सोमवार 3 जुलाई 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
003-07-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 03/07/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - service key|kī naī-naī invention nikālō , sēvā kā vistār karō , sēvā K|kē kṣhētra mē̃ mātāō̃ kō āgē karnā hī saphaltā kā sādhan hai ' '
1Essence: Sweet children, create new inventions for doing service. 2Make service expand. 3The way to have success in the field of service is to put the mothers ahead.
Question
2Praśhna : kis manners kē sāth bāt karō tō authority K|kē bōl tum siddh kar saktē hō ?
4Question: With which manners should you speak in order to be able to prove words of authority?
Answer
3Uttar : jab bhī kisī baṛē sē bāt kartē hō tō ' āp-āp ' kahkar bāt karnī chāhiē . 4Tū-tū kahkar nahī̃ . 5Yah bhī manners hai . 6Tum apnī authority sē bōlō lēkin respect jarūr dō .
5Answer: 1) Whenever you speak to your elders, speak in the polite form, not in the familiar form.
7School mē̃ yah bhī manners sikhlāyē jātē haĩ .
6This is also manners.
82 - kabhī bhī ahaṅkār sē bāt nahī̃ karnī chāhiē . 9Gyān K|kē naśhē mē̃ sadā harṣhitmukh rahō .
7Speak with your authority, but definitely give respect.
10Harṣhit chēhrā bhī bahut sēvā kartā hai .
8These manners are also taught at school.
Murli
11Gīt : āj K|kē is insān kō …
9 2) You should never speak with arrogance. 10Remain constantly cheerful with the intoxication of this knowledge. 11A cheerful face does a lot of service. 12Song: What has happened to the people of today?
12Ōm śhānti .
13Om shanti.
13Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō yah tō samjhāyā gayā hai ki bahut pāp ātmāyē̃ ban gaī haĩ .
14It has been explained to you sweetest children that many souls have become sinful.
14Achchhē bachchē pukārtē haĩ ki pāp bahut hō gayā hai .
15Good children call out: Sin has increased a lot.
15Pāp sē hī manuṣhya patit bantē haĩ .
16It is by committing sin that human beings become impure.
16Yād bhī kartē haĩ ki pāp ātmāō̃ kō puṇya ātmā banānē kē liē hē patit-pāvan āō .
17People remember Him and say: O Purifier, come and make sinful souls charitable.
17Yah patit duniyā hai tō jarūr kōī pāvan duniyā bhī hai .
18This world is impure and so there must also be a pure world.
18Nirākārī duniyā kō pāvan duniyā nahī̃ kahā jātā .
19The incorporeal world is not called the pure world.
19Vah śhāntidhām hai .
20That is the land of peace.
20Patit aur pāvan duniyā manuṣhyō̃ kē liē hai .
21The pure and impure worlds are for human beings.
21Kaliyugī duniyā mē̃ patit haĩ . 22Satyugī duniyā mē̃ pāvan haĩ .
22In the iron-aged world, they are impure and in the golden-aged world they are pure.
23Patit-pāvan bāp hī pāvan duniyā sthāpan kartē haĩ .
23Only the Purifier Father establishes the pure world.
24Viddhān-paṇḍitō̃ nē śhāstra banāyē haĩ , nām rakh diyā hai vyās kā .
24Scholars and pundits created the scriptures, and they have mentioned the name of Vyas.
25Vyākhyān karnē vālē kā nām tō chāhiē nā .
25The name of the One who spoke this should also be mentioned.
26Manuṣhya tō jāntē hī nahī̃ ki śhāstra banāyē kab haĩ ?
26People don't know when the scriptures were created.
27Yah tum bachchē jāntē hō satyug-trētā mē̃ śhāstra ādi hōtē nahī̃ .
27You children know that there are no scriptures in the golden and silver ages.
28Bhakti mārg kā vahā̃ kōī niśhān nahī̃ .
28There is no name or trace of the path of devotion there.
29Bāp gyān sē jindābād kartē haĩ .
29The Father keeps you alive with this knowledge.
30Gyān sē 21 janm jindābād hōtē hō phir māyā ākar murdā banātī hai .
30From this knowledge you remain alive for 21 births and then Maya comes and turns you into corpses.
31Yah hai murdō̃ key|kī duniyā , jiskō kabristān kahā jātā hai .
31This is a world of corpses, which is called a graveyard (kabristhan).
32Is samay ghōr kabristān kahē̃gē .
32At this time it would be said to be a full graveyard.
33Buddhi tō sabkī chaltī hōgī .
33All of your intellects should be working on this.
34Mahābhārī laṛāī mē̃ pūrā kabristān bantā hai .
34In the great war it becomes a full graveyard.
35Aur laṛāiyō̃ mē̃ aisā nahī̃ hōtā .
35It is not like this in other wars.
36Bhāgavat mē̃ likhā huā hai - gyān sāgar K|kē sabhī bachchē kabradākhil hō jātē haĩ .
36It is written in the Bhagawad: All the children of the Ocean of Knowledge are buried in a graveyard.
37Māyā nē kām chitā par biṭhāē sabkō bhasmībhūt kar diyā hai .
37Maya has made everyone sit on the pyre of lust and burnt them.
38Sab kabradākhil haĩ .
38All are buried in a graveyard.
39Musalmānō̃ key|kī kurān ādi mē̃ bhī hai - kabradākhil hō jātē haĩ .
39It is also mentioned in the Koran of the Muslims that all are in a graveyard.
40Jab kayāmat kā samay hōtā hai tō unhō̃ kō jagānē allāh ātā hai .
40When it is the time of settlement, Allah comes to awaken them.
41Kabristān kō phir paristān banātē haĩ .
41He makes the graveyard into a land of angels (Paristhan).
42Bābā nē batāyā thā ki birlā mandir mē̃ bhī likhā huā hai ki dēhlī kō paristān banāyā thā .
42Baba had told you that it is written in the Birla Temple that Delhi was made into Paristhan.
43Tō jarūr kabristān kō paristān banāyā hōgā .
43Therefore, He would surely have made that graveyard into a land of angels.
44Pralay tō nahī̃ hōgī , parantu martē bahut haĩ .
44Annihilation doesn’t take place, but many people do die.
45Satyug mē̃ hōtē hī thōṛē manuṣhya haĩ .
45There are very few human beings in the golden age.
46Ēk hī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm rahtā hai .
46There is just the one original, eternal, deity religion there.
47Vahā̃ aisī hālat nahī̃ hōgī jiskā yah gīt sunā .
47The condition there is not like that described in the song.
48Svarg mē̃ kōī kisī kō duḥkh nahī̃ dētā .
48In heaven, no one causes anyone sorrow.
49Yahā̃ tō kitnā duḥkh dētē haĩ . 50Ēk-dō kā khūn kar dētē haĩ .
49Here, they cause so much sorrow; they even kill one another.
51Bābā kē pās samāchār tō ātē haĩ nā .
50Baba receives news.
52Kōī dūsrē key|kī strī par phidā hōtē haĩ tō apnī strī kō khatm kar dētē haĩ . 53Jahar ādi dē dētē haĩ .
51When someone falls in love with another man’s wife, he would even kill his own wife by poisoning her.
54Yah hai hī patit duniyā , tab tō gātē haĩ - hē patit-pāvan āō .
52This world is impure and this is why it is sung: O Purifier, come!
55Parantu apnē kō patit samajhtē nahī̃ .
53However, they don’t consider themselves to be impure.
56Kōī kō kahō tum patit hō tō bigaṛ paṛē .
54If you tell people that they are impure, they would become upset.
57Abhī tum jāntē hō ki ham bhī patit thē .
55You now know that you too were impure.
58Bāp pāvan banā rahē haĩ .
56The Father is purifying you.
59Ab yah phir duniyā kō batānā hai ki patit duniyā kō pāvan banānē vālā śhivbābā hai .
57You now have to tell the world that it is Shiv Baba who makes the impure world pure.
60Jiskī jayantī bhī tum manātē hō , vah ā gayā hai .
58The One whose birthday you celebrate has now come.
61Asul mē̃ kāydā thā - kōī naī invention nikaltī thī tō rājā kō batlātē thē .
59Originally, it was the law that when a new invention was created, they first showed it to the king.
62Vah hāth mē̃ uṭhātē thē .
60He used to take it in his hands.
63Abhī rājā tō hai nahī̃ .
61Now, there are no kings.
64Yah invention sabkō batlānī hai .
62Show this invention to everyone.
65Āpas mē̃ milkar resolution pass kar hajārō̃ key|kī sahī lēkar government kō sūchnā dēnī chāhiē .
63You should get together to pass a resolution. 64Get a petition signed by thousands and give that petition to the Government.
66Invention kā phailāv karnē kē liē highest authority kō batāyā jātā hai .
65In order to publicise an invention, it is shown to the highest authority.
67Phir vah prabandh kartī hai .
66That authority then makes arrangements.
68Tō tumkō bhī aisā karnā chāhiē .
67So, you should also do the same.
69Jiskā janm din āyē unkē liē samjhāō .
68Explain about those whose birthdays are to come.
70Jis din jiskā utsav hō usī din us par samjhāyēṅgē tō sab samajhē̃gē . 71Bāt tō barōbar ṭhīk lagtī hai .
69If you explain on the day of someone's festival, everyone will then understand and say: It truly seems right.
72Āj sē 5 hajār varṣh pahlē bāp āyā thā .
70The Father came 5000 years ago.
73Bhārat jō ūñch tē ūñch thā , sōnē key|kī chiṛiyā thā vah bilkul kauṛī tulya ban gayā hai .
71Bharat that was the highest on high, the Golden Sparrow, has become worth a total shell.
74Unkō phir parampitā paramātmā hīrē tulya banātē haĩ .
72The Supreme Father, the Supreme Soul, makes it like a diamond.
75Brahmā dvārā yah gyān dē rahē haĩ .
73He is giving you this knowledge through Brahma.
76Tum samjhā saktē hō - vāstav mē̃ har ēk manuṣhya brahmākumār-kumārī hai .
74You can explain: In fact, every human being is a Brahma Kumar or Kumari.
77Surname yah hai .
75This is the surname.
78Brahmā sē hī rachnā hōtī hai brāhmaṇ dharm key|kī .
76The Brahmin religion is created through Brahma.
79Phir dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra - yah sārā sijarā ban jātā hai .
77Then, the whole genealogical tree is made up of deities, warriors, merchants and shudras.
80Tō tum in tyōhārō̃ par achchhī rīti sē samjhā saktē hō . 81Dīpmālā ātī hai .
78You can explain these festivals very well. 79Deepmala (festival of the rosary of lights) is coming close.
82Yah tō tum jāntē hō ab ghar-ghar mē̃ ghōr andhiyārā hai .
80You know that there is now extreme darkness in every home.
83Gyān sūrya pragaṭā , agyān andhēr vināśh .
81When the Sun of Knowledge rises, the darkness of ignorance is dispelled.
84Barōbar ghōr andhiyārā hai .
82There is truly extreme darkness.
85Kōī bhī ātmā apnē bāp kō nahī̃ jāntī .
83None of souls knows their Father.
86Bāp kō jānnē sē hī sabkī jyōti jag jātī hai .
84Everyone's light is lit them by knowing the Father.
87Unkō śhamā bhī kahā jātā hai .
85He is also called the Flame.
88Tō aisē mukhya parv par tum bahut achchhī rīti samjhā saktē hō .
86You can explain very well on such main festivals.
89Tum government kō bhī samjhāō .
87You can also explain to the Government.
90Tumhē̃ abhī ḵẖās āgē baṛhnā hai .
88You now especially have to move forward.
91Mātāō̃ kō āgē karnā hai .
89Place the mothers at the front.
92Ismē̃ puruṣhō̃ kō lajjā nahī̃ ānī chāhiē .
90Men should not be ashamed about this.
93Tō bāp samjhātē haĩ ki kaisē tumkō jagānā chāhiē .
91The Father explains to you how you should awaken others.
94Āpas mē̃ milkar K|kē sahī ( hastākṣhar ) lēkar K|kē phir samjhāō . 95Tum har ēk vāstav mē̃ śhiv K|kē bachchē hō .
92Get together, get a petition signed and then explain: In fact, each one of you is a child of Shiva.
96Aisē nahī̃ ki sabhī śhiv haĩ .
93It isn't that all are Shiva.
97Bāp tō ēk hai .
94The Father is only One.
98Vah hai rachayitā patitō̃ kō pāvan banānē vālā .
95He is the Creator, the One who purifies the impure.
99Ēk memorandum banānā chāhiē .
96A memorandum should be written.
100Mukhya jō baṛē haĩ unkō batānā chāhiē .
97Show it to the main ones, the seniors.
101Tum tō manuṣhyō̃ kō jagātē hō , manuṣhya samajhtē haĩ gaṅgā mē̃ snān karnē sē pāvan bantē haĩ .
98You awaken human beings, but they believe that human beings become pure by bathing in the Ganges.
102Parantu gaṅgā tō patit-pāvnī nahī̃ hai .
99However, the Ganges is not the Purifier.
103Patit-pāvan ēk hī nirākār hai .
100The Purifier is only the one incorporeal One.
104Gyān kī varṣhā karnē vālā gyān sāgar vah hai , bākī yah sab hai andh-śhradhā .
101He is the Ocean of Knowledge who rains knowledge. 102All the rest is blind faith.
105Abhī tum bachchō̃ kō authority milī hai .
103You children have now received authority.
106Śhāstrō̃ mē̃ likhā hai kumāriyō̃ dvārā gyān bāṇ maravāyē haĩ .
104It is written in the scriptures that the kumaris were made to shoot arrows.
107Achchhē-achchhē bachchē kām kar saktē haĩ .
105Very good children can do this work; they can give lectures.
108Bhāṣhaṇ ādi kar saktē haĩ .
106It is numberwise in an army.
109Sēnā mē̃ number-vār tō hōtē haĩ nā .
107Manners are needed in conversing with others.
110Bātchīt karnē mē̃ bhī manners chāhiē . 111Apnē sē baṛē kō hamēśhā ' āp-āp ' kahā jātā hai .
108When speaking to one’s elders, one always speaks in the polite form (aap, aap).
112Parantu anpaṛhē bachchē , ' āp ' kē badlē ' tū-tū ' kar bāt kartē haĩ .
109However, instead of being respectful, uneducated children speak in familiar terms (tu, tu).
113Paṛhāī sē bhī buddhi mē̃ manners ātē haĩ .
110Manners are imbibed by the intellect even by studying.
114Teachers phir bhī achchhē hōtē haĩ jō paṛhākar martabā pānē lāyak banātē haĩ .
111Teachers are still good, in that they educate you and make you worthy of receiving a status.
115Characters bhī register mē̃ likhtē haĩ .
112One's character is also written in the register.
116Ājkal tō itnē character vālē haĩ nahī̃ .
113Nowadays, people don’t have that much character.
117Duniyā mē̃ gand hī gand hai .
114The world is completely dirty.
118Gīt mē̃ bhī sunā nā ki kyā hall|hāl hai .
115You heard in the song what the condition has become.
119Tum bachchē jāntē hō - ahō bhārat hamārā kaun kahlāyē .
116You children know that no other country can be like what Bharat was at that time.
120Bhārat svarg thā .
117Bharat was heaven.
121Sannyāsī lōg tō kah dētē haĩ yah sab āpkī kalpanā hai .
118Sannyasis say that all of this is your imagination. 119What do they know of heaven?
122Unhō̃ kō kyā patā svarg kyā hōtā hai ?
120Yes, some will emerge who will be very happy to see this.
123Hā̃ , kōī nikalē̃gē jō dēkhkar baṛē khuśh hōṅgē .
121These pictures are very good. 122They make big statues of the Pandavas.
124Yah chitra baṛī achchhī chīz haĩ .
123They are not really that big.
125Pāṇḍavō̃ K|kē baṛē-baṛē but banātē haĩ .
124They make Ravan as tall as 100 feet.
126Itnē baṛē kōī thē thōṛēhī .
125They continue to increase his size day by day.
127Rāvaṇ kō kitnā baṛā 100 foot kā lambā banātē haĩ .
126Ravan's age has become old now. 127He is now 2500 years old.
128Din-pratidin lambā banātē jātē haĩ . 129Rāvaṇ key|kī āyu baṛī hō gaī hai .
128You can explain very well on the day of Dashera: This is Ravan's kingdom.
1302500 varṣh ākar huē haĩ .
129It is called the devil world.
131Tō tum daśhaharē K|kē din par bhī achchhī rīti samjhā saktē hō .
130Someone printed in the papers that this is a devilish world.
132Yah rāvaṇ key|kī rājdhānī hai , iskō devil world kahā jātā hai . 133Akhbār mē̃ bhī kōī nē ḍālā thā - yah rākṣhasī duniyā hai .
131If people ask you why you call this a devilish kingdom, tell them: In the newspapers, so-and-so said that this kingdom is Ravan’s.
134Agar kōī bōlē tum āsurī rājya kyō̃ kahtē hō ?
132When the Father came, He said: This world is devilish.
135Bōlō - phalānē nē akhbār mē̃ bhī rāvaṇ rājya kahā hai .
133The deity kingdom exists in the golden age.
136Bāp bhī jab āyē thē tō kahā thā yah āsurī duniyā hai .
134You should get together and consult one other. 135Your aim and objective is clear.
137Daivī rājya tō satyug mē̃ hōtā hai .
136The aim and objective is also written outside on the board.
138Aisē-aisē milkar rāy nikālnī chāhiē .
137There is no question of blind faith in a school.
139Aim object clear hai . 140Bāhar board par bhī aim-object likhī hai .
138In all spiritual gatherings they listen to the Vedas etc. with blind faith.
141Kōī bhī school mē̃ andhaśhradhā key|kī bāt nahī̃ hōtī .
139There is no meaning to those.
142Satsaṅg jō bhī haĩ vahā̃ vēd ādi sab andhaśhradhā sē suntē haĩ . 143Arth|earth kuchh bhī nahī̃ nikaltā .
140The Father now says: O people of Bharat, for how long have you been studying all the big Vedas and Upanishads etc?
144Ab bāp kahtē haĩ - hē bhāratvāsiyō̃ , tum baṛē-baṛē vēd-upaniṣhad ādi kab sē paṛhtē āyē hō ?
141You wouldn't say that you have been doing that from the golden age. 142There is no trace of the path of devotion there.
145Satyug sē tō nahī̃ kahē̃gē .
143That is called a devotion cult.
146Vahā̃ yah bhakti mārg kā aṅśh nahī̃ .
144For half a cycle, there is the night of Brahma.
147Inkō bhakti cult kahā jātā hai .
145That is when the path of devotion begins.
148Ādhākalp brahmā kī rāt bhakti mārg śhurū hōtā hai .
146God definitely comes because this is why Shiv Jayanti is celebrated.
149Bhagvān jarūr ātā hai tab tō śhiv jayantī manāī jātī hai .
147How else did the incorporeal One come?
150Nahī̃ tō vah nirākār kaisē āyā ? 151Jarūr śharīr kā ādhār liyā hōgā .
148He would definitely have taken the support of a body.
152Tum jāntē hō bāp brahmā K|kē tan kā hī ādhār lētē haĩ .
149You know that the Father takes the support of the body of Brahma.
153Unkō ānā hī bhārat mē̃ hai .
150He has to come in Bharat.
154Bāp kā janm bhī bhārat mē̃ hī hai .
151The birth of the Father is in Bharat.
155Brahmā kā bhī bhārat mē̃ hī hai .
152The birth of Brahma is also in Bharat.
156Bābā nē virāṭ rūp kē liē bhī samjhāyā hai .
153Baba has explained the variety-form image to you.
157Yah brāhmaṇ dharm hai chōṭī .
154The Brahmin religion is the topknot.
158Ab practical mē̃ tum hō nā .
155You exist now in a practical way.
159Ham brāhmaṇō̃ kē ūpar śhivbābā nirākār hai phir brahmā kā tan dikhānā paṛē .
156Shiv Baba, the Incorporeal, is above us Brahmins. 157Then, you have to show the body of Brahma.
160Yah sarasvatī aur yah brāhmaṇ kul phir dēvtā kul , kṣhatriya kul - itnē-itnē janma lētē haĩ .
158That one is Saraswati, then there is the Brahmin clan, then the deity clan, the warrior clan etc. 159They take this many births.
161Bilkul clear accurate ban saktā hai . 162Brahmā kī rāt , sarasvatī key|kī rāt , brahmāvãśhiyō̃ key|kī bhī rāt .
160You can show this very clearly and accurately: The night of Brahma, the night of Saraswati and the night of the dynasty of Brahma.
163Din mē̃ phir sab brāhmaṇ sō dēvtā bantē haĩ .
161In the day, all Brahmins become deities.
164Points tō bachchō̃ kō bahut dī jātī haĩ , dhāraṇ karnī haĩ .
162You children are given many points that you have to imbibe.
165Aisā nahī̃ , ēk kān sē sunā aur bāhar nikalē , ḵẖalās . 166Jaisē aur satsaṅgō̃ mē̃ kathāyē̃ ādi sunkar chalē jātē haĩ . 167Yahā̃ tō tumkō pratyakṣhaphal miltā hai .
163It should not be that you listen with one ear and let it out again through the other and everything is over, just as people listen to the stories when they go to spiritual gatherings and then depart. 164Here, you receive instant fruit.
168Jāntē hō is paṛhāī sē hamkō manuṣhya sē dēvtā bannā hai .
165You know that you have to change from human beings into deities by studying this.
169Vahā̃ kuchh aim object nahī̃ .
166There is no aim or objective there.
170Bāp samjhātē tō bahut haĩ parantu kōī birlē nikaltē haĩ .
167The Father explains a great deal, but scarcely a few emerge. 168Some even become traitors.
171Kōī-kōī tō traitor bhī nikal paṛtē haĩ .
169You should explain: This is a battlefield. 170Maya is very powerful.
172Samjhānā chāhiē - yah yuddha kā maidān hai .
171Some even fail. 172This is also a game in the drama.
173Māyā baṛī prabal hai .
173Not everyone can win.
174Kōī fail hō jātē haĩ . 175Yah bhī drama kā khēl hai .
174You children know that you are defeated by Maya, Ravan.
176Sab thōṛēhī win kar saktē haĩ .
175This is a game of victory and defeat.
177Bachchē jāntē haĩ ham māyā rāvaṇ sē hārē huē haĩ .
176Those who are defeated by Maya are defeated by everything.
178Hār aur jīt kā yah khēl hai . 179Māyā sē hārē hār hai .
177You know that you are becoming the masters of the world through Baba.
180Tum jāntē hō ham bābā sē viśhva kā mālik bantē haĩ .
178You should have this intoxication permanently.
181Yah naśhā sthāī rahnā chāhiē .
179Why does this intoxication break?
182Naśhā ṭūṭtā kyō̃ hai ? 183Viśhva K|kē rachtā bāp sē paṛh rahē haĩ !
180You are studying with the Father who is the Creator of the world.
184Nar sē nārāyaṇ , nārī sē lakṣhmī ban rahē haĩ ! 185Aisē thōṛēhī hōtā hai ki student paṛhāī aur paṛhānē vālē kō bhūl jātē haĩ .
181You are becoming Narayan from an ordinary man and Lakshmi from an ordinary woman. 182It never happens that a student forgets his study or his teacher.
186Phir yahā̃ kyō̃ bhūltē hō ?
183So, why do you forget Him here?
187Ghar mē̃ jānē sē ēkdam bhūl jātē haĩ .
184When you go home, you completely forget Him.
188Yahā̃ bahut niśhchaybuddhi hō jātē haĩ .
185Here, your intellect have very good faith.
189Kitnē āṅsū bahātē , yahā̃ sē ghar gayē phir chiṭṭhī bhī nahī̃ likhtē .
186You shed so many tears, and then, when you go home from here, you don't even write a letter!
190Ananya bachchē jō paṇḍā bankar ātē vah bhī bhūl jātē haĩ .
187Even very special, beloved children who come as guides forget everything.
191Kam sē kam service samāchār tō likhē̃ - bābā , ham āpkī service par tatpar haĩ .
188You should at least write service news: Baba, I am engaged in Your service.
192Nahī̃ tō bābā samajh lētē haĩ māyā nē kabradākhil kar diyā hai .
189Otherwise, Baba would understand that Maya has buried you in a graveyard.
193Buddhi bhī kahtī hai aisā bābā jō viśhva kā mālik banānē vālā hai unkō tō nirantar yād karnā chāhiē .
190The intellect also says: Such a Baba, who makes you into the masters of the world, should be remembered constantly.
194Parantu bachchē mās-mās bhī yād nahī̃ kartē , patra nahī̃ likhtē .
191However, some children don’t remember Him even once a month; they don't write any letters to Him.
195Māyā kōī-kōī kō tō bilkul hī murdā banā dētī hai . 196Jītē jī bhī chiṭṭhī nahī̃ likhtē , marnē kē bād tō bāt hī nahī̃ .
192Maya makes some of them into complete corpses. 193They don't write a letter while alive, and so there is no question of them doing that when they have died.
197Bābā bhī chiṭṭhī tab likhē̃gē jab vah khud likhē̃gē .
194Baba would also write a letter when you write first.
198Jō bābā kō yād karē̃gē vahī karmātīt ever healthy banē̃gē .
195Those who remember Baba are the ones who will become karmateet and ever healthy.
199Bābā kā varsā tō jarūr yād ānā chāhiē .
196You should definitely remember Baba's inheritance.
200Sthāī naśhā bhī chaṛhnā chāhiē .
197You should also have permanent intoxication.
201Is samay tum bachchō̃ kā yād sē mukh mīṭhā hōtā hai .
198At this time, you children sweeten your mouths with remembrance.
202Jāntē hō sr̥iṣhṭi kā rājya rūpī makkhan hamkō miltā hai .
199You know that you are receiving the butter of the kingdom of the world.
203Śhrīkr̥iṣhṇa kō mukh mē̃ mākhan dikhātē haĩ arthāt viśhva kā rājya hai .
200They show Shri Krishna with butter in his mouth; that is the kingdom of the world.
204Mālikpanē mē̃ bhī status haĩ nā .
201There are different levels of status of a master.
205Jō jitnā karēgā , vah pāyēgā . 206Tum jāntē hō bābā hamkō paṛhātē haĩ .
202To the extent that you do something, so you receive accordingly.
207Parampitā kahā jātā hai nā .
203You know that Baba is teaching you.
208Tō pitā sē jarūr varsā miltā hai .
204He is called the Supreme Father.
209Māt-pitā chāhiē tab bachchē paidā hō̃ , tab varsā milē .
205Therefore, you definitely receive the inheritance from the Father.
210Kahtē bhī haĩ tum māt-pitā ham bālak tērē . 211Tumhārē sahaj rājyōg sikhlānē sē ham svarg K|kē mālik bantē haĩ .
206The Mother and Father are needed because only then can children be born and the inheritance received. 207It is said: You are the Mother and Father and we are Your children.
212Samjhānā chāhiē tīn sēnāyē̃ tō barōbar khaṛī haĩ .
208By Your teaching us easy Raj Yoga, we become the masters of heaven.
213Vināśh kālē viparīt buddhi - tō khalās huē thē .
209You should explain that there truly were three armies.
214Bākī jinkī prīt thī bhagvān kē sāth vah svarg K|kē mālik ban gayē .
210Those who had non-loving intellects at the time of destruction were destroyed.
215Hamārā farj hai government kō italā karnā .
211However, those who had love for God became the masters of heaven.
216Jō bhī baṛē-baṛē officers tumhārē sāth miltē haĩ unsē bhī sahī lē saktē hō tō khuśh hō jāyēṅgē .
212It is our duty to tell the Government. 213You can get all the important officers who meet you to sign it and they will become happy.
217Yah tō bahut achchhā kārya kartē haĩ .
214It is a very good task that you are carrying out.
218Mēhnat karō .
215Make effort!
219Ismē̃ phursat bhī chāhiē , jō phir sambhāl sakō .
216One needs time for this too so that you are able to look after everything.
220Service baṛhānē kē liē tō bahut yuktiyā̃ haĩ .
217There are many ways to make service expand.
221Parantu bachchō̃ mē̃ kahā̃-kahā̃ ahaṅkār ā jātā hai yā familiarity mē̃ ānē sē bahut nuksān kar dētē haĩ .
218However, some children sometimes develop arrogance and a lot of harm is caused when they have familiarity.
222Gyān K|kē naśhē sē chēhrā sadā harṣhit mukh rahnā chāhiē .
219Your faces should remain constantly cheerful with the intoxication of this knowledge.
223Achchhā !
220Achcha.
224Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .
221To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
225Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
222The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
226Dhārṇā kē liē mukhya sār :
223Essence for dharna:
2271 ) aim object kō sāmnē rakh puruṣhārth karnā hai .
224 1. Make effort while keeping your aim and objective in front of you.
228Daivī manners dhāraṇ karnē haĩ .
225Imbibe divine manners.
229Ēk kān sē sun dūsrē sē nikālnā nahī̃ hai .
226Do not listen to this with one ear and let it out of the other.
2302 ) viśhva rachayitā bāp hamē̃ paṛhā rahē haĩ , unkē ham student haĩ - is naśhē mē̃ rahnā hai .
227 2. The Father, the Creator of the World, is teaching you and you are His students. 228Maintain this intoxication.
231Service key|kī bhinn-bhinn yuktiyā̃ nikāl usmē̃ busy rahnā hai .
229Create different ways of doing service and remain busy in that.
Blessing
232Vardān : bāp K|kē diyē huē khajānē kō manan kar apnā banānē vālē sadā harṣhit , sadā niśhchint bhav
230Blessing: May you be constantly cheerful and carefree by making the treasures given to you by the Father your own by churning them.
233Āp bachchō̃ K|kē manan vā simraṇ karnē kā chitra bhakti mārg mē̃ viṣhṇu kā dikhāyā hai .
231 The picture of you children churning and having remembrance on the path of devotion is that of Vishnu.
234Sāmp kō śhaiyā banā diyā arthāt vikār adhīn hō gayē .
232The snake was made into a bed, that is, the vices were controlled.
235Māyā sē hār khānē key|kī , yuddha karnē key|kī kōī chintā nahī̃ , sadā māyājīt arthāt niśhchint .
233You will not have to worry about being defeated by Maya or of battling; you will constantly be a conqueror of Maya, that is, you will be carefree.
236Rōz gyān key|kī naī-naī point smr̥iti mē̃ rakh manan karō tō baṛā majā āyēgā , sadā harṣhit rahē̃gē kyōṅki bāp kā diyā huā khajānā manan karnē sē apnā anubhav hōtā hai .
234Keep new points of knowledge daily in your awareness and churn them and you will enjoy yourself. 235You will become constantly cheerful because, by churning the treasures given to you by the Father, you experience them to be your own.
Slogan
237Slōgan : sva parivartak vah hai jiskē andar sadā yah śhubh bhāvnā emerge rahē ki badalā|badlā nahī̃ lēnā hai badalkar dikhānā hai .
236Slogan: A self-transformer is one from whom good wishes always emerge. 237He does not seek revenge (badla lena), but demonstrates them by transforming himself (badal kar).
238*** Om Shanti ***