गुरुवार 22 जून 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
022-06-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 22/06/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - dil sē bābā-bābā kahtē rahō tō apār khuśhī rahēgī , yah mukh sē kahnē key|kī bāt nahī̃ , andar mē̃ simraṇ chaltā rahē tō sab kalah-klēṣ miṭ jāyēṅgē ' '
1Essence: Sweet children, continue to say "Baba, Baba" from your hearts and you will have unlimited happiness. 2This is not just something to say, but let there be this continual remembrance internally and all your sorrow and suffering will be removed.
Question
2Praśhna : kaī bachchē kahtē - bābā , mērā man mūnjhtā hai , uljhan rahtī hai , tō bābā unhē̃ kaunsī śhikṣhā dētē huē khuśhī mē̃ rahnē key|kī yukti batātē haĩ ?
3Question: When some children say, "Baba, my mind is confused, I have problems", what teaching does Baba give to show them how to stay in happiness?
Answer
3Uttar : bābā kahtē - bachchē , tum yah śhabda hī wrong bōltē hō . 4' man mūnjhtā hai ' - yah kahnā hī ġalat hai .
4Answer: Baba says: Children, these words that you say are wrong. 5It is wrong to say, "My mind is confused." 6When your intellect's yoga breaks away from the Father, your intellect wanders and you become unhappy.
5Bāp sē buddhiyōg ṭūṭtā hai tab buddhi bhaṭak jātī hai .
7This is why Baba shows you this method: Keep your chart.
6Udāsī ā jātī hai isliē bābā yukti batātē - apnā chart rakhō , andar mē̃ bābā-bābā simraṇ kartē rahō . 7Her|har kadam par śhrīmat lō|low tō uljhan samāpt hō jāyēgī .
8Continue to say "Baba, Baba" internally. 9Take shrimat at every step and your confusion will finish.
Song
8Gīt : banvārī rē , jīnē kā sahārā …
10Song: Dweller of the Forest, your name is the support of my life!
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Nirākār bhagvānuvāch , nirākār bachchō̃ prati .
12Incorporeal God speaks to you incorporeal children.
11Nirākār bhagvānuvāch kis dvārā ?
13Through whom does incorporeal God speak?
12Is loan liē huē tan dvārā .
14Through this body that He has taken on loan.
13Samjhāyā gayā hai - nirākār parampitā paramātmā kā kōī śhārīrik nām nahī̃ hai .
15It has been explained that the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, doesn't have a bodily name.
14Bākī jō bhī manuṣhya mātra haĩ unkā śhārīrik nām paṛtā hai . 15Us nām sē bulāyā jātā hai .
16All human souls have bodily names and they are called by those names.
16Yahā̃ phir nirākār bāp nirākār bachchō̃ kō kahtē haĩ ki is śharīr kō bhūl jāō .
17Here, the incorporeal Father says to you incorporeal children: Forget those bodies.
17Tum ātmāō̃ kō yah śharīr chhōṛ mērē pās|pass ānā hai .
18You souls have to shed those bodies and come to Me.
18Abhī tumkō is mr̥ityulōk mē̃ janm nahī̃ lēnā hai .
19You must no longer take birth in this land of death.
19Vah laukik mā̃-bāp śhārīrik sambandh mē̃ lātē haĩ - yah tumhārā phalānā hai . . . aur pārlaukik bāp kahtē haĩ - ham nirākār haĩ , jiskō parampitā paramātmā kahā jātā hai .
20Those physical parents take you into relationships with bodies, “This one is your so-and-so”, whereas the Father from beyond says: I am the Incorporeal. 21I am called the Supreme Father, the Supreme Soul.
20Tum bhī nirākār ātmā hō .
22You too are incorporeal souls.
21Is śharīr kā ādhār liyā hai . 22Tumhārā apnā śharīr hai .
23I have taken the support of this body, whereas you have your own bodies.
23Hamārā yah śharīr udhār liyā huā hai .
24This body I take is on loan.
24Abhī tum mujh bāp kō yād karō .
25Now, remember Me, your Father.
25Maĩ tum ātmāō̃ kā nirākār bāp hū̃ .
26I am the incorporeal Father of you souls.
26' bābā-bābā ' akṣhar bōlō .
27Say, "Baba, Baba."
27Kabhī-kabhī kōī bachchē kahtē haĩ - hamārā man mūnjhtā hai , man kō khuśhī nahī̃ hai .
28Sometimes, some children say: My mind is confused. 29My mind is unhappy. 30Oh! but why do you use the word ‘mind’?
28Arē , man akṣhar kyō̃ kahtē hō ?
31Say, "Why do I forget Baba?
29Bōlō - bābā , hamkō kyō̃ bhūl jātā hai !
32Why do I forget Baba who makes me worthy of heaven?”
30Bābā jō hamkō svarg kē liē lāyak banātē haĩ , unkō ham kyō̃ bhūltē haĩ !
33Renounce the consciousness of your bodies and become soul conscious.
31Śharīr kā bhān chhōṛ dēhī-abhimānī banō .
34Baba says: You now have to return home. 35Remember Me.
32Bābā kahtē haĩ - ab tumkō vāpis ānā hai , mujhē yād karō .
36Incorporeal Baba says to you incorporeal souls: Continue to say, "Baba, Baba."
33Nirākār bābā nirākār ātmāō̃ kō kahtē haĩ - ' bābā-bābā ' kartē rahō .
37That One is the Father whereas the mother is incognito.
34Yah bāp hai aur mātā phir hai gupta .
38A mother is definitely needed with the Father.
35Father kē sāth mātā tō jarūr chāhiē nā . 36Duniyā mē̃ kōī kō patā nahī̃ - bāp inkē dvārā mukh vaṅśhāvalī banātē haĩ , tab unkō father kahtē haĩ .
39No one in the world knows that the Father creates the mouth-born creation through this one and that that is why He is called the Father.
37Phir mother kahā̃ ?
40So, where is the mother?
38Jagat ambā kō nahī̃ kahē̃gē .
41Jagadamba would not be called the mother.
39Jagat ambā tō nimitt hai sambhālnē liē kyōṅki yah male|mail|mēl hōnē K|kē kāraṇ sambhāl na sakē isliē jagat ambā hai .
42Jagadamba is the instrument to look after everyone because this one cannot look after everyone as he is a male. 43This is why there is Jagadamba.
40Unkī bhī mā̃ yah hai . 41Brahmā baṛī mā̃ hai .
44Her mother is also this one; Brahma is the senior mother.
42Yah sab haĩ - brahmākumār-kumāriyā̃ .
45All of you are Brahma Kumars and Kumaris.
43Vah kahtē haĩ māt-pitā . 44Tō yah bāp baiṭh samjhātē haĩ .
46They speak of the Mother and Father, and so the Father sits here and explains.
45Yah kōī sādhū-santa kā kām nahī̃ .
47This is not the task of a sage or holy man.
46Bāp svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ .
48The Father establishes heaven.
47Māyā rāvaṇ nark banānē lag paṛtī hai .
49Maya, Ravan changes it into hell.
48Bāp sukh dētē haĩ , māyā duḥkh dētī hai .
50The Father gives happiness and Maya causes sorrow.
49Yah hai hī sukh-duḥkh kā khēl aur hai bhārat kē liē .
51This is a play about happiness and sorrow and it is about Bharat.
50Bhārat hīrē jaisā thā .
52Bharat was like a diamond.
51Ab kauṛī jaisā ban paṛā hai .
53It has now become like a shell.
52Bhārat mē̃ pavitra gr̥ihastha dharm thā , jinhō̃ K|kē chitra haĩ .
54There was a pure household religion in Bharat and there are images of that.
53Lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā parantu vah kab sthāpan huā - yah kōī jāntē nahī̃ .
55There used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan, but no one knows when it was established.
54Kalp key|kī āyu lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ .
56They say that the duration of each cycle is hundreds of thousands of years.
55Tum bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai - 5 hajār varṣh pahlē in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
57It has been explained to you children that 5000 years ago it was the kingdom of Lakshmi and Narayan.
56Phir lakṣhmī-nārāyaṇ dī|the first , second , third chaltē haĩ .
58There were Lakshmi and Narayan the First, the Second, the Third etc.
57Āṭh gaddiyā̃ chaltī haĩ .
59There were eight in the dynasty.
58Phir chandravanśhī mē̃ 12 chaltī haĩ .
60Then there were twelve in the moon dynasty.
59Dynasty hōtī hai nā . 60Mugalō̃ key|kī dynasty , sikkhō̃ key|kī dynasty . . . . .
61There are the dynasties: the dynasty of Mughals, the dynasty of Sikhs.
61Bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai - 5000 varṣh pahlē bhārat mē̃ ēk hī lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
62It has been explained to you children that 5000 years ago there was just the one kingdom of Lakshmi and Narayan in Bharat.
62World almighty authority government thī .
63There used to be a World Almighty Authority Government.
63Vah bāp hī banātē haĩ .
64Only the Father creates that.
64Bhāratvāsī māṅgtē bhī yah haĩ .
65This is what the people of Bharat ask for.
65Abhī tō rājāī hai nahī̃ , na king-queen haĩ .
66Now, there is no kingdom; there is no king or queen.
66Yah hai hī prajā kā prajā par rājya , kṣaṇ-bhaṅgur kā , inmē̃ kōī sukh nahī̃ .
67This is the temporary rule of people over people. 68There is no happiness in this.
67Jitnā samay pās|pass hōtā jātā , duḥkh jāstī hōtā jāyēgā , inkō mr̥igatr̥iṣhṇā samān sukh kahā jātā hai .
69As time goes by, there will continue to be more sorrow. 70This is called the happiness that is like a mirage.
68Śhāstrō̃ mē̃ drōpadī aur duryōdhan kā ēk misāl bhī hai .
71In the scriptures there is the example of Draupadi and Duryodhan.
69Vāstav mē̃ aisē hai nahī̃ .
72In fact, it was not like that.
70Yah sab bātē̃ baiṭh banāī haĩ .
73They sat and made up all of those stories.
71Hai yah rūṇya ( marusthal ) K|kē pānī misal rājya . 72Rājya milā hai tō aur hī duḥkhī hōtē jātē haĩ .
74This kingdom is like a mirage. 75They (the people of Bharat) got their kingdom and yet they continue to be even more unhappy.
73British government K|kē samay itnā duḥkh nahī̃ thā .
76There wasn't as much sorrow at the time of the British Government.
74Bahut sastāī thī .
77Everything was very cheap.
75Abhī tō her|har chīz key|kī kitnī mahaṅgāī hō gaī hai !
78Everything now is so expensive!
76Famine ( akāl ) , mūslādhār barsāt , earth-quake ādi yah sab sāmnē āyēṅgē .
79Famine, torrential rainfall, earthquakes etc. will all come in front of you.
77Manuṣhya pānī kē liē hairān hōṅgē .
80People will be desperate for water.
78Abhī tum bachchē apnā tan-man-dhan bhārat kō svarg banānē key|kī sēvā mē̃ svāhā kartē hō .
81You children are now sacrificing your bodies, minds and wealth in the service of making Bharat into heaven.
79Bāp kō madad kartē hō .
82You help the Father.
80Bāp phir world almighty authority , one government , one rājya sthāpan kartē haĩ .
83The Father then establishes the one World Almighty Authority Government, the one kingdom.
81Hāhākār kē bād phir jayjaykār hōnā hai .
84After the cries of distress, there will be cries of victory.
82Jō vināśh kā sākṣhātkār kiyā hai , vah practical in āṅkhō̃ sē dēkhnā hai .
85You are to see with your eyes in a practical way the visions you had of destruction.
83Tō bāp baiṭh samjhātē haĩ - tum apnē kō ātmā samjhō .
86The Father sits here and explains: Consider yourselves to be souls.
84Bābā K|kē bachchē haĩ , bābā-bābā kartē rahō .
87You are the children of Baba. 88Therefore, continue to say "Baba, Baba!"
85Man mūnjhtā hai , man mē̃ khuśhī nahī̃ hai , yah ' man ' akṣhar nikāl dō .
89When you say, "My mind is confused” or “My mind is unhappy", remove the word ‘mind’.
86Bābā kō yād nahī̃ karē̃gē tō phir khuśhī kaisē hōgī ?
90How can there be happiness if you don't remember Baba?
87Apnē āpkō na jānnē K|kē kāraṇ hī duḥkhī hōtē haĩ .
91You become unhappy because of not knowing yourself.
88Tum ' man ' akṣhar kyō̃ kahtē hō ?
92Why do you use the word ‘mind’?
89Arē , tumkō bāp yād nahī̃ paṛtā !
93Oh! can you not remember the Father?
90Bāp kō bhūl jātē hō kyā !
94Is it that you forget the Father?
91Laukik bāp kē liē kabhī kahtē hō kyā - hamkō yād nahī̃ paṛtā hai ?
95Do you ever say of your physical father that you can’t remember him?
92Chhōṭē bachchē kō bhī sikhlāyā jātā hai - yah mā̃-bāp hai .
96Even little children are taught: This is your mother and father.
93Yah bēhad kā bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō maĩ tumkō svarg mē̃ lē jāūṅgā .
97Here, the unlimited Father says: Remember Me and I will take you to heaven.
94Sirph bābā kā bannā hai .
98You simply have to belong to Baba.
95Bāp kahtē haĩ mērī mat par chaltē rahō .
99The Father says: Continue to follow My directions.
96Bāp kō tō pōtāmēl bhī batānā paṛē nā .
100You have to show your account to the Father.
97Bāp kō apnē bachchō̃ kā patā rahtā hai nā - yah kitnī kamāī kartā hai ?
101A father becomes aware of how much his children earn.
98Tō bāp kō jab batāyēṅgē tab tō patā paṛē .
102So, the Father, too, will only know when you tell Him.
99Bāp tō jhaṭ batātē haĩ - tumkō vaikuṇṭha kā mālik banātā hū̃ .
103The Father quickly tells you: I am making you into the masters of Paradise.
100Bābā kahtē haĩ - maĩ tō dātā hū̃ , tumkō dēnē liē āyā hū̃ .
104Baba says: I am the Bestower. 105I have come to give to you.
101Tum bhī apnā sab kuchh saphal karnē vālē hō isliē bhaviṣhya kē liē ab banānā hai .
106Use everything you have in a worthwhile way too, because this is how you now have to create your future.
102Jō jitnā saphal karē̃gē unhē̃ utnī baṛī vaikuṇṭha key|kī bādśhāhī bhī milēgī .
107You will receive the huge sovereignty of Paradise to the extent that you use everything in a worthwhile way.
103Lēn-dēn kā hisāb hai . 104Exchange kartē haĩ .
108There is the account of give and take; you exchange everything.
105Purānē kē badlē sab nayā dētē haĩ .
109In return for the old, everything He gives you will be new.
106Yah tō first class grāhak hai .
110He is a first-class Customer.
107Ēk hāth dō , dūsrē hāth lō|low .
111Give with one hand and take with the other.
108Ēk kahāvat hai nā - subah kā sānī . . . . bāp tō ēkdam viśhva kā mālik banānē ātē haĩ .
112There is a saying: Lord, let my first customer be such that the earning from that customer is enough.
109Bāp kahtē haĩ - yah sab kuchh dhan māl ādi dhūl mē̃ mil jānā hai .
113The Father comes to make you into a complete master of the world. 114The Father says: All of this wealth and property is to turn to dust.
110Inkō chhōṛō .
115Therefore, renounce it.
111Dēh sahit dēh K|kē sabhī sambandhō̃ kō bhūlō , apnē kō trustee samjhō .
116Forget all your bodily relations, including your own bodies, and consider yourselves to be trustees.
112Yah sab īśhvar kā diyā huā hai . 113Unkā hī hai .
117All of this has been given by God; it is all His.
114Bākī śharīr nirvāh arth|earth karma tō karnā hī hai .
118However, you have to perform actions for the livelihood of your body.
115Bābā kō mālūm hōgā tō rāy dētē rahē̃gē .
119If Baba is aware of everything He can continue to advise you.
116Kahtē haĩ - bābā motor lū̃ ?
120Some ask: “Baba, should I buy a car?”
117Achchhā , paisā hai tō bhal motor lō|low .
121OK, if you have the money, you may buy a car.
118Makān banānā hai ?
122“Baba, I want to build a house.”
119Achchhā , bhal banāō .
123OK, you may build it.
120Rāy dētē rahē̃gē .
124Baba will continue to advise you.
121Paisā hai tō khūb makān banāō , aeroplane mē̃ ghūmō , bhal sukh lō|low .
125If you have money, build many buildings, travel by aeroplane; experience a lot of happiness.
122Bachchō̃ kō hī mat dēgē nā .
126Baba gives directions to only the children.
123Kanyā key|kī śhādī kē liē pūchhtē haĩ .
127Some ask about getting their daughter married.
124Agar gyān mē̃ nahī̃ chal saktī tō bhal karā dō .
128If she is unable to follow the path of knowledge, get her married.
125Bāp ( brahmā ) hamēśhā right direction dēgē .
129The father (Brahma) would always give right directions.
126Agar wrong diyā tō responsible bābā ( śhivbābā ) hai .
130If he gives wrong directions, Shiv Baba is responsible.
127Vah tō phir dharmarāj bhī hai nā .
131He is also Dharamraj.
128Yah kōī common satsaṅg nahī̃ hai .
132This is not a common spiritual gathering.
129God fatherly university hai .
133This is a Godfatherly University.
130Bāp rāy dētē haĩ - bachchē svarg K|kē mālik banō , śhrīmat par chalō , dēhī-abhimānī banō .
134The Father advises you: Children, become the masters of heaven. 135Follow shrimat.
131Vahā̃ K|kē nām bhī kitnē sundar hōtē haĩ !
136Become soul conscious. 137The names there are so beautiful.
132Basaramal ādi nām vahā̃ hōtē nahī̃ .
138There are no names such as ‘Mr. 139Basarmal’ etc. there.
133Vahā̃ rāmachandra , kr̥ṣṇacandra ādi nām hōtē haĩ .
140There, the names are those such as Ramachandra, Krishnachandra.
134Śhrī kā title bhī miltā hai kyōṅki śhrēṣhṭh haĩ nā !
141They also receive the title Shri because they are elevated.
135Yahā̃ tō kuttē-billī sabkō śhrī-śhrī kā title dētē rahtē haĩ .
142Here, they continue to give the title Shri Shri to cats and dogs etc.
136Tō bāp samjhātē haĩ - yah purānī chhī-chhī duniyā hai .
143The Father explains: This is a dirty old world.
137Yah sab khatm hō jānā hai .
144It is all to be destroyed.
138Abhī tum mērī śhrīmat par chalō .
145You now have to follow My shrimat.
139Śhrīmat bhagavat gītā hai mukhya .
146The Shrimad Bhagawad Gita is the main one.
140Bākī vēd-śhāstra ādi tō anēk haĩ .
147However, there are innumerable Vedas and scriptures.
141Bāp brāhmaṇ , dēvtā , kṣhatriya - tīnō̃ dharm sthāpan kartē hai .
148The Father establishes all three religions: Brahmin, deity and warrior.
142Phir ibrāhim apnā dharm sthāpan kartē haĩ .
149Then Abraham establishes his own religion.
143Unkā śhāstra phalānā .
150His scripture is such-and-such.
144Achchhā , vēd kis dharm kā śhāstra hai ?
151Achcha, which religion are the Vedas a scripture of?
145Kuchh bhī patā nahī̃ !
152They don't know anything.
146Sannyās dharm kā śhāstra kōī vēd nahī̃ hai .
153The Vedas are not the scripture of the sannyas religion.
147Agar vēd śhāstra hai tō vahī paṛhē̃ .
154If their scripture is the Vedas, they should just study that.
148Phir gītā kyō̃ uṭhātē ?
155So, why do they take up the Gita?
149Kriściyan lōg sayānē haĩ . 150Dūsrē dharm kā śhāstra kabhī nahī̃ lē̃gē .
156Christians are sensible: they would never take up a scripture of another religion.
151Bhāratvāsī tō sabkō gurū kartē rahē̃gē .
157The people of Bharat make many people their gurus.
152Bābā nē samjhāyā thā - jab kōī 4-5 ikaṭṭhē āyē̃ tō harēk kō alag-alag samjhānā chāhiē . 153Jaisē pahlē tum alag-alag baiṭhkar samjhātē thē , aisē abhī bhī samjhāyēṅgē tō unkī nabz kā patā paṛēgā .
158Baba has explained that when a group of four or five people come, you should explain to each one individually, just as you used to sit with each one individually in Pakistan. 159By explaining to each one individually, you would be able to feel each one’s pulse.
154Form bharānā hai kyōṅki harēk key|kī bīmārī alag-alag hai .
160Get each one to fill in a form because the illness of each one is different.
155Vaidya lōg ēk-ēk kō bulākar nabz dēkhkar davā dētē haĩ .
161A herbalist would call each patient individually, feel the pulse and give medicine.
156Niśhchay karnā hai ham ātmā haĩ .
162Have the faith: I am a soul.
157Ātmā hī suntī hai .
163It is souls that listen.
158Ātmā hī patit bantī hai .
164It is souls that become impure.
159Ātmā kō nirlēp kahnā - yah tō jhūṭh bāt hai .
165To say that souls are immune to the effect of action is a lie.
160Ātmā jaisā karma kartī hai , vaisā phal miltā hai .
166Whatever actions a soul performs, he receives the fruit of that accordingly.
161Kahtē haĩ nā - inkē karma aisē kiyē huē haĩ .
167People say: This one has performed such actions.
162Abhī bābā hamkō karma aisā achchhā sikhlātē haĩ jō 21 janm ham sukhī rahē̃gē .
168Now, Baba is teaching us such good actions that we will remain happy for 21 births.
163Karmō̃ kī gati hai nā .
169There is the philosophy of karma.
164Satyug mē̃ tō karma akarma hō jātā hai .
170In the golden age, actions become neutral.
165Vikarma kōī hōtā nahī̃ .
171There are no sins committed there.
166Vikarma karānē vālī māyā hī nahī̃ hōtī .
172Maya who makes you commit sin doesn’t exist there.
167Rājdhānī sthāpan hōtī hai tō jarūr tum varsā tō pāyēṅgē .
173A kingdom is being established and so you would definitely receive an inheritance.
168Karmātīt avasthā kō pānā hai .
174You have to reach your karmateet stage.
169Janma-janmāntar K|kē pāp sir par haĩ .
175There are the sins of many births on your head.
170Gaṅgā snān vā jap-tap ādi karnē sē vikarma vināśh nahī̃ hō saktē .
176Your sins cannot be absolved by your bathing in the Ganges or by chanting or doing tapasya.
171Vikarma vināśh yōg agni sē hī hōtē haĩ .
177Sins can only be burnt away in the fire of yoga.
172Ant mē̃ sabkā hisāb-kitāb chuktū hōgā , number-vār .
178At the end, everyone's karmic accounts will be settled, numberwise.
173Chuktū nahī̃ hōgā tō sajā khānī paṛēgī .
179If they are not settled, there will have to be punishment.
174Chuktū karnā hai bāp kī yād sē .
180They have to be settled by your having remembrance of the Father.
175Yād nahī̃ kartē haĩ , tab ātmā murjhātī hai .
181It is because you don't remember the Father that you souls wilt.
176Bāp kahtē haĩ - mērē kō yād nahī̃ karē̃gē tō māyā war|vār karēgī .
182The Father says: If you don't remember Me, Maya will attack you.
177Jitnā hō sakē yād karō .
183Remember Me as much as possible.
178Kam sē kam 8 ghaṇṭē tak yād rahēgī tō tum pās|pass hō jāyēṅgē .
184If you remember Me for a minimum of eight hours, you will pass.
179Chart rakhō .
185Keep your charts.
180Tūphān tab ātē haĩ jab apnē kō ātmā samajh bāp kō yād nahī̃ kartē hō .
186Storms come when you don't consider yourselves to be souls and remember the Father.
181Gātē bhī haĩ - simar-simar sukh pāō .
187It is remembered: Receive happiness by having constant remembrance.
182Andar simarnā hai .
188You have to remember internally.
183Chup rahnā hai .
189You have to remain silent.
184Rām-rām vā śhiv-śhiv kahnā nahī̃ hai .
190You don't have to say "Rama, Rama" or "Shiva, Shiva".
185Yād sē tumhārē kalah-klēṣ miṭ jāyēṅgē . 186Tum nirōgī ban jāyēṅgē .
191Your sorrow and suffering will be removed by having remembrance and you will become free from disease.
187Sīdhī bāt hai .
192This is a straightforward matter.
188Bāp kō bhūlnē sē hī māyā kā thappaṛ lagtā hai .
193You are slapped by Maya when you forget the Father.
189Bāp kahtē haĩ - rahō bhī bhal gr̥ihastha vyavahār mē̃ .
194The Father says: You may live at home with your families.
190Kadam-kadam par bābā sē rāy pūchhtē rahō . 191Kahā̃ pāp kā kām na hō jāyē .
195Continue to ask Baba for advice at every step so that you don’t do anything sinful.
192Kanyā gyān mē̃ nahī̃ ātī hai tō unkō dēnā hī paṛē .
196If your daughter doesn't follow the path of knowledge, you have to give something to her.
193Bachchā agar pavitra nahī̃ rah saktā tō apnā kamā saktē haĩ . 194Vō jākar śhādī karē̃ .
197If a son is unable to remain pure, he can earn his own income; he can go and get married.
195Kaī phir bāp key|kī milkiyat par baṛā jhagaṛā|jhagṛā kartē haĩ .
198Some have big fights over their father's property.
196Pūrā samāchār nahī̃ dētē haĩ .
199They don’t give their full news.
197Vah huē sautēlē . 198Mātēlē jarūr batāyēṅgē .
200They are stepchildren, whereas real ones will definitely tell Baba.
199Bāp kō samāchār nahī̃ dēgē tō bāp kaisē jānē̃ ?
201How can the Father know unless you give Him your news?
200Yahā̃ tumhārā chēhrā harṣhitmukh hōgā tab vahā̃ bhī tum sadā harṣhitmukh rahē̃gē .
202If your face is cheerful here, you will remain constantly cheerful there too.
201Birlā mandir mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā kitnā first-class chitra hai !
203In the Birla temple, there is a first-class picture of Lakshmi and Narayan.
202Parantu jāntē nahī̃ ki yah kab āyē thē ?
204However, people don’t know when they came.
203Abhī vah bhārat kā rājya kahā̃ gayā ?
205Where did that kingdom of Bharat go?
204Tum jākar samjhā saktē hō .
206You can go and explain to them.
205Pahlē thī satōpradhān avyabhichārī bhakti .
207At first, there was satopradhan, unadulterated devotion.
206Phir bād mē̃ vyabhichārī rajō , tamōpradhān bhakti hōtī hai .
208Then, later, devotion became adulterated, rajo and then tamopradhan.
207Āgē tō paramātmā kō bēant kahtē thē .
209Earlier, they used to say that God is infinite.
208Abhī kahtē haĩ sab īśhvar hī īśhvar haĩ , iskō tamō buddhi kahā jātā hai .
210Now they say that all are God. 211That is called having tamo intellects.
209Tō aisē nahī̃ kahnā chāhiē ki hamārā man nahī̃ lagtā .
212Therefore, you shouldn't say that you can't focus your mind.
210Yah tum kyā kahtē hō !
213Why do you say this?
211Bāp kō bhūlnē sē hī yah hall|hāl hōtā hai .
214Your condition becomes like that when you forget the Father.
212Bāp kō yād karō tō khuśhī kā pārā chaṛhā rahēgā .
215Remember the Father and your mercury of happiness will remain high.
213Bāp kō yād karnē sē baṛī bhārī kamāī hai .
216By remembering the Father, you will earn a huge income.
214Sārī rāt bāp kō yād karō .
217Remember the Father the whole night.
215Nīnd kō jītnē vālē banō .
218Become conquerors of sleep.
216Gātē āyē hō - balihār jāū̃ .
219You have been singing: I will surrender to you.
217Ab kahtē haĩ - maĩ āyā hū̃ , tō māmēkam yād karō nā .
220He says: I have come. 221Therefore constantly remember Me.
218Mujh ātmā kā bāp vah hai , unkō yād karnā hai .
222He is the Father of myself, a soul. 223You have to remember Him.
219Insē mamatva miṭ jānā chāhiē .
224All attachment to this one should be broken.
220Naṣhṭōmōhā ban ēk kē sāth buddhi lagānī hai tō pakkē hō jāyēṅgē .
225Become destroyers of attachment and connect your intellects to the One and you will become strong.
221Mujhē ab nayē ghar jānā hai .
226I now have to go to the new home.
222Purānē ghar sē kyā mamatva rakhē̃ .
227Why should I have attachment to the old world?
223Nayā makān banāyā jātā hai tō phir purānē sē dil haṭ jātī hai nā .
228When a new house is being built, the heart is removed from the old one.
224Bāp kahtē haĩ - dēh sahit sab kuchh yah purānā hai .
229The Father says: Everything, including those bodies, is old.
225Ab bāp aur varsē kō yād karō .
230Now remember the Father and your inheritance.
226Is paṛhāī sē ham prince-princess jākar banē̃gē satyug mē̃ .
231Through this study, we will become princes and princesses in the golden age.
227Second mē̃ bābā pratyakṣhaphal dētē haĩ .
232Baba gives the practical fruit in a second.
228Yah hai prince princess bannē kā college .
233This is a college for becoming princes and princesses.
229Prince-princess kā college nahī̃ .
234It is not a college where princes and princesses study.
230Yahā̃ bannā hai .
235You have to become that here.
231Phir prince kē bād rājā tō jarūr banē̃gē .
236Then, after becoming princes, you will surely become kings.
232Achchhā !
237Achcha.
233Bāpdādā , mīṭhī-mīṭhī mama kā sikīladhē bachchō̃ kō yād , pyār aur good morning .
238To the sweetest beloved long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from BapDada and sweetest Mama.
234Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
239The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
235Dhārṇā kē liē mukhya sār :
240Essence for dharna:
2361 ) bhārat kō svarg banānē key|kī sēvā mē̃ apnā tan-man-dhan svāhā karnā hai .
241 1. Sacrifice your body, mind and wealth in serving Bharat to make it into heaven.
237Bāp kā pūrā pūrā madadgār bannā hai .
242Become a full helper of the Father.
2382 ) yahā̃ harṣhitmukh rahnā hai .
243 2. Remain cheerful here.
239Kisī bhī bāt mē̃ murjhānā nahī̃ hai , bāp kī yād sē sab kalah-klēṣ miṭā dēnē haĩ .
244Don’t wilt in any situation. 245Finish all your sorrow and suffering by having remembrance of the Father.
Blessing
240Vardān : authority K|kē āsan par sthit rah sahajyōgī jīvan kā anubhav karnē vālē mahān ātmā bhav
246Blessing: May you stabilise on your seat of authority as a great soul and experience an easy yogi life.
241Jaisē speaker key|kī seat sahaj hī lē lētē hō aisē abhī sarv anubhavō̃ K|kē authority kā āsan lō|low .
247 Just as you easily take the seat of a speaker, in the same way, take your seat of an authority of total experience.
242Authority K|kē āsan par sadā sthit rahō tō sahajyōgī , sadā K|kē yōgī , svataḥ yōgī ban jāyēṅgē .
248Constantly be firmly seated on your seat of authority and you will become an easy yogi, a constant yogi and a natural yogi.
243Aisē authority vālō̃ kē āgē māyā jhukēgī na ki jhukāyēgī .
249When you have such authority, Maya will bow down to you instead of making you bow down.
244Jaisē had key|kī authority vālē viśhēṣh vyaktiyō̃ kē āgē sab jhuktē haĩ . 245Authority key|kī mahāntā sabkō jhukātī hai .
250Everyone bows down in front of special people who have some limited authority; the greatness of their authority makes everyone bow down.
246Aisē āp mahān ātmāyē̃ anubhavō̃ key|kī authority mē̃ rahō tō sab āpēhī jhukē̃gē .
251In the same way, when you great souls have your authority of experience, everyone will automatically bow down to you.
Slogan
247Slōgan : sadā khuśh rahnā , khuśhī kā khajānā bāṇṭnā aur sabmē̃ khuśhī key|kī lahar phailānā yahī śhrēṣhṭh sēvā hai .
252Slogan: To remain constantly happy, share the treasure of happiness and spread waves of happiness to everyone. 253This is elevated service.
254*** Om Shanti ***