बुधवार 12 जुलाई 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
012-07-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 12/07/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - abhī tumhē̃ pavitra jīvātmā bannā hai . 2Is samay kōī pavitra jīvātmā nahī̃ haĩ isliē apnē kō mahātmā bhī nahī̃ kahlā saktē .
1Essence: Sweet children, you now have to become pure, living beings (embodied souls).
3' '
2No one at this time is a pure, living being and no one can therefore call himself a mahatma (great soul).
Question
4Praśhna : satyugī rājāī kā inām kin bachchō̃ kō prāpt hōtā hai ?
3Question: Which children receive the prize of a golden-aged kingdom?
Answer
5Uttar : jō śhrīmat par yād kī race mē̃ number one jātē haĩ , unhē̃ hī rājāī kā inām miltā hai .
4Answer: Those who claim number one in the race of remembrance by following shrimat receive the prize of a kingdom. 5If you race fast, you have a good name in the register and claim a right to a prize.
6Tīkhī race hōgī tō register mē̃ nām achchhā hōgā aur inām K|kē adhikārī banē̃gē .
6You children become far-sighted and race far away.
7Tum bachchē dūrādēśhī ban baṛī dūr key|kī race kartē hō . 8Ēk second mē̃ niśhān tak ( paramdhām tak ) pahũch vāpas lauṭkar ātē hō .
7You reach your goal (the supreme abode) in a second and come back again.
9Tumhārī buddhi mē̃ hai pahlē ham mukti mē̃ jāyēṅgē phir jīvanmukti mē̃ āyēṅgē .
8It is in your intellects that you will first go into liberation and then into liberation-in-life.
10Tumhārē jaisī race aur kōī kar nahī̃ saktā .
9No one else can race like you.
Song
11Gīt : ākhir vah din āyā āj …
10Song: At last the day for which we had been waiting has come!
Murli
12Ōm śhānti .
11Om shanti.
13Yah kaun jāntē haĩ ki ākhir vah din āyā āj ?
12Who knows that at last that day has come?
14Bachchē jāntē haĩ ākhir vah din āyā āj , jō ham bāp K|kē sammukh huē haĩ .
13You children know that the day has now finally come when you are face to face with the Father.
15Ātmā kahtī hai is śharīr dvārā .
14The soul says this through the body.
16Abhī tum baiṭhē hō , jāntē hō ham ātmāyē̃ abhī parampitā paramātmā K|kē sammukh baiṭhī haĩ .
15You souls, now sitting here, know that you are sitting face to face with the Supreme Father, the Supreme Soul.
17Barōbar pāñch hajār varṣh pahlē bhī ham ātmāyē̃ yānī jīv key|kī ātmāyē̃ , paramātmā sē sammukh milī thī .
16Truly, we souls, that is, we living souls, had personally met God face to face 5000 years ago. 17The soul says: This is my body.
18Ātmā kahtī hai - mērā yah śharīr hai .
18The body would not say: This is my soul.
19Śharīr nahī̃ kahēgā - mērī yah ātmā hai .
19The Father of us souls has finally come here today.
20Ham ātmāō̃ kā bāp ākhir āj āyā hai . 21Ānā bhī jarūr hai , bhakti kē bād gyān dēnē liē .
20After there has been devotion, He definitely has to come to give this knowledge.
22Gyān sē sadgati karnē liē ākhir āyā hai .
21He has finally come to give us salvation through this knowledge.
23Yah sārī duniyā nahī̃ jāntī .
22No one in the whole world knows this.
24Sārī duniyā K|kē sammukh hō bhī nahī̃ sakē̃gē .
23He cannot be face to face with the whole world.
25Tum bachchō̃ kō bhī number-vār puruṣhārth anusār niśhchay hai .
24You children also have faith, numberwise, according to the efforts you make.
26Pahlē tō ātmā niśhchay kartē haĩ , phir niśhchay kartē haĩ hamārā bāp phir sē āyā huā hai .
25First of all, you have the faith that you are souls and then you have the faith that your Father has come once again.
27Tum samajhtē hōṅgē aisē sab niśhchay kartē haĩ . 28Parantu aisē bhī nahī̃ hai .
26You would think that everyone else also has faith in this way, but it isn't like that.
29Yah aisā vichitr hai jō ghaṛī-ghaṛī bhūl jātā hai .
27He is without an image such that you repeatedly forget Him.
30Ham ātmā haĩ , parampitā paramātmā K|kē sammukh haĩ - yah bhūl jātē haĩ .
28You forget that you are souls and that you are sitting face to face with the Supreme Father, the Supreme Soul.
31Yah tō duniyā bhī jāntī hai patit jīv ātmāō̃ kō pāvan banānē parampitā paramātmā ātē haĩ .
29Even the world knows that the Supreme Father, the Supreme Soul, comes to make impure living beings pure.
32Jīv ātmāyē̃ , ātmāō̃ kō pavitra banānē nahī̃ ātī .
30Living beings do not come here to make souls pure.
33Sabhī jīv ātmāyē̃ haĩ , parampitā paramātmā ēk hī hai , unkō jīv nahī̃ kahē̃gē kyōṅki unkō kōī sthūl-sūkṣhma śharīr nahī̃ hai .
31All are living beings whereas the Supreme Father, the Supreme Soul, is only One. 32He would not be called a living being (embodied being) because He doesn't have a physical or a subtle body.
34Yah bāp baiṭh samjhātē haĩ .
33The Father sits here and explains this.
35Tum jō bhī nāmdhārī dēkhtē hō , brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā chitra dēkhtē hō vē|way sūkṣhmavatan mē̃ rahtē haĩ .
34All the bodily beings with names, that is, Brahma, Vishnu and Shankar, whose images you see, reside in the subtle region.
36Vah bhī sūkṣhma jīv ātmā ṭhaharē .
35They too are subtle living beings.
37Yah baṛī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
36These matters have to be clearly understood.
38Manuṣhya tō bhal kahtē haĩ phalānā mahātmā hai . 39Parantu patit duniyā mē̃ mahātmā ā kahā̃ sē saktē !
37Although people say that so-and-so is a mahatma (a great soul), where would great souls come from in the impure world?
40Yahā̃ kōī supreme pāvan hō na sakē .
38No one here can be supremely pure.
41Hā̃ , vah supreme bāp pāvan banākar gayē haĩ .
39Yes, that Supreme Father went away after purifying you.
42Satyug ādi mē̃ dēvī-dēvtā thē .
40There used to be deities at the beginning of the golden age.
43Yah tō jarūr samajhē̃gē ki pavitra ātmāyē̃ thī , abhī patit jīv ātmāyē̃ haĩ .
41You surely understand that souls were pure and that they are now impure living beings.
44Pāvan jīv ātmāyē̃ bhī thī .
42There were also pure living beings.
45Barōbar satyug ādi sē sr̥iṣhṭi par pavitra jīv ātmāyē̃ thī .
43Truly, there were pure living beings in the world at the beginning of the golden age.
46Unhō̃ kō mahān ātmā kahē̃gē .
44They are called great souls.
47Bāp samjhātē haĩ patit duniyā mē̃ kōī bhī mahān ātmā hō nahī̃ saktē .
45The Father explains that no one in the impure world can be a great soul.
48Sab patit jīv ātmāyē̃ haĩ .
46All are impure living beings.
49Patit jīv ātmā jarūr aurō̃ kō bhī patit hī banāyēṅgī .
47Impure living beings would definitely make others impure too.
50Vahā̃ haĩ pavitra jīv ātmāyē̃ .
48There, there are pure living beings.
51Tō kyā karē̃gē ?
49So, what would they do?
52Aisē nahī̃ ki pavitra jīv ātmā banāyēṅgē .
50It isn't that they would make living beings pure.
53Nahī̃ . 54Vahā̃ banānē key|kī bāt nahī̃ rahtī .
51No, there is no question of making anyone pure.
55Is samay sabhī pavitra jīv ātmāyē̃ bantī haĩ .
52It is at this time that all become pure living beings.
56Vahā̃ tō haĩ hī sab pāvan .
53There, all are pure.
57Itnā pāvan banānē vālā kaun ?
54Who makes everyone so pure?
58Bāp baiṭh samjhātē haĩ tum jab dēvī-dēvtā thē tō pāvan thē . 59Yahā̃ ākar patit banē hō .
55The Father sits here and explains: When you were deities, you were pure, then you came here and then became impure.
60Yah hai hī pāp jīv ātmāō̃ key|kī duniyā .
56This is a world of sinful living beings.
61Akṣhar bilkul clear samjhānā hai - pāp jīv ātmā kyōṅki ātmā bhī patit hai , śharīr bhī patit hai .
57You have to explain the words ‘sinful living beings’ very clearly because souls and bodies are both impure.
62Vahā̃ phir mahātmā akṣhar nahī̃ dētē .
58There, they are not given the title “Mahatma”.
63Vahā̃ tō haĩ hī sab pavitra , kahtē hī dēvī-dēvtā haĩ .
59There, all are pure; they are called deities.
64Sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ , ahiṃsā paramō dharm jīv ātmāyē̃ haĩ . 65Sampūrṇ nirvikārī mānā sampūrṇ pavitra .
60They are full of all virtues, 16 celestial degrees full, the living beings who follow the highest religion of non-violence. ‘Completely viceless’ means completely pure.
66Tum bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai sannyāsī pavitra rahnē liē puruṣhārthī haĩ .
61It has been explained to you children that sannyasis make effort to remain pure.
67Achchhē-achchhē sannyāsī pavitra rahtē haĩ , jinkō mahātmā kahā jātā hai .
62Good sannyasis who are called mahatmas remain pure.
68Pavitra rahnē liē alag rahtē haĩ . 69Parantu vah tō haĩ nivr̥itti mārg vālē .
63They remain separate in order to become pure, but they belong to the path of isolation.
70Unkō bhakti mārg mē̃ mahātmā kahē̃gē , gyān mārg mē̃ nahī̃ .
64They are called great souls on the path of devotion, not on the path of knowledge.
71Gyān aur bhakti dōnō̃ alag-alag gāyē jātē haĩ .
65Knowledge and devotion are both remembered separately.
72Ādhākalp satyug-trētā mē̃ gyān kī prālabdha hai , yahā̃ phir bhakti kī prālabdha kahē̃gē .
66For half a cycle, there is the reward of this knowledge in the golden and silver ages. 67Then, it would be said that here you have the reward of your devotion.
73Yah hai bhakti mārg .
68That is the path of devotion.
74Pahlē bhakti bhī avyabhichārī hōtī hai phir ant mē̃ tamōpradhān vyabhichārī bhakti hōtī hai .
69First of all, devotion is unadulterated and then, at the end, devotion too is tamopradhan and adulterated.
75Abhī vyabhichārī bhakti kā ant hōnā hai , tab bāp āyē haĩ .
70It is now the end of adulterated devotion, which is why the Father has come.
76Bāp ēk hī bār ākar gyān sē ādhākalp kē liē tumhārī prālabdh banātē haĩ .
71The Father only comes once and makes your reward for half a cycle.
77Tum number one puruṣhārth kartē hō .
72You make number one effort.
78Kōī tō rājā-rānī bantē haĩ , kōī phir prajā vā dās-dāsī ban jātē haĩ kyōṅki rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
73Some become kings and queens and others become subjects or maids and servants because a kingdom is being established.
79Tum ab dūrādēśhī buddhi bantē hō .
74You are now becoming those with far-sighted intellects.
80Dūrādēśhī buddhi kō trikāldarśhī kahā jātā hai .
75Those with far-sighted intellects are called seers of the three aspects of time.
81Jinhē̃ tīnō̃ lōkō̃ , tīnō̃ kālō̃ kā gyān hai unhē̃ trikāldarśhī kahā jātā hai .
76Those who have knowledge of the three worlds and the three aspects of time are called trikaldarshi.
82Tum ab tīnō̃ lōkō̃ kō jāntē hō .
77You now know all three worlds.
83Mūlvatan , sūkṣhmavatan aur sthūlvatan tīn lōk huē nā .
78The incorporeal world, the subtle region and the corporeal world are the three worlds.
84Tum ab dūrādēśhī ban gayē hō .
79You have now become far-sighted.
85Tumhārī buddhi ādi sē ant tak jātī hai - number-vār puruṣhārth anusār .
80Your intellects go from the beginning to the end, numberwise, according to your efforts.
86Kōī kamjōr hōtē haĩ jō race mē̃ pīchhē rah jātē haĩ .
81In a race, those who are weak are left behind.
87Yah tō bahut baṛī dūrādēśhī race hai .
82This is a very long, far-sighted race.
88Ātmāō̃ key|kī race kabhī sunī nahī̃ hōgī .
83You would never have heard of a race of souls.
89Tum ātmāyē̃ jāntī hō ham student haĩ , hamārī yē race hai .
84You souls know that you are students and that this is your race.
90Phalānē niśhān tak pahũch kar phir lauṭnā hai .
85You have to reach a particular goal and then return.
91Tum ātmāō̃ key|kī yah baṛī dūr key|kī race hai .
86You souls have to race very far.
92Buddhi jāntī hai ham vāstav mē̃ vahā̃ K|kē rahnē vālē haĩ .
87Your intellects know that, originally, you are residents of that place.
93Ēk second mē̃ ham vahā̃ pahũch jāyēṅgē , jīvanmukt ban jāyēṅgē .
88You can reach there in a second and become liberated-in-life.
94Ham asul paramdhām K|kē nivāsī haĩ .
89We are originally residents of the supreme abode.
95Yathārth rīti buddhi jāntī hai - ham paramdhām jāyēṅgē phir āyēṅgē .
90Your intellects know correctly that you will go to the supreme abode and then come down again.
96Jaisē race mē̃ niśhān tak pahũchkar phir lauṭtē haĩ . 97Ham bhī bābā kē pās jāyēṅgē phir vāpis āyēṅgē .
91Just as you would reach your goal in a race and then return, so we too will go to Baba and then come down again.
98Ab ātmāyē̃ race sīkh rahī haĩ .
92We souls are learning to race.
99Tum sabkō kahtē hō manmanābhav , buddhi kā yōg apnē bāp aur paramdhām sē rakhō , jahā̃ tum aśharīrī rahtē hō .
93You tell everyone: Become “Manmanabhav” and connect your intellect in yoga with your Father and the supreme abode where you remain bodiless.
100Yah sirph tumhārī buddhi mē̃ hī yathārth rīti hai .
94Only you have this accurately in your intellects.
101Tīnō̃ kālō̃ , tīnō̃ lōkō̃ key|kī knowledge tumhārī buddhi mē̃ hai .
95You have the knowledge of the three aspects of time and the three worlds in your intellects.
10284 janmō̃ kā gyān aur kōī mē̃ hō nahī̃ saktā .
96No one else can have the knowledge of 84 births.
103Tum jāntē hō hamkō is chhī-chhī duniyā sē , chhī-chhī śharīr sē mukt hōkar jānā hai .
97You know that we have to become liberated from this dirty world and these dirty bodies and return home.
104Ham jā rahē haĩ .
98We are now going there.
105Bāp rōz yah race sikhlātē haĩ .
99The Father teaches you this race every day.
106Tumhārī race avināśhī hai .
100Your race is imperishable.
107Bāp kō jitnā jāstī yād karē̃gē utnā tumhārā register mē̃ nām achchhā rahēgā .
101The more you remember the Father, the better your name will be in the register.
108Kahē̃gē inkī buddhi key|kī yātrā bahut tīkhī hai .
102It would be said: This one’s pilgrimage of the intellect is very good.
109Yād sē hī vikarma vināśh hōṅgē .
103Only by having remembrance will your sins be absolved.
110Yād nahī̃ kartē haĩ , tō vikarma vināśh na hōnē K|kē kāraṇ pichhāṛī mē̃ rah jātē haĩ .
104If you don’t have remembrance, then, because your sins are not absolved, you are left behind.
111Prajā vā dās-dāsī bannā yah kōī prize nahī̃ hai .
105To become subjects or maids or servants is not a prize.
112Nar sē nārāyaṇ , nārī sē lakṣhmī bannā iskō inām kahā jātā hai .
106To become Narayan from an ordinary man and Lakshmi from an ordinary woman is called receiving a prize.
113Bāp rājāī kā inām dētē haĩ , agar unkī mat par chal dauṛī lagāī tō .
107The Father gives you the prize of a kingdom if you follow His directions and race.
114Kōī tō dō qadam bhī dauṛī nahī̃ lagātē haĩ .
108Some don’t even race two steps.
115Agar prajā vālē hōṅgē tō bilkul cum|kam darjā pā lē̃gē .
109Those subjects will claim a completely low status.
116Yahā̃ rahnē vālē bhī hōṅgē tō bhī rājāī mē̃ bahut cum|kam pad pāyēṅgē .
110They might even be living here and yet they would claim a very low status in the kingdom.
117Tumhārī kitnī viśhāl buddhi huī hai .
111Your intellects have become so broad and unlimited.
118Ab Bangalore , madrās K|kē bachchē baiṭhē haĩ , unhō̃ kō phir madrāsī bhāṣhā mē̃ kōī baiṭh samjhāyē .
112Children from Bangalore and Madras are sitting here and so someone should sit and explain to them in the Madrasi language. 113Our language is Hindi.
119Hamārī bhāṣhā tō hindī hai . 120Kalp pahlē bhī aisē samjhāyā hōgā .
114Baba would also have explained in this way in the previous cycle.
121Kahē̃gē bhagvān sab bhāṣhāyē̃ kyō̃ nahī̃ jāntē !
115It is asked: Why doesn’t God know all the languages?
122Parantu drama mē̃ hai nahī̃ .
116However, that is not in the drama.
123Drama mē̃ hōtā tō maĩ sab bhāṣhāō̃ mē̃ bhāṣhaṇ kartā .
117If it were in the drama, I would give lectures in all languages.
124Samjhō bhinn-bhinn bhāṣhāō̃ vālē baiṭhē hō̃ tō kyā ham sab bhāṣhāō̃ mē̃ baiṭh bōlūṅgā kyā ?
118For instance, if people of all languages were sitting here, would I speak in all languages?
125Yah tō hō nahī̃ saktā .
119That would not be possible.
126Ēk-dō kō bhī kahā̃ tak sunāyēṅgē .
120For how long would I continue to speak to each one?
127Ghamsān hō jāē .
121There would be chaos.
128Tō samjhānā chāhiē bābā nē kalp pahlē jis bhāṣhā mē̃ samjhāyā thā usī bhāṣhā mē̃ hī samjhātē haĩ , isliē hindī kā jōr hai .
122Therefore, you should explain: Baba is now explaining in the same language in which He explained in the previous cycle. 123This is why Hindi is widely used.
129Aṅgrējī bhī jarūrī hai kyōṅki inhō̃ kā connection aṅgrējō̃ sē jāstī hai .
124English is also necessary, because the Indians have a greater connection with the British.
130Russia , America ādi key|kī bhāṣhā apnī-apnī hai .
125Russia and America etc. have their own languages.
131Haĩ ēk hī dharm vālē kriściyan .
126They are all Christians, belonging to the one religion.
132Parantu bhāṣhāyē̃ bahut haĩ .
127However, there are many languages.
133Yahā̃ bhī haĩ sab bhāratvāsī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm vālē parantu apnē dharm kō bhūl gayē haĩ .
128Here, all are the people of Bharat who belong to the original, eternal, deity religion, but they have forgotten their religion.
134Bhāṣhāyē̃ kitnī hō gaī haĩ .
129There are now so many languages.
135Sab mixture haĩ .
130There is a mixture of everything.
136Jiskī jō bhāṣhā hai usmē̃ phir unkō sunānā hai .
131You have to speak to others in their own language.
137Ismē̃ bhī baṛā hōśhiyār chāhiē , jō samajhkar aur samjhāyē . 138Sāthī aisā sāth lānā chāhiē jō accurate samjhā sakē .
132You have to be very clever in this so that you are able to understand and explain to others.
139Yah hai sabsē baṛā chaitanya tīrtha . 140Vah sab haĩ jaṛ tīrtha .
133You should bring such a translator with you who is able to explain accurately.
141Sādhū , sant , mahātmā sab vahā̃ jātē haĩ . 142Bahut dūr-dūr jātē haĩ .
134This is the biggest of all living pilgrimages, whereas all others are non-living pilgrimages.
143Jō bhārat kō pāvan banākar gayē haĩ unhō̃ K|kē mandir mē̃ jātē haĩ .
135All the sages, holy men and great souls go there; they go very far away.
144Yah bhī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ nā . 145Bāp kahtē haĩ jhāṛ key|kī ṭāl , ṭāliyā̃ , pattē uskā vistār kitnā samjhāyē̃ !
136They go to the temples of the ones who went away after making Bharat pure. 137This is also something to be understood.
146Tum tō samajh gayē hō - yah chhōṭē-chhōṭē ṭāl-ṭāliyā̃ haĩ . 147Ṭālī mē̃ bhī kitnē pattē hōṅgē .
138The Father says: How much should I explain about the expansion of the tree and its branches, twigs and leaves?
148Athāh maṭh panth haĩ . 149Tumhārā thur tō kitnā baṛā hōnā chāhiē .
139You understand that all of those are small branches and twigs.
150Kitnē pattē hōnē chāhiē .
140There are so many leaves on a branch.
151Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm satyug sē lēkar chalā āyā hai .
141There are so many sects and cults. 142Your trunk would be so big.
152Tō hindū kitnē hōṅgē .
143There would also be so many leaves.
153Parantu hindū bhī nahī̃ rahē haĩ , aur dharmō̃ mē̃ convert hō gayē haĩ .
144The original, eternal, deity religion has continued from the golden age.
154Yah hai kalpa vr̥ikṣha , śhurū mē̃ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm vālē thē . 155Hindū kahlānē vālē bhī vāstav mē̃ haĩ ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē , parantu convert hō gayē haĩ .
145So, there should be so many Hindus. 146However, in fact, there aren’t even as many Hindus anymore because they have been converted to other religions. 147This is the kalpa tree.
156Bāp kahtē haĩ maĩ ākar phir us dēvī-dēvtā kahlānē vālē dharm key|kī sthāpanā kartā hū̃ .
148At the beginning, there were those who belonged to the original, eternal, deity religion.
157Jō convert hō gayē haĩ vahī phir sē ākar varsā lē̃gē . 158Jab dēvī-dēvtā kahlānē vālā ēk bhī nahī̃ rahtā tab hī bāp ātē haĩ .
149In fact, those who call themselves Hindus also originally belonged to the original, eternal, deity religion, but they have been converted.
159Ākar samjhātē haĩ - tumhārē jaṛ yādgār khaṛē haĩ . 160Christ ātē haĩ tō unkē dharm key|kī charchā ādi hōtī nahī̃ .
150The Father says: I come and once again establish the religion that is called the deity religion.
161Yahā̃ tō abhī bhī dēvtāō̃ K|kē mandir ādi niśhānī haĩ .
151Those who have been converted will come and once again claim their inheritance.
162Tumhārā jab rājya hōgā tō Christ ādi kā nām-niśhān nahī̃ hōgā . 163Yahā̃ tō sabhī kā nām-niśhān hai .
152When not a single person who could have been called a deity remains here, the Father comes.
164Tum jāntē hō Christ kab āyā , kriściyan dharm kaisē sthāpan huā ?
153He comes and explains that your non-living memorials exist here.
165Christ ab kis śharīr mē̃ hōgā ?
154When Christ comes, his religion is not spoken about.
166Jarūr patit śharīr mē̃ hī hōgā . 167Khud tō pāvan thā nā .
155Here, there are temples and other signs of the deities.
168Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ sārā gyān hai .
156When it is your kingdom, there is no name or trace of Christ.
169Tumkō dūrādēśhī banāyā hai .
157Here, there is everyone’s name and trace.
170Ham ātmāyē̃ kahā̃ rahtī haĩ ? 171Kahā̃ sē ātī haĩ ?
158You know when Christ came and how Christianity was established.
172Yah kiskō patā nahī̃ hai .
159In which body would Christ be now?
173Rahnē K|kē sthān kō paramātmā mān liyā hai .
160He would definitely be in an impure body.
174Vāstav mē̃ ātmā jhūṭhī bannē sē kāyā bhī jhūṭhī ban jātī hai .
161He himself was pure. 162You children have all of this knowledge in your intellects.
175Sādhū lōg kah dētē jhūṭhī māyā , jhūṭhī kāyā . . . . . bākī ātmā tō nirlēp hai .
163You are made far-sighted. 164No one knows where we souls come from or where we reside.
176Apnē matlab key|kī bāt kah dētē haĩ .
165They consider that place of residence to be God.
177Aisē kyō̃ nahī̃ kahtē jhūṭhī ātmā , jhūṭhī ātmā key|kī kāyā .
166In fact, when souls become false, the bodies also become false.
178Kāyā kō hī kāī par ( arthī par ) biṭhātē haĩ . 179Ātmā kō tō kāī ( arthī ) par nahī̃ biṭhātē haĩ .
167Holy men say: Maya is false, the body is false, the whole world is false, but the soul is free from the effect of action.
180Kāī par kāyā kō biṭhāyā jātā hai .
168They only speak of things that suit them.
181Ātmā nē tō ēk kāyā kō chhōṛ dūsrī kāyā mē̃ jākar pravēśh kiyā .
169Why do they not say, “False soul and the body of the false soul.”? 170They put the body on a funeral pyre.
182Yah samajh key|kī bāt hai . 183Kōī bhī sādhū-santa ādi kō tum samjhā saktē hō .
171No one places the soul on the funeral pyre; it is the body that is put on the pyre.
184Yahā̃ patit duniyā mē̃ kōī bhī mahātmā nahī̃ hai .
172The soul left that body and entered another. 173This is something to be understood.
185Mahān ātmāō̃ kō pāvan ātmā kahā jātā hai .
174You can explain to any sage or holy man etc.
186Tō śharīr bhī pāvan chāhiē . 187Yah hai hī iron aged .
175No one here in this impure world is a great soul.
188Parantu kanyā jab tak vikār mē̃ nahī̃ gaī hai tō pūjī jātī hai .
176Great souls are called pure souls. 177So, the body too has to be pure: it is iron aged!
189Pavitratā kē liē hī pukārtē haĩ - ākarkē hamkō pāvan pavitra banāō .
178A kumari is worshipped until she indulges in vice. 179People call out for purity: Come and make us pure!
190Jabki pukārtē rahtē haĩ tō tum unkō mahān ātmā kaisē mān saktē hō .
180Since they call out, how can you consider them to be great souls? 181No one is a great soul.
191Mahātmā tō kōī hai nahī̃ . 192Yah hai vichitr parampitā paramātmā .
182This is the unique, Supreme Father, the Supreme Soul, the One without an image.
193Tum jāntē hō ham jō pāvan jīv ātmāyē̃ dēvī-dēvtā thī̃ , abhī patit banī huī haĩ .
183You know that you, who were pure living beings, deities, have now become impure.
194Dharm bhraṣhṭa haĩ . 195Kriściyan lōg apnē dharm kō jāntē haĩ .
184You have become corrupt in your religion. 185Christians know about their religion.
196Jhaṭ kahē̃gē ham kriściyan haĩ .
186They would instantly say that they are Christians.
197Tum ūñch tē ūñch dharm vālē apnē dharm kō bhūl gayē hō .
187You, who belonged to the highest-on-high religion, have forgotten your religion.
198Bhūl jānē sē dharm bhraṣhṭa , karma bhraṣhṭa ban paṛē hō .
188By forgetting it, you have become corrupt in your religion and action.
199Tum śhrēṣhṭhāchārī thē , ab rāvaṇ nē bhraṣhṭāchārī kar diyā hai .
189You were elevated and Ravan has now made you degraded.
200Yah arth|earth bhī tum samajh saktē hō .
190You can understand the meaning of this.
201Tum bachchē abhī apnī bhaviṣhya ūñch takdīr banānē kē liē dhārṇā kar rahē hō .
191You children are now imbibing knowledge to make your future fortune elevated.
202Śhrīmat kā ullaṅghan karnē sē takdīr kō lakīr lag jātī hai .
192By disobeying shrimat, your fortune is crossed out.
203Yah bhī bhūl jātē haĩ ki śhrīmat dēnē vālā bāp hai .
193You even forget that it is the Father who gives you shrimat.
204Tō ākhir vah din āyā āj , yah tum jāntē hō .
194So, at last that day has come… 195Only you know this.
205Sabhī accurate nahī̃ jāntē .
196Not everyone knows this accurately.
206Ant mē̃ jānē̃gē , jab pūrē samajh jāyēṅgē .
197They will know it at the end when they understand everything.
207Abhī tō ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .
198Now, they repeatedly forget.
208Muśhkil kōī sach batlātē haĩ .
199Hardly anyone speaks the truth.
209Jhūṭh bōlnē mē̃ dērī nahī̃ kartē haĩ .
200They don’t hesitate to tell lies.
210Māyā achchhē-achchhē rūstam bachchō̃ kō thappaṛ lagā dētī hai .
201Maya slaps some very good, strong children. 202The Father knows everything.
211Bāp tō sab jāntē haĩ , batlātē haĩ - tum bhūl kartē hō , baṛī disservice kartē hō .
203He tells you that you are making a mistake and doing a lot of disservice.
212Achchhā !
204Achcha.
213Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
205To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
214Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
206The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
215Dhārṇā kē liē mukhya sār :
207Essence for dharna:
2161 ) dūrādēśhī ban tīnō̃ lōkō̃ aur tīnō̃ kālō̃ kō jān buddhi sē race karnī hai .
208 1. Become far-sighted, know the three worlds and the three aspects of time and race with your intellect.
217Is chhī-chhī duniyā , chhī-chhī śharīr sē mukt hōnā hai .
209Become liberated from this dirty world and that dirty body.
2182 ) jhūṭh bōlnē key|kī ādat kō miṭānā hai .
210 2. Finish the habit of telling lies.
219Śhrīmat kā ullaṅghan kar disservice nahī̃ karnī hai .
211Never disobey shrimat and doing disservice.
Blessing
220Vardān : laukik vr̥itti dr̥iṣhṭi kā parivartan kar alaukiktā kā anubhav karnē vālē gyānī tū ātmā bhav
212Blessing: May you be a gyani soul and experience spirituality by transforming worldly attitudes and vision.
221Laukik sambandhō̃ mē̃ rahtē had K|kē sambandh kō na dēkh ātmā kō dēkhō .
213 While living with your lokik relations, do not look at those limited relationships, but look at the souls.
222Ātmā dēkhnē sē yā tō khuśhī hōgī yā rahm āyēgā .
214By looking at the souls you will either experience happiness or have mercy.
223Yah ātmā bēchārī parvaśh hai , agyān mē̃ hai , añjān hai , maĩ gyānvān ātmā hū̃ tō us añjān ātmā par rahm kar apnī śhubh bhāvnā sē badalkar dikhāūṅgī .
215This poor soul is helpless and under an external influence; he is ignorant and does not know anything. 216However, I am a knowledgeable soul, so I have mercy on that ignorant soul and will definitely transform that soul with my good wishes.
224Apnī vr̥itti aur dr̥iṣhṭi kō badalnā hī alaukik jīvan hai , jō kām agyānī kartē vah āp gyānī tū ātmā nahī̃ kar saktē .
217To change your vision and attitude is to have an alokik life. 218However, gyani souls cannot do the work that people without knowledge do.
225Āpkē saṅg kā raṅg unhē̃ lagnā chāhiē .
219You have to colour them with the colour of your company.
Slogan
226Slōgan : apnē śhrēṣhṭh karma sē viśhva pitā kā nām bālā karnā hī viśhva kalyāṇkārī bannā hai .
220Slogan: To glorify the name of the World Father with your elevated actions is to be a world benefactor.
221*** Om Shanti ***