मंगलवार 13 जून 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

013-06-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 13/06/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - gr̥ihastha vyavahār sambhāltē huē paṛhāī kā course uṭhāō , yah dēvī-dēvtā bannē kā college hai , tumhē̃ bhagvān-bhagvatī ( dēvī-dēvtā ) bannā hai ' '

1Essence: Sweet children, while looking after your home and family, study this course. 2This is a college in which you become deities. 3You have to become gods and goddesses (deities).

Question

2Praśhna  : śhivbābā key|kī balihārī kis karttavya K|kē kāraṇ gāī huī hai  ?

4Question: Due to which of Shiv Baba's tasks has His greatness been remembered?

Answer

3Uttar  : śhivbābā sabhī bachchō̃ kō worth not penny sē worth pound banātē haĩ .

5Answer: Shiv Baba changes all the children who are not worth a penny to worth a pound. 6He changes them from tamopradhan to satopradhan, from impure to pure and this is why His greatness has been remembered.

4Tamōpradhān sē satōpradhān , patit sē pāvan banātē haĩ isliē unkī balihārī gāī jātī hai .

7If Shiv Baba were not to come, we children would be useless.

5Agar śhivbābā na ātē tō ham bachchē kisī kām K|kē nahī̃ thē . 6Garīb-nivāz bāp āyē haĩ garīb kanyāō̃-mātāō̃ kō dāsīpanē sē chhuṛānē , isliē garīb-nivāz kahkar bāp key|kī balihārī gātē haĩ .

8The Father, the Lord of the Poor, has come to liberate the poor kumaris and mothers from servitude and this is why the greatness of the Father is sung as the Lord of the Poor.

Song

7Gīt  : mātā ō mātā …

9Song: Mother, O mother, you are the bestower of fortune for all.

Murli

8Ōm śhānti .

10Om shanti.

9Bachchō̃ nē apnē mā̃ key|kī mahimā sunī .

11You children heard praise of your mother.

10Yū̃ tō har ēk kō apnī mā̃ hai .

12In fact, everyone has a mother.

11Yah phir hai jagadambā .

13This one is Jagadamba (World Mother).

12Tum tō jāntē hō yah kiskī mahimā hai .

14You know whose praise this is.

13Jagat ambā kā kitnā baṛā mēlā lagtā hai .

15Such a big mela takes place for Jagadamba.

14Jagat ambā kaun hai - yah kōī nahī̃ jāntē .

16No one knows who Jagadamba is.

15Parampitā athavā brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar athavā lakṣhmī-nārāyaṇ ādi jō sabsē ūñch haĩ unhō̃ key|kī jīvan kahānī kōī manuṣhya mātra nahī̃ jāntē .

17No human being knows the biography of the Supreme Father, Brahma, Vishnu, Shankar or Lakshmi and Narayan who are the highest on high.

16Abhī tum jāntē hō jagat ambā hai brahmākumārī sarasvatī .

18You now know that Jagadamba is Brahma Kumari Saraswati.

17Jagat-ambā kō jitnī bhujāyē̃ ādi dikhāī haĩ vah tō haĩ nahī̃ .

19Jagadamba doesn't really have as many arms as she has been portrayed with.

18Dēviyō̃ kō bhujāyē̃ dētē haĩ .

20They portray the goddesses with many arms.

19Vāstav mē̃ bhujā tō manuṣhya kō dō hōtī haĩ .

21In fact, human beings only have two arms each.

20Parampitā paramātmā nirākār hai .

22The Supreme Father, the Supreme Soul, is incorporeal.

21Bākī manuṣhya kī haĩ dō bhujāyē̃ .

23All human beings have two arms each.

22Svarg K|kē lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī bhī dō bhujāyē̃ haĩ .

24Even Lakshmi and Narayan of heaven have two arms.

23Sūkṣhmavatan mē̃ tō brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar haĩ .

25Brahma, Vishnu and Shankar are in the subtle region.

24Pravr̥itti mārg hōnē kāraṇ chaturbhuj dikhāyā gayā hai .

26The four-armed image is portrayed to indicate the family path.

25Sūkṣhmavatan mē̃ bhī mammā-bābā haĩ .

27Mama and Baba are also shown in the subtle region.

26Viṣhṇu kā bhī sākṣhātkār hōtā hai . 27Dō bhujāyē̃ lakṣhmī key|kī , dō bhujāyē̃ nārāyaṇ key|kī .

28There are visions of Vishnu too: two arms are of Lakshmi and two of Narayan.

28Bākī manuṣhya kō kōī chār bhujāyē̃ hōtī nahī̃ .

29It isn't that human beings have four arms.

29Yah tō sirph samjhānē kē liē viṣhṇu kō 4 bhujāyē̃ dikhāī haĩ .

30They have portrayed Vishnu with four arms simply to explain this.

30Dēviyō̃ kō itnī bhujāyē̃ dētē haĩ .

31They show the goddesses with so many arms.

31Vah haĩ nahī̃ .

32They don't have that many.

32Sarasvatī , kālī ādi-ādi anēk chitra banāyē haĩ .

33They have made many pictures of Saraswati, Kali etc.

33Vāstav mē̃ hai kuchh nahī̃ .

34In fact, there is no one like that.

34Yah sab bhakti mārg K|kē alaṅkār hai .

35All of those ornaments belong to the path of devotion.

35Abhī tum bhakta nahī̃ hō .

36You are no longer devotees.

36Tum hō god fatherly student . 37Paṛhāī paṛh rahē hō .

37You are Godfatherly students; you are studying.

38Bhagvān ākar bhaktō̃ kō bhakti kā phal dētē haĩ .

38God comes and gives you devotees the fruit of your devotion.

39Bhakta tō haĩ andhaśhraddhā vālē .

39Devotees have blind faith.

40Sabkē chitra rakhtē rahē̃gē .

40They keep images of everyone.

41Śhrīkr̥iṣhṇa kā bhī rakhē̃gē , lakṣhmī-nārāyaṇ kā bhī rakhē̃gē , rām-sītā kā bhī rakhē̃gē .

41They keep images of Shri Krishna, Lakshmi and Narayan and also Rama and Sita.

42Gurū nānak ādi kā bhī rakhē̃gē .

42They also keep images of Guru Nanak etc.

43Chō̃ chō̃ kā murabbā hōtā hai nā .

43It is like mango chutney.

44Occupation kōī kā bhī jāntē nahī̃ .

44They don’t know the occupation of anyone.

45Mālūm hōnā chāhiē ki inhō̃ kō ham kyō̃ pūjtē haĩ  ?

45They should know why they worship those beings.

46Bhalā unmē̃ ūñch tē ūñch kaun haĩ  ?

46Who out of them is the highest on high?

47Bhaktō̃ mē̃ mukhya śhirōmaṇi bhakta nārad dikhāyā hai aur females mē̃ śhirōmaṇi bhakta rakhā hai mīrā kō .

47Narad has been remembered as the main jewel of the male devotees, and Meera is the main one of the female devotees.

48Kahānī likhī hai - jab lakṣhmī kā svayamvar hōtā thā . . . . .

48They have written a story about when Lakshmi gets married.

49Ab svayamvar tō satyug mē̃ hōtā hai .

49However, marriage also takes place in the golden age.

50Yah hai nark .

50This is hell.

51Yah sab dr̥iṣhṭānt banāyē jātē haĩ .

51All of these examples have been created.

52Vāstav mē̃ kōī ēk key|kī bāt nahī̃ hai .

52In fact, it is not a matter of just one.

53Is samay K|kē sab male-females drōpadiyā̃ aur duryōdhan haĩ .

53All males and females of this time are Draupadis or Duryodhans.

54Drōpadiyā̃ pukārtī haĩ - hē bhagvān , naṅgan hōnē sē bachāō .

54Draupadis call out: O God, save us from being stripped!

55Chitrō̃ mē̃ dikhātē haĩ bhagvān sāṛiyā̃ dētē jātē haĩ .

55In the pictures they have portrayed God continuing to give her sarees.

56Kahtē haĩ 21 janm naṅgan hōnē sē bachāyā .

56It is said that He saved her from being stripped for 21 births.

57Abhī bāp āyā hai - sab drōpadiyō̃ key|kī rakṣhā karnē .

57The Father has now come to protect all of you Draupadis.

58Śhrīmat par chalē̃gē tō 21 janm kabhī naṅgan nahī̃ hōṅgē .

58If you follow shrimat, you won't ever be stripped for 21 births.

59Vah hai sampūrṇ nirvikārī duniyā .

59That is a completely viceless world.

60Pūchhtē haĩ - bābā , ham lakṣhmī kō var sakē̃gē  ?

60Some ask: Baba, will I be able to marry Lakshmi?

61Bāp kahtē haĩ dil darpaṇ mē̃ dēkhō ki ham lāyak haĩ  ?

61The Father says: Look in the mirror of your heart to see whether you are worthy.

62Is samay har ēk manuṣhy-mātra mē̃ 5 vikār pravēśh haĩ .

62At this time, all human beings have the five vices in them.

63Bhārat mē̃ sampūrṇ nirvikārī dēvī-dēvtāyē̃ thē .

63The completely viceless deities existed in Bharat.

64Abhī tō sampūrṇ vikārī haĩ .

64They are now completely vicious.

65Satyug mē̃ ēk bachchā hōtā hai , sō bhī yōgbal sē . 66Pahlē sē sākṣhātkār hōtā hai .

65In the golden age they have one child and that too is through the power of yoga.

67Jaisē tum sākṣhātkār kartē hō - ham prince-princess banē̃gē .

66They have a vision in advance, just as you have visions of how you will become princes and princesses.

68Prince-princess kā āpas mē̃ rās kā bhī sākṣhātkār hōtā hai ki ham bhaviṣhya mē̃ aisē śhrīkr̥iṣhṇa kē sāth rās karē̃gē .

67There are visions of princes and princesses all dancing together and how you dance with Shri Krishna in the future.

69Bābā nē samjhāyā hai - itnī bhujāō̃ vālī dēviyā̃ hōtī nahī̃ .

68Baba has explained that there aren’t any goddesses with so many arms.

70Lakṣhmī-nārāyaṇ kō dō bhujāyē̃ haĩ .

69Lakshmi and Narayan have two arms each.

71Unkō viṣhṇu kā avatār kahā jātā hai .

70They are said to be an incarnation of Vishnu, the Vishnu dynasty.

72Viṣhṇu dynasty . . . . unkō mahālakṣhmī vā nārāyaṇ kahtē haĩ . 73Nar-nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ chaturbhuj rūp dikhātē haĩ .

71They are also called Mahalakshmi or Narayan. 72They show a form of the four-armed image in the Nar-Narayan Temple (ordinary man who becomes Narayan).

74Mahālakṣhmī kā bhī dikhātē haĩ .

73They also show an image of Mahalakshmi.

75Lakṣhmī kō jagat ambā nahī̃ kahē̃gē .

74Lakshmi would not be called Jagadamba.

76Lakṣhmī kōī brahmākumārī nahī̃ hai .

75Lakshmi is not a Brahma Kumari.

77Brahmākumārī yahā̃ hai .

76Brahma Kumaris exist here.

78Sarasvatī bhī gāī huī hai - brahmā key|kī mukh vaṅśhāvalī sarasvatī .

77Saraswati has also been remembered: Saraswati, the mouth-born creation of Brahma.

79Brahmākumārī sarasvatī kō jagat-ambā kahā jātā hai .

78Brahma Kumari Saraswati is called Jagadamba.

80Barōbar tum jāntē hō prajāpitā K|kē mukh vaṅśhāvalī ham haĩ .

79You know that you are truly the mouth-born creation of Prajapita.

81Ēk haĩ kaliyugī brāhmaṇ , dūsrē tum hō saṅgamyugī brāhmaṇ .

80One kind is the iron-aged brahmins and the other kind is you confluence-aged Brahmins.

82Vah brāhmaṇ haĩ jismānī yātrā karānē vālē kukh vaṅśhāvalī , tum banē hō mukh vaṅśhāvalī .

81Those brahmins, progeny born through a womb, take you on physical pilgrimages. 82You have become the mouth-born creation.

83Tum rūhānī yātrā karānē vālē hō .

83You are those who take people on this spiritual pilgrimage.

84Tum sab brahmā mukh vaṅśhāvalī jākar manuṣhya sē dēvtā bantē hō .

84All of you Brahma’s mouth-born creation change from human beings into deities.

85Inmē̃ mukhya hai mama , jiskī itnī mahimā hai .

85The main one among you is Mama who is praised so much.

86Vah hai svarg key|kī sab manōkāmanāyē̃ pūrṇ karnē vālī .

86She is the one who fulfils all the desires of heaven.

87Tum bhī unkī santān ṭhaharē .

87You are her children too.

88Jagat ambā rājyōg sikhātī hai , jissē 21 janm svarg K|kē mālik bantē hō isliē unkā gāyan hai śhiv śhakti sēnā .

88Jagadamba teaches Raj Yoga through which you become the masters of heaven for 21 births.

89Lakṣhmī hai mahārānī , unkō ēk bachchā hōtā hai .

89This is why there is the praise of the Shiv Shakti Army.

90Prajāpitā brahmā aur jagat ambā kō kitnē ḍhēr K|kē ḍhēr bachchē haĩ .

90Lakshmi is the empress and she has one son. 91Prajapita Brahma and Jagadamba have so many children.

91Tō jagat ambā kō dō bhujāyē̃ haĩ .

92Jagadamba has two arms.

92Vaisē hī lakṣhmī-nārāyaṇ kō bhī dō bhujā haĩ .

93In the same way, Lakshmi and Narayan also have two arms each.

93Chitrō̃ mē̃ bahut haṅgāmā kar diyā hai .

94They have created a lot of confusion in the pictures.

94Nārāyaṇ kō kālā , lakṣhmī kō gōrā banā dētē haĩ .

95They show Narayan as dark blue and Lakshmi as fair.

95Aisē tō hō nahī̃ saktā - nārāyaṇ sāṅvarā hō aur lakṣhmī gōrī hō vā śhrīkr̥iṣhṇa sāṅvarā hō aur rādhē gōrī hō .

96It cannot be that Narayan would be dark blue and that Lakshmi would be fair or that Shri Krishna would be dark blue and Radhe fair.

96Bāp baiṭh samjhātē haĩ - is samay sab sānvarē haĩ .

97The Father sits here and explains: At this time all are ugly.

97Tum svarg mē̃ pavitra thē tō gōrē thē .

98When you were in heaven, you were pure and were therefore beautiful.

98Phir kām chitā par baiṭhnē sē kālē hō gayē hō .

99Then, by sitting on the pyre of lust, you became ugly.

99Śhrīkr̥iṣhṇa kō śhyām-sundar kahtē haĩ .

100Shri Krishna is called the ugly and the beautiful one.

100Sundar haĩ satyug-trētā mē̃ phir 84 janm bhōgtē-bhōgtē ant mē̃ ākar śhyām banē haĩ .

101He is beautiful in the golden and silver ages and then, while taking 84 births, he becomes ugly by the end.

101Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā punarjanma lētī rahtī hai .

102The Shri Krishna soul continues to take rebirth.

102Phir vah nām thōṛē-hī rahtā hai .

103That same name doesn't remain all the time.

103Is samay vah ātmā tamōpradhān avasthā mē̃ hai .

104At this time, that soul is in the tamopradhan stage.

104Satyug ādi mē̃ haĩ dēvī-dēvtāyē̃ .

105Deities come at the beginning of the golden age.

105Vahī 84 janma lē̃gē .

106They are the ones who take 84 births.

106Yah hai 84 janmō̃ kā chakra .

107This is a cycle of 84 births.

107Tum bachchō̃ nē mama key|kī mahimā sunī .

108You children heard the praise of Mama.

108Mama key|kī mahimā alag , lakṣhmī key|kī mahimā alag hai .

109The praise of Mama is different from the praise of Lakshmi.

109Chitra kaisē-kaisē banāyē haĩ .

110Look at the type of pictures they have created.

110Kālī key|kī aisī jībh dikhātē haĩ .

111They show Kali with such a long tongue.

111Aisā tō kōī manuṣhya hōtā nahī̃ .

112There cannot be a human being like that.

112Sūkṣhmavatan mē̃ bhī aisī kālī tō hai nahī̃ .

113Even in the subtle region, there couldn't be a Kali like that.

113Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar haĩ .

114There are Brahma, Vishnu and Shankar there.

114Viṣhṇu tō hai hī yugal .

115Vishnu is the dual-form.

115Brahmā-sarasvatī kō bhī tum sūkṣhmavatan mē̃ dikhātē hō .

116You also show Brahma and Saraswati in the subtle region.

116Phir kālī bhayaṅkar kahā̃ sē I|āī|eye .

117So, where did the fearsome Kali come from?

117Kālī kā rūp baṛā bhayānak dikhātē haĩ .

118They show a very fearsome form of Kali.

118Aisī kōī śhakti thōṛēhī hōgī - violence ( hiṅsā ) karnē vālī .

119There couldn't be a Shakti like her who would commit violence.

119Har ēk bāt kē liē bāp samjhātē rahtē haĩ .

120The Father continues to explain every single thing to you.

120Kisma-kisma K|kē chitra haĩ .

121There are so many different types of picture.

121Parantu manuṣhya tō manuṣhya hī hōtē haĩ .

122However, human beings are human beings.

122Sūkṣhmavatan mē̃ haĩ brahmā-viṣhṇ-śhaṅkar . . . . uskē ūpar mūlvatan , jahā̃ śhiv aur sāligrām rahtē haĩ .

123Brahma, Vishnu and Shankar appear in the subtle region. 124Above them is the incorporeal world where Shiva and the saligrams reside.

123Bas aur kuchh bhī nahī̃ hai .

125There isn't anything else there.

124Bākī sab itnē chitra ādi bhakti mārg kī sāmagrī hai .

126All the rest of the pictures are the paraphernalia of the path of devotion.

125Satyug-trētā mē̃ yah hōtī nahī̃ .

127That doesn't exist in the golden and silver ages.

126Gyān aur bhakti - gyān arthāt din , bhakti arthāt rāt .

128Knowledge and devotion: knowledge means the day and devotion means the night.

127Brahmā kā din gyān aur brahmā kī rāt bhakti .

129The day of Brahma is knowledge and the night of Brahma is devotion.

128Satyug-trētā hai din , dvāpar kaliyug hai rāt .

130The golden and silver ages are the day and the copper and iron ages are the night.

129Ab hai ghōr andhiyārī rāt .

131It is now the extremely dark night.

130Phir din hōtā hai .

132The day is now to come.

131Bāp kahtē haĩ mērā janm saṅgam par hōtā hai .

133The Father says: My birth takes place at the confluence age.

132Kaliyug kā ant ghōr andhiyārā , satyug kā ādi ghōr sōjharā .

134The end of the iron age is extremely dark, whereas the golden age is totally light.

133Saṅgam par hī ākar maĩ tumkō samjhātā hū̃ .

135Only at the confluence age do I come to explain to you.

134Ab itnē jō bhakti-mārg mē̃ chitra haĩ - mukhya hai patit-pāvan śhivbābā .

136There are so many pictures on the path of devotion. 137The main thing is that the Purifier is Shiv Baba.

135Is samay sabhī manuṣhy-mātra patit haĩ .

138At this time, all human beings are impure.

136Yah hai patit duniyā .

139This is the impure world.

137Agar śhivbābā nahī̃ ātā tō sab worth not A penny hōtē .

140If Shiv Baba didn't come, everyone would be not worth a penny.

138Balihārī śhivbābā key|kī jō patitō̃ kō pāvan banātē haĩ .

141It is the greatness of Shiv Baba that He makes impure ones pure.

139Is samay sab tamōpradhān patit haĩ , sab duḥkhī haĩ .

142At this time all are tamopradhan and impure; all are unhappy.

140Pahlē pāvan ātmāyē̃ ātī haĩ tō satōpradhān haĩ , phir satō , rajō , tamō mē̃ ānā paṛtā hai . 141Her|har chīz kā aisē hōtā hai .

143At first, pure souls come down and so they are satopradhan. 144Then, they have to go through the stages of sato, rajo and tamo; it is the same for everything.

142Chhōṭā bachchā bhī satōpradhān hōtā hai isliē kahtē haĩ brahm gyānī aur bālak ēk samān hōtē haĩ .

145A baby, too, is satopradhan and this is why it is said: A child is equal to someone with knowledge of the brahm element.

143Phir satō , rajō , tamō mē̃ ānā hī hai .

146They have to go through the stages of sato, rajo and tamo.

144Phir change karnā hī hai .

147They have to go through the changes.

145Tamōpradhān sē satōpradhān bannā hī hai .

148They have to become satopradhan from tamopradhan.

146Duniyā bhī satōpradhān thī , ab tamōpradhān hai .

149The world was also satopradhan and it is now tamopradhan.

147Tamōpradhān sē satōpradhān bāp banā saktē haĩ .

150The Father can make it satopradhan from tamopradhan.

148Bāp kō na jānnē kāraṇ sabkō yād kartē rahtē haĩ .

151Because of not knowing the Father, they continue to remember everyone.

149Kitnē chitra banātē rahtē haĩ .

152They continue to make so many pictures.

150Parantu unmē̃ bhī har ēk kā kōī mukhya dēvtā jarūr hōtā hai .

153In that too, they definitely have their own special deity.

151Jaisē bābā kē pās bhī bahut chitra rahtē thē .

154Similarly, Baba too had many pictures.

152Unmē̃ bhī mukhya śhrī nārāyaṇ kā thā .

155The main one of them was of Shri Narayan.

153Sikkh dharm kā hōgā tō bhal śhiv kā , lakṣhmī-nārāyaṇ ādi kā rakhā hōgā tō bhī gurunānak kō adhik yād karēgā . 154Ūñch tē ūñch bhagvān tō ēk hai .

156If someone belongs to the Sikh religion, then, although he would have pictures of Shiva and Lakshmi and Narayan etc., he would remember Guru Nanak a lot more.

155Unkī mahimā bhī likhī huī hai .

157God, the Highest on High, is only One.

156Satnām , kartā puruṣh , akālmūrt . . . satyug ādi sat hai , hai bhī sat arthāt yah jō chakra hai sat hai .

158His praise is also written: Satnam (name of truth), Karta Purush (One who does everything), Akalmurat (the Immortal Image). 159The golden age is the truth.

157Phir yah chakra jarūr lagāyēṅgē .

160It is the truth, that is, this cycle is the truth.

158Yah sab bāp baiṭh samjhātē haĩ .

161You will definitely go around the cycle.

159Bhaktimārg mē̃ gōrē śhrīkr̥iṣhṇa kā mandir alag , sānvarē śhrīkr̥iṣhṇa kā mandir alag dikhātē haĩ . 160Kahā̃ phir śhiv kā bhī rakhtē haĩ .

162The Father sits here and explains all of this. 163On the path of devotion, they have a temple to the beautiful Shri Krishna, which is separate from the temple to the ugly Shri Krishna.

161Lakṣhmī-nārāyaṇ kā bhī rakhtē haĩ .

164In some places, they also have temples to Shiva.

162Occupation kō tō jāntē nahī̃ . 163Bāp ākar tum bachchō̃ kō sr̥iṣhṭi chakra K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhākar , svadarśhan chakradhārī banāē chakravartī rājā banātē haĩ .

165They also have temples to Lakshmi and Narayan, even though they don't know their occupation. 166The Father comes and explains to you children the secrets of the beginning, middle and end of the world cycle.

164Bhal tum sab hō gr̥ihasthī , phir bhī paṛhāī kā course uṭhātē hō .

167He makes you into spinners of the discus of self-realisation and makes you the rulers of the globe.

165Buṛhiyō̃ sē pūchhō - tum kahā̃ jātī hō  ?

168Although all of you are householders, you still study this course.

166Tō kahē̃gē - ham bhagvān K|kē college mē̃ jātī haĩ . 167Bhagvānuvāch - ham tumkō sō dēvī-dēvtā banātā hū̃ .

169Ask the old mothers where they are going and they will reply: We are going to God's college. 170God speaks: I make you into deities.

168Bhagvān paṛhātē haĩ , bhagvān-bhagvatī banātē haĩ .

171God is teaching you and making you into gods and goddesses.

169Parantu aisē nahī̃ ki satyug mē̃ kōī bhagvān-bhagvatī kā rājya kahē̃gē .

172However, it isn't that the golden age would be called the kingdom of gods and goddesses, no.

170Nahī̃ , vah hai ādi sanātan dēvī-dēvatāō̃ kā rājya .

173That is the kingdom of the original eternal deities.

171Vilāyat vālē kahtē haĩ lord kr̥iṣhṇā .

174Those from abroad speak of Lord Krishna.

172American lōg jab dēkhtē haĩ ki yē dēvtāō̃ K|kē chitra haĩ tō ēk kā dām lākh dō lākh dē dētē haĩ .

175When Americans see those images of the deities, they would even pay one or two hundred thousand rupees for one of them.

173Prāchīn chīz dēkhtē haĩ tō lākh rūpayā dēnē kō taiyār hō jātē haĩ .

176When they see ancient things, they are ready to pay even one hundred thousand rupees for them.

174Tō bhī dētē nahī̃ haĩ . 175Purānī chīz hai nā . 176Purānī tō 5 hajār varṣh key|kī bāt hai .

177Even then, those people don't give those images to them because they are ancient things. 178Old means a matter of 5000 years.

177Sabsē purānē tō dēvī-dēvatāō̃ K|kē chitra huē .

179The most ancient are the images of the deities.

178Bhaktimārg mē̃ kitnē chitra banātē haĩ .

180They make so many images on the path of devotion.

179Bhaktimārg jab śhurū hōtā hai , tab sōmnāth kā mandir banātē haĩ .

181When the path of devotion begins, they build the Somnath Temple.

180Bāp samjhātē haĩ bhāratvāsī kitnē sāhūkār thē , ab tō bhārat kitnā nark ban gayā hai  !

182The Father explains: The people of Bharat were so wealthy. 183Bharat has now become hell.

181Bilkul bhikhārī kaṅgāl ban gayē haĩ .

184It has become a complete beggar and poverty-stricken.

182Aisē bhārat key|kī phir sē history repeat hōnī chāhiē .

185The history of such a Bharat has to repeat.

183Tum bachchō̃ kō sārē bēhad key|kī history-geography kā patā hai .

186You children know the whole unlimited history and geography.

184Satyug mē̃ dēvtāō̃ kō patā nahī̃ hōgā . 185Yah gyān prāyaḥ lōp hō jātā hai .

187The deities in the golden age will not know it; this knowledge disappears.

186Vahā̃ kōī patit hōtā nahī̃ , jō gyān diyā jāyē .

188No one there is impure that this knowledge would have to be given.

187Yah gyān prāyaḥ lōp hō jātā hai .

189This knowledge disappears. 190So, where did the Gita come from?

188Phir gītā kahā̃ sē I|āī|eye . 189Vah sab bhaktimārg K|kē śhāstra banē huē haĩ .

191All of those scriptures that have been created belong to the path of devotion.

190Naī duniyā kē liē naī knowledge chāhiē .

192New knowledge is needed for the new world.

191Islāmī knowledge thī kyā  ?

193Was there knowledge of Islam?

192Abraham|ibrāham āyā tō ākar islām dharm sthāpan kiyā , knowledge dī|the .

194When Abraham came, he established the religion of Islam and gave knowledge.

193Naī bāt huī nā .

195That was something new, was it not?

194Yahā̃ yah gītā , rāmāyaṇ , bhāgavat ādi mē̃ bahut jhūṭhē kalaṅk lagāyē haĩ .

196Here, there are many false allegations made in the Gita, the Ramayana, the Bhagawad etc.

195Bāp kahtē haĩ mērī glāni number one kartē haĩ - sarvavyāpī kah dētē haĩ .

197The Father says: The number one defamation is of Me: you call Me omnipresent.

196Jab aisī glāni hōtī hai , bhāratvāsī mahān duḥkhī ban jātē haĩ , tab maĩ ātā hū̃ .

198When such defamation takes place and the residents of Bharat become greatly unhappy, it is then that I come.

197Is samay sab patit haĩ .

199At this time all are impure.

198Sabkō sārī viśhva kō pāvan banānē maĩ hī ātā hū̃ isliē patit duniyā kā vināśh karāē pāvan duniyā key|kī sthāpanā karātā hū̃ .

200I alone come to make everyone and the whole world pure. 201This is why I inspire the destruction of the old world and the establishment of the pure world.

199Is purānī duniyā kō bhūl jāō .

202Forget this old world.

200Manmanābhav .

203Manmanabhav!

201Bāp aur varsē kō yād karō .

204Remember the Father and the inheritance.

202Tum yah rājyōg sīkhkar sō dēvī-dēvtā bantē hō .

205You study this Raj Yoga and become deities.

203Yah hai rājyōg sīkhnē key|kī god fatherly university .

206This is a Godfatherly University in which you study Raj Yoga.

204Itnī baṛī college hai , hospital hai parantu tumkō tīn pair pr̥ithvī K|kē nahī̃ miltē  !

207This is such a big college and hospital, but you don't receive three feet of land.

205Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō sārē viśhva kā mālik banā rahā hū̃ .

208The Father says: I am making you into the masters of the whole world.

206Yah hai hospital-cum-university .

209This is a hospital-cum-university.

207Hospital sē health aur university sē wealth miltī hai .

210Health is received from a hospital and wealth is received through a university.

208Bāp kahtē haĩ maĩ paṛhānē āyā hū̃ , parantu tīn pair pr̥ithvī K|kē nahī̃ miltē  !

211The Father says: I have come to teach you, but you don't have three feet of land.

209Maĩ hū̃ garīb nivāj .

212I am the Lord of the Poor.

210Kanyāyē̃ mātāyē̃ bilkul garīb haĩ , unkē hāth mē̃ kuchh bhī nahī̃ rahtā hai .

213Kumaris and mothers are completely poor. 214They don't have anything in their hands.

211Bāp kā varsā bachchō̃ kō miltā hai .

215Sons receive an inheritance from their father.

212Vāstav mē̃ strī kō half partner kahā jātā hai .

216In fact, the wife is said to be a half-partner.

213Bhārat mē̃ hindū nārī kō kahtē haĩ - tumhārā pati , gurū-īśhvar sab kuchh hai .

217In Bharat, they say to a Hindu wife: Your husband is your guru and your god; he is your everything.

214Parantu half partner kō aisē thōṛēhī kahtē haĩ maĩ gurū īśhvar aur tum dāsī hō .

218However, he shouldn’t be said to be a half-partner: I am the guru and god and you are the servant!

215Bāp ākar dāsīpanē sē chhuṛātē haĩ .

219The Father comes and liberates you from servitude.

216Pahlē lakṣhmī phir nārāyaṇ .

220First is Lakshmi and then Narayan.

217Achchhā  !

221Achcha.

218Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .

222To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

219Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

223The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

220Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

224Essence for dharna:

2211 ) rūhānī yātrā karnī aur karānī hai .

225 1. Go on this spiritual pilgrimage and also take others.

222Sr̥iṣhṭi chakra kā gyān buddhi mē̃ rakh svadarśhan chakradhārī bannā hai .

226Keep the knowledge of the world cycle in your intellect and become a spinner of the discus of self-realisation.

2232 ) dēvī-dēvtā bannē kē liē is purānī duniyā kō bhūl bāp aur varsē kō yād karnā hai .

227 2. In order to become a deity, forget this old world and remember the Father and the inheritance.

224Naī knowledge paṛhnī aur paṛhānī hai .

228Study and teach others this new knowledge.

Blessing

225Vardān  : maĩ-pan K|kē darvājē kō band kar māyā kō vidāī dēnē vālē nimitt aur nirmānabhav

229Blessing: May you be a humble instrument by closing the door to the consciousness of “I” and thereby bid farewell to Maya.

226Sēvādhārī agar sēvā kartē kabhī yah saṅkalp bhī uṭhātē haĩ ki mainnē kiyā , tō yah maĩ-pan ānā mānā sārē kiyē huē kārya par pānī ḍāl dēnā .

230 While doing service, if any server has the thought, “I did this”, then that consciousness of “mine” means to throw water on everything (cancel) you have done so far.

227Sēvādhārī arthāt karāvanhār bāp kabhī nahī̃ bhūlē , vah karā rahē haĩ , ham nimitt ban kar rahē haĩ .

231True servers never forget the Father (Karavanhar) who does everything, that He makes us do everything as instruments.

228Jahā̃ nimitt bhāv hai vahā̃ nirmān bhāv svataḥ hōgā .

232Where there is the consciousness of being an instrument, there will automatically be humility.

229Nimitt hū̃ , nirmān hū̃ tō māyā ā nahī̃ saktī .

233If I am an instrument and I have humility, Maya cannot come.

230Maĩ-pan K|kē darvājē kō band kar dō tō māyā vidāī lē lēgī .

234Close the door to the consciousness of “I” and Maya will bid you farewell.

Slogan

231Slōgan  : jō holy hans haĩ unkī viśhēṣhtā svachchhatā hai , svachchha ban sabkō svachchha banānā hī unkī sēvā hai .

235Slogan: The speciality of holy swans is cleanliness and their service is to be clean and to make everyone clean.

236*** Om Shanti ***