay maĩ bhakti cult mē̃ hū̃ .
35The soul says: At this time I am in a devotion cult.
35Phir ātmā kahēgī ab mujhē bāp milā hai , tō maĩ gyān mē̃ hū̃ .
36Then the soul says: I have now found the Father and so I am in knowledge.
36Ātmā hī gyān suntī hai .
37It is the soul that listens to knowledge.
37Bhakta tō punarjanma lētē haĩ , bhagvān tō punarjanma lē nahī̃ saktē .
38Devotees take rebirth. 39God cannot take rebirth.
38Yah inkā śharīr nahī̃ hai .
40This body does not belong to Him.
39Yah tō sabhī jāntē haĩ - pāñch tatvō̃ kā śharīr lēkar bhagvān kō janm nahī̃ lēnā hai , vah tō parkāyā pravēśh kartē haĩ .
41Everyone knows that God does not take birth through a body made of the five elements. 42He enters the body of someone else.
40Yah brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar bhī sūkṣhmavatan vāsī haĩ .
43Brahma, Vishnu and Shankar are residents of the subtle region.
41Tō har ēk bāt achchhī rīti buddhi mē̃ biṭhānī hai .
44So, each aspect has to be made to sit in the intellect very well.
42Ātmā kahtī haĩ maĩ ēk purānā śharīr chhōṛ dūsrē mē̃ pravēśh kartī hū̃ .
45The soul says: I shed an old body and enter another one. 46An old body can be small or big.
43Purānā śharīr chhōṭā hai vā baṛā hai , ēk chhōṛ dūsrā lētī hū̃ .
47I shed a body and take another. 48Here, young and old shed their bodies suddenly.
44Yahā̃ tō achānak bhī chhōṭē vā baṛē kā śharīr chhūṭ jātā hai . 45Parantu vahā̃ tō pūrī āyu hōnē par samajhtē haĩ ab purānā śharīr chhōṛ nayā lēnā hai .
49However, there, when they complete their lifespan, they understand that they then have to shed their old bodies and take new ones.
46Tō yah gyān ātmā mē̃ hai nā .
50So the soul has this knowledge.
47Ātmā punarjanma lētī hai .
51The soul takes rebirth.
48Paramātmā kē liē tō nahī̃ kahē̃gē .
52This would not be said of God.
49Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kō bhī paramātmā nahī̃ kahē̃gē . 50Vē|way bhī sūkṣhmavatan vāsī haĩ .
53Even Brahma, Vishnu and Shankar cannot be called God; they are residents of the subtle region.
51Bābā tō mūlvatan vāsī haĩ .
54Baba is the Resident of the incorporeal world.
52Aur kōī nahī̃ samajhtē ki paramātmā mūlvatan , nirvāṇdhām mē̃ rahnē vālē haĩ .
55No one else understands that God resides in the incorporeal world, the land of nirvana.
53Nirvāṇdhām arthāt vah vāṇī sē parē dhām hai isliē vānaprasth nām paṛā hai .
56The land of nirvana is the land beyond sound; that is why it is also called Vanprasth (beyond sound).
54Vāṇī sē parē avasthā mē̃ jānē kē liē 60 varṣh key|kī umr kē bād jab būṛhē hōtē haĩ tō vānaprasth lētē haĩ .
57At the age of 60 when a person becomes old, he takes retirement in order to go beyond sound.
55Yahā̃ tō tum chhōṭē-baṛē sab samajhtē hō ki ham vānaprasthī haĩ .
58Here, all of you, young and old, understand that you are now in the stage of retirement.
56Ātmā kahtī hai - mujhē vāṇī sē parē sthān mē̃ jānā hai .
59The soul says: I have to go to the land beyond sound.
57Ātmā kō male|mail|mēl kahā jātā hai .
60Souls are said to be male.
58Jab śharīr mē̃ ātī hai tab ātmā kahtī hai - is samay mujhē male|mail|mēl athavā female kā tan milā hai .
61When a soul enters a body, he says: At this time, I have received the body of a male or a female.
59Tō ātmā kō ab vānaprasth mē̃ jānē kā puruṣhārth karnā hai .
62Therefore, the soul now has to make effort to go into the stage of retirement.
60Ātmā kō male|mail|mēl kahā jātā hai .
63Souls are said to be male.
61Mātāyē̃ kabhī vānaprasth nahī̃ lētī .
64Mothers never go into retirement.
62Parantu yahā̃ bāp samjhātē haĩ - ātmā tō male|mail|mēl hai .
65However, here, the Father explains: Souls are male.
63Tum sabhī ātmāō̃ key|kī vānaprasth avasthā hai .
66It is now the stage of retirement for all of you souls.
64Ab sabkō vāpis jānā hai .
67Now, everyone has to return home.
65Maĩ tum sabkō vāpis lē jānē kē liē āyā hū̃ isliē ab mujhē yād karō tō mērē dhām mē̃ ā jāyēṅgē .
68I have come to take all of you back home. 69Therefore, now remember Me and you will come to My land.
66Yah kōī manuṣhya kah na sakē .
70No human being can say this.
67Supreme rūh bāp hī kahtē haĩ .
71Only the Father, the Supreme Spirit, says this.
68Sannyāsī-udāsī aisē bachchē-bachchē kah bāt kar nahī̃ sakē̃gē .
72Sannyasis, holy men would never speak to anyone saying: Child, child!
69Bāp kā gyān kismē̃ hai nahī̃ .
73None of them has any knowledge of the Father.
70Pūchhō bhagvān kahā̃ hai ? 71Tō kahē̃gē sarvavyāpī hai .
74Ask them: “Where is God?” and they will reply: “He is omnipresent.”
72Gōyā bhagvān kā gyān kōī mē̃ hai nahī̃ isliē bhakti kartē haĩ bhagvān sē milnē kē liē .
75This means that no one has any knowledge of God. 76This is why they do devotion in order to meet God.
73Parantu kaisē aur kab milē̃gē ? 74Yah kiskō patā nahī̃ hai .
77However, no one knows how or when they can meet God.
75Bāp kahtē haĩ kōṭō̃ mē̃ kōī mujhē pahchāntē haĩ .
78The Father says: A handful out of multimillions recognise Me.
76Manuṣhya tō sarsō̃ misal athāh haĩ .
79There are so many human beings, like mustard seeds.
77Inmē̃ kōī jō sikīladhē haĩ vahī ākar mujhē pahchānē̃gē aur bāp sē apnā varsā lē̃gē . 78Tum samjhā saktē hō ki is samay sabhī bhakta haĩ .
80Out of those, only a few long-lost and now-found ones will come and recognise Me and claim their inheritance from the Father.
79Chāhtē haĩ ki ham bhagvān sē bhakti kā phal lēvē̃ .
81You can explain that, at this time, all are devotees.
80Agar tum sab bhagvān hō tō phir bhakta tō kōī hō na sakē .
82They all want to receive the fruit of their devotion from God.
81Agar tum bhagvān hō tō bākī tumkō kyā chāhiē ?
83If all of you are God, then none of you can be devotees.
82Bhaktō̃ kō phir milnā hai bhagvān sē .
84If you are God, then what more do you want?
83Apnē kō bhagvān kahnā - yah tō ēk insult hai , issē baṛī insult kōī hōtī nahī̃ .
85Devotees want to meet God. 86To call yourself God is an insult. 87There is no greater insult than this.
84Allāh sē tō ham bahiśht kā varsā lēnā chāhtē haĩ .
88We want to claim our inheritance of paradise (bahist, heaven) from Allah.
85Tum kahtē hō - ham allāh haĩ !
89You say: I am Allah!
86Ab tum hī judge karō .
90Now, judge for yourself.
87Tumkō kōī kahē - ham allāh haĩ , yah kaisē hō saktā ?
91If someone tells you that he is Allah, how can that be?
88Allāh tō sabsē baṛā hai .
92Allah is the greatest of all.
89Yah bahut samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
93These things have to be understood very clearly.
90Kabhī bhī kōī apnē kō allāh vā bhagvān kah na sakē .
94No one can call himself Allah or God.
91Bāp sabkā ēk hōgā .
95The Father of all would be One.
92Aisē bahut kahtē haĩ paramātmā sarvavyāpī hai .
96Many say that God is omnipresent.
93Arē , tum bhagvān hō , ham tō nahī̃ māntē .
97Oh! you are God! 98I don't believe that.
94Ham tō bhakta haĩ .
99We are devotees.
95Āśhik haĩ us māśhuk K|kē .
100We are lovers of that Beloved.
96Ēk paramātmā kō hī patit pāvan kahā jātā hai .
101Only the one God is called the Purifier.
97Tum samjhā saktē hō ki tumhārē baṛē tō kahtē rahē rachayitā aur rachnā bēant hai .
102You can explain: Your elders have been saying that the Creator and the creation are infinite.
98Tum phir apnē kō rachayitā kaisē kahtē hō ?
103So, how can you call yourself the Creator?
99Bīj bēant hō nahī̃ saktā .
104The Seed cannot be infinite.
100Jhāṛ kō bēant kahtē haĩ . 101Itnē pattē ādi gin nahī̃ saktē .
105The tree is said to be infinite; you cannot count all of those leaves etc.
102Ēk bīj sē kitnī ṭāl-ṭāliyā̃ , pattē ādi nikaltē haĩ .
106So many twigs, branches and leaves etc. emerge from the one seed.
103Tum hō chaitanya , bōlatē-cālatē hō .
107You are living, you speak and move around.
104Sabsē baṛī mahimā manuṣhya key|kī hōtī hai .
108The greatest praise is of human beings.
105Bāp kahtē haĩ maĩ ākar bachchō̃ kō sārē drama kā rāz samjhātā hū̃ .
109The Father says: I come and explain the secrets of the whole drama to you children. 110This drama is predestined.
106Yah banā-banāyā drama hai nā .
111You have to continue to move along with the drama.
107Drama kē ūpar chaltē rahnā hai . 108Tum bāp K|kē bachchē svadarśhan chakradhārī bantē hō , parampitā paramātmā dvārā kyōṅki vah bhī svadarśhan chakradhārī hai .
112You children of the Father become spinners of the discus of self-realisation through the Supreme Father, the Supreme Soul, because He is also the Spinner of the discus of self-realisation.
109Tum ātmāō̃ kō baiṭh āp samān banātē haĩ .
113He sits and makes you souls equal to Himself.
110Tum sr̥iṣhṭi K|kē ādi , madhya , ant kō jāntē hō .
114You know the beginning, the middle and the end of the world.
111Tum naī duniyā kē liē , nayē dharm key|kī sthāpanā kē liē naī bātē̃ suntē hō - parampitā paramātmā sē , jō sr̥iṣhṭi kō bhī pāvan banātē haĩ .
115You listen to new things for the new world and for the establishment of the new religion from the Supreme Father, the Supreme Soul, who makes the world pure.
112Tumkō bhī nayā banātē haĩ .
116He also makes you new.
113Naī sr̥iṣhṭi mē̃ phir nayā jamānā svarg kā hōgā , abhī tō nark kā jamānā hai .
117In the new world, there will be the new age of heaven. 118It is now the age of hell.
114Tum nark K|kē jamānē mē̃ hō .
119You are in the age of hell.
115Abhī parampitā paramātmā hī ākar tumkō svadarśhan chakradhārī banātē haĩ . 116Yah harēk bātē̃ naī haĩ , dhāraṇ karnē lāyak haĩ .
120The Supreme Father, the Supreme Soul, now comes and makes you into spinners of the discus of self-realisation.
117Parantu dhārṇā sabhī kō nahī̃ hōtī .
121All of these things are new and worth imbibing.
118Dhārṇā hōnē sē khuśhī kā naśhā rahtā hai .
122However, not everyone is able to imbibe them.
119Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē isī naśhē mē̃ rahnā hai .
123When you imbibe them, you have the intoxication of happiness.
120Strī athavā puruṣh - harēk kō svadarśhan chakradhārī yahā̃ hī bannā hai .
124While living at home with your families, you have to maintain this intoxication.
121Bākī bhujāyē̃ tō har ēk kō dō hī haĩ . 122Manuṣhya jō 84 janma lētē haĩ , unkō 4 bhujāyē̃ tō hō nahī̃ saktī .
125Each one of you men and women has to become a spinner of the discus of self-realisation here.
123Tum aisē kabhī nahī̃ sunē̃gē ki śhaṅkar kō 100 yā 1000 bhujāyē̃ haĩ .
126Every person has two arms. 127Human beings who take 84 births cannot have four arms.
124Brahmā kō bhujāyē̃ dikhāī haĩ .
128You would never hear that Shankar has 100 or 1000 arms.
125Chār bhujā vālē brahmā kē pās gayā , hajār bhujā vālē pās|pass gayā .
129Brahma has been shown with so many arms. 130They say: I went to Brahma with four arms.
126Brahmā key|kī santān vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ .
131Or: I went to Brahma with 1000 arms.
127Tō kitnī bhujāyē̃ hō jāyēṅgī ?
132The number of children of Brahma continues to increase.
128Prajāpitā hai nā .
133How many arms will there be?
129Sr̥iṣhṭi rachī hai tō barōbar bāhē̃ haĩ .
134He is Prajapita, the Father of People, is he not?
130Bākī manuṣhya kōī 4-6 bhujā vālē hōtē nahī̃ haĩ .
135He created the world and so he truly has that many arms.
131Sūkṣhma vatan mē̃ tō kuchh hai nahī̃ . 132Yah sab bāp baiṭh samjhātē haĩ .
136However, it isn't that there are human beings with four or six arms.
133Kahtē haĩ isnē ( dādā nē ) bhī bahut śhāstra paṛhē , gurū kiyē haĩ .
137There is nothing in the subtle region. 138The Father sits here and explains all of these things.
134Vah hai bhakti mārg . 135Tumhārā bhakti kā part pūrā huā .
139He says: This one (Dada) has studied many scriptures and adopted many gurus.
136Tum all-rounder hō .
140That is the path of devotion.
137Śhurū sē lēkar tumnē sabsē jāstī bhakti kī hai .
141Your parts of devotion have ended. 142You are all-rounders.
138Bhakta tō is samay bahut haĩ . 139Tum tō thōṛē bachchē hō .
143You have performed the most devotion from the beginning.
140Bābā kahtē haĩ - maĩ tumkō sākṣhātkār karātā hū̃ .
144There are many devotees at this time. 145You are only a few children.
141Kaī bhakta yād kartē haĩ , unkō bhī sākṣhātkār karātā hū̃ .
146Baba says: I grant you visions. 147Many devotees remember Me; I also grant them visions.
142Tumnē hī satōpradhān bhakti kī hai , tō jarūr tumnē hī jāstī janma liyē haĩ .
148You are the ones who have performed satopradhan devotion. 149Therefore, you have surely taken the greatest number of births.
14363 janm tumnē bhakti kī hai .
150You have been doing devotion for 63 births.
144Uskī ēvaz 21 janm tumkō sukh miltā hai .
151In return for that, you receive happiness for 21 births.
145Kitnī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ isliē nayē jō ātē haĩ unsē form bharāyā jātā hai .
152These matters have to be understood. 153That is why new ones who come here are made to fill in a form.
146Form baṛā achchhā hai - tumhārā gurū kaun ?
154The form is very good: Who is your guru?
147Gurū kiyā tō jarūr bhakta ṭhaharā|ṭhahrā nā .
155If you have adopted a guru, you are definitely a devotee.
148Tumhī̃ bhagvān hō tō gurū kyō̃ kiyā ?
156If you yourself are God, why have you adopted a guru?
149Bhagvān , bhagvān kō gurū kaisē banāyēgā !
157How could God make God a guru?
150Bhakta bhagvān sē milnē liē gurū karē̃gē .
158Devotees adopt gurus in order to find God.
151Tum bhagvān khud hī hō . 152Bākī gurū sē kyā banē̃gē ?
159If you yourself are God, then what would you become through a guru?
153Baṛā yukti sē , ramajbājī sē samjhānā hai .
160You have to explain very tactfully and in a very entertaining way.
154Rōz naī-naī bātē̃ samjhātē haĩ .
161Every day, new things are explained to you.
155Mall yuddh mē̃ baṛā yukti sē laṛtē haĩ . 156Kahā̃ sē phalānē kō aṅgūrī lagāū̃ , tīr mārū̃ .
162People act very tactfully in fighting: From where should I aim and shoot the arrow at so-and-so?
157Manuṣhyō̃ nē ādi dēv brahmā kō mahāvīr kah muñjhā diyā hai .
163People have named Adi Dev Brahma ‘Mahavir’ and created confusion.
158Kōī mahāvīr kō hanūmān kahtē , kyōṅki hanūmān nē mahāvīrtā dikhāī hai .
164Some call Hanuman “Mahavir” because Hanuman showed that bravery and courage.
159Kahā̃ vah mahāvīr phir unkā nām pavan pūt rakhā hai .
165He was Mahavir, but they have then called him Pavan-putra, (Son of the Wind).
160Ādi dēv tō brahmā hai , aur manuṣhya hai .
166Adi Dev is Brahma and he is a human being.
161Jagat ambā bhī manuṣhya hai . 162Itnī bhujāyē̃ ādi kahā̃ hai !
167Jagadamba is also a human being; she doesn't have so many arms.
163Mātā kō itnī bhujāyē̃ hō̃ tō hamkō bhī hōnī chāhiē .
168If our mother had so many arms, we too should have that many arms.
164Wonderful bātē̃ haĩ !
169These are such wonderful matters!
165Aisē nahī̃ , sabhī dhāraṇ kar gyān K|kē us naśhē mē̃ rahtē haĩ . 166Number-vār haĩ .
170It isn't that everyone imbibes everything and stays in the intoxication of knowledge; it is numberwise.
167Un satsaṅgō̃ mē̃ kōī aisī bāt nahī̃ rahtī .
171There isn't anything like this in those spiritual gatherings.
168Yah tō school hai .
172This is a school.
169Number-vār bachchē haĩ .
173Children are numberwise.
170Kōī kō māyā kā tūphān āyā aur yah girā isliē brāhmaṇō̃ key|kī mālā nahī̃ ban saktī hai .
174Some experience storms of Maya and fall. 175This is why a rosary of Brahmins cannot be created.
171Final jab banē̃gē tō uskō rūdra mālā kahē̃gē .
176When the rosary is finally completed, it will then be called the rosary of Rudra.
172Tum rūdra śhivbābā key|kī santān hō .
177You are the children of Rudra Shiv Baba.
173Rūdra yagya rachtē haĩ tō rūdra kā chitra baṛā banātē haĩ . 174Bākī chhōṭē-chhōṭē sāligrām banākar pūjā kartē haĩ .
178When they create a sacrificial fire of the knowledge of Rudra, they keep a large image of Rudra and they also make small saligrams and worship them.
175Bāp baiṭh guhya bātē̃ sunātē haĩ .
179The Father sits here and explains deep things to you.
176Jō serviceable bachchē hōṅgē unkō achchhī rīti dhārṇā hōgī aur samjhā sakē̃gē .
180The children who are serviceable will be able to imbibe these very well and also explain then to others.
177Yah tō baṛā sahaj hai .
181This is very easy.
178Ham ātmā haĩ .
182I am a soul.
179Kahtē haĩ brotherhood haĩ . 180Ātmāyē̃ sab bhāī haĩ .
183They say that there is a brotherhood, that all souls are brothers.
181Bhāī-bhāī kah phir āpas mē̃ laṛtē haĩ .
184They call themselves brothers and fight among themselves.
182Jab kahtē hō brotherhood hai , phir fatherhood kaisē kahtē hō ?
185When you speak of a brotherhood, how can you then speak of a fatherhood?
183Sab īśhvar kaisē kahtē hō ?
186How can you say that all are God?
184Sab bhagvān bhāī-bhāī kaisē hō saktē haĩ ?
187How can all the brothers be God?
185Vah tō sab ātmāō̃ kā bēhad kā bāp hai .
188He is the unlimited Father of all souls.
186Kitnī sahaj bātē̃ haĩ .
189These are such easy matters.
187Tum jāntē hō brahmā dvārā naī duniyā kī sthāpanā hōtī hai .
190You know that the new world is being established through Brahma.
188Phir āhistē-āhistē baṛhtī hai .
191It then grows gradually.
189Ēk sē dō , dō sē chār hōtē haĩ . 190Aisē vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ .
192It grows from one to two, from two to four; it continues to grow in this way.
191Barōbar prajāpitā brahmā hai tō jarūr naī sr̥iṣhṭi rachtā hōgā nā .
193Since he is the Father of People, he would definitely create a new world, would he not?
192Jagatpitā , vah hai rachnē vālā . 193Tumkō rachā hai .
194That one is the Father of the World, the One who creates.
194Prajāpitā brahmā dvārā naī prajā key|kī rachnā rachtē haĩ arthāt purānī kō nayā banātē haĩ .
195He has created you. 196He makes people new through Prajapita Brahma, that is, He makes the old world new.
195Manuṣhya phir samajhtē haĩ sāgar mē̃ pīpal K|kē pattē par āyā .
197People think that Krishna came floating on a pipal leaf in the ocean.
196Achchhā , uskō phir kisnē rachā ?
198OK, so who created him?
197Yah bāp baiṭh samjhātē haĩ ki naī prajā kaisē rachtē haĩ ?
199The Father sits here and explains how new people are created.
198Vahā̃ svarg mē̃ garbh mē̃ jaisē ki kṣhīrsāgar mē̃ ārām sē baiṭhē haĩ .
200There, in heaven, in a womb, it is as though he is sitting comfortably in an ocean of milk.
199Us samay kōī gyān nahī̃ rahtā .
201At that time, he doesn't have knowledge.
200Śhāstrō̃ mē̃ tō kaisī bātē̃ likh dī haĩ !
202Look at the stories they have written in the scriptures!
201Pralay bhī baṛī aur chhōṭī dikhātē haĩ .
203They show a small and also a great annihilation.
202Vah kahtē haĩ pralay hōtī hai .
204They say that annihilation takes place.
203Bāp kahtē haĩ pralay kabhī hōtī nahī̃ .
205The Father says: Annihilation never takes place.
204Maĩ ātā hū̃ brahmā dvārā bhārat kō patit sē pāvan banānē .
206I come to make Bharat pure from impure through Brahma.
205Patit duniyā mē̃ mujhē ānā paṛtā hai .
207I have to come into the impure world.
206Tum jāntē hō kalp-kalp ham bachchē bāp dvārā bhārat kō patit sē pāvan banātē haĩ .
208You children know that you make Bharat pure from impure with the Father every cycle.
207Ēk-ēk kō bhū̃-bhū̃ kartē haĩ .
209You buzz this knowledge to everyone.
208Sab vikārī patit haĩ .
210All are vicious and impure.
209Bāp hai patit-pāvan , un dvārā ham bhī khudāī khidmadgār bantē haĩ .
211The Father is the Purifier. 212We become Godly helpers through Him.
210Ham bhī pāvan bantē haĩ aur banātē haĩ .
213We become pure and also make others the same.
211Achchhā !
214Achcha.
212Māt-pitā bāpdādā kā mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati yādpyār aur good morning .
215To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
216The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
214Dhārṇā kē liē mukhya sār :
217Essence for dharna:
2151 ) is banē banāyē drama par chaltē rahnā hai .
218 1. Continue to move along in this predestined drama.
216Gyān kā simraṇ kar svadarśhan chakradhārī bannā hai .
219Churn this knowledge and become a spinner of the discus of self-realisation.
217Sadā khuśhī mē̃ rahnā hai .
220Remain constantly happy.
2182 ) bhaktō̃ kō bhagvān kā satya parichay dēnā hai .
221 2. Give devotees the true introduction of God.
219Bhaṭaknē sē chhuṛānā hai .
222Liberate them from wandering around.
220Brahmā key|kī madadgār bhujā ban khudāī khidmatgār bannā hai .
223Become the arms who are Brahma's helpers and become Godly helpers.
Blessing
221Vardān : apnē śhubh bhāvnā K|kē saṅkalp sē her|har ātmā mē̃ utsāh bharnē vālē sachchē sēvādhārī bhav
224Blessing: May you be a true server who fills every soul with enthusiasm with your good wishes.
222Āp bachchō̃ key|kī śhubh bhāvnā hai ki her|har ātmā bāp sē prāpti key|kī añchalī lē lēvē , isī śhubh bhāvnā kā phal un ātmāō̃ kō anubhav karnē kā bal miltā hai .
225 The good wishes of you children are that every soul takes a drop of attainment from the Father. 226As a result of these good wishes, those souls receive power to have an experience.
223Śhubh bhāvnā K|kē saṅkalp mē̃ bahut baṛī śhakti hai jō chārō̃ ōr K|kē vātāvaraṇ kō badal dētī hai .
227Your thoughts of good wishes have such great power in them that they transform the atmosphere everywhere.
224Tō sachchē sēvādhārī vah haĩ jō svayã bhī utsāh mē̃ rahtē haĩ aur sēvā bhī utsāh sē kartē haĩ aur anya ātmāō̃ mē̃ bhī bāp K|kē parichay dvārā utsāh bhartē haĩ .
228So, a true server is one who has enthusiasm and who also does service with enthusiasm and fills other souls too with enthusiasm by giving them the Father’s introduction.
225Utsāh aisī chīz hai jō uskē āgē paristhiti kuchh bhī nahī̃ hai , vah war|vār karnē kē bajāē balihār hō jātī hai .
229Your enthusiasm is such that adverse situations are nothing in front of it. 230Instead of opposing you souls, they surrender to you.
Slogan
226Slōgan : bāpdādā sē aṭūṭ pyār hō tō īśhvarīy maryādāō̃ par chalnā sahaj anubhav karē̃gē .
231Slogan: Have unbroken love for BapDada and you will find it easy to follow the Godly codes of conduct.
232*** Om Shanti ***