गुरुवार 27 जुलाई 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
027-07-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 27/07/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - kōī bhī vikarma karkē chhipānā nahī̃ , chhipkar sabhā mē̃ baiṭhnē vālē par bahut daṇḍ paṛtā hai isliē sāvdhān , vikār key|kī kaṛī bhūl kabhī bhī nahī̃ hō ' '
1Essence: Sweet children, don't commit a sin and then hide it. 2A lot of punishment is accumulated by those who hide their sins and secretly sit in a gathering. 3Therefore, remain cautious. 4Never make the severe mistake of indulging in vice.
Question
2Praśhna : kis lakṣhya kō sāmnē rakhtē huē puruṣhārth mē̃ sadā āgē baṛhtē rahnā hai ?
5Question: By keeping which aim constantly in front of you will you continue to make progress with your efforts?
Answer
3Uttar : lakṣhya hai - hamē̃ sapūt bachchā ban māt-pitā K|kē takhtnaśhīn bannā hai .
6Answer: Aim to become a worthy child of the Mother and Father and seated on the heart throne. 7Follow the Father at every step. 8Don't perform any such activity through which you would become someone who defames the name of the clan.
4Her|har kadam mē̃ follow father karnā hai . 5Aisī kōī chalan nahī̃ chalnī hai , jissē kul kalaṅkit banē̃ .
9Such worthy children consider themselves to be pilgrims and remain constantly on this pilgrimage.
6Aisē sapūt bachchē apnē kō yātrī samajh yātrā mē̃ sadā tatpar rahtē haĩ .
10Pilgrims never become impure on a pilgrimage.
7Yātrī kabhī bhī yātrā par patit nahī̃ bantē , agar kōī vikār K|kē vaśh hōtē haĩ tō chaknāchūr hō jātē haĩ , satyānāśh hō jātī hai . 8Phir bahut duḥkhī hōtē haĩ .
11If someone is influenced by vice, he becomes completely crushed and all truth is destroyed and he becomes very unhappy.
Song
9Gīt : bachpan K|kē din bhūlā na dēnā …
12Song: Do not forget the days of your childhood!
Murli
10Ōm śhānti .
13Om shanti.
11Yah bachchō̃ kē liē hī gīt hai .
14This song is only for you children.
12Mama bābā kahkar phir vikār mē̃ gayā tō aisē samjhō mar gayā .
15If, after saying "Mama, Baba" you fall into vice, you should then understand that you have died.
13Yah mañjil baṛī khabardārī kī hai .
16This is a destination where great caution is needed.
14Maĩ us parampitā paramātmā key|kī santān hū̃ aur vichitr hū̃ .
17I am a child of that Supreme Father, the Supreme Soul, and I am without an image.
15Mērā bhī vāstav mē̃ kōī chitra nahī̃ hai , jab vahā̃ hū̃ .
18In fact, I do not have an image while I am there.
16Phir chitra lē 84 janm bhōg ab ham īśhvarīy gōd key|kī santān bantā hū̃ .
19Then I adopt an image, experience 84 births and then become an adopted child of God.
17Īśhvarīy gōd key|kī santān niśhchay kar phir agar vikārō̃ mē̃ gayā tō marā .
20If you have the faith of being an adopted child and you then indulge in vice, you die.
18Yah tō samajhtē hō - bāp sukh dēnē vālā bhī hai tō phir dharmarāj dvārā hisāb bhī pūrā lētē haĩ .
21You understand that the Father is the One who gives happiness, but He is also the One who takes the full account through Dharamraj.
19Bāp duḥkh nahī̃ dētē haĩ .
22The Father doesn't cause sorrow.
20Vah tō sukh dātā hai lēkin bābā nē samjhāyā hai - jaisē government hai tō unkē sāth dharmarāj arthāt chief justice ( baṛā judge ) bhī hai . 21Ēk-dō kō kasam uṭhvātē haĩ nā . 22Yahā̃ bhagvān khud kahtē haĩ - agar tum vikārō̃ mē̃ gir patit banē aur sunāyā nahī̃ tō sauguṇā daṇḍ paṛtā rahēgā .
23He is the Bestower of Happiness, but Baba has explained that, just as the Government has a Dharamraj with it in the form of the Chief Justice, who makes people take an oath, so, too, here, God Himself, says: If you fall into vice and become impure and don't tell Baba about it, there will continue to be one hundred-fold punishment.
23Bāp kā bachchā bankar phir agar chhipkar nark kā dvār banē aur phir bābā kō samāchār nahī̃ diyā tō ēk-dam mar paṛē̃gē phir kitnā bhī puruṣhārth karē , vijay pā nahī̃ sakē̃gē .
24If, after becoming a child of the Father, you secretly indulge in vice and don't tell Baba about it, you would die completely. 25Then, no matter how much effort you make, you wouldn't be able to gain victory.
24Bābā italā dē rahē haĩ .
26Baba is warning you!
25Bahut bachchē haĩ jō chhipātē haĩ .
27There are many children who hide things from Baba.
26Vikār mē̃ jānā baṛā pāp hai .
28It is a great sin to indulge in vice.
27Chhipāyā aur marā .
29When you hide something, you die.
28Aisē tō bachchā na banē̃ tō achchhā hai .
30It would be better if such ones didn't become My children.
29Bachchā kōī kapūt hōtā hai tō bāp kahtē haĩ nā yah bachchā tō muā bhalā .
31When a child is unworthy, his father would say: Better the child were dead!
30Aisē kōī na samajhē - bābā kō thōṛēhī mālūm paṛtā hai .
32No one should think that Baba doesn't know anyway.
31Hā̃ , yah ( brahmā ) bhal bāharyāmī hai , inkō patā nahī̃ paṛtā hai . 32Parantu vah bābā tō achchhī rīti jāntē haĩ .
33Yes, this Brahma is baharyami (one who knows everything external) and he doesn't know about it, but that Baba knows very well.
33Bāp kahtē haĩ - mujhē sukh dēnā hai .
34The Father says: I have to give happiness.
34Sajāyē̃ phir har ēk kō chalan anusār miltī haĩ .
35Everyone receives punishment according to their actions.
35Bābā sabhī kō batlātē haĩ .
36Baba tells everyone.
36Ismē̃ bhī nāriyō̃ kō bahut khabardār rahnā hai .
37In that, too, you women have to remain very cautious.
37Kabhī bhī jhūṭh nahī̃ bōlnā hai .
38You must never tell lies.
38Bābā puruṣhō̃ sē nārī par jāstī merciful rahtē haĩ kyōṅki nārī bahut satāī jātī hai .
39Baba is more merciful to the women than to the men because the women have been harassed a lot.
39Bāp ākar mātāō̃ par kalaṣh rakhtē haĩ , tō mātāō̃ par baṛī responsibility hai .
40The Father comes and places the urn on the mothers, they therefore have a great responsibility.
40Bābā krōdh kē liē itnā nahī̃ kahtē , jitnā vikār kē liē .
41Baba doesn't emphasise anger as much as He does lust.
41Vāstav mē̃ kōī bhī patit is sabhā mē̃ baiṭh nahī̃ saktā .
42In fact, no one impure can sit in this gathering.
42Kahā̃ phir patitō̃ sē milnā bhī paṛtā hai .
43Sometimes Baba has to go and meet impure ones.
43Baṛē ādmī jāstī patit hōtē haĩ kyōṅki unhō̃ kē pās paisā hōtā hai nā isliē mātāō̃ nē hī pukārā hai ki naṅgan hōnē sē bachāō .
44Eminent people are more impure because they have a lot of wealth. 45This is why the mothers called out to be protected from being stripped.
44Sab duḥkhī haĩ .
46All are unhappy.
45Mātāō̃ key|kī pukār sunkar bāp ātē haĩ .
47Having heard the call of the mothers, the Father has come.
46Mātāō̃ kō bahut khabardār rahnā chāhiē .
48Mothers should remain very cautious.
47Nām bhī mātāō̃ kā hai - pukhrāj parī , nīlam parī . . . . . . . . . 48Bābā sāvdhān kartē haĩ - yahā̃ asur sē dēvtā banāyā jātā hai .
49The names of the mothers are Pukhraj pari, Neelam pari (angels having names of different jewels). 50Baba cautions you: Here, devils are made into deities.
49Asur patit kō kahā jātā hai .
51Impure ones are called devils.
50Yah sārī patit āsurī duniyā hai . 51Patit duniyā mē̃ pāvan kōī hōtā nahī̃ .
52This whole world is impure and devilish; not a single person in this impure world is pure.
52Sannyāsiyō̃ kē liē bhī samjhāyā hai ki vah kōī dēvtāō̃ jaisē pāvan nahī̃ haĩ .
53It is explained that sannyasis are not as pure as deities.
53Rahtē tō phir bhī patit duniyā mē̃ haĩ . 54Aur haĩ bhī nivr̥itti mārg vālē .
54They still reside in the impure world but they belong to the path of isolation.
55Satyug mē̃ tō sab pavitra sampūrṇ nirvikārī thē .
55In the golden age, all were pure and completely viceless.
56Tum yahā̃ āyē hō sampūrṇ pāvan bannē kyōṅki yah sampūrṇ patit duniyā hai .
56You have come here to become completely pure because this world is completely impure.
57Ēk bhī pāvan nahī̃ .
57Not a single one is pure.
58Trētā kō bhī kahā jātā hai 2 kalā cum|kam .
58The silver age is said to have two degrees less.
59Satyug mē̃ haĩ 16 kalā , trētā mē̃ dō kalā kam hō jātī haĩ .
59In the golden age, they are 16 celestial degrees, and then, in the silver age, they are two degrees less.
60Vāstav mē̃ trētā kō svarg nahī̃ kahē̃gē .
60In fact, the silver age cannot be called heaven.
61Svarg hai hī satyug .
61Heaven is the golden age.
62Tum bachchō̃ kō taiyārī karnī hai satyug kē liē .
62You children have to make preparations for the golden age.
63Vikār mē̃ girē tō svarg mē̃ ā nahī̃ sakē̃gē .
63If you fall into vice, you cannot go to heaven.
64Mūl bāt yah hai ki patit nahī̃ bannā hai .
64The main thing is not to become impure.
65Śhivbābā tō jāntē haĩ nā parantu ēk-ēk sē kitnā pūchhtē rahē̃gē .
65Shiv Baba knows, but how much can He ask each one?
66Apavitr ban aur phir chhipāyā tō bahut-bahut kaṛī sajā bhōgnī paṛēgī .
66After becoming impure, if you hide it, you will have to experience severe punishment.
67Tribunal baiṭhtī hai phir yah bābā bhī baiṭhē̃gē .
67A tribunal will sit and this Baba will also sit.
68Dharmarāj bhī baiṭhē̃gē .
68Dharamraj also will sit.
69Phir dharmarāj batlātē haĩ - tum phalānē samay vikār mē̃ gayē aur sabhā mē̃ ākar baiṭhē .
69Then Dharamraj will tell you: At that time you indulged in vice and you then came and sat in the gathering.
70Batāyā nahī̃ thā , ab khāō sajā isliē bābā kahtē haĩ - bahut khabardār rahnā hai .
70You didn't tell Baba. 71There now has to be punishment. 72Therefore, Baba says: Remain very cautious!
71Kabhī bhī vikār mē̃ jākar phir yahā̃ baiṭh nahī̃ saktē .
73You cannot indulge in vice and then sit here.
72Aisē bahut centres par ākar baiṭhtē haĩ .
74Many such people go and sit at the centres.
73Bābā jāntē haĩ - agar kahē̃ na baiṭhō tō kōī samay phir asur ban vighna ḍāltē haĩ .
75Baba knows, but if He were to tell them not to sit here, they would become devilish at some point and create obstacles.
74Traitor ban paṛē̃gē . 75Haṅgāmā karnē lag paṛē̃gē .
76They would become traitors and begin to cause upheaval.
76Iskō kahā jātā hai - patit rājya , kāṇṭō̃ key|kī duniyā .
77This is called the impure kingdom, the world of thorns.
77Rājā-rānī tō hai nahī̃ .
78There are no kings or queens.
78Yathā baṛē minister tathā prajā .
79As are the senior ministers, so the people.
79Vah in bātō̃ kō samajhē̃gē nahī̃ .
80They would not understand these things.
80Sachchē bābā kē sāth sachchā hōnā chāhiē .
81You should remain honest with the true Baba.
81Sachchī dil par sāhēb rāzī .
82The Lord is pleased with an honest heart.
82Buddhi kā tālā khōl dēgē .
83He will open the locks on your intellects.
83Sachchī dil nahī̃ hōgī tō tālā nahī̃ khōlē̃gē . 84Phir murjhātē rahē̃gē .
84If your heart is not honest, the lock will not open and you will then continue to wilt.
85Vighna paṛtē rahē̃gē , isliē bābā samjhā dētē haĩ .
85There will continue to be obstacles and this is why Baba explains to you in advance.
86Śhāstrō̃ mē̃ bhī likhā huā hai - indraprastha mē̃ śhaitān ākar chhipkar baiṭh jātē thē .
86It is also written in the scriptures: Devils would come and secretly sit in Indraprasth.
87Yahā̃ athavā centre mē̃ tō aisē hī ākar baiṭh jātē haĩ .
87People come and sit here just like that and at the centres.
88Dēkhē̃ kyā hai phir kanyāō̃ kō dēkhē̃gē . 89Chañchaltā karē̃gē .
88They come to see what we do and then sit there looking at the kumaris, causing mischief.
90Ab bēhad kā bāp ākar bachchō̃ kō samjhātē haĩ , duniyā nahī̃ jāntī hai .
89The unlimited Father now comes and explains to you children, but the world doesn't know.
91Bhagvān tō khud gyān kā sāgar hai , vah baiṭh samjhātē haĩ .
90God Himself is the Ocean of Knowledge and He Himself sits here and explains.
92Us bāp kō hī yād karnā hai kyōṅki ab vāpis jānā hai .
91You have to remember that Father because you now have to return home.
93Tum ab yād kī yātrā par hō .
92You are now on the pilgrimage of remembrance.
94Tīrtha yātrā par kabhī kōī vikār mē̃ nahī̃ jātē haĩ .
93No one indulges in vice while on a pilgrimage.
95Yah lambī yātrā hai .
94This is a long journey.
96Jab tak jītē haĩ tab tak yātrā par haĩ .
95You are on this pilgrimage for as long as you live.
97Yātrā par chaltē-chaltē vikār mē̃ girā tō chaknāchūr hō jāyēgā .
96If you indulge in vice while on this pilgrimage, you become completely crushed.
98Yah khyāl mē̃ rakhnā hai - ham yātrā par haĩ , vikār mē̃ nahī̃ jānā hai .
97Always remember that you are on a pilgrimage and that you mustn't indulge in vice.
99Ājkal duniyā tō bahut gandī hai .
98The world nowadays is very dirty.
100Tīrthō̃ par bhī paṇḍē lōg bahut gandē hōtē haĩ .
99Even guides on a pilgrimage are very dirty.
101Bābā anubhavī bahut hai .
100Baba is very experienced.
102Tō bāp ākar sabsē jāstī kanyāō̃ aur mātāō̃ kō uṭhātē haĩ .
101The Father comes and uplifts the kumaris and mothers more than others.
103Jagat ambā śhakti sēnā nām gāyā huā hai .
102The name “Jagadamba Shakti Army” is remembered.
104Bābā samjhātē haĩ , yah tō khyāl rakhnā hōtā hai - jaisā karma ham karē̃gē hamkō dēkh aur karē̃gē .
103Baba explains: You have to remember that, whatever actions you perform, others who see you will do the same.
105Agar be|B . K|kē . mē̃ hī kōī vikār , dēh-abhimān vā lōbh ādi hōgā tō service kar nahī̃ sakē̃gī .
104If BKs have any vices, body consciousness or greed etc., they are not able to do service.
106Phir nā-pass hō jātī haĩ , jigyāsu nārāj hō jātē haĩ .
105They would fail and their students would then become upset.
107Brahmākumārī achchhī hōgī tō jarūr achchhā dukān chalāyēgī .
106If a Brahma kumari is good, she will definitely manage a shop well.
108Jō achchhī service kartē haĩ tō mahārājā-mahārānī bantē haĩ . 109Cum|kam service tō mahārājā-mahārānī K|kē dās-dāsiyā̃ ban paṛē̃gē .
107Those who do good service become emperors and empresses; less service and you would become maids and servants of the emperors and empresses.
110Lakṣhmī-nārāyaṇ kē pās dās-dāsiyā̃ bhī tō hōṅgē nā . 111Vah tō king queen kē sāth rahtē haĩ .
108Lakshmi and Narayan will have maids and servants; they will live with the kings and queens.
112Yahā̃ tum manuṣhya sē dēvtā bantē hō .
109Here, you are changing from human beings into deities.
113Tum yātrā par hō .
110You are on a pilgrimage.
114Yātrā kō bhūlē , śhivbābā athavā sweet home kō bhūlē tō māyā kā thappaṛ baṛā jōr sē lag jātā hai .
111If you forget this pilgrimage and if you forget Shiv Baba and the sweet home, you will be slapped very hard by Maya.
115Tumkō bahut puruṣhārth karnā hai .
112You have to make a lot of effort.
116Vikār sē bachkar rahnā hai .
113Remain safe from the vices.
117Yahā̃ kōī bhī bāt chhip nahī̃ saktī .
114Nothing can remain hidden here.
118Śhivbābā sē kuchh chhip na sakē .
115Nothing can remain hidden from Shiv Baba.
119Sajā tō unkō dēnī hai .
116He has to give punishment.
120Kahā jātā hai - follow father mother . . . . . .
117It is said: Follow the Mother and Father.
121Father thōṛēhī aisē kuchh karē̃gē .
118The Father would not do anything like that.
122Bābā kē pās bahut ātē haĩ , unkī bātchīt sē hī patā paṛ jātā hai ki yah patit hai . 123Muśhkil pavitra rahtē hōṅgē .
119Many children come to Baba and Baba can tell from their conversation whether someone is impure or hardly remains pure.
124Śhak paṛtā hai phir murlī mē̃ samjhānā paṛtā hai .
120Baba has doubts and He then has to explain in the murli.
125Bahut haĩ jō chhipātē haĩ .
121Many hide this.
126Yātrā par vikār mē̃ jānā baṛā kharāb hai .
122It is very bad to indulge in vice on a pilgrimage.
127Tum vijay mālā mē̃ pirō nahī̃ sakē̃gē .
123You will then not be able to be threaded in the rosary of victory.
128Chāhtē hō - ham sūryavanśhī banē̃ tō yātrā par chaltē kabhī apavitr nahī̃ bannā hai .
124If you wish to become part of the sun dynasty, never become impure on this pilgrimage.
129Yātrā par hū̃ - yah bachchē bhūltē rahtē haĩ .
125Children continually forget that they are on a pilgrimage.
130Kōī tō sārē din mē̃ ēk ghaṇṭā , ādhā ghaṇṭā bhī yād nahī̃ kartē .
126Some don't remember Baba for even an hour or half an hour throughout the day.
131Bābā key|kī yād mē̃ rahnā baṛā muśhkil hai .
127It is very difficult for them to stay in remembrance of Baba.
132Phir royal gharānē mē̃ bhī ākar dās-dāsī pad pātē haĩ .
128They will go into a royal clan but claim the status of maids and servants.
133Puruṣhārth kar māt-pitā K|kē takhtnaśhīn ban dikhāō .
129You must definitely make effort and become seated on the throne of the mother and father.
134Nahī̃ tō bāp kahē̃gē kapūt bachchā hai jō ṭhīk rīti sē chaltē nahī̃ haĩ .
130Otherwise, the Father would say that you are an unworthy child who is not moving along very well.
135Tum brāhmaṇ yātrā par hō , agar kuchh aisī chalan chal kul kō kalaṅk lagāyā tō bahut sajā khāyēṅgē .
131You Brahmins are on a pilgrimage. 132If you behave badly and defame the name of the clan, you will experience a lot of punishment.
136Janma-janmāntar tō garbh jēl birds banē hō .
133You have been jailbirds in the wombs for birth after birth.
137Is samay sabhī manuṣhya jēl birds haĩ . 138Ghaṛī-ghaṛī sajā khātē haĩ .
134At this time, all human beings are jailbirds; they repeatedly continue to experience punishment.
139Tumkō tō abhī garbh mahal mē̃ jānā hai .
135You now have to go into palaces of wombs.
140Tō kitnī mēhnat karnī chāhiē !
136Therefore, you should make so much effort.
141Bhalē tum kahā̃ bhī baiṭhē hō , train mē̃ hō athavā kahā̃ bhī tum yātrā par hō , yād mē̃ rahnā hai .
137No matter where you may be sitting, on a train or anywhere else on this pilgrimage, you have to stay in remembrance.
142Kahtē tō sab haĩ - ham nārāyaṇ vā lakṣhmī kō varē̃gē .
138You all say that you will marry Lakshmi or Narayan.
143Tō aisā bankar dikhāō .
139Therefore, first become like that.
144Pad na pāyā tō bākī kyā kiyā .
140If you don't attain a status, what are you doing?
145Bābā sāvdhān kar dētē haĩ .
141Baba continues to caution you.
146Bābā kē pās ātē hō tō bābā achchhī rīti hãsātē-bahalātē haĩ .
142When you come to Baba, Baba makes you laugh and entertains you very well.
147Kōī tō mōh K|kē kīṛē aisē haĩ jaisē bandar-bandariyā̃ .
143Some are insects of attachment just like monkeys.
148Mitr-sambandhiyō̃ ādi sē buddhiyōg ṭūṭtā hī nahī̃ hai .
144Their intellects' yoga with their friends and relatives doesn't break at all.
149Jō apavitr bantē haĩ phir likhtē bhī haĩ - bābā , hamnē hār khāī , kām K|kē gutter mē̃ gir paṛā .
145Those who become impure even write to Baba: Baba, I was defeated. 146I fell into the gutter of vice.
150Chaknāchūr hō jātē haĩ .
147They become completely crushed.
151Bābā sāvdhān kartē rahtē haĩ - tum yātrā par hō .
148Baba continues to caution you: You are on a pilgrimage.
152Kām vikār yahā̃ nahī̃ hōnā chāhiē . 153Nahī̃ tō bahut duḥkhī hōṅgē .
149There shouldn’t be the vice of lust here, otherwise you will become very unhappy.
154Bāp sē vaikuṇṭha kā varsā lēnā hai tō aisē bhūlkar bhī apnī satyānāśh nahī̃ kar dēnā . 155Kām mahāśhatru hai .
150You have to claim your inheritance of Paradise from the Father and so don't ruin everything you have, even by mistake.
156Ādi-madhy-ant duḥkh dēnē vālā hai . 157Mr̥ityu-lōk mē̃ sab ādi-madhy-ant duḥkh bhōgtē rahtē haĩ .
151Lust is the greatest enemy; it causes you sorrow from its beginning through the middle to the end.
158Satyug kō amarlōk kahā jātā hai . 159Amarnāth śhivbābā sē kathā sunnē sē bādśhāhī miltī hai .
152In the land of death, everyone continues to experience sorrow from the beginning through the middle to the end.
160Buṛhiyāyē̃ aur kanyāyē̃ vikār sē bachī huī haĩ , vidhavāyē̃ bhī bahut bhāgyaśhālī haĩ . 161Patiyō̃ kā pati tō śhiv-bābā hai .
153The golden age is called the land of immortality. 154You receive the sovereignty by listening to the story of immortality from Shiv Baba, the Lord of Immortality.
162Īśhvarīy pāṭhśhālā mē̃ ākar murlī sunē̃gē tō naī-naī bātē̃ sunē̃gē .
155The old mothers and the kumaris have been saved from vice and the widows are very fortunate.
163Bēhad kā bāp svarg pavitra duniyā kā mālik banātē haĩ tō phaṭ sē pavitra bannā chāhiē nā .
156Shiv Baba is the Husband of all husbands. 157If you come to God’s school and listen to the murlis, you will hear new things.
164Ghuṭkā khātē rahē̃gē , viṣh pītē rahē̃gē tō dhārṇā nahī̃ hōgī . 165Ismē̃ sōnē kā bartan chāhiē .
158The unlimited Father makes you into the masters of heaven, the pure world, and so you should instantly become pure.
166Bāp kō nirahaṅkārī ban patit duniyā mē̃ ānā paṛtā hai .
159If you continue to choke and drink poison, you won't be able to imbibe.
167Mujhē sirph bachchē hī jāntē haĩ .
160A golden vessel is required.
168Unmē̃ sē bhī māyā kōī-kōī kō nāk sē pakaṛ girā dētī hai .
161The Father has to become egoless and come into the impure world.
169Vah regard nahī̃ rakhtē .
162Only you children know Me.
170Ōhō , bhagvān hamkō paṛhātē haĩ ! 171Ham kitnē saubhāgyaśhālī haĩ !
163Among you too, Maya catches hold of some by their noses and makes them fall; they don't have regard.
172Bābā kitnē sādhāraṇ tan mē̃ baiṭhā hai !
164Oho! 165God is teaching us! 166We are so fortunate!
173Tum bachchō̃ kō bhī nirahaṅkārī bannā hai .
167Baba is sitting in such an ordinary body.
174Vah hai hī nirākār , dēh kā ahaṅkār unkō hō na sakē .
168You children also have to become egoless. 169He is the incorporeal One.
175Tum bhī nirahaṅkārī banō .
170He cannot have any arrogance of a body.
176Āp marē , mar gaī duniyā .
171You too have to become egoless.
177Hamkō ab bābā pās|pass jānā hai .
172When you die, the world is dead for you.
178Is kabristān kō kyā yād karnā hai .
173We now have to go to Baba. 174Why should you remember this graveyard?
179Apnē sē aisī-aisī bātē̃ kartē rahē̃gē tab khuśhī kā pārā chaṛhēgā aur sadaiv praphullit rahē̃gē .
175If you continue to talk to yourself in this way, your mercury of happiness will rise and you will remain constantly cheerful.
180Ham bābā kē sāth yātrā par haĩ .
176We are on a pilgrimage with Baba.
181Bābā lēnē kē liē āyā hai .
177Baba has come to take us back home.
182Aisā na hō māyā kahī̃ kān kāṭ dē .
178It should not be that Maya cuts off your ears.
183Phir suntē huē bhī dhārṇā nahī̃ hōgī . 184Khuśhī kā pārā nahī̃ chaṛhēgā .
179In that case, even though you listen, you won't be able to imbibe knowledge; your mercury of happiness will not rise.
185Bahutō̃ kō dān karē̃gē tō bahutō̃ key|kī āśhīrvād milēgī .
180If you donate to many others, you will continue to receive blessings from many.
186Gyān mārg mē̃ sabsē bahut mīṭhā rahnā hai .
181The path of knowledge is for you to remain very sweet with everyone.
187Lūn-pānī nahī̃ bannā hai .
182You mustn't become salt water.
188Vikārī sambandh sē aur daivī sambandh sē tōṛ nibhānā hai .
183Fulfil your responsibilities to your vicious relationships and your divine relationships.
189Dōnō̃ taraph sē snēhī bannā hai .
184Become loving to both sides.
190Bāp bhī apnē sapūt bachchō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ .
185The Father is pleased to see His worthy children.
191Achchhā !
186Achcha.
192Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .
187To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
193Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
188The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
194Dhārṇā kē liē mukhya sār :
189Essence for dharna:
1951 ) abhī ham yātrā par haĩ , isliē bahut sambhalkar chalnā hai .
190 1. You are now on a pilgrimage, and therefore you have to move along very cautiously.
196Pavitra jarūr rahnā hai .
191You definitely have to remain pure.
1972 ) bāp samān nirahaṅkārī bannā hai .
192 2. Become egoless, like the Father.
198Hamkō bābā pās|pass jānā hai isliē sabsē mamatva nikāl dēnā hai .
193You have to go to Baba. 194Therefore, remove your attachment from everyone.
199Apnē āpsē bātē̃ kar praphullit rahnā hai .
195Talk to yourself and remain cheerful.
Blessing
200Vardān : « karānē vālā karā rahā hai ' ' , is smr̥iti dvārā nimitt ban her|har karma karnē vālē bēparvāh bādśhāh bhav
196Blessing: May you become a carefree emperor and perform every action as an instrument with the awareness of, “The One who inspires everyone is making me do everything”.
201Chalānē vālā chalā rahā hai , karānē vālā karā rahā hai - is smr̥iti dvārā nimitt bankar her|har karma kartē chalō tō bēparvāh bādśhāh rahē̃gē .
197 “The One who makes everyone move is making me move, the One who makes everyone do everything is making me do everything.” 198Have this awareness, become an instrument as you continue to perform every action and you will then become a carefree emperor.
202 « maĩ kar rahā hū̃ ' ' - yah bhān āyā tō bēparvāh nahī̃ rah saktē .
199If you have the awareness, “I am doing this”, you cannot remain carefree.
203Lēkin bāp dvārā nimitt banā huā hū̃ - yah smr̥iti bēphikar vā niśhchint jīvan kā anubhav karātī hai , kal kyā hōgā , uskī bhī chintā nahī̃ .
200However, the awareness, “I have been made an instrument by the Father”, enables you to experience being carefree and free from any worry in life. 201You won’t even have to worry about what will happen tomorrow.
204Unhē̃ yah niśhchay rahtā ki jō hō rahā hai vah achchhā aur jō hōnē vālā hai vah aur bhī bahut achchhā , kyōṅki karānē vālā achchhē tē achchhā hai .
202Such souls who have the faith that whatever is happening is good and that whatever is going to happen will be even better know that the One who is making them do everything is the best of all.
Slogan
205Slōgan : apnē śhānti aur sukh K|kē vibration sē har ēk kō sukh chain key|kī anubhūti karāō tab kahē̃gē sachchē sēvādhārī .
203Slogan: With your vibrations of peace and happiness, give everyone the experience of happiness and comfort and you will then be called a true server.
204*** Om Shanti ***