सोमवार 26 जून 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

026-06-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 26/06/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1Mīṭhē bachchē - tumnē īśhvar key|kī gōd lī hai manuṣhya sē dēvtā bannē kē liē , unkī śhrīmat hī tumhē̃ manuṣhya sē dēvtā banā dētī hai « 

1Essence: Sweet children, you have taken God’s lap in order to become deities from human beings. 2It is His shrimat that makes you into deities from human beings.

Question

2Praśhna  : āp muyē mar gaī duniyā - iskā arth|earth kyā hai  ?

3Question: What is the meaning of, “When you die, the world is dead for you.”?

Answer

3Uttar  : āp bachchē jab bāp kē pās jītē jī martē hō tō sārī duniyā hī khatm hō jātī hai . 4Dūsrē manuṣhya tō jis duniyā mē̃ martē haĩ usī duniyā mē̃ janm lētē , lēkin tumhārā janm phir is purānī duniyā mē̃ nahī̃ hōtā .

4Answer: When you children come to the Father and die a living death, the whole world is finished for you. 5Other human beings take birth in the same world in which they die, but you will not take birth in this old world.

5Nayā janm naī duniyā mē̃ hōtā hai .

6You will take a new birth in the new world.

6Tum bachchō̃ kō svarg kī bādśhāhī mil jātī hai .

7You children receive the kingdom of heaven.

Song

7Gīt  : marnā tērī galī mē̃ …

8Song: To live in Your lane and die in Your lane.

Murli

8Ōm śhānti .

9Om shanti.

9Yah bhī gāyan is samay kā hai , jō phir bhakti mārg mē̃ gāyā jātā hai .

10This song applies to the present time, and it is later sung on the path of devotion.

10Is samay jabki tum bāp kē pās jītē jī martē hō tō barōbar sārī duniyā hī khatm hō jātī hai .

11At this time, when you come to the Father and die a living death, the whole world is definitely finished for you.

11Agyān kāl mē̃ manuṣhya martē haĩ tō phir usī hī duniyā mē̃ janma lētē haĩ .

12On a non-gyani path of ignorance, when people die, they take rebirth in this same world.

12Duniyā kāyam hai .

13The world exists for ever.

13Jis duniyā mē̃ martē usī duniyā mē̃ janma lētē haĩ .

14People take birth in the same world in which they die.

14Tum bachchē jab bāp K|kē bantē hō tō yah duniyā hī khatm hō jātī hai .

15When you children belong to the Father, this whole world is finished for you.

15Kahāvat hai - āp muyē tō mar gaī duniyā . . parantu duniyā vināśh tō nahī̃ hō jātī .

16There is a saying: “When you die, the world is dead to you”, but the world is not destroyed.

16Is hī duniyā mē̃ phir janma lēnā paṛtā hai .

17It is in this world that you have to take birth again.

17Abhī tum jabki jītē jī martē hō , tō āp mar jātē hō tō duniyā bhī khatm hō jātī hai .

18Since you have now died a living death, you die and this world also finishes. 19When you die, the world will also finish.

18Tum marē̃gē tō yah duniyā hī khatm hō jāyēgī .

20You understand that you will go into the new world again.

19Tum jāntē hō - ham phir naī duniyā mē̃ āyēṅgē . 20Yah sirph tum brāhmaṇ hī jāntē hō .

21Only you Brahmins understand this. 22Because of being God’s children, you receive your birthright of the golden age.

21Īśhvar kā bachchā hōnē sē hamkō satyug kā birth right miltā hai .

23Hell is destroyed and you receive the sovereignty of heaven.

22Svarg kī bādśhāhī miltī hai . 23Nark khatm hō jātā hai .

24There is no effort to make for this; you simply have to remember the Father.

24Ismē̃ kōī mēhnat nahī̃ hai , sirph bāp kō yād karnā hai .

25When a person is about to die, he is told: “Chant Rama, Rama”.

25Manuṣhya jab kōī marnē par hōtē haĩ tō unkō kahtē haĩ rām-rām kahō . 26Pichhāṛī mē̃ uṭhānē samay kahtē haĩ - rām nām sat hai . . . yah bhagvān kō hī kahtē haĩ .

26Later, at the time of carrying the body to the cremation ground, they say: The name of Rama is the Truth. 27It is of God that they say that Rama’s name is the Truth.

27Rām nām sat hai arthāt parampitā paramātmā jō sat hai uskā hī nām lēnā chāhiē .

28It means: Take the name of the Supreme Father, the Supreme Soul, the One who is the Truth. 29They call him Rama.

28Uskō rām kah dētē haĩ . 29Mālā bhī rām-rām kah simartē haĩ .

30They even chant the name “Rama, Rama” while rotating the beads of a rosary.

30Rām-rām key|kī dhuni aisī lagātē haĩ jaisē bājā bajātē haĩ .

31They chant Rama’s name as though they are playing a harmonium.

31Tum bachchō̃ kō bāp samjhātē haĩ ki kōī āvāj nahī̃ karnā hai . 32Sirph buddhi sē yād karnā hai .

32The Father explains to you children that you do not have to make any sound, but you simply have to keep remembrance of Him in your intellects.

33Tum jāntē hō - jītē jī īśhvar key|kī gōd mē̃ ānē sē yah duḥkh rūpī duniyā khatm hō jātī hai .

33You understand that, by your coming into God’s lap and dying a living death, this world of sorrow ends for you.

34Bābā ham āpkē galē kā hār ban jāyēṅgē .

34“Baba, we will become the garland around Your neck.”

35Gāyā bhī jātā hai rudra mālā .

35The Rosary of Rudra is remembered.

36Tum rudra mālā mē̃ pirōnē liē is rudra gyān yagya mē̃ baiṭhē hō kalp pahlē muāphik .

36You are sitting in this sacrificial fire of the knowledge of Rudra in order to become threaded in the rosary of Rudra, as you did a cycle ago.

37Dūsrā kōī satsaṅg nahī̃ jahā̃ aisē samajhtē hō ki ham īśhvar bāp K|kē galē mē̃ pirōyēṅgē .

37There is no other satsang in which they believe that they are to be threaded in the garland around God, the Father’s, neck.

38Bāp sē tō jarūr varsā milēgā .

38You definitely receive your inheritance from the Father.

39Bāp - kaun kahtē haĩ  ?

39Who says, “Father”?

40Ātmā .

40The soul.

41Ātmā mē̃ hī man-buddhi hai nā .

41The mind and intellect are in the soul.

42Buddhi samajhtī hai phir kahtī hai .

42The intellect first understands and then speaks.

43Pahlē saṅkalp ātā hai phir karmēndriyō̃ sē kahā jātā hai - barōbar ham bābā K|kē banē haĩ , bābā K|kē hī hōkar rahē̃gē .

43First, the thought arises that we definitely belong to Baba and that we will remain Baba’s and it is then expressed through the organs.

44God father kahtē haĩ nā . 45Phir pūchhō tumhārē mē̃ god father key|kī knowledge hai  ?

44When they speak of God, the Father, ask them: Do you have any knowledge of God, the Father?

46Tō kahē̃gē god tō sarvavyāpī hai .

45They would reply that God is omnipresent.

47Bōlō - tumhārī ātmā kahtī hai parampitā paramātmā tō pitā hai , phir sarvavyāpī kaisē hōgā  ?

46Tell them: Your soul says that the Supreme Father, the Supreme Soul, is your Father. 47Therefore, how can He be omnipresent?

48Bachchē mē̃ bāp ā gayā kyā  ?

48Has the Father entered the children?

49Bāp kō sarvavyāpī kahnā bilkul wrong hai .

49It is completely wrong to call the Father omnipresent.

50Laukik bāp K|kē bhī 5-7 bachchē hōṅgē .

50A worldly father has five or seven children.

51Kyā vah kahē̃gē ki bābā āp sarvavyāpī hō  ?

51Would they ask him: Father, are you omnipresent? 52This is something to be understood.

52Yah bhī samajhnē key|kī bāt hai .

53You say “The Supreme Father” with your mouth.

53Mukh sē kahtē hō parampitā , phir sarvavyāpī kaisē kahtē hō  ?

54So, how can He be omnipresent? 55How is it possible for the Father to be in me?

54Pitā phir mērē mē̃ hai - yah kaisē hō saktā  !

56The child would say “The Father has entered me.”

55Bachchā phir kahē mērē mē̃ bāp kā pravēśh hai , bachchā thōṛēhī kahēgā maĩ bāp hū̃ .

57The child would not say “I am the Father." 58You souls are His children, and yet you say that the Father is in you!

56Tum ātmā unkē bachchē hō .

59How could the Father be in the child?

57Phir kahtē hō pitā mērē mē̃ bhī hai . 58Bāp kaisē bachchē mē̃ hōgā  ?

60You have to understand these things very clearly and explain them to others.

59Bahut achchhī rīti samajhkar phir samjhānā hai .

61The sacrificial fire of the knowledge of Rudra is famous.

60Rudra gyān yagya tō maśhhūr hai .

62Rudra is incorporeal.

61Rudra hai nirākār .

63Shri Krishna is corporeal.

62Śhrīkr̥iṣhṇa tō sākār hai .

64Ultimately, who can be called God?

63Ākhrīn bhagvān kiskō kahā jāyē  ?

65Human beings have forgotten everything.

64Manuṣhya tō bahut bhūlē huē haĩ , kah dētē god father is omni present , mērē mē̃ bhī hai .

66They say: “God, the Father, is omnipresent. 67He is also in me.” 68The Father lives in His home; where else would He live?

65Bāp tō ghar mē̃ hī rahtā aur kahā̃ rahē̃gē .

69The Father has now come into this unlimited home.

66Abhī bāp is bēhad K|kē ghar mē̃ āyā huā hai .

70He is present here. 71He says: I have entered this one.

67Yahā̃ virājmān hai .

72Ask whatever you want.

68Kahtē haĩ mainnē ismē̃ pravēśh kiyā hai .

73Previously, there was a custom of invoking departed spirits.

69Kuchh pūchhnā hō tō pūchhō .

74A departed spirit is a soul.

70Āgē pitrō̃ kō bulānē kā bahut rivāj thā .

75The departed spirit, which is that soul, is fed.

71Pitra tō ātmā hai nā . 72Pitra kō yānī ātmā kō khilāyā jātā hai .

76They would say: Today, it is a special offering to the soul of our grandfather.

73Kahē̃gē āj hamārē dādē kā pitra hai , āj phalānē kā pitra hai .

77Another day, they would say: It is an offering to the soul of so-and-so.

74Tō ātmā kō bulāyā jātā hai , khilāyā jātā hai .

78Therefore, it is a soul that is invoked and fed.

75Samjhō kiskā strī sē pyār hai , uskī ātmā kō bulātē haĩ .

79For instance, when someone loved his wife, her soul would be invoked.

76Kahtē haĩ hamnē hīrē key|kī phullī pahnānē kā vāydā kiyā thā , brāhmaṇ kō bulākar usē hīrē key|kī phullī pahnātē haĩ .

80He would say: I promised to give her a diamond nose stud. 81Therefore, he would invite a brahmin priest to invoke her in order for it to be put on her.

77Bulāyā tō ātmā kō nā .

82It is that soul that is called.

78Śharīr thōṛēhī āyā .

83The body does not come.

79Yah rasm bhārat mē̃ hī hai .

84This custom only exists in Bharat.

80Jaisē tum sūkṣhmavatan mē̃ jātē hō .

85It is the same as when you go to the subtle region.

81Kōī mar gayā tō unkā bhōg lagātē hō .

86When someone dies, you offer bhog for that soul.

82Sūkṣhmavatan mē̃ vah ātmā ātī hai .

87That soul goes to the subtle region.

83Yah hai bilkul naī-naī bātē̃ .

88These aspects are completely new.

84Jab tak kōī achchhī rīti na samajhē tab tak sanśhay uṭhtā hai . 85Yah kyā kartē haĩ  ?

89Until these things are understood properly, doubts will arise: “What are they doing?

86Brāhmaṇō̃ key|kī rasm-rivāj dēkhō kaisī hai .

90Just look at the customs and systems these brahmins have!”

87Is samay sabhī manuṣhy-mātra tamōpradhān haĩ .

91At this time, all human beings are tamopradhan.

88Bābā tō hai hī patit-pāvan .

92Baba is the Purifier.

89Vah kabhī tamōpradhān nahī̃ hōtē .

93He can never become tamopradhan.

90Manuṣhya kō patit-pāvan nahī̃ kahē̃gē .

94Human beings cannot be called the Purifier.

91Patit-pāvan mānā sārī duniyā kō patit sē pāvan banānē vālā .

95“The Purifier” means the One who makes the whole world pure from impure.

92Vah tō ēk bāp K|kē sivāē dūsrā kōī hō na sakē .

96That can be none other than the one Father.

93Dharm sthāpak tō ātē haĩ apnā-apnā dharm sthāpan karnē .

97The founders of religions come to establish their own religions.

94Kriściyan dharm kā sijarā vahā̃ hai .

98There is a genealogical tree of the Christian religion.

95Pahlē Christ āyā , phir unkē pichhāṛī bhī ātē rahē̃gē . 96Vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē .

99Christ came first, and then expansion took place as others continued to come after him.

97Vah kōī patit kō pāvan nahī̃ banātē .

100He (Christ) cannot purify impure ones.

98Number-vār unhō̃ key|kī saṅkhyā ātī hai .

101Their population comes, numberwise.

99Patit-pāvan tō is samay chāhiē , jabki sab kabradākhil hō jātē haĩ .

102The Purifier is needed now, because everyone is buried in the graveyard.

100Sabkō pāvan banānē vālā ēk hī hai .

103There is only the One who purifies everyone.

101Yah tō samajhtē hō barōbar is samay sārī duniyā jaṛjaṛībhūt hai . 102Banyan tree kā misāl dētē haĩ .

104You understand that, at this time, the whole world has definitely reached its stage of total decay.

103Bahut baṛā jhāṛ hōtā hai .

105The example of the banyan tree is given.

104Unkē nīchē bahut pārṭiyā̃ jākar baiṭhtī haĩ .

106It is a very big tree. 107Many groups of people go and sit beneath it.

105Uskā foundation saṛā huā hai . 106Bākī sab ṭāl-ṭāliyā̃ khaṛī haĩ .

108Its foundation has decayed, but the branches are still there.

107Yah bhī jhāṛ hai .

109This too is a tree.

108Dēvī-dēvtā dharm kā jō jhāṛ hai uskā foundation ulṭā ūpar hai aur jaṛ ēkdam kaṭ gaī hai .

110The foundation of the inverted tree of the deity religion is up above and the roots have been completely cut off.

109Bākī sab haĩ .

111All the rest are there.

110Bīj hō tab tō phir sē sthāpan karē̃ .

112It’s only when the Seed is there that creation can take place again.

111Bāp kahtē haĩ - maĩ phir sē ākar sthāpan karātā hū̃ . 112Brahmā dvārā sthāpanā , śhaṅkar dvārā vināśh .

113The Father says: I come to carry out establishment once again; establishment through Brahma and destruction through Shankar.

113Barōbar anēk dharmō̃ kā vināśh huā thā is mahābhārat laṛāī mē̃ . 114Jō rājyōg sīkhtē thē unhō̃ key|kī phir rājdhānī sthāpan hō gaī .

114A kingdom was established for those who studied Raj Yoga, all the innumerable religions were then destroyed in the Mahabharat War.

115Tum jāntē hō abhī ham bābā kē pās jāyēṅgē , phir naī duniyā mē̃ āyēṅgē .

115You understand that you will now go to Baba and then come down into the new world.

116Phir jhāṛ vr̥iddhi kō pātā rahēgā .

116Then the tree will continue to grow.

117Dēvī-dēvtā dharm jō thā vah is samay prāyaḥlōp hai .

117The deity religion that used to exist has now disappeared.

118Tō bāp kahtē haĩ - maĩ phir sē ākar ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kartā hū̃ .

118Therefore, the Father says: I have come again to establish the original eternal deity religion.

119Bhārat jō ūñch tē ūñch thā unkō ab grahaṇ lagā huā hai .

119Bharat, that used to be the highest on high, has been eclipsed.

120Kām chitā par baiṭhnē sē is samay sārī duniyā kālī hō gaī hai .

120By sitting on the pyre of lust, the whole world has become ugly.

121Ab phir tum gyān chitā par baiṭh gōrē bantē hō .

121You now sit on the pyre of knowledge and become beautiful again.

122Tum jō śhyām ban gayē thē , śhyām sē gōrā , sundar banānē vālā hai parampitā paramātmā .

122You have become ugly. 123Only the one Supreme Father, the Supreme Soul, makes you beautiful from ugly.

123Unkī śhrīmat miltī hai .

124You receive His shrimat.

124Parampitā paramātmā key|kī ātmā tō ever pure gōrī hai .

125The soul of the Supreme Father, the Supreme Soul, is ever pure and beautiful.

125Ātmā mē̃ hī khād paṛtī hai .

126Alloy becomes mixed into souls (example of gold).

126 ( sōnē kā misāl ) abhī tum jāntē hō is purānī duniyā kā vināśh hōnā hai . 127Sabkā maut hai .

127You understand that this old world is now going to be destroyed. 128Everyone is going to die, and there will be no one left to tell you to say: Rama, Rama.

128Phir tumkō kahnē vālā kōī nahī̃ rahēgā ki rām-rām kahō .

129This death is such that everyone will die. 130Now, how many will die?

129Yah maut aisā hōtā hai jō sab marē̃gē .

131How much fertilizer will the earth receive?

130Abhī kitnē marē̃gē  ! 131Kitnī khād milēgī  !

132So, why would the earth not give first-class grain?

132Tō kyō̃ nahī̃ dhartī first class anāj dēgī .

133In the golden age, all the vegetation will be fresh and green.

133Satyug mē̃ sab harē-bharē sabja hō jāyēṅgē .

134Things that go rotten are called fertilizer.

134Saṛī huī chīz kō khād kahā jātā hai .

135When rubbish is burned, it becomes fertilizer.

135Kichṛā jalkar khād ban jātā hai .

136It takes time to make fertilizer.

136Khād bannē mē̃ bhī time lagtā hai .

137It also takes time for this world to become new.

137Is sr̥iṣhṭi kō bhī nayā bannē mē̃ time lagēgā . 138Tum sūkṣhmavatan mē̃ jātē hō .

138When you go to the subtle region, you are shown many varieties of large fruit there.

139Kitnē baṛē-baṛē phal tumkō dikhātē haĩ .

139You are also given subiras (mango juice) to drink.

140Śhūbīras pilātē haĩ . 141Tum vichār karō kitnī khād milēgī - sō bhī khās bhārat kō .

140You can imagine just how much fertilizer the earth, and especially Bharat, will receive.

142Vahā̃ kitnī achchhī-achchhī chīzē̃ nikalē̃gī .

141Very good things will emerge there.

143Sūkṣhmavatan mē̃ baikuṇṭh kā śhūbīras tumkō pilātē haĩ . 144Bagīchē ādi kā sākṣhātkār karātē haĩ .

142In the subtle region you are given the nectar of the golden age to drink and are also given visions of gardens etc.

145Vahā̃ hamārā bagīchā hōgā .

143There, we will have a garden.

146Bachchō̃ nē sākṣhātkār kiyā hai . 147Śhūbīras pīkar ātē thē . 148Prince bagīchē sē phal lē ātē thē .

144Children came back after having had visions of how they drank the sweet nectar there; a prince would bring fruit from the garden.

149Ab sūkṣhmavatan mē̃ tō bagīchā hō na sakē .

145Now, there can be no garden in the subtle region.

150Jarūr baikuṇṭh mē̃ gayē hōṅgē .

146They must surely have gone to Paradise.

151Ēk-ēk kō sākṣhātkār nahī̃ karāyēṅgē .

147Not everyone can be granted a vision.

152Jō nimitt bantē haĩ unkō karātē haĩ .

148Only those who become instruments are granted visions.

153Hō saktā hai agar tum yād mē̃ rahē̃gē , bābā K|kē bachchē hōkar rahē̃gē tō pichhāṛī mē̃ tumkō bahut sākṣhātkār hōṅgē - jō pūrē surrender hōṅgē .

149It is possible that if you stay in remembrance and remain Baba’s children and are completely surrendered, you may receive many visions later on.

154Yah tō pahlē bhaṭṭhī bannī thī .

150This bhatthi first had to be created.

155Bhaṭṭhī mē̃ paknā thā tō bahut ā gayē .

151Many came into this bhatthi to become strong.

156Bachchō̃ kō samjhāyā hai sirph kōī kō literature dēnē sē samajh nahī̃ sakē̃gē .

152It has been explained to you children that no one will understand anything simply by being given literature.

157Samjhānē vālā teacher jarūr chāhiē .

153A teacher is definitely needed to explain.

158Teacher second mē̃ samjhāyēgā - yah tumhārā bābā hai , yah dādā hai , yah bēhad kā bāp svarg kā rachayitā hai .

154A teacher can explain within a second that that One is your Father and that this one is Dada. 155That unlimited Father is the Creator of heaven.

159Sirph kōī kō literature diyā tō dēkhkar phēṅk dēgē . 160Kuchh bhī samajhē̃gē nahī̃ .

156If you simply give people literature, they will glance at it and then throw it away; they will not understand anything.

161Itnā jarūr samjhānā hai ki bāp āyā huā hai .

157You must definitely explain enough to show that the Father has come.

162Yah ḍhiṇḍhōrā piṭvānā tumhārā farj hai .

158It is your duty to beat the drums.

163Barōbar yādav kaurav pāṇḍav bhī haĩ .

159There are the Yadavas, the Kauravas and the Pandavas.

164Mahābhārat laṛāī bhī sāmnē khaṛī hai .

160The great Mahabharat War is standing ahead.

165Jarūr rājyōg sikhlānē vālā bhī hōgā . 166Jarūr svarg key|kī sthāpanā bhī hōgī .

161There must have also been someone who taught Raj Yoga because the establishment of heaven must definitely have taken place.

167Ēk dharm key|kī sthāpanā , anēk dharmō kā vināśh hōgā .

162There will be the establishment of one religion and destruction of all other religions.

168Tum jāntē hō ham hī nar sē nārāyaṇ , nārī sē lakṣhmī bantē haĩ .

163You know that you are the ones who become Lakshmi from an ordinary woman and Narayan from an ordinary man.

169Yah hai aim object .

164This is our aim and objective.

170Manuṣhy sē dēvtā kiyē karat na lāgī vār . . . dēvtā sirph sūryavanśhī kō kahā jātā hai .

165It has been said that it didn’t take God long to change humans into deities. 166Only those who enter the sun dynasty are called deities.

171Chandravanśhī kō kṣhatriya kahā jātā hai .

167Those who go into the moon dynasty are called warriors.

172Pahlē tō dēvtā bannā chāhiē nā .

168You first have to become a deity.

173Nā-pass hōnē sē kṣhatriya ban jātē haĩ . 174Tō bāp kahtē haĩ mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchē , kitnē ḍhēr sikīladhē bachchē haĩ .

169You become a warrior if you fail. 170Therefore, the Father says: O sweetest, beloved, long-lost and now-found children. 171There are so many long-lost and now-found children.

175Kiskā bachchā gum hō jātā hai , 6-8 mās bād ākar miltā hai tō kitnā pyār sē ākar milēgā .

172When someone’s child is found after having been lost for six or eight months, they meet one another with so much love!

176Bāp kō kitnī khuśhī hōgī .

173That father would have so much happiness.

177Yah bhī bāp kahtē haĩ - lāḍlē sikīladhē bachchē , tum 5 hajār varṣh bād ākar milē hō  !

174This Father also says: Beloved children, long-lost and now-found children, you have met Me again after 5000 years.

178Lāḍlē bachchē , tum bichhuṛ gayē thē , ab phir ākar milē hō bēhad kā varsā lēnē liē .

175Beloved children, you became separated, and you have now come again to meet Me in order to claim your unlimited inheritance.

179Deity world sovereignty is your god fatherly birth right .

176The deity world sovereignty is your Godfatherly birthright.

180Bābā tumkō bēhad key|kī bādśhāhī dēnē āyā hai .

177Baba has come to give you an unlimited kingdom.

181Yah hai heavenly god father .

178This is Heavenly God, the Father.

182Kahtē haĩ tum bachchō̃ kē liē kitnī baṛī saugāt lāyē haĩ .

179He says: I have brought a very big gift for you children.

183Parantu itnā lāyak bannā hai . 184Śhrīmat par chalnā hai .

180However, you have to become worthy enough for that by following shrimat.

185Bābā-mammā kahkar phir agar bhūl gayē yā phārkatī dē dī tō galē kā hār nahī̃ banē̃gē .

181If you say “Mama and Baba” and then forget or divorce Me, you cannot become a garland around My neck.

186Bachchō̃ kō kitnā pyār kiyā jātā hai  !

182Children are given so much love.

187Bāp bachchō̃ kō sir par rakhtē haĩ .

183A father places his children on his head.

188Bēhad K|kē bāp K|kē kitnē bachchē haĩ .

184The unlimited Father has many children.

189Bābā kitnā ūñch chaṛhātē haĩ .

185Baba enables you to climb very high.

190Pāṅw mē̃ jō girē huē haĩ unhō̃ kō bhī ūpar chaṛhātē haĩ .

186Baba enables those who have fallen to the ground to climb up again.

191Tō kitnā khuśhī mē̃ rahnā chāhiē aur śhrīmat par chalnā chāhiē  !

187Therefore, you should experience much happiness! 188You should follow shrimat.

192Ēk key|kī mat par chalnā hai .

189Follow the directions of the One.

193Apnī mat par chalā tō yah marā .

190If you follow your own directions, you die.

194Śhrīmat par chalē̃gē tō tum śhrēṣhṭh manuṣhya arthāt dēvtā banē̃gē .

191You will become an elevated human being, that is, a deity, if you follow shrimat.

195Kṣhatriya tō phir bhī dō kalā kam hō gayē .

192The warriors are two degrees less.

196Yahā̃ hai hī manuṣhya sē dēvtā bannē kā , kṣhatriya nahī̃ .

193Here, you have to become deities, not warriors, from human beings.

197Bāp pūchhtē haĩ nā ki kitnē number mē̃ pās|pass hōṅgē  ?

194The Father asks: How many marks will you pass with?

198Ābrū ( ijjat ) rakhnā .

195Maintain the Father’s honour.

199Bēhad kā bāp bhī kahtē haĩ sūryavanśhī banō .

196The unlimited Father says: Become those of the sun dynasty.

200Jāntē hō vijay mālā 108 key|kī hī pās|pass huī hai .

197You know that 108 passed for the rosary of victory.

201Follow karnā hai mammā-bābā kō .

198You have to follow Mama and Baba.

202Āp samān svadarśhan chakradhārī banākar śhivbābā kē āgē saugāt lē ātē haĩ .

199You make others into spinners of the discus of self-realisation, similar to yourselves and bring them as gifts in front of Shiv Baba.

203Bābā pūchhtē haĩ kitnē kō āp samān banāyā hai  ?

200Baba asks: How many have you made similar to yourself?

204Kitnē mazē key|kī bātē̃ haĩ  !

201This is an aspect of great pleasure.

205Tum hī samajh saktē hō .

202Only you understand these things.

206Nayā kōī bilkul nahī̃ samajhēgā .

203Someone new would definitely not understand.

207Yah manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī college hai .

204This is the college for becoming deities from human beings.

208Kōī kō tō 7 rōj mē̃ hī bahut raṅg chaṛh jātā hai . 209Kōī kō tō bilkul nahī̃ chaṛhtā .

205Some become coloured very well in the seven days’ course, whereas others don’t become coloured at all.

210Chhī-chhī kapṛē par baṛā muśhkil sē raṅg chaṛhtā hai .

206It is very difficult for dirty clothes to be coloured.

211Bahut mēhnat karnī paṛtī hai .

207You have to make a great deal of effort.

212Pahlī-pahlī bāt bachchō̃ kō samjhāī ki pahlē sabkō bōlō - bēhad K|kē bāp kō tum jāntē hō  ?

208The first thing that is explained to you children is that you should first ask everyone: Do you know the unlimited Father?

213Kahtē - hā̃ , mērē mē̃ bhī hai , sarv-vyāpī hai .

209They say: Yes, He is in me, He is omnipresent.

214Arē , tumhārē mē̃ bhī hai phir tō pūchhnē key|kī bāt hī nahī̃ .

210Oh! if He is in you, then there is no question of asking!

215Kahtē hō bāp hai , tō phir bāp tērē mē̃ athavā mērē mē̃ kaisē hō saktā  !

211You call Him, “Father”, so how can the Father be in you and me?

216Bāp hai , tō bāp sē varsā jarūr milnā chāhiē .

212If He is the Father, you would surely receive an inheritance from Him.

217Pahlē-pahlē alpha par samjhāō .

213Firstly, explain about Alpha.

218Bāp kahtē haĩ - hē mērē sikīladhē bachchē .

214The Father says: My long-lost and now-found children.

219Aisē kōī sannyāsī vā gurū gōsāī nahī̃ kah saktē .

215Sannyasis and gurus cannot say this.

220Tum jāntē hō barōbar ham śhivbābā K|kē sikīladhē bachchē haĩ .

216You understand that you are definitely Shiv Baba’s long-lost and now-found children.

221Pañch hajār varṣh bād phir ākar milē hō , svarg kā varsā lēnē .

217You have come again after 5000 years to meet Him, in order to claim your inheritance of heaven.

222Jāntē hō ham svarg K|kē mālik thē , phir ham hī mālik bantē haĩ .

218Do you know that you were the masters of heaven and that you will become those masters again?

223Svarg mē̃ jānā jarūr hai .

219You definitely have to go to heaven.

224Phir puruṣhārth anusār ūñch pad pānā hai .

220Then you will claim a high status according to your efforts.

225Achchhā  !

221Achcha.

226Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .

222To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

227Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

223The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

228Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

224Essence for dharna:

2291 ) mammā-bābā kō follow kar sūryavanśhī mē̃ ānā hai .

225 1. Follow Mama and Baba and go into the sun dynasty.

230Apnī mat par nahī̃ chalnā hai .

226Do not follow your own directions.

231Śhrīmat sē ūñch dēv pad pānā hai .

227Claim a high deity status by following shrimat.

2322 ) ham bābā K|kē hī hōkar rahē̃gē - isī niśhchay mē̃ rahnā hai .

228 2. Maintain the faith that you will always remain Baba's.

233Kabhī kisī bāt mē̃ sanśhay nahī̃ uṭhānā hai .

229Have no doubt about anything.

Blessing

234Vardān  : bāp K|kē her|har direction vā kāydē sē fāydā lēnē vālē maryādā puruṣhōttam bhav

230Blessing: May you follow the highest code of conduct and take benefit from every direction and law of the Father.

235Kahā jātā - jitnā kāydā utnā phāydā , isliē amr̥itvēlē sē jō bhī kāydē banē haĩ unsē kabhī kinārā nahī̃ karō .

231 It is said: To the extent that there are laws, so there is that much benefit. 232Therefore, do not step away from the laws that have been created from amrit vela onwards.

236Paṛhāī , amr̥itvēlā , sēvā jō bhī dincharyā banī huī hai , usmē̃ man nahī̃ bhī lagē tō bhī dincharyā mē̃ kuchh miss nahī̃ karō .

233Amrit vela, the study service and the timetable have been created for each day, even if you are not able to settle your mind on it, do not miss anything from your timetable.

237Jaisē bhakta lōg niyam kā pālan jarūr kartē haĩ , mandir mē̃ man nahī̃ bhī lagē tō bhī jāyēṅgē jarūr .

234Devotees definitely follow their disciplines. 235Even if, in their minds, they don’t want to go to their temple, they would definitely go.

238Āp tō svayã law-makers hō , isī anubhav sē her|har niyam kā pālan kartē chalō tō maryādā puruṣhōttam ban jāyēṅgē .

236You yourselves are lawmakers, so experience this, and continue to follow every discipline and you will become the highest beings who follow the highest code of conduct.

Slogan

239Slōgan  : jinkē pās|pass santuṣhṭatā kā viśhēṣh guṇ hai unkē pās|pass sarv guṇ svataḥ ātē jāyēṅgē .

237Slogan: Those who have the special virtue of contentment draw all the virtues to themselves automatically.

238*** Om Shanti ***