शनिवार 15 जुलाई 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
015-07-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 15/07/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp kō apnī avasthā kā samāchār khulē dil sē dō , khulī va sachchī dil mē̃ hī bāp kī yād ṭik saktī hai ' '
1Essence: Sweet children, give the Father news of your stage with an open heart. 2Remembrance of the Father can only stay in a true and open heart.
Question
2Praśhna : is samay chhōṭē-baṛē sabkī vānaprasth avasthā hōtē bhī tum kaun-sē bōl mukh sē nahī̃ kah saktē hō ?
3Question: Although all, young and old, are at this time in their stage of retirement, what words can you not say?
Answer
3Uttar : bābā , abhī jaldī karō , abhī ham ghar chalē̃ , yahā̃ tō bahut duḥkh hai .
4Answer: Baba, now hurry up! 5Let’s go home! 6There is a lot of sorrow here. 7Baba says: You children cannot say this because you are now sitting personally in front of God.
4Bābā kahtē - tum bachchē aisā kabhī nahī̃ kah saktē kyōṅki tum abhī īśhvar K|kē sammukh baiṭhē hō .
8You have now received the lap of coolness. 9At this time you have become the highest on high.
5Abhī tumhē̃ śhītal gōd milī hai .
10In the golden age, your degrees will be reduced.
6Is samay tum ūñchē tē ūñchē banē hō . 7Satyug mē̃ degree kam hō jāyēgī .
11You will become deity children, not God's children.
8Daivī santān banē̃gē , īśhvarīy nahī̃ isliyē tum jaldī nahī̃ kar saktē .
12This is why you cannot say “Hurry up!”
Song
9Gīt : tumhārē bulānē kō jī chāhtā hai …
13Song: The heart desires to call out to You.
Murli
10Ōm śhānti .
14Om shanti.
11Mīṭhē-mīṭhē bulānē vālē bachchō̃ nē ab jānā .
15You sweetest children who call out now know.
12Bhakta bhagvān kō bulātē haĩ .
16Devotees call out to God.
13Ab tum bhakta tō nahī̃ ṭhaharē . 14Tum hō bachchē .
17You are no longer devotees; you are children.
15Bachchē tō yād bhī kartē haĩ . 16Likhtē bhī haĩ ki bābā , ham sammukh sunnē chāhtē haĩ .
18Children remember Him and also write: Baba, we wish to listen to You directly in person.
17Nimantraṇ dētē rahtē haĩ - bābā , āpsē sammukh sunē̃ .
19You continue to invite Him, saying: Baba, I want to listen to You personally.
18Ab sivāē brahmā mukh K|kē direct sunnā tō muśhkil hai .
20It is difficult to listen to Baba directly apart through the mouth of Brahma.
19Bachchē jāntē haĩ - bābā kalp pahlē māphik āyē huē haĩ .
21You children know that the Baba has come exactly as He did in the previous cycle.
20Brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ nām kitnā achchhā diyā huā hai .
22The name ‘mouth-born creation of Brahma, decoration of the Brahmin clan’ that has been given, is such a good name.
21Brahmākumār-kumāriyā̃ tō bahut haĩ .
23There are many Brahma Kumars and Kumaris.
22Unhō̃ kō gyān milā huā hai .
24They have been given knowledge.
23Parampitā paramātmā jō gyān kā sāgar hai , unkō hī sukh kā sāgar bhī kahā jātā hai .
25The Supreme Father, the Supreme Soul, who is the Ocean of Knowledge, is also called the Ocean of Happiness.
24Gāyā bhī huā hai - duḥkh hartā , sukh kartā .
26It is also sung: Remover of Sorrow and Bestower of Happiness.
25Vah tō śhivbābā hī hai .
27Only Shiv Baba is that.
26Nām kitnē bhinn-bhinn diyē haĩ .
28So many different names have been given to Him.
27Gāyan tō bahut haĩ nā .
29There is a lot of praise of Him.
28Gātē haĩ - her|har-her|har arthāt duḥkh kō harō . 29Bhagvān K|kē liyē hī gātē haĩ .
30People sing: "Har, Har", that is, Remover of Sorrow, remove our sorrow.
30Parantu bhagvān kā patā na hōnē kāraṇ brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar K|kē liyē kah dētē haĩ .
31They sing this to God. 32However, because of not knowing God, they say to Brahma, Vishnu and Shankar: "Dev, Dev, Mahadev".
31Dēv-dēv mahādēv . 32Śhiv kō bhūl śhaṅkar K|kē liyē kah dētē - her|har-her|har mahādēv . . . . . . . . .
33They have forgotten Shiva and say it to Shankar, "Har, Har, Mahadev".
33Brahmā aur viṣhṇu kō mahādēv nahī̃ kahē̃gē .
34Neither Brahma nor Vishnu would be called Mahadev.
34Vah tō dōnō̃ sthūl part mē̃ ātē haĩ .
35Both of them have physical parts.
35Śhaṅkar sūkṣhmavatan mē̃ hī rahtā hai .
36Shankar only resides in the subtle region.
36Duḥkh harnē vālā patit-pāvan tō ēk nirākār bhagvān hai .
37Only incorporeal God is the Purifier who removes our sorrow.
37Śhaṅkar kō patit-pāvan nahī̃ kahē̃gē .
38Shankar would not be called the Purifier.
38Mahimā sārī ēk kī hai .
39All the praise is of the One.
39Viṣhṇu K|kē dō rūp lakṣhmī-nārāyaṇ vā rādhē-kr̥iṣhṇa haĩ jinkā alag-alag janm hōtā hai .
40The two forms of Vishnu are Lakshmi and Narayan or Radhe and Krishna and they have their separate births.
40Viṣhṇu avataraṇ bhī gāyā huā hai . 41Chaturbhuj dikhātē haĩ .
41The incarnation of Vishnu is also remembered: they show the four-armed image.
42Parantu yah kiskō patā nahī̃ hai ki pahlē lakṣhmī-nārāyaṇ svarg mē̃ prince-princess rādhē-kr̥iṣhṇa bantē haĩ .
42However, they don't know that Lakshmi and Narayan first become Princess Radhe and Prince Krishna in heaven.
43Yah tum hī jāntē hō .
43Only you know this.
44Yah bhī jāntē hō - māyā kā baṛā bhārī tūphān sūkṣhma mē̃ ātā hai .
44You also know that there are very strong storms of Maya in a subtle way.
45Māyā bhulā dētī hai .
45Maya makes you forget.
46Bahut tūphān lātī hai .
46She brings many storms.
47Kōī bhī bāt khulī dil sē bachchē pūchhtē rahē̃ tō praśhna kā uttar mil saktā hai . 48Tūphān bhī anēk prakār K|kē ātē haĩ .
47If you children continue to ask about anything with an open heart, you can receive the answer to the question.
49Svapn , chhī-chhī vikalp anēk prakār K|kē ātē haĩ . 50Āndhī , tūphān kō kahā jātā hai .
48There are many types of storm: dreams, bad thoughts, many types of storm.
51Ab yah brahmā tō nāmī-grāmī hai .
49A hurricane is called a storm.
52Bākī bhī bābā nē pravēśh kiyā hai tō bahut nāmīgrāmī hō gayā hai .
50This Brahma is well known and, now that Baba has entered him, he has become very well known.
53Jaisā-jaisā manuṣhyō̃ kā dēśh vaisā vēṣh bhī hōtā hai .
51“As is the country of human beings, so is their dress.”
54Abhī tō dēkhō kōī lūlē-laṅgṛē , kōī kubjā , kiskī āṅkh nahī̃ hōgī .
52Nowadays, there are cripples, hunchbacks and blind people.
55Vahā̃ tō natural beauty hai kyōṅki pāñch tatva bhī satōpradhān haĩ .
53There, there is natural beauty because even the five elements are satopradhan.
56Tō yah gyān sammukh sunnē K|kē liyē bachchiyā̃ bulātī hai .
54Therefore, you daughters call out to Him so that you can listen to this knowledge personally.
57Gītō̃ mē̃ bhī kuchh na kuchh ṭhīk hai .
55Some of the things in the songs are correct.
58Jaisē dēvtā dharm prāyaḥlōp hai phir bhī mandir yādgār tō haĩ nā .
56The deity religion has disappeared, but temples exist as memorials.
59Yādgār sabhī dharm vālō̃ kā hai .
57Similarly, there are memorials to those of all religions.
60Yah tum bachchē hī samajhtē hō barōbar ūñch tē ūñch ēk nirākār bhagvān kō kahā jātā hai .
58Only you children understand that only the one incorporeal God is truly called the Highest on High.
61Unkā hī gāyan hai aur hai bhī saṅgamyug , jab ātmāyē̃ aur paramātmā miltē haĩ .
59There is His praise alone and this is the confluence age when souls meet the Supreme Soul. 60There are many souls.
62Ātmāyē̃ tō bahut haĩ nā .
61Expansion will continue to take place.
63Vr̥iddhi hōtī rahēgī . 64Abhī tum bachchē sammukh sun rahē hō aurō̃ key|kī bhī dil hōtī hai sammukh sunē̃ .
62You children are now listening to the Father in person, and others too desire to listen to Him in person.
65Yahā̃ ā nahī̃ saktē . 66Bāndhēliyā̃ haĩ .
63They cannot come here; they are in bondage.
67Aur kōī bhī satsaṅgō̃ mē̃ jānē liyē kabhī kiskō manā nahī̃ kartē .
64No one is forbidden to go to other spiritual gatherings.
68Bambaī mē̃ gītā sunātē haĩ , kōī bhī dharm vālē jā saktē haĩ .
65Anyone of any religion can go where the Gita is related in Bombay.
69Fees nahī̃ hai .
66There are no fees.
70Bhinn-bhinn gurū pās|pass jātē rahtē haĩ ki kahā̃ sē sahaj rāstā mil jāyē .
67People go to different gurus in the hope of finding an easy path with someone.
71Mukti aur jīvanmukti K|kē rāstē kā kiskō patā nahī̃ hai isliyē bahut ḍhūṇḍhtē haĩ .
68No one knows about the path to liberation or liberation-in-life. 69This is why they search so much.
72Yahā̃ tō kōī gurū-gōsāī haĩ nahī̃ . 73Brahmākumār aur kumāriyā̃ , bas .
70There are no gurus etc. here, just the Brahma Kumars and Kumaris, that’s all.
74Mahātmā kōī nahī̃ .
71There is no mahatma (great soul) here.
75Jaisē tum hō vaisē yah ( dādā ) hai . 76Fark kuchh nahī̃ hai .
72This Dada is just the same as you; there is no difference.
77Vēṣh ādi mē̃ kōī fark nahī̃ hai .
73There is no difference even in your costume, etc.
78Yah shawl ādi bhī kabhī utār dētā hū̃ . 79Parantu ḍrāmānusār yah jaisē official dress hai .
74This one sometimes takes off his shawl, but, according to the drama, this is like the official dress.
80Dress kō tō dēkhnā nahī̃ hai .
75You don't have to look at the dress.
81Buddhi śhivbābā taraph chalī jātī hai .
76Your intellects go to Shiv Baba.
82Aur sabhī manuṣhya śharīr kō dēkhē̃gē .
77Other people would look at the human body.
83Tum apnē śharīr kō bhī bhūltē hō aur is dādā K|kē śharīr kō bhī bhūltē hō .
78You forget your own bodies and also the body of this Dada. 79You have to become soul conscious.
84Dēhī-abhimānī bannā hai .
80You mustn't remember this one's body.
85Inkē śharīr kō nahī̃ yād karnā hai .
81Shiv Baba is teaching us Raj Yoga through this one.
86Śhivbābā in dvārā hamkō rājyōg sikhlātē haĩ .
82He alone is knowledge-full, Trikaldarshi.
87Vahī knowledgeful , trikāldarśhī hai . 88Ādi-madhy-ant kā rāz is samay baiṭh sunātē haĩ .
83At this time, He sits here and tells us the secrets of the beginning, the middle and the end.
89Buṛhiyō̃ ādi K|kē liyē bhī baṛā sahaj hai .
84This is very easy even for the old mothers.
90Un skūlō̃ mē̃ tō buṛhiyāyē̃ kuchh samajh na sakē̃ .
85In those schools, old women wouldn’t be able to understand anything.
91Yah sabkē liyē sahaj hai .
86This is easy for anyone.
92Bāp sirph kahtē haĩ - mujhē yād karō . 93Jaisē manuṣhya marnē par hōtē haĩ tō mantra dētē haĩ - rām-rām kahō , yah kahō .
87The Father simply says: Remember Me; just as when a person is dying, he is given a mantra. 88They say: Say “Rama, Rama", or say this, etc.
94Bahut karkē vānaprasth kē bād hī gurū kā mantra lētē haĩ .
89Generally, it is after going into the stage of retirement that people take a mantra from a guru.
95Parantu abhī tō bāp kahtē haĩ - sārī purānī duniyā kā vināśh hōnā hai .
90However, the Father says: The whole of the old world is now to be destroyed.
96Buṛhē , javān , chhōṭē - sabkī vānaprasth avasthā hai .
91It is the stage of retirement for all – old, young and children.
97Aisē tō aur kōī kah na sakē̃ .
92No one else can say this.
98Kahē̃gē - sabkā maut lānē taiyār huē hō kyā ?
93People ask: Are you ready to bring about everyone's death?
99Hā̃ , maut tō sabkā hōnā hī hai .
94Yes, everyone is to die.
100Kōī-kōī kahtē haĩ - bābā , yahā̃ ajun kab tak rahē̃gē , ham jaldī jāvē̃ ?
95Some people ask: Baba, how much longer will we have to stay here?
101Yahā̃ bahut duḥkh hai .
96We ought to go back soon.
102Āgē chalkar bhī aisē-aisē kahē̃gē .
97There is a lot of sorrow here.
103Bābā kahtē haĩ - aisē kyō̃ kahtē hō ?
98That will also be said as you progress further.
104Arē , is samay tō tum īśhvar K|kē sammukh hō .
99Baba says: Why do you ask that? 100Oho!
105Phir tō degree degrade hō jāyēgī .
101At this time, you are personally in front of God.
106Jākar daivī santān banē̃gē .
102Later, the degrees will be degraded.
107Abhī yah śhītal gōd achchhī hai .
103You will go and become a deity child.
108Vahā̃ ( svarg ) tō hōgā hī śhītal .
104At this time, this lap that provides coolness is good.
109Parantu yahā̃ tō tattē ( garm ) kō bhī śhītal banāyā jātā hai tō vah achchhā rahtā hai .
105There, in heaven, it will be cool anyway, but here, even those who are hot are made cool and so that is good.
110Aisē nahī̃ ki abhī jaldī karō .
106You shouldn't be in a hurry now.
111Abhī tō ham ūñch tē ūñch haĩ .
107At present, we are the highest of all.
112Nāmāchār hī sārā is samay kā hai .
108The whole praise is of this time.
113Dēlvāṛā mandir bhī is samay kā hai .
109The Dilwala Temple is a memorial of this time.
114Sārī sr̥iṣhṭi K|kē ātmāō̃ key|kī dil lēnē vālā hai bāp .
110The Father is the One who wins the hearts of the souls of the whole world.
115Dilvālā mandir sabhī K|kē liyē hai .
111The Dilwala Temple is for everyone.
116Ātmā śharīr dvārā pukārtī hai - bābā , āō , ākar hamkō nayā banāō , ham purānē hō gayē haĩ .
112Souls call out through their bodies: Baba, come! 113Come and make us new because we have become old.
117Ātmā aur śharīr dōnō̃ hī purānē haĩ .
114Both the souls and the bodies have become old.
118Ātmā buddhihīn andhī banī hai .
115Souls see but without an intellect they are blind.
119Manuṣhya kō thōṛēhī andhā kahā jātā hai .
116Human beings cannot be called blind.
120Āṅkhē tō haĩ nā . 121Parantu buddhi andhī hai .
117They do have eyes, but their intellects are blind.
122Ātmā mē̃ jō buddhi hai yād karnē key|kī vah bilkul bhūl gaī hai .
118Intellects that remember everything have completely forgotten to have remembrance.
123Tō gōpikāyē̃ kōī kahā̃ , kōī kahā̃ sē bulātī hai .
119So, gopikas in different places call out.
124Bāndhēlī gōpikāyē̃ chhōṭē-chhōṭē gānv sē bulātī rahtī haĩ .
120The gopikas in bondage in small villages continue to call out.
125Bāp samjhātē haĩ - bachchē , satyug mē̃ gr̥ihasth āśhram thā , pavitra thā .
121The Father explains: Children, in the golden age, there was the household ashram system; it was pure.
126Abhī tō viṣh K|kē liyē kitnā hairān kartē haĩ .
122Now, people cause so much distress in order to receive poison.
127Yah nahī̃ samajhtē ki yahā̃ nirvikārī banāyā jātā hai .
123They don't understand that you are made viceless here.
128Nirvikārī bannē sē phir kyā banē̃gē - vah bhī patā nahī̃ .
124They don't even know what you will become by being viceless.
129Sannyāsī bhī pavitra bannē liyē bhāgtē haĩ .
125Sannyasis too run away from their homes in order to become pure.
130Parantu unkō yah patā nahī̃ ki ham pavitra ban pavitra duniyā mē̃ jāyēṅgē .
126However, they don't know that we will become pure and go to the pure world. 127They don't believe these things.
131In bātō̃ kō vah māntē hī nahī̃ . 132Is samay itnā duḥkh hai jō samajhtē haĩ issē mukti athavā mōkṣh achchhā hai .
128At this time, there is so much sorrow that people feel it would be better to attain liberation or eternal liberation.
133Bāp nē samjhāyā hai - drama mē̃ mōkṣh kiskō miltā hī nahī̃ hai .
129The Father has explained that, according to the drama, no one can attain eternal liberation.
134Abhī tum jāntē hō .
130You now know this.
135Bāp kahtē haĩ - sirph itnā yād karō ki 84 janm pūrē huē , ab bābā āyā hai lēnē liyē .
131The Father says: Simply remember that your 84 births have now come to an end. 132Baba has now come to take you back.
136Bāp kō yād nahī̃ karē̃gē tō tūphān bahut lagē̃gē .
133If you don't remember the Father, there will be many storms.
137Vivēk bhī kahtā hai - nirantar yād karnā baṛā muśhkil hai .
134The conscience also says: It is very difficult to remember Baba constantly.
138Bhal bābā kahtē haĩ - tum karmayōgī hō . 139Parantu dēkhā gayā hai karma karnē K|kē samay yād bhūl jātī hai .
135Although Baba says that you are karma yogis, it is seen that, while performing actions, you forget to have remembrance.
140Aisī avasthā kō pānē mē̃ time lagtā hai .
136It takes time to reach such a stage.
141Ismē̃ bahut puruṣhārth karnā hōtā hai .
137A lot of effort has to be made for that.
142College mē̃ puruṣhārthī bachchō̃ kō rāt-din paṛhnē key|kī hobby rahtī hai .
138At college, effort-making children have the hobby of studying day and night.
143Kōśhiśh kartē haĩ government sē scholarship lē lēvē̃ .
139They try to receive a scholarship from the Government.
144Bahut māthā mārtē haĩ . 145Phir baṛē khuśh hōtē haĩ .
140They beat their heads a lot (make a lot of effort for this).
146Yahā̃ bhī bāp kahtē haĩ - tum achchhī rīti paṛhkar scholarship lō|low .
141Then they become very happy. 142Here, too, the Father says: Study well and claim a scholarship.
147Pahlē-pahlē takhtnaśhīn ban jāō .
143First of all, become seated on the heart throne.
148Dauṛī lagānī chāhiyē .
144You should race ahead.
149Tum jāntē hō - abhī bāp sammukh baiṭhē haĩ .
145You know that the Father is now sitting personally in front of you.
150Direct is rath mē̃ baiṭh bachchē-bachchē kah bāt kartē haĩ .
146He sits in this chariot and says to you children directly: Child, child.
151Brahmā kā tan tō mukarar hai .
147The body of Brahma is fixed.
152Bāp kahtē haĩ - maĩ ātmāō̃ sē bāt kartā hū̃ .
148The Father says: I am speaking to souls.
153Tum pukārtē thē - bābā , āō .
149You used to call out: Baba, come!
154Ab maĩ āyā hū̃ .
150I have now come.
155Tum ātmāyē̃ bhī nirākār hō .
151You souls are incorporeal and I too am incorporeal.
156Ham bhī nirākār haĩ . 157Tum bhakti mārg mē̃ bhinn-bhinn nām , rūp , dēśh , kāl dhāraṇ kar yād kartē āyē hō .
152You have been remembering Me on the path of devotion while adopting different names and forms, in different places and time periods.
158Ab sammukh tumsē bāt kar rahā hū̃ .
153I am now speaking to you personally, face to face.
159Tumkō tō apnē śharīr kā ādhār hai .
154You have the support of your bodies.
160Hamkō yah loan lēnā paṛtā hai .
155I have to take this one on loan.
161Bāp bachchō̃ kō kahtē haĩ - ab yah purānā chōlā chhōṛnā hai .
156The Father says to the children: You now have to renounce your old costumes.
162Nāṭak pūrā huā , ab nirantar bāp kō yād karnē key|kī kōśhiśh karō .
157The play is about to end. 158Now try to remember the Father constantly.
163Agar aur kuchh yād paṛtā rahēgā tō phir sajāyē̃ khānī paṛēgī .
159If you continue to remember other things, you will have to have punishment.
164Jitnā hō sakē aurō̃ key|kī yād nikāl dō .
160As much as possible, remove your remembrance of others.
165Yātrā par jātē haĩ tō buddhi mē̃ vahī yād rahtī hai .
161When people go on a pilgrimage, that is all they remember while on the pilgrimage.
166Bas , ham śhrīnāth dvārē jātē haĩ .
162"We are going to Shrinath Dware."
167Tumhārī hai sachchī rūhānī yātrā .
163Your pilgrimage is truly spiritual.
168Ātmā paramātmā kē sāth yōg lagātī hai . 169Phir śharīr nirvāh arth|earth karma karnē liyē yahā̃ ātē-jātē haĩ .
164Souls have yoga with the Supreme Soul and then they continue to come and go from here in order to perform actions for the livelihood of their bodies.
170Kahā̃ bhī hō yād rahnī chāhiyē .
165No matter where you are, you should have remembrance.
171Tum jāntē hō bhagvān sarvavyāpī nahī̃ , vah tō bāp hai aur bāp sē tō varsā miltā hai .
166You know that God is not omnipresent. 167He is the Father and the inheritance is received from the Father.
172Sarvavyāpī kahnē sē kōī matlab hī nahī̃ nikaltā .
168There is no meaning in saying that He is omnipresent.
173Bāp kō tō varsā dēnā hōtā hai .
169The Father has to give the inheritance.
174Unkō yah āśh nahī̃ rahtī ki mujhē varsā milnā hai .
170He has no desire to receive the inheritance.
175Āśh rahēgī - bachchō̃ kō varsā dēnā hai .
171He desires to give the inheritance to you children.
176Is bāp key|kī bhī dil mē̃ hai - hamkō varsā dēnā hai .
172It is also in this Father's heart that He has to give you the inheritance.
177Bāp aur bachchō̃ kā sambandh hai .
173There is the relationship of father and child.
178Bachchō̃ kō varsā lēnā hai , bāp kō dēnā hai .
174The children have to receive an inheritance and the father has to give it.
179Bāp phir kyā lē̃gē !
175So, what would the Father take from you?
180Unkō dēnā hōtā hai .
176He has to give to you.
181Sachchī ātmā par sāhēb rāzī hōtā hai tō kitnā sachchā bannā chāhiyē .
177The Lord is pleased with honest souls, and so you should become very honest.
182Parantu sabhī bachchē hō nā tō varsā dēnē vālē bāp kō yād karnā chāhiyē .
178All of you are children and you should therefore remember the Father who gives the inheritance.
183Kachchē bachchō̃ kō yād nahī̃ rahtā hai .
179Weak children don't stay in remembrance.
184Śharīr nirvāh arth|earth bhal karma karō phir phursat K|kē samay bāp kō yād karō .
180You may perform actions for the livelihood of your bodies, and then, when you have time, remember the Father.
185Yād kī yātrā kā register tumhārā ṭhīk hōtā jāyēgā tō khuśhī rahēgī .
181When your register of the pilgrimage of remembrance continues to become good, you will experience happiness.
186Manuṣhya kō jō ādat paṛtī hai vah vr̥iddhi kō pātī hai .
182All the habits that human beings have continue to grow.
187Buddhi mē̃ rahnā chāhiyē hamārē 84 janm pūrē huē .
183It should remain in your intellects that your 84 births have now come to an end.
188Ab nāṭak pūrā huā .
184The play is now to end.
189Abhī ham jātē haĩ apnē ghar isliyē bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō .
185We are now going back to our home. 186This is why the Father says: Remember Me.
190Gītā mē̃ bhī dō bār manmanābhav likhā huā hai .
187"Manmanabhav" is mentioned in the Gita twice.
191Kuchh-kuchh bātē̃ āṭē mē̃ lūn haĩ . 192Anya dharm vālō̃ K|kē kōī chitra ādi nahī̃ rahtē haĩ .
188There are as many true things in it as a pinch of salt in a sackful of flour. 189None of the pictures of other religions remain.
193Tumhārē chitra haĩ .
190Your pictures remain.
194Brahmā kā bhī ajmēr mē̃ chitra hai .
191There is an image of Brahma in Ajmer.
195Brāhmaṇō̃ mē̃ bhī bahut prakār K|kē haĩ .
192There are many types of brahmin.
196Bhinn-bhinn nām rakhē huē haĩ .
193They have been given many different names.
197Bhāṣhāyē̃ dēkhō kitnī haĩ !
194Look how many languages there are!
198Bachchē jāntē haĩ - hamārī rājdhānī mē̃ ēk hī bhāṣhā hōgī .
195You children know that there will just be the one language in your kingdom.
199Vahā̃ key|kī bhāṣhā hī aur hai .
196The language there is completely different.
200Saṅskr̥it ādi nahī̃ hōtī hai .
197There is no Sanskrit etc.
201Bachchiyā̃ vahā̃ key|kī bhāṣhā ādi sunātī thī .
198Daughters used to come and tell of the language that will be used there.
202Ab tum bachchō̃ kō khuśhī rahnī chāhiyē . 203Ham rājdhānī sthāpan kar rahē haĩ .
199You children should now remain happy that you are establishing your kingdom.
204Phir vahā̃ apnī bhāṣhā hōgī .
200Then, there will be your own language there.
205Yahā̃ key|kī bhāṣhāyē̃ vahā̃ nahī̃ hō saktī .
201The languages that exist here cannot exist there.
206Drama key|kī nūndh anusār phir vahī apnē mahal ādi banāyēṅgē . 207Kalp pahlē muāphik .
202According to what is fixed in the drama, you will build the same palaces that you did in the previous cycle.
208Yahā̃ yah British government nē new dēhlī banāī nā .
203Here, the British Government built New Delhi.
209Tum jāntē hō ham dēhlī nām nahī̃ rakhē̃gē .
204You know that you will not use the name Delhi.
210Yah purānī duniyā tō khatm hōnī hai .
205This old world is to be destroyed.
211Hamkō nayē tē naī duniyā chāhiyē .
206We want the newest world of all.
212Vahā̃ tō hīrē-javāharō̃ K|kē mahal banē̃gē .
207There, palaces will be studded with diamonds and jewels.
213Abhī tō vah mahal nahī̃ haĩ .
208Those palaces don't exist now.
214Buddhi kahtī hai ham bahut first class mahal banāyēṅgē .
209The intellect says: We will build first-class palaces there.
215Yah tō chhī-chhī duniyā hai .
210This world is very dirty.
216Aisī-aisī āpas mē̃ bātē̃ karnī chāhiyē .
211You should talk among yourselves in this way.
217Bahan jī , bhāī jī ham tō jāyēṅgē phir ākar apnī rājdhānī sambhālē̃gē .
212Respected sister, respected brother, we will now go to our home and then go and look after our kingdom.
218Aisē libās pahanē̃gē .
213We will wear such costumes.
219Āgē zewar ādi sab sachchē pahantē thē .
214In earlier days, people used to wear real jewellery.
220Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ kitnē zewar ādi hōṅgē .
215There must be so much jewellery in the temples to Lakshmi and Narayan.
221Śhiv kā mandir kyā hōgā ?
216What would the Shiva Temple be like?
222Śhiv kā liṅg bhī hīrō̃ kā banātē haĩ .
217They even make the Shivalingam of diamonds.
223Yah bhī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
218These matters have to be understood.
224Hamārē śhivbābā K|kē mandir kō barōbar musalmānō̃ nē ākar lūṭā hai . 225Jō bhakti mārg K|kē śhurū mē̃ banāyā thā .
219The Muslims truly came and looted the temple to our Shiv Baba which was built at the beginning of the path of devotion.
226Tum jāntē hō dvāparyug sē śhivbābā K|kē mandir banē haĩ .
220You know that the temples to Shiv Baba were built from the copper age onwards.
227Āpēhī pūjya sē phir pujārī ban jātē haĩ .
221From being worthy of worship, you became worshippers.
228Pahlē-pahlē sōmnāth kā mandir banā hai .
222The Somnath Temple was built first.
229Sōmras kahā jātā hai knowledge kō .
223This knowledge is called Somras (nectar).
230Knowledge dēnē vālā bāp hai jissē tum dhanvān bantē hō .
224The Father through whom you become wealthy is the One who gives this knowledge.
231Phir usī dhan sē tum bāp kā mandir banātē hō .
225You then build temples to the Father with that wealth.
232Pūjā bhī tō hōgī nā .
226There will also be worshipping.
233Ghar-ghar mē̃ mandir banātē haĩ .
227They build a temple in every home.
234Tum jāntē hō jab bhakti mārg śhurū hōgā tō phir ham pujārī ban mūrti ādi banāyēṅgē .
228You know that when the path of devotion begins, you will become worshippers and create idols etc.
235Tum bachchē jāntē hō - ham abhī āśhik banē haĩ māśhūk paramātmā K|kē , unsē varsā lēnē liyē .
229You children know that you have now become lovers of God, the Beloved, in order to claim the inheritance from Him.
236Vah vikār K|kē liyē āśhik hōtē haĩ .
230Those people become lovers for vice.
237Yah phir ātmā paramātmā māśhūk key|kī āśhik hōtī hai .
231Here, a soul is a lover of God, the Beloved.
238Dēkhtē hō - sabhī bhakta unkō yād kartē haĩ .
232You can see that all devotees remember that One.
239Us māśhūk key|kī mahimā baṛī bhārī hai !
233The praise of that Beloved is great.
240Āśhik jō patit ban gayē haĩ unhō̃ kō pāvan banātē haĩ .
234He purifies the lovers that have become impure.
241Ātmā hī patit , ātmā hī pāvan bantī hai .
235It is souls that become impure and souls that become pure.
242Achchhā !
236Achcha.
243Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .
237To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
244Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
238The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
245Dhārṇā kē liē mukhya sār :
239Essence for dharna:
2461 ) scholarship lēnē K|kē liyē achchhī rīti paṛhnā hai , takhtnaśhīn bannē key|kī dauṛ lagānī hai .
240 1. In order to claim a scholarship, study very well. 241Race to be seated on a throne.
247Karma kartē yād mē̃ rahnā hai .
242Stay in remembrance while doing everything.
2482 ) ham rūhānī yātrā par haĩ , isliyē aur sabkī yād buddhi sē nikāl bāp kī yād mē̃ nirantar rahnā hai .
243 2. You are on a spiritual pilgrimage. 244Therefore, remove the remembrance of everyone else from your intellect and constantly stay in remembrance of the Father.
249Yād kā register ṭhīk rakhnā hai .
245Keep your register of remembrance good.
Blessing
250Vardān : nirantar yōgī aur pavitra ban sarv vikārō̃ kō vidāī dēnē vālē śhakti svarūp , pūjya svarūp bhav
246Blessing: May you be an embodiment of power and become worthy of worship by bidding farewell to all the vices and becoming a constant yogi and constantly pure.
251Bāp dvārā sabhī bachchō̃ kō mukhya dō vardān prāpt hōtē haĩ - ēk sadā yōgī bhav dūsrā pavitra bhav .
247 All of you children receive two main blessings from the Father: May you be constantly yogi, may you be pure.
252Jō yah vardān jīvan mē̃ sadā anubhav kartē haĩ vah dō chār ghaṇṭē K|kē yōgī nahī̃ hōtē lēkin nirantar K|kē yōgī hōtē haĩ .
248Those who experience these blessings in their lives constantly are not yogis for two to four hours, but they are constant yogis.
253Pavitra bhī kabhī-kabhī nahī̃ , sadā pavitra aur sarv vikārō̃ kō vidāī dēnē vālē .
249They are not pure just sometimes, but are constantly pure and have bid farewell to all the vices.
254Aisē nahī̃ kabhī krōdh yā mōh ā gayā , kōī bhī vikār smr̥iti svarūp bannē nahī̃ dēgā .
250It wouldn’t be that they sometimes become angry or have attachment. 251Any vice will not allow you to become an embodiment of remembrance.
255Tō aisē yōgī hī śhakti svarūp haĩ aur sadā pavitra rahnē vālē pūjya svarūp haĩ .
252Only such yogis who are embodiments of power and those who remain constantly pure become worthy of worship.
Slogan
256Slōgan : sadā gyān sūrya K|kē sammukh rahō tō bhāgya rūpī parchhāī āpkē sāth hai .
253Slogan: Stay constantly in front of the Sun of Knowledge and your shadow of fortune will always be with you.
254*** Om Shanti ***