बुधवार 2 अगस्त 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
002-08-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 02/08/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - amr̥itvēlē uṭh meditation mē̃ baiṭhō , vichār karō - maĩ ātmā hū̃ , hamārā bābā bāgvān hai , vahī khivaiyā hai , maĩ uskī santān hū̃ , mālik ban gyān ratnō̃ kā simraṇ karō ' '
1Essence: Sweet children, wake up in the early morning hours of nectar and sit in meditation. 2Think: I am a soul and my Baba is the Master of the Garden. 3He is the Boatman and I am His child. 4Become a master and churn the jewels of knowledge.
Question
2Praśhna : kis ēk bāt kā mahatva duniyā mē̃ bhī hai tō bāp kē pās bhī hai ?
5Question: Which one aspect is given importance by the world outside and also by the Father?
Answer
3Uttar : dān kā .
6Answer: That of donating.
4Tum bachchō̃ kō merciful ban sabkē ūpar taras khānā hai .
7You children have to become merciful and have compassion for everyone.
5Sabkō avināśhī gyān ratnō̃ kā dān dēnā hai .
8Give the donation of the imperishable jewels of knowledge to everyone.
6Dāniyō̃ key|kī bahut mahimā hōtī hai .
9Donors are praised a great deal.
7Akhbār mē̃ bhī unkā nām nikaltā hai .
10Their names are mentioned in the newspapers.
8Tō tumhē̃ bhī sabkō dān karnā hai arthāt meditation sikhlānā hai .
11You also have to donate to others, that is, you have to teach them meditation.
Song
9Gīt : mujhkō sahārā dēnē vālē …
12Song: My heart says thanks to the One who has given me support.
Murli
10Ōm śhānti .
13Om shanti.
11Sahārā unkō diyā jātā hai jō ḍūbtē haĩ , unkō pār karnē K|kē liyē sahārā dētē haĩ kyōṅki khivaiyā nām tō bhāratvāsī jāntē haĩ .
14Support is given to those who are drowning. 15They are given support in order to take them across because the people of Bharat recognise the term “The Boatman”.
12Khivaiyā kā kām hai ḍūbnē vālē kō bachānā .
16The task of a boatman is to save someone from drowning.
13Bachchē jāntē haĩ - bhāratvāsiyō̃ kā bēṛā ḍūbā huā hai .
17You children understand that the boat of the people of Bharat has sunk.
14Her|har bāt bhāratvāsiyō̃ K|kē liyē hī hai .
18Every aspect applies to the people of Bharat.
15Aur kōī khaṇḍ K|kē liyē nahī̃ kahē̃gē .
19This cannot be said of the people of any other land.
16Yah bhī tum samajhtē hō .
20It is only you who understand this.
17Satya nārāyaṇ kī kathā athavā amarnāth key|kī kathā bhī yahā̃ hōtī hai .
21The story of becoming a true Narayan, that is, the story of immortality, takes place here.
18Tum jabki subah kō meditation mē̃ baiṭhtē hō tō kiskō yād kartē hō ?
22When you sit in meditation in the early morning hours, whom do you remember?
19Bhakti mārg mē̃ tō kōī kiskō , kōī kiskō yād kartē haĩ .
23On the path of devotion, some remember one deity and others remember another.
20Un sabkī sādhnā hai ayathārtha . 21Sikhlānē vālā khivaiyā vā bāgvān tō kōī hai nahī̃ .
24All their spiritual endeavours are inaccurate because they don’t have the Boatman or the Master of the Garden to teach them.
22Gurū lōg bhī meditation sikhlātē haĩ ki aisē-aisē karō .
25Gurus teach people meditation and tell them what to do.
23Bahut prayatna kartē haĩ yād mē̃ rahnē K|kē liyē .
26They make a great deal of effort to stay in remembrance.
24Yōg sādhnā kahā jātā hai .
27Yoga is called spiritual endeavour.
25Vah tō manuṣhya , manuṣhya kō karātē haĩ .
28Human beings teach that to other human beings.
26Abhī tum jāntē hō is bagīchē kā mālī athavā mālik hai parampitā paramātmā . 27Kāṇṭō̃ K|kē jaṅgal kā mālik hai rāvaṇ .
29You now understand that the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Gardener of this garden, that He is the Master of the Garden.
28Māyā rāvaṇ kāṇṭō̃ kā jaṅgal banātī hai .
30Ravan is the master of the forest of thorns.
29Yah tumhārī bātē̃ bhī kōī-kōī jāntē haĩ .
31Maya, Ravan creates the forest of thorns.
30Bhūl jātē haĩ . 31Māyā bhulā dētī hai .
32Only a few people understand your things; they forget them.
32Meditation mē̃ baiṭhnē mē̃ bhī māyā baṛā vighna ḍāltī hai .
33Maya makes them forget. 34Maya creates huge obstacles when you sit in meditation.
33Meditation kaisē karō - yah bhī bāp sikhlātē haĩ .
35The Father also teaches you how to have meditation.
34Tum tō karmayōgī hō .
36You are karma yogis.
35Din mē̃ tō karma karnā hī hai .
37You have to perform actions during the day.
36Uskē liyē kōī bandhan nahī̃ hai .
38There is no bondage in this.
37Din mē̃ kabhī bhī meditation nahī̃ hōtī hai .
39They cannot have meditation during the day.
38Din mē̃ tō khānā-pīnā , khēlnā-kūdnā , dhandhādhōrī karnā hōtā hai .
40During the day, there is eating, drinking, playing, dancing and doing business etc.
39Usmē̃ yād thōṛē-hī rah saktī hai .
41They are not able to maintain remembrance whilst doing any of that.
40Kahtē tō bahut haĩ ki ham sārā din yād mē̃ rahtē haĩ parantu hai tō baṛā muśhkil .
42Many say that they stay in remembrance throughout the whole day. 43However, that would be very difficult.
41Bābā anubhav batlātē haĩ .
44Baba shares his own experience.
42Amr̥itvēlē kā samay satōguṇī hōtā hai , us samay yād karnā sahaj hai .
45The time of the early morning hours of nectar is the purest time of all.
43Amr̥itvēlē kā time sabsē achchhā hai .
46It is easy to have remembrance at that time.
44Din mē̃ tō laphaṛē rahtē haĩ .
47The time of amrit vela is the best of all.
45Hā̃ , karma kartē samay yād sthāī rah saktī tō hai bahut achchhā .
48There are many things that you have to attend to during the day.
46Parantu bābā apnā anubhav batlātē haĩ - maĩ kōśhiśh kartā hū̃ bābā key|kī yād mē̃ rah tumsē bāt karū̃ .
49Yes, it is good if you are able to have constant remembrance whilst doing things. 50However, Baba shares his experience: I try very hard to talk to you whilst staying in remembrance of Baba.
47Andar yah naśhā rahtā hai - maĩ svayã bāp ( prajāpitā brahmā ) bachchō̃ sē bāt kartā hū̃ .
51Internally, I have the intoxication: I, this father Prajapita Brahma, am speaking to you children. 52I am the father of the human world.
48Maĩ svayã manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bāp hū̃ - aisā samajhnē sē naśhā chaṛhtā hai . 49Bākī maĩ ātmā hū̃ , parampitā paramātmā bāp kō yād kar bāt karū̃ , vah yād baṛā muśhkil rahtī hai .
53I become intoxicated with this consciousness, but I find it very difficult to maintain the consciousness that I am a soul and that I am talking to you whilst staying in remembrance of the Supreme Father, the Supreme Soul.
50Bābā apnā anubhav batlātē haĩ nā .
54That remembrance is very difficult.
51Bāp sikhlātē bhī haĩ .
55Baba shares his experience.
52Yah tō jāntē haĩ ham bāgvān haĩ .
56The Father also teaches you.
53Bāgvān tō jarūr bagīchā hī banāyēṅgē .
57He (Shiv Baba) understands that He is the Master of the Garden.
54Kāṇṭō̃ kō thōṛē-hī banāyēṅgē .
58A gardener would surely create a garden.
55Mālī kāṇṭō̃ kā bīj thōṛē-hī lagāyēṅgē .
59He would not create thorns. 60A gardener would not plant thorns.
56Mālī hamēśhā bāgvān hōtē haĩ , fool|phūl lagātē haĩ .
61A gardener is always the master of the garden; he plants flowers.
57Tō bābā bhī fool|phūl lagātē haĩ .
62Therefore, Baba too plants flowers.
58Forest banānē vālī hai māyā .
63It is Maya that creates the forest of thorns.
59Unkī mat par chalnē sē manuṣhya kāṇṭē ban jātē haĩ .
64By following her directions, human beings become like thorns.
60Yah tō gyān milā hai - bābā bāgvān hai , khivaiyā hai , merciful bhī hai , bījrūp bhī hai .
65You have received the knowledge that Baba is the Gardener; He is the Boatman; He is also the Merciful One and He is the Seed as well.
61Rāt kō jab baiṭhtē haĩ tō khyāl chaltā hai - yah kitnā baṛā bagīchā hai !
66When one sits in meditation at night, one considers this garden to be so large!
62Pahlē kitnā chhōṭā thā !
67Previously, it used to be very small.
63Tō yōg K|kē sāth-sāth gyān bhī chāhiē .
68As well as yoga, this knowledge is also needed.
64Manuṣhyō̃ kē pās gyān tō kuchh bhī nahī̃ hai .
69Human beings don’t have this knowledge.
65Anēk prakār K|kē yōg lagātē haĩ . 66Kisī na kisī key|kī yād mē̃ baiṭhtē hōṅgē .
70They have many types of yoga: they must be sitting and remembering someone or other.
67Gyān key|kī bāt hī nahī̃ .
71There is no question of this knowledge in that.
68Kālī mā̃ key|kī yād mē̃ baiṭhē hōṅgē tō sirph kālī key|kī śhakla hī sāmnē āyēgī .
72When they sit to remember Mother Kali, only the face of Kali appears in front them at that time.
69Jagadambā kō yād kartē rahē̃gē .
73They also continue to remember Jagadamba.
70Vah hai bhakti mārg .
74That is the path of devotion.
71Na bāp kī yād , na varsē key|kī yād rahtī hai .
75Neither do they have remembrance of the Father nor do they remember the inheritance.
72Bhakti bahut tarīkē sē kartē haĩ .
76They perform devotion in many different ways.
73Mālā phērtē haĩ . 74Kōī tō gupta phērtē haĩ .
77Some turn the beads of a rosary, some turn the beads in an incognito way.
75Hamārī bhī hai gupta mālā .
78Your rosary is also incognito.
76Tō yah rasm-rivāj bhakti mārg mē̃ kitnī chalātē haĩ . 77Bābā kō chhōṭēpan kā anubhav hai .
79They have so many customs and systems on the path of devotion. 80Baba has experienced this in his childhood: My father used to turn the beads of a rosary.
78Jaisē bāp phērtē thē , ham bhī unkō dēkh ēk kōṭhrī mē̃ baiṭh mālā phērtē thē .
81Then, when I saw him, I too used to sit in a little room and turn the beads of a rosary.
79Rām-rām kahtē thē .
82He used to chant: Rama! 83Rama!
80Bas , gyān kuchh bhī nahī̃ .
84That’s all! 85He had none of this knowledge.
81Abhī tum bachchō̃ mē̃ tō gyān hai .
86You children now have this knowledge.
82Amr̥itvēlē is meditation mē̃ baiṭhnē key|kī ādat paṛ jāyē tō baṛā majā āyēgā . 83Bābā apnā anubhav batlātē haĩ .
87When you form the habit of sitting in this meditation in the early morning hours of nectar, you will experience a great deal of pleasure.
84Gyān mē̃ bhī ramaṇ kartē rahtē haĩ .
88Baba shares his experience. 89He also continues to churn this knowledge.
85Kitnā baṛā bagīchā hai .
90This is such a huge garden!
86Pahlē chhōṭā thā .
91Previously, it used to be small.
87Bīj bhī yād āyā , bagīchā bhī yād āyā .
92When you remember the Seed you would also remember the garden.
88Kaisē bagīchā bantā hai - bābā mē̃ bhī yah gyān hai , hamārē mē̃ bhī yah gyān hai .
93How is the garden created? 94Baba has this knowledge and you also have this knowledge.
89Sārā jhāṛ buddhi mē̃ ā jātā hai .
95The whole tree enters your intellects.
90Andar chaltā rahtā hai , iskō meditation kahā jātā hai .
96All of this turns around inside you. 97This is called meditation.
91Bāp key|kī bhī khuśhī , gyān key|kī bhī khuśhī rahtī hai . 92Dōnō̃ chījē̃ yād ātī haĩ .
98You have the happiness of belonging to the Father and you also have the happiness of this knowledge; you remember both things.
93Vah tatva gyānī aisē meditation mē̃ nahī̃ baiṭhtē haĩ .
99Those who have the knowledge of the element of light do not sit in meditation in this way.
94Unkō tō jarūr tatva hī yād āyēgā .
100They only remember the element of light.
95Bas , tatva mē̃ līn hō jānā hai .
101All they want to do is to merge into the element.
96Rachayitā aur rachnā kā tō unhō̃ kō patā hī nahī̃ hai . 97Tō unhō̃ key|kī aur tum bachchō̃ key|kī bāt aur hai .
102They don’t know the Creator or His creation and so their ideas are totally different from those of you children.
98Bābā bījrūp hai - hamkō yah knowledge hai .
103You have the knowledge that Baba is the Seed.
99Rāt kō baiṭhnē sē achchhē-achchhē khyālāt āyēṅgē .
104By sitting in meditation at night, you can have very good thoughts.
100Samajh saktē haĩ bhakti mārg mē̃ kyā-kyā kartē thē .
105You can understand what you used to do on the path of devotion.
101Kitnē haṭhyōg ādi sikhlātē haĩ .
106People teach many types of hatha yoga etc.
102Abhī tō samajh milī hai bāp kō yād karnē sē unkī sārī rachnā ( jhāṛ ) yād ā jātī hai .
107You have now understood that, by remembering the Father, you are able to remember the whole of His creation (tree).
103Ham 84 janmō̃ kā chakra lagākar āyē haĩ . 104Abhī ham jātē haĩ vāpis .
108You have been around the cycle of 84 births and you are now going back home.
105Yah drama kā chakra phirtā rahtā hai .
109This cycle of the drama continues to turn.
106Gyān dhan kō bhī yād kartē , dhan dēnē vālē kō bhī yād kartē haĩ .
110You remember the wealth of this knowledge and you also remember the One who gives you this wealth.
107Jitnā yād mē̃ rahē̃gē utnā avasthā paripakva hōtī jāyēgī .
111The more you stay in remembrance, the firmer your stage will become.
108Tum kiskō bhī samjhā saktē hō - meditation mē̃ ham kaisē baiṭhtē haĩ .
112You can explain to anyone how you sit in meditation.
109Manuṣhyō̃ kō tō anēk prakār key|kī mat miltī hai - phalānē kō yād karō .
113Human beings receive many different instructions to remember So-and-so.
110Yahā̃ ham sab ēk mat par haĩ , ēk key|kī hī yād mē̃ rahtē haĩ .
114Here, all of you are following one direction. 115You stay in remembrance of the One.
111Chhōṭē , baṛē , būṛhē - sabkō ēk hī mat miltī hai .
116Young, old, everyone receives the same direction.
112Meditation mē̃ tō baiṭhnā hōtā hai nā .
117You have to sit in meditation.
113Ham ātmā sō paramātmā tō hō nahī̃ saktē .
118We souls cannot be the Supreme Soul.
114Ātmā kahtī hai - hamnē 84 janm pūrē kiyē , ab vāpis jānā hai .
119This soul says: I have completed 84 births; I now have to return home.
115Paramātmā aisē kahē̃gē kyā ?
120Would the Supreme Soul say this?
116Vah tō punarjanma mē̃ ātē nahī̃ haĩ .
121He doesn’t take birth and rebirth.
117Tumhārē pās|pass jab kōī āyē tō usē hall|hāl mē̃ lē āō .
122When people come to you, take them to the hall.
118Kōī achchhē-achchhē ādmī ātē haĩ , dēkhō , samajhnē key|kī chāhnā hai tō yahā̃ lē āō , unhē̃ samjhāō ki ham kaisē meditation kartē haĩ . 119Rāt mē̃ bhī meditation kartē haĩ , din mē̃ bhī kartē haĩ .
123When you see eminent people coming here to understand more, bring them here and explain to them how we sit in meditation, how we meditate in the night as well as during the day and how we only remember the one Father.
120Ham yād kartē haĩ ēk bāp kō . 121Bāp kā farmān hai - mujhē yād karō aur rachnā K|kē chakra kō yād karō .
124The Father’s orders are: Remember Me and remember the cycle of creation; 84 births have also been remembered.
12284 janm bhī gāyē jātē haĩ .
125It was surely the deities who existed first.
123Jarūr pahlē-pahlē dēvī-dēvtāyē̃ thē .
126It is their 84 births that have been remembered.
124Unhō̃ K|kē hī 84 janm bhī gāyē jātē haĩ .
127You have to explain the secrets of the cycle very clearly.
125Yah chakra kā rāz achchhī rīti samjhānā paṛē .
128You remember the Father and the cycle of His creation.
126Hamkō bāp aur unkī rachnā kā yah chakra yād rahtā hai . 127Bāp kī yād aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kā gyān buddhi mē̃ hai .
129Your intellects have remembrance of the Father and also the knowledge of the beginning, the middle and the end of creation.
128Ham sabkī ēk hī mat hai .
130We all follow one direction.
129Ham haĩ śhrīmat par .
131We are following shrimat.
130Vah patit-pāvan bāp hī ākar bēhad svarg kā varsā dētē haĩ . 131Tō bāp kō jarūr yād karnā paṛē nā .
132The Purifier Father comes and gives you your unlimited inheritance of heaven and so you definitely have to remember the Father.
132Bāp dvārā hī ham varsā pātē haĩ .
133It is from the Father that you claim your inheritance.
133Phir girtē haĩ , ant mē̃ patit ban jātē haĩ .
134Later, you fall and you become impure by the end.
134Bāp rachayitā tō rachnā key|kī hī knowledge dēgē .
135The Father is the Creator and so He would surely give the knowledge of creation.
135God father is knowledgeful , patit-pāvan .
136God, the Father, is knowledge-full, the Purifier.
136Tō jarūr patit duniyā mē̃ ākar pāvan banāyēṅgē nā .
137Therefore, He would definitely come into the impure world in order to purify it.
137Aisē tum kōī kō baiṭh samjhāyēṅgē tō prabhāvit hōṅgē .
138If you sit and explain this to others, they will be very impressed.
138Bōlō , sirph achchhā-achchhā kahkar nahī̃ jāō , yah tō practical mē̃ lānā hai .
139Tell them: Don’t simply say that this is good and then leave. 140You have to put it into practice.
139Janma-janmāntar kā sir par bōjhā bahut hai . 140Ismē̃ time lagtā hai .
141There is a burden of sin of innumerable births on your heads and it takes time to remove it.
141Tumkō samjhānā hai - bābā āyā huā hai , maut sāmnē hai , ġaphlat karē̃gē tō varsā pā nahī̃ sakē̃gē .
142You have to explain to them: Baba has come, and death is just ahead. 143If you become careless, you will not be able to claim your inheritance.
142Śhubh kārya mē̃ dērī nahī̃ karnā chāhiē .
144You must not delay in carrying out an auspicious task.
143Ab sīkhkar jāō .
145Learn and go.
144Is meditation mē̃ baiṭhnē sē tumkō naśhā achchhā chaṛhēgā .
146By sitting in meditation you will experience a great deal of intoxication.
145Abhī bāp kō yād karō .
147Now remember the Father.
146Tumhārā bāp tō hai nā . 147Bhakti mārg mē̃ janma-janmāntar yād kartē āyē hō .
148He is your Father, the One whom you have been remembering on the path of devotion for birth after birth.
148Laukik bāp tō her|har janm mē̃ badaltā hai phir bhī tum nirākār bāp kō jarūr yād kartē hō kyōṅki vah hai avināśhī bāp .
149You have had a different physical father in every birth, but you still definitely remember the incorporeal Father because He is your eternal Father.
149Vināśhī ( laukik ) bāp sē vināśhī varsā miltā hai .
150You receive perishable inheritances from your physical fathers.
150Avināśhī bāp sē avināśhī varsā miltā hai .
151You receive the imperishable inheritance from the imperishable Father.
151Ham ēk śhrī śhrī key|kī śhrīmat sē śhrēṣhṭh bantē haĩ .
152You become elevated by following the shrimat of the One who is doubly elevated (Shri Shri).
152Ādi sanātan tō dēvī-dēvtā dharm hī hai . 153Unsē phir aur birādrī nikaltī haĩ .
153The original eternal religion is that of the deities; the different clans emerge from that.
154Sannyāsiyō̃ kā hai rajōpradhān sannyās . 155Yah hai satōpradhān sannyās .
154The renunciation of sannyasis is of a semi-pure level whereas your renunciation is completely pure.
156Yah hai hī rājyōg .
155This is Raj Yoga.
157Bhārat kā mukhya śhāstra hai gītā .
156The main scripture of Bharat is the Gita.
158Tō meditation K|kē liyē yah samjhānā hai - bāp hamkō aisē meditation sikhlātē haĩ .
157As for meditation, you have to explain: The Father teaches us meditation in this way.
159Bhagvān kabhī manuṣhya kō nahī̃ kah saktē .
158No human being can be called God.
160Bhagvān tō sabkā ēk hōnā chāhiyē nā .
159The God of everyone has to be one.
161Vahī patit-pāvan hai , vahī heavenly god father hai aur ātē bhī bhārat mē̃ haĩ .
160He is the Purifier. 161He is Heavenly God, the Father, and He only comes in Bharat.
162Unkā bhakti mārg mē̃ kitnā baṛā mandir banā huā hai .
162A huge temple was built to Him on the path of devotion.
163Us śhrī śhrī key|kī mat sē hī ham śhrēṣhṭh bantē haĩ .
163We become elevated by following the directions of the One who is doubly elevated.
164In bātō̃ kō baiṭh samjhō .
164Sit and understand these things.
165Bāp aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jānō . 166Yah aur kōī nahī̃ jāntē .
165Understand the Father and the beginning, the middle and the end of His creation.
167Satyug key|kī āyu hī itnī batlātē haĩ .
166No one else knows this.
168Pahlē jhāṛ nayā hōtā hai tō uskō svarg kahē̃gē .
167The duration of the golden age is shown to be just this much.
169Phir vah jaṛjaṛībhūt hō jātā hai .
168When the tree is new, it is called heaven.
170Abhī yah sārī duniyā nark hai .
169After that, it starts to decay. 170This whole world is now hell.
171Ghar-ghar tō kyā sārī duniyā hī nark hai .
171Not only every home, but the whole world too has become hell.
172Yah hai hī kāṇṭō̃ kā jaṅgal .
172This is a forest of thorns.
173Ēk-dō kō kāṇṭā hī lagātē rahtē haĩ .
173They continue to prick one another.
174Bāp ākar phir garden of|off allāh banātē haĩ .
174The Father has come to create the garden of Allah.
175Bāp ākar bahiśht sthāpan kartē haĩ .
175The Father comes and establishes Paradise.
176Tum jāntē hō phūlō̃ kā bagīchā kiskō aur kāṇṭō̃ kā jaṅgal kiskō kahā jātā hai .
176You understand what is known as the garden of flowers and what is known as a forest of thorns.
177Tum daivī fool|phūl ban rahē hō .
177You are becoming divine flowers.
178Tō chintan chaltā rahnā chāhiē .
178You should continue to have these thoughts.
179Bābā mē̃ bhī yah knowledge hai . 180Bachchō̃ mē̃ bhī yah knowledge hai .
179Baba has this knowledge and you children also have this knowledge.
181Aisē-aisē khyālāt chalānē sē rāt kō baṛā majā āyēgā , aisē-aisē samjhāyē̃ .
180By having such thoughts at night, you will experience great pleasure.
182Bichārē kuchh nahī̃ jāntē haĩ isliē apnē kō taras paṛtā hai . 183Ō god father kahtē haĩ .
181You should explain in this way, because those poor helpless things do not know anything and that is why you feel compassion for them.
184Parantu bāp kō aur unkī rachnā kō jāntē nahī̃ haĩ .
182They call out: O God, the Father, but they don’t know the Father or His creation.
185Ham bhī ab allāh K|kē bachchē banē haĩ .
183We have now become the children of Allah.
186Samjhānē kā bhī baṛā naśhā chāhiē .
184You should have great intoxication whilst explaining this.
187Avināśhī gyān ratna haĩ tō phir dān karnā chāhiē .
185You have the imperishable jewels of knowledge, so you should donate them.
188Dānī key|kī bahut-bahut mahimā kartē haĩ .
186Donors are praised a great deal.
189Akhbār mē̃ bhī paṛtā hai .
187Their names are mentioned in the newspapers.
190Religious minded hī dān kartē haĩ .
188It is religious-minded people who give donations.
191Tum tō hō hī religious minded .
189You are “religious minded”.
192Dān hī nahī̃ karē̃gē tō milēgā kyā ?
190If you don’t make this donation, what would you receive?
193Dān tō jarūr dēnā hai .
191You definitely have to donate.
194Gyān dān dēnā tō ati sahaj hai .
192It is very easy to donate knowledge.
195Bābā batlātē haĩ - ham aisē meditation mē̃ baiṭhtē haĩ , is duniyā kā chakra aisē phirtā hai .
193Baba tells you how to sit in meditation and how the cycle of the world turns.
196Pahlē ēk dharm thā . 197Pīchhē yah dharm nikalē haĩ .
194Previously, there was one religion and other religions later then emerged.
198Yah sab birādriyā̃ haĩ .
195All of those are clans.
199Yah bātē̃ tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ baiṭhnī chāhiē .
196These things should sit in the intellects of you children.
200Manuṣhyō̃ kō yōg kā bahut śhauk rahtā hai .
197Human beings are very interested in yoga.
201Bōlō , hamārā meditation chalkar dēkhō .
198Tell them: Come and try our meditation.
202Religious minded jō hōtē haĩ vah meditation hall dēkhkar khuśh hōtē haĩ .
199Those who are religious minded will become happy when they see the meditation hall.
203Religious minded manuṣhya kabhī pāp nahī̃ kartē .
200“Religious-minded” people never commit sin.
204Tumhārē pās|pass samjhānē key|kī points tō bahut haĩ .
201Although you children have many points to explain, you are numberwise.
205Parantu bachchē number-vār haĩ . 206Kōī key|kī buddhi kā tālā hī nahī̃ khultā hai .
202The locks on the intellects of some of you do not open at all.
207Bāp kō yād nahī̃ kartē tō tālā khulēgā kaisē ?
203How would the lock open if you don’t remember the Father?
208Hai bahut sahaj bāt .
204This is a very easy thing.
209Samjhānā hai ham yād mē̃ kaisē baiṭhtē haĩ .
205You have to explain how you sit in remembrance.
210Manuṣhyō̃ kō tō patā nahī̃ ki ham kiskō yād kartē haĩ !
206People don’t even know who it is we remember.
211Hamkō sikhlānē vālā svayã nirākār parampitā paramātmā hai jō sabkā bāp hai .
207The incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, Himself, who is the Father of all, is teaching us.
212Vah patit-pāvan god father hamkō rājyōg sikhlātē haĩ .
208He is the Purifier, God the Father, and He is teaching us Raj Yoga.
213Ab tum sīkhō , na sīkhō .
209It is now up to you whether you study or not.
214Ham sabkī tō ēk hī mat hai .
210All of us are following one direction.
215Śhrī śhrī sē ham mat lē rahē haĩ .
211We are taking directions from the One who is doubly elevated.
216Yah hai aim object .
212This is the aim and objective.
217Jaisē bāp knowledgeful , vaisē bachchē .
213Just as the Father is knowledge-full, so are His children.
218Manuṣhya sē dēvtā ēk hī bāp banātē haĩ .
214Only the one Father can change humans into deities.
219Aisē-aisē vichār karnē sē rāt kō bhī bahut majā āyēgā .
215By having such thoughts at night too you will experience great pleasure.
220Achchhā !
216Achcha.
221Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
217To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
222Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
218The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
223Dhārṇā kē liē mukhya sār :
219Essence for dharna:
2241 ) amr̥itvēlē uṭh yād mē̃ baiṭh gyān kā ramaṇ karnā hai .
220 1. Awaken in the early morning hours of nectar, churn the knowledge whilst sitting in remembrance.
225Gyān dhan kō bhī yād karnā hai tō gyān dātā kō bhī yād karnā hai .
221Remember the wealth of knowledge as well as the Bestower of Knowledge.
2262 ) īśhvarīy naśhē mē̃ rahkar sēvā karnī hai .
222 2. Stay in Godly intoxication as you do service.
227Sabkō meditation karnē key|kī sahaj vidhi samjhānī hai . 228Ēkmat hōkar rahnā hai .
223Show everyone the easy way to do meditation. 224Remain in harmony by following one direction.
Blessing
229Vardān : rūhānī prasannatā K|kē vibration dvārā sarv kō śhānti aur śhakti key|kī anubhūti karānē vālē sarv prāpti svarūp bhav
225Blessing: May you be an embodiment of all attainments and give everyone the experience of peace and power and with the vibrations of spiritual happiness.
230Jō paramātma prāptiyō̃ sē sampann , sarv prāpti svarūp bachchē haĩ , unkē chēhrē dvārā rūhānī prasannatā K|kē vibration anya ātmāō̃ tak pahuñchtē haĩ aur vē|way bhī śhānti aur śhakti key|kī anubhūti kartē haĩ .
226 The vibrations of spiritual happiness on the faces of children who are filled with Godly attainments and who are embodiments of all attainments reach all souls who also experience peace and power.
231Jaisē phaldāyak vr̥ikṣha apnē śhītaltā key|kī chhāyā mē̃ mānav kō śhītaltā kā anubhav karātā hai aur mānav prasann hō jātā hai , aisē āpkī prasannatā K|kē vibration apnē prāptiyō̃ key|kī chhāyā dvārā tan-man K|kē śhānti aur śhakti key|kī anubhūti karātē haĩ .
227Just as fruitful trees, with the coolness of their shade, give people coolness and they become happy, in the same way, the vibrations of your happiness with the shade of your attainments, give bodies and minds the experience of peace and power.
Slogan
232Slōgan : jō smr̥iti svarūp rahtē haĩ unhē̃ kōī bhī paristhiti khēl anubhav hōtī hai .
228Slogan: Those who are embodiments of remembrance experience an adverse situation to be like a game.
229*** Om Shanti ***