शुक्रवार 30 जून 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

030-06-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 30/06/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - is purānī duniyā , purānē māṇḍavē sē ab dil haṭā lō , tumhē̃ bāp kē pās vāpas jānā hai isliē ghar kō yād karō ' '

1Essence: Sweet children, now remove your hearts from this old world and old stage. 2You have to return to the Father. 3Therefore, remember the home.

Question

2Praśhna  : apnī avasthā achchhī banānē kē liē kis bāt kā bahut-bahut dhyān rakhnā chāhiē  ?

4Question: What should you pay a lot of attention to in order to make your stage good?

Answer

3Uttar  : bhōjan kā .

5Answer: Your food. 6Sensible children will stay in yoga and prepare their food themselves and eat that.

4Sensible bachchē apnē hāth sē yōg mē̃ rahkar bhōjan banāyēṅgē aur khāyēṅgē . 5Agar kōī bābā kō yād kar , prēm sē baiṭh bhōjan banāyē aur khāyē tō avasthā bahut achchhī hō saktī hai .

7If you remember Baba while cooking and you sit and eat that with a lot of love, your stage can become very good.

6Bābā key|kī yād mē̃ bhōjan banāyēṅgē tō bābā bhī vāsanā lē̃gē .

8If you cook in remembrance of Baba, Baba will take the fragrance of that.

7Serviceable bachchō̃ kō bahut phurt bannā chāhiē .

9Serviceable children have to become very alert.

8Her|har prakār key|kī sēvā apnē hāth sē karnī hai .

10Do every type of service by yourself.

Song

9Gīt  : mujhkō sahārā dēnē vālē …

11Song: The heart says thanks to the One who has given it support.

Murli

10Ōm śhānti .

12Om shanti.

11Bachchō̃ prati bāp baiṭh samjhātē haĩ .

13The Father sits here and explains to you children.

12Bachchē jāntē haĩ - ham ātmāyē̃ parampitā paramātmā bāp sē sun rahī haĩ .

14You children know that you are souls and that you are listening to the Father, the Supreme Father, the Supreme Soul.

13Āgē satsaṅgō̃ mē̃ tum aisē nahī̃ samajhtē thē ki ham ātmāyē̃ parampitā paramātmā sē sun rahī haĩ .

15Previously, in spiritual gatherings, you didn't understand that you souls were listening to the Supreme Father, the Supreme Soul.

14Yahā̃ bachchē bāp K|kē aur bāp bachchō̃ K|kē sammukh haĩ .

16Here, you children are in front of the Father and the Father is in front of you children.

15Bāp nirākār hai aur ātmā bhī nirākār hai nā .

17The Father is incorporeal and souls too are incorporeal.

16Kitnē ḍhēr K|kē ḍhēr bachchē haĩ .

18There are so many children.

17Yah bāp bigar aur kōī kah na sakē .

19No one except the Father can say this.

18Jō bāp K|kē sammukh brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ haĩ unkō hī bāp baiṭh samjhātē haĩ .

20The Father sits here and only explains to the Brahmins who are personally in front of Him.

19Tum jāntē hō is samay sab pāp ātmāyē̃ haĩ , yah kōī puṇya ātmāō̃ key|kī duniyā nahī̃ hai .

21You know that, at this time, all are sinful souls. 22This is not the world of charitable souls.

20Puṇya ātmāō̃ key|kī duniyā satyug kō kahā jātā hai .

23The golden age is called the world of charitable souls.

21Abhī tum bachchō̃ kō bēhad kā bāp rājyōg sikhlā rahē haĩ .

24The unlimited Father is now teaching you children Raj Yoga.

22Ab bāp kahtē haĩ is purānī duniyā mē̃ dēh sahit jō kuchh hai , unkō bhūlnā hai .

25The Father now says: Whatever there is in this old world, including your bodies, all has to be forgotten.

23Unsē vairāgya ānā chāhiē .

26You should have disinterest in it.

24Yah hai bēhad kā vairāgya .

27This is unlimited disinterest.

25Tumkō kōī jaṅgal mē̃ nahī̃ jānā hai .

28You don't have to go to the forests.

26Rahnā gr̥ihastha vyavahār mē̃ hī hai . 27Parantu is purānī duniyā sē dil nahī̃ lagānī hai .

29You have to live in your households, but you mustn't attach your hearts to this old world.

28Yah kaliyug kā māṇḍavā hai .

30This is the stage of the iron age.

29Is māṇḍavē mē̃ jab satyug thā tō dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .

31When it was the golden age on this stage, there was the kingdom of deities.

30Unhō̃ kā part bajtā thā .

32Their parts were played then.

31Ab yah māṇḍavā purānā hō gayā hai .

33This stage has now become old.

32Puṇya ātmāō̃ key|kī duniyā satyug kō kahā jātā hai .

34The golden age is called the world of charitable souls.

33Abhī tum in ôkhō̃ sē jō kuchh dēkhtē hō vah purānī chīz hī hai .

35Whatever you see with your eyes now are old things.

34Yah 84 janm pūrē karnē haĩ tō is purānī duniyā sē dil nahī̃ lagānī hai .

36You have to complete your 84 births, and so you mustn't attach your hearts to this old world.

35Dil lagānī hai naī duniyā sē .

37You have to attach your hearts to the new world.

36Ab tō yah purānā śharīr chhōṛkar hamkō vāpis jānā hai .

38We now have to shed our old bodies and return home.

37Khuśhī rahnī chāhiē - bābā hamkō phir sē vāpis lē jānē āyē haĩ .

39You should be happy that Baba has come to take you back once again.

38Phir sē hamkō svarg mē̃ jākar part bajānā hai .

40We once again have to go to heaven and play our parts.

39Gōyā gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē mamatva miṭā dēnā chāhiē .

41That is, while living in our households, we have to end all attachment.

40Purānī duniyā kō kabristān bannā hī hai .

42The old world is to become a graveyard.

41Nāṭak K|kē actors part pūrā kartē haĩ tō phir ghar yād paṛtā hai .

43When actors end their parts in a play, they remember their homes.

42Tum bhī jāntē hō ham brāhmaṇō̃ nē 84 janmō̃ kā part bajāyā , 84 kā chakra hī kahā jātā hai .

44You Brahmins also know that you have played your parts for 84 births. 45It is called a cycle of 84 births.

43Varṇō̃ kō yād karnā paṛtā hai .

46You have to remember the clans.

44Śhivbābā baiṭh phūlō̃ kō dēkhtē haĩ .

47Shiv Baba sits here and looks at the flowers.

45Inkī ātmā bhī dēkhtī hai aur phir bābā kō bhī yād kartī hai - bābā nē hamkō yah gyān sunāyā hai .

48This one's soul also sees, and he also remembers Baba: Baba has given me this knowledge.

46Vahī bāp , teacher , satgurū hai .

49He is the Father, Teacher and Satguru.

47Kōī śhāstra tō hāth mē̃ nahī̃ haĩ .

50He doesn't hold any scriptures in his hand.

48Bachchiyā̃ bhī kahē̃gī śhivbābā nē sr̥ṣṭicakra key|kī knowledge dī hai , vah āpkō sunātē haĩ .

51You daughters also say: Shiv Baba has given us the knowledge of the world cycle and we are telling you that.

49Tō satgurū hī yād paṛēgā .

52Therefore, only the Satguru would be remembered.

50Ātmāō̃ K|kē rūp sē bābā bhī yād ātā hai .

53We remember Baba in the form of a soul.

51Sārē world key|kī history-geography bhī yād paṛtī hai .

54The history and geography of the whole world is also remembered.

52Yah bhī jāntē hō - vahā̃ ham ātmāyē̃ naṅgī rahtī haĩ .

55You souls also know that you live there bodiless.

53Bāp tō sadaiv aśharīrī hai .

56The Father is always bodiless.

54Abhī hamkō is śharīr dvārā kalp pahlē muāphik śhikṣhā dē rahē haĩ .

57He is giving us teachings through this body exactly as He did in the previous cycle.

55Barōbar ham ātmā haĩ .

58Truly, we are souls.

56Puṇya ātmā , pāp ātmā kahā jātā hai .

59It is said: Charitable soul, sinful soul.

57Pāp vā puṇya paramātmā nahī̃ kahā jātā hai .

60It is not said: Sinful or charitable Supreme Soul.

58Sannyāsiyō̃ kō bhī mahān ātmā kahē̃gē .

61Sannyasis are also called great souls.

59Agar paramātmā sarvavyāpī hō tō mahān paramātmā kahā jāyē .

62If God were omnipresent, He would be called the Great Supreme Soul.

60Aisē tō hō nahī̃ saktā ki paramātmā baiṭh yagya-tap ādi karē .

63It is not possible that God would sit and have sacrificial fires and do tapasya.

61Bhakta bhagvān kō ḍhūṇḍhtē haĩ .

64Devotees searching for God.

62Yah bhī drama K|kē andar bhakti mārg key|kī nūndh hai .

65The path of devotion is also fixed in the drama.

63Tumkō phir sē 21 janm sukh bhōg phir 63 janm bhakti mārg K|kē andar chakra mē̃ ānā hai .

66You once again have to come into the cycle to experience happiness for 21 births and then 63 births on the path of devotion.

64Tum jāntē hō hamārā part sabsē nyārā hai .

67You know that your parts are the most unique.

65Harēk avināśhī ātmā kō avināśhī part milā huā hai .

68Each imperishable soul has received an imperishable part.

66Śharīr tō khatm hō jātā hai .

69The bodies perish.

67Ātmā kahtī hai hamnē 84 janm kā part bajāyā .

70The soul says: I have played a part for 84 births.

68Abhī hamkō part pūrā karkē vastra chhōṛnā hai , inmē̃ mamatva nahī̃ rakhnā hai .

71I now have to complete my part and shed this costume. 72You mustn't have attachment to it.

69Ātmā hī sab kuchh kartī hai .

73It is the soul that does everything.

70Ātmā paṛhtī hai .

74The soul studies.

71Kahtī hai - hamnē itnā paṛhā hai , in organs dvārā .

75The soul says: I have studied so much through these organs.

72Ātmā insē nikal jātī hai tō śharīr kō murdā kahā jātā hai .

76When a soul leaves his body, the body is called a corpse.

73Ātmā kahtī hai - maĩ amar hū̃ .

77The soul says: I am immortal.

74Tumhārī buddhi mē̃ abhī rahtā hai - barōbar is bēhad K|kē drama mē̃ hamārā 84 janm kā part hai .

78It is now in your intellects: I truly have a part of 84 births in this unlimited drama.

75Anēk actors bhinn-bhinn dharm K|kē haĩ .

79The innumerable actors belong to different religions.

76Bhārat key|kī baṛī bhārī mahimā hai .

80There is great praise of Bharat.

77Kriściyan lōgō̃ kō bhī bhārat kē liē regard hai . 78Samajhtē haĩ bhārat hī prāchīn hai .

81Christians too have regard for Bharat; they believe that Bharat is ancient.

79Us samay kriściyan nahī̃ thē .

82At that time, there were no Christians.

80Parantu vah sirph kahnē mātra kah dētē haĩ ki bhārat prāchīn thā , jāntē nahī̃ haĩ .

83However, they simply say for the sake of saying it that Bharat is ancient.

81Vahā̃ tō dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā , jinkō bhagvatī-bhagvān kahtē haĩ .

84They don’t know that there was a kingdom of the deities there and that they were called gods and goddesses.

82God kr̥iṣhṇā nahī̃ , lord kr̥iṣhṇā kahtē haĩ .

85They don't say: God Krishna. 86They say: Lord Krishna.

83Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē athavā dēvtāō̃ K|kē bahut purānē tē purānē chitra māṅgtē haĩ kyōṅki phir bhī sabkē baṛē haĩ nā dēvī-dēvtāyē̃ .

87They ask for very old pictures of Shri Krishna or the deities because the deities are still senior to everyone.

84Bhārat key|kī baṛī mahimā hai .

88There is great praise of Bharat.

85Gītā mē̃ agar nām na badaltē tō sab jāntē ki ham manuṣhya ātmāō̃ K|kē bāp kā yah bhārat khaṇḍ janm sthān hai .

89If they hadn't changed the name in the Gita, everyone would know that this Bharat is the birthplace of the Father of us human souls.

86Śhiv K|kē mandir tō jahā̃-tahā̃ haĩ .

90There are temples to Shiva in several places.

87Patit-pāvan bāp patit duniyā mē̃ hī ākar sabkō pāvan banātē haĩ tō ūñch huā nā .

91The Purifier Father comes into the impure world and purifies everyone and so He is elevated.

88Mahimā bhī hōtī hai śhivāē namaḥ .

92His praise is: Salutations to Shiva.

89Tum māt-pitā ham bālak tērē . . . . tum gyān K|kē sāgar hō .

93You are the Mother and Father and we are Your children. 94You are the Ocean of Knowledge.

90Tumhārī gat mat nyārī hai .

95Your ways and means are unique.

91Tumhārī mahimā aparamapār hai .

96Your praise is limitless.

92Parantu phir unkō bhūl jātē haĩ , isliē bhārat key|kī mahimā uṛ gaī hai .

97However, they still forget Him. 98This is why there is no praise of Bharat left.

93Ab bachchē bāhar vilāyat mē̃ jāyēṅgē tō unhō̃ kō samjhānā hai - sab ātmāō̃ kā bāp vah nirākār hai .

99When you children go abroad, you have to explain to them: The Father of all souls is that incorporeal One.

94Tum god father kō pukārtē hō , parantu vah kab ātē haĩ - yah patā nahī̃ hai .

100You call out to God, the Father, but you don't know when He comes.

95Vah europe-vasi yādav bhī jāntē haĩ - hamnē yah jō mūsal banavāyē haĩ insē jarūr ham apnē kul kā vināśh karē̃gē .

101The Yadavas, the people of Europe, know that they will destroy their own clan through the missiles they have invented.

96Mahābhārat laṛāī maśhhūr hai .

102The Mahabharat War is very well known.

97Sāmnē maut khaṛā hai .

103Death is just ahead of you.

98Bhārat prāchīn hai tō uskē madadgār bhī bahut bantē haĩ .

104Bharat is ancient and many therefore become its helpers.

99Samajhtē haĩ bhārat bahut dhanvān thā .

105They believe that Bharat was very wealthy.

100Itnā tō khajānā thā , jō bād mē̃ musalmānō̃ nē hīrē-maṇiyā̃ ādi lē jākar kabrō̃ mē̃ lagāī haĩ .

106They had so many treasures. 107Later, the Muslims took all the jewels and diamonds etc. and studded their tombs with them.

101Bachchē jāntē haĩ - barōbar bhārat mē̃ dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .

108You children know that there truly was the kingdom of deities in Bharat.

102Abhī ham phir sē vah rājya lē rahē haĩ .

109We are now once again claiming that kingdom.

103Sivāē yōgbal K|kē kōī viśhva kā mālik ban na sakē .

110No one without the power of yoga can become a master of the world.

104Kriściyan lōg haĩ ēk hī dharm K|kē , phir bhī āpas mē̃ laṛkar apnē kul kā vināśh kar dētē haĩ .

111Christians all belong to the one religion. 112They will fight among themselves and destroy their own clan.

105Yādav kul vālē mūsalō̃ dvārā āpas mē̃ laṛtē haĩ .

113Those who belong to the Yadava clan will fight among themselves with missiles.

106Yah jāntē haĩ ki bombs sē sārī duniyā hī uṛ jāyēgī . 107Ham rājya kar nahī̃ sakē̃gē .

114They know that the whole world will be destroyed with bombs and that they won't be able to rule the kingdom.

108Tum jāntē hō dō bandar laṛē̃gē , makkhan bīch mē̃ hamkō mil jāyēgā . 109Tum puruṣhārth kar rahē hō .

115You know that the two monkeys will fight between themselves and we will take the butter from between them.

110Ab tum bachchō̃ kō is purānī duniyā sē vairāgya ānā chāhiē kyōṅki jāntē haĩ yah sab khatm hōnē vālē haĩ .

116You are making effort. 117You children should now have disinterest in this old world because you know that all of it is going to be destroyed.

111Yād ēk bāp kō karnā hai .

118You have to remember the one Father.

112Kabristān kō kyā yād karnā hai .

119Why should you remember this graveyard?

113Kabristān khatm hō phir paristān bannā hai .

120This graveyard will end and it will become a land of angels.

114Nahī̃ tō satyug mē̃ isī hī bhārat mē̃ hīrē-javāharāt key|kī khāniyā̃ thī̃ , ab tō sab khatm hō gaī haĩ .

121In the golden age, there were mines of jewels and diamonds in this same Bharat. 122Now, all of them are empty.

115Bachchō̃ nē sākṣhātkār kiyā hai kaisē vimānō̃ mē̃ sōnā ādi lē ātē haĩ .

123Some children have had visions of how they fetch gold in the vimans.

116Vah sr̥iṣhṭi hī naī ban jāyēgī .

124That world will become new.

117Vahā̃ kitnē achchhē-achchhē phal-phūl hōtē haĩ .

125There, the flowers and fruit are so good.

118Her|har chīz vahā̃ achchhī hōtī hai .

126Everything there is good.

119Ganda karnē vā duḥkh dēnē vālī kōī chīz hōtī hī nahī̃ isliē unkō svarg kahā jātā hai .

127There is nothing there that would create rubbish or cause sorrow and this is why it is called heaven.

120Tō ab ēk hī sājan sab sajaniyō̃ kō lē jānē āyē haĩ .

128So, the one Bridegroom has now come to take all of you brides back.

121Śharīr tō sabkē yahā̃ khalās hō jāyēṅgē .

129Everyone's body will be destroyed here.

122Yah hōlikā ādi sab yahā̃ K|kē utsav haĩ .

130Holika etc. are all festivals of here.

123Parantu unkē mahatva kā yathārth kiskō patā nahī̃ hai .

131However, no one knows the accurate significance of them.

124Rakṣhābandhan kā bhī utsav hai . 125Rāvaṇ kō jalānē kā bhī utsav hai .

132There is also the festival of Raksha Bandhan and the festival of burning Ravan.

126Bābā nē samjhāyā hai sārī sr̥iṣhṭi is samay rāvaṇ kā ghar hai .

133Baba has explained: At this time, the whole world is Ravan's home.

127Sab śhōk vāṭikā mē̃ haĩ . 128Kitnē duḥkhī haĩ .

134All are in the cottage of sorrow; they are so unhappy.

129Tō sabsē mamatva miṭā dēnā chāhiē .

135Therefore, end your attachment to everyone.

130Abhī ham vāpis ghar jā rahē haĩ .

136We are now to go back home.

131Ghar kō hī yād karnā hai .

137You have to remember the home.

132Satyug mē̃ jab śharīr būṛhā hōgā tab samajhē̃gē ab yah purānā śharīr chhōṛ nayā lētē haĩ .

138In the golden age, when your body becomes old, you would understand that you will then shed your old body and take a new one.

133Abhī tum samajhtē hō hamkō vāpis jānā hai , isliē dēh-abhimān chhōṛnā hai .

139You understand that you now have to return home and that you therefore have to renounce body consciousness.

134Duniyā in bātō̃ kō nahī̃ jāntī hai .

140The world doesn’t know these things.

135Kah dētē ātmā sō paramātmā , paramātmā sō ātmā . 136Bāp samjhātē haĩ - yah jhūṭh hai .

141They say that each soul is the Supreme Soul and that the Supreme Soul is in each soul.

137Agar bhakta hī bhagvān haĩ tō phir bhagvān kō kyō̃ yād kartē hō .

142The Father explains: That is a lie. 143If devotees are God, why do you remember God?

138Patit-pāvan tō ēk nirākār bāp gāyā huā hai .

144Only the one incorporeal Father is remembered as the Purifier.

139Kahtē haĩ mujhē patit duniyā mē̃ hī ānā paṛtā hai .

145He says: I have to come into the impure world.

140Phir inkō aur tum sab bachchō̃ kō pāvan banātā hū̃ .

146I then make this one and all of you children pure.

141Sārī duniyā kō pāvan banākar vāpis lē jātā hū̃ .

147I make the whole world pure and take them back.

142Vahā̃ paramdhām mē̃ sab ātmāyē̃ pavitra hī rahtī haĩ .

148There, in the supreme abode, all souls are pure.

143Phir yahā̃ satō , rajō , tamō mē̃ pās|pass kar ant mē̃ patit ban paṛī haĩ .

149At that time, having been through the stages of sato, rajo and tamo, they have become impure by the end.

144Yah hai sabkā antim janm .

150This is everyone's final birth.

145Lakṣhmī-nārāyaṇ bhī ab antim janm mē̃ haĩ .

151Lakshmi and Narayan are also now in their final birth.

146Patit-pāvan ēk hī bāp hai .

152The Purifier is only the one Father.

147Is sr̥iṣhṭi chakra kō samajhnā bahut sahaj hai .

153It is very easy to understand this world cycle.

148Mātāyē̃ bhī is gōlē par achchhī rīti samjhā saktī haĩ , ismē̃ sirph buddhi key|kī samajh chāhiē .

154You mothers too can explain this cycle very well. 155This simply requires understanding by your intellects.

149Chitra par samjhānā bahut sahaj hai .

156It is very easy to explain using the pictures.

150Bāp bigar yah knowledge kōī samjhā nahī̃ saktā .

157No one, except the Father, can explain this knowledge.

151Aur kōī pās|pass yah chitra haĩ nahī̃ .

158No one else has these pictures.

152In chitrō̃ kā bahut-bahut mān hōgā .

159There will be a lot of respect for these pictures.

153Bābā kahtē haĩ - jō paṛhē-likhē haĩ unhō̃ kō yah jhāṛ , trimūrti kā chitra bhējō .

160Baba says: Send the pictures of this tree and the Trimurti to those who are educated.

154Vilāyat mē̃ bhī bhēj dō .

161Also send them abroad.

155Insē first class service hō saktī hai .

162First-class service can take place through them.

156Rūbarū jākar samjhā saktē hō .

163You can go and explain personally.

157Yah bhī knowledge hai nā .

164They too have this knowledge.

158Kôlējō̃ mē̃ yah hōnī chāhiē . 159Tō unhō̃ kō bēhad K|kē history-geography key|kī knowledge milē .

165They should be available in colleges so that they can receive the knowledge of this unlimited history and geography.

160Jō brāhmaṇ kul K|kē hōṅgē unhō̃ kō tīr lag jāyēgā .

166The arrow will strike those who belong to the Brahmin clan.

161Bhinn-bhinn prakār K|kē direction bābā dētē rahtē haĩ .

167Baba continues to give different directions.

162Bachchō̃ kō kabhī jōśh ātā hai phir ṭhaṇḍē sodawater hō jātē haĩ .

168Sometimes, children are very enthusiastic and, at other times, like soda water, they become flat.

163Baṛī-baṛī yunivarsiṭīj mē̃ yah chitra dō .

169Give these pictures to the big universities.

164Chitra jāyēṅgē tab tō kiskō tīr lagēgā nā .

170When the pictures are sent, an arrow will strike someone.

165Vilāyat K|kē baṛē-baṛē ādamiyō̃ kō free dō .

171Give them free to eminent people abroad.

166Bēhad kā bāp kahtē haĩ tum free dē saktē hō .

172The unlimited Father says: You can give them free.

167Parantu aisē nahī̃ ṭrām va bas mē̃ jō milē unkō dētē rahō . 168Lāyak bhī dēkhnā hai .

173However, it shouldn't be that you continue to give them to whomever you meet on the trams or buses.

169Inmē̃ baṛī achchhī knowledge hai .

174You have to see if they are worthy.

170Baṛē-baṛē dukānō̃ par bhī dē saktē hō .

175These have very good knowledge in them.

171Mēhnat karnī chāhiē nā .

176You can also give them to the big shops.

172Serviceable bachchē service kar saktē haĩ .

177You should make effort. 178Serviceable children can do service.

173Harēk key|kī apnī-apnī service hai .

179Each one's service is his own.

174Mātāō̃ kō bhī ghar mē̃ service karnī hai .

180Mothers too have to do service at home.

175Chitra uṭhākar phir pyār sē baiṭh samjhāō .

181Just take a picture and then sit and explain with love.

176Chhōṭē-chhōṭē bachchō̃ kō chitra par batāyā jātā hai nā .

182Things are explained to little children using pictures.

177Kōī 4 mās kā bachchā hai , kōī 6 mās kā , kōī dō mās kā .

183Some children are four months old, some are six months old and some are even two months old.

178Ab tumhārī buddhi mē̃ hai ki 84 janm kaisē lētē haĩ .

184It is now in your intellects how you take 84 births.

179Ab brāhmaṇ banē haĩ , phir dēvtā banē̃gē phir kṣhatriya .

185We have now become Brahmins, and we will become deities and then warriors.

180Aisē-aisē apnē sē bātē̃ karnī chāhiē .

186You should talk to yourselves in this way.

181Tum pārlaukik bāp sē bātē̃ karnē vālē hō .

187You are those who talk to the Father from beyond.

182Yah hai vichār sāgar manthan karnā .

188This is churning the ocean of knowledge.

183Jitnī service karē̃gē , utnā ijāphā milēgā .

189The more service you do, the more reward you will receive.

184Tum godly service par hō .

190You are on Godly service.

185Bābā kahtē haĩ bhal gr̥ihastha vyavahār key|kī sambhāl karō . 186Āṭh ghaṇṭā is service mē̃ lagāō .

191Baba says: Take care of your households, but give eight hours to this service.

187Tumkō bēhad kā khajānā miltā hai .

192You are receiving unlimited treasures.

188Sārā din buddhi mē̃ yah svadarśhan-chakra phirnā chāhiē .

193Your intellects should spin this discus of self-realisation throughout the day.

189Chaurāsī kā chakra yād ānā chāhiē .

194You should remember the cycle of 84 births.

190Yah bhūl kyō̃ jātē hō  ?

195Why do you forget it?

191Jitnā simraṇ karē̃gē utnā bāp K|kē galē kā hār banē̃gē .

196The more you remember Him, the more you will become a garland around the Father's neck.

192Phir viṣhṇu K|kē galē kā hār banē̃gē .

197You will then become a garland around the neck of Vishnu.

193Ghaṛī-ghaṛī bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai , yahā̃ dhārṇā achchhī hōgī , kyōṅki yahā̃ kōī mitra-sambandhī ādi tō haĩ nahī̃ .

198This is repeatedly explained to you children. 199You can imbibe this very well here because you don't have any friends or relatives here.

194Serviceable vah jō sārā din service mē̃ lagā rahē , bābā key|kī murlī sunē , repeat karē , note karē .

200Serviceable ones are those who remain engaged in doing service throughout the day. 201They listen to Baba's murli, repeat it and note it down.

195Teacher samajhtē haĩ hamārē school sē bahut pās|pass hō nikalē̃ tō government ijāphā dēgī .

202Teachers understand that if many students from their school pass, the Government will give them a prize.

196Tum brāhmaṇō̃ kō bhī aisā rahnā chāhiē .

203You Brahmins should also remain like that.

197Ham jhuṇḍ kā jhuṇḍ achchhā taiyār kar bābā kē pās lē jāyē̃ .

204“I will prepare a very good group and take them to Baba.”

198Iskō kahē̃gē sensible .

205This is called being sensible.

199Agar kōī mēhnat nahī̃ kartē tō report ātī hai .

206If someone doesn’t make effort, he or she is reported.

200Ārām tō harām hai .

207It is a sin to rest.

201Teacher aisā phurt hōnā chāhiē jō 10 centres sambhālē . 202Idhar-udhar bhāgtā rahē .

208Teachers should be so alert that they can look after ten centres and run around here and there.

2035-6 ghaṇṭā nīnd kāphī hai .

209Five to six hours sleep is enough.

204Bākī mēhnat karnī chāhiē .

210However, you do have to make effort.

205Achchhē sensible bachchē kōśhiśh kar bhōjan bhī apnē hāth sē banāyēṅgē .

211Good, sensible children will try to prepare their own food.

206Bābā kō yād kar prēm sē baiṭh bhōjan banāyē aur khāyē tō avasthā bahut achchhī rahēgī .

212They will remember Baba while cooking and will sit and eat it with a lot of love and their stage will thereby be very good.

207Bābā bhī chāhtē haĩ apnē hāth sē banāvē̃ .

213Baba also wants you children to cook for yourselves.

208Bābā kō yād kar banāyēṅgē tō bābā kō bhī vāsanā milēgī .

214If you prepare it in remembrance of Baba, Baba will then also take that fragrance.

209Bāp kī yād sē bahut achchhī unnati hōgī .

215You will make very good progress by having remembrance of the Father.

210Svadarśhan-chakra phirātē rahō .

216Continue to spin the discus of self-realisation.

211Achchhā  !

217Achcha.

212Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .

218To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

219The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

214Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

220Essence for dharna:

2151 ) apnē āpsē vā pārlaukik bāp sē bātē̃ kar vichār sāgar manthan mē̃ buddhi kō busy rakhnā hai .

221 1. Talk to yourself and the Father from beyond and churn the ocean of knowledge and keep your intellect busy.

216Svadarśhan chakradhārī bannā hai .

222Become a spinner of the discus of self-realisation.

2172 ) abhī ham vāpis ghar jā rahē haĩ , yah śhōk vāṭikā hai , issē mamatva miṭā dēnā hai .

223 2. We are now to go back home. 224This is the cottage of sorrow, so remove your attachment to it.

218Naī duniyā sē apnī dil lagānī hai .

225Attach your heart to the new world.

Blessing

219Vardān  : dilārām bāp kī yād dvārā tīnō̃ kālō̃ kō achchhā banānē vālē ichchhā mukt bhav

226Blessing: May you become free from all desires by making all three aspects of time good with remembrance of the Father, the Comforter of Hearts.

220Jin bachchō̃ key|kī dil mē̃ ēk dilārām bāp kī yād hai vah sadā vāh-vāh K|kē gīt gātē rahtē haĩ , unkē man sē svapn mē̃ bhī «  hāy ' ' śhabda nahī̃ nikal saktā kyōṅki jō huā vah bhī vāh , jō hō rahā hai vah bhī vāh aur jō hōnā hai vah bhī vāh .

227 The children who have remembrance of the Father, the Comforter of Hearts, always sing the song, “Wah! 228Wah!” 229No words of distress can emerge in their minds, even in their dreams, because whatever has happened was “Wah!” whatever is happening is “Wah!” and whatever is going to happen will also be “Wah!”.

221Tīnō̃ hī kāl vāh-vāh hai arthāt achchhē tē achchhā hai .

230All three aspects of time are, “Wah! 231Wah!” that is, they are the best of all.

222Jahā̃ sab achchhā hai vahā̃ kōī ichchhā utpanna nahī̃ hō saktī kyōṅki achchhā tab kahē̃gē jab sab prāptiyā̃ haĩ .

232When everything is good, no desires can arise because you can only say everything is good when you have all attainments.

223Prāpti sampann bannā hī ichchhā mukt bannā hai .

233To be full of all attainments means to be free from all desires.

Slogan

224Slōgan  : saṅskārō̃ kō aisā śhītal banā lō jō jōśh vā rōb K|kē saṅskār emerge hī na hō̃ .

234Slogan: Make your sanskars so cool that no sanskars of force or bossiness emerge at all.

235*** Om Shanti ***