शुक्रवार 4 अगस्त 2023 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

004-08-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 04/08/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē lāḍlē bachchē - bāp āyē haĩ tumhārē liē svarg key|kī naī duniyā sthāpan karnē , isliē is nark sē dil na lagāō , inkō bhūltē jāō ' '

1Essence: Sweet, beloved children, the Father has come to create the new world of heaven for you. 2Therefore, do not attach your hearts to this hell, but continue to forget it.

Question

2Praśhna  : merciful bāp tum bachchō̃ par kis rūp sē kaun-sā rahm kartē haĩ  ?

3Question: In which form does the merciful Father have mercy for you children?

Answer

3Uttar  : bābā kahtē haĩ - maĩ bāp rūp sē mīṭhī saccharin ban tum bachchō̃ kō itnā pyār dētā hū̃ jō duniyā mē̃ dūsrā kōī bhī dē na sakē .

4Answer: The Father says: In the form of the Father, I become as sweet as saccharine and give you children much more love than any human being could ever give you. 5I make you into the masters of a world of pure love.

4Maĩ tumhē̃ pavitra pyār key|kī duniyā kā mālik banā dētā hū̃ . 5Teacher ban tumhē̃ aisī paṛhāī paṛhātā hū̃ jō tum bahiśht key|kī bībī ban jātē hō .

6In the form of the Teacher, I give you such an education that you become queens of Paradise.

6Yah paṛhāī hai manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī .

7This study is for becoming deities from human beings.

7Yah gyān ratna tumhē̃ viśhva kā mālik banā dētē haĩ .

8The jewels of this knowledge make you into the masters of the world.

Song

8Gīt  : kaun hai mātā , kaun hai pitā …

9Song: Who is the Mother and who is the Father?

Murli

9Ōm śhānti .

10Om shanti.

10Bachchō̃ kō ōm śhānti kā arth|earth samjhāyā jātā hai .

11The meaning of “Om shanti” has been explained to you children.

11Ōm kā arth|earth hai - I am ātmā , maĩ ātmā nirākār paramātmā key|kī santān hū̃ .

12The meaning of “Om” is: I am a soul. 13I, the soul, am a child of the incorporeal Supreme Soul.

12Śharīr kā father vah hai , jisnē janm diyā hai .

14The father of a body is the one who gave it a birth.

13Unkō kahā jātā hai śharīr kō janm dēnē vālā father aur śhivbābā hai ātmāō̃ kā bāp .

15He is called the father who gives birth to a body, whereas Shiv Baba is the Father of souls.

14Vah tō hai hī hai .

16He is constantly the Father.

15Ḍhēr K|kē ḍhēr karōṛō̃ ātmāyē̃ apnī nirākārī duniyā mē̃ rahtī haĩ .

17Millions and billions of souls reside in the incorporeal world where they are constantly viceless.

16Vahā̃ sadaiv nirvikārī hī haĩ , vikārī tō paramdhām mē̃ rah na sakē̃ . 17Pahlē tō yah bāt pakkī karnī paṛēgī - maĩ ātmā , mērā bāp paramātmā .

18Impure souls cannot reside in the supreme abode. 19First of all, you have to make the aspect of your being souls firm and that your Father is the Supreme Soul.

18Ātmā K|kē sambandhī sab bhāī haĩ .

20In the relationship of souls, all are brothers.

19Is śharīr K|kē bāp kō kahā jātā hai laukik bāp .

21The father of this body is called its physical father.

20Ātmā K|kē bāp kō kahā jātā hai pārlaukik bāp .

22The Father of this soul is called the Father from beyond.

21Jō sabhī kā ēk hī hai .

23He is the one Father of everyone.

22Pukārtē bhī haĩ nā - «  ō god father , ō patit pāvan , merciful .

24People call out: “O God the Father! 25O Purifier! 26Merciful One!”

23' ' yah ātmā nē pukārā bāp kō .

27It is souls that call out to the Father.

24Ātmā is śharīr kē sāth duḥkhī hai .

28Souls together with their bodies are unhappy.

25Phir satyug mē̃ ātmā kō śharīr kē sāth sukh hai , isliē uskā nām hī hai sukhdhām , svarg .

29Then, in the golden age, souls experience happiness in their bodies, which is why that is called the land of happiness, heaven.

26Yah hai nark .

30This is hell.

27Gāyā bhī jātā hai nā duḥkh mē̃ simraṇ sab karē̃ . . . . yād kartē haĩ patit-pāvan kō .

31It is sung that everyone remembers God at times of sorrow…. 32They remember the Purifier.

28Samajhtē haĩ - patit-pāvan bāp ūpar paramdhām mē̃ rahtā hai .

33They understand that the Father, the Purifier, resides up above in the supreme abode.

29Gaṅgā kō patit-pāvnī nahī̃ kahē̃gē .

34The Ganges cannot be the Purifier.

30Gaṅgā kō tō in āṅkhō̃ sē dēkhā jātā hai .

35The Ganges can be seen with your physical eyes.

31Nirākār bāp kō athavā ātmā kō nahī̃ dēkhā jā saktā .

36It is not possible to see the incorporeal Father or a soul.

32Parampitā paramātmā prāṇ dātā , jō divya chakṣhu vidhātā hai , unkō kahā jātā hai ō god father , creator .

37The Supreme Father, the Supreme Soul, who is the Bestower of Life and also the Bestower of Divine vision, is called God, the Father, the Creator.

33Achchhā , phir mother kahā̃ sē I|āī|eye  ?

38Achcha, so where did the Mother come from?

34Mother bigar bāp sr̥iṣhṭi key|kī rachnā kaisē rachē̃  ?

39How could the Father create the world without the Mother?

35Mother tō jarūr chāhiē nā .

40The Mother is definitely needed.

36God father manuṣhya sr̥iṣhṭi kā rachayitā , vah hai sabkā bāp .

41God, the Father, the Creator of the human world, is the Father of all.

37Father hai tō mother bhī jarūr hōgī .

42Since there is the Father, there must also be the Mother.

38Bāp ākar samjhātē haĩ maĩ hū̃ hī nirākār .

43The Father comes and explains: I am the incorporeal One.

39Maĩ jab āū̃ , śhādī karū̃ tab bachchē hōṅgē .

44It is only when I come and get married that I can have children.

40Parantu śhādī tō karnī nahī̃ hai .

45However, I am not going to get married.

41Bachchē paidā karnē haĩ - śhādī bigar . 42Bachchō̃ kō maĩ adopt kartā hū̃ .

46Children have to be created without My getting married; therefore, I adopt you children.

43Samjhō kōī kō strī nahī̃ hai , chāhtē haĩ ki apnī milkiyat kiskō dēkar jāū̃ , phir dharm K|kē bachchē banātē haĩ , adopt kartē haĩ tō mā̃-bāp dōnō̃ ṭhaharē nā .

47For instance, when a man wants an heir to leave his property to, but doesn’t have a wife, he would adopt someone; he himself becomes the mother and the father.

44Tō bēhad kā bāp kahtē haĩ ki maĩ bhī father hū̃ .

48Therefore, the unlimited Father says: I too am your Father.

45Maĩ kaisē rachū̃  ? 46Samajh key|kī bāt hai nā .

49How I create children is a matter to be understood.

47Bāp khud ākar samjhātē haĩ mujhē śharīr tō chāhiē nā .

50The Father Himself comes and explains: I need a body.

48Tō inkā ādhār lētā hū̃ .

51Therefore, I take the support of this one.

49Tum kahtē hō ham īśhvar key|kī santān haĩ .

52You say that you are the children of God.

50Īśhvar key|kī santān tō sab haĩ , parantu is samay bāp sammukh āyā huā hai .

53Everyone is a child of God, but it is at this time that God appears personally in front of you children.

51Tum bachchō̃ kō gōd mē̃ lētē haĩ .

54He comes and adopts you.

52Tum samajhtē hō ham bābā K|kē bachchē banē haĩ .

55You understand that you have become Baba’s children.

53Bāp hai svarg kā rachayitā .

56The Father is the Creator of heaven.

54Svarg kā mālik banānē kē liē rājyōg sikhlātē haĩ .

57He teaches you Raj Yoga in order to make you into the masters of heaven.

55Khud baiṭh batlātē haĩ - maĩ nirākār god father hū̃ .

58He Himself sits here and explains: I am incorporeal God, the Father.

56Nirākār kō manuṣhya sr̥iṣhṭi kā rachayitā kaisē kah saktē  ?

59How does the incorporeal One become the Creator of the human world?

57Tō bachchō̃ kō adopt kar unhō̃ kō hī baiṭh samjhātē haĩ ki maĩ śhiv nirākār hū̃ .

60He adopts you children and He sits and explains to you: I am Shiva, the incorporeal One.

58Tum bhī nirākār ātmāyē̃ hō .

61You souls are also incorporeal.

59Tum garbh jēl mē̃ ātē hō , maĩ garbh jēl mē̃ nahī̃ ātā hū̃ .

62You go into the jail of wombs, whereas I do not go into the jail of a womb.

60Tumhārē liē hai ādhā kalp garbh mahal , ādhā kalp hai garbh jēl kyōṅki ādhākalp māyā rāvaṇ pāp karātī hai . 61Satyug mē̃ māyā hōtī nahī̃ jō patit duḥkhī banāyē .

63For half a cycle, each womb is like a palace for you, and for the other half, it is like a jail, because for half a cycle Maya, Ravan makes you commit sin.

62Maĩ 21 janmō̃ kē liē tumkō svarg kā varsā dētā hū̃ .

64Maya doesn’t exist in the golden age to make you impure and unhappy.

63Naī duniyā svarg kō kahā jātā hai .

65I give you your inheritance of heaven for 21 births.

64Makān bhī purānā hōtā hai tō purānē kō chhōṛ nayē mē̃ jātē haĩ .

66The new world is called heaven. 67When a house grows old, you leave it and go to a new one.

65Yah bhī purānī duniyā hai nā .

68This world is also old.

66Vah hai naī duniyā golden age , pāvan duniyā .

69That is the new world, the golden age, the pure world.

67Tō bāp kahtē haĩ - lāḍlē bachchē , maĩ tumhārē liē svarg sthāpan kar rahā hū̃ , tum phir nark sē dil kyō̃ lagātē hō  ?

70Therefore, the Father says: Beloved children, I am establishing heaven for you, and so why do you attach your hearts to this hell?

68Ab nark kō bhūl jāō .

71Now, forget this hell.

69Mujh bāp aur svarg kō yād karō , purānī duniyā kō bhūltē jāō .

72Remember Me, your Father, and heaven; continue to forget the old world.

70Yah hai bēhad kā sannyās .

73This is unlimited renunciation.

71Purānī dēh sahit jō kuchh bhī dēkhtē hō , unkā bhī mamatva chhōṛō .

74Remove all your attachment from everything you see, including your old bodies.

72Samjhō , ham sab kuchh īśhvar kō dētē haĩ .

75Just think that you have given everything to God.

73Yah śharīr , dhan , daulat , bachchē ādi sab ḵẖatm hō jānē vālē haĩ .

76Your bodies, wealth, property and children are all to be destroyed.

74Yah vahī mahābhārī mahābhārat laṛāī hai , jiskē dvārā mukti-jīvanmukti K|kē gates khulnē haĩ .

77This is the same great Mahabharat War, through which the gates to liberation and liberation-in-life will be opened.

75Harī kā dvār kahtē haĩ nā .

78It is called Haridwar (Gateway to God).

76Harī kahā jātā hai śhrīkr̥iṣhṇa kō , unkā dvār hai baikuṇṭh .

79Shri Krishna is called Hari (Remover of Sorrow) and his gateway leads to Paradise.

77Baikuṇṭh K|kē gate|get bāp ākar khōltē haĩ .

80The Father comes and opens the gates to Paradise.

78Vahā̃ kōī patit jā nahī̃ saktā isliē patit sē pāvan banātē haĩ , duḥkh sē liberate kartē haĩ .

81No one impure can go there. 82This is why He purifies the impure and He liberates everyone from sorrow.

79Aur kōī liberate kar na sakē .

83No one else can liberate you.

80Duḥkh hartā , sukh kartā bāp hī hai . 81Bāp kahtē haĩ - maĩ tumkō rājyōg sikhātā hū̃ .

84Only the Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness. 85He says: I teach you Raj Yoga.

82Sadā kē liē sukh dēnē āyā hū̃ .

86I have come to give you constant happiness.

83Maĩ tumhārē liē baikuṇṭh hathēlī par lāyā hū̃ .

87I have brought Paradise on the palm of My hand for you.

84Tum rājyōg sīkhkar manuṣhya sē dēvtā bantē hō .

88You become deities from human beings by studying Raj Yoga.

85Buddhi bhī kahtī hai ki barōbar samajh key|kī bātē̃ haĩ .

89The intellect also says that this is a matter to be understood.

86Samjhō , yah purānī duniyā hai phir yah naī banēgī .

90Consider this world to be old and that it has to become new again.

87Sarvśhaktimān ēk hī bāp hai jō apnī śhakti sē svarg kā mālik banātē haĩ .

91Only the one Father is the Almighty Authority who uses His power to make you into the masters of heaven.

88Chāhtē bhī haĩ ēk rājya hō , almighty authority rājya hō .

92People want to have one kingdom, one Almighty Authority kingdom.

89Sō tō satyug-trētā mē̃ aṭal , akhaṇḍ , sukh-śhāntimay dēvī-dēvatāō̃ key|kī rājdhānī thī , kōī vighna nahī̃ thā .

93That was there in the golden and silver ages, when there was the unshakeable, undivided, peaceful and happy kingdom of deities. 94There were no obstacles then.

90Unkō advait rājya kahā jātā hai .

95It was called an undivided kingdom.

91Dūsrā dharm hī nahī̃ , jō duḥkhī banē̃ .

96There was no other religion through which you could become unhappy.

92Abhī dēkhō bhal kriściyan ēk hī dharm K|kē haĩ tō bhī unhō̃ key|kī āpas mē̃ bahut laṛāī hōtī hai kyōṅki māyā kā rājya hai .

97Just look, at present, although all the Christians belong to the one religion, there is a lot of conflict amongst them because this is the kingdom of Maya.

93Satyug mē̃ māyā hōtī nahī̃ .

98Maya doesn’t exist in the golden age.

94Abhī kahtē haĩ - ō god father rahm karō .

99Now, they call out: O God, the Father, have mercy on us!

95Bāp kahtē haĩ - rahm tō sab par karũgā .

100The Father says: I have mercy on everyone.

96Sab bachchō̃ kō pāpō̃ sē mukt kartā hū̃ arthāt patit duniyā sē liberate kartā hū̃ .

101I liberate all of you children from sin, that is, I liberate you from this impure world.

97Tum sab ātmāō̃ kō lē jātā hū̃ nirākārī duniyā mē̃ . 98Bākī śharīr tō bhasma hō jāyēṅgē .

102I take all of you souls back to the incorporeal world, but your bodies will be burnt here.

99Natural calamities gāī huī hai .

103Natural calamities have been remembered.

100Āsār bhī dēkh rahē hō .

104You can see signs of them.

101Famine paṛnā jarūr hai .

105There will definitely be famine.

102Ab bāp kahtē haĩ is chhī-chhī duniyā sē mamatva tōṛō .

106Now, the Father says: Remove your attachment from this dirty world.

103Bēhad kā bāp hai saccharin .

107The unlimited Father is the Saccharine.

104Kahtē haĩ maĩ jō tumkō pyār kartā hū̃ , sō kōī kar na sakē .

108He says: No one can love you as much as I love you.

105Abhī tumkō pavitra duniyā kā mālik banātā hū̃ .

109I am now making you into the masters of the pure world.

106Rājāī kē liē tum paṛh rahē hō .

110You are now studying for a kingdom.

107Aim object buddhi mē̃ hai .

111Your aim and objective is in your intellects.

108Nayā tō kōī samajh na sakē , jab tak ki kōī baiṭh unkō samajhāvē .

112No one new can understand anything until someone sits and explains to him.

109Ēk haphtā baiṭh samajhē̃ ki manuṣhya sē dēvtā bannā hai isliē bāp kō jādūgar kahā jātā hai .

113He has to sit over a period of one week and understand that he has to become a deity from a human being. 114This is why the Father is called the Magician.

110Gyān ratnō̃ sē manuṣhya kō dēvtā banātā hū̃ .

115Use the jewels of this knowledge to make human beings into deities.

111Unkō ratnāgar , saudāgar , musāphir bhī kahtē haĩ .

116He is also called the Jeweller, the Businessman and the Traveller.

112Tumkō ākar svarg key|kī mahārānī-mahārājā banātē haĩ .

117He comes and makes you into the emperors and empresses of heaven.

113Musāphir kitnā hasīn hai  !

118He is such a beautiful Traveller.

114Tum jō kōī kām K|kē nahī̃ thē , ab tumkō paṛhākar bahiśht key|kī bībī banātā hū̃ .

119You were of no use. 120I now teach you and make you into the queens of Paradise.

115Tum jāntē hō ham sūryavanśhī-chandravanśhī bannē kē liē paṛh rahē haĩ .

121You understand that you are studying in order to become part of the sun and moon dynasties.

116Paramātmā paṛhātē haĩ .

122The Supreme Soul is teaching you.

117Tum yahā̃ kyā paṛhtē hō  ?

123What are you studying here?

118Tum kahē̃gē manuṣhya sē dēvtā bannē kē liē paṛh rahē haĩ kyōṅki yah āsurī guṇō̃ vālī manuṣhya sr̥iṣhṭi vināśh hōnē vālī hai .

124You would say: We are studying to become deities from human beings, because this world of human beings with devilish traits is to be destroyed.

119Kahtē bhī haĩ mujh nirguṇ hārē mē̃ kōī guṇ nāhī .

125People even sing that they are virtueless, that they have no virtues.

120Tō vahī merciful bāp baiṭhkar tumkō paṛhātē haĩ .

126Therefore, the merciful Father sits here and teaches you.

121Sabhī dharmō̃ vālē ēk nirākār bāp kō hī paramātmā mānē̃gē .

127People of all religions will accept the one incorporeal Father as God.

122Manuṣhya bhal god father kahtē haĩ parantu jāntē nahī̃ ki vah kaun hai , kahā̃ ātē haĩ  ?

128Although human beings say: “God, the Father”, they don’t know who He is or where He comes.

123Abhī tum jāntē hō vah purānī patit duniyā mē̃ ātē haĩ kyōṅki pāvan duniyā sthāpan kartē haĩ .

129You now know that He comes into this old impure world, because He establishes a pure world.

124Purānī duniyā kō naī duniyā banātē haĩ .

130He makes this old world new.

125Naī duniyā mē̃ tō sukh hī sukh hai .

131There is nothing but happiness in a new world.

126Bābā kahtē haĩ naī duniyā sthāpan karnē kalp-kalp mujhē ānā hī hai .

132Baba says: I have to come every cycle in order to establish a new world.

127Yah tō buddhi samajhtī hai ki rāt kē bād hai din .

133The intellect understands that, after the night, there is the day.

128Phir chakra mē̃ kaliyug ātā hai .

134There is the iron age in the cycle.

129Kaliyug kē bād phir satyug jarūr hōgā nā .

135After the iron age, the golden age will definitely come.

130Tum bachchō̃ kō kahā hī jātā hai svadarśhan chakradhārī .

136You children are called spinners of the discus of self-realisation.

131Ātmā jāntī hai maĩ 84 janm kaisē lētī hū̃ .

137The soul understands how he takes 84 births.

132Kōī manuṣhya , manuṣhya kō sadgati dē na sakē .

138No human being can grant salvation to another human being.

133Maĩ hī ākar samjhātā hū̃ .

139It is I who come and explain to you.

134Ham tumkō pāvan banātē haĩ , yōgbal sē tum viśhva par jīt pātē hō .

140I enable you to become pure and gain victory over the world with the power of yoga.

135Bāp hai sarvśhaktimān .

141The Father is the Almighty Authority.

136Bāp sē tumkō bēhad kā varsā miltā hai .

142You receive the unlimited inheritance from the Father.

137Ākāśh , pr̥ithvī , sāgar ādi sab tumhārā hō jāyēgā .

143The earth, sky and sea etc. will all belong to you.

138Yahā̃ tō dēkhō ākāśh par bhī had , pānī par bhī had lagī hai nā .

144Just look, here, they put boundaries in the sky and the water.

139Kahtē haĩ hamārē pānī K|kē andar tum nahī̃ āō .

145They say that you mustn’t enter their waters.

140Tum tō vahā̃ sārē viśhva par rājya kartē hō nā .

146There, you rule over the whole world.

141Svarg tō phir kyā  !

147Just imagine what heaven will be like!

142Svarg kō bhūl nahī̃ saktē .

148You cannot forget heaven.

143Manuṣhya jab martē hai tō kahtē haĩ svargvāsī huā . 144Parantu svarg hai kahā̃  ?

149When someone dies, they say that he has gone to heaven, but where is heaven?

145Zarūr nark hai nā .

150This must surely be hell.

146Yah hai hī hell .

151This is hell itself.

147Sab manuṣhya duḥkhī haĩ , sab patit haĩ .

152All human beings are impure and unhappy.

148Yah rājya hī rāvaṇ kā hai , jiskō jalātē rahtē haĩ parantu jaltā hī nahī̃ hai .

153This is the kingdom of Ravan. 154They continue to burn his effigy but he doesn’t die.

149Rāvaṇ kō ēk sau foot lambā banātē haĩ aur baṛhātē rahtē haĩ .

155They make an effigy of Ravan 100 feet tall; they continue to increase its size.

150Din-pratidin lambā kartē rahtē haĩ parantu samajhtē nahī̃ haĩ .

156Day by day, they continue to make him taller, but they don’t understand anything.

151Yah samajh key|kī bātē̃ haĩ .

157These things have to be understood.

152Yahā̃ dēkhō murlī chaltī hai tō phir tape mē̃ bharī jātī hai kyōṅki gōpikāyē̃ murlī bigar rah na sakē̃ .

158Just see, while this murli is being conducted, it is also being recorded on a tape for the gopikas because they cannot live without murlis.

153Tō yah prabandh hai .

159Therefore, this arrangement has been made.

154Murlī bigar tō taṛaphtē haĩ kyōṅki yah murlī hai jīvan hīrē jaisā banānē vālī .

160Without a murli, they become desperate, because this murli is such that it makes your lives as valuable as diamonds.

155Yahā̃ bābā paṛhātē haĩ , jō murlī phir London-America tak jātī hai .

161Baba teaches you here and then this murli goes to London and America etc.

156Bachchē sunkar bahut khuśh hōtē haĩ .

162Children become very happy while listening to it.

157Gāyā huā hai gōpikāyē̃ murlī bigar rah nahī̃ saktī thī .

163It has been sung that the gopikas weren’t able to live without the murli (flute of Krishna).

158Yah knowledge god father hī sunātē haĩ .

164Only God, the Father, speaks this knowledge to you.

159Mukhya ēk bāt samjhānī hai ki yah hamārā bēhad kā bāp hai , insē svarg kā varsā miltā hai .

165One main aspect has to be explained: That One is our unlimited Father from whom we receive our inheritance of heaven.

160Ātmā kahtī hai mērā bāp paramātmā hai , vah ātmāō̃ kō paṛhā rahē haĩ .

166The soul says: My Father is the Supreme Soul and He is teaching us souls.

161Aisā aur kōī kah na sakē ki maĩ paramātmā tum ātmāō̃ kō paṛhātā hū̃ . 162Aisē bhī nahī̃ kahē̃gē ki maĩ param ātmā knowledgeful hū̃ .

167No one else can say, “I, the Supreme Soul, am teaching you souls”, or “I, the Supreme Soul, am knowledge-full”.

163Tum bachchō̃ kō bahut achchhī rīti samjhāyā jātā hai , parantu sabkī buddhi ēkras tō nahī̃ hōtī hai .

168Everything has been explained to you children very clearly, but not everyone’s intellect is the same.

164Kōī key|kī satōpradhān buddhi hai , kōī key|kī satō , rajō , tamō . . . . ismē̃ teacher kyā karē̃gē  ?

169Some have satopradhan intellects, some sato intellects, some rajo intellects and some tamo intellects, and so what can the Teacher do?

165Teacher kahē̃gē paṛhāī par pūrā attention nahī̃ dētē thē .

170The Teacher would say that you didn’t pay full attention to your studies.

166God father hai knowledgeful .

171God, the Father, is knowledge-full.

167Jaisē teacher knowledgeful hai , student kō paṛhātē haĩ , āp samān banātē haĩ , vaisē is sr̥iṣhṭi chakra key|kī knowledge god father kē pās hī hai , aur kōī nahī̃ jāntē .

172Just as a teacher is knowledge-full and teaches students and makes them similar to himself, in the same way, it is only God, the Father, who has the knowledge of this world cycle. 173No one else has it.

168Bāp hī knowledge sikhlāē knowledgeful banātē haĩ .

174Only the Father teaches you this knowledge and makes you knowledge-full.

169Bāp hai knowledgeful , sabsē ūñch hai .

175The Father, the Highest on High is knowledge-full.

170Ūñchā jiskā nām hai , ūñchā ṭhā̃v hai .

176His name is the highest and His abode is the highest.

171Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar hai sūkṣhmavatan-vāsī .

177Brahma, Vishnu and Shankar are residents of the subtle region.

172Third great mē̃ haĩ manuṣhya .

178Then, human beings are in the third grade.

173Manuṣhyō̃ mē̃ bhī grade hai .

179There are still grades amongst human beings.

174Satyug mē̃ manuṣhyō̃ key|kī grade baṛī ūñchī rahtī hai .

180The grades of human beings in the golden age remain high.

175Tum golden age mē̃ jātē hō .

181You go to the golden age; the iron age will be destroyed.

176Iron age khatm hō jāyēgā . 177Golden age hai tō silver age nahī̃ , copper age hai tō iron age nahī̃ .

182When it is the golden age, the silver age doesn’t exist, and when it is the copper age, the iron age doesn’t exist.

178Yah sab bātē̃ buddhi mē̃ rakhnī hai , isliē chitra banavāyē haĩ .

183All of these things have to be kept in your intellects, and this is why these pictures have been made.

179Satyug mē̃ bahut thōṛē manuṣhya hōtē haĩ . 180Kaliyug mē̃ tō ḍhēr K|kē ḍhēr manuṣhya haĩ .

184There are very few human beings in the golden age, whereas there are countless human beings in the iron age.

181Pūchhtē haĩ - bābā , vināśh kab hōgā  ?

185Children ask: Baba, when will destruction take place?

182Vināśh tab hōgā jab nāṭak pūrā hōgā , sab chalē jāyēṅgē .

186Destruction will take place when this play comes to an end and everyone will then return home.

183Bābā hai mukti jīvanmukti kā guide .

187Baba is the Guide to liberation and liberation-in-life.

184Vah rahtē haĩ paramdhām mē̃ .

188He resides in the supreme abode.

185Tum bhī vahā̃ K|kē rahnē vālē hō , yahā̃ āyē hō part bajānē .

189You also reside there, but you come here to play your parts.

186Bāp kahtē haĩ - bachchē , tumhē̃ māyā par jīt pānī hai .

190The Father says: Children, you have to gain victory over Maya.

187Ismē̃ hiṅsā key|kī kōī bāt nahī̃ hai .

191There is no question of violence in this.

188Satyug mē̃ hiṅsā hōtī nahī̃ .

192There is no violence in the golden age.

189Vahā̃ haĩ hī sampūrṇ nirvikārī dēvī-dēvtāyē̃ .

193Only totally viceless deities exist there.

190Achchhā  !

194Achcha.

191Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

195To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

192Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

196The spiritual Father says namaste to the spiritual children.

Essence for dharna

193Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

197Essence for dharna:

1941 ) buddhi sē bēhad kā sannyās karnā hai .

198 1. Make your intellect have unlimited renunciation.

195Purānī dēh sahit jō kuchh in āṅkhō̃ sē dikhāī dētā hai unsē mamatva nikāl bāp aur svarg kō yād karnā hai .

199Remove your attachment from all the old things you can see with your physical eyes, including your body, and remember the Father and heaven.

1962 ) paṛhāī kō achchhī rīti dhāraṇ kar buddhi kō satōpradhān banānā hai .

200 2. Imbibe this study very well and make your intellect satopradhan.

197Murlī hī paṛhāī hai . 198Murlī par bahut-bahut dhyān dēnā hai .

201Each murli is for you to study, and so you have to pay a lot of attention to the murli.

Blessing

199Vardān  : bhāgya key|kī naī-naī smr̥itiyō̃ dvārā puruṣhārth mē̃ ramaṇīktā kā anubhav karnē vālē man durust bhav

202Blessing: May your mind remain healthy by experiencing entertainment in your efforts with new types of awareness of your fortune.

200Brāhmaṇ jīvan mē̃ last janm hōnē K|kē kāraṇ śharīr sē chāhē kitnē bhī kamjōr yā bīmār haĩ , lēkin man sabkā durust hai .

203 In Brahmin life, because of this being your last birth, no matter how weak or ill you are physically, your mind stays healthy.

201Umaṅg-utsāh sē uṛnē vālā hai .

204It flies with zeal and enthusiasm.

202Powerful man key|kī niśhānī hai - second mē̃ jahā̃ chāhē vahā̃ pahuñch jāē .

205The sign of a powerful mind is that it can reach wherever it wants to go in a second.

203Iskē liē sadā apnē bhāgya K|kē gīt gātē uṛtē rahō .

206For this, continue to praise your fortune and keep flying.

204Amr̥itvēlē sē bhāgya key|kī naī-naī bātē̃ smr̥iti mē̃ lāō .

207From amrit vela onwards, bring into your awareness new types of fortune.

205Kabhī kisī prāpti kō sāmnē rakhō , kabhī kisī . . . tō puruṣhārth mē̃ ramaṇīktā ā jāyēgī .

208Sometimes, keep one form of attainment in front of you and, at other times, another form of attainment. 209There will then be entertainment in your efforts.

206Bōr nahī̃ hōṅgē , navīntā kā anubhav karē̃gē .

210You will not get bored but will experience newness.

Slogan

207Slōgan  : āgē pīchhē sōch samajhkar her|har karma karō tō saphaltā prāpt hōtī rahēgī .

211Slogan: Perform every action after thinking about it and you will continue to have success.

212*** Om Shanti ***