गुरुवार 20 जुलाई 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

020-07-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 20/07/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - śhivbābā kā chitra ēk kōṭhrī mē̃ rakh dō , ghaṛī-ghaṛī jākar uskē sāmnē baiṭh bātē̃ karō , tō sārā din yād banī rahēgī ' '

1Essence: Sweet children, keep a picture of Shiv Baba in a little room. 2Go there again and again and sit in front of it and talk to Baba and your remembrance will then remain throughout the whole day.

Question

2Praśhna  : nayā aur anōkhā pyār kaunsā hai , jiskī anubhūti kēval saṅgam par hī hōtī hai  ?

3Question: What new and unique type of love can only be experienced at the confluence age?

Answer

3Uttar  : vichitr bāp kē sāth pyār karnā - yah hai nayā pyār .

4Answer: To love the Father who has no image is a new type of love. 5You understand that incorporeal Baba, the One without an image, has come into this corporeal one.

4Tum jāntē hō nirākār vichitr bābā is sākār mē̃ āyā huā hai , ham unkē sāmnē baiṭhē haĩ , hamē̃ saṅgam par direct īśhvar kā pyār miltā hai - yah hai nayā aur anōkhā pyār .

6You are sitting in front of Him. 7At the confluence age, you receive love directly from God. 8This love is new and unique.

5Sārā kalp dēhdhāriyō̃ sē pyār kiyā , ab vidēhī bāp sē pyār karnā hai .

9You have loved bodily beings throughout the whole cycle. 10Now love the bodiless Father.

6Aisā pyār saṅgam par hī hōtā hai .

11Such love can only exist at the confluence age.

Song

7Gīt  : kaun āyā mērē man K|kē dvārē …

12Song: Who has come to the door of my heart in the early morning.

Murli

8Ōm śhānti .

13Om shanti.

9Bachchē jāntē haĩ ki bēhad kā bāp vichitr hai aur abhī ēk nayā pyār lēkar K|kē ham bābā kē pās baiṭhē haĩ vā āyē haĩ .

14You children understand that the unlimited Father is without an image. 15We have now come to Baba and are sitting with Him with this new type of love.

10Iskō nayā pyār kahtē haĩ .

16This is known as new love.

11Īśhvar kā pyār sirph ēk bār bachchō̃ kō miltā hai .

17Children only receive God’s love once.

12Bachchē samajh saktē haĩ barōbar parampitā paramātmā kō ham sab yād kartē haĩ .

18You children can understand that we all definitely remember the Supreme Father, the Supreme Soul.

13Vah baiṭh bachchō̃ kō paṛhātē haĩ .

19He sits and teaches us children.

14Vah nirākār vichitr bābā ismē̃ āyā huā hai .

20That incorporeal Baba, the One without an image, has entered this one.

15Parampitā paramātmā ham ātmāō̃ kā bāp hai .

21The Supreme Father, the Supreme Soul, is the Father of us souls.

16Ham abhī unkō jān-pahchān gayē haĩ .

22We have now come to know and recognise Him.

17Yah pyār bhī anōkhā hai .

23This love is unique.

18Vaisē tō hamēśhā dēhdhārī kō hī pyār kiyā jātā hai . 19Yah hai vidēhī , bigar dēh K|kē .

24In fact, love normally only exists between bodily beings but that One is bodiless, without a body.

20Ham unkē sāmnē baiṭhē haĩ .

25You are sitting in front of Him.

21Vah bahut pyār sē ākar paṛhātē haĩ .

26He comes and teaches you with great love.

22Tō naī bāt huī nā .

27So this is a new aspect.

23Āgē jō āśhāyē̃ thī - dhan milē , mahal milē̃ , vah sab āśhāyē̃ badal gaī haĩ .

28Previously, all the desires you had were to receive wealth or a palace. 29All of those desires have now changed.

24Sārī duniyā mē̃ tumhārī āśh badlī|badalī huī hai .

30Your desires when compared to those of the whole world, have changed.

25Ham abhī bābā sē viśhva kā mālik bannē kā puruṣhārth kar rahē haĩ .

31We are now making effort to become the masters of the world through Baba.

26Abhī tum sammukh baiṭhē hō .

32You are now sitting personally in front of Him.

27Jāntē hō vahī sab ātmāō̃ kā bāp patit-pāvan śhiv hai .

33You understand that He is Shiva, the Father of all souls, the Purifier.

28Yād bhī unkō hī kartē haĩ .

34It is that One whom you have to remember.

29Abhī tum bachchē sammukh baiṭhē hō .

35You are now sitting personally in front of Him.

30Dil mē̃ umaṅg hai - bēhad K|kē bāp sē , bēhad kā varsā lēnā hai .

36You have the enthusiasm in your hearts that you are to claim your unlimited inheritance from the unlimited Father.

31Kitnā vichitr , anōkhā , wonderful bābā hai  !

37Baba is so unique! 38He is without an image and so wonderful!

32Yah aur kōī nahī̃ jāntē .

39No one else knows this.

33Sirph tum hī jāntē hō - bāp kaisē apnā banākar phir paṛhātē haĩ .

40Only you know how the Father comes and makes you belong to Him and teaches you.

34Tō aisī kyā yukti karē̃ jō ghaṛī-ghaṛī bāp kō yād kartē rahē̃  ?

41So, what method can you create so that you continue to remember the Father again and again?

35Bāp rāy dētē haĩ - har ēk apnē ghar mē̃ śhiv kā chitra rakh dē .

42The Father advises you: Each of you should keep a picture of Shiv Baba in your home.

36Śhivbābā kā chitra dēkh samajhē̃gē - bēhad kā bābā patit-pāvan āyā huā hai pāvan duniyā sthāpan karnē .

43On seeing Shiv Baba’s picture, you will understand that the unlimited Father, the Purifier, has come to establish the pure world.

37Unsē ham abhī 5 hajār varṣh pahlē muāphik varsā lē rahē haĩ , svarg K|kē svarājya kā .

44We are claiming our inheritance of self-sovereignty of heaven from Him as we did 5000 years ago.

38Ātmā jāntī hai - ham svarg mē̃ jākar śharīr kē sāth rājya karē̃gē .

45You souls understand that you will go to heaven and rule your kingdoms through your bodies.

39Jō bāt kabhī svapn mē̃ bhī nahī̃ thī , ab vah āyā hai tō ēk kōṭhrī apnī banāē śhiv kā chitra rakh usmē̃ likh dēnā chāhiē - bābā āyā huā hai .

46This is something we never even dreamt of. 47That One has now come. 48Therefore, make a little room and keep a picture of Shiv there and write: Baba has come.

40Unkō ānā hī hai svarg key|kī sthāpanā karnē . 41Narkavāsiyō̃ kō svargvāsī banānē .

49He has to come to establish heaven, to change the residents of hell into the residents of heaven.

42Ghaṛī-ghaṛī śhivbābā kō dēkhtē rahē̃gē tō yād rahēgī .

50If you continue to look at Shiv Baba again and again, you will remember Him.

43Chitra galē mē̃ bhī ḍāl dētē haĩ .

51Some people put a photograph (in a locket) around their necks.

44Pati kā chitra bhī galē mē̃ ḍāl dētē haĩ nā .

52They even put a photo of their husbands around their necks.

45Tum bachchō̃ kē liē bhī taiyār karā rahē haĩ .

53A similar thing is also being prepared for you children.

46Pārlaukik bāp kō yād karnā baṛā anōkhā hai .

54To remember the Father from beyond is something unique.

47Aur sabhī key|kī yād kō samēṭ ēk kō yād karnā hai .

55Stop remembering everyone else and remember the one Father.

48Jaisē bhakti mārg mē̃ bhī apnē ghar mē̃ pūjā kī kōṭhī athavā mandir banātē haĩ nā , vaisē gyān mārg mē̃ bhī kōṭhī banāē usmē̃ sirph śhivbābā kā chitra rakhnā chāhiē .

56Just as people on the path of devotion make a little room or a shrine in their homes for worshipping, in the same way, on the path of knowledge, make a small room and just keep a picture of Shiv Baba there.

49Manuṣhya samajhtē haĩ - brahmākumāriyō̃ key|kī murlī vikār sē chhuṛātī hai .

57Human beings believe that the murli of the Brahma Kumaris frees you from vice.

50Arē , yah tō achchhā hai nā .

58Oh! but this is very good!

51Pāvan bannē liē jarūr vikārō̃ kō tō chhōṛnā hōgā .

59Vice definitely has to be renounced in order to become pure.

52Bigaṛtē haĩ - bhakti kyō̃ chhōṛtē hō  ?

60They become upset and ask: Why do you renounce devotion?

53Achchhā , ham bhakti kartē haĩ parantu ēk key|kī , dūsrā na kōī .

61Achcha, we do devotion, but only of the One and none other.

54Aur saṅg buddhiyōg tōṛ dēnā hai . 55Tumhārī yuddha māyā sē hai .

62Break your intellects’ yoga away from the company of others.

56Tum bāp kō yād kartē hō , māyā tōṛnē key|kī kōśhiśh kartī hai .

63Your war is with Maya. 64You remember the Father and Maya tries to break the connection.

57Hamkō śhivbābā sē varsā miltā hai - aisē yād kartē rahē̃gē .

65We receive our inheritance from Shiv Baba. 66Continue to have remembrance in this way.

58Śhivbābā kō dēkhtē rahē̃gē tō tumhārī kōṭhī vaikuṇṭha ban jāyēgī .

67If you continue to look at Shiv Baba, your little room will become Paradise.

59Mīrā bhī bhakti kartī thī tō vaikuṇṭha kā sākṣhātkār kartī thī .

68Meera too had visions of Paradise when she did devotion.

60Unkō bhī sākṣhātkār karānē vālā śhivbābā hai .

69It was Shiv Baba who granted her visions.

61Tumhārī buddhi mē̃ ab āyā hai - ham śhivbābā sē viśhva kā mālik bantē haĩ .

70It has now entered your intellects that we are becoming the masters of the world through Shiv Baba.

62Bhakti mārg mē̃ yah patā nahī̃ rahtā - śhiv kyā kartē haĩ  ? 63Kyō̃ us par bali chaṛhtē haĩ  ?

71People on the path of devotion don’t know what Shiva does or why they sacrifice themselves to Him.

64Tum samajhtē hō - sabsē ūñch hai śhivbābā , unkō hī paramātmā kahā jātā hai .

72You understand that Shiv Baba is the highest of all and that He is called the Supreme Soul.

65Paramātmā sē jarūr naī chīz milēgī .

73Surely, something new would be received from God.

66Unkō heavenly god father kahā jātā hai .

74He is called Heavenly God, the Father.

67Svarg mē̃ hai śhrīkr̥iṣhṇa , unkō father nahī̃ kahē̃gē .

75Shri Krishna exists in heaven. 76He cannot be called a father; he is a child.

68Vah tō bachchā hai . 69Svarg sthāpan karnē vālā bāp hai nirākār .

77The incorporeal Father is the One who establishes heaven.

70Vah dēhdhārī nahī̃ .

78He is not a bodily being.

71Yū̃ tō ājkal sabkō father kahtē rahtē haĩ .

79In fact, nowadays, they call everyone ‘father’.

72Gāndhī kō bhī bāpū jī kahtē haĩ .

80They even called Gandhi ‘Bapuji’ (father).

73Parantu sab dharm vālē nahī̃ kahē̃gē .

81However, those of other religions would not call him that.

74Arth|earth tō samajhtē nahī̃ .

82They don’t understand the meaning of that.

75Tum jāntē hō - sabkā bāpū jī śhivbābā hai .

83You understand that the Bapuji of everyone is Shiv Baba.

76Śhiv dādā nahī̃ , bābā . 77Vah nirākārī duniyā mē̃ rahtē haĩ .

84Shiv is not Dada, He is Baba and He resides in the incorporeal world.

78Śhrīkr̥iṣhṇa kō yād karē̃gē lēkin vah tō vaikuṇṭha nivāsī hai .

85People remember Shri Krishna, but he is a resident of Paradise.

79R̥iṣhi-muni ādi sab dēhdhārī yahā̃ hōkar gayē haĩ .

86All bodily beings, rishis and munis etc. have been here.

80Paramātmā hai nirākār , unkō dēh hai nahī̃ .

87God is incorporeal; He doesn’t have a body.

81Sarvavyāpī K|kē gyān kāraṇ buddhi kiskī bhī chaltī nahī̃ .

88Because of the notion of omnipresence, no one’s intellect works.

82Bāp ākar buddhi kā tālā khōltē haĩ .

89The Father comes and opens the locks of your intellects.

83Yahā̃ hai naī bāt .

90This is a new aspect here.

84Aur satsaṅg mē̃ aisē nahī̃ samajhtē haĩ ki śhivbābā knowledge dē rahē haĩ .

91In other spiritual gatherings, they do not think that Shiv Baba is giving them knowledge.

85Vahā̃ tō sab dēhdhārī baiṭhē huē haĩ .

92Only bodily beings sit there.

86Tumkō niśhchay hai - ham nirākār bāp sē sun rahē haĩ .

93You have the faith that you are listening to the incorporeal Father.

87Nirākār jarūr jab sākār mē̃ āyē tab tō pahchān dē . 88Kalp-kalp bāp ātē haĩ .

94Surely, it is only when the incorporeal One comes into this corporeal one that He can introduce Himself.

89Ākar mālik banātē haĩ .

95The Father comes every cycle.

90Phir bhī māyā kitnā hairān kartī hai  ! 91Vighna ḍāltī hai .

96He comes and makes you into the masters of the world.

92Rūdra gyān yagya mē̃ asurō̃ K|kē vighna paṛtē haĩ .

97However, Maya still harasses you a great deal; she creates obstacles.

93Dēh abhimān ānē sē hī vighna paṛtē haĩ .

98Devils create obstacles in the sacrificial fire of the knowledge of Rudra.

94Bābā kahtē haĩ - apnē kō aśharīrī samjhō .

99Obstacles come when you become body conscious.

95Ham tō bābā K|kē banē haĩ .

100Baba says: Consider yourselves to be bodiless.

96Bābā vāpis lēnē āyē haĩ .

101We belong to Baba. 102Baba has come to take us back home.

97Yah śharīr chhōṛ ab vāpis jānā hai .

103You have to shed your bodies and return home.

98Apnē sē bātē̃ karō .

104Talk to yourselves in this way.

99Sūkṣhma dēhdhārī vā sthūl dēhdhārī sabkī yād chhōṛnī hai .

105Renounce remembering subtle and physical bodily beings.

100Pakkā-pakkā niśhchay karnā hai . 101Ham ātmāyē̃ paramdhām sē āī haĩ .

106Let there be this firm faith: We souls have come from the supreme abode.

102Vahā̃ K|kē ham rahnē vālē haĩ .

107We are residents of that place.

103Satyug mē̃ itnē janm rājāī key|kī .

108We ruled a kingdom in the golden age for so many births.

10484 janma liē , ab nāṭak pūrā hōtā hai .

109We have taken 84 births and the play is now coming to an end.

105Vāpis jānā hai .

110We have to return home.

106Ghar mē̃ kōī haṅgāmā hō tō kōṭhrī mē̃ śhiv kā chitra rakh dō .

111If there is any disturbance in your home, keep a picture of Shiv Baba in a little room.

107Brāhmaṇ lōg striyō̃ kō kahtē haĩ ki śhiv key|kī pūjā nahī̃ karnī hai .

112Brahmin priests tell women that they shouldn’t worship Shiv.

108Parantu śhivbābā tō ātē hī haĩ mātāō̃ kē liē .

113However, Shiv Baba comes especially for the mothers.

109Śhiv kē ūpar tō bahut jākar lōṭiyā̃ chaṛhātē haĩ .

114Many pour water over a Shiv lingam.

110Pujārī lōg khuśh hōtē haĩ kyōṅki mātāyē̃ sabsē jāstī paisē rakhtī haĩ .

115The priests become very happy, because it is the mothers who give the most money.

111Bhakti key|kī sachchī bhāvnā ablāō̃ mātāō̃ mē̃ rahtī hai . 112Puruṣh tō jaisē khaggē haĩ .

116It is the innocent mothers who have true feelings of devotion, whereas men are very unstable; they repeatedly go away.

113Ghaṛī-ghaṛī bāhar nikal jātē haĩ .

117Their intellects’ yoga wanders a lot.

114Buddhiyōg bahut bhaṭaktā hai .

118However, a wife has a lot of attachment to her husband.

115Patni kā pati taraph bahut mōh jātā hai .

119You children understand that this is a land of sorrow.

116Tum bachchē samajhtē hō yah duḥkhdhām hai .

120Baba, who creates the land of happiness, has now come.

117Ab sukhdhām sthāpan karnē vālā bābā āyā huā hai .

121You have to invent methods for remembering the Father.

118Yuktiyā̃ rachnī hai - ham bāp kō kaisē yād karē̃  ?

122He cannot be seen with these eyes.

119Unkō in āṅkhō̃ sē nahī̃ dēkhā jātā .

123It is the soul that says: Shiv Baba is our Father.

120Yah ātmā kahtī hai - hamārā śhivbābā bāp hai .

124You will experience great happiness on seeing a picture of Shiv Baba.

121Śhiv kā chitra dēkhnē sē baṛī khuśhī hōgī .

125The yoga of you children has to be unadulterated.

122Tum bachchō̃ kā yōg bhī avyabhichārī chāhiē .

126Keep a picture of Shiv and remember Him again and again.

123Śhiv kā chitra rakh ghaṛī-ghaṛī yād kartē rahō . 124Bābā nē apnā misāl batāyā thā .

127Baba has also given you his own example of how much love he had for the picture of Lakshmi and Narayan.

125Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra sē hamārā kitnā pyār thā  !

128Then, one day, I thought: Why is Lakshmi massaging his feet like a maid?

126Phir ēk din khyāl āyā - lakṣhmī dāsī ban pāṅw dabā rahī hai .

129That is not right. 130So an artist was told to liberate Lakshmi from that.

127Aisē tō ṭhīk nahī̃ hai . 128Tō artist kō kahā - issē lakṣhmī kō tō mukt kar dō .

131However, the picture of Narayan was kept in his pocket. 132One was kept in a pocket and another in the cash box.

129Bākī nārāyaṇ kā chitra pocket mē̃ paṛā rahtā thā .

133Baba would look at the picture again and again and become intoxicated.

130Ēk pocket mē̃ , ēk murādī K|kē box mē̃ . 131Ghaṛī-ghaṛī chitra dēkhtā rahtā thā .

134However, he would do that secretly, so that no one was able to see him.

132Jaisē mast . 133Parantu gupta kartā thā .

135Otherwise, they would say: What is this person doing?

134Kōī dēkhē nahī̃ . 135Nahī̃ tō kahē̃gē - yah kyā kartā hai  ?

136First, he had love for Shri Krishna and then he left him and had love for Vishnu.

136Pahlē śhrīkr̥iṣhṇa sē pyār thā phir unkō chhōṛ viṣhṇu sē hō gayā . 137Jaisē bhakti naudhā hōtī hai .

137Just as there is intense devotion, so your remembrance should be just as intense.

138Vaisē yah yād bhī naudhā hōnī chāhiē , issē prāpti bahut bhārī hai .

138There is great attainment through this, whereas they attain nothing by doing that.

139Unsē tō kuchh nahī̃ alpkāl kē liē thōṛā sukh miltā hai . 140Phir dūsrē janm mē̃ mēhnat karnī paṛē .

139They only attain a little happiness for a temporary period and they then have to make effort again in their next birth.

141Bhakti mē̃ , dhandhē ādi mē̃ mēhnat lagtī hai . 142Kamāō , tab khāō .

140Devotion and business both require effort. 141First earn; only then can you spend.

143Bābā tumkō is ēk janm mē̃ itnī mēhnat karātē haĩ jō 21 janm prālabdh bhōgtē rahē̃gē .

142Baba inspires you to make so much effort in this one birth that you can experience its reward for 21 births.

144Kuchh mēhnat karnē key|kī darkār nahī̃ rahēgī .

143There will be no need to make effort there.

14521 janm sadā sukhī rahē̃gē .

144You will remain constantly happy for 21 births.

146Tō aisā bāp jō puruṣhārth karnā sikhlātē haĩ , unkō tō yād karnā chāhiē nā .

145Therefore, should you not remember such a Father who teaches you to make such effort?

147Kahtē haĩ - śhvā̃sō̃ śhvāṅs yād karō .

146He says: Stay in remembrance with every breath.

148Gurū lōg apnē śhiṣhyō̃ kō kahtē haĩ - mālā phērō . 149Rām-rām kartē rahō , bas .

147Gurus tell their followers: Rotate the rosary and continue to chant, “Rama, Rama”.

150Rām-rām japtē-japtē rōmāñch khaṛē hō jātē haĩ .

148That’s all! 149By chanting Rama’s name, they have goose pimples.

151Rām-rām key|kī mastī mē̃ jhūltē haĩ .

150While chanting “Rama, Rama” they start swaying in intoxication.

152Jaisē ki rām key|kī purī mē̃ pahũch gayē haĩ .

151It is as though they have reached the land of Rama.

153Tumkō tō bābā kahtē haĩ - ēk śhivbābā key|kī yād kā ajapājāp karō aur kuchh yād na āyē .

152Baba says to you: Let there be the soundless chant of remembrance of one Shiv Baba and let nothing else be remembered.

154Parantu māyā bhī sāmnā kartī hai .

153However, Maya also opposes you.

155Bhakti mārg mē̃ thōṛēhī māyā sāmnā kartī hai .

154Maya doesn’t oppose you on the path of devotion.

156Yah hai māyā aur īśhvar K|kē bachchō̃ key|kī yuddha .

155This is the war between Maya and you children of God.

157Nāṭak bhī banātē haĩ - bhagvān aisē kahtē haĩ , māyā aisē kahtī hai .

156Plays are also created in which they portray what God says and what Maya says.

158Abhī hai saṅgamyug .

157It is now the confluence age.

159Māyā K|kē ulṭē-sulṭē saṅkalp-vikalp tō ātē rahē̃gē .

158Impure and vicious thoughts of Maya will continue to come.

160Tūphān aisā jōr sē lagtā hai jō manuṣhya kō bhī uṛākar dūr phēṅk dētā hai .

159Some storms come with such great force that they blow human beings over and throw them far away.

161Yah phir māyā rāvaṇ kā tūphān hai .

160These storms are of Maya, Ravan.

162Unsē bachnē key|kī yuktiyā̃ tō bābā batātē rahtē haĩ .

161Baba continues to tell you methods to save yourself from them.

163Tum kahē̃gē hamkō parampitā paramātmā rājyōg sikhlātē haĩ .

162You say: The Supreme Father, the Supreme Soul, is teaching us Raj Yoga.

164Tumsē kōī pūchhē - tumkō yah sannyās kisnē karāyā  ? 165Gurū kaun hai  ? 166Bōlō - parampitā paramātmā .

163If anyone asks you who inspired you to have renunciation and who your guru is, tell him: It is the Supreme Father, the Supreme Soul.

167Aisā kōī nahī̃ hōgā jiskō bhagvān ākar sannyās karāyē .

164There is no one else for whom God can come and inspire to have renunciation.

168Vah sab manuṣhya , manuṣhya kō karātē haĩ .

165Elsewhere, it is human beings who inspire other human beings.

169Yahā̃ bāp ākar kahtē haĩ - dēh sahit jō bhī sambandh haĩ unkō chhōṛō .

166Here, the Father comes and tells you: Renounce all the relations of bodies, including your own bodies.

170Is purānī duniyā kā tyāg kar naī duniyā kō yād karō - sannyāsī aisē thōṛēhī kahē̃gē .

167Renounce this old world and remember the new world. 168Sannyasis cannot say this.

171Ab tō practical mē̃ purānī duniyā kā vināśh hōnā hai , isliē sabkā buddhi sē tyāg kar ēk bāp sē buddhi lagānī hai .

169The old world is now to be destroyed in a practical way. 170Therefore, remove everyone from your intellects and link your intellects to the one Father.

172Tum sagāī kartē hō nā .

171You are now engaged.

173Dēhdhārī kō yād kiyā tō sagāī kachchī hō jāyēgī .

172If you remember a bodily being, your engagement is weakened.

174Sarv dharmāni . . . maĩ phalānā hū̃ , yah hū̃ . . . .

173Renounce all other religions such as: I am so and so, or I am this or that.

175Vah sab chhōṛ apnē kō ātmā samjhō .

174Renounce all of that and consider yourselves to be souls.

17684 janmō̃ kō tō tum jān gayē hō .

175You have now come to know about your 84 births.

177Ab khuśhī sē vāpis jātē haĩ . 178Tālī bajānī chāhiē .

176You should applaud because you are now to return home in great happiness.

179Ham ātmāyē̃ ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī haĩ .

177You shed a body and take another.

180Apnē kō dēhī samajhnā hai .

178Consider yourselves to be souls.

181Ham ātmā pahlē-pahlē gōrī thī , phir 84 janma liē .

179Previously, I, a soul, was beautiful and I then took 84 births.

182Ab vāpis jākar K|kē phir āē svarg mē̃ rājya karē̃gē .

180I will now return home and then come back to rule in the kingdom of heaven.

183Yah svadarśhan chakra phirānā kitnā sahaj hai .

181It is so easy to spin this discus of self-realisation.

184Śhiv kā chitra tō pocket mē̃ paṛā rahē .

182Keep a picture of Shiv Baba in your pocket.

185Bābā āp āyē hō , kitnē mīṭhē hō , hamārē bābā hō nā - aisī-aisī bātē̃ karnī chāhiē .

183Talk to Him in this way: Baba, You have come. 184You are so sweet. 185You are our Baba.

186Śhrīkr̥iṣhṇa kē sāth bhakti mārg mē̃ aisī bātē̃ kartē thē nā .

186You used to talk to Shri Krishna in this way on the path of devotion.

187Śhiv kā first class locket sōnē-chāndī kā banāyēṅgē .

187First-class lockets etc. of Shiv will be made of gold and silver.

188Garībō̃ kō sōnē kā , sāhūkārō̃ kō chāndī kā dēgē .

188Poor ones will be given lockets of gold and wealthy ones of silver.

189Yah mātāyē̃ baṛī mīṭhī haĩ .

189These mothers are very sweet.

190Gānv vālō̃ mē̃ bhāv achchhā rahtā hai .

190Villagers have very good feelings of devotion.

191Sādhāraṇ bachchō̃ kō dēkh bābā bhī khuśh hōtē haĩ .

191Baba also becomes pleased on seeing His ordinary children.

192Śhrīkr̥iṣhṇa kō gānvaṛē kā chhōrā kahtē haĩ nā .

192Shri Krishna was known as a village urchin.

193Śhrīkr̥iṣhṇa tō gānvaṛē kā chhōrā ban na sakē . 194Vah tō svarg kā mālik hai .

193In fact, Shri Krishna cannot become a village urchin; he is the master of heaven.

195Inkī aur śhrīkr̥iṣhṇa key|kī bātē̃ mix kar dī haĩ .

194They have mixed up things about this one with those of Shri Krishna.

196Gānvaṛē kā pūrā anubhav inkō hai .

195It is this one who has fully experienced village life.

197Tō śhivbābā vā śhrīkr̥iṣhṇa gānvaṛē kā chhōrā ban na sakē .

196Therefore, neither Shiv Baba nor Krishna can be a village urchin.

198Hā̃ , yah ( dādā ) chhōṭēpan mē̃ thā .

197Yes, this Dada was an urchin in his childhood.

199Palā hī gānvaṛē mē̃ hū̃ .

198He grew up in a village.

200Tō is sādhāraṇ tan mē̃ phir bāp nē ākar pravēśh kiyā hai .

199The Father has come once again and entered this ordinary body.

201Bābā nē mukhya bāt samjhāī hai ki sārā madār hai yād par .

200Baba has explained the main aspect of how everything depends on having remembrance.

202Yād kabhī bhūlnī nahī̃ chāhiē .

201You should never forget to have remembrance.

203Laukik bachchā thōṛēhī kabhī kahēgā - maĩ bāp kō bhūl jātā hū̃ .

202A lokik (physical) child would never say that he forgets his father.

204Saznī kabhī sājan kō bhūl jātī hai kyā  ?

203Does a bride ever forget her bridegroom?

205Impossible hai .

204It is impossible.

206Yah hai tum bachchō̃ kē liē mēhnat .

205This is the effort you children have to make.

207Nirantar yād K|kē abhyās sē hī vikarma vināśh hōṅgē .

206It is only by practising having remembrance constantly that your sins will be absolved.

208Nahī̃ tō phir sajā khānī paṛēgī . 209Vijay mālā mē̃ ā nahī̃ sakē̃gē .

207Otherwise, you will have to experience punishment and you will not become part of the rosary of victory.

210Kamāl hai bāp key|kī jō buṛhiyō̃ , garībō̃ , gaṇikāō̃ , ahilyāō̃ , kubjāō̃ ādi kō ākar apnā banātē haĩ . 211Yū̃ tō kōī chitra key|kī darkār nahī̃ hai .

208It is a wonder of the Father that He comes and uplifts the old, the poor, the uneducated and downtrodden ones, the hunchbacks, etc. and makes them all belong to Him.

212Parantu māyā bhulā dētī hai , isliē chitra rakhā jātā hai .

209In fact, there is no need for a picture, but Maya makes you forget and this is why a picture is kept.

213Buddhi mē̃ rahnā chāhiē ham jātē haĩ bābā kē pās .

210It should remain in your intellects that you are going to Baba.

214Rāstā dēkh liyā hai mukti-jīvanmukti kā .

211We have seen the path to liberation and liberation-in-life.

215Aur kōī paṇḍā hōtā hī nahī̃ hai .

212There are no other guides who can take us there.

216Inkō indraprastha bhī kahtē haĩ , kōī patit ākar chhip karkē baiṭhēgā tō pattharbuddhi ban jāyēgā .

213This is also known as Indraprasth (Court of Indra). 214If anyone impure comes and sits here secretly, he will become one with a stone intellect.

217Bābā tō antaryāmī hai nā  !

215Baba is the One who knows all the secrets.

218Yah bābā ( brahmā ) bāhar-yāmī hai .

216This Baba (Brahma) knows all the external things.

219Us bābā kō jhaṭ mālūm paṛ jātā hai - patit chhipā huā baiṭhā hai .

217That Baba (Shiv Baba) is able to know straight away whether anyone sitting here is secretly impure.

220Tō jisnē aisē patit kō lāyā unkō aur jō patit ākar baiṭhā hōgā - un dōnō̃ kō sajā milēgī isliē kabhī bhī patit kō nahī̃ lānā chāhiē .

218Therefore, both the one who brings an impure person and the impure person who comes and sits here will experience punishment. 219Therefore, you must never bring impure ones here.

221Law aisē kaṛē haĩ .

220The laws are very strict.

222Kōī patit chhī-chhī kō nahī̃ biṭhānā chāhiē .

221Dirty and impure ones should not be allowed to sit here.

223Nahī̃ tō baṛī kaṛī sajā K|kē bhāgī ban jāyēṅgē .

222Otherwise, you will have to experience very severe punishment.

224Yahā̃ kōī chōrī ṭhagī chal na sakē .

223No cheating or stealing can carry on here.

225Pāp aur puṇya kā hisāb-kitāb dharmarāj kē pās rahtā hai nā .

224Both accounts of sin and charity remain with Dharamraj.

226Achchhā  !

225Achcha.

227Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .

226To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

228Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

227The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

229Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

228Essence for dharna:

2301 ) sabhī key|kī yād kō samēṭ , buddhiyōg sabhī sē tōṛ ēk bāp kī yād mē̃ rahnā hai .

229 1. Stop remembering everyone. 230Disconnect your intellect’s yoga from everyone and stay in remembrance of the one Father.

231Śhivbābā key|kī kōṭhī banāē unkī avyabhichārī yād mē̃ baiṭhnā hai .

231Make a little room for Shiv Baba and sit in unadulterated remembrance of Him.

2322 ) apnē āpsē mīṭhī-mīṭhī bātē̃ karnī hai .

232 2. Tell yourself these sweet things: Previously, we were so beautiful.

233Ham pahlē kitnē sundar ( gōrē ) thē , phir 84 janma liē , ab khuśhī sē vāpis jātē haĩ - aisē apnē sāth bātē̃ kar svadarśhan chakra phirānā hai .

233We have now completed 84 births and are going to return home happily. 234Talk to yourself in this way and spin the discus of self-realisation.

Blessing

234Vardān  : svachintan aur svadarśhan dvārā hīrē samān amūlya jīvan kā anubhav karnē vālē bēdāg bhav

235Blessing: May you become flawless by contemplating on yourself and looking at yourself and experience a life as invaluable as a diamond.

235Hīrē samān amūlya jīvan kā anubhav karnē kē liē sadā svachintan karō aur svadarśhan chakradhārī banō kyōṅki hīrē kō dāgī banānē vālī kēval dō bātē̃ haĩ - ēk pardarśhan , dūsrā parchintan .

236 In order to experience a life as invaluable as a diamond, always contemplate on yourself and become a spinner of the discuss of self-realisation. 237There are only two things that make you diamonds full of flaws. 2381) Looking at others. 2392) Thinking about others.

236Yahī dō bātē̃ saṅg K|kē raṅg mē̃ svachchha hīrē kō dāgī banā dētī haĩ isliē is mūl bīj kō samāpt kar svachintan karō aur svadarśhan chakra phirāō tō dhūl aur dāg lag nahī̃ saktā .

240With the colour of their company, these two things make a pure diamond become full of flaws. 241Therefore, finish this main seed and think about yourself and spin the discus of self-realisation, so that you cannot be touched by dust or flaws.

237Sadā bēdāg sachchā hīrā , chamaktā huā amūlya hīrā ban jāyēṅgē .

242You will then become a true, flawless, sparkling and invaluable diamond.

Slogan

238Slōgan  : vichitr bāp K|kē chitra aur charitra kō yād karnē vālē hī charitravān haĩ .

243Slogan: Those who remember the image (chitra) and character (charitra) of the Father without an image (vichitra) are full of character (charitravan).

244*** Om Shanti ***