शुक्रवार 28 जुलाई 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

028-07-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 28/07/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - pāvan bannē kē liē apnē svadharm mē̃ rahō aur aśharīrī ban ēk bāp kō yād karō ' ' 2Praśhna  : kis vidhi sē nayē students par gyān kā raṅg lag saktā hai  ? 3Uttar  : unhē̃ pahlē-pahlē sāt rōz key|kī bhaṭṭhī mē̃ biṭhāō .

1Essence: Sweet children, in order to become pure, stay in your original religion, become bodiless and remember the one Father. 2Question: With what method can you colour new students with the colour of this knowledge?

4Kāydā hai - jab kōī bhī ātā hai tō unsē form bharāō .

3Answer: First of all, make them sit in a bhatti (furnace) for seven days.

5Pahlē sāt rōz bhaṭṭhī mē̃ paṛē tab pūrā raṅg lagē .

4It is the custom, when anyone comes, to make them fill in a form.

6Tum bhramariyā̃ gyān key|kī bhū̃-bhū̃ kar āp samān banātī hō .

5Only when they first stay in a bhatti for seven days can they be coloured fully.

7Tum jāntī hō - abhī dēvtā dharm key|kī sapling lag rahī hai .

6You buzzing moths buzz knowledge and make them the same as yourselves.

8Jō is gharānē key|kī ātmāyē̃ hōṅgī vah mahārōgī sē nirōgī bannē K|kē puruṣhārth mē̃ lag jāyēṅgī . 9Gīt  : mahaphil mē̃ jal uṭhī śhamā …

7You know that the sapling of the deity religion is now being planted. 8Those who are the souls of this clan will become busy in making effort to change from being greatly diseased to becoming free from disease. 9Song: The Flame has ignited in the gathering for the moths…

10Ōm śhānti .

10Om shanti.

11Bachchō̃ kō ōm śhānti kā arth|earth tō samjhāyā huā hai . 12Ōm arthāt aham .

11The meaning of ‘Om shanti’ has been explained to you children. ‘Om’ means I am.

13Aham kaun  ?

12Who am I?

14Ātmā aur mērā śharīr karmēndriyā̃ .

13I am a soul and these physical organs are my body.

15Ātmā kā svadharm hai hī silence .

14The original religion of each soul is silence.

16Ātmā kiskī santān hai  ?

15Whose child is a soul?

17Kahē̃gē parampitā paramātmā key|kī . 18Vah bhī silence hai .

16It would be said: A soul is a child of the Supreme Father, the Supreme Soul.

19Ātmāyē̃ silence world śhāntidhām mē̃ rahtī haĩ .

17He too is silence. 18Souls reside in the silence world, the land of peace.

20Phir part bajānē talkie world mē̃ ātī haĩ .

19Then, in order to play their parts, they enter the talkie world.

21Ab bēhad kā bāp kahtē haĩ - hē bachchē , apnē svadharm mē̃ rahō .

20The unlimited Father now says: O children, stay in your original religion.

22Aśharīrī hōkar baiṭhō .

21Sit in a bodiless stage.

23Bāp kō yād karō .

22Remember the Father.

24Us bāp kō śhamā bhī kahtē haĩ .

23That Father is also called the Flame.

25Ab yah hai mahaphil patit manuṣhyō̃ key|kī .

24This gathering is of impure human beings.

26Is samay yah patit duniyā hai .

25At this time, the world is impure.

27Manuṣhya mātra patit haĩ .

26All human beings are impure.

28Samjhāyā gayā hai - satyug mē̃ bhārat pāvan thā .

27It has been explained that Bharat was pure in the golden age.

29Gr̥ihastha dharm kahā jātā hai , jiskō sukhdhām kahtē haĩ .

28It was then a pure household religion and called a land of happiness.

30Bhārat pāvan thā , abhī patit hai . 31Duḥkhdhām hai .

29Bharat was pure and is now impure; it is a land of sorrow.

32Yah chakra phirtā rahtā hai .

30This cycle continues to turn.

33Abhī yah hai kalyāṇkārī saṅgamyug , jabki patit manuṣy-sr̥ṣṭi par bāp kō ānā paṛtā hai - patit manuṣhya sr̥iṣhṭi kō pāvan banānē .

31This is now the beneficial confluence age when the Father has to come into the impure human world in order to make it pure.

34Purānī duniyā sē naī duniyā bāp rachtā hī banātē haĩ , jiskō parampitā paramātmā kahā jātā hai .

32Only the Father, who is called the Supreme Father, the Supreme Soul, the Creator, makes this old world into a new world.

35Sab bhaktō̃ kā bhagvān ēk hai .

33The God of all the devotees is One.

36Tō bāp kahtē haĩ - mujhē bhī patit duniyā , patit śharīr mē̃ ānā paṛtā hai .

34The Father says: I too have to enter this impure world and an impure body.

37Paramdhām sē ēk hī bār ātā hū̃ - bhārat kō pāvan daivī rājya banānē .

35I only come once from the supreme abode to make Bharat into the pure deity kingdom.

38Is world key|kī history-geography kō kōī nahī̃ jāntē kyōṅki sab nāstik haĩ .

36No one knows the history and geography of this world because all are atheists.

39Ēk bhī āstik manuṣhya nahī̃ .

37Not a single human being is a theist.

40Bāp kō na jānnē K|kē kāraṇ nidhan K|kē ban paṛē haĩ .

38Because of not knowing the Father, they have become orphans.

41Āpas mē̃ laṛtē-jhagaṛtē rahtē haĩ .

39They continue to fight and quarrel among themselves.

42Ghar-ghar mē̃ kitnī aśhānti hai  !

40So much peacelessness exists in every home.

43Satyug ādi mē̃ one almighty authority dēvī-dēvtā rājya thā , sukhdhām thā phir duḥkhdhām kaisē banā - yah kōī nahī̃ jāntē .

41At the beginning of the golden age, there was the one Almighty Authority deity kingdom. 42It was a land of happiness. 43No one knows how that became this land of sorrow.

44Gyān hai brahmā kā din . 45Bhakti hai brahmā kī rāt .

44Knowledge is the day of Brahma and devotion is the night of Brahma.

46Sannyāsī lōg kahtē haĩ - gyān , bhakti aur vairāgya .

45Sannyasis speak of knowledge, devotion and disinterest.

47Ab vah tō gharbār chhōṛ jaṅgalō̃ mē̃ chalē jātē haĩ .

46They leave their homes and families and go away into the forests.

48Vairāgya ā jātā hai .

47They have disinterest.

49Vah hai rajōguṇī sannyās , yah hai satōpradhān sannyās .

48Their renunciation is rajoguni whereas this renunciation is satopradhan.

50Is pāp ātmāō̃ kī duniyā mē̃ ēk bhī puṇya ātmā nahī̃ .

49In this world of sinful souls, there isn't a single charitable soul.

51Tō yah khēl sārā bhārat par hai .

50This whole play is based on Bharat.

52Bhārat sōnē key|kī chiṛiyā thā .

51Bharat was the Golden Sparrow.

53Bhārat mē̃ sōnā aur hīrē bahut athāh thē .

52There used to be plenty of gold and diamonds in Bharat.

54Sōnē K|kē mahal bantē thē aur hīrē-javāharō̃ key|kī jaṛat hōtī thī .

53Golden palaces were built and they were studded with diamonds and jewels.

55Abhī tō bhārat kauṛī jaisā banā huā hai .

54Bharat has now become like a shell.

56Phir unkō hīrē jaisā bāp hī banātē haĩ .

55Only the Father makes it become like diamonds.

57Tum jāntē hō - ham manuṣhya sē dēvtā ban rahē haĩ .

56You know that you are changing from human beings into deities.

58Abhī vah bāp patitō̃ key|kī mahaphil mē̃ āyē haĩ .

57That Father has now come into this gathering of impure ones.

59Manuṣhya samajhtē haĩ - patit-pāvnī gaṅgā hai , snān karnē jātē haĩ .

58People believe that the Ganges is the Purifier and so they go there to bathe.

60Phir bhī kōī pāp ātmā sē puṇya ātmā nahī̃ bantē .

59In spite of that, no one has become a charitable soul from a sinful soul.

61Phir sāl by sāl jākar gaṅgā snān kartē haĩ .

60They still continue to go to bathe there year after year.

62Is samay kōī bhī pāvan nahī̃ hai .

61At this time, no one is pure.

63Jab tak pāvan banānē vālā bāp na āyē tab tak pāvan ban na sakē̃ .

62No one can become pure until the Father who purifies everyone comes.

64Pāvan banātē haĩ gītā kā bhagvān .

63The God of the Gita makes you pure.

65Vah bhagvān tō sabhī ātmāō̃ kā bāp ēk hī hai .

64That God is the one Father of all souls.

66Aisē nahī̃ ki sab bhakta bhagvān haĩ vā sarvavyāpī bhagvān hai .

65It isn't that all the devotees are God or that God is omnipresent.

67Yah tō bhagvān key|kī glānī kartē haĩ isliē yadā yadāhi . . . . . . . . yah bhārat kē liē hī gāyā huā hai .

66That is defamation of God and this is why it is said: I come whenever there is extreme irreligiousness. 67This is sung about Bharat.

68Jō bāp ākar bhārat kō hīrē jaisā banātē haĩ unkī kitnī nindā kartē haĩ .

68People defame the Father so much, they defame the One who comes and makes Bharat become like a diamond.

69R̥iṣhi-muni phir kahtē āyē - rachtā aur rachnā bēant hai athavā nētī-nētī hai , ham nahī̃ jāntē . 70Aur ājkal K|kē manuṣhya phir kah dētē sarvavyāpī hai .

69Rishis and munis have been saying: “The Creator and His creation are infinite”, that is, “Neither this nor that” (neti, neti); “We do not know”, whereas people today have been saying that God is omnipresent.

71Bāp kahtē haĩ - aisē jab ban jātē haĩ tab maĩ ākar pāp ātmā sē puṇya ātmā , dēvtā banātā hū̃ .

70The Father says: When they become like that, I come and change sinful souls into charitable souls, into deities.

72Sabkā sadgati dātā hai hī ēk .

71The Bestower of Salvation for All is that One.

73Vahī ākar patit sē pāvan banāē lāyak banātē haĩ .

72He Himself comes and makes impure ones pure and makes them worthy.

74Bachchō̃ kō varsā dētē haĩ .

73He gives you children the inheritance.

75Laukik bāp sē milā hai alpkāl kā varsā .

74You have been receiving temporary inheritances from your physical fathers.

76Bēhad kā bāp kahtē haĩ - maĩ tumkō 21 janmō̃ liē varsā dētā hū̃ pavitratā , śhānti aur sukh kā , jō laukik bāp dē na sakē .

75The unlimited Father says: I give you the inheritance of purity, peace and happiness for 21 births. 76No physical father can give you this.

77Vah bāp bhī hai , śhikṣhak bhī hai , gyān kā sāgar bhī hai .

77He is the Father, Teacher and also the Ocean of Knowledge.

78Bāp key|kī mahimā baṛī ūñch hai , manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp bhī hai .

78The praise of the Father is very elevated. 79He is the Seed of the human world tree.

79Yah manuṣhya sr̥iṣhṭi kā variety dharmō̃ kā jhāṛ hai .

80This is the tree of the variety of religions of the human world.

80Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm hai satyug kā .

81The original, eternal, deity religion is the religion of the golden age.

81Unsē phir aur dharm emerge hōtē haĩ .

82Then the other religions emerge from that.

82Abhī tum brāhmaṇ dharm K|kē banē hō .

83You now belong to the Brahmin religion.

83Insē pahlē śhūdra dharm K|kē thē .

84Prior to that, you belonged to the shudra religion.

84Abhī brāhmaṇ sē phir sō dēvtā phir sō kṣhatriya banē̃gē .

85Now, from Brahmins, you will become deities and then warriors.

85Yah 84 kā chakra lagānā paṛtā hai .

86You have to go around the cycle of 84 births.

86Satyug mē̃ bhī pahlē-pahlē tum āyēṅgē .

87You are the first ones to go into the golden age.

87Gāyā bhī jātā hai - ātmā paramātmā alag rahē . . . . . . . . .

88It is sung: Souls remained separated from the Supreme Soul for a long time.

88Gīt mē̃ bhī sunā - chārō̃ taraph lagāyē phērē phir bhī hardam dūr rahē arthāt bāp sē mil na sakē .

89You also heard in the song: We went around in all four directions and yet always remained distant, that is, we couldn't meet the Father.

89Abhī hai rāvaṇ rājya .

90It is now the kingdom of Ravan.

90Rām rājya hai deity rājya .

91The kingdom of Rama is the deity kingdom.

91Manuṣhya tō samajhtē haĩ - svarg-nark yahā̃ hī hai .

92People believe that both heaven and hell are here now.

92Parantu aisē hō nahī̃ saktā .

93However, that is not possible.

93Manuṣhya martā hai tō kahtē haĩ svargvāsī huā tō jarūr nark mē̃ thā .

94When someone dies, people say that he has become a resident of heaven. 95Therefore, he was surely in hell.

94Tō jarūr punarjanma nark mē̃ hī lēnā paṛē .

96So, he also has to take rebirth in hell.

95Manuṣhyō̃ key|kī tō anēk matē̃ haĩ . 96Ēk na milē dūsrē sē .

97People have so many different ideas: one cannot be the same as another.

97Anēk prakār key|kī dvēt matē̃ haĩ .

98There are so many conflicting ideas.

98Ādhākalp bhārat mē̃ hōtī hai daivī mat .

99For half a cycle, there are the divine directions in Bharat.

99Ab hai āsurī mat .

100Now, there are devilish directions.

100Bhāratvāsī jis bhagvān kō yād kartē haĩ , us pārlaukik bāp kō tō jānnā chāhiē nā .

101The people of Bharat should know that Father from beyond, that is, the God whom they remember.

101Abhī bhārat kauṛī misal hai .

102Bharat is now like a shell.

102Unkō hīrē jaisā banānā hai .

103It has to be made like a diamond.

103Gāndhī athavā nēhrū bhī chāhtē thē - bhārat mē̃ world almighty authority rāmrājya hō .

104Gandhiji and Nehru wanted there to be the World Almighty Authority kingdom of Rama in Bharat.

104Samajhtē haĩ - kōī samay bhārat mē̃ thā , abhī nahī̃ hai isliē rāmrājya key|kī kōśhiśh kartē haĩ .

105They believed that Bharat was like that at some point. 106It doesn't exist now. 107This is why they tried to bring about the Kingdom of Rama.

105Parantu yah kōī manuṣhya K|kē hāth mē̃ nahī̃ hai .

108However, that is not in the hands of human beings.

106Tum hō brāhmaṇ , prajāpitā brahmā key|kī santān .

109You are Brahmins, children of Prajapita Brahma.

107Nirākār ātmāyē̃ haĩ parampitā paramātmā key|kī santān .

110Incorporeal souls are children of the Supreme Father, the Supreme Soul.

108Varsā hai brahmākumār kumāriyō̃ kō .

111The inheritance is for Brahma Kumars and Kumaris.

109Brahmā kō bhī varsā śhivbābā sē miltā hai .

112Brahma too receives his inheritance from Shiv Baba.

110Yah bhī bhāī hō gayā .

113This one is also your brother.

111Bachchē sab haĩ bhāī-bhāī tō jarūr ēk bāp hai sab ātmāō̃ kā .

114All the children are brothers and so there is surely one Father of all souls.

112Abhī tum brahmā key|kī mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ āpas mē̃ bhāī-bahan ṭhaharē .

115Now, you mouth-born Brahmins, you children of Brahma, are brothers and sisters.

113Tumkō varsā miltā hai dādē sē .

116You receive your inheritance from the Grandfather.

114Dādē K|kē varsē par sabhī ātmāō̃ kā hak hai . 115Chāhē strī , chāhē puruṣh K|kē chōlē mē̃ hō .

117All souls, whether they are in male costumes or female costumes, have a right to their Grandfather's inheritance.

116Laukik dādē kā varsā sirph bachchō̃ kō miltā hai .

118Only sons receive an inheritance from a physical grandfather.

117Yah tō bēhad kā bāp hai nā .

119That One is the unlimited Father.

118Bhāratvāsiyō̃ kō satyug-trētā mē̃ bēhad K|kē bāp sē 21 pīṛhī kā bahut sukh milā huā hai .

120In the golden and silver ages, the people of Bharat received a lot of happiness for 21 generations from the unlimited Father.

119Tum 84 K|kē chakra kō abhī samajh gayē hō .

121You have now understood the cycle of 84 births.

120Bāp kahtē haĩ - maĩ guide bankar āyā hū̃ tum sabkō lē jānē .

122The Father says: I have come as your Guide to take all of you back.

121Tum hī pahlē-pahlē āyē thē . 122Abhī last mē̃ bhī tum hō . 123Phir pahlē-pahlē tum hī manuṣhya sē dēvtā bannē vālē hō .

123You are the ones who come here first and you are the ones who are here at the end and you are then the first ones who become deities from human beings.

124Dēvī-dēvtā dharm vālē hī 84 janma lētē haĩ .

124Only those who belong to the deity religion take 84 births.

125Phir number-vār sabkē cum|kam janm hōtē jātē haĩ .

125Then, numberwise, everyone continues to take fewer births.

126Aur dharm vālō̃ K|kē jarūr cum|kam janm hōṅgē .

126Those of other religions will definitely take fewer births.

127Abhī vah ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm nahī̃ hai . 128Phir sē sthāpan hō rahā hai .

127That original, eternal, deity religion doesn't exist now; it is being established once again.

129Tum jāntē hō Abraham|ibrāham phir kab āyēgā  ? 130Christ kitnē samay bād āyēgā  ?

128You know when Abraham is to come again and how long after him Christ will come.

131Yah world key|kī history-geography manuṣhya hī tō jānē̃gē nā .

129Only human beings would know this world history and geography.

132Bāp sam-jhātē haĩ - jab sabhī pāp ātmā ban jātē haĩ tab maĩ ākar puṇya ātmā banātā hū̃ .

130The Father explains: When all souls become sinful, I come and make them charitable.

133Jō kalp pahlē banē thē unkā sapling lagā rahā hū̃ .

131I am planting the sapling of those who became this in the previous cycle.

134Satyug mē̃ thā hī ēk dharm .

132There was just the one religion in the golden age.

135Abhī tō kaliyug mē̃ anēk dharm haĩ .

133Now, in the iron age, there are innumerable religions.

136Patit ātmāō̃ key|kī mahaphil hai .

134There is the gathering of impure souls.

137Bāp ātē haĩ sabkō pāvan banānē .

135The Father comes to purify everyone.

138Sadgati dēnē vālā vahī ēk hai .

136He alone is the One who grants salvation.

139Māyā rāvaṇ durgati kartī hai isliē dēvtāō̃ kē āgē jākar gātē haĩ - maĩ nirguṇ hārē mē̃ kōī guṇ nāhī̃ .

137Maya, Ravan brings degradation. 138This is why they sing in front of the deity idols: I am without virtue, I have no virtues.

140Bāp ākar patit sē pāvan banāē daivī guṇō̃ vālā banātē haĩ .

139The Father comes and makes impure ones pure and changes them into those who have divine virtues.

141Abhī tum daivī guṇ dhāraṇ kartē jātē hō .

140You are now continuing to imbibe divine virtues.

142Phir bhārat mē̃ daivī rājya ban jāyēgā .

141There will then be the deity kingdom in Bharat.

143Abhī yah duniyā badal rahī hai .

142This world is now changing.

144Tum hō bēhad K|kē sannyāsī .

143You are unlimited sannyasis.

145Unhō̃ kā hai had kā vairāgya . 146Yah hai bēhad kā vairāgya .

144Their renunciation is limited, whereas this renunciation is unlimited.

147Tum sārī purānī sr̥iṣhṭi kō bhūl apnē bāp kō yād kar varsā lētē hō .

145You forget the whole of the old world and remember your Father and claim your inheritance.

148Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karē̃gē tō us yād athavā yōg agni sē vikarma vināśh hōṅgē . 149Phir tum vikarmājīt banē̃gē .

146The Father says: If you remember Me, then, by having this remembrance, that is, in the fire of yoga, your sins will be absolved and you will become conquerors of sinful actions.

150Bābā nē samjhāyā hai - jab kōī 4-5 ikaṭṭhē ātē haĩ tō form alag alag bharāō . 151Tō mālūm paṛē ki vah kis dharm kā hai  ?

147Baba has explained that when a group of four or five people come, get each one to fill in a form individually, so that you can tell which religion each one belongs to.

152Anēk dharm , anēk matē̃ haĩ nā .

148There are innumerable religions and innumerable directions.

153Dēvī-dēvtā dharm vālō̃ kō hī tīr lagēgā .

149The arrow will only strike those who belong to the deity religion.

154Karāchī mē̃ hamēśhā alag-alag samjhātē thē .

150In Karachi, they always explained to each one individually.

155Form bharānē kā kāydā bhī jarūrī hai .

151The custom of getting them to fill in a form is necessary.

1567 rōz bhaṭṭhī mē̃ paṛnā paṛē kyōṅki mahārōgī ban paṛē haĩ .

152They also have to sit in a furnace for seven days because they are greatly diseased.

157 ( bhramarī kā misāl ) tum bachchē bhramariyā̃ hō . 158Bhū̃-bhū̃ kar āp samān banānā paṛtā hai .

153You children are buzzing moths. 154You have to buzz knowledge and make others the same as yourselves.

159Dēvtā dharm vālō̃ key|kī hī sapling lagēgī .

155Only the sapling of those of the deity religion will be planted.

160Bachchō̃ kō yuktiyā̃ bhī sīkhnī hai .

156You children have to learn different tactics.

161Bōlō - sāt rōz jab samjhō tab mulākāt hō sakēgī aur tum par raṅg bhī tab lagēgā .

157Tell them: When you first understand this for seven days, you will be able to meet Baba and you will then be coloured.

162Tum sabhī brahmākumār-kumāriyā̃ hō .

158All of you are Brahma Kumars and Kumaris.

163Manuṣhya itnā bhī nahī̃ pūchhtē itnē brahmākumār-kumāriyā̃ kyā haĩ  ?

159People don't even ask what all of you Brahma Kumars and Kumaris are about or who you are.

164Kaun haĩ  ? 165Arē , prajāpitā brahmā key|kī santān tō jarūr brahmākumār-kumāriyā̃ kahē̃gē nā .

160Oh! but the children of Prajapita Brahma would surely be called Brahma Kumars and Kumaris, would they not?

166Criminal assault hō na sakē .

161There cannot be any criminal assault.

167Yah hai rājyōg , god fatherly university .

162This is Raj Yoga; this is a Godfatherly University.

168Bhagvānuvāch - maĩ tumkō rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .

163God speaks: I make you into kings of kings.

169Achchhā  !

164Achcha.

170Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād , pyār aur good morning .

165To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

171Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

166The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

172Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

167Essence for dharna:

1731 ) vikarmājīt bannē kē liē sārī purānī duniyā sē bēhad kā vairāgya kar , isē bhūl ēk bāp kī yād mē̃ rahnā hai .

168 1. In order to become a conqueror of sinful actions, have unlimited disinterest in the whole of this old world. 169Forget it and stay in remembrance of the one Father.

1742 ) bhramarī misal gyān raṅg lagānē key|kī sēvā karnī hai .

170 2. Serve like a buzzing moth to colour others with knowledge.

175Yukti sē mahārōgiyō̃ kō nirōgī , nāstik kō āstik banānā hai .

171Be tactful in making those who are greatly diseased free from disease and from atheists into theists.

176Vardān  : sadā sākṣhī sthiti mē̃ sthit rah nirlēp avasthā kā anubhav karnē vālē sahajyōgī bhav

172Blessing: May you experience the stage of being immune by being constantly stable in the stage of a detached observer and become an easy yogi.

177Jō dēh K|kē sambandh aur dēh sē sākṣhī arthāt nyārē haĩ vah is purānī duniyā sē bhī sākṣhī hō jātē haĩ .

173 Those who are detached observers in terms of their bodily relations and their bodies, that is, those who are detached also become detached observers of this old world.

178Vē|way samparka mē̃ ātē huē , dēkhtē huē bhī sadā nyārē aur pyārē rahtē haĩ .

174While connecting with others and seeing everything, they are constantly detached and loving.

179Yah stage hī sahajyōgī kā anubhav karātī hai .

175This stage enables them to experience being easy yogis.

180Isī kō kahtē haĩ sāth mē̃ rahtē huē bhī nirlēp .

176This is called living together and yet remaining immune.

181Ātmā nirlēp nahī̃ hai lēkin ātma-abhimānī stage nirlēp arthāt māyā K|kē lēp va ākarṣhaṇ sē parē hai .

177Souls are not immune, but the stage of soul-consciousness is the stage of being immune, that is, being beyond any effect or attraction of Maya.

182Is avasthā mē̃ rahnē vālē māyā K|kē war|vār sē bach jātē haĩ .

178Those who stay in this stage are protected from being attacked by Maya.

183Slōgan  : śhubh bhāvnā aur śhubh kāmnā dvārā sūkṣhma sēvā karnē vālē hī mahān ātmā haĩ . 184Mātēśhvarī jī K|kē mahāvākya 185 «  paramātmā ēk hai bākī sarv manuṣhya ātmāyē̃ haĩ ' ' 186Ab yah tō sārī duniyā jāntī hai ki paramātmā ēk hai vō sarvśhaktivān hai , jānījānanahār hai , aisē tō sārī duniyā khud bhī kahtī hai ham paramātmā key|kī santān haĩ .

179Slogan: Those who do subtle service with good wishes and pure feelings are great souls.

187Paramātmā ēk hai , bhal kōī dharm vālā hō vō bhī paramātmā kō hī māntē haĩ .

180*** Om Shanti *** 181Elevated versions of Mateshwari 1821)God is One and all the rest are human souls

188Vō bhī apnē kō paramātmā dvārā bhējā huā sandēśavāhak samajhtē haĩ , aisē hī sandēśh lēkar apnē apnē dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .

183The whole world knows that God is One and that He is the Almighty Authority, Janijananhar. 184In fact, the whole world says: We are the children of God.

189Jaisē gurunānak nē bhī paramātmā key|kī itnī baṛāī key|kī ēkōṅkār sat nām .

185God is One. 186No matter what religion people belong to, they all say that they believe in God.

190Ēkōṅkār kā arth|earth hai paramātmā ēk hai .

187Some consider themselves to be messengers who have been sent by God.

191Sat nām arthāt uskā nām satya hai tō gōyā paramātmā nām rūp vālā bhī hai , avināśhī hai , akālmūrt bhī hai tō phir kartā puruṣh bhī hai mānā vō khud akartā hōtē huē bhī kaisē brahmā tan dvārā kartā puruṣh bhī bantā hai .

188They bring a message and establish their own religion. 189For instance, Guru Nanak sang such praise of God that said God is “Ek Omkar”, the Truth. 190“Ek Omkar” means that God is One. 191“Satnaam, the name Truth”, means that His name is the Truth, which means that God has a name and form, that He is imperishable.

192Ab yah sārī mahimā ēk paramātmā kī hai , ab manuṣhya itnā samajhtē huē phir bhī kahtē haĩ īśhvar sarvatra hai .

192He is the Immortal Image and then He is the One who does everything, that is, although He is Akarta (One who doesn’t do anything), He becomes the One who does everything through the body of Brahma.

193Aham ātmā sō paramātmā hai , agar sabhī paramātmā ṭhaharē phir ēkōṅkār . . . . yah mahimā kis paramātmā key|kī kartē haĩ  ?

193All of this praise is of the one God. 194People understand all of this and still say that God is omnipresent: “I, the soul, am the Supreme Soul.”

194Yahī sabūt hai ki paramātmā ēk hai . 195 «  direct īśhvarīy gyān sē saphaltā ' '

195If all are God, then whose praise is it when they say: Ek omkar. 196This proves that God is One.

196Yah jō apnē kō avināśhī gyān mil rahā hai vō direct gyān sāgar paramātmā dvārā mil rahā hai .

1972)Success through direct knowledge from God 198We are receiving this imperishable knowledge directly from God, the Ocean of Knowledge.

197Is gyān kō ham īśhvarīy gyān kahtē haĩ kyōṅki is gyān sē manuṣhya ādi madhya ant sukh pātē haĩ arthāt janma-janmāntar duḥkh K|kē bandhan sē chhūṭ jātē haĩ .

199We call this knowledge Godly knowledge because it is through this knowledge that human beings attain happiness from the beginning, through the middle to the end, that is, they become liberated from the bondage of sorrow for birth after birth.

198Karmbandhan mē̃ nahī̃ ātē isīliē hī is gyān kō avināśhī gyān kahā jātā hai .

200It is because we don’t come into any bondage of karma that this knowledge is said to be imperishable knowledge.

199Ab yah gyān sirph ēk hī avināśhī parampitā paramātmā dvārā hamē̃ prāpt hōtā hai kyōṅki vō khud avināśhī hai .

201We receive this knowledge from only the one imperishable Supreme Father, the Supreme Soul, because He Himself is imperishable.

200Bākī tō sab manuṣhya ātmāyē̃ janm maraṇ K|kē chakra mē̃ ānē vālī haĩ isliē unsē milā huā gyān hamē̃ karmbandhan sē chhuṭkārā dēnē vālā nahī̃ hai .

202All human souls have to come into the cycle of birth and death and this is why the knowledge we receive from them will not liberate us from karmic bondages.

201Is kāraṇ unhō̃ K|kē gyān kō mithyā gyān athavā vināśhī gyān kahē̃gē .

203This is why their knowledge is said to be illusional or perishable knowledge.

202Lēkin yah dēvtāyē̃ sadā amar haĩ kyōṅki inhōnnē avināśhī paramātmā dvārā yah avināśhī gyān prāpt kiyā hai , tō issē sābit hai ki paramātmā bhī ēk hai tō uskā gyān bhī ēk hai , is gyān mē̃ dō mukhya bātē̃ buddhi mē̃ rakhnī haĩ , ēk tō ismē̃ vikārī kaliyugī saṅgdōṣh sē dūr hōnā hai aur dūsrī bāt ki mlēchchh khān-pān ādi key|kī parhēz rakhnī hai .

204However, those deities are immortal because they received this imperishable knowledge from imperishable God and this proves that God is One and that His knowledge is one. 205In this knowledge, you have to keep two main things in your intellects. 206You have to remain distant from the influence of vicious, iron-aged company and, secondly, you have to take precautions with our food and not eat or drink impure food.

203Is parhēj rakhnē sē hī jīvan saphal hōtī hai . 204Achchhā . 205Ōm śhānti .

207Only by observing these precautions can your lives become worthwhile.