शुक्रवार 7 जुलाई 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

007-07-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 07/07/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē-bachchē - arth|earth sahit bāp kō yād karnē sē hī tumhārē pāp nāśh hōṅgē , ātmā patit sē pāvan banēgī , number one subject hai yād kī ' '

1Essence: Sweet children, only by remembering the Father accurately will your sins be absolved. 2You souls will become pure from impure. 3The number one subject is remembrance.

Question

2Praśhna  : manuṣhyō̃ key|kī arjī kyā hai aur bāp us arjī kō kaisē pūrā kartē haĩ  ?

4Question: What request do human beings make and how does the Father fulfil that request?

Answer

3Uttar  : manuṣhya bāp sē arjī kartē haĩ - ō god father , hamē̃ pāpō̃ sē mukt karō , ō merciful bābā , rahm karō .

5Answer: Peoplemake a request to the Father: O God, the Father, liberate us from committing sin! 6O merciful Baba, have mercy on us! 7Having heard everyone’s request, Baba Himself comes and shows everyone the way to become liberated from committing sin.

4Bābā sabhī key|kī arjī sunkar svayã ātē haĩ aur pāpō̃ sē mukt hōnē key|kī yukti batātē haĩ - bachchē , tum mujhē yād karō .

8He says: Children, remember Me. 9There is no benefit in simply singing the Father’s praise.

5Sirph bāp key|kī mahimā gānē sē kōī fāydā nahī̃ , charitra gānē nahī̃ haĩ lēkin rājyōg sīkhkar charitravān bannā hai .

10You don’t need to praise His divine activity; you have to study Raj Yoga and become those whose characters are divine.

Song

6Gīt  : bhōlēnāth sē nirālā …

11Song: The Lord of Innocence is unique.

Murli

7Ōm śhānti .

12Om shanti.

8Yah mahimā kiskī sunī  ?

13Whose praise did you hear?

9Bigaṛī kō banānē vālē key|kī .

14The One who reforms that which has been spoilt.

10Ādi-madhy-ant key|kī knowledge sunānē vālā vah hai ūñch tē ūñch .

15He is the highest-on-high One who speaks the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.

11Jab kōī samajhnē kē liē ātē haĩ tō hamēśhā unkō pahlī bāt samjhānī hai ki ūñch tē ūñch bhagvān gāyā jātā hai .

16Whenever someone comes here to understand, the first thing to explain is: God is praised as the Highest on High. 17His name is the highest; His place of residence is the highest.

12Ūñch tē ūñch unkā nām bhī hai , ūñch tē ūñch unkā ṭhā̃v ( rahnē kā sthān ) bhī hai .

18It is mentioned in the Granth too that the name of God is the highest and that His abode is also the highest.

13Granth mē̃ bhī hai ūñchā jiskā nām , ūñchā jiskā ṭhā̃v .

19The Supreme Father, the Supreme Soul, is the One who resides in the highest place.

14Ūñch tē ūñch rahnē vālā hai parampitā paramātmā . 15Vah hai nirākārī duniyā , jahā̃ nirākār parampitā paramātmā rahtē haĩ .

20That is the incorporeal world, where the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, resides. 21Then, below that are the subtle and corporeal worlds.

16Phir nīchē hai ākārī aur sākārī duniyā .

22So, first of all, give His introduction.

17Tō pahlē-pahlē parichay unkā dēnā hai .

23The Supreme Father, the Supreme Soul, is the Truth.

18Parampitā paramātmā tō hai hī truth .

24He is the Creator, and then comes His creation.

19Vah hai rachayitā . 20Phir hai unkī rachnā .

25There is the Highest on High, the Seed.

21Ūñch tē ūñch bījrūp , phir unkē nīchē sūkṣhmavatanvāsī brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar .

26Then, below Him, there are Brahma, Vishnu and Shankar, the residents of the subtle region.

22Vah hai rachnā . 23Rachayitā sabkē ūpar hai .

27They are the creation and the Creator is above everyone.

24Vah rachayitā hai bāp , bākī hai rachnā .

28That Creator is the Father; all the rest are His creation.

25Sab ēk parampitā paramātmā key|kī santān haĩ , isliē ham ātmāyē̃ sab bhāī-bhāī ṭhaharē .

29All are children of the one Supreme Father, the Supreme Soul. 30Therefore, all of us souls are brothers.

26Tō parampitā paramdhām mē̃ rahtē haĩ .

31The Supreme Father resides in the supreme abode (Paramdham).

27Unkō hī paramātmā kahā jātā hai .

32He is called the Supreme Soul.

28Śhārīrik pitāyē̃ tō bahut haĩ nā .

33There are many physical fathers.

29Pahlē-pahlē parichay dēnā hai rūhānī bāp kā .

34First of all, give the introduction of the spiritual Father.

30Unkī hai sab rachnā .

35All are His creation.

31Chitrō̃ par bhī dhyān khiñchvānā hai .

36You also have to draw their attention to the pictures.

32Pahlē-pahlē hai ūñch tē ūñch parampitā paramātmā , jiskō manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ kā chaitanya bījrūp kahā jātā hai .

37First there is the highest-on-high, Supreme Father, the Supreme Soul, the One known as the living Seed of the human world tree.

33Vah sat-chit-ānand svarūp hai . 34Sat arthāt sach kahnē vālā .

38He is the Truth, the Living Being and the Embodiment of Bliss.

35Ātmā bhī sat hai , vah bhī jaltī-martī nahī̃ .

39He is the Truth, that is, the One who speaks the truth.

36Sat K|kē bachchē bhī sachchē hōnē chāhiē .

40Souls too are true; they don’t burn or die.

37Tum pahlē-pahlē dēvī-dēvtā sachchē thē .

41The children of the Truth must also be true. 42You were true deities to begin with.

38Sachkhaṇḍ sthāpan karnē vālā sachchā bābā hai .

43The true Baba is the One who established the land of truth.

39Aisē nahī̃ ki parampitā paramātmā jhūṭh khaṇḍ sthāpan kartē haĩ , nahī̃ .

44It is not that the Supreme Father, the Supreme Soul, establishes a land of falsehood; no.

40Sachkhaṇḍ thā phir yah bhārat jhūṭh khaṇḍ banā hai .

45Bharat was the land of truth and it then became a land of falsehood.

41Sachchā hai parampitā paramātmā .

46The Supreme Father, the Supreme Soul, is the Truth.

42Patit banānē vālē kō sachchā nahī̃ kahē̃gē .

47The one who makes everyone impure cannot be called the truth.

43Aur sab haĩ jhūṭhē .

48All the rest are false.

445 vikār rūpī māyā rāvaṇ jhūṭhā banātī hai .

49Maya, Ravan, the five vices, make souls false.

45Rām sachchā , rāvaṇ jhūṭhā .

50Rama is Truth and Ravan is false.

46Rāvaṇ hī bhārat kō jhūṭhā banātē haĩ .

51It is Ravan that makes Bharat false.

47Kahānī sārī bhārat par hai .

52The whole story is based on Bharat.

48Samjhānā hai bhārat svarg thā ab nark hai .

53You have to explain that Bharat was heaven and that it has now become hell.

49Bāp kō svarg banānē vālā vā svarg kā rachayitā kahā jātā hai .

54The Father is called the Creator of heaven, the One who brings about heaven.

50Mahimā bhī bhārat kī hai .

55It is Bharat that is praised.

51Ādi-madhy-ant kā gyān tumkō sunātē haĩ , jissē tum trikāldarśhī bantē hō .

56He tells you the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world through which you become knowers of the three aspects of time.

52Iskō kahā jātā hai - svadarśhan chakra .

57This is known as the cycle of self-realisation.

53Tum jāntē hō ki ham ātmāyē̃ phir sē parampitā paramātmā sē varsā lē rahī haĩ .

58You souls understand that you are once again claiming your inheritance from the Supreme Father, the Supreme Soul.

54Gāyā bhī jātā hai ātmāyē̃ aur paramātmā alag rahē bahukāl .

59It has also been remembered that souls and the Supreme Soul were separated for a long period of time.

55Abhī yah milan bahut sundar maṅgalkārī hai .

60That meeting right now is very beautiful and auspicious.

56Tum pahlē-pahlē bāp kā parichay dētē hō .

61First of all, give the Father’s introduction.

57Rachayitā bāp kō sarvavyāpī kahnē sē phir yah siddha nahī̃ hōtā ki ham sab bachchē haĩ .

62Saying that the Father, the Creator, is omnipresent doesn’t prove that we are all His children.

58Bachchē aisē nahī̃ kahē̃gē ki ham sab parampitā paramātmā haĩ .

63The children wouldn’t say that they are all the Supreme Father, the Supreme Soul.

59Sarvavyāpī kahnē sē bāp kē sāth vah lav|love nahī̃ rahtā , na buddhiyōg rahtā hai .

64With the idea of omnipresence, neither can they have love for the Father nor can their intellects have yoga with Him.

60Bhārat kā prāchīn yōg maśhhūr hai .

65The ancient yoga of Bharat is famous.

61Vāstav mē̃ buddhi kā yōg lagānā hai bāp sē .

66In fact, your intellects have to be linked in yoga to the Father.

62Sarvavyāpī hai tō phir yōg kissē lagāyē̃  ?

67If He were omnipresent, then with whom would you have yoga?

63Kyā apnē āpsē lagāyē̃  ?

68Would you have yoga with yourselves?

64Kōī arth|earth hī nahī̃ nikaltā .

69There is no meaning in that.

65Yahā̃ tō tum arth|earth sahit jāntē hō .

70Here, you understand the meaning of everything.

66Bāp khud kahtē haĩ mērē sāth yōg lagānē sē tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

71The Father Himself tells you: By having yoga with Me, your sins will be absolved.

67Vikarma tō hōtē rahtē haĩ .

72Sinful actions continue to take place.

68Sampūrṇ karmātīt avasthā ant mē̃ hōgī .

73You will reach your complete karmateet stage at the end.

69Jab gyān kā ant hōgā tab result nikalēgī .

74The results will be given when the time of knowledge has ended.

70School mē̃ bhī kōī kis subject mē̃ tīkhē jātē haĩ , kōī kismē̃ tīkhē jātē haĩ .

75In schools, too, some may be clever in one subject and others in another subject.

71Sahaj subject hai yād kī .

76The subject of remembrance is easy.

72Bāp kō yād kiyā jātā hai .

77The Father is remembered.

73Yād sē phir ātmā achchhī hōgī . 74Bartan sāph hōgā .

78By remembering the Father, the soul becomes good; the vessel becomes clean.

75Ātmā jō im-pure banī hai vah pure bantī jāyēgī .

79Souls that have become impure continue to become pure.

76Ūñch tē ūñch bāp ākar paṛhātē haĩ aur ūñch tē ūñch pad prāpt karātē haĩ .

80The highest-on-high Father comes and teaches you souls in order to enable you to claim the highest-on-high status.

77Tum manuṣhya sē dēvtā bantē hō .

81You change from humans into deities.

78Samajhtē hō ki barōbar ādi sanātan dēvtā dharm thā .

82You understand that the eternal, original deity religion definitely did exist.

79Unkō hindū nahī̃ kahē̃gē .

83They should not be called Hindus.

80Bhārat kā nām badalkar hindustān nām rakh diyā hai .

84They changed the name of Bharat to Hindustan.

81Ādi sanātan pavitra dēvī-dēvtā dharm thā , jiskō vaikuṇṭha athavā svarg kahā jātā hai .

85When there was the pure, original, eternal deity religion, it was called Paradise, that is, heaven.

82Vah tō satyug hai . 83Unkō kahā jātā hai naī duniyā .

86That is the golden age and it is called the new world.

84Unkō rachnē vālā bāp hai . 85Vah hai nirākār .

87The Father is the One who creates it; He is incorporeal.

86Sabhī kahtē bhī haĩ ō god father .

88Everyone says: O God, the Father!

87Vah ūñch tē ūñch rahtē haĩ .

89He resides in the highest place.

88Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kō sūkṣhma dēh milī huī hai .

90Brahma, Vishnu and Shankar have subtle bodies.

89Uskō sūkṣhma lōk kahā jātā hai . 90Aur vah hai śhāntidhām , silence world .

91That is called the subtle region and the other is the land of peace, the world of silence.

91Yah hai sthūlvatan .

92This is a physical world.

92Tō pahlē-pahlē jab kōī bhī ātē haĩ tō unsē form bharānā hai . 93Ātmā kā bāp kaun hai  ?

93Therefore, first of all, get anyone who comes to fill in a form: Who is the Father of souls?

94Ūñch tē ūñch tō bhagvān kō hī kahā jātā hai .

94Only God can be called the Highest on High.

95Sādhū sant ādi sab prārthanā kartē haĩ .

95Sages and holy men etc. all pray.

96Prārthanā kō request bhī kahā jātā hai .

96Praying can also be called making requests.

97Ō god father , ham arjī kartē haĩ , hamārē pāpō̃ kō dagdha karō aur merciful bābā rahm karō .

97O God, the Father, we request You to incinerate our sins! 98O merciful Baba, have mercy!

98Aisē-aisē pukārtē haĩ .

99They call out in this way.

99Rahm sabhī tō nahī̃ karē̃gē .

100Not everyone has mercy.

100Sab par rahm karnē vālā tō ēk hī bāp hai .

101It is only the one Father who has mercy for all.

101Sarvōdayā kahtē haĩ nā . 102Ab vah kyā kartē haĩ  ?

102They call themselves Sarvodaya (one who has mercy for all).

103Kitnē par rahm kartē hōṅgē .

103Now, what do they do? 104How many do they have mercy for?

104Vah bhī drama mē̃ nūndh hai .

105That too is fixed in the drama.

105Is samay jō kuchh chaltā hai unsē tum bhēṇṭ kartē hō .

106You can compare that to all the things that are happening now.

106Gītā bhāgavat mē̃ yah bātē̃ haĩ nahī̃ .

107These aspects are not mentioned in the Gita or Bhagawad.

107Gītā hai gyān bākī charitra ādi key|kī tō kōī darkār nahī̃ .

108The Gita has knowledge. 109However, there is no need for stories of anyone’s activity, etc.

108Student teacher K|kē charitra gātē haĩ kyā  ?

110Do students sing the praise of their teacher’s activities?

109Master key|kī baiṭh mahimā karnē sē kōī bhī fāydā nahī̃ .

111There is no benefit in sitting and singing a teacher’s praise.

110Bāp key|kī sirph mahimā karnā - vah gyān kā sāgar hai , sukh kā sāgar hai issē kuchh bhī miltā nahī̃ hai .

112You do not receive anything by simply singing the praise of the Father, that He is the Ocean of Knowledge, the Ocean of Happiness.

111Abhī tum bachchē samajhtē hō ki bābā hamkō rājyōg sikhlāē trikāldarśhī banātā hai arthāt tīnō̃ kālō̃ aur tīnō̃ lōkō̃ key|kī knowledge dētā hai .

113You children now understand that Baba teaches you Raj Yoga and makes you into knowers of the three aspects of time, that is, He gives you the knowledge of the three aspects of time and the three worlds.

112Tō tum master trilōkī K|kē nāth bhī kahlā saktē hō .

114Therefore, you are called master lords of the three worlds.

113Trikāldarśhī bhī kahlā saktē hō .

115You are also called knowers of the three aspects of time.

114Barōbar ham tīnō̃ lōkō̃ kō jānnē vālē nāth bantē haĩ .

116We definitely become the lords who know the three worlds.

115Yah rājyōg hai .

117This is Raj Yoga.

116Ham bādśhāh ban rahē haĩ .

118We are becoming emperors.

117Banānē vālā bāp hai .

119The Father is the one who makes us that.

118Pārasnāth kahtē haĩ nā .

120It is said: Lord of Divinity.

119Vah hai lakṣhmī-nārāyaṇ , bhal unhō̃ K|kē mandir haĩ lēkin manuṣhya jāntē nahī̃ ki yah kaun haĩ  ?

121Lakshmi and Narayan are that. 122Even though there are temples to Lakshmi and Narayan, people do not know who they were.

120Lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ pāraspurī K|kē nāth .

123Lakshmi and Narayan are called the masters of the land of divinity.

121Pāraspurī satyug kō kahā jātā hai .

124The golden age is called the land of divinity.

122Tum yah jāntē hō ki barōbar śhrīkr̥iṣhṇa K|kē hīrō̃-javāharō̃ K|kē mahal thē . 123Pārasnāth thē .

125You understand that Shri Krishna definitely had palaces of diamonds and jewels; he was a lord of divinity.

124Tō pahlē-pahlē yah samjhāō ki yah māntē hō ki sabhī kā rachayitā bāp hai .

126Therefore, first of all, ask them: Do you accept that the Father is the Creator of all?

125Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kā bhī vah rachayitā ṭhaharā|ṭhahrā .

127That He is also the Creator of Brahma, Vishnu and Shankar?

126Pahlē tō yah niśhchay karō ki vah bāp svarg kā rachayitā hai . 127Svarg mē̃ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm vālē thē .

128First of all, have the faith that that Father is the Creator of heaven and that the people there belonged to the original eternal deity religion.

128Unhō̃ kō yah knowledge kab milī  ?

129When did they receive this knowledge?

129Bāp kahtē haĩ ki maĩ kalp-kalp saṅgamyugē ātā hū̃ knowledge dēnē .

130The Father says: I come every cycle, at the confluence age, in order to give knowledge.

130Barōbar tum satyug ādi K|kē pārasnāth ban rahē hō .

131You are definitely going to become lords of divinity at the beginning of the golden age.

131Kitnī first class knowledge hai .

132This is such first-class knowledge.

132Yahā̃ baiṭhē hō , tum samajhtē hō ham bābā sē svarg kā varsā pāē pārasnāth pāraspurī K|kē mālik banē̃gē .

133While sitting here, you understand that you are claiming your inheritance of heaven from Baba and that you will become lords of divinity and masters of the land of divinity.

133Buddhi jāntī hai ki lakṣhmī-nārāyaṇ ādi dēvī-dēvtāyē̃ kitnē dhanvān thē .

134Your intellects understand how wealthy the deities, Lakshmi and Narayan, were.

134Bahut zewar ādi thē . 135Baṛē sāhūkār hōtē haĩ .

135They had a lot of jewellery etc.; they were very wealthy.

136Tō pahlē-pahlē bāp kō jān unsē varsā lēnā hai .

136So, first of all, recognise the Father and claim your inheritance from Him.

137Yād sē varsā lēnā hai . 138Sūkṣhma bāt yah hai .

137You have to claim your inheritance by having remembrance.

139Hīrē javāharō̃ K|kē kitnē baṛē-baṛē mahal thē . 140Abhī vah khatm hō gayē haĩ .

138This is a subtle aspect. 139There were many huge palaces of diamonds and jewels, but they no longer exist.

141Phir apnē samay par khaṛē hō jāyēṅgē .

140They will be constructed again at the right time.

142Pahlē thē , phir khatm huē , phir hōṅgē jarūr , drama mē̃ nūndh hai .

141They existed and disappeared and they will definitely exist again. 142This is fixed in the drama.

143Yah buddhi sē samajhnē key|kī bāt hai .

143You have to use your intellects to understand these aspects.

144Laṛāī mē̃ bhī sab ṭūṭ phūṭ jātē haĩ .

144Everything gets destroyed in the war.

145Phir nayēsir mahal banātē haĩ .

145Then the palaces will be built anew.

146Mahal jarūr banāyē hōṅgē .

146They must have definitely built palaces.

147Tumkō sākṣhātkār hōtā hai ki barōbar mahal haĩ .

147You also have visions of how the palaces came into existence.

148Hamnē banāyē thē .

148We are the ones who built them.

149Aisē nahī̃ ki sāgar kē nīchē chalē gayē jō ab nikalnē haĩ . 150Nahī̃ .

149It is not that they went beneath the sea and that they will now emerge from there, no.

151Yah tō drama kā chakra phirtā rahtā hai .

150This cycle of the drama continues to turn.

152Vah samajhtē hai ki laṅkā rāvaṇ key|kī athavā sōnē key|kī dvārikā nīchē chalī gaī hai jō phir nikalēgī .

151They think that Ravan’s Lanka and the golden Dwaraka were submerged and will emerge again.

153Parantu aisē tō hai nahī̃ .

152However, it is not like that.

154Abhī tum dvārikā K|kē mālik ban rahē hō .

153You are now becoming the masters of Dwaraka. 154You were so prosperous!

155Kitnē mālāmāl thē  ! 156Dhan daulat sab thā .

155You had everything - wealth and property.

157Ab sab gāyab hō gayā hai . 158Sab lē gayē .

156All of that has now disappeared; it was all taken away.

159Phir aisē hī hōgā .

157The same thing will happen again.

160Pahlē-pahlē bāp kā parichay dēkar phir chakra kā rāz samjhānā hai ki yah kaisē phirtā hai  ?

158First of all, give the Father’s introduction and then explain the secrets of how the cycle turns.

161Satyug key|kī sthāpanā bāp hī karē̃gē .

159It is the Father who establishes the golden age.

162Ab bābā sammukh baiṭh kahtē haĩ ki mujhē yād karō .

160Baba now sits here personally and tells you: Remember Me.

163Is yād kī yōg agni sē hī tum patit sē pāvan bantē hō aur kōī upāya nahī̃ hai .

161It is through this fire of remembrance that you become pure from impure. 162There is no other way.

164Yōg agni sē ātmā patit sē pāvan bantī hai .

163It is in this fire of yoga that you souls become pure from impure.

165Patit-pāvan bāp hī ākar pāvan duniyā sthāpan kartē haĩ .

164The Purifier Father comes and establishes the pure world.

166Phir tum gaṅgā kē liē kyō̃ kahtē hō ki yah patit-pāvnī hai .

165So, why do you then say that the Ganges is the Purifier?

167Jap , tap , gaṅgā snān ādi karnā yah sab bhakti mārg kī sāmagrī hai .

166To do tapasya, penance and bathe in the Ganges etc. are all paraphernalia of the path of devotion.

168Bhakti mārg pahlē avyabhichārī thā phir vyabhichārī banā hai .

167The path of devotion was unadulterated to begin with, and it then became adulterated.

169Ādhākalp lagā hai vyabhichārī bannē mē̃ .

168It took half a cycle for it to become adulterated.

17016 kalā sē 14 kalā , phir kalāyē̃ kam hōtī jātī haĩ .

169From 16 celestial degrees it decreased to 14 celestial degrees and the degrees continued to decrease.

171Yah gyān sāgar bāp samjhātē haĩ .

170The Father, the Ocean of Knowledge, explains this.

172Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kō gyān sāgar , manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp nahī̃ kahā jātā .

171Brahma, Vishnu and Shankar cannot be called the Ocean of Knowledge, the Seed of the human world tree.

173Parampitā kahnē sē buddhi brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar taraph nahī̃ jātī hai .

172By your saying “Supreme Father” your intellects are not drawn to Brahma, Vishnu or Shankar.

174Ātmāyē̃ parampitā paramātmā bāp kō hī yād kartī rahtī haĩ .

173When souls experience sorrow, they remember the Father, the Supreme Father, the Supreme Soul.

175Jab unhō̃ kō duḥkh hōtā hai .

174There is happiness in the golden age.

176Satyug mē̃ sukh hai tō kōī bhī pukārtā nahī̃ .

175Therefore, no one there calls out to Him.

177Ab ātmāyē̃ jāntī haĩ ki ādhākalp sē duḥkh pāyā hai . 178Abhī phir svarg mē̃ jāyēṅgē .

176You souls now understand that you have experienced sorrow for half a cycle and that you are now going to heaven once again.

179Vahā̃ kōī bhī duḥkh nahī̃ isliē satyug mē̃ bābā kō yād karnē key|kī darkār nahī̃ paṛtī .

177There is no sorrow in the golden age, and so there is no need there to remember Baba.

180Drama anusār bābā hamkō sukh kā varsā dēkar hī jāyēṅgē .

178According to the drama, Baba will return home only after giving us our inheritance of happiness.

181Manuṣhya jab buṛhē hōtē haĩ tō vānaprasth mē̃ jākar baiṭhtē haĩ .

179When people grow old, they go into the stage of retirement and adopt a guru.

182Gurū kartē haĩ . 183Yahā̃ tō bāp svayã ākar satgurū bantē haĩ .

180Here, the Father, Himself, comes and becomes your Satguru.

184Kahtē haĩ ki tum sabkō sāth lē jāūṅgā .

181He says: I will take you all back home with Me.

185Aisē aur kōī bhī kah na sakē̃ .

182No one else can say this.

186Sāth mē̃ tō kōī bhī nahī̃ lē jāyēṅgē .

183No one else can take you back with him.

187Har ēk kō punarjanma jarūr lēnā paṛē . 188Part mē̃ tō ānā hī hai .

184Everyone definitely has to take rebirth and play a part.

189Maĩ tō ghaṛī-ghaṛī janm nahī̃ lētā hū̃ .

185I do not take birth again and again.

190Agar maĩ bhī ghaṛī-ghaṛī janma lū̃ tō tamōpradhān ban jāū̃ .

186If I too were to take birth again and again, I would become tamopradhan.

191Ātmā hī impure bantī hai .

187It is the souls that become impure.

192Ātmā mē̃ khād paṛtī hai .

188Alloy is mixed into souls.

193Golden age , silver age akṣhar abhī hai .

189The terms ‘golden age’ and ‘silver age’ are used now.

194Barōbar abhī iron age haĩ .

190It is definitely now the iron age.

195Ab saṅgam hai .

191It is now the confluence.

196Bāp kō jarūr ānā hī hai .

192Therefore, the Father definitely has to come.

197Purānī sr̥iṣhṭi kō nayā banānā - yah bāp kā hī kām hai .

193It is the Father’s task to transform the old world and make it new.

198Bāp hī patit-pāvan hai arthāt sr̥iṣhṭi kō badalnē vālā hai .

194The Father is the Purifier, that is, the One who transforms the world.

199Sr̥iṣhṭi kā rachayitā nahī̃ , badalnē vālā hai .

195He is not the Creator of the world, but the One who transforms it.

200Rachnē vālā kahnē sē manuṣhya samajhtē haĩ baṛī pralay hōtī hai .

196By His being called the Creator, human beings think that a huge annihilation takes place.

201Patit-pāvan akṣhar ṭhīk hai .

197The word ‘Purifier’ is accurate.

202Sādhū lōg bhī gātē haĩ patit-pāvan sītārām , aisē tō kabhī nahī̃ kahtē ki patit-pāvnī gaṅgā .

198Sages sing: O Purifier, Sita of Rama. 199They never sing: The Ganges is the Purifier.

203Patit-pāvan kahnē sē buddhi paramātmā key|kī taraph chalī jātī hai .

200By your saying ‘Purifier’, their intellects are drawn to the Supreme Soul.

204Gaṅgā nadī tō vahā̃ bhī hōtī hai , parantu vahā̃ sab chīzē̃ satōpradhān hō jātī haĩ , gaṅgā bhī satōpradhān .

201The Ganges is not the Purifier; that is just water and it also exists there. 202However, everything there is satopradhan; the Ganges is also satopradhan.

205Yahā̃ tō tamōpradhān hai , floods kar dētī hai , gā̃vaṛō̃ kō ḍubō dētī hai .

203Here, it is tamopradhan and it creates floods and drowns villages etc.

206Brahm-putrā kitnē gānv kō ḍubō dētī hai .

204The Brahmaputra River drowns so many villages.

207Yah hai hī duḥkhdhām .

205This is a land of sorrow.

208Satyug mē̃ thōṛēhī duḥkh bhōgē̃gē .

206You will not experience sorrow in the golden age.

209Vahā̃ tō kāydēsir apnā rāstā lēkar chalēgī .

207There, these rivers will follow their course accurately according to the law of nature.

210Yahā̃ rāstā chhōṛ dētī hai . 211Kabhī kis taraph chalī jātī hai .

208Here, they leave their course and flow here, there and everywhere.

212Vahā̃ 5 tatva satōpradhān hōnē kāraṇ jal bhī kabhī duḥkh nahī̃ dētā .

209Because the five elements of nature are satopradhan there, water never causes sorrow.

213Yahā̃ jal bhī duḥkh dētā hai .

210Here, even water causes sorrow.

214Pahlē tō yah samajhnā hai ki svarg kā sukh dēnē vālā kaun hai  ?

211First of all, you have to understand who gives the happiness of heaven.

215Jarūr bāp hī hōgā .

212Surely, it must be the Father.

216Abhī tō nark hai .

213It is now hell.

217Bābā āyā hai .

214Baba has come.

218Ham prajāpitā brahmā K|kē bachchē brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ .

215You are the children of Prajapita Brahma, Brahma Kumars and Kumaris.

219Prajāpitā brahmā hō tab naī sr̥iṣhṭi rachē .

216The new world can only be created when Prajapita Brahma exists.

220Manuṣhya sē dēvtā kiyē . . . . . . . . kisnē kiyā  ?

217It is said that humans were changed into deities. 218Who changed them?

221Parampitā paramātmā nē .

219The Supreme Father, the Supreme Soul.

222Śhrīkr̥iṣhṇa tō svayã dēvtā hai .

220Shri Krishna himself was a deity.

223Bāp hī ākar manuṣhya kō dēvtā banātē haĩ .

221Only the Father comes and changes humans into deities.

224Yah tum abhī jāntē hō .

222It is now that you know this.

225Āgē tō sirph gātē thē manuṣhya sē dēvtā kiyē . . . . . . . . jāntē nahī̃ thē ki satyug kisnē sthāpan kiyā  ? 226Rachayitā kaun hai  ? 227Satyugī sr̥iṣhṭi phir kaliyugī ban jātī hai .

223Previously, you just used to sing the praise of human beings being changed into deities. 224You didn’t know who created the golden age or who the Creator was or how the golden-aged world changed into the iron-aged world.

228Tō tum bachchē samajh gayē hō ki yah baṛā māṇḍavā hai - ākāśh tatva kā .

225You children have understood that this is a huge stage under the element of the sky.

229Ismē̃ khēl hōtā hai , open stage chāhiē nā .

226The play is performed on it. 227An open stage is needed.

230Manuṣhya part bajātē haĩ tō rōśhnī bhī chāhiē .

228Light is also needed when human beings are playing their parts.

231Iskē liē phir sūraj , chānd sēvā kartē haĩ .

229Therefore, the sun and the moon serve you in this way.

232Sitārē bhī chamaktē haĩ .

230The stars also shine.

233Jab rāt hōtī hai tō rōśhnī arthāt sukh dētē haĩ isliē sūrya dēvtā , chānd dēvtā kahtē haĩ .

231When night falls, they give light, that is, happiness. 232This is why people say: Deity sun and deity moon.

234Rōśhnī ādi kā sukh dētē haĩ nā .

233They give the happiness of light.

235Achchhā  !

234Achcha.

236Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

235To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

237Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

236The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

238Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

237Essence for dharna:

2391 ) drama K|kē chakra kō yathārth rīti samajhkar puruṣhārth karnā hai .

238 1. Understand the cycle of the drama accurately and make effort accordingly.

240Bāp samān merciful ban sabhī par rahm karnā hai .

239Become as merciful as the Father and have mercy for everyone.

2412 ) bāp sachkhaṇḍ sthāpan kar rahē haĩ isliē sachchā hōkar rahnā hai .

240 2. The Father is establishing the land of truth. 241Therefore, remain true to Him.

242Bāp kī yād sē ātmā kō svachchha banānā hai .

242Clean the soul by having remembrance of the Father.

Blessing

243Vardān  : sēvā key|kī bhāvnā dvārā amar phal prāpt karnē vālē sadā māyā K|kē rōg sē mukt bhav

243Blessing: May you be constantly free from any disease of Maya and attain immortal fruit by having the intention of serving.

244Jō bachchē saṅgamyug par prabhū phal , avināśhī phal , sarv sambandhō̃ K|kē snēh K|kē ras vālā phal khātē haĩ vē|way sadā hī māyā K|kē rōg sē mukt rahtē haĩ .

244 The children who eat the fruit from God, the imperishable fruit, the fruit filled with the sweetness of the love of all relationships at the confluence age will remain constantly free from the disease of Maya.

245Aur phal tō satyug mē̃ bhī milē̃gē aur kaliyug mē̃ bhī milē̃gē lēkin sēvā key|kī bhāvnā kā pratyakṣhaphal , prabhū phal agar abhī nahī̃ khāyā tō sārē kalp mē̃ nahī̃ khā saktē .

245Other fruits will still be received in the golden age and also in the iron age, but if you don’t eat the instant fruit from your intention of serving, that fruit from God now, then you won’t be able to eat it throughout the whole cycle.

246Yah phal īśhvarīy jādū kā phal hai , jis phal kō khānē sē lōhē sē pāras tō kyā lēkin hīrā ban jātē hō .

246This fruit is the fruit of God’s magic and by eating this fruit, iron will not just change into gems, but it will change into diamonds.

247Yah phal sarv vighnō̃ kō samāpt karnē vālā amar phal hai .

247This fruit is the immortal fruit that finishes all obstacles.

Slogan

248Slōgan  : apkāriyō̃ par bhī upkār karnē vālē , nidaṅk kō bhī mitr samajhnē vālē hī bāp samān haĩ .

248Slogan: Souls who uplift those who defame them and who consider them to be their friends are equal to the Father.

249*** Om Shanti ***