मंगलवार 4 जुलाई 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
004-07-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 04/07/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bhōlānāth bābā āyē haĩ bhaktō̃ kō bhakti kā phal dēnē , unhē̃ agam-nigam kā bhēd sunākar mukti-jīvanmukti kā varsā dēnē ' '
1Essence: Sweet children, Baba, the Innocent Lord, has come to give you devotees the fruit of your devotion. 2He has to tell you the secrets of coming and going and give you the inheritance of liberation and liberation-in-life.
Question
2Praśhna : 21 janmō̃ kē liē rājāī pad key|kī prāpti kin bachchō̃ kō hōtī hai ? 3Prajā mē̃ kaun jātē haĩ ?
3Question: Which children attain a royal status for 21 births? 4Who become part of the subjects?
Answer
4Uttar : jō mātēlē ban bāp par pūrā-pūrā balihār jātē haĩ unhē̃ rājāī pad prāpt hōtā hai aur jō sautēlē haĩ , balihār nahī̃ jātē haĩ vō 21 janm hī prajā mē̃ chalē jātē haĩ .
5Answer: Those who become real children and completely surrender themselves to the Father attain a royal status. 6Those who are stepchildren and don't surrender themselves become part of the subjects for 21 births. 7You follow shrimat and, with your power of yoga, claim the tilak of a kingdom.
5Tum śhrīmat par chal apnē hī yōgbal sē rājāī kā tilak lētē hō .
8Here, there is no question of weapons etc.
6Yahā̃ hathiyār ādi key|kī bāt nahī̃ . 7Tumhē̃ buddhiyōg bal sē māyājīt-jagatjīt bannā hai .
9You have to become conquerors of Maya and conquerors of the world with the power of your intellects’ yoga.
Song
8Gīt : bhōlēnāth sē nirālā …
10Song: No one is unique like the Innocent Lord.
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Dēkhō , kyā kahtē haĩ ?
12Look at what they say?
11Bhaktō̃ key|kī rakṣhā karnē vālā .
13“The One who protects the devotees”.
12Tō jarūr bhakta kōī āphat mē̃ āyē huē haĩ .
14Therefore, the devotees must surely be facing some calamities.
13Bhaktō̃ kā rakhvālā .
15The Protector of the devotees.
14Rakṣhā kiskī hōtī hai ?
16Who is protected?
15Jō āphat mē̃ phansā huā hai .
17Those who are trapped by calamities.
16In bhaktō̃ kā rakṣhak śhivbābā hai .
18Shiv Baba is the Protector of those devotees.
17Bhaktō̃ kō bhakti kā phal jarūr miltā hai .
19Devotees definitely receive the fruit of their devotion.
18Mēhnat tō kartē haĩ nā .
20They do make effort.
19Kāydā kahtā hai puruṣhārth sē prālabdh miltī hai .
21The law says that you receive your reward by making effort.
20Ab is duniyā mē̃ puruṣhārth karānē vālē sab haĩ āsurī sampradāy .
22In this world, all those who inspire you to make effort are those of the devilish community.
21Vāstav mē̃ puruṣhārth karānē vālā chāhiē kōī achchhā .
23In fact, you need someone good to inspire you to make effort.
22Sachchā puruṣhārth sirph ēk bhōlānāth bāp hī karātē haĩ .
24Only the one Father, the Innocent Lord, inspires you to make real effort.
23Jismānī laukik mā̃ , bāp , teacher sabhī had kā puruṣhārth karātē haĩ .
25Worldly teachers and parents make you make limited effort.
24Bēhad key|kī knowledge kōī dē na sakē .
26None of them can give you this unlimited knowledge.
25Bhal kōī barrister-judge banē̃gē phir dūsrē janm mē̃ nayēsir puruṣhārth karnā paṛē . 26Barrister tō kāyam nahī̃ rahē̃gē .
27Although some might become barristers or judges, they would have to make effort in their next birth once again to become those; they would not remain barristers all the time.
27Prālabdh tō kuchh banī nahī̃ .
28They didn't create any reward.
28Gurū bhī karkē kuchh sikhlātē haĩ , śhāstra sunātē haĩ parantu vah bhī alpkāl kā sukh milā .
29Their gurus teach them something and relate scriptures to them, but the happiness that they receive is also only temporary.
29Prālabdh tō kuchh banī nahī̃ .
30There is no reward created.
30Phir dūsrē janm mē̃ gurū karnā paṛē .
31Then, in their next birth, they have to adopt a guru again.
31Yah bhōlānāth hai satgurū .
32The Innocent Lord is the Satguru.
32Satgurū hamēśhā satya hī bōltā hai .
33The Satguru always speaks the truth.
33Vahī ākar satya kathā sunātē haĩ .
34He alone comes and tells you the true story.
34Yah hai satgurū key|kī mat jissē mukti-jīvanmukti miltī hai .
35These are the directions of the Satguru through which you receive liberation and liberation-in-life.
35Yah hai nar kō nārāyaṇ banānē key|kī mat .
36These directions are to change you from ordinary humans into Narayan.
36Bhōlānāth agam-nigam , ādi-madhy-ant kā rāz baiṭh batātē haĩ .
37The Innocent Lord sits here and tells you the secrets of the coming and going and of the beginning, the middle and the end.
37Aur kōī muktidhām , jīvanmuktidhām ( svarg ) kō jāntē hī nahī̃ .
38No one else knows of the land of liberation or the land of liberation-in-life (heaven).
38Muktidhām kā mālik hai parampitā paramātmā , jō paramdhām mē̃ rahnē vālā hai .
39Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Master of the land of liberation and He resides in the supreme abode.
39Ab bachchō̃ kō mat miltī hai .
40You children now receive directions.
40Bābā nē bār-bār samjhāyā hai ki yah bāp-teacher-gurū hai .
41Baba has repeatedly explained to you that He is the Father, Teacher and Guru.
41Śhrīkr̥iṣhṇa kō bāp-teacher-satgurū kōī nahī̃ kahē̃gē .
42No one would call Shri Krishna the Father, Teacher and Satguru.
42Ab bābā jabki sachchā rāstā batātē haĩ tō phir jhūṭhā chhōṛ dēnā chāhiē .
43Now that Baba is showing you the true path, you should stop following wrong paths.
43Gurū śhurū huē haĩ dvāpar sē .
44They started adopting gurus in the copper age.
44Satyug-trētā mē̃ gurū hōtē nahī̃ .
45There are no gurus in the golden and silver ages.
45Mātā gurū nē gyān amr̥it pilāē svarg banāyā phir vahā̃ gurū kī darkār nahī̃ .
46The Mother Guru gave you the nectar of knowledge and created heaven. 47There was then no need for gurus there.
46Ab dēkhō - tum bachchō̃ kō kitnī achchhī mat dētā hū̃ .
48Now look! 49I give you children such good directions.
47Sabkō yuddha K|kē maidān mē̃ bābā nē khaṛā kiyā hai ki 5 vikārō̃ par jīt pahanō aur phir aisē śhrīkr̥iṣhṇa samān dēvtā banō .
50Baba has made you all stand on the battlefield and told you to conquer the five vices and then become deities like Shri Krishna.
48Ham jāntē haĩ - yah śhrīkr̥iṣhṇa māyājīt ban jagatjīt arthāt jagat kā prince banā .
51We know that Shri Krishna became a conqueror of Maya and a conqueror of the world, that is, he became the prince of the world.
49 ( śhrīkr̥iṣhṇa kā chitra hāth mē̃ uṭhāē samjhānā ) tum bachchiyā̃ jāntī hō ki ham yuddha K|kē maidān par haĩ . 50Māyājīt-jagatjīt bannā hai .
52(Explain using the picture of Shri Krishna). 53You daughters know that you are on a battlefield. 54You have to become conquerors of Maya and conquerors of the world.
51Jaisē śhrīkr̥iṣhṇa jō phir śhrīnārāyaṇ banā phir unkē sāth aur bhī sārī rājdhānī thī tō vah sab jarūr yuddha K|kē maidān mē̃ hōṅgē , jō māyā par jīt pātē hōṅgē .
55Just as Shri Krishna became Narayan, and then there was also the rest of the kingdom with him, so they would all definitely have been on the battlefield to conquer Maya.
525 hajār varṣh pahlē yah śhrīkr̥iṣhṇa bhī apnē antim janm mē̃ yuddha K|kē maidān mē̃ thē .
56Five thousand years ago, this Shri Krishna was on that battlefield in his final birth.
53Vaisē ab yah bhī yuddha K|kē maidān mē̃ haĩ .
57In the same way, he is also now on that battlefield.
54Tum bhī yuddha K|kē maidān mē̃ hō .
58You too are on the battlefield.
555 vikārō̃ par jīt pākar tumkō yah bannā hai .
59You have to conquer the five vices and become that.
56Iskō kahā jātā hai nārāyaṇī naśhā .
60This is called the intoxication of becoming Narayan.
57Māyājīt-jagatjīt bannā hai .
61You have to become conquerors of Maya and conquerors of the world.
58Kitnī sahaj bāt hai !
62This is such an easy thing.
59Sirph ēk drōpadī tō nahī̃ thī .
63There wasn't just one Draupadi.
60Sab mātāyē̃ drōpadiyā̃ haĩ .
64All of you mothers are Draupadis.
61Sabkō satyug mē̃ naṅgan hōnē sē bachātē haĩ .
65Baba saves everyone from being stripped in heaven.
62Vahā̃ kōī vikār mē̃ nahī̃ jātē .
66There, no one indulges in vice.
63Kahē̃gē - bhalā tab bachchē kaisē paidā hōṅgē ?
67They say: If that’s so, how would children be created?
64Arē , vah tō pavitra duniyā hai .
68However, that world is pure.
65Tum sannyāsī lōg gharbār chhōṛtē hō tō phir duniyā khatm hō jātī hai kyā ?
69When sannyasis leave their homes and families, does the world end then?
66Duniyā tō baṛhtī rahtī .
70The world continues to grow.
67Sannyāsī jāntē haĩ pavitratā achchhī hai . 68Vikārō̃ kā sannyās tō achchhā hai .
71Sannyasis know that purity is good and that it is good to renounce the vices.
69Sannyās karnē vālō̃ kō sannyās na karnē vālē māthā ṭēk gurū banātē haĩ .
72Those who don't have renunciation bow down to those who renounce everything and make them their gurus.
70Us sachchē satgurū dvārā yah mātāyē̃ gurū bantī haĩ , jinhō̃ key|kī hī vijay mālā banī huī hai .
73These mothers become gurus through that true Satguru, and the rosary of victory is created from them.
71Bābā kahtē haĩ - bachchē , tum paṛhkar pad pāō .
74Baba says: Children, study and claim a status!
72Ab bāp nē yuddha K|kē maidān mē̃ khaṛā kiyā hai - śhrīkr̥iṣhṇa jaisā banānē kē liē .
75The Father has now made you stand on a battlefield to make you become like Shri Krishna.
73Unkī sārī rājdhānī hai .
76The whole kingdom is his.
74Prince-princess tō hōṅgē nā .
77There will be princes and princesses.
75Abhī tō na rājā-mahārājā kahlā saktē , na prince-princess .
78Now, none of them can be called kings or emperors or princes and princesses.
76Ab tumkō bāp key|kī daivī mat miltī hai .
79You are now receiving divine directions from the Father.
77Ab mātāō̃ kō gyān-kalaṣh milā hai .
80You mothers have now received the urn of knowledge.
78Yah bachchiyā̃ amr̥it pilāē asurō̃ kō dēvtā banātī haĩ .
81These daughters give devils nectar to imbibe and make them into deities.
79Dēvtāyē̃ purānī duniyā par thōṛēhī rājya karē̃gē .
82Deities are not going to rule in this old world.
80Naī duniyā bhī ban rahī hai .
83The world is being made new.
81Tō bachchē , ab jaldī-jaldī karō .
84So children, now be quick!
82Ēk tō hai vikārō̃ kā bandhan , dūsrā phir hai karmbandhan .
85One is the bondage of vices and then there are karmic bondages.
83Unsē chhūṭnē liē śhrīmat par chalnā paṛē .
86In order to become free from those, you have to follow shrimat.
84Bābā kahtē haĩ - mujhē yād kar aśharīrī banō .
87Baba says: Remember Me and become bodiless.
85Aisē nahī̃ ki ātmā paramātmā mē̃ mil ēk hō jātī hai .
88It isn't that souls merge into the Supreme Soul and become one.
86Na kōī jyōti jyōt samāyā hai , na samānē hī haĩ .
89No one has merged into the light and no one will merge.
87Ātmā samā jāē tō jaṛ hō jāē .
90If a soul were to merge, he would become non-living.
88Ātmā tō avināśhī hai .
91Souls are imperishable.
89Śharīr kō vināśhī kahā jātā hai .
92Bodies are called perishable.
90Ātmā mērē sāth yōg lagākar pavitra bantī hai .
93Souls have yoga with Me and become pure.
91Phir śharīr bhī pavitra milēgā .
94They then receive pure bodies.
92Ātmā pavitra hō jāyēgī phir yah śharīr ḵẖalās hō jāyēgā .
95The soul will become pure and then this body will finish.
93Phir pavitra tatvō̃ sē pavitra śharīr banē̃gē .
96A pure body of pure elements will then be created.
94Yah śharīr pūjan lāyak nahī̃ bantē .
97This body doesn't become worthy of worship.
95Pūjya tō sirph dēvtāyē̃ hī haĩ .
98Only deities are worthy of worship.
96Un par fool|phūl chaṛhā saktē haĩ .
99You can offer flowers to them.
97Unhō̃ kō śhrī śhrī arthāt śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh kahā jātā hai .
100They are called Shri Shri, that is, the most elevated of all.
98Śhrī śhrī dō bār kyō̃ kahtē haĩ ?
101Why is Shri said twice?
99Kyōṅki sūrya-vanśhī lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ ūñch tē ūñch , unkī ātmā aur śharīr dōnō̃ pavitra haĩ .
102Because the sun-dynasty Lakshmi and Narayan are the highest of all; both the souls and their bodies are pure.
100Unhō̃ kō 16 kalā sampūrṇ kahē̃gē .
103They are called 16 celestial degrees full.
101Chandravanśhī haĩ 14 kalā tō chandravanśhī kō sirph śhrī kahē̃gē .
104The moon dynasty is just 14 degrees and so they are just called Shri.
102Lakṣhmī-nārāyaṇ kō ūñch title miltā hai - śhrī śhrī lakṣhmī , śhrī śhrī nārāyaṇ .
105Lakshmi and Narayan receive an elevated title: Shri Shri Lakshmi and Shri Shri Narayan.
103Vah hai mahārājā-mahārānī aur rām-sītā haĩ rājā-rānī .
106They are an emperor and empress whereas Rama and Sita are a king and queen.
104Number-vār jō jaisā bantā hai unkō aisā title miltā hai .
107It is numberwise: whatever each one becomes, he receives a title accordingly.
105Yahā̃ bhī mahārājāyē̃ aur rājāyē̃ haĩ .
108Here, too, there are emperors and kings.
106Baṛē kō mahārājā kahā jātā hai .
109Those who are senior are called emperors.
107Rājāyē̃ mahārājāō̃ kē āgē sir jhukāyēṅgē .
110Kings bow down in front of emperors.
108Mahārājā pahlē haĩ . 109Rājā pīchhē haĩ .
111The emperors are first and the kings come after them.
110Tō ab śhrīmat par chalnā hai .
112Therefore, you now have to follow shrimat.
111Śhrī śhrī jagat gurū .
113Shri Shri Jagadguru.
112Rūdra mālā hai nā .
114There is the rosary of Rudra.
113Jagat kā mālik bhī vah hai .
115He is also the Master of the World.
114Teacher bhī vah hai tō gurū bhī vah hai .
116He is the Teacher and also the Guru.
115Aisē bābā kō yād karnā paṛē .
117You have to remember such a Baba.
116Kahtē haĩ - bandhan hai kōī chhuṛāvē .
118People say that they have a bondage and that someone should liberate them.
117 ( tōtē kā misāl ) arē , bhagvān kahtē haĩ ab maĩ tumkō lēnē āyā hū̃ , tum sirph aṅgulī pakaṛō .
119(The story of the parrot who wouldn’t let go of the branch). 120Oh! 121But God is saying that He has come to take you. 122You just have to hold His finger.
118Vah jō kahē sō karō , pavitra tō jarūr bannā paṛē .
123Just do that which He tells you to do. 124You definitely do have to become pure.
119Is kabristān kō kyā yād karnā hai .
125Why should you remember this graveyard?
120Rahnā bhal yahā̃ hai parantu sirph buddhiyōg vahā̃ lagānā hai .
126Although you have to live here, simply let your intellects’ yoga be connected there.
121Iskō kahā jātā hai śhāntidhām , sukhdhām kō yād karnā .
127This is called remembering the land of peace and the land of happiness.
122Naṣhṭōmōhā bhī bannā hai .
128You also have to become destroyers of attachment.
123Vah hai patiyō̃ kā pati , bāpō̃ kā bāp , gurūō̃ kā gurū .
129He is the Husband of all husbands, the Father of all fathers, the Guru of all gurus.
124Tō aisā ( śhrīkr̥iṣhṇa ) bannē liē mēhnat karnī paṛē .
130Therefore, you have to make effort in order to become like that (Shri Krishna).
125Kalp pahlē bhī puruṣhārth kiyā thā aur satyug key|kī rājdhānī sthāpan huī thī .
131You made effort in the previous cycle and the kingdom of the golden age was established.
126Phir hō rahī hai .
132It is happening once again.
127Ismē̃ pavitra rahnā hai .
133You have to remain pure for this.
128Pati jō sēvā kahē vah tum karō bākī sirph pavitra rahnā hai .
134Do whatever work your husband asks you to do, but just remain pure.
129Pavitra nahī̃ banē̃gē tō vaikuṇṭha kā mālik nahī̃ banē̃gē .
135If you don't remain pure, you won't become a master of Paradise.
130Ab bāp ākar tum bachchō̃ kō svarg-vāsī banātē haĩ .
136The Father has now come and is making you children into residents of heaven.
131Patitō̃ kō pāvan karnē vālā bhī vah hai .
137He is the One who purifies the impure.
132Jagat kā mālik bhī vah hai .
138He is also the Master of the World.
133Ab tum bachchiyā̃ gyān dhan sē manuṣhyō̃ kō dēvtā banāō .
139You daughters are now making human beings into deities with the wealth of knowledge.
134Yah tō knowledge hai .
140This is knowledge.
135Buddhi mē̃ kitnī rōśhnī ā gaī hai .
141You have taken so much enlightenment into your intellects.
136Aur kōī kō yah knowledge nahī̃ .
142No one else has this knowledge.
137Sab dar-dar dhakkē khātē rahtē haĩ .
143All are stumbling around from door to door.
138Yahā̃ hamkō bābā nē kitnā silence mē̃ biṭhā diyā hai .
144Here, Baba has made us sit in so much silence.
139Bābā kahtē - marnē lāyak hō tō bhī baiṭhkar sunō .
145Baba says: Even if you are about to die, sit and listen.
140Gyān amr̥it mukh mē̃ hō , śhivbābā key|kī yād hō tab prāṇ tan sē nikalē̃ .
146Let there be the nectar of knowledge on your lips and remembrance of Shiv Baba when the life force leaves your body.
141Phir ant matī sō gati hō jāyēgī .
147Then, your final thoughts will lead you to your destination.
142Nahī̃ tō na vikarma vināśh hōṅgē , na mōh jīt banē̃gē .
148Otherwise, neither will your sins be absolved nor will you become a conqueror of attachment.
143Mupht bhakti kā phal ganvā dēgē .
149You will lose your fruit of devotion unnecessarily.
144Sab bhakta haĩ nā , māyā K|kē bandhan mē̃ phansē huē haĩ .
150All are devotees and are trapped in some bondage of Maya.
145Rakhvālā hai bhōlānāth śhiv .
151Shiva, the Innocent Lord, is the Protector.
146Rakṣhā karnē āyē haĩ tō unkī rāy par chalnā hai .
152He has come to protect you and so you have to follow His advice.
147Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē kul mē̃ jānā hai .
153You have to go into Shri Krishna's clan.
148Śhrīkr̥iṣhṇa hai full pass , sampūrṇ chandramā .
154Shri Krishna is “full pass”, the full moon.
149Jab chandravanśhiyō̃ kā samay ātā hai tō vah apnā rājya lē lētē haĩ .
155When the time for those of the moon dynasty comes, they take their kingdom.
150Tō nā-pass kyō̃ hōnā chāhiē ?
156So, why should you fail?
151Full pass hōnā hai tō puruṣhārth karō .
157If you want to pass fully, make effort.
152Ḍarnē kā kām nahī̃ .
158This is not something to be afraid of.
153Nirbhay-nirvair bannā hai .
159Become fearless and free from animosity.
154Samjhānā tō paṛēgā nā .
160You will have to explain.
155Jō kahtē haĩ bhagvān sarvavyāpī hai unhōnnē hī bhārat kō aisī durdaśhā mē̃ lāyā hai .
161It is those who say that God is omnipresent who have made the condition of Bharat so bad.
156Bhagvān tō ēk hī bhōlānāth hai , jō sab bhaktō̃ kā rakhvālā hai .
162God is only the one Innocent Lord who protects all the devotees.
157Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā abhī yahā̃ hai .
163The Krishna soul is now here.
158Ab kuchh samjhō , bahut baṛī lottery hai .
164Now understand something. 165This is a very big lottery.
159Ghōṛē dauṛ hai .
166This is a horse race.
160Hamkō dauṛnā hai buddhiyōg sē .
167We have to race with the yoga of our intellects.
161Jitnā ham dauṛē̃gē utnā jaldī bābā kē pās pahũchēṅgē . 162Vikarma vināśh hōṅgē .
168The more we race, the sooner we will reach Baba and have our sins absolved.
163Bābā nē bār-bār samjhāyā haĩ - ham yuddha K|kē maidān mē̃ khaṛē haĩ .
169Baba has repeatedly explained to you: You are standing on a battlefield.
164Manuṣhya kahē̃gē hathiyār ādi kahā̃ haĩ - jō sārī sr̥iṣhṭi par vijay pāyēṅgē ?
170People would ask: Where are your weapons etc. that you would be victorious over the whole world?
165 ( bābā nē act kar dikhāī ) ham buddhiyōg bal sē māyā-jīt-jagatjīt ban rahē haĩ .
171(Baba demonstrated by acting.) 172We are becoming conquerors of Maya and the world with the power of our intellects’ yoga.
166Ham nēṣhṭhā mē̃ baiṭhē haĩ arthāt śhivbābā key|kī yād mē̃ haĩ .
173We are sitting in meditation, that is, we are in remembrance of Shiv Baba.
167Buddhi vahā̃ laṭakī huī hai .
174Our intellects are dangling there.
168Patiyō̃ K|kē pati nē kahā hai - pativratā bannā , aur kōī kō yād nahī̃ karnā .
175The Husband of all husbands has said: You have to become faithful to your Husband and not remember anyone else.
169Yōg lagātē-lagātē paripakva avasthā kō pānā hai .
176You have to reach a stage of maturity by having yoga.
170Kanyā bhī pati kō yād kartī hai nā .
177A kumari remembers her husband-to-be.
171Vah tō haĩ dēhdhārī .
178That one is a bodily being.
172Paramātmā tō aśharīrī hai , unkō buddhi sē hī yād kar saktē haĩ .
179God is bodiless and so you can remember Him with your intellects.
173Dēh-abhimān tōṛ dēhī-abhimānī ban jāyēṅgē .
180You will then break body consciousness and become soul conscious.
174Buddhi mē̃ chakra tō phirtā rahtā hai .
181The cycle continues to turn in your intellects.
175Ham apnē svargdhām jarūr padhārē̃gē .
182We will definitely go to our land of heaven.
176Sūryavanśhī , chandravanśhī phir vaiśhya , śhūdra vãnśhī banē̃gē .
183You will become the sun dynasty, then the moon dynasty, then the merchant dynasty and then the shudra dynasty.
177Phir bābā ākar śhūdra sē brāhmaṇ banāyēṅgē .
184Then Baba will come and change you from shudras to Brahmins.
178Aisē-aisē apnē sē bāt karnī hai .
185Talk to yourselves in this way.
179Bachchē lōg bagīchō̃ mē̃ jākar paṛhtē haĩ .
186Some children go and study in the gardens.
180Tum bhī ēkānt mē̃ baiṭh śhivbābā kō yād karō .
187You can also sit in solitude and remember Shiv Baba.
181Hamārā purānā hisāb-kitāb chuktū hōgā phir ham rājya karē̃gē .
188Our past accounts will be settled and we will then rule.
182Abhī ham yuddha K|kē maidān mē̃ hai . 183Phir ham bhārat par aṭal-akhaṇḍ sukh-śhānti kā rājya karē̃gē .
189We are now on a battlefield, and we will then rule an unshakeable, immovable kingdom of happiness and peace in Bharat.
184V|we are|or at war|vār . . . . . . . . ham sab laṛāī K|kē maidān par haĩ .
190We are at war! 191We are all on a battlefield.
185Yah hai sārī yōgbal key|kī bāt .
192This is a matter of the power of yoga.
186Inmē̃ taklīph tō kōī nahī̃ .
193There is no question of difficulty in this.
187Sirph bābā key|kī śhrīmat par chalnā hai . 188Phir automatically rājāī kā tilak lag jāyēgā .
194You simply have to follow Baba's shrimat and the tilak of the kingdom will then automatically be put on you.
189Vardān mil jātā hai - āyuśhvān bhav , putravān bhav .
195You receive a blessing: May you have a long life! 196May you have a child!
190Vahā̃ dhan ādi sab akīchār rahtā hai .
197There, there is plenty of wealth.
191Pahlē sē sākṣhātkār hōtā hai ki bachchā ānē vālā hai .
198They have a vision in advance of when they are to have a child.
192Vahā̃ mukh kā pyār hōtā hai .
199There, there is pure love.
193Vikār key|kī bāt hī nahī̃ hai .
200There is no question of vice there.
194Vah hai hī nirvikārī duniyā .
201That is the viceless world.
195Śhrīkr̥iṣhṇa dēkhō - kitnā first class mīṭhā hai !
202Look how first class and sweet Shri Krishna is.
196Ab aisā bannā hai .
203We now have to become like that.
197Tumkō tō paṭrānī bannā hai , mīrā tō sirph bhajan gātī thī unkō bhagvān thōṛēhī milā , vah tō hai hī bhakti mārg .
204You have to become queens. 205Meera just used to sing devotional songs. 206She did not find God. 207That was the path of devotion.
198Mīrā bhī abhī kahā̃ na kahā̃ hai .
208Meera is also somewhere now.
199Usnē bhī gyān liyā hōgā , agar pakkī bhaktin hōgī .
209She would also have taken knowledge if she were a true devotee.
200Ham bhī dvāpar sē bhakti kartē āyē haĩ nā .
210We have been performing devotion from the copper age onwards.
201Buddhi sē samajhnā hai - śhivbābā maĩ āpkī hū̃ .
211Understand with your intellect: Shiv Baba, I belong to You.
202Āp sē pūrā varsā lūṅgī .
212I will claim the full inheritance from You.
203Maĩ āp par balihār jātī hū̃ .
213I surrender myself to You.
204Tō bābā bhī 21 bār balihār jāyēṅgē .
214Then Baba will also surrender Himself to you 21 times.
205Agar balihār nahī̃ jāyēṅgē , sautēlē banē̃gē tō 21 bār prajā mē̃ āyēṅgē .
215If you don't surrender yourself, if you become a stepchild, you will be one of the subjects 21 times.
206Bābā kahtē haĩ - tum mērē kō yād karō tō ham madad bhī karē̃gē .
216Baba says: Remember Me and I will help you.
207Madad tō jarūr apnē bachchō̃ kō hī karē̃gē , dūsrē kō kyō̃ karē̃gē !
217He would surely help those who are His children. 218Why should He help others?
208Achchhā !
219Achcha.
209Māt-pitā bāpdādā kā mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati yād , pyār aur good morning .
220To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
210Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
221The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
211Dhārṇā kē liē mukhya sār :
222Essence for dharna:
2121 ) māyā par jīt pākar hamē̃ śhrīkr̥iṣhṇa samān jagatjīt bannā hai .
223 1. We have to conquer Maya and become conquerors of the world like Shri Krishna.
213Is yuddha K|kē maidān mē̃ sadā vijayī bannā hai .
224Become constantly victorious on this battlefield.
214Hār nahī̃ khānī hai .
225Never be defeated.
2152 ) śhrīmat sē svayã kō vikārō̃ K|kē bandhan aur karmbandhan sē mukt karnā hai .
226 2. Liberate yourself from the bondage of the vices and karmic bondages by following shrimat.
216Aśharīrī bannē kā abhyās karnā hai .
227Practise being bodiless.
217Buddhiyōg key|kī dauṛī lagānī hai .
228Race with your intellect's yoga.
Blessing
218Vardān : chēhrē dvārā sampann sthiti key|kī jhalak aur phalak dikhānē vālē sarv prāpti svarūp bhav
229Blessing: May you be full of all attainments and let that sparkle and intoxication of your complete stage be seen on your face.
219Saṅgamyug K|kē brāhmaṇ jīvan key|kī viśhēṣhtā hai - sadā sukh-śhānti K|kē , khuśhī K|kē , gyān K|kē , ānand K|kē jhūlē mē̃ jhūlnā . 220Sarv prāptiyō̃ K|kē sampann svarūp K|kē avināśhī naśhē mē̃ sthit rahnā .
230 At the confluence age, the speciality of Brahmin life is to swing in swings of happiness, peace, joy, knowledge and bliss and to be stable in the imperishable intoxication of the full form of all attainments.
221Chēhrē par prāpti hī prāpti hai , us sampann sthiti key|kī jhalak aur phalak dikhāī dē .
231On your face, let the sparkle and intoxication of the full stage of attainment and nothing but attainment be seen.
222Jaisē sthūl dhan sē sampann rājāō̃ K|kē chēhrē par bhī vah chamak thī , yahā̃ tō avināśhī prāpti hai , tō prāptiyō̃ key|kī rūhānī jhalak aur phalak chēhrē sē dikhāī dē .
232Just as the kings who were complete had that sparkle of physical wealth on their faces, so here you have imperishable attainment. 233Therefore, let the spiritual sparkle and intoxication of such attainment be seen on your face.
Slogan
223Slōgan : khuśhnasīb vah hai jō sadā khuśh rahkar khuśhī kā khajānā bāṇṭtā rahē .
234Slogan: A fortunate one is someone who is constantly happy and who shares the treasure of happiness.
235*** Om Shanti ***