मंगलवार 18 जुलाई 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
018-07-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 18/07/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum is rūhānī university mē̃ āyē hō buddhū sē buddhivān bannē , buddhivān arthāt pavitra , pavitra bannē key|kī paṛhāī tum abhī paṛhtē hō ' '
1Essence: Sweet children, you have come to this spiritual university to change from buddhus (foolish ones) into wise ones. 2Wise means pure. 3You are now studying this study to become pure.
Question
2Praśhna : buddhivān bachchō̃ key|kī mukhya niśhānī sunāō ?
4Question: What are the main signs of wise children?
Answer
3Uttar : buddhivān bachchē gyān mē̃ sadā ramaṇ kartē rahē̃gē .
5Answer: Wise children constantly play with knowledge.
4Unhē̃ maulāī mastī chaṛhī huī hōgī .
6They are always intoxicated by this Godly intoxication.
5Unkī buddhi mē̃ sārē sr̥iṣhṭi chakra key|kī knowledge rahtī .
7All the knowledge of the world cycle is in their intellects.
6Naśhā rahtā ki hamārā bābā hamārē liē paramdhām sē āyā huā hai . 7Ham unkē sāth paramdhām mē̃ rahtē thē .
8They have the intoxication: Our Baba has come from the supreme abode for us and we resided with Him in the supreme abode.
8Hamārā bābā gyān kā sāgar hai , ham abhī master gyān sāgar banē haĩ .
9Our Baba is the Ocean of Knowledge and we have become master oceans of knowledge.
9Hamē̃ vah mukti-jīvanmukti kā varsā dēnē āyē haĩ .
10He has come to give us the inheritance of liberation and liberation-in-life.
Song
10Gīt : kaun āyā mērē man K|kē dvārē …
11Song: Who has come to the door of my heart?
Murli
11Ōm śhānti .
12Om shanti.
12Jīv key|kī ātmā jāntī hai ki hamārā parampitā paramātmā hamkō sammukh paṛhā rahē haĩ vā rājyōg sikhlā rahē haĩ .
13The soul of the living being knows that our Supreme Father, the Supreme Soul, is personally teaching us; He is teaching us Raj Yoga.
13Tō jaisē ki yah īśhvarīy university ṭhaharī .
14Therefore, it is as though this is a Godly University.
14University iskō kyō̃ kahtē hai ?
15Why is it called a university?
15Aisē nahī̃ , aur jō bhī sab universities haĩ vah universe kē liē haĩ . 16Nahī̃ .
16It isn't that all other universities are for the universe.
17Jaisē vilāyat mē̃ university hai parantu vahā̃ haĩ gōrē tō kālē lōgō̃ kō ānē key|kī allow nahī̃ kartē haĩ .
17No; they are not for the universe, so they shouldn’t be called universities.
18Tō vah universe kē liē tō ṭhaharī nahī̃ . 19Tō unkō university nahī̃ kahē̃gē .
18Here, you children know that this is the true Godly University.
20Yahā̃ tum bachchē jāntē hō - yah sachchī-sachchī īśhvarīy university hai .
19However, none of them can understand this because they are buddhus.
21Parantu kōī bhī samajh nahī̃ saktē haĩ kyōṅki buddhū haĩ .
20Only the Father makes buddhus wise.
22Buddhū kō buddhivān bāp hī banātē haĩ .
21Human beings bow down in front of those who are wise.
23Manuṣhya buddhivān kē āgē māthā jhukātē haĩ .
22They bow down to the deity idols and sannyasis etc.
24Dēvī-dēvatāō̃ kō , sannyāsiyō̃ ādi kō māthā jhukātē haĩ .
23Sannyasis are pure, and so they are definitely wise. 24They consider purity to be good.
25Sannyāsī pavitra haĩ tō jarūr buddhivān ṭhaharē .
25That vice of lust causes distress for human beings.
26Pavitratā kō achchhā māntē haĩ . 27Yah vikār hī manuṣhya kō hairān kartē haĩ isliē pavitra rahnē vālē sannyāsiyō̃ kō gr̥ihasthī lōg buddhivān samajhtē haĩ aur unkē charaṇō̃ mē̃ jhuktē haĩ .
26This is why householders consider sannyasis who remain pure to be wise and bow down at their feet. 27As soon as they see someone wearing the costume of a sannyasi, they instantly bow down to him.
28Bas , sannyāsī libās dēkhā aur jhaṭ māthā jhukāyēṅgē . 29Abhī tō unhō̃ kā mān kam hō gayā hai isliē sambhālkar kadam uṭhātē haĩ .
28However, regard for them has now decreased and this is why people take every step with great caution.
30Āgē tō sannyāsiyō̃ kō dēkh jhaṭ offer kartē thē - svāmī jī , hamārē ghar par chalō .
29Previously, when they saw a sannyasi, they would instantly invite him: Swamiji, come to our house.
31Abhī tō too much hō gayē haĩ aur tamōpradhān ban paṛē haĩ isliē jō bahut nāmīgrāmī haĩ unkā hī mān hōtā hai .
30There are now too many of them and they have now become tamopradhan, and this is why there is only regard for those who are very well known.
32Baṛē ādmī bhī unkō māthā jhukātē haĩ - kyō̃ ?
31Even eminent people bow down to them. 32Why?
33Paṛhē-likhē tō sannyāsiyō̃ sē bhī jāstī haĩ . 34Parantu vah pavitra haĩ , sannyās kiyā hai isliē buddhivān mānē jātē haĩ .
33Those eminent people are more educated than sannyasis, but sannyasis are pure because they have adopted renunciation and that is why they are considered to be wise.
35Abhī tum buddhivān bantē hō .
34You are now becoming wise.
36Tum abhī rachayitā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jāntē hō .
35You now know the Creator and the beginning, middle and end of creation.
37Parantu tumhārē mē̃ bhī sabhī kō itnā naśhā nahī̃ hai .
36However, among you too, not all of you have that intoxication.
38Naśhā chaṛhnē mē̃ bhī time bahut lagtā hai .
37It takes a lot of time for that intoxication to rise.
39Pūrā naśhā tō ant mē̃ hī rahtā hai .
38Only at the end will there will be complete intoxication.
40Abhī jitnā-jitnā tum puruṣhārth kartē hō utnā naśhā chaṛhtā jātā hai .
39Now, the more effort you make, the more your intoxication continues to rise.
41Nirantar yah yād rahnā chāhiē - ham ātmāō̃ kā bāp paramātmā āyā huā hai .
40You should constantly remember that the Supreme Soul, the Father of us souls, has come.
42Hamkō paṛhā rahē haĩ - viśhva kā mālik banānē .
41He is teaching us in order to make us into the masters of the world.
43Tō puruṣhārth karnē key|kī śhubh chintā hōnī chāhiē .
42Therefore, you should have the pure concern to make effort.
44Sabhī kō vah chintā nahī̃ rahtī .
43Not all of you have that concern.
45Yahā̃ suntē samay naśhā chaṛhā , yahā̃ sē bāhar nikalā aur khēl ḵẖalās . 46Number-vār haĩ nā .
44At the time of listening to this, their intoxication rises but as soon as they go outside, everything ends; it is numberwise.
47Ham ātmāō̃ kā bāp āyā hai .
45The Father of us souls has come.
48Ham unkē pās|pass paramdhām mē̃ rahtē thē .
46We used to reside with Him in the supreme abode.
49Aisē aur kōī nahī̃ samajhtē haĩ .
47No one else understands this.
50Sādhū-sannyāsī ādi pavitra haĩ .
48Sages and sannyasis etc. are pure.
51Tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ .
49You, too, are numberwise.
52Sabhī kō yah niśhchay nahī̃ baiṭhā hai ki hamārā parampitā paramātmā gyān kā sāgar hai , jīvanmukti dātā hai jō hamkō svarg kā mālik banātē haĩ .
50Not everyone has the faith that our Supreme Father, the Supreme Soul, is the Ocean of Knowledge, the Bestower of Liberation-in-Life and that He is making us into the masters of heaven.
53Yahā̃ sē pāṅw bāhar nikālā aur vah khuśhī gum hō jātī hai .
51As soon as you step outside of here, that happiness disappears.
54Nahī̃ tō tum bachchō̃ kō kitnī khuśhī rahnī chāhiē !
52Otherwise, you children should have so much happiness.
55Mainnē bhī is tan kā ādhār liyā hai .
53I have taken the support of this body.
56Nahī̃ tō rājyōg kaisē sikhlāū̃ ?
54How else would I teach you Raj Yoga?
57Mujhē apnā śharīr nahī̃ hai .
55I don't have a body of My own.
58Mandirō̃ mē̃ dēkhē̃gē tō sabkō apnā śharīr hai . 59Maĩ tō aśharīrī hū̃ .
56If you look at all of those in the temples, they all have their own bodies, whereas I am bodiless.
60Aur sabhī kō ākārī vā sākārī śharīr milā huā hai .
57All others have received an angelic or corporeal body.
61Mērā śharīr nahī̃ hai .
58I don't have a body.
62Sōmnāth kā mandir hai athavā śhiv K|kē mandir mē̃ jahā̃ bhī jāō vahā̃ nirākārī rūp hai .
59There is the Somnath Temple and even if you go to the Shiva temples, they have incorporeal forms there.
63Sirph nām bhinn-bhinn rakh diyē haĩ .
60It is just that they have given Him different names.
64Yah tō jāntē hō ātmā paramdhām sē ātī hai .
61You know that souls come here from the supreme abode.
65Bhinn-bhinn śharīr dhāraṇ kar part bajātī hai .
62Souls adopt different bodies and play their parts.
66Maĩ is 84 K|kē chakra mē̃ nahī̃ ātā hū̃ .
63I do not enter this cycle of 84 births.
67Maĩ hū̃ paramdhām mē̃ rahnē vālā .
64I am the Resident of the supreme abode.
68Is śharīr mē̃ āyā hū̃ .
65I have entered this body.
69Tum kahē̃gē nirākār phir kaisē ātē haĩ ?
66You would ask, "How does the incorporeal One come?"
70Hā̃ , ā saktē haĩ .
67Yes, He can come.
71Tum lōg pitra khilātē hō tō ātmā ātī hai nā .
68When you offer food to a departed soul, that soul comes, does he not?
72Śharīr tō nahī̃ ātā .
69The body of that soul doesn't come.
73Ātmā pravēśh kartī hai .
70The soul enters another body.
74Samajhtē haĩ ātmā dūsrē śharīr mē̃ pravēśh kartī hai .
71You understand that the soul enters another person's body.
75Kōī tō bhūt key|kī ātmāyē̃ bahut chañchal hōtī haĩ . 76Patthar ādi mārtī haĩ .
72The souls of some ghosts are very mischievous; they throw stones etc.
77Ātmā śharīr mē̃ ātī hai tab kuchh kar saktī hai , usē ghost kahtē haĩ .
73Only when a soul enters a body can he do something. 74That is called a ghost.
78Aśhuddh ātmāyē̃ bhī pravēśh kartī haĩ .
75Impure souls also enter others.
79Tum bachchō̃ kō anubhav hai ki kaisē aśhuddh ātmāyē̃ bhaṭaktī haĩ . 80Jab tak unkō apnā śharīr milē .
76You children have experienced how impure souls wander around until they receive their own bodies.
81Śhuddha ātmāyē̃ bhī ātī haĩ . 82Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
77Pure souls also come; this too is fixed in the drama.
83Jō kuchh pās|pass huā drama kā khēl hai .
78Whatever has passed is said to be the playing of the drama.
84Bāp samjhātē hai - maĩ ākar sādhāraṇ būṛhē tan mē̃ pravēśh kartā hū̃ .
79The Father explains: I come and enter an ordinary old body.
85Jarūr anubhavī kā śharīr chāhiē nā . 86Brahmā kā nām maśhhūr hai .
80He would definitely need the body of an experienced person.
87Brahmā key|kī rāy bhī maśhhūr hai . 88Brahmā kō phir kahā̃ sē rāy milī ?
81Brahma’s name is very well known and Brahma’s advice is also well known.
89Brahmā hai śhivbābā kā bachchā .
82Where did Brahma receive advice from?
90Tō unkī hai śhrīmat .
83Brahma is Shiv Baba's child.
91Tō jarūr mukhya śhrīmat brahmā key|kī hōnī chāhiē jismē̃ bāp pravēśh kartē haĩ .
84His advice is shrimat, and so the main shrimat has to be through Brahma, whom the Father enters.
92Bhāratvāsī in bātō̃ kō nahī̃ jāntē .
85The people of Bharat don't know these things.
93Vah tō samajhtē haĩ - sab ēk hī ēk hai .
86They think that all are One.
94Śhrīkr̥iṣhṇa śhiv ādi sab ēk hī haĩ .
87They believe that Shri Krishna, Shiva etc. are all the same.
95Śhrīkr̥iṣhṇa kō mahātmā yōgēśhvar kahtē haĩ . 96Parantu kyō̃ kahtē haĩ ?
88They call Shri Krishna “Mahatma” or “Yogeshwar”, but they don't know why they call him that.
97Yah tō samajhtē nahī̃ . 98Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā abhī īśhvar dvārā yōg sīkh yōgēśhvar ban rahī hai .
89The Shri Krishna soul is now studying yoga with Ishwar (Lord – title of Shiva) and becoming Yogeshwar (Lord of yoga).
99Kitnā gupta rāz hai !
90This is such an incognito secret.
100Manuṣhya tō kah dētē - paramātmā nām-rūp sē nyārā hai , unkā śharīr hai nahī̃ .
91People say that God is beyond name and form and that He doesn't have a body.
101Parantu tum tō kahtē hō - sōmnāth kā mandir śhiv K|kē avataraṇ kā yādgār hai .
92However, you say that the Somnath Temple is a memorial of the incarnation of Shiva.
102Jarūr kalp pahlē śhiv-bābā āyā huā thā aur ab āyā huā hai .
93Shiv Baba surely came in the previous cycle and He has now come again.
103Phir dvāpar mē̃ unkī bhakti śhurū hōtī hai .
94Then, the worship of Him will start in the copper age.
104Śhivrātri manātē haĩ .
95People celebrate Shiv Ratri (Night of Shiva).
105Bāp baiṭh samjhātē haĩ , tum ātmāyē̃ paramdhām sē āī hō part bajānē .
96The Father sits here and explains: You souls came here from the supreme abode to play your parts.
106Ātmā avināśhī hai . 107Ismē̃ 84 janmō̃ kā part bharā huā hai .
97Souls are imperishable and they have parts of 84 births recorded in them.
108Jaisē bāp purānē śharīr mē̃ āyē haĩ vaisē tum bhī purānē śharīr mē̃ hō .
98Just as the Father has entered an old body, in the same way, you are also in old bodies.
109Bābā is purānē śharīr sē liberate kar nayā dētē haĩ .
99Baba liberates you from your old bodies and gives you new bodies.
110Yukti batlātē haĩ ki kauṛī tulya sē hīrē tulya kaisē banō ?
100He shows you the way to change from being worthless shells into valuable diamonds.
111Gātē bhī haĩ - māśhūk ēk .
101It is sung: The Beloved is only One.
112Bāp kahtē haĩ - maĩ paramdhām kā rahvāsī hū̃ , tum bhī paramdhām mē̃ rahnē vālē hō .
102The Father says: I am the Resident of the supreme abode. 103You too are residents of the supreme abode.
113Maĩ purānē tē purānē śharīr mē̃ āyā hū̃ .
104I have come in the oldest body of all.
114Tumhārā bhī 84 janmō̃ K|kē ant kā yah patit tan hai .
105Those are also your oldest impure bodies of your final 84th birth.
115Tum bhī apnē kō ātmā samjhō .
106You consider yourselves to be souls.
116Hamnē 84 janm bhōg pūrē kiyē haĩ . 117Abhī phir naī duniyā mē̃ hamkō nayā śharīr milēgā .
107We have completed our 84 births and we are now to receive new bodies in the new world.
118Tō kitnī khuśhī mē̃ rahnā chāhiē !
108Therefore, you should remain so happy.
119Number-vār haĩ , kōī tō bilkul hī dullhead haĩ .
109It is numberwise: some are completely dull headed.
120Māyā nē bilkul hī patthar-buddhi banā diyā hai .
110Maya has completely turned their intellects to stone.
121Jaisē garm tavē par pānī ḍālō tō bilkul hī sūkh jāyēgā . 122Aisē tattē tavē haĩ .
111It is like when you sprinkle water on a hot griddle and it instantly dries up; they are such hot griddles.
123Arē , tum apnē kō sirph ātmā , bāp key|kī santān samjhō .
112Oh! but you just have to consider yourselves to be souls, children of the Father.
124Vah bhī nahī̃ samajhtē !
113However, they do not consider themselves to be those.
125Agar samajhtē tō āśhcharyavat bhāgantī kyō̃ hō jātē ? 126Māyā baṛī jabardast hai .
114If souls do consider themselves to be those, why do they become those who are amazed and then run away?
127Kōī ġaphlat key|kī aur māyā thappaṛ mār dēgī .
115Maya is very powerful. 116If you are careless, Maya will slap you.
128Arē , bābā āyā hai varsā dēnē , phir bhī tum vikārī bantē hō !
117Oh! 118Baba has come to give you the inheritance, and yet you become vicious.
129Baṛā jabardast thappaṛ lagātī hai .
119She slaps you very strongly.
130Bāp tō thappaṛ nahī̃ mārē̃gē .
120The Father does not slap you.
131Māyā thappaṛ mār mũh phēr dētī hai .
121Maya slaps you hard and turns your faces away.
132Aisē bahut māyā K|kē thappaṛ khātē rahtē haĩ .
122There are many who continue to be slapped by Maya.
133Māyā bhī kahtī haĩ - tum bāp kō yād nahī̃ kartē hō tō maĩ mārtī hū̃ .
123Maya also says: You don't remember the Father and so I slap you. 124Maya has been given the order.
134Māyā kō hukm milā huā hai .
125Those who are without wisdom have to be made wise.
135Buddhihīn kō buddhivān banānā hai tō kyō̃ nahī̃ service kartē hō .
126Therefore, why don't you do service? 127Are you still going to experience the slipper from Maya?
136Kyā ab tak māyā K|kē mōchrē khātē rahnā hai !
128Many continue to experience the slipper.
137Bahut mōchrā khātē rahtē haĩ - kōī kō krōdh kā , kōī kō mōh kā mōchrā .
129Some experience the slipper of anger and some experience the slipper of attachment.
138Bāp kahtē haĩ - tum sab kuchh surrender kar trustee hō rahō .
130The Father says: Just surrender everything and live as a trustee.
139Vikār bhī dān mē̃ diyā phir kām mē̃ kyō̃ lātē hō !
131When you have donated the vices, why do you take them back and use them again?
140Vikārō̃ kā tō kōī rūp nahī̃ hai .
132Vices don't have a form.
141Dhan kē liē kahē̃gē trustee hō rahō .
133With regard to your money, you are told to live as a trustee.
142Bhal kām mē̃ lagānā parantu bahut sambhāl sē , bāp key|kī śhrīmat sē .
134You may use it, but with great care and with the Father's shrimat.
143Paisē sē kōī aisā vikarma nahī̃ karnā .
135You mustn't commit any sin with that money.
144Nahī̃ tō unkā bōjhā sārā tumhārē sir par chaṛhēgā .
136Otherwise, you will accumulate the burden of that on your head.
145Māyā baṛī tamōpradhān hai . 146Vah bhī jāntī hai - yah bāp kō ṭhīk rīti yād nahī̃ kartē haĩ isliē mārō inkō ghū̃sā .
137Maya is very tamopradhan and she knows when you are not remembering the Father very well and so she thinks: Punch that one!
147Māyā kahtī hai - agar bāp aur varsē kō yād nahī̃ karē̃gē tō maĩ thappaṛ mār dū̃gī .
138Maya says: If you don’t remember the Father or your inheritance, I will slap you.
148Bahut bachchē likhtē bhī haĩ - bābā , māyā nē thappaṛ mār diyā .
139Many children write: Baba, Maya slapped me.
149Bābā bhī likhtē haĩ - hā̃ bachchē , māyā kō hukm milā huā hai , khūb thappaṛ mārō kyōṅki tum mērā bantē nahī̃ hō .
140Baba writes back: Yes children, Maya has been given an order: Slap them a great deal when they do not belong to Me.
150Tumkō sadā sukhī banānē āyā hū̃ , tō bhī tum bachchē yād nahī̃ kartē hō .
141I have come to make you constantly happy but, in spite of that, you children don't remember Me.
151Hai bhī baṛā sahaj . 152Parantu time lagtā hai .
142It is very easy but it does take time.
153Nahī̃ tō bāp aur varsē kō yād kar khuśhī kā pārā chaṛh jānā chāhiē .
143Otherwise, the mercury of happiness would rise by your remembering the Father and the inheritance.
154Ākhir mē̃ yād kartē-kartē jhujhakī ( hichakī ) āyē - bas , ham bābā kē pās chalā jātā hū̃ .
144Eventually, while remembering Baba, you will just feel a little jerk and: OK, I am now going to Baba. 145Then I will go to heaven.
155Phir ā jāūgā̃ svarg mē̃ . 156Ēkdam jaisē maulāī ban chalē jāyēṅgē .
146It will be as though you just have complete Godly intoxication and go back home.
157Achchhā ! 158Yah tō kōī nahī̃ jāntē hai - ātmā āśhik hai parampitā paramātmā key|kī .
147Achcha, no one knows that souls are lovers of the Supreme Father, the Supreme Soul. 148You are true lovers.
159Sachchē-sachchē āśhik tum hō . 160Ādhā kalp tum āśhik ban māśhūk kō khūb yād kartē hō .
149You have been His lovers for half a cycle and have been remembering the Beloved a great deal.
161Parantu yah jāntē nahī̃ ki ātmā paramātmā par āśhik hōtī hai .
150However, you didn't know that souls are lovers of the Supreme Father, the Supreme Soul.
162Vah tō kah dētē - ātmā sō paramātmā , paramātmā sō ātmā .
151They say that each soul is the Supreme Soul and that the Supreme Soul is each soul.
163Yahā̃ tō bahut fark hai .
152Here, there is a great difference.
164Tum jāntē hō - paramātmā hai māśhūk .
153You know that God is the Beloved.
165Vah pavitra soul hamkō kitnā ḵẖūbṣhūrat banātī hai !
154That pure soul is making us so beautiful.
166Ham ātmā gandī bannē sē zewar bhī gandē ban paṛē hai .
155When we souls became dirty, our jewellery (bodies) also became dirty.
167Bābā āyē haĩ phir gōrā banānē phir śharīr bhī golden aged milēgā .
156Baba has come once again to make you beautiful and you will then receive golden-aged bodies.
168Khād sōnē mē̃ ḍāltē haĩ nā .
157They mix alloy into gold.
169Ab dēkhō - yah mandir hai ādi dēv kā .
158Now, just see - that is the Adi Dev temple.
170Unkā nām kōī nē mahāvīr rakh diyā . 171Arth|earth kuchh nahī̃ jāntē .
159Someone named him, “Mahavir”, but they don't know the meaning of that at all.
172Hanūmān kō bhī mahāvīr kah dētē haĩ .
160They even call Hanuman, “Mahavir”.
173Ab kahā̃ hanūmān , kahā̃ phir ādi dēv kō bhī mahāvīr kah dētē .
161There is such a vast difference between calling Hanuman “Mahavir” and then calling Adi Dev, “Mahavir”.
174Jainī mahārāj munī nē jō kuchh kahā vah chal paṛā .
162Whatever the Jain Maharaj Muni said, that continued to be accepted.
175Ājkal tō riddhi-siddhi bhī bahut hō paṛī hai .
163Nowadays, there is a lot of occult power.
176Yah bābā sabkō jāntē haĩ .
164This Baba knows everything.
177Bahut mēhnat kartē haĩ .
165People make a lot of effort.
178Hāth sē kēsar nikāltē haĩ .
166They even make saffron emerge from their hands.
179Manuṣhya samajhtē hai - bas , kamāl hai ! 180Jhaṭ followers ban jātē haĩ .
167People think that that is a wonder and quickly become their followers.
181Riddhi-siddhi vālō̃ K|kē tō ḍhēr followers haĩ .
168Those who have occult powers have many followers.
182Yahā̃ tō vah bāt nahī̃ hai .
169It is not like that here.
183Bābā kahtē hai - maĩ 5 hajār varṣh pahlē muāphik āyā hū̃ .
170Baba says: I have come exactly as I did 5000 years ago. 171No one else can say this.
184Aisē kōī kah na sakē . 185Bachchē kahtē haĩ - bābā , 5 hajār varṣh pahlē ham āyē thē .
172Children say: Baba, we came 5000 years ago and attained the inheritance of heaven from You.
186Āp sē svarg kā varsā pāyā thā . 187Ab phir parampitā paramātmā śhiv K|kē bachchē ākar banē haĩ is brahmā dvārā .
173We have now come once again and become the children of the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, through this Brahma.
188Duniyā hai kaliyug mē̃ .
174The world is in the iron age.
189Kaliyug mē̃ brāhmaṇ kahā̃ sē āyē ?
175Where would Brahmins come from in the iron age?
190Brāhmaṇ tō saṅgam par chāhiē .
176Brahmins are needed at the confluence age.
191Pair aur chōṭī , saṅgam huā nā . 192Śhūdra aur brāhmaṇ kā saṅgam .
177The feet and the topknot come together, and so that is a confluence: the confluence of shudras and Brahmins.
193Śhūdra sē phir brāhmaṇ bantē haĩ .
178You change from shudras into Brahmins.
194Yah 84 kā chakra tō kōī nahī̃ jāntē .
179No one knows this cycle of 84 births.
195Tum jāntē hō - ham brāhmaṇ haĩ , brahmā key|kī aulād practical mē̃ banē haĩ .
180You know that you are Brahmins and that you have become the children of Brahma in a practical way.
196Un brāhmaṇō̃ kō tum kah saktē hō - tum brāhmaṇ apnē kō brahmā key|kī aulād kahlātē hō .
181You can tell those brahmins: You brahmins call yourselves children of Brahma, but who is the Father of Brahma?
197Achchhā , brahmā kā bāp kaun hai ?
182They won't be able to tell you.
198Batā nahī̃ sakē̃gē . 199Ḍibbī mē̃ ṭhikrī .
183It is like pebbles in a tin can.
200Bas , ham brāhmaṇ hī bhagvān haĩ !
184They would simply say: We brahmins are God.
201Tum sab bhakta thē . 202Ab kahtē hō - ham lakṣhmī kō varnē lāyak ban rahē haĩ .
185All of you were devotees and you now say: We are becoming worthy of marrying Lakshmi.
203Ismē̃ puruṣhārth chaltā hai .
186You are making effort for this.
204Samjhō , ham paramdhām sē āyē haĩ . 205Abhī bābā phir vāpis lē jānē liē āyē haĩ .
187For instance, just remember that you came from the supreme abode.
206Ham bhī brahmāṇḍ K|kē mālik haĩ .
188Baba has now come once again to take us back.
207Bābā bhī purānē tan mē̃ āyē haĩ .
189We too are the masters of Brahmand.
208Ham bhī purānē tan mē̃ haĩ .
190Baba has entered an old body.
209Bāp kahtē haĩ - hamkō bhī purānā tan lēnā paṛtā hai .
191We too are in old bodies. 192The Father says: I also have to take an old body.
210Ab mujh bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
193Now remember Me, the Father, and your sins will be absolved.
211Time bhī dētē haĩ .
194He gives you time.
212Pāṇḍav government key|kī service kam sē kam 8 ghaṇṭā hōnī chāhiē .
195You have to serve the Pandava Government for a minimum of eight hours.
213Rājyōg sikhlānā hai . 214Śhaṅkhdhvani karnī hai .
196You also have to teach Raj Yoga and blow the conch shell.
215Tum śhrīmat sē bhārat kō ḵẖās aur duniyā kō ām svarg banātē hō .
197You make Bharat in particular and the world in general into heaven with shrimat.
216Svarg mē̃ sirph tum ātē hō aur dharm vālē nahī̃ ātē .
198Only you go to heaven; those of other religions do not go there.
217Brāhmaṇ , dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra - iskō virāṭ svarūp kahā jātā hai .
199Brahmins, deities, warriors, merchants and shudras are called the variety-form image.
218Ēk virāṭ rūp kā bhī chitra banānā chāhiē jō manuṣhyō̃ kō sahaj samajh mē̃ āyē .
200You should create such a picture of the variety-form image that people are easily able to understand.
219Viṣhṇu kō virāṭ svarūp mē̃ lē āyē haĩ .
201They have shown Vishnu as the variety-form image.
220Chitra tō jarūr chāhiē nā .
202A picture is definitely needed.
221School mē̃ bhī chitra rakhtē haĩ nā .
203They have pictures in schools.
222Nahī̃ tō bachchā kyā jānē - hāthī kyā hōtā hai ?
204Otherwise, little children would not know what an elephant is.
223Chitrō̃ par dikhātē haĩ .
205They are shown a picture of it.
224Tō yah bhī chār yug haĩ .
206So, here, there are the four ages.
225Ab kaliyug hai . 226Jarūr chakra phirēgā .
207It is now the iron age and the cycle will definitely turn.
227Brāhmaṇ tō saṅgam par hōtē haĩ .
208Brahmins exist at the confluence age.
228Bākī haĩ jismānī brāhmaṇ , paṇḍē .
209The others are physical brahmins, guides.
229Vah brahmā mukh vaṅśhāvalī nahī̃ haĩ .
210They are not the mouth-born creation of Brahma.
230Brahmā mukh vaṅśhāvalī kō tō dādē sē varsā miltā hai .
211The mouth-born creation of Brahma receive the inheritance from the Grandfather.
231Un brāhmaṇō̃ kō varsā kahā̃ miltā !
212Those brahmins don’t receive the inheritance.
232In bātō̃ kō tō tumhārē mē̃ bhī number-vār samajh saktē haĩ .
213You, too, understand these things, numberwise. 214Achcha.
233Achchhā ! 234Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .
215To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
235Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
216The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
236Dhārṇā kē liē mukhya sār :
217Essence for dharna:
2371 ) buddhi sē sab kuchh surrender kar trustee hō rahnā hai .
218 1. Surrender everything with your intellect and live as a trustee.
238Bahut sambhāl sē śhrīmat pramāṇ her|har kārya karnā hai .
219Perform every task with great caution according to shrimat.
2392 ) bābā aur varsē kō yād kar apār khuśhī kā anubhav karnā hai .
220 2. Remember Baba and the inheritance and experience limitless happiness.
240Bābā key|kī yād mē̃ maulāī ban jānā hai .
221While in remembrance of Baba, experience Godly intoxication.
241Sachchā āśhik bannā hai .
222Become a true lover.
Blessing
242Vardān : samānē aur samēṭnē kī śhakti dvārā ēkāgratā kā anubhav karnē vālē sār svarūp bhav
223Blessing: May you practise concentration and stability with the powers to merge and to pack up and become an embodiment of the essence.
243Dēh , dēh K|kē sambandhō̃ vā padārthō kā bahut baṛā vistār hai , sabhī prakār K|kē vistār kō sār rūp mē̃ lānē kē liē samānē vā samēṭnē kī śhakti chāhiē .
224 There is a huge expansion of your body, bodily relations and possessions. 225In order to put all types of expansion into their essence, you need the powers to merge and to pack up.
244Sarv prakār K|kē vistār kō ēk bindū mē̃ samā dō . 245Maĩ bhī bindu , bāp bhī bindu , ēk bāp bindu mē̃ sārā saṅsār samāyā huā hai .
226Merge all types of expansion into the one point: I am a point, the Father is a Point, and the whole world is merged in the one Point, the Father.
246Tō bindu rūp arthāt sār svarūp bannā mānā ēkāgr hōnā .
227To be a point-form, that is, to be an embodiment of the essence means to be concentrated.
247Ēkāgratā K|kē abhyās dvārā second mē̃ jahā̃ chāhō , jab chāhō buddhi usī sthiti mē̃ sthit hō saktī hai .
228By practising this concentration, you can stabilise your intellect wherever and whenever you want in a second.
Slogan
248Slōgan : jō sadā rūhāniyat key|kī sthiti mē̃ rahtē haĩ vahī rūhānī gulāb haĩ .
229Slogan: Those who stay constantly in the stage of spirituality are spiritual roses.
230*** Om Shanti ***