सोमवार 10 जुलाई 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
010-07-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 10/07/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp kā right hand ban , service kā śhauk rakh śhrīmat par pūrā-pūrā attention dō , akhbārō̃ mē̃ kōī service key|kī bāt nikalē tō usē paṛhkar service mē̃ lag jāō ' '
1Essence: Sweet children, become right hands of the Father, be interested in doing service and pay full attention to shrimat. 2If anything about service appears in the newspapers, read that and become engaged in doing service.
Question
2Praśhna : bāp kā nām tum bachchē kab bālā kar sakē̃gē ?
3Question: When will you children be able to glorify the Father's name?
Answer
3Uttar : jab tumhārī chalan baṛī royal aur gambhīr hōgī . 4Tum śhaktiyō̃ key|kī chāl aisī chāhiē jaisē ḍēl ( mōrnī ) .
4Answer: When your behaviour becomes very royal and mature.
5Tumhārē mukh sē sadaiv ratna nikalnē chāhiē , patthar nahī̃ .
5The behaviour of you children should be like that of a peahen.
6Patthar nikālnē vālē nām badnām kartē haĩ .
6Jewels, not stones, should always emerge from your lips.
7Phir unkā pad bhī bhraṣhṭa hō jātā hai . 8Bāp kā bankar kōī bhī vikarma na hō - is bāt kā pūrā-pūrā dhyān rakhnā hai .
7Those who let stones emerge defame the name and their status is then destroyed. 8After belonging to the Father, pay full attention to not committing any sins.
Song
9Gīt : chhōṛ bhī dē ākāśh siṃhāsan …
9Song: Leave your throne of the sky and come down to earth.
Murli
10Ōm śhānti .
10Om shanti.
11Bachchō̃ nē gīt sunā .
11You children heard the song.
12Yād kartē haĩ - hē parampitā paramātmā , nirākār rūp badalkar sākār mē̃ ā jāō .
12You remember: O Supreme Father, Supreme Soul, change your incorporeal form and come into a corporeal form.
13Vah kyā rūp badalēgā .
13What form would He change into?
14Aisē tō nahī̃ kahē̃gē ki kachchh-machchh kā rūp bankar āō . 15Nahī̃ .
14It wouldn’t be said: Come into the form of a fish or crocodile; no.
16Yah hai pāp ātmāō̃ kī duniyā .
15This is a world of sinful souls.
17Pukārtē haĩ pāvan banānē kē liē .
16People call out to Him to come and purify them.
18Agar sarvavyāpī hai tō phir kiskō pukārtē haĩ ?
17If He is omnipresent, then whom are they calling out to?
19Ab yah gīt tō radio mē̃ bhī bajtē haĩ . 20Parantu kōī bhī samajhtē nahī̃ .
18This song is also played on the radio, but no one understands the meaning of it.
21Ab tum bachchiyā̃ tō akhbār ādi paṛhtī nahī̃ hō .
19You daughters don't read the newspapers etc.
22Bhal paṛhī-likhī haĩ parantu akhbār paṛhnē kā śhauk nahī̃ .
20Although you are educated, you are not interested in reading newspapers.
23Bākī rahē gōp , unmē̃ bhī kōī-kōī kō service kā śhauk rahtā hai ki kis rīti akhbār sē service kā rāstā nikālē̃ .
21Then, there are the brothers. 22Among them, too, some are interested in doing service, and so they think about how to find ways of serving through the newspapers.
24Brāhmaṇ kul-bhūṣaṇ haĩ tō bahut , parantu unmē̃ bhī kōṭō mē̃ kōī nikaltē haĩ jō akhbār mē̃ dēkh phauran service karnē lag paṛtē haĩ . 25Bābā nē right-hand banāyā hai mātāō̃ kō .
23There are many who are the decoration of the Brahmin clan. 24However, in that too, only a handful out of multimillions emerge who would see something in the newspapers and thereby instantly become engaged in doing service.
26Gōp muśhkil khaṛē hōtē haĩ , kōī birlā yathārth rīti sē śhrīmat par attention dētē haĩ .
25Baba has made the mothers right hands. 26Hardly any brothers are ready to be that.
27Yah ēk point hai - bhraṣhṭāchār aur śhrēṣhṭhāchār key|kī .
27Some rare ones pay attention to shrimat accurately.
28Bhraṣhṭāchārī bulātē haĩ ki - hē bhagvān , āō , ākar śhrēṣhṭhāchārī banāō .
28There is this one point of being degraded and elevated. 29Degraded ones call out: O God, come!
29Sabhī bhraṣhṭāchārī jarūr haĩ .
30Come and make us elevated! 31All are definitely degraded.
30Kahā jātā hai yathā rājā-rānī tathā prajā . 31Yathā rājā-rānī mānā government tathā prajā mānā raiyat .
32It is said: As are the king and queen, so the subjects. ‘King and queen’ means the Government and ‘subjects’ means the people.
32Tō bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai ki bhārat sadā śhrēṣhṭhāchārī thā , svarg thā .
33It has been explained to you children that when Bharat was elevated, it was heaven.
33Svarg mē̃ bhī agar bhraṣhṭāchārī hō̃ tō unkō svarg kaisē kahā jāē ?
34If there were degraded beings in heaven too, how could that be called heaven?
34Svarg key|kī sthāpanā jarūr bāp hī kartē hōṅgē , jiskō hī yād kartē haĩ .
35It would definitely be the Father that everyone remembers who establishes heaven.
35Bhraṣhṭāchārī hī bulātē haĩ , śhrēṣhṭhāchārī kab bulātē nahī̃ .
36Only those who are degraded call out. 37Those who are elevated never call out.
36Bhārat baṛā śhrēṣhṭhāchārī thā , svarg thā , ab tō nark hai .
38Bharat was very elevated, it was heaven and it is now hell.
37Tō nark mē̃ jarūr bhraṣhṭāchārī hōṅgē .
39So, there would definitely be degraded beings in hell.
38Śhrēṣhṭhāchārī kā sabūt dikhāō .
40Show us proof of elevated beings.
39Tum chitra dikhlā saktē hō - barōbar satyug mē̃ yathā rājā rānī tathā prajā , yah lakṣhmī-nārāyaṇ dēkhō śhrēṣhṭhāchārī thē nā .
41You can show their picture: Truly, in the golden age, as are the king and queen so the subjects. 42Look how elevated that Lakshmi and Narayan were!
40Nām hī hai svarg .
43The very name is heaven.
41Dvāpar mē̃ aisē śhrēṣhṭhāchārī rājā-rāniyō̃ K|kē mandir banākar pūjā kartē haĩ .
44In the copper age, they built temples to such elevated kings and queens and worshipped them.
42Tō jarūr khud bhraṣhṭāchārī haĩ .
45So, surely, they themselves must have been degraded.
43Apnē kō kahtē bhī haĩ ki ham bhraṣhṭāchārī haĩ , kāmī , krōdhī , pāpī haĩ . 44Āp sarvguṇ sampann . . . . . . . . haĩ .
46They say of themselves that they are degraded, lustful, angry and sinful whereas to the deities they say: You are full of all virtues.
45Bhārat mē̃ bhraṣhṭāchārī , śhrēṣhṭhāchārī key|kī mahimā kartē haĩ .
47In Bharat, those who are degraded sing praise of those who are elevated.
46Bhraṣhṭāchārī rājāō̃ kē pās śhrēṣhṭhā-chārī dēvtāō̃ K|kē mandir haĩ . 47Mahimā gātē rahtē haĩ , naman , vandan , pūjā kartē rahtē haĩ .
48Degraded kings build temples to the elevated deities. 49They continue to sing praise of them, bow down to their idols, salute them and worship them.
48Bābā nē samjhāyā hai dharm sthāpan karnē arth|earth ūpar sē jō ātmāyē̃ ātī haĩ vah jarūr satōpradhān śhrēṣhṭhāchārī hōṅgī .
50Baba has explained that the souls who come down from up above to establish a religion would definitely be satopradhan and elevated.
49Bhal māyā kā rājya hai parantu pahlē-pahlē ānē vālē jarūr satōpradhān hōṅgē tab tō unkī mahimā hōtī hai .
51Although it is the kingdom of Maya, those who come here for the first time are definitely satopradhan, and this is why they are praised.
50Phir satō , rajō , tamō mē̃ ātē haĩ .
52They then go through the stages of sato, rajo and tamo.
51Dēvtāyē̃ bhī śhrēṣhṭhāchārī thē .
53The deities were elevated.
52Harēk kō satō , rajō , tamō mē̃ ānā hī hai , bhraṣhṭāchārī bannā hī hai .
54Everyone also has to go through the stages of sato, rajo and tamo. 55They have to become degraded.
53Akhbārō̃ mē̃ paṛtā hai - kaī sãsthāyē̃ haĩ jō bhraṣhṭāchār kō band karnē kā puruṣhārth kartī haĩ .
56It was printed in the newspapers that there are many organisations which are trying to put an end to corruption.
54Ab śhrēṣhṭhāchārī dēvtāō̃ K|kē mandir banāē pūjā kartē āyē haĩ .
57People have been building temples to the elevated deities and worshipping them.
55Āp hī pūjya śhrēṣhṭhāchārī thē phir āp hī pujārī bhraṣhṭāchārī phir pūjya dēvī-dēvatāō̃ key|kī baiṭh pūjā kartē haĩ .
58They themselves were worthy of worship and elevated and then they themselves became degraded worshippers. 59They then begin to sit and worship the worthy-of-worship deity idols.
56Abhī tum likh saktē hō ki yathā rājā-rānī tathā prajā satyug mē̃ śhrēṣhṭhāchārī thē , viceless world thī .
60You can now write that the king and queen and the subjects of the golden age were elevated and that it was a viceless world.
57Bād mē̃ phir kalāyē̃ kam hōtī haĩ .
61Later, the degrees continue to decrease.
58Bhārat kō nīchē ānā hī hai .
62Bharat has to come down.
59Yah khēl hī bhārat par hai .
63This play is based on Bharat.
60Ādhā-kalp bhārat śhrēṣhṭhāchārī thā .
64For half a cycle Bharat was elevated.
61Sadā ēkras bhī nahī̃ rahtē .
65It doesn't stay like that constantly.
6216 kalā sē 14 kalā mē̃ tō ānā hī hai .
66From 16 degrees, it has to come down to 14 degrees.
63Dhīrē-dhīrē kalāyē̃ kam hōtī jātī haĩ . 64Tamōpradhān ban paṛtē haĩ .
67Gradually, the degrees decrease and people become tamopradhan.
65Bāp kahtē haĩ jab-jab ati bhraṣhṭāchār hōtā hai tab maĩ ātā hū̃ .
68The Father says: When there is extreme degradation, I come.
66Patit kō bhraṣhṭāchārī , pāvan kō śhrēṣhṭhāchārī kahē̃gē .
69Impure ones are called degraded and pure ones are called elevated.
67Yah tō bilkul samajh key|kī bāt hai . 68Śhrīmad bhagavat kahā jātā hai .
70This is something that has to be understood very clearly.
69Śhrīmat kyā kartī hai ?
71It is said: Shrimad Bhagawad.
70Vah tō śhrēṣhṭh rājāō̃ kā rājā banātī hai .
72What does shrimat do? 73It makes you into elevated kings of kings.
71Kahtē haĩ in māyā par jīt pahanō tō tum prince-princess banē̃gē .
74It is said: Conquer this Maya and you will become princes and princesses.
72Bhēṇṭ karnī haĩ - Christ sē 3 hajār varṣh pahlē bhārat 16 kalā sampūrṇ śhrēṣhṭhāchārī thā .
75Just look how, 3000 years before Christ, Bharat was 16 celestial degrees elevated.
73Bhārat sōnē key|kī chiṛiyā thā .
76Bharat was the Golden Sparrow.
74Yathā rājā-rānī tathā prajā svarg mē̃ sadā sukhī thē phir jab sē rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai tō bhraṣhṭāchārī bannē lagtē haĩ .
77The king, queen and subjects were ever happy in heaven. 78Then, when the kingdom of Ravan began, they started to become degraded.
75Khud hī kahtē haĩ hamārē officers mē̃ bhraṣhṭāchār hai .
79They themselves say that their officers are corrupt.
76Rājā-rānī tō haĩ nahī̃ jō kahē prajā mē̃ bhraṣhṭāchār hai .
80There are no kings and queens who would say that there is corruption among the people.
77Yahā̃ tō hai hī prajā kā prajā par rājya .
81Here, it is the rule of people over people.
78Sab bhraṣhṭāchārī haĩ .
82All are corrupt.
79Pahlē tō government śhrēṣhṭhāchārī bannī chāhiē .
83First of all, the Government has to become elevated.
80Unkō kaun banāvē ?
84Who would make it that?
81Ab tum garīb bachchiyā̃ hī number one śhrēṣhṭhāchārī ban rahī hō .
85You poor daughters are becoming number one elevated ones.
82Bāp kahtē haĩ ki maĩ ākar sabkō śhrēṣhṭhāchārī banātā hū̃ .
86The Father says: I come and make everyone elevated.
83Drama anusār yah sārā khēl banā huā hai . 84Phir bhī vahī gītā chitra ādi nikalē̃gē .
87According to the drama, the whole play is predestined: the same Gita and pictures etc. will emerge again.
85Ab baṅgāl mē̃ kālī kā mandir hai .
88In Bengal, they have a temple to Kali.
86Kālī mā̃ mā̃ kah prāṇ dētē haĩ .
89They sacrifice their lives calling out to Kali Ma.
87Ab aisī kālī mā̃ vā chaṇḍikā dēvī I|āī|eye kahā̃ sē ? 88Nām tō dēkhō kaisā hai .
90Where did goddesses such as Kali Ma and Chandika (cremator goddess) etc. come from?
89Jō bhāgantī hōtē haĩ vē|way tō prajā mē̃ chaṇḍāl bantē haĩ .
91Look at their names! 92Those who left Baba would become cremators for the subjects.
90Parantu jō yahā̃ rahkar vikarma ādi kartē haĩ vē|way royal gharānē K|kē chaṇḍāl bantē haĩ .
93However, those who stay here and perform sinful actions would become cremators for the royal family.
91Phir bhī pichhāṛī mē̃ unkō tāj patlūn mil jātī hai kyōṅki yahā̃ gōd tō lētē haĩ nā , isliē chaṇḍikā dēvī key|kī pūjā hōtī hai .
94At the end, they receive a crown and a royal costume because they are adopted by the Father. 95This is why goddess Chandika is also worshipped.
92Gyān tō bahut guhya hai parantu kōī dhāraṇ karē .
96Knowledge is very deep, but someone should at least imbibe it!
93Jaisē barrister kōī tō lākh kamātē , kōī kā coat|kōṭ bhī phaṭā rahtā hai .
97For instance, some barristers earn a hundred thousand, whereas others have to wear a torn coat.
94Yah tō paṛhāī hai bēhad key|kī .
98This study is unlimited.
95Bāp nē jō vistār mē̃ samjhāyā uskō sār mē̃ lākar 5 minute kā bhāṣhaṇ banāē akhbār mē̃ ḍālnā chāhiē .
99Whatever the Father has explained to you in detail, condense it into a five-minute talk and have it printed in the newspapers.
96Yah bhī pūchhnā chāhiē ki bhalā hindū dharm kisnē sthāpan kiyā ?
100You should also ask them who established the Hindu religion.
97Tō batā nahī̃ sakē̃gē .
101They won't be able to tell you.
98Kuchh nahī̃ jāntē .
102They don't know anything.
99Tum śhaktiyō̃ key|kī chalan aisī gambhīr hōnī chāhiē jaisē ḍēl ( mōrnī ) chaltī hai .
103The behaviour of you Shaktis has to be very royal and mature, like that of a peahen.
100Mukh sē ratna nikaltē rahē̃ , patthar nahī̃ .
104Let jewels, not stones, continue to emerge from your lips.
101Vah tō patthar mārē̃gē .
105Those people throw stones.
102Tum kabhī patthar nahī̃ mārō .
106You must never throw stones.
103Nām badnām na karō .
107Don't defame the name.
104Achchhā .
108Achcha.
105Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
109To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
106Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
110The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
107Rātri class : yahā̃ achchhē-burē manuṣhya haĩ .
111Night class: 1121. Here, there are good and bad human beings.
108Satyug mē̃ aisē akṣhar nahī̃ nikalē̃gē .
113Such words will not emerge in the golden age.
109Burā vā pāp ātmā akṣhar nahī̃ nikalēgā .
114The words, ‘bad’ or ‘sinful souls’, will not emerge there.
110Vahā̃ hai viceless world .
115That is a viceless world.
111Bachchē jāntē haĩ - ham viśhva K|kē mālik thē .
116You children know that you were the masters of the world.
112Yah bhārat jō dēvī-dēvatāō̃ kā rājasthān thā , ab purānā hai .
117Bharat, which was the land of kings, the deities, has now become old.
113Manuṣhya nahī̃ jāntē haĩ - yah hai saṅgamyug .
118People don't know that this is the confluence age.
114Ab yahā̃ sē laṅgar uṭhāyā huā hai .
119The anchor here has now been raised.
115Ham is duniyā sē pār jātē haĩ .
120We are now going across from this world.
116Khivaiyā hai nā . 117Naīyā̃ kō pār lē jātē haĩ .
121There is the Boatman who is taking our boat across.
118Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai - bahut dhakkē khāyē haĩ .
122It is in the intellects of you children that you have stumbled around a great deal.
119Bhakta nahī̃ jāntē haĩ - ham dhakkā khātē haĩ .
123Devotees don't know that they are stumbling around.
120Vah tō dūr-dūr jātē haĩ .
124They go so far away.
121Tum bachchō̃ kō sirph yād karnā hai .
125You children simply have to remember the Father.
122Aisē nahī̃ ki ham yād kartē thak jātē haĩ .
126It isn't that you become tired of remembering Baba.
123Parantu māyā vighna ḍāltī hai .
127However, Maya does create obstacles.
124Ātmā hī paramātmā key|kī āśhik hōtī hai - yah kōī nahī̃ jāntē .
128Souls are lovers of the Supreme Soul. 129No one knows that the Supreme Soul is the Beloved.
125Paramātmā māśhūk hai . 126Tō bachchō̃ mē̃ bhī kōī bahut āśhik haĩ , māśhūk kō yād kartē haĩ .
130Among you children, too, some are deeply in love and they remember the Beloved.
127Puruṣhārth karnā hai - ham nirantar yād kartē rahē̃ .
131You have to make effort to stay constantly in remembrance.
128' simraṇ ' akṣhar bhī bhaktimārg kā hai .
132The word ‘simaran’ (remembrance) belongs to the path of devotion.
129Ham bābā kō yād kartē haĩ .
133We are simply remembering Baba.
130Pravr̥itti mārg kā akṣhar hai ' yād ' .
134The word for the family path is ‘yaad’ (remembrance).
131Bahut mīṭhā bhī hai .
135It is a very sweet word.
132Kahtē haĩ ham bhūl jātē haĩ .
136Some say that they forget. 137Oh really!
133Arē , bachchā kah thōṛēhī saktā ki ham bāp kō bhūl jātē haĩ .
138How can a child say that he forgets his father? 139Remembrance is very good.
134Yād tō bahut achchhī hai .
140You should talk to yourselves.
135Apnē sē bātē̃ karnī chāhiē . 136Tum māt-pitā K|kē sammukh baiṭhē hō .
141You are sitting personally in front of the Mother and Father.
137Khuśhī bhī hōnī chāhiē .
142You should also be happy.
138Jiskē liē kahtē thē - tum māt pitā . . . . . . . . .
143You used to sing to Him: You are the Mother and Father.
139Barōbar ham varsā pā rahē haĩ .
144We are truly claiming our inheritance.
140Yād kī hī mēhnat hai .
145Only in remembrance is there effort.
141Tumhārī bahut āmdanī hai , bahut baṛī prāpti hai .
146You earn a lot of income. 147You have a huge attainment.
142Sirph chup rahkar yād karnā hai .
148You simply have to remain silent and remember Baba.
143Achchhā .
149Achcha.
1442 - tum brāhmaṇ bachchō̃ bigar kiskō bhī yah patā nahī̃ hai ki saṅgamyug kab hōtā hai .
1502. No one, apart from you Brahmin children, knows when it is the confluence age.
145Is kalp K|kē saṅgam yug key|kī mahimā bahut hai .
151There is a lot of praise of the confluence age of this cycle.
146Bāp ākar rājyōg sikhlātē haĩ .
152The Father comes and teaches you Raj Yoga.
147Satyug K|kē liyē tō jarūr saṅgamyug hī āyēgā .
153There would definitely be the confluence age that comes before the golden age.
148Haĩ bhī manuṣhya . 149Unmē̃ kōī kaniṣhṭ , kōī uttam haĩ .
154They too are human beings and in that too, some are low whereas others are elevated.
150Unkē āgē mahimā gātē haĩ āp puruṣhōttam hō , ham kaniṣhṭ haĩ .
155People sing praise in front of them (deity idols): you are most elevated and we are degraded.
151Āpēhī batātē haĩ ki maĩ aisē hū̃ , aisē hū̃ .
156They themselves say of themselves: I am like this and this.
152Abhī is puruṣhōttam saṅgamyug kō tum brāhmaṇō̃ bigar kōī bhī nahī̃ jāntē .
157Now, apart from you Brahmins, no one knows about this most auspicious confluence age.
153Inkī advertise kaisē karē̃ jō manuṣhyō̃ kō patā paṛē .
158How can you advertise it so that people come to know about it?
154Saṅgamyug par bhagvān hī ākar rājyōg sikhlātē haĩ .
159God Himself comes at the confluence age and teaches you Raj Yoga.
155Tum jāntē hō ham rājyōg sīkh rahē haĩ .
160You know that you are studying Raj Yoga.
156Abhī aisī kyā yukti rachē̃ jō manuṣhyō̃ kō mālūm paṛē .
161What method should we create so that people come to know about it?
157Parantu hōgā dhīrē .
162However, it will happen slowly.
158Abhī samay paṛā hai .
163There is still time.
159Bahut gaī thōṛī rahī . . . . . . .
164A lot of time has gone by and only a little remains.
160Ham kahtē haĩ tō manuṣhya jaldī puruṣhārth karē̃ .
165We say that people should make effort quickly.
161Nahī̃ tō gyān second mē̃ miltā hai , jissē tum usī samay second mē̃ jīvanmukti pā lē̃gē .
166Otherwise, knowledge is received in a second and you can receive liberation-in-life in a second at the same time.
162Parantu tumhārē sir par ādhākalp K|kē pāp haĩ , vah thōṛēhī second mē̃ kaṭē̃gē .
167However, the sins of half a cycle that are on your heads will not be cut away in a second. 168That takes time.
163Ismē̃ tō time lagtā hai . 164Manuṣhya samajhtē haĩ abhī tō samay paṛā hai , abhī ham brahmākumāriyō̃ pās|pass kyō̃ jāyē̃ .
169People think: There is still time, so why should we go to the Brahma Kumaris? 170If it is not in their fortune, they take the wrong meaning from your literature.
165Takdīr mē̃ nahī̃ hai tō literature sē bhī ulṭā uṭhā lētē haĩ .
171You understand that this is the age to become the most elevated human beings.
166Tum samajhtē hō yah puruṣhōttam bannē kā yug hai . 167Hīrē jaisā gāyan hai nā .
172It is praised as being like a diamond and then its value is reduced from the golden age to the silver age.
168Phir kam hō jātā hai . 169Golden age , silver age .
173This confluence age is the diamond age.
170Yah saṅgamyug hai diamond age|as .
174Satyug is the golden age.
171Satyug hai golden age . 172Yah tum jāntē hō svarg sē bhī yah saṅgam achchhā hai , hīrē jaisā janm hai .
175You know that this confluence age is even better than heaven because your birth is like a diamond at this time.
173Amarlōk kā gāyan hai nā . 174Phir kam hōtā jātā hai .
176There is praise of the land of immortality and then it continues to decrease.
175Tō yah bhī likh saktē hō puruṣhōttam saṅgamyug hai diamond , satyug hai golden , trētā hai silver . . . . . .
177So, you can write that the most auspicious confluence age is the diamond age, satyug is the golden age and treta yug is the silver age.
176Yah bhī tum samjhā saktē hō - saṅgam par hī ham manuṣhya sē dēvtā bantē haĩ .
178You can explain that it is only at the confluence age that we change from human beings into deities.
177Āṭh ratnō̃ key|kī aṅgūṭhī banātē haĩ , tō diamond kō bīch mē̃ rakhā jātā hai .
179When they make a ring of the eight jewels, they set a diamond in the centre.
178Saṅgam kā show hōtā hai .
180The show is of the confluence.
179Saṅgamyug hai hī hīrē jaisā .
181The confluence age is like a diamond.
180Hīrē kā mān saṅgamyug par hai .
182The value of the confluence age is like that of a diamond.
181Yōg ādi sikhlātē haĩ , jiskō spiritual yōg kahtē haĩ .
183They teach yoga etc. and that is called spiritual yoga. 184However, only the Father is spiritual.
182Parantu spiritual tō father hī hai . 183Rūhānī father aur rūhānī knowledge saṅgam par hī miltī hai .
185It is only at the confluence age that you meet the spiritual Father and receive spiritual knowledge.
184Manuṣhya jinmē̃ dēh-ahaṅkār hai , vah itnā jaldī kaisē mānē̃gē .
186How can people who have arrogance of bodies accept everything so quickly?
185Garīb ādi kō samjhāyā jātā hai .
187These things are explained to the poor.
186Tō yah bhī likhnā hai saṅgamyug is diamond . 187Unkī āyu itnī .
188So, you should also write: The confluence age is like a diamond and its duration is this long.
188Satyug golden age tō unkī bhī āyu itnī .
189Satyug is the golden age and its duration is this long.
189Śhāstrō̃ mē̃ bhī svāstikā nikāltē haĩ .
190They draw a swastika on the scriptures.
190Tō tum bachchō̃ kō bhī yah yād rahē tō kitnī khuśhī rahnī chāhiē .
191So, if you children remembered this much, you would experience so much happiness.
191Students kō khuśhī hōtī hai nā .
192Students experience a lot of happiness.
192Student life is the best life .
193“Student life is the best life”.
193Yah tō source of income hai .
194That is a source of income.
194Yah hai manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī pāṭhśhālā .
195This is a study place for changing from humans into deities.
195Dēvtāyē̃ tō viśhva K|kē mālik thē .
196Deities were the masters of the world.
196Yah bhī tumkō mālūm hai .
197Only you know that.
197Tō athāh khuśhī hōnī chāhiē , isliyē gāyan hai atīndriya sukh gōpī vallabh K|kē gōp gōpiyō̃ sē pūchhō .
198So, you should experience a lot of happiness. 199This is why it is remembered: Ask the gopes and gopis of Gopi Vallabh about supersensuous joy.
198Teacher ant tak paṛhātē haĩ tō unkō ant tak yād karnā chāhiē .
200Because the Teacher teaches you till the end, you should remember Him till the end.
199Bhagvān paṛhātē haĩ aur phir bhagvān sāth bhī lē jāyēṅgē .
201God is teaching you and He will then also take you back home with Him.
200Pukārtē bhī haĩ liberator , guide . 201Duḥkh sē chhuṛāō .
202People call out: O Liberator, Guide, liberate us from sorrow!
202Satyug mē̃ duḥkh hōtā hī nahī̃ .
203In the golden age, there is no sorrow.
203Kahtē haĩ viśhva mē̃ śhānti hō .
204People say: There should be peace in the world.
204Bōlō , āgē kab thī ?
205Ask them: When was there peace previously?
205Vah kaun sā yug thā ?
206What age was that? 207No one knows.
206Kiskō patā nahī̃ hai . 207Rām rājya satyug , rāvaṇ rājya kaliyug .
208The kingdom of Rama is the golden age and the kingdom of Ravan is the iron age.
208Yah tō jāntē hō nā .
209You know this.
209Bachchō̃ kō anubhav sunānā chāhiē .
210You children should relate this experience. 211That is all.
210Bas kyā sunāū̃ dil key|kī bāt .
212What else can I tell you about the things in my heart?
211Bēhad kā bāp bēhad key|kī bādśhāhī dēnē vālā milā aur kyā anubhav sunāū̃ .
213I found the unlimited Father who gives the unlimited sovereignty. 214What other experience should I tell you about?
212Aur kōī bāt hī nahī̃ .
215There is nothing else at all.
213Is jaisī khuśhī aur kōī hōtī hī nahī̃ .
216There cannot be any happiness other than this.
214Kabhī bhī kisī sē rūṭhkar vāstav mē̃ ghar mē̃ nahī̃ baiṭhnā chahiē .
217You should never sulk with anyone and then stay at home.
215Yah jaisē apnī takdīr sē rūṭhnā hai .
218That is like sulking with your fortune.
216Paṛhāī sē rūṭhā tō kyā sīkhē̃gē !
219What would you learn if you sulk with your study?
217Bāp kō paṛhānā hī hai - brahmā dvārā .
220The Father has to teach you through Brahma.
218Tō ēk dō sē kabhī rūṭhnā nahī̃ chāhiē .
221So, never sulk with one another.
219Yah hai māyā .
222That is Maya.
220Yagya mē̃ asurō̃ K|kē vighna tō paṛtē haĩ nā .
223There are to be obstacles in this sacrificial fire from devils.
221Achchhā ! 222Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp va dādā kā yād pyār goodnight .
224To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good night from the Mother, the Father, BapDada.
223Rūhānī bachchō̃ kō rūhānī bāp key|kī namastē .
225The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
224Dhārṇā kē liē mukhya sār :
226Essence for dharna:
2251 ) śhrīmat par śhrēṣhṭhāchārī bankar śhrēṣhṭhāchārī banānē key|kī sēvā karnī hai .
227 1. Become elevated by following shrimat and do the service of making others elevated.
226Kōī aisī chalan nahī̃ chalnī hai jissē nām badnām hō .
228Don't behave in any way which would defame the name of the clan.
227Mukh sē sadā ratna nikālnē haĩ , patthar nahī̃ .
229Let only jewels, not stones, constantly emerge from your lips.
2282 ) bēhad key|kī guhya paṛhāī kō vistār sē suntē usē sār mē̃ samākar dūsrō̃ key|kī sēvā karnī hai .
230 2. While listening to this deep, unlimited study in detail, merge the essence of that in yourself and serve others.
229Śhrīmat par pūrā attention dēnā hai .
231Pay full attention to shrimat.
Blessing
230Vardān : apnē karma aur sthiti dvārā brahmā bāp kō spaṣhṭ dikhānē vālē master brahmā bhav
232Blessing: May you clearly reveal Father Brahma with your actions and your stage as a master Brahma.
231Jaisē brahmā bāp kā nizī saṅskār thā « pahlē āp ' ' .
233 Father Brahma’s natural sanskar was, “You first!”
232Kōī bhī sthān mē̃ pahlē bachchē , her|har bāt mē̃ bachchō̃ kō apnē sē āgē rakhā .
234In any place, it was always the children first. 235In every situation, he kept the children ahead of himself.
233Lēkin kahnē mātra nahī̃ , śhubhchintak key|kī bhāvnā sē .
236It wasn’t just for the sake of saying it, but with the feeling of a well-wisher.
234Usnē kiyā tō bhī bāp key|kī sēvā , mainnē kiyā tō bhī bāp key|kī sēvā .
237Whether that one did something, it is the Father’s service and if I do something, it is the Father’s service.
235Maĩ āgē baṛhū̃ , nahī̃ .
238Not that I should move forward, no!
236Dūsrō̃ kō āgē baṛhākar āgē baṛhō .
239Move forward by keeping others in front of you.
237Jab yah bhāvnā har ēk mē̃ āyēgī tab kahē̃gē master brahmā .
240When everyone has this feeling, you will then be called master Brahma.
238Phir aisā kōī nahī̃ kahēgā ki hamnē brahmā bāp kō nahī̃ dēkhā .
241No one would then say that they have not seen Father Brahma.
239Āpkē karma , āpkī sthiti brahmā bāp kō spaṣhṭ dikhāyē .
242Let your actions and your stage clearly reveal Father Brahma.
Slogan
240Slōgan : ēkāgratā K|kē dr̥iṛh saṅkalp sē sāgar K|kē talē mē̃ chalē jāō tō anubhav K|kē hīrē mōtī prāpt hōṅgē .
243Slogan: Go into the depths of the ocean with the determined thought of concentration and you will find diamonds and pearls of experience.
244*** Om Shanti ***