सोमवार 7 अगस्त 2023 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
007-08-2023 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 07/08/23 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - yād kī lambī sīṛhī par tab chaṛh sakē̃gē jab ki bāp sē sachchī prīt hōgī , yād kī dauṛī sē hī vijay mālā mē̃ āyēṅgē ' '
1Essence: Sweet children, you can climb the steep ladder of remembrance when you have true love for the Father. 2It is only by staying in the race of remembrance that you will be able to enter the rosary of victory.
Question
2Praśhna : ēk bāp sē sachchī prīt hai tō uskī niśhānī kyā dikhāī dēgī ?
3Question: What are the visible signs of your having true love for the one Father?
Answer
3Uttar : agar sachchī prīt ēk bāp sē hai tō purānī duniyā , purānē śharīr sē pyār khatm hō jāyēgā .
4Answer: When you have true love for the one Father, your love for the old world and old bodies will finish. 5To die alive is a sign of love. 6Let there be no love for anyone except the Father.
4Jītē jī mar jānā hī prīt key|kī niśhānī hai . 5Bāp K|kē sivāē kisī sē bhī pyār na hō .
7Let it remain in your intellects that this is your final birth and that you now have to return home.
6Buddhi mē̃ rahē ab ghar jānā hai , yah hamārā antim janm hai .
8Baba says: Children, you have completed the play of 84 births.
7Bābā kahtē - bachchē , tumnē 84 janmō̃ kā khēl pūrā kiyā , ab sab kuchh bhūl mujhē yād karō tō maĩ tumhē̃ sāth lē jāūṅgā .
9Now forget everything and remember Me and I will take you back with Me.
Song
8Gīt : banvārī rē …
10Song: O dweller of the forest, your name is the support for my life.
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ nē yah gīt sunā ki yah hai jhūṭhī duniyā .
12You sweetest, beloved, long-lost and now-found children heard in the song how this is a false world.
11Jhūṭh khaṇḍ bhārat kē liē kahā jātā hai .
13The term ‘land of falsehood’ refers to Bharat.
12Har ēk kō apnē-apnē birth place kā khyāl rahtā hai .
14Everyone is concerned about his or her own birthplace.
13Abhī bachchē kahtē haĩ hamārā is jhūṭh khaṇḍ sē kōī tailuk nahī̃ kyōṅki ismē̃ tō bahut duḥkh haĩ .
15You children say that you now have no connection with this land of falsehood because there is a lot of sorrow here.
14Abhī tō sukh kā nām niśhān nahī̃ hai .
16There is now no name or trace of happiness.
15Jhūṭh khaṇḍ key|kī āyu ab bahut thōṛī rahī hai .
17A very short time now remains for this land of falsehood.
16Yah antim janm hai iskō jhūṭh khaṇḍ mr̥ityulōk kahā jātā hai .
18In this final birth, it is called a land of falsehood, a land of death.
17Vah hai amarlōk .
19That is the land of immortality.
18Mr̥ityulōk mē̃ kāl khā jātā hai .
20Death comes to you in this land of death.
19Phir punarjanma jhūṭhī duniyā mē̃ hī lētē haĩ .
21You then take rebirth in this false world.
20Bachchē jāntē haĩ ki ab hamnē 84 janm pūrē kiyē , ab hamārā is duniyā sē kōī vāstā nahī̃ .
22You children know that you have now completed your 84 births. 23We now have no connection with this world.
21Bābā āyē haĩ lēnē liē tō is purānī duniyā sē hamārā kōī tailuk nahī̃ .
24The Father has come to take us back and so we have no connection with this old world.
22Tumhārī bāp sē prīt juṭī hai tō varsā bhī tumkō miltā hai . 23Bākī yādav kauravō̃ kī hai viparīt buddhi arthāt bāp kō jāntē hī nahī̃ .
25Your love is connected to the Father and so you receive the inheritance, whereas the Yadavas and Kauravas have intellects with no love, that is, they don't know the Father.
24Abhī tum bachchō̃ key|kī ēk bāp kē sāth hī prīt buddhi hai .
26The intellects of you children now have love for the one Father.
25Bāp kahtē haĩ ki gr̥ihastha vyavahār mē̃ bhal rahō , bāp kō yād karō .
27The Father says: You may live at home with your families, but remember the Father.
26Abhī sab actors kā part pūrā hōtā hai .
28The parts of all the actors are now coming to an end.
27Sabkē śharīr chhūṭnē haĩ .
29Everyone is to shed his or her body.
28Sabkō vāpis ghar lē jānā hai .
30Baba has come to take everyone back home.
29Manuṣhya marnā nahī̃ chāhtē haĩ . 30Tum tō jītē jī mar chukē hō .
31People don't want to die, whereas you have died alive.
31Is duniyā mē̃ kōī sē pyār nahī̃ . 32Is śharīr sē bhī pyār nahī̃ .
32You don't have love for anyone in this world, not even for this body.
33Ātmā kō rōśhnī milī hai , ham bāp K|kē bachchē haĩ hamārē 84 janm ab pūrē huē .
33The soul has received enlightenment: I am a child of the Father and I have now completed my 84 births.
34Ab khēl pūrā huā .
34The play is now ending.
35Ham sō dēvtā thē phir kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra banē̃ .
35We were deities and we then became warriors, merchants and shudras.
36Ab ham phir brāhmaṇ banē haĩ yah chakra pūrā yād rakhnā hai .
36We have now become Brahmins once again. 37You have to remember this cycle fully.
37Ātmā kahtī hai ki barōbar punarjanma lētē-lētē abhī yah antim janm hai .
38The soul says: Having taken rebirth after rebirth, this is truly my last birth.
38Bāp āyā hai lēnē liē .
39The Father has come to take us back.
39Anēk bār hamnē 84 janmō̃ kā chakra lagāyā hai .
40We have been around the cycle of 84 births many times.
40Svadarśhan chakradhārī banē hō nā .
41You have become spinners of the discus of self-realisation.
41Samjhāyā jātā hai ki aisē hamnē 84 janmō̃ kā chakra lagāyā hai .
42It is explained that you have been around the cycle of 84 births in this way.
42Sabhī bhāratvāsiyō̃ K|kē pūrē 84 janm nahī̃ kahē̃gē .
43It would not be said that all the people of Bharat take the full 84 births.
43Jō brāhmaṇ bantē haĩ vahī samajhtē haĩ .
44Only those who become Brahmins understand this.
445 hajār varṣh pahlē bhī samjhāyā thā - hē bachchē , tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō .
45It was also explained to you 5000 years ago: O children, you don't know your own births. 46No one can speak about 8.4 million births.
4584 lākh janmō̃ kā tō kōī varṇan bhī na kar sakē .
47You now know about all the religions in the cycle.
46Abhī tumkō sabhī dharmō K|kē chakra kā bhī patā paṛ gayā hai . 47Hisāb-kitāb mē̃ jō hōśhiyār hōṅgē vah jhaṭ samajh jāyēṅgē .
48Those who are clever at calculating would quickly understand that those of such and such a religion truly have to take so many births.
48Barōbar phalānē dharm kō itnē janma lēnē chāhiē .
49You now have full faith that you have completed 84 births.
49Tumkō bhī pūrā niśhchay hai ki hamnē 84 janm pūrē kiyē , ab bāp vāpis lēnē liē āyē haĩ jiskē liē hī yah mahābhārī laṛāī hai .
50The Father has now come to take you back. 51There is to be a great war for this. 52All of those people have non-loving intellects at the time of destruction.
50Un sabkī hai vināśh kālē viparīt buddhi . 51Vināśhkāl hai hī kaliyug K|kē ant aur satyug ādi K|kē saṅgam par .
53The destruction takes place at the confluence of the end of the iron age and the beginning of the golden age.
52Satyug aur trētā K|kē saṅgam kō vināśhkāl nahī̃ kahē̃gē .
54The confluence of the golden and silver ages is not called a period of destruction.
53Vahā̃ tō vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ .
55There, growth still continues.
54Abhī sabkā vināśh hōnā hai iskō vināśh kāl kahā jātā hai .
56Now there has to be destruction of everyone. 57This is called the time of destruction.
55Abhī tumhārā antim janm hai .
58This is now your final birth.
56Iskē pahlē bāp āyē tō kah na sakē ki tumhārā yah antim janm hai .
59If the Father came prior to this, He couldn’t say that that was your final birth.
57Jab khēl pūrā hōtā hai tab hī maĩ ātā hū̃ .
60I come when the play comes to an end.
58Tum jāntē hō barōbar ham ātmāyē̃ 84 janma lētī haĩ .
61You souls know that you truly do take 84 births.
59Gāyā bhī jātā hai ki kumārī vah jō 21 kul kā uddhār karē .
62It is remembered that a kumari is one who uplifts 21 clans.
60Ab vah tō samajhtē nahī̃ ki 21 kul kiskō kahā jātā hai .
63They don't understand what the 21 clans are.
61Bhārat mē̃ kumāriyō̃ key|kī bahut mānyatā hai , pūjtē haĩ .
64In Bharat, there is a lot of importance given to kumaris; they are worshipped.
62Jagadambā bhī kumārī hai nā .
65Jagadamba is also a kumari.
63Kumārī kō phir jagadambā kahnā iskā bhī arth|earth chāhiē nā .
66There has to be a meaning to calling a kumari Jagadamba.
64Jagat ambā hai tō jagat pitā bhī chāhiē nā .
67When there is Jagadamba, Jagadpita is also needed.
65Jagat pitā kē sāth mātā bhī chāhiē .
68Together with the World Father, a mother is also needed.
66Aisē tō bahut mātāyē̃ haĩ jinkō jagat mātā bhī kahtē haĩ .
69There are many mothers who are also called world mothers.
67Akhbār mē̃ bhī paṛā thā - kōī mātā kō jagat mātā likhā thā .
70It was written in the newspapers that a particular mother was called the World Mother.
68Ab jagat mānā sārī sr̥iṣhṭi .
71The world means the whole world.
69Tō jagat key|kī mā̃ ēk hōgī yā 10-20 hōṅgī .
72So, would there be one mother of the world or 10 to 20?
70Rachtā bāp ēk hai tō mātā bhī ēk chāhiē nā .
73The Father, the Creator, is only one and so there has to be one mother too.
71Itnī mātāyē̃ sab jagat K|kē mālik haĩ .
74All of you mothers are the masters of the world.
72Jagat key|kī mātā tō ēk hai nā jagat ambā .
75There is one World Mother, Jagadamba.
73Tō abhī tum bachchō̃ key|kī prīt hai ēk śhivbābā sē .
76So, you children now have love for one Shiv Baba.
74Tumhārē mē̃ bhī number-vār puruṣhārth anusār haĩ jinkī pūrī prīt hai .
77Those among you who have full love are also numberwise, according to your efforts.
75Sajnī key|kī ēk sājan sē , bachchō̃ key|kī ēk bāp sē prīt hōnī chāhiē .
78You brides should have love for the one Bridegroom, and you children should have love for the one Father.
76Aur sabsē prīt tōṛnī paṛē .
79You have to break your love away from everyone else.
77Naṣhṭōmōhā bannā hai .
80Become destroyers of attachment.
78Purānī duniyā sē mōh naṣhṭ .
81Destroy your attachment to the old world.
79Jaisē purānā ghar hōtā hai tō bāp nayā banātē haĩ .
82When a home has become old, the father builds a new one.
80Jab nayā ban jātā hai tō usmē̃ baiṭh purānē kō ḵẖalās kar dētē haĩ .
83When the new one is completed, the old one is demolished.
81Bāp kahtē haĩ maĩ tumhārē liē svarg naī duniyā rachtā hū̃ .
84The Father says: I create heaven, the new world, for you.
82Naī duniyā mē̃ naī dēhlī hai .
85There is New Delhi in the new world.
83Yahī jamunā kā kaṇṭhā hai jahā̃ tum rājya kartē hō .
86It is on the same bank of this River Jamuna where you rule the kingdom.
84Tum jāntē hō bhakti kā bahut baṛā vistār hai .
87You know that there is a huge expansion of devotion.
85Gyān tō bilkul thōṛā hai - ēk second kā .
88Knowledge is very short, just of one second.
86Bīj kō jānnē sē sārā jhāṛ ā jātā hai .
89By knowing the Seed, you know the whole tree.
87Bhinn-bhinn variety dharmō kā jhāṛ hai , usmē̃ mukhya foundation hai dēvī-dēvtā dharm .
90There is the tree of the variety of religions and the foundation of that is the deity religion.
88Ādhākalp mē̃ sivāē ēk dharm K|kē aur kōī dharm hai nahī̃ . 89Bākī ādhākalp mē̃ dēkhō kitnē dharmō̃ key|kī sthāpanā hōtī hai !
91For half a cycle there are no religions except that one, but look how many religions are established in the other half.
90Kahā jātā hai ki parampitā paramātmā brahmā mukh dvārā dēvtā dharm aur kṣhatriya dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .
92It is said: The Supreme Father, the Supreme Soul, establishes the deity and warrior religions with the mouth of Brahma.
91Sō tō dēkhtē hō brāhmaṇ tō tum hō hī .
93You can see that. 94You are the only Brahmins.
92Tumhārē mē̃ bhī kōī sūryavanśhī , kōī chandravanśhī bannē vālē haĩ .
95Among you, too, some will become the sun dynasty and others will become the moon dynasty.
93Ūñch tē ūñch hai brāhmaṇ dharm .
96The Brahmin religion is the highest on high.
94Bhāratvāsī apnē dharm kō hī nahī̃ jāntē haĩ .
97The people of Bharat do not know their own religion.
95Kahā jātā hai ki religion is might .
98It is said: Religion is might.
96Abhī bāp dharm sthāpan kartē haĩ tō tum bāp sē kitnī tākat lētē hō bāp kā bannē sē .
99The Father is now establishing religion and so you are claiming so much strength from the Father by belonging to Him.
97Gōyā sarvśhaktimān bāp hī bachchō̃ kō yōg sē śhaktivān banātē haĩ .
100This means that only the Almighty Authority Father makes you children powerful with yoga.
98Bāp hai kitnā gupta !
101The Father is so incognito.
99Unkō apnā śharīr hai nahī̃ .
102He doesn't have a body of His own.
100Sarvśhaktimān kahā jātā hai tō jarūr śhakti dēgē nā .
103He is called the Almighty Authority and so He would definitely give you might.
101Tumhārā nām hī hai śhiv-śhaktiyā̃ .
104Your name is Shiv Shaktis.
102Śhiv sē śhakti lēnē vālī hō .
105You are those who take power from Shiva.
103Nark kō svarg banātī hō .
106You change hell into heaven.
104Yah tumkō bal miltā hai .
107You are receiving power.
105Yōgbal sē tum rāvaṇ par jīt pātī hō .
108You conquer Ravan with the power of yoga.
106Tō tumhārī ab sarvśhaktimān bāp sē prīt hai number-vār puruṣhārth anusār .
109Therefore, you now love the Almighty Authority Father, numberwise, according to the efforts you make.
107Bahut viparīt buddhi bhī haĩ kyōṅki yād nahī̃ kartē haĩ .
110Many have intellects with no love because they don't remember the Father.
108Bahut prīt unhō̃ kī hai jō bahut yād kartē haĩ .
111Those who remember the Father a great deal have a lot of love.
109Thōṛī prīt hai tō samjhō yād nahī̃ kartē . 110Kahtē haĩ - kyā karē̃ . . . . , ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ . . . . .
112For those who have less love, you can understand that they don't remember the Father. 113They say: What can I do? 114I repeatedly forget.
111Arē , sājan kō tum yād nahī̃ kar saktē hō ?
115Oh! but can you not remember your Bridegroom?
112Bāp , jissē svarg kā varsā miltā hai , aisē bāp kō yād nahī̃ kar saktē hō ?
116Can you not remember the Father from whom you receive the inheritance of heaven?
113Kāraṇ batāō ?
117Tell Baba the reason for this.
114Bachchā kahē bāp kō yād nahī̃ kar saktā hū̃ !
118A child says that he can't remember the Father!
115Arē , phir varsā kaisē milēgā ?
119How would you then receive your inheritance?
116Jitnā bāp kō yād kartē hō utnī śhakti miltī hai .
120The more you remember the Father, the more power you receive.
117Aisē nahī̃ ki śhivbābā kō bhī yād karō aur sāth-sāth kālā mũh bhī kartē rahō phir rājya-bhāgya mil na sakē .
121Don't think that you can remember Shiv Baba and also continue to dirty your face at the same time.
118Kahtē haĩ - bābā , ham bhūl jātē haĩ , murjhā jātē haĩ .
122In that case, you won't be able to receive your fortune of the kingdom.
119Bābā kahē - arē , tum īśhvar key|kī santān banē hō , tumkō tō bahut naśhā chaṛhnā chāhiē .
123Some say: Baba, I forget You. 124I wilt. 125Baba says: Oh! you have become the children of God, so you should be very intoxicated.
120Aisē bāp kō tō nirantar yād karnā chāhiē .
126You should remember such a Father constantly.
121Prīt buddhi bannā chāhiē .
127Become those with loving intellects.
122Śhivbābā sē prīt nahī̃ tō brahmā sē bhī nahī̃ hōgī .
128If you don't have love for Shiv Baba, you won't have love for Brahma.
123Vah aisē hī sabsē laṛtē-jhagaṛtē rahē̃gē .
129Such children will just continue to fight and quarrel with everyone.
124Yōg hī nahī̃ tō varsā kaisē lē saktē ?
130If you don’t have yoga, how can you claim your inheritance?
125Godly bulbul nahī̃ ban saktē .
131You cannot become Godly nightingales.
126Bulbul bannā chāhiē nā .
132You have to become nightingales.
127Bābā kē pās godly bulbul haĩ , maināyē̃ bhī haĩ , tōtē bhī haĩ , kōī kābar bhī haĩ . 128Sabsē laṛtē-jhagaṛtē haĩ .
133Baba has Godly nightingales, parrots and even some crows who continue to fight and quarrel with everyone.
129Kōī phir pigeon ( kabūtar ) bhī haĩ .
134Some are even pigeons; they cannot make any sound.
130Vah āvāj nahī̃ kar saktē haĩ .
135There are different types of flowers in a garden.
131Bagīchē mē̃ bhinn-bhinn prakār K|kē fool|phūl hōtē haĩ .
136Each of you can ask yourself: What kind of flower am I?
132Harēk apnē sē pūchhē ki maĩ kaun-sā fool|phūl hū̃ ?
137Am I a rose or a spiritual rose?
133Gulāb kā hū̃ vā ruhē gulāb hū̃ ?
138Am I doing service like Mama and Baba?
134Maĩ mammā-bābā jaisī service kartā hū̃ ?
139Can I marry Shri Narayan or Shri Lakshmi?
135Kyā ham śhrī nārāyaṇ kō vā śhrī lakṣhmī kō var saktā hū̃ ?
140You have to ask yourself: How much do I remember the Father? 141How much service do I do?
136Aisā apnē sē pūchhnā hai ki maĩ kitnā bāp kō yād kartā hū̃ ?
142You definitely are to receive the inheritance from the Father.
137Kitnī sēvā kartā hū̃ ? 138Bāp sē tō jarūr varsā milnā hai .
143The incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, came in Bharat.
139Nirākār parampitā paramātmā bhārat mē̃ āyē haĩ , jarūr bhārat kō svarg banāyā hōgā . 140Jarūr śhivbābā āyē tab tō satyug banāyēṅgē nā .
144Therefore, He must surely have made Bharat into heaven. 145It would definitely be when Shiv Baba comes that He creates the golden age.
141Śhiv key|kī jayantī manātē haĩ .
146People celebrate the birthday of Shiva.
142Śhiv kā bhī birth place hai , tō śhrīkr̥iṣhṇa kā bhī birth place hai .
147There is the birthplace of Shiva and also the birthplace of Shri Krishna.
143Kr̥iṣhṇa key|kī jayantī tō baṛē dhūmdhām sē manātē haĩ .
148People celebrate the birthday of Krishna with a lot of pomp and splendour.
144Abhī tō śhiv jayanti key|kī chhuṭṭiyā̃ bhī nahī̃ kartē .
149Now, they don't even have a public holiday for Shiv Jayanti.
145Andhēr nagarī hai nā .
150This is the city of darkness.
146Yahā̃ par hai hī prajā kā prajā par rājya .
151Here, the people rule the people.
147Hōnā chāhiē rājā-rānī kā rājya .
152There should really be kingdoms of kings and queens.
148Vah tō drama anusār hai hī nahī̃ .
153According to the drama, that doesn’t exist now.
149Tum jāntē hō ki bhārat pavitra rājasthān hō jāyēgā , tō unhō̃ kō bhī jagānā hai .
154You know that Bharat will become a pure land of kings. 155Therefore, those people have to be woken up.
150Phir sē daivī rājasthān sthāpan hōtā hai .
156That divine land of kings is now being established once again.
151Abhī āsurī rājasthān hō gayā hai .
157It has now become a land of devilish kings.
152Pahlē bhāratvāsī pavitra thē , abhī tō apavitr banē haĩ tab tō lōg unhō̃ key|kī pūjā kartē haĩ .
158At first, the people of Bharat were pure but they have now become impure. 159This is why people worship those (pure) beings.
153Abhī tō no|know rājasthān .
160There is now no land of kings.
154Tum chiṭṭhī likh saktē hō athavā akhbār mē̃ bhī ḍāl saktē hō ki bhārat 5 hajār varṣh pahlē daivī rājasthān thā , abhī nahī̃ hai .
161You can write a letter or even print in a newspaper: Five thousand years ago, Bharat was a divine land of kings; it is no longer that.
155Tum hō īśhvarīy bahan-bhāī .
162You are Godly brothers and sisters.
156Tum hō bahut thōṛē .
163There are very few of you.
157Gāyā bhī jātā hai - rām gayō , rāvaṇ gayō . . . . . . . .
164It is sung: Rama went and Ravan went.
158Samajhnā chāhiē ki ham bākī bahut thōṛā samay haĩ .
165You should understand that you are here for only a little while longer.
159Bāp sē varsā tō lētē rahē̃ . 160Sāth-sāth bhaviṣhya kā bhī khyāl karō .
166Continue to claim your inheritance from the Father and also think about the future.
161Yah bhī dhandhā karō , śharīr nirvāh bhī karnā hai .
167Do this business and also do business for your livelihood.
162Yah hai bhaviṣhya kē liē .
168This is for the future.
163Ismē̃ mēhnat kuchh nahī̃ , bilkul sahaj hai .
169There is no labour in this; it is very easy.
164Second mē̃ jīvanmukti 21 janm kē liē miltī hai .
170You receive liberation-in-life for 21 births in a second.
165Bāp kō aur chakra kō yād karnā hai .
171You have to remember the Father and the cycle.
166Bāp kō yād karnē sē hī pāvan banē̃gē .
172Only by remembering the Father will you become pure.
167Patit kōī jā na sakē .
173Impure beings cannot return home.
168Bahut sajāyē̃ khānī paṛē̃gī .
174A lot of punishment will have to be experienced.
169Tō vināśhkāl abhī hai .
175So the time of destruction is now.
170Yādav aur kaurav kī hai viparīt buddhi .
176The Yadavas and the Kauravas had intellects without love.
171Pāṇḍavō̃ key|kī prīt buddhi thī , jinkī hī vijay huī .
177The Pandavas who became victorious had loving intellects.
172Abhī vahī samay hai .
178It is now that same period of time.
173Bāp samjhātē haĩ - sirph yah yād karō ki ab vāpis jānā hai .
179The Father explains: Simply remember that you now have to return home.
174Bākī thōṛā samay hai , nāṭak pūrā hōtā hai .
180Very little time remains: the play is coming to an end.
175Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē sirph bābā kō yād karnā hai .
181While living at home, simply continue to remember Baba.
176Yād kī hī lambī sīṛhī hai .
182The ladder of remembrance is very steep.
177Rudra mālā bannī hai phir inām milēgā .
183The rosary of Rudra has to be created and you will then receive a prize.
178Rājya bhāgya pānā hai , uskē liē vichār sāgar manthan karnā hai .
184You have to claim your fortune of the kingdom and you have to churn the ocean of knowledge for that.
179Yah hai buddhiyōg key|kī yātrā .
185This is the pilgrimage of the intellects’ yoga.
180Bāp kē pās dauṛnā hai .
186You have to race to the Father.
181Dēkhnā hai ki sārē din mē̃ bāp kō kitnā yād kiyā ?
187Check: How much did I remember the Father throughout the day?
182Kitnē kō kāṇṭō̃ sē fool|phūl banāyā .
188How many did I change from thorns into flowers?
183Prajā nahī̃ banāyēṅgē tō kis par rājya karē̃gē isliē pahlē 8 mukhya bantē haĩ , phir 108 , phir 16108 hō jātē haĩ . 184Vivēk bhī kahtā hai - yah tō jarūr hai , vr̥iddhi tō hōtī rahēgī .
189If you don't create subjects, over whom would you rule? 190Therefore, there are first the eight main ones, then there are 108 and then 16,108. Reason also says that expansion will definitely continue to take place.
185Rājdhānī vr̥iddhi kō pātī rahēgī .
191The kingdom will continue to expand.
186Abhī bhī ḍhēr lākhō̃ āyēṅgē .
192Hundreds of thousands of people will come even now.
187Buddhi mē̃ yah pakkā yād rakhō - abhī hamkō ghar jānā hai .
193Keep this firmly in your intellects: We now have to return home.
188Is purānī duniyā mē̃ duḥkh bahut haĩ .
194There is a lot of sorrow in this old world.
189Bas , ēk bāp kō yād kartē rahō .
195Simply continue to remember the one Father.
190Baṛī lambī yātrā hai .
196The pilgrimage is very long.
191Pichhāṛī mē̃ ānē vālē itnā ūñch pad pā na sakē̃ .
197Those who come at the end will be unable to claim such a high status.
192Kitnī mēhnat karnī paṛtī hai !
198So much effort has to be made.
193Karmabhōg kitnā chaltā hai !
199There is so much suffering of karma.
194Phir pichhāṛī mē̃ ānē vālē itnī mēhnat kaisē kar saktē haĩ , jō vikarma vināśh hō jāē̃ ?
200Then, how could those who come at the end make sufficient effort that their sins would be absolved?
195Janak bhī trētā mē̃ chalā gayā . 196Sūryavanśhī rājā ban na sakā .
201King Janak went into the silver age; he couldn't become a sun-dynasty king.
197Rājā thā , surrender bhī huā , parantu toolate āyā tō chandravanśhī mē̃ chalā gayā .
202He was a king, he became surrendered, but he came too late and so he went into the moon dynasty.
198In bātō̃ kō brāhmaṇ hī samajh saktē haĩ , śhūdra samajh na sakē̃ .
203Only Brahmins can understand these things; shudras cannot understand these things.
199Hā̃ , kaīyō̃ kō purity achchhī lagtī hai parantu purity mē̃ rahkar bhī dikhāyē̃ nā ?
204Yes, some do like purity, but they have to demonstrate it by living in a state of purity.
200Sannyāsiyō̃ K|kē followers kahlātē haĩ , khud tō pavitra bantē nahī̃ tō followers kaisē huē ?
205Some are called followers of sannyasis, but they don't become pure. 206Therefore, how could they be called followers?
201Yah bhī jhūṭh huā nā .
207That is a lie.
202Kōī bhī satsaṅg mē̃ aim object hōtī nahī̃ .
208In no other spiritual gathering do they have an aim or objective.
203Kitnē ḍhēr satsaṅg haĩ .
209There are so many spiritual gatherings.
204Yah tō bāp hī ākar manuṣhya sē dēvtā banātē haĩ .
210Only the Father comes and changes human beings into deities.
205Viśhva kā mālik tum bantē hō ēk śhivbābā key|kī yād sē .
211You become the masters of the world by having remembrance of the one Shiv Baba.
206Bāp kō yād hī nahī̃ karē̃gē tō varsā kaisē milēgā ?
212If you don’t remember the Father, how would you receive the inheritance?
207Yah tō tumhārā kām hai - puruṣhārth kar nirantar yād karnā .
213It is your duty to make effort and constantly remember Baba.
208Nirantar yād rahē , vah avasthā ant mē̃ hōgī .
214The stage where you have constant remembrance will be at the end.
209Abhī nahī̃ hai .
215You don't have that stage now.
210Pichhāṛī mē̃ 8 hī win kartē haĩ , yād kartē-kartē sabsē pahlē jātē haĩ .
216At the end, only eight win. 217It is by having remembrance that they go ahead of everyone.
211Achchhā !
218Achcha.
212Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
219To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
220The spiritual Father says namaste to the spiritual children.
Essence for dharna
214Dhārṇā kē liē mukhya sār :
221Essence for dharna:
2151 ) vināśh kāl kā samay hai isliē dēhdhāriyō̃ sē prīt tōṛ ēk bāp sē sachchī prīt rakhnī hai .
222 1. This is the time of destruction. 223Therefore, break your love away from bodily beings and have true love for the one Father.
216Is purānē ghar sē mōh naṣhṭ kar dēnā hai .
224Destroy your attachment to this old home.
2172 ) gyān key|kī bulbul ban āp samān kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānē key|kī sēvā karnī hai .
225 2. Become a nightingale of knowledge and do the service of making thorns into flowers like yourself.
218Yād kī dauṛ lagānī hai .
226Run the race of remembrance.
Blessing
219Vardān : sarv yōgyatāō̃ dvārā svayã kō valuable banānē vālē bēphikar bādśhāh bhav
227Blessing: May you become a carefree emperor by making yourself valuable with all specialities.
220Bāp svayã bachchō̃ kō offer kartē haĩ - bachchē yōgya right hand banō , yōgya sēvādhārī banō .
228 The Father Himself offers this to you children: Children, become capable right hands, become worthy servers.
221Jō yōgya hōtā hai vah bēphikar bādśhāh hōtā hai .
229Those who are capable become carefree emperors.
222Chāhē sthūl yōgyatā , chāhē gyān key|kī yōgyatā manuṣhya kō valuable banātī hai .
230Whether you have physical capabilities or specialities of this knowledge, they make human beings valuable.
223Yōgyatā nahī̃ tō value nahī̃ rahtī .
231If you don’t have any capabilities, then there is no value.
224Rūhānī sēvā key|kī yōgyatā sabsē baṛī hai .
232The speciality of doing spiritual service is the greatest.
225Aisī yōgya ātmā kō kōī bhī bāt rōk nahī̃ saktī . 226Yōgya bannā mānā mērā tō ēk bābā , bas aur kōī bāt buddhi mē̃ na hō .
233Nothing can prevent such capable souls. 234To become worthy means to belong to the one Father and that is all. 235Let there not be anything else in your intellect.
Slogan
227Slōgan : ēkras sthiti kā anubhav karnā hai tō ēk bāp dvārā sarv rasō̃ key|kī anubhūti karō .
236Slogan: In order to experience a constant and stable stage, feel the sweetness of everything from the one Father.
237*** Om Shanti ***