शनिवार 29 जुलाई 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
029-07-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 29/07/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - kadam-kadam par śhivbābā key|kī śhrīmat lēnī hai , apnā sab samāchār brahmā dvārā bāp kō dēnā hai ' '
1Essence: Sweet children, take shrimat from Shiv Baba at every step. 2Give all your news to the Father through Brahma.
Question
2Praśhna : ēk bāp K|kē bachchē hōtē bhī kōī prīt buddhi haĩ , kōī viparīt buddhi haĩ - kaisē ?
3Question: Why is it that, while being children of the one Father, some children have intellects filled with love, whereas the intellects of others have no love?
Answer
3Uttar : jō bachchē apnā pūrā connection bāpdādā sē rakhtē haĩ , kisī bāt mē̃ sanśhaybuddhi nahī̃ bantē haĩ , sachchā-sachchā pōtāmēl brahmā K|kē through śhivbābā kō sunātē haĩ vah haĩ prīt buddhi bachchē . 4Agar kisī bhī bāt sē brahmā yā brāhmaṇī sē rūṭh jātē , chiṭṭhī nahī̃ dētē aur sōchtē - hamārā brahmā sē kōī connection nahī̃ , śhivbābā kō hī yād karnā hai tō unkī buddhi kō māyā pakaṛ lētī hai .
4Answer: The children who maintain full connection with BapDada, those whose intellects have no doubt about anything and who relate their true charts to Shiv Baba through Brahma are the ones with loving intellects. 5However, if you sulk with Brahma or your Brahmin teacher, due to any reason, and do not write to Baba, because you think that you have no connection with Brahma and that you only have to remember Shiv Baba, it means that Maya has caught hold of your intellect.
5Vah haĩ jaisē viparīt buddhi .
6Such ones are those whose intellects have no love.
Song
6Gīt : mujhkō sahārā dēnē vālē …
7Song: My heart says thanks to the One who has given me support!
Murli
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Bāp bhī bachchō̃ kā śhukriyā māntē haĩ .
9The Father also gives thanks to the children.
9Jō madadgār bachchē hōtē haĩ tō bāp bhī śhukriyā māntē haĩ aur bachchō̃ key|kī mahimā kartē haĩ .
10The Father thanks the children who are His helpers and also praises them.
10Ab tō bachchē jān gayē haĩ ki bēhad kā bāp āyā hai .
11You children have now come to know that the unlimited Father has come.
11Bāp ātē hī haĩ patit duniyā mē̃ .
12The Father enters the impure world.
12Gātē bhī haĩ - hē patit-pāvan āō .
13They sing: O Purifier, come!
13Tō patit-pāvan āyēgā , jarūr pāvan duniyā svarg sthāpan karēgā , jismē̃ manuṣhya thōṛē rahtē haĩ .
14When the Purifier does come, He would surely come to establish the pure world of heaven, in which very few human beings live.
14Pāvan duniyā key|kī mahimā gāī jātī hai .
15Praise is sung of the pure world.
15Pāvan duniyā mē̃ pukārnē vālā kōī hōtā nahī̃ hai .
16There is no one who calls out in the pure world.
16Pukārtē is patit duniyā mē̃ haĩ .
17It is only in this impure world that people call out.
17Bhakta hī apnē kō patit samajhtē haĩ .
18Devotees consider themselves to be impure.
18Barōbar ēk hī bhārat hai jismē̃ pāvan dēvtāō̃ key|kī rājāī thī .
19Truly, it is only in Bharat that there was the pure kingdom of deities.
19Bhārat mē̃ pavitratā thī .
20There was purity in Bharat.
20Baṛē sāhūkār thē , bahut sukhī thē , ab tō duḥkhī haĩ .
21They were very wealthy and happy. 22Now, they are unhappy.
21Śhivbābā hī brahmā tan mē̃ baiṭh samjhātē haĩ .
23Shiv Baba sits in the body of Brahma and explains.
22Tō brahmā tan kō bhī yād karnā paṛē nā .
24Therefore, you also have to remember the body of Brahma.
23Agar bachchē dūr jātē haĩ , samjhō tum apnē nagarō̃ mē̃ jāyēṅgē tō tumhārā jō bēhad kā bāp hai , sājan bhī hai , unkō chiṭṭhī tō likhnī chāhiē nā .
25If children go far away, for instance, if you go back to your home town, you should write a letter to your unlimited Father, who is also your Bridegroom.
24Śhivbābā kō likhnā paṛē through brahmā .
26You have to write to Shiv Baba through Brahma.
25Brahmā K|kē sivāē tō śhivbābā sun na sakē̃ .
27Shiv Baba cannot hear without Brahma.
26Śhivbābā through brahmā yād karnā paṛē nā .
28You have to remember Shiv Baba through Brahma.
27Kaī aisē bhī bachchē haĩ jō samajhtē haĩ ki ham tō śhivbābā kō yād kartē rahtē haĩ .
29There are some children who think that they do remember Shiv Baba, that they have no connection with the sakar form.
28Sākār sē kōī connection nahī̃ parantu jabki śhivbābā yahā̃ haĩ tō jarūr bābā kō patra likhnā paṛē .
30Nevertheless, since Shiv Baba is here, you definitely have to write a letter to Baba through this one. 31You have to give your news to Shiv Baba through Brahma.
29Samāchār dēnā paṛē - śhivbābā through brahmā . 30Gāyā jātā hai vināśh kālē viparīt buddhi aur vināśh kālē prīt buddhi - kiskē sāth ?
32It is sung that there are those who have loving intellects at the time of destruction and there are those who have no love in their intellects at the time of destruction.
31Śhivbābā kē sāth brahmā dvārā .
33Love for whom? 34For Shiv Baba through Brahma.
32Aisē bhī mand buddhi haĩ jō kahtē haĩ - ham tō śhivbābā kō hī yād kartē haĩ .
35There are also some who have such foolish intellects that they say they remember Shiv Baba anyway.
33Śhivbābā kahtē haĩ nā mujhē yād karnē sē tumhārā bēṛā pār hō jāyēgā .
36Shiv Baba says that by remembering Him your boat will go across; but where is He?
34Parantu vah hai kahā̃ ? 35Jarūr yahā̃ is tan mē̃ haĩ , is dvārā paṛhātē haĩ .
37He is definitely here in this one’s body. 38He is teaching you through this one.
36Nirākār kō tum chiṭṭhī kaisē likhē̃gē ?
39How would you write a letter to the incorporeal One?
37Sājan sajaniyō̃ kō , sajniyā̃ sājan kō chiṭṭhī likhtī haĩ nā .
40Brides write letters to their bridegrooms and bridegrooms write letters to their brides.
38Satyug sē lēkar kaliyug ant tak tō manuṣhya , manuṣhya kō patra ādi likhtē āyē .
41From the beginning of the golden age to the end of the iron age, human beings have been writing letters to human beings.
39Ab ātmāyē̃ paramātmā kē sāth miltī haĩ , unkō patra likhtī haĩ .
42Souls now meet the Supreme Soul and so they write letters to Him.
40Nirākār parampitā paramātmā kē sāth bāt kartī haĩ .
43They talk to the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul.
41Tō through brahmā unsē connection rakhnā paṛē .
44Therefore, they have to stay in connection through Brahma.
42Brahmā dvārā chiṭṭhī likhē̃ tab śhivbābā samajhē barōbar yād kartē haĩ .
45Only when you write a letter to Shiv Baba through Brahma would Shiv Baba understand that you truly are remembering Him.
43Kiskī buddhi kō māyā ēkdam pakaṛ lētī hai yā dēh-abhimān ā jātā hai tō phir patra bhī nahī̃ likhtē , bhūl jātē haĩ .
46Maya catches hold of the intellects of some, so that they become body conscious and they don’t even write a letter; they forget.
44Abhī hai vināśh kālē viparīt buddhi . 45Pāṇḍavō̃ kī hai prīt buddhi .
47Now, at the time of destruction, none of their intellects has love, whereas the Pandavas intellects have love.
46Vō lōg phir samajhtē haĩ ki gītā kā bhagvān śhrīkr̥iṣhṇa thā .
48Those people think that the God of the Gita is Shri Krishna.
47Achchhā , samjhō śhrīkr̥iṣhṇa hai tō bhī unkō chiṭṭhī likhnī paṛē .
49Achcha, even if it were Shri Krishna, you would still have to write to him.
48Śhivbābā kō bhī likhnī hai .
50You also have to write to Shiv Baba.
49Śhrīmat jarūr lēnī paṛē .
51You definitely have to take shrimat.
50Kahtē haĩ ki śhivbābā kō yād kartē haĩ .
52Some say that they do remember Shiv Baba.
51Parantu sākār brahmā K|kē sivāē tō rāy mil na sakē .
53However, they cannot receive advice without the corporeal Brahma.
52Achchhē-achchhē first class bachchē likhtē haĩ ki hamārā yōg śhivbābā sē hai , ham unkō madad kartē rahē̃gē .
54Very good and first-class children write that their yoga is with Shiv Baba and that they will continue to help Him.
53Phir bhī through brahmā , bāp bigar dādē kā varsā tō lē nahī̃ saktē hō .
55However, you cannot claim your inheritance from the Grandfather except through Father Brahma.
54Kadam-kadam par rāy lēnī paṛē .
56You have to take advice at every step.
55Aisē-aisē bābā kē pās samāchār ātē haĩ .
57Such news comes to Baba.
56Rūṭh jātē haĩ brahmā sē vā brāhmaṇī sē . 57Phir māyā ēkdam mũh phēr dētī hai .
58They sulk with Brahma or their Brahmin teacher and Maya completely turns their faces away.
58Samajhnā chāhiē ki kadam-kadam par hamkō śhivbābā sē śhrīmat lēnī hai - bābā is hālat mē̃ kyā karnā chāhiē .
59You should understand that you have to take shrimat from Shiv Baba at every step and ask Baba what you should do under those circumstances.
59Bābā hamēśhā pūchhtē rahtē haĩ ki - bachchē , khuśhrāzī hō ?
60Baba always asks you children whether you are happy and content.
60Ēk hōtī hai śhārīrik bīmārī , dūsrī phir hai rūhānī bīmārī .
61One is physical illness and the other is spiritual illness.
61Kabhī patra nahī̃ likhtē ki bābā ham mauj mē̃ haĩ , hamārē ūpar māyā war|vār nahī̃ kartī hai .
62Some never write to tell Baba that they are happy, that Maya is not attacking them.
62Achchhā , vah sab kuchh jāntē haĩ parantu phir bhī unsē mat tō lēnī paṛē nā - is bāt mē̃ bhī right hū̃ yā wrong hū̃ ?
63Achcha, although He knows everything, you still have to take directions from Him: Am I right or am I wrong in this matter?
63Yōg pūrā nahī̃ hai tō ulṭē hō paṛē haĩ .
64When you don’t have accurate yoga, you do wrong things.
64Vināśh kālē prīt buddhi bachchō̃ kō tō bāp kē pās ānā hai .
65The children who have loving intellects at the time of destruction have to come to the Father.
65Bāp yahā̃ baiṭhē haĩ nā .
66The Father is sitting here.
66Bahut haĩ jinkī vināśh kālē viparīt buddhi hō jātī hai tō ulṭē-sulṭē kām karnē lag paṛtē haĩ , mūnjh paṛtē haĩ .
67There are many whose intellects have no love at the time of destruction, and so they become confused and start performing wrong actions.
67Śhrīmat lēnē bigar tō kām chal na sakē .
68You cannot carry on doing anything without taking shrimat.
68Bigar guide akēlā pahũch na sakē .
69They cannot reach their destination on their own without a guide.
69Kōī rāstā jāntē hī nahī̃ tō jā kaisē saktē ?
70How can anyone go there if they don’t know the way?
70Guide kā jarūr hāth chāhiē .
71A guide’s hand is definitely needed.
71Tairnē kē liē jarūr ādhār chāhiē .
72One needs support when learning to swim too.
72Bachchō̃ kō bābā sāvadhānī dētē rahtē haĩ ki kōī bhī bāt mē̃ sanśhay uṭh paṛē tō bhī kam sē kam insē tō connection rakhnā paṛē .
73Baba continues to caution you children: Even if you have doubt about any aspect, at least stay in connection with this one.
73Śhivbābā key|kī mat bhī tō insē miltī hai nā .
74After all, it is through this one that you receive directions from Shiv Baba.
74Bābā nē samjhāyā - akālmūrt kā yah rath athavā takht ḵẖās mukarar hai .
75Baba has explained: This chariot, that is, this throne, has especially been fixed for the Immortal Image.
75Bābā kahtē haĩ - maĩ inkē rath athavā takht kā ādhār lētā hū̃ .
76Baba says: I take the support of this one’s chariot, that is, his throne.
76Bākī maĩ kisī mē̃ bhī kabhī bhī pravēśh kar apnī service kar lētā hū̃ .
77Otherwise, I could enter anyone at any time and get the service done that I want done.
77Bābā nē samjhāyā hai ki kōī hanūmān key|kī bhakti kartē haĩ tō unkō vah sākṣhātkār karātā hū̃ .
78Baba has explained: If someone worships Hanuman, I grant him a vision of that.
78Uskī bhāvnā kā bhāṛā dētā hū̃ .
79I give him the reward of his devotion.
79Agar hanūmān kā sākṣhātkār karāyā tō vō hī bhāv baiṭh jāyēgā . 80Unkē pichhāṛī laṭak paṛē̃gē .
80If I grant him a vision of Hanuman, his devotion would be totally for that one; he would only hold on to him.
81Bābā nē yah rath tō bahut anubhavī liyā hai .
81Baba has selected a very experienced chariot.
82Thā bhī yah javāharāt kā vyāpārī .
82He was a jewel merchant.
83Yah bhī avināśhī gyān ratnō̃ kā vyāpār hai .
83This is the business of the imperishable jewels of knowledge.
84Kalp-kalp is rath mē̃ āū̃ tab tō kārya karū̃ .
84Only when I enter this chariot every cycle can I carry out this task.
85Brahmā dvārā brāhmaṇ rachē̃gē nā . 86Jaisē Christ dvārā kriściyan rachē jātē haĩ .
85He creates Brahmins through Brahma, just as Christians are created through Christ.
87Rāśhi miltī hai nā .
86The names are very similar.
88Tō mujhē ānā paṛē brahmā K|kē rath mē̃ .
87Therefore, I have to enter the chariot of Brahma.
89Inkē hī janmō̃ key|kī kahānī baiṭh samjhātā hū̃ .
88I sit here and tell you the story of this one’s births.
90Pahlā janm tō hai śhrīkr̥iṣhṇa kā .
89The first birth is that of Shri Krishna.
91Unkē hī bahut janmō̃ K|kē ant K|kē janm mē̃ ātā hū̃ .
90I come at the end of the last of his many births.
92Yah accurate batātā hū̃ .
91I tell you all of these things accurately.
93Kōī pūchhē tō bōlō - pahlē tō brahmā jarūr chāhiē tab tō un dvārā brāhmaṇ rachē̃ .
92If anyone asks, tell them: Brahma is definitely needed first, because only then can Brahmins be created through him.
94Vyakt prajāpitā brahmā chāhiē .
93The physical Father of Humanity is needed.
95Sūkṣhmavatan mē̃ tō prajāpitā hōtā nahī̃ hai .
94The Father of Humanity cannot exist in the subtle region.
96Prajāpitā brahmā yahā̃ chāhiē aur maĩ ātā bhī bhārat mē̃ hū̃ . 97Jabki ghōr andhiyārā hōtā hai .
95Brahma, the Father of Humanity, is needed here. 96I only come in Bharat when it is the time of extreme darkness.
98Ādhākalp bhakti kā pūrā hōtā hai .
97The devotion of half a cycle is now ending.
99Gātē bhī haĩ - hē patit-pāvan āō .
98They sing: O Purifier, come!
100Agar pralay hō phir tō duniyā pāvan hō na sakē .
99If annihilation were to take place, the world couldn’t become pure.
101Pralay akṣhar wrong haĩ .
100The word ‘annihilation’ is wrong.
102Jab bahut duḥkhī patit hōtē haĩ tab maĩ ātā hū̃ .
101I come when people have become very unhappy and impure.
103Pāvan duniyā hai satyug-trētā , dvāpar-kaliyug hai patit duniyā .
102The pure world is the golden and silver ages and the impure world is the copper and iron ages.
104Yahā̃ kitnē karōṛō̃ manuṣhya haĩ , satyug mē̃ tō itnē nahī̃ chāhiē .
103Billions of human beings now exist here. 104That many will not be needed in the golden age.
105Dikhātē haĩ pēṭ sē mūsal nikalē , jissē apnē hī kul kā nāśh kiyā . . . yah sab kahāniyā̃ baiṭh banāī haĩ .
105They have shown that missiles emerged from someone’s stomach, through which they destroyed their own clan. 106People have sat and made up such stories.
106Pēṭ sē kōī chīz nahī̃ nikalī hai , yah tō buddhi kā kām hai .
107Nothing emerges from anyone’s stomach. 108This is work for your intellects.
107Science sē bhī abhī dēkhō kitnā sukh hō gayā hai .
109Just see how much happiness people now have through science!
108Āgē yah gas bijlī ādi kuchh nahī̃ thā .
110Previously, there was no gas or electricity etc.
109Bābā tō anubhavī hai .
111Baba is experienced.
110Kahtē bhī haĩ ki maĩ vr̥iddha tan mē̃ ātā hū̃ , śhrīkr̥iṣhṇa kā tō vr̥iddha tan nahī̃ hai .
112Baba says: I enter an old body. 113The body of Shri Krishna is not old. 114Shri Krishna is not impure.
111Śhrīkr̥iṣhṇa patit thōṛēhī hai .
115People call out: O Purifier, come!
112Kahtē haĩ ki patit-pāvan āō tō patit duniyā , patit śharīr mē̃ ānā paṛē .
116Therefore, He surely has to enter the impure world and an impure body.
113Patit duniyā mē̃ pāvan śharīr hōtā hī nahī̃ .
117There are no pure bodies in the impure world.
114Yahā̃ ātmāyē̃ bhī tamōpradhān tō śharīr bhī tamōpradhān haĩ .
118Here, souls are tamopradhan and their bodies are also tamopradhan.
115Golden age , silver age kahā jātā hai nā .
119It is said: The golden age and the silver age.
116Pahlē hai golden age .
120First, there is the golden age.
117Vahā̃ ātmā aur śharīr dōnō̃ pāvan haĩ .
121There, the souls and the bodies are both pure.
118Phir ātmā patit ban jātī hai .
122Later, souls become impure.
119Unhō̃ kō ākar viceless ( pāvan ) banātā hū̃ .
123I come and make them viceless.
120Māyā aisī hai jō achchhē-achchhē first class kā bhī kān pakaṛ lētī hai .
124Maya is such that she pulls the ears of even good, first-class children.
121Brāhmaṇī sē yā brahmā sē nārāz huā , sanśhay paṛā , yah gayā .
125They then become upset with a Brahmin teacher or with Brahma and develop doubt and leave.
122Māyā mũh phēr dētī hai .
126Maya turns their faces away.
123Prīt buddhi sē viparīt buddhi ban paṛtē haĩ .
127From having loving intellects, they become those with no love in their intellects.
124Phir śhivbābā sē paṛhnā chhōṛ dētē haĩ .
128Then they stop studying with Shiv Baba.
125Kōī paṛhtē haĩ parantu pūrī dhārṇā nahī̃ hōtī tō bābā kahtē haĩ harjā nahī̃ .
129Some study, but they are unable to imbibe knowledge completely. 130Therefore, Baba says: It doesn’t matter.
126Sirph dō bātē̃ majbūt kar lō .
131Simply make two things firm.
127Bābā kō yād karnā hai .
132You have to remember Baba.
128Abhī tumhārī buddhi yahā̃ aur vahā̃ ( ghar mē̃ ) rahnī chāhiē .
133Your intellects should now be here as well as up there (in the home).
129Ēk jinn kā misāl hai nā .
134There is the example of the genie.
130Usnē kahā ki kām dō nahī̃ tō khā jāūṅgā .
135He said: Give me work to do, otherwise, I will eat you.
131Bābā bhī kahtē haĩ ki maĩ yah yād karnē kā kām dētā hū̃ .
136Baba says: I give you the work of remembering Me.
132Agar yād nahī̃ karē̃gē tō māyā kachchā khā jāyēgī .
137If you do not remember Me, Maya will eat you alive.
133Yād kē liē kuchh samay tō nikālnā chāhiē nā .
138You have to make time for remembrance.
134Pahlē thōṛā samay phir bahut practice hōtī jāyēgī .
139First of all, make a little time and your practice will then increase.
135Bābā kahtē haĩ ki chup rahō , sirph yād kartē rahō .
140Baba says: Remain silent and simply continue to remember Me.
136Tum jāntē hō ki bābā ūpar mē̃ bhī hai , yahā̃ bhī hai .
141You know Baba is up there as well as here.
137Hamkō bābā kē pās jānā hai .
142We have to return to Baba.
138Abhī tumkō samajh hai bābā is śharīr mē̃ āyā huā hai .
143You now understand that Baba has come into this one’s body.
139Yād nahī̃ karē̃gē tō māyā kachchā khā jāyēgī .
144If you do not have remembrance, Maya will eat you alive.
140Kahāniyā̃ tō bahut banā dī haĩ .
145There are many stories that have been made up.
141Āgē bēsamajh thē abhī bābā samjhātē haĩ ki maĩ chalā jātā hū̃ phir tum viśhva K|kē mālik bantē hō .
146Previously, you were senseless. 147Baba now explains: When I go back, you then become the masters of the world.
142Tumhārī ātmāō̃ sē bāt kartē haĩ .
148I talk to you souls.
143Ātmā hī imtahān pās|pass kartī hai - śharīr K|kē dvārā .
149It is the soul in the body that passes exams.
144Abhī bāp kahtē haĩ ki dēhī-abhimānī banō .
150The Father now says: Become soul conscious!
145Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē apnē kō aśharīrī ātmā samjhō .
151While living at home with your families, consider yourselves to be bodiless souls.
146Jitnā bāp kō yād karē̃gē utnā fāydā hai .
152The more you remember the Father, the more you will benefit.
147Isī kā nām yōg rakh diyā hai .
153This is called yoga.
148Nahī̃ tō yah hai yād , ātmāō̃ key|kī bāp sē prīt .
154Actually, it is remembrance: the love of you souls for the Father.
149Yād kartē haĩ .
155You remember Him.
150Āśhik-māśhūk kā bhī ēk-dō K|kē śharīr sē pyār hōtā hai .
156A lover and beloved love each other; they have love for each other’s body.
151Āśhik-māśhūk dōnō̃ hī dēhdhārī hōtē haĩ .
157Both the lover and the beloved are bodily beings.
152Āśhik K|kē sāmnē jaisē ki māśhūk khaṛā hai .
158It is as though the beloved is standing in front of the lover.
153Māśhūk kō phir āśhik dikhāī paṛēgā .
159The beloved then sees the lover.
154Abhī tum āśhik hō parampitā paramātmā K|kē .
160You are now lovers of the Supreme Father, the Supreme Soul.
155Ēk hai māśhūk , bākī sab ātmāyē̃ haĩ āśhik .
161There is only the one Beloved and all the souls are lovers.
156Vah nirākār bāp tumkō is sākār dvārā baiṭh mat dētē haĩ .
162That incorporeal Father sits here and gives you directions through this corporeal one.
157Tum tō na ātmā kō , na paramātmā kō dēkh saktē hō .
163You can neither see a soul nor the Supreme Soul.
158Kabhī-kabhī kōī kō ātmā kā sākṣhātkār hōtā hai .
164Yes, sometimes, some are able to have a vision of a soul.
159Manuṣhya tō kuchh samajh nahī̃ saktē .
165Human beings are not able to understand anything.
160Bābā light kā sākṣhātkār karā dētē haĩ kyōṅki bhāvnā baiṭhī huī hai .
166Baba grants them a vision of light because they have faith in that.
161Kahtē haĩ nā bahut light tējōmay hai , bas karō , ham sahan nahī̃ kar saktē haĩ .
167It was said: The light is so bright that I cannot tolerate it any more.
162Lāl-lāl āṅkhē hō jātī haĩ .
168Stop it! 169The eyes become red.
163Bābā samjhātē haĩ ki maĩ tō star hū̃ .
170Baba explains: I am a star.
164Jaisē jugnū hōtā hai nā firefly . 165Jaisē unkī light chamaktī hai vaisē star muāphik ātmā nikal jātī hai .
171Just as a firefly sparkles, in the same way, the soul comes out of the body like a star.
166 ( vivēkānand kā misāl ) tō jaisē jiskī bhāvnā baiṭhī huī hōgī usē vaisā hī sākṣhātkār hō jāyēgā .
172(Example of Vivekananda). 173Whoever people worship, I grant them a vision accordingly.
167Bābā baiṭh samjhātē haĩ ki yah tumhārī bhāvnā chalī ātī hai .
174Baba sits and explains: This is your devotion that has continued.
168Tō maĩ usī rūp mē̃ sākṣhātkār karātā hū̃ .
175So, I grant you a vision accordingly.
169Jaisī ātmā hai vaisā paramātmā . 170Parantu vah gyān kā sāgar hai .
176As is a soul, so is the Supreme Soul, but He is the Ocean of Knowledge.
171Ātmā bhī chaitanya hai .
177Each soul is a living being.
172Sab saṅskār ātmā mē̃ haĩ .
178All the sanskars are within souls.
173Bāp mē̃ bhī saṅskār haĩ - sthāpanā , vināśh , pālnā K|kē kartavya karnē K|kē .
179The Father also has the sanskars of carrying out the tasks of creation, destruction and sustenance.
174Trimūrti haĩ nā .
180He is the Trimurti.
175Śhivbābā kō bhī kōī jāntē nahī̃ . 176Tō trimūrti kē ūpar śhiv rachtā kō bhūl gayē haĩ .
181No one knows Shiv Baba and that is why they have forgotten to put Shiva, the Creator, above the Trimurti.
177Vāstav mē̃ gītā kā bhagvān hai trimūrti śhiv parantu vah phir kah dētē haĩ trimūrti brahmā .
182In fact, Trimurti Shiva is the God of the Gita, but people say, “Trimurti Brahma”.
178Arē , brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kā bhī kōī rachtā hōgā nā ?
183However, there also has to be the Creator of Brahma, Vishnu and Shankar.
179Brahmā kā nām alag , śhivbābā kā nām alag hai .
184The names of Brahma and Shiv Baba are separate.
180Nahī̃ tō kiskō kahtē hō ki vah rachtā hai .
185Otherwise, whom do you call the Creator?
181Kiskī bhī samajh mē̃ nahī̃ ātā hai .
186No one is able to understand this.
182Bāp ākar bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
187The Father comes and explains to you children.
183Tumhārī hai prīt buddhi .
188You have loving intellects.
184Kōī key|kī viparīt buddhi hō jātī hai tō jaisē kaurav ban jātē haĩ .
189Those whose intellects have no love become Kauravas.
185Bhal yahā̃ ātē haĩ parantu pad kam hō jātā hai .
190Although they come here, their status becomes much lower.
186Jō kuchh jamā huā vō nā hō jātā hai . 187Phir prajā mē̃ jākar cum|kam pad pāyēṅgē .
191Whatever they have accumulated is then finished and they receive a low status among the subjects.
188Is samay dēkhō - paṛhāī sē kyā-kyā ban saktē haĩ .
192Just look what you can become by studying this at this present time!
189Bābā kahtē haĩ ki - bachchē , dēvtā bannā hai tō is kharāb chīz kō ( viṣh kō ) chhōṛnā hai .
193Baba says: Children, if you want to become deities, you have to renounce bad things like poison.
190Ēk bāp hī sachchā satgurū hai jō mukti-jīvanmukti mē̃ lē jānē vālā hai .
194Only the one Father is the true Satguru who can take you into liberation and liberation-in-life.
191Jānā tō sabkō ēk hī samay hai .
195Everyone has to go back at the same time.
192Aisē nahī̃ kōī bīch sē chalā jāyēgā .
196It is not that someone can leave and go away in between.
193Har ēk kō apnā-apnā pūrā part bajānā hai .
197They all have to play their full parts.
194Jarūr phir ant mē̃ machchharō̃ sadr̥iśhya vāpis jānā hai .
198Then, at the end, they all definitely have to return home like a swarm of insects.
195Gītā mē̃ bhī likhā huā hai , parantu śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch likhnē sē gītā kā mahatva hī chaṭ hō gayā hai .
199This is also mentioned in the Gita. 200However, because it says that they are the versions of God Shri Krishna, the importance of the Gita has been lost.
196Bāp na āyē tō muktidhām kaisē jāyē̃ ?
201How would you go to the land of liberation if the Father didn’t come?
197Phir apnē samay par ākar apnā part bajātē haĩ .
202Later, each of you comes at your own time to play your parts.
198Yah huā vistār sē samjhānā .
203This is a detailed explanation.
199Nutshell mē̃ kahtē haĩ ki mujhē yād karō .
204However, in a nutshell He says: Remember Me! 205That’s all!
200Bas , god is one . 201Bākī sab haĩ bachchē .
206God is one and all the rest are His children.
202Abhī tum trikāldarśhī banē hō .
207You have now become trikaldarshi.
203Achchhā !
208Achcha.
204Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
209To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
205Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
210The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
206Dhārṇā kē liē mukhya sār :
211Essence for dharna:
2071 ) sadā khuśh rāzī rahnē kē liē kadam-kadam par bāp sē rāy lēnī hai .
212 1. In order to remain constantly happy and content, take advice from the Father at every step.
208Śhivbābā kō brahmā K|kē through yād karnā hai . 209Apnā samāchār dētē rahnā hai .
213Remember Shiv Baba through Brahma and also continue to give Him your news.
2102 ) kabhī bhī kisī bāt mē̃ sanśhay nahī̃ uṭhānā hai .
214 2. Never have doubt about anything.
211Brāhmaṇī sē yā brahmā bāp sē rūṭhkar paṛhāī nahī̃ chhōṛnī hai .
215Don’t sulk with your Brahmin teacher or Father Brahma and thereby stop studying.
212Sadā prīt buddhi rahnā hai .
216Keep your intellect constantly full of love.
Blessing
213Vardān : sukh svarūp ban sārē viśhva mē̃ sukh key|kī kiraṇē̃ phailānē vālē master gyān sūrya bhav
217Blessing: May you spread rays of happiness into the world as an embodiment of happiness and become a master sun of knowledge.
214Jaisē bāp gyān kā sāgar , sukh kā sāgar hai vaisē svayã bhī gyān svarūp , sukh svarūp banō , her|har guṇ kā sirph varṇan nahī̃ lēkin anubhav hō .
218 Just as the Father is the Ocean of Knowledge and the Ocean of Happiness, in the same way, you have to become embodiments of happiness and embodiments of knowledge. 219Do not just speak about every virtue, but also experience them.
215Jab sukh svarūp K|kē anubhavī banē̃gē tō āp sukh svarūp ātmā dvārā sukh key|kī kiraṇē̃ viśhva mē̃ phailē̃gī .
220When you are experienced in being an embodiment of happiness you will then spread rays of happiness into the world as a soul who is an embodiment of happiness.
216Jaisē sūrya key|kī kiraṇē̃ sārē viśhva mē̃ jātī haĩ vaisē āpkē gyān , sukh , ānand key|kī kiraṇē̃ jab sarv ātmāō̃ tak pahuñchē̃gī tab kahē̃gē master gyān sūrya .
221Just as the rays of the sun spread over the whole world, in the same way, when your rays of knowledge, happiness and bliss reach all souls, you will then be called a master sun of knowledge.
Slogan
217Slōgan : divya janmadhārī brāhmaṇ vah hai jō apnē bōl , saṅkalp aur karma sē divyatā kā anubhav karāyē .
222Slogan: A Brahmin with a divine birth gives the experience of divinity through his words, thoughts and actions.
223*** Om Shanti ***